Category
🛠️
LifestyleTranscript
00:00 "The Prophet knows the secret."
00:12 Welcome to the show, "Khususi Transmission" on AYRYQ TV.
00:19 I am Shahan-e-Mairaj and we have new guests joining us.
00:23 Before introducing them, I would like to say a few words about Mairaj-e-Paak.
00:28 Let's continue the program.
00:30 "Jab chale Mustafa aasma se pare"
00:34 "Jab chale Mustafa aasma se pare"
00:39 "Waqt bhi hat gaya darmayan se pare"
00:46 "Shah-e-arzoo sama ke pade jab kadam"
00:54 "Noor hi noor tha kehkashaan se pare"
01:02 "Aaj ki shab wahan tak gaye hain huzoor"
01:10 "Koi shay bhi nahi thi jahan se pare"
01:18 "Apne khaliq se milne gaya aaj shab ik bashar sarhad-e-qudsiyan se pare"
01:34 "Abd hai aur shay abd hi aur hai"
01:43 "Hai hakikat hai vehmo gumaan se pare aur manzil-e-midhate shah-e-peghambaraan"
01:50 "Sarwar-e-behunar ke bayaan se pare"
01:54 "Jab chale Mustafa aasma se pare"
01:57 "Waqt bhi hat gaya darmayan se pare"
02:00 You are watching this special transmission of Shah-e-Mairaj
02:04 and Allah has blessed us with these blessed moments.
02:08 We have joined in this transmission today our beloved and beloved personality
02:16 Mufti Muhammad Ramadan Sehalvi Sahib Khateeb Jama Masjid Data Darbar
02:20 Welcome to you.
02:22 Thank you for coming.
02:24 And our respected and beloved Pir Irfan Ilahi Qadri Sahib
02:32 Welcome to you. You are the owner of the shrine of the Holy Prophet (PBUH)
02:39 Welcome to you.
02:41 Our respected and beloved and famous
02:46 Suril-e-Sana Khan
02:48 Mr. Ijaz Hussain Shakarghadi
02:50 Please come in. Welcome to you.
02:52 Thank you.
02:53 And please give us the speech.
02:55 (Sings)
03:13 "Arsh ki aql dang hai, charkh mein aasman hai"
03:29 "Arsh ki aql dang hai, charkh mein aasman hai"
03:45 "Jaane murad ab kidar, hai tera makaan hai"
03:59 "Jaane murad ab kidar, hai tera makaan hai"
04:17 "Arsh pe taaza ched chaar, farsh pe turfa doomdaam"
04:45 "Arsh pe taaza ched chaar, farsh pe turfa doomdaam"
05:03 "Kaan jidhar laga yeh, teri hi daastaan hai"
05:31 And please see the couplet.
05:33 "Woh jo na the toh, kuchh na tha"
06:01 "Woh jo na the toh, kuchh na tha"
06:10 "Woh jo na ho toh, kuchh na ho"
06:22 "Haan jaan hai woh jahan ki, jaan hai toh jahan hai"
06:36 "Jaan hai woh jahan ki, jaan hai toh jahan hai"
06:51 "Khauf na rakh raza zara, tu toh hai abde Mustafa"
07:15 "Tere liye amaan hai, tere liye amaan hai"
07:27 "Arsh ki aql dhang hai, charkh mein aasmaan hai"
07:46 Subhanallah, subhanallah.
07:47 Kalam-e-Aala Hazrat aur khubsurte se mashallah aapne hata farmaya.
07:51 Bahut shukriya.
07:52 Mufti sahab qibla aagaz karte hain, balke continue karte hain.
07:56 Bahut qaleel muddat mein, taweel safar, iski hikmatin kya hai?
08:02 Aur isme Allah ki qudrat ka bhi izhaar hai,
08:05 Rasool-e-Karim (S.A.W) ki bashariyat ke maqam-u-martaba ka bhi izhaar hai.
08:10 Toh in saari cheezon ko kis tana se dekhte hain?
08:13 Bahut shukriya, Muhtram Junaab Dr. Sarwar sahab.
08:16 Nabi Baag (S.A.W) ke jo Miraj-e-Baag ka mojza aur safar hai,
08:23 waise toh Huzoor-e-Alai-Salaam saraapa mojza hai,
08:27 aur kisi bhi mojza sharif ko agar aap discuss karein toh uski hikmatin aur beshmar hai.
08:34 Lekin usme jo aap keh lijiye,
08:38 ki mojazate Mustafa-e-Karim (S.A.W) jo,
08:42 ek bahut ala dardje ka, wahiyyar-ul-aqool cheez,
08:48 waise toh har mojza wahiyyar-ul-aqool hai,
08:50 wo usme Huzoor-e-Alai-Salaam ke miraj ka hai.
08:54 Uske muhtalif pehloon mein se,
08:57 ek pehloon yeh hai,
08:58 ki yeh itna tabeel safar,
09:01 iski tawalat ko Quran-e-Majeed mein,
09:04 aur Huzoor-e-Alai-Salaam ke hadith mein,
09:06 khud Aka Karim-e-Alai-Salaam ne bayan forma hai.
09:08 Zabeeni bhi aur asmani bhi aur phir usse aage bhi.
09:12 Minal masjidil harami ilal masjidil aqsa,
09:16 isko agar, uske baad phir pehle asman tak,
09:19 phir uske baad Sidratul-Muntaha tak,
09:21 phir Arsh-e-Ula tak,
09:23 phir Bargah-e-Rabbul-Ula tak.
09:25 Subhan Allah, Subhan Allah.
09:27 Lekin uski jo time hai,
09:29 usko Allah Ta'ala ne khud Surah-e-Bani-Israail ki isi ayat mein,
09:33 laylan forma hai.
09:35 Uspe jo tanveen hai, do zabri hai,
09:37 wo karimarily takleel ke liye hai.
09:39 Yeh saara kuch moh thodi muddat mein hua.
09:42 Aur tabeel safar thodi muddat mein,
09:45 yeh asal point hai.
09:47 Isme bunyadi taur par Allah Rabbul-Izzat ki qudrat ka zahoor hai,
09:51 aur bandon ke liye isme mukhtarif pehloon se,
09:53 mukhtarif nishaniyan hai.
09:55 Subhan Allah.
09:57 Chunkya Aka Karim alaihissalatu wassalam ki shan-e-azmat ki baat ho rahi hai.
10:01 Bunyadi taur par,
10:03 ek pehloon iska yeh hai,
10:05 Allah Ta'ala ne Nabi Baak Sallallahu alaihi wasallam ko,
10:09 is kainat ke liye,
10:11 wa manzala-e-rooh rakha hai.
10:15 Aur aapke asma aur aapke alqabat me se yeh hai,
10:20 ki aap rooh-e-kainat hai.
10:22 Subhan Allah.
10:24 Aur usse hi jaan-e-kainat hai,
10:27 asl-e-kainat hai,
10:29 haqiqat-e-kainat hai.
10:31 Yeh bunyadi taur par,
10:32 jo Huzoor-e-Alaihissalam ki ek munfarid shan hai,
10:35 uska zahoor hai,
10:37 safar-e-meeraj mein.
10:38 Aur uski tafseel hai,
10:41 ki itna tabeel safar,
10:42 itni qaleel muddat mein.
10:44 Ab tawalat ka toh zikr hua,
10:46 ab qillat ka kya hai?
10:48 Hadith mein mujood hai,
10:49 ki Huzoor-e-Alaihissalam itne tabeel safar se,
10:51 tashreef le aaye,
10:52 toh Hazrat-e-Mehani ke ghar jahan se,
10:55 aaun ke ghar ke darwazi ki kundi jo hai,
10:59 mohil rahi hai.
11:01 Allah hu Akbar.
11:02 Ki taharat-e-Huzur ka paani abhi chal raha hai.
11:04 Aur bis-tar-e-Mubarak se niklein hai,
11:06 uski hararat-e-temperature hai,
11:08 wo bhi stable hai,
11:09 aur wo bhi usi tarah.
11:10 Yeh qillat hai, itni.
11:11 SubhanAllah.
11:12 Ek taraf, itni muddat-e-daraz,
11:14 aur zameen par,
11:15 Allah hu Akbar.
11:16 Zameen par,
11:17 wo itni qaleel muddat hai.
11:18 Aur yeh laylan bandon ke liye hai,
11:20 insano ke liye hai,
11:21 ki tumhara jo nizam chal raha hai,
11:23 aur isme add kar lijiye,
11:24 jo time and space theory hai,
11:26 wa zahir-e-usko main shayad,
11:28 sahi tariqah se bayan bhi na kar pa hun,
11:30 isse itraf ke saath.
11:31 Lekin jitna kuch humne pada suna,
11:33 wo amare nazareen aur samaeen,
11:36 usko agar study karke,
11:38 uske tanazur mein,
11:39 is cheez ko dekhen,
11:40 toh wo scientifically itni badi baat hai.
11:42 Allah hu Akbar.
11:44 Ab, aur tewalat kitni hai?
11:46 Ek toh, aam yeh bayan kiya jaata hai,
11:48 Doctor sahab ke,
11:49 Huzoor-e-Alaih-e-Salaam yeh safar pe tashreef le gaye,
11:51 aur wapas aage.
11:52 Nahi, isme ek aur stop hai.
11:54 Wow.
11:55 Toh stop hai,
11:56 chhate asmaan par,
11:57 Hazrat Moosa-e-Alaih-e-Salaam se mulaqat ke baad,
11:59 fir jo,
12:00 pachaas namazon ki takhfeef,
12:02 hmm,
12:03 aur wo takhfeef bhi,
12:05 yakdam nahi,
12:06 wo paanch paanch karke hai.
12:08 Jiya.
12:09 Aur isko agar hum add kar lein,
12:11 toh ek safar toh hua na,
12:12 direct jaane ka.
12:13 Teek.
12:14 Tashreef le gaye.
12:15 Pachaas namaze le kar,
12:16 wapas tashreef laaye,
12:18 chhate asmaan se,
12:19 fir Allah-ur-Izzat ki baarga tak.
12:21 Allah hu Akbar.
12:22 Aur yeh forty-five,
12:23 jo hai namaze,
12:24 yeh paanch paanch karke kam hui hai,
12:26 toh nou dafa yeh aana jaana fir hai.
12:29 Subhan Allah.
12:30 It means ki yeh jo safar-e-mubarak hai,
12:32 iske ek pehloo mein,
12:34 is jagah par,
12:35 yeh jo aamdo raft hai,
12:37 yeh total das tafah ban jati hai.
12:39 Yeh main bataan roon ki,
12:40 kitna tabeel safar hai.
12:41 Teek.
12:42 Usko,
12:43 zani,
12:44 thoda add karne ke liye.
12:45 Yeh kya hai?
12:47 Toh jab hum roo kehte hain,
12:49 jab hum haqiqat-e-kainat kehte hain,
12:51 jab hum asle-kainat kehte hain,
12:53 toh roo ki definition,
12:55 aur roo ki function yeh hai,
12:57 jab wo zeer roo mein hota hai,
13:00 toh uske nizam ko wo chala ke rakta hai.
13:02 Teek si,
13:03 charand-parand mein,
13:04 insaan mein,
13:05 wo jab tak usmein roo hai,
13:07 wo zinda hai.
13:08 Aur zindagi ka matlab,
13:09 roo hone ka matlab hai,
13:11 ki uske jism ki tamaam movements jo hai,
13:13 wo normal ho rahi hai.
13:14 Allah o akbar.
13:15 Main aap guftagu kar rahi hai,
13:16 hum kalam kar rahi hai,
13:17 hum aana jaana,
13:18 khaana,
13:19 peena,
13:20 sona,
13:21 jitne bhi humare acts aur kaam hai,
13:22 wo saare roo par based hai.
13:24 Ki roo maujood hai,
13:25 roo ke nikal jaane ka naam maut hai.
13:28 Teek.
13:29 Roo ke jism se juda hone ka naam maut hai.
13:31 Sahi.
13:32 Ab iske baad,
13:33 ab samjhen isko,
13:34 ki huzoor alaihis salaam rooh-e-kaainat hai,
13:36 Allah taala ne jab apne mehboob sallallahu alaihi wa sallam ko,
13:39 shab-e-meeraaj yahan se,
13:41 zameen se utha liya,
13:42 apni barga tak,
13:43 us safar ke liye,
13:44 iska matlab yeh hai,
13:46 ki roo jo hai,
13:47 is arz-o-samaa ki,
13:49 kya baat,
13:50 sobaan Allah ka.
13:51 roo nikal gayi.
13:52 Roo arz-o-samaa ki jab nikli hai,
13:54 to ab khateebana andaaz mein jaaun to poori takreer ho jayegi,
13:57 karte rehte hai,
13:58 to yeh hai ki chaand jahan tha wahi ruka,
14:00 Allah hu akbar.
14:01 Sooraj jahan tha wahi ruka,
14:02 Waah,
14:03 chaand ki tamazat jahan thi,
14:04 chamak wahi ruki,
14:05 sooraj ki hararat jahan thi,
14:06 wahi ruki,
14:07 Waah,
14:08 phano ka pakna wahi pe tayra,
14:09 daryaon ka chalna wahi pe tayra,
14:11 Waah,
14:12 kaliyon ka chatakna wahi pe tayra,
14:13 Waah,
14:14 jiska saans upar tha,
14:15 upar raha,
14:16 neeche tha,
14:17 kainat jahan thi,
14:18 wahi ruk gayi,
14:19 kya baat,
14:20 huzoor alaihissalam tashreef le gayi,
14:22 subhanallah,
14:23 subhanallah,
14:24 wa mubarak safar,
14:25 roo chuke nahi hai,
14:26 isliye har cheez ruki hui hai,
14:28 kya baat,
14:29 aur jab rooh-e-kainat,
14:30 asl-e-kainat,
14:31 hakikat-e-kainat,
14:32 jaan-e-kainat,
14:33 jab wapas tashreef late hain,
14:35 to phir Allah ta'ala us nizam ko wahi se chala dita hai,
14:39 Allah hazrat ne isi ko,
14:40 Allah hazrat ne isi ko beyan farmaaya ki,
14:41 wo jo na the,
14:42 to kuch na tha,
14:43 aur wo jo na hun,
14:44 to kuch na hun,
14:45 logic kya hai,
14:46 wajah kya hai,
14:47 ke jaan hai wo jahan ki,
14:48 aur yaad rakho,
14:49 jaan hai,
14:50 to jaan hai,
14:51 nadreen ekaram,
14:52 chota sa wakfa hai,
14:53 amaare saath rahi hai,
14:54 abhi lotte hain,
14:55 mukhtasar se wakfe ke baad,
14:56 huzoor te taayir-e-sitra,
14:57 huzoor jaan te hai,
14:58 huzoor jaan te hai,
14:59 huzoor jaan te hai,
15:00 huzoor jaan te hai,
15:01 huzoor jaan te hai,
15:02 huzoor jaan te hai,
15:03 huzoor jaan te hai,
15:04 huzoor jaan te hai,
15:05 huzoor jaan te hai,
15:06 huzoor jaan te hai,
15:07 huzoor jaan te hai,
15:08 huzoor jaan te hai,
15:09 huzoor jaan te hai,
15:10 huzoor jaan te hai,
15:11 huzoor jaan te hai,
15:12 huzoor jaan te hai,
15:13 huzoor jaan te hai,