Shan o Maqam e Ghous e Azam RA | Sheikh Abdul Qadir Jilani
Speaker: Dr Syed Hamid Farooq Bukhari
#ShanoMaqameGhouseAzamRA #Ghouseazam #ARYQtv
Join ARY Qtv on Whatsapp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Speaker: Dr Syed Hamid Farooq Bukhari
#ShanoMaqameGhouseAzamRA #Ghouseazam #ARYQtv
Join ARY Qtv on Whatsapp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Category
🛠️
LifestyleTranscript
00:00 Bismillahir Rahmanir Rahim.
00:07 Alhamdulillahi Rabbil Alameen.
00:11 Wa salatu wa salamu ala Sayyidil Anbiya wal Mursaleen
00:15 wal Aqibatulil Muttaqeen.
00:17 Amma ba'd fa'udhu billahi minash shaitani rajeem.
00:21 Bismillahir Rahmanir Raheem.
00:23 Ya ayyuhal lazeen aamanu taqullaha wa koonu ma'a al sadiqeen.
00:28 Muazzaz sameen o nazareen,
00:31 isse pehli nishist mein jo Huzoor Sayyiduna Ghulusi Azam (R.A) ki nisbat se thi
00:36 humne ahadees o imbarika ki roshni mein ye arz karna chaha tha
00:41 ki Allah ke awliya ka muqam aur martaba aur unmanzilat kya hoti hai.
00:46 Aur jab ek aam wali ko meray Rabb ne ye muqam ata farmaya hai
00:50 toh pir Huzoor Sayyiduna Ghulusi Azam (R.A) ka muqam kya hoga.
00:54 Usi silsale ko aage badhate hui
00:57 aaj hum ye dekhna chahenge
00:59 ki awliya ki sabse badi alamat aur nishani kya hoti hai.
01:03 Wilayat ki nisbat ho jaye
01:05 toh koi bhi jeez kitni mutabar ho jate hai.
01:08 Ek misal main ye dena chahunga samjhane ke liye
01:11 Allah Rabbul Izzat ne ishaad farmaya
01:13 inn safa wal marwata min shaair Allah
01:16 safa aur marwai Allah ki nishaniyon meise hain.
01:19 Kyon?
01:20 Waha Hazrat-e-Hajra chalti rahi
01:23 kya Hazrat-e-Hajra ko Allah ne risalat ata farmayi thi?
01:27 Kya Hajra ko nabuwat ata farmayi thi?
01:29 Nahi.
01:30 Wilayat thi.
01:31 Allah ne unhe wilayat ata farmayi thi.
01:33 Toh jis patthar ke saath wilayat ki nisbat ho jati hai
01:36 mera Rabb usse bhi shaair Allah bana deta hai.
01:39 Toh jab wilayat ki nisbat se koi bhi cheez shaair Allah ho jati hai
01:42 toh pir nabuwat ki nisbat ka muqam kya hoga
01:45 aur risalat ki nisbat ki shaan kya hogi.
01:47 Toh aaj hum usi ek hasti ka tazkira kar rahi hain
01:50 jine zamana Huzoor Ash-Sheikh As-Sayyid Abdul Qadir Jilani
01:55 Al-Maroof Ghosee Azam R.A. ke laqab se yaad karta hai.
01:59 Hazrat Abu Huraira riwayat karte hain
02:01 ki Rasool-e-Akram Sallallahu Alaihi Wasallam
02:03 ane ishaad farmaya
02:04 inna min 'ibadillah-e-ibadan laisu bi-anbiya
02:09 ki Allah ke bandu mese kuch bande aise hain
02:11 ki jo nabi toh nahi hain.
02:13 Yeh wilayat ki shaan beyan ho rahi hai
02:15 aur is hadith-e-mubarakah ke tanasur me brahiraast
02:18 hum yeh samajhna chahenge
02:20 ki Huzoor Ghosee Azam ka muqam kya hai.
02:22 Jab ek aam wali ko mera Rab yeh shaan ata farmata hai
02:26 toh jo sarwar-e-awliya hain unka muqam kya hoga.
02:30 Toh mera Aka ne ishaad farmaya
02:32 Allah ke bandu mese kuch bande aise hain
02:34 laisu bi-anbiya
02:36 jo nabi toh nahi hain
02:38 yaghbitu humul anbiya wal shuhada
02:41 lekin qiyamat wale din anbiya aur shuhada
02:44 unpe rash kar rahe hunge.
02:46 Woh khud nabi nahi hain
02:48 zahiri toh pe shahadat ka muqam nahi paya
02:51 lekin qiyamat wale din
02:53 jo anbiya hain
02:55 jo rusul hain
02:57 aur shuhada hain
02:58 aur malaika hain
02:59 woh bi unpe rash kar rahe hunge.
03:01 Yeh aam wali ki shaan hai
03:04 toh Huzoor Sayyidina Ghosee Azam ka muqam kya hai.
03:07 Sihaba ne arz kiya
03:08 man hum la'al lana nuhibbuhum
03:11 kya ka woh koun hai
03:13 ki hume toh unse muhabbat kar nahi chahiye
03:15 ki jin se nabi bi muhabbat karenge
03:18 shuhada bi muhabbat karenge
03:19 aur unke muqam pe rash karenge
03:21 kaala
03:23 toh mere aqab sallallahu alaihi wa sallam
03:25 ane ishaad firmaya
03:26 hum qawmun tahabbu
03:28 birroohil laahi min ghair arhaamin
03:30 wala intisabin
03:32 ki jo ek doosre se muhabbat karte hunge
03:34 toh fakat Allah ki riza ke liye
03:36 darmian mein koi lain dain bi nahi hoga
03:39 karubari taaluk bi nahi hoga
03:41 rishtedari bi nahi hogi
03:43 aur sirf aur sirf Allah ki riza ke liye
03:45 ek doosre se muhabbat karte hunge
03:47 is muhabbat ki buniyat pe
03:49 mera rab kiamat wale din unhe
03:51 woh muqam ata firmaayega
03:53 ki jis pe ambiya bi rash kar rahi hunge
03:55 aur ambiya ke saath salihin bi rash karenge
03:57 aur shuhada bi aur siddiqueen
03:59 bi rash kar rahi hunge
04:01 itna aala muqam mera rab ata firmaayega
04:03 azrat-e-muhtaram
04:05 toh Allah ki riza ke liye ek doosre se muhabbat karna
04:07 apne dilun se qaduratun ko door kardena
04:09 mera aqab ne ishaad firmaaya
04:11 jab tumhare dil mein koi nafrat na ho
04:13 koi bughz na ho
04:15 keena na ho
04:17 hasad ya rakaabat ka jazba na ho
04:19 aur jab ek doosre se tum musafah karte ho
04:21 musafaha
04:23 haath me haath dete ho
04:25 toh mera aqab ne ishaad firmaaya
04:27 tum dono musalman bhaiyun ke haath se haath
04:29 jadaa hone se pehle
04:31 mera rab tum dono ki zindagi ke saare guna muaffarma deta hai
04:33 yeh Allah ki
04:35 muhabbat ki taqat hai
04:37 Allah ki riza ke liye
04:39 ek doosre se kareeb hone ki yeh taqat hai
04:41 hum qawmun tahabu
04:43 bi roohillah
04:45 min ghair arhaamin wa la intisabin
04:47 wujuhuhum noorun
04:49 ala manabira min noor
04:51 aur qiyamat wale din
04:53 unke chehrun pe noor hoga
04:55 aur unke liye noor ke mimbar bichaye jaayenge
04:57 aur wo noor ke mimbar pe
04:59 tasheef firmaahunge
05:01 noor ka mimbar
05:03 qiyamat wale din un logon ko milega
05:05 jo ek doosre se saath
05:07 muhabbat sirf Allah ki riza ke liye karte hain
05:09 la yakhafuna idha khafan naas
05:11 aur jo ayat-e-mubaraka
05:13 mashoor ayat-e-mubaraka
05:15 pehli nishist mein humne tilawat ki thi
05:17 ala inna awliya Allah
05:19 la khaufun alaihim wala hum yahzanoon
05:21 uski taraf isharah karte hu
05:23 mera haqqa ne inshaat firmaaya
05:25 la yakhafuna idha khafan naas
05:27 ki jab log khauf ki kafiyat me honge
05:29 to inne koi khauf nahi hoga
05:31 wala yahzanoon
05:33 idha hazinan naas
05:35 ki jab log huzn aur malaal ki kafiyat
05:37 gham ki kafiyat me honge
05:39 inne koi malaal nahi hoga
05:41 inne koi huzn nahi hoga
05:43 is ahadees-e-mubaraka ki roshni mein
05:45 ye baat wade ho jaati hai
05:47 ki jo Allah ka wali hai
05:49 Allah ka mukarrab hai
05:51 Allah ka mohib bhi hai
05:53 Allah ka mahboob bhi hai
05:55 Rasool-e-akram alaihi tahiyyat-e-wasana ki itaat karne wala hai
05:57 naqsh-e-kadam pe chalne wala hai
05:59 Aap ki sunnaton pe amal karne wala hai
06:01 Aap se muhabbat karne wala hai
06:03 Nawafal ki kasrat karne wala hai
06:05 Faraiz mein qutahi nahi karta
06:07 toh mera Rab usse ye muqam
06:09 ata farmayega ki uske del ko
06:11 paak kar deta hai
06:13 aur jab del paak ho jata hai
06:15 toh hasad bhi khatam ho jata hai
06:17 booz bhi khatam ho jata hai
06:19 keena aur nafrat aur ahdaawat bhi khatam ho jata hai
06:21 mahabbat hi mahabbat ho jata hai
06:23 aur phir mera Rab un logon ko
06:25 qiyamat wale din
06:27 wo noor ke mimbar ata farmayega
06:29 ki ambiya bhi dekh kar rash kar rahe honge
06:31 shuhada bhi rash kar rahe honge
06:33 salihin aur siddiqueen bhi rash kar rahe honge
06:35 itna aala muqam
06:37 mera Rab unne ata farmayega
06:39 aap khud tasboor kijiye
06:41 jab ek aam wali ka ye muqam hai
06:43 toh jisne 40 saal
06:45 ishaa ke wadud se fajar ki nimasu ada ki hai
06:47 jisne paida hote hi roze ki kafiyat me
06:49 paidaish jise mera Rab unne ata farmayi hai
06:51 wilaadat naseeb hoi hai
06:53 uska muqam kitna aala hoga
06:55 toh Allah ki na uliya ki
06:57 nishani kya hai
06:59 aalamat kya hai
07:01 hum kaise kisi ko dekh kar
07:03 yeh parakshin hai, mure toh nahi pata
07:05 aap ko bhi nahi pata
07:07 kaun nawafal ki kasrat karta hai
07:09 kaun roza daar hai, kis ka dil paak hai
07:11 kis ka dil saaf hai, kis ke dil me nafrat hai
07:13 kis ke dil me muhabbat hai
07:15 kis ke dil me adawat hai
07:17 kis ke dil me muwaddath hai
07:19 yeh toh hum nahi faisla kar sakte hai
07:21 humare liye kaunsi zahiri aalamat hai
07:23 jo hum dekh sakte hai
07:25 toh Hazrat Asma binte Yazid
07:27 yeh riwayat karti hai
07:29 samayto Rasool Allah salallahu alaihi wa sallam yakool
07:31 maine Rasool-e-Akram ko yeh kahte hui suna hai
07:33 alaa unabbiukum
07:35 bi khiyarikum
07:37 ke main tumhe yeh na bataun
07:39 tumme sabse behtreen Allah ki banday
07:41 aur mere ghulam kaun hai
07:43 qaalu bala ya Rasool Allah
07:45 toh sab ne ka, ji Allah ki Rasool, aap irshaad farmaiye
07:47 aap ke kadmon pe humare maabab
07:49 kurban ho jayein, aap irshaad farmaiye
07:51 qaala khiyarukumul lazeena
07:53 izaa ru'uzu kir Allah
07:55 tumme sabse behtreen wo hai
07:57 jab unka chehra dekha jaye
07:59 toh Khuda yaad a jaye
08:01 unke chehre pe wo ronak hoti hai
08:03 wo noor hota hai
08:05 wo chamak hoti hai, wo dhamak hoti hai
08:07 wo tamazat hoti hai
08:09 ke jo dekhne ke baad pata chalta hai
08:11 ke yeh siwgat Allah hai
08:13 yeh Allah ka rang hai
08:15 jo usne apni janaab se apne bandun ko ata farmaya hai
08:17 toh agar
08:19 Allah ka koi nek banda, mukarrab banda
08:21 maabob banda
08:23 Allah ka wali
08:25 aur kitne waqiat
08:27 Huzoor Sayyiduna Ghosee Azam
08:29 r.a ki zindagi me hume nazar aate hain
08:31 ke aap kisi ke saamne tabligh
08:33 nahi farmate the, koi takreer
08:35 koi waaz nahi hota tha
08:37 aur ghair muslim aapka sirf chehra dekhte the
08:39 unki zubaan pe kalma jari hota tha
08:41 aur wo kahte the chehra itna haseen hai
08:43 ke hum jaan gaye hai
08:45 ke agar Abdul Qadir itna haseen hai
08:47 toh fir janaab-e-Muhammad-ur-Rasool-Allah
08:49 sallallahu alaihi wa sallam ke husan ki kaifiyat
08:51 haogi. Isi hadith-e-Mubarakah ko
08:53 isi mazmoon ko, wilayat
08:55 kisi alamat ko, wilayat kisi nishani
08:57 ko, hazrat Ibn-e-Abbas
08:59 r.a.n-Huma ne bhi riwayat kiya hai
09:01 su'ila rasool-Allah
09:03 sallallahu alaihi wa sallam an-awliya-illah
09:05 ki rasool-e-akram alaihi ta'hiyat wa sannah se
09:07 poocha gaya, ki aqa irishad firmaiye
09:09 Allah ki awliya koun hai
09:11 toh aapne irishad firmaiye, al-lazeena
09:13 iza roo zukir Allah
09:15 ke jab bhi unhe dekha jaata hai, toh chehra
09:17 dekar khuda ka zikr shuru ho jaata hai,
09:19 uske yaad taada ho jaata hai
09:21 aur pata chal jaata hai, rang
09:23 sabse behitreen wahi hai,
09:25 jo Allah ka rang hai, jo siwgat
09:27 Allah hai, usse behitren
09:29 koi aur rang nahi ho sakta. Toh
09:31 mera Rab ye, duniyawi
09:33 itibar se nahi, deeni itibar se
09:35 Allah apni riza ki itibar se,
09:37 sarwar-e-kainat ki itaat ki itibar se
09:39 jisse chahta hai, ata firmaata hai.
09:41 Hazrat Abdullah bin
09:43 Masood r.a.n-Hum riwayat karte hain,
09:45 qala Rasool Allah s.a.w.
09:47 Rasool-e-Akram s.a.w. ane ishaat firmaaya
09:49 inna minannaase
09:51 mafateeho li zikrillahi
09:53 iza roo zukir Allah. Yakeenan
09:55 baaz log Allah ta'ala ke
09:57 zikr ki kunjiyaan hote hain,
09:59 unhe dekhkar Allah ta'ala
10:01 yaad aata hai. Yani
10:03 insan ghaafil hota hai, is kafiyat me
10:05 hota hai, ki Allah ka zikr zubah pe jaari
10:07 nahi hota, lekin kisi Allah ke mukarrab
10:09 banday ka, Allah ke neyk
10:11 banday ka, barghzida banday ka,
10:13 Allah ke kisi wali ka,
10:15 Allah ke kisi mahboob ka chehra dekhta hai,
10:17 toh wo zikr pe jo kufal
10:19 laga hai, taale lage hote hain,
10:21 wo khul jaate hain, dilun pe laga hua,
10:23 chada hua, zang door hota hai,
10:25 aur zubahnoon pe Allah ka zikr
10:27 jo hai, wo jaari hota hai.
10:29 Toh yeh awliya ke chehrun ki
10:31 shaan hai, ki jo unke kirdar
10:33 ki wajah se, amal ki wajah se,
10:35 imaan ki wajah se, amal-e-saale
10:37 ki wajah se, sadaqat ki wajah se,
10:39 amanat ki wajah se,
10:41 mera rab chehrun pe yeh chamak,
10:43 dhamak aur noor jo hai, wo peyda farma
10:45 deta hai. Toh mai phir yeh arz karunga,
10:47 ki yeh Allah ke
10:49 har us wali ki shaan hai, jo
10:51 nawafil ki wajah se kasrat karta hai,
10:53 toh jisne 40 saal,
10:55 ishaa ke wudhu se, fajar ki nimaad
10:57 padi hogi, zara andaada kijiye,
10:59 unke chehrun ko mere rab ne kaisi bazurgi
11:01 ata farmai hogi, kaunsa noor
11:03 ata farmaya hoga.
11:05 Hazrat-e-Amar bin al-Hamik, r.a.
11:07 noon riwayat karte hain, qala qala
11:09 Rasool-e-Akram alaihi ta'aiyat wa-s-sanaan
11:11 ne ishaaat firmaaya,
11:13 la yuhikul abduh haqiqatal
11:15 imaan hatta yaghdabal
11:17 illaahe wa yardalillah.
11:19 Us waqat tak banda,
11:21 imaan ki haqiqat ko nahi
11:23 pohnsakta, jab tak
11:25 wo apni muhabbat bi Allah ki riza
11:27 ke liye aur nafrat bi Allah
11:29 ki riza ke liye na kar le.
11:31 Jani jis se muhabbat kare, toh muhabbat
11:33 karne ki wajah Allah ko razi karna ho,
11:35 aur agar kisi se muhabbat na ho,
11:37 toh wo bi Allah ki riza ke liye ho.
11:39 Jab tak Allah ki riza me,
11:41 is haq tak insaan fanaan nahi
11:43 ho jayega, toh us waqat tak
11:45 wo imaan ki haqiqat ko nahi pohnsakta.
11:47 Fa izaa fa'ala zalika,
11:49 aur jab wa isa kar lega,
11:51 istahqa haqiqatal imaan,
11:53 toh fir wo imaan ki haqiqat
11:55 ka mustahik ho jayega,
11:57 imaan ki haqiqat ko pa lega.
11:59 Wa inna ahibba'i wa awliya'i
12:01 al-lazeena yuzkaruna
12:03 bi zikri, wa uzkaru
12:05 bi zikrihim. Aur fir
12:07 mera Akaan-e-Ishaat firmaaya, mere saath
12:09 muhabbat karne wale, hatta ke mere
12:11 bhi mahboob mere wo ghulam hote hain,
12:13 wo awliya hote hain,
12:15 ke jinn ka zikar kiya jaye, toh mera
12:17 zikar jari ho jata hai, aur mera
12:19 zikar kiya jaye, toh unka zikar jari
12:21 ho jata hai. Zara dekhiye, hum
12:23 Quran ki ko ayat pardhe hain, ayat
12:25 Quran ki hoti hain, tafsir mein Huzoor
12:27 Sayyidina Ghulusi Azam ka naam aata hai, hum
12:29 pardhe koi hadees hain, lekin uski
12:31 tafsir mein Huzoor Sayyidina Ghulusi Azam ka tazkira
12:33 shuru ho jata hai, pata ye chala
12:35 ke Allah ke awliya ka zikr,
12:37 mera Rab apne zikr ke saath
12:39 mila ke rakta hai, apne Rasool ke zikr
12:41 ke saath mila ke rakta hai, toh
12:43 wilayat doh tara ki hoti hai, ek
12:45 wilayat tashree'i hoti hai,
12:47 dusri wilayat takweeni hoti hai.
12:49 Tashree'i wilayat se murad
12:51 ye hai, ke mera Rab
12:53 unhe wilayat
12:55 aur qurb toh aata firmaa deta hai,
12:57 lekin unhe tasarrufaat me
12:59 mera Rab woh bulandi nahi
13:01 aata firmaata, toh digar
13:03 awliya ko aata firmaata hai,
13:05 toh wilayat-e-tashree'i se murad
13:07 ye hai, aur wilayat-e-takweeni
13:09 se murad ye hai, ke mera Rab
13:11 unhe apni shaan-e-kun fa-ya'kun
13:13 bhi aata firmaa deta hai,
13:15 toh is jumla ka maf'oom ye arz karna chahta hu
13:17 ke Huzoor Sayyidina Ghulusi Azam
13:19 awliya ke saath mein, wilayat-e-tashree'i
13:21 toh rakte hi rakte hai, mera Rab
13:23 ne wilayat-e-takweeni bhi aata firmaa
13:25 aur apni shaan-e-kun fa-ya'kun ka
13:27 zahar unhe banaya hai, Rab-e-Rahman
13:29 hame aapki zaate-e-girami se muhabbat
13:31 ki tofiqat aafirmaa'in.
13:33 [Silence]