Skip to playerSkip to main contentSkip to footer
  • 6/13/2024
Sarzameen e Haram - EP 6 - Hajj Special 2024 - ARY Qtv

Topic: Waqoof e Arafah

Host: Safdar Ali Mohsin

Guest: Allama Shahzad Mujaddidi, Professor Dr. Ghulam Mohiuddin Naqshbandi,

Sana Khuwan: Aijaz Hussain Shakargarhi

#SarzameeneHaram #HajjSpecial2024 #ARY Qtv

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00Bismillahir Rahmanir Raheem, Alhamdulillahi Rabbil Alameen, wasalatu wasalamu ala sayyidil
00:12anbiya wal mursaleen, wa ala alihi wa sahbihi ajmain, labbayka Allahuma labbayk, labbayka
00:19la sharika laka labbayk, innal hamda wal ni'mata laka wal mulk la sharika lak.
00:26Nadreen-e-Mukarram, Assalamualaikum.
00:28Hajj-e-Baitullah ki nismat se khususi series Sarzameen-e-Haram ke chhate program ke saath
00:33Data ki Nagri Lahore se aapka Meezban Safdar Ali Mohsin hazir-e-khidmat hai.
00:37Hamara aaj ka episode haqiqatan pichle program ki hi continuation hoga.
00:42Jo baatein hum Yawm-e-Arafah ke hawala se aur Waqoof-e-Arafat ke hawala se pech nahin kar sakayin.
00:47Inshallah, is dafa wo pech karne ki saadat paayenge.
00:50Aayiye badte hain apne muazzaz baihmanon ke khair magdam ki jaanab.
00:54Is nashist mein bhi jisara maine pichli nashist mein arz kiya tha,
00:56hamesha rapyaab kiya hai,
00:58jaanab-e-Allama Muhammad Shehzad Mujaddidi sahab ne.
01:01Assalamualaikum.
01:01Waalaikumussalam.
01:02Qibla bohot shukriya.
01:03Bohot shukriya.
01:03Tashreef awri ka, aapke saath
01:05jaanab-e-Doctor Hafiz Ghulam Muhyuddin Naqshbandi sahab
01:08aaj ke mehman mein, aaj ke program mein ek dafa phir tashreef harma hai.
01:12Main inki aamand par bhi inka bohot mamnoon aur mutashakir.
01:15Assalamualaikum.
01:15Waalaikumussalam.
01:16Doctor sahab bohot shukriya.
01:17Aap tashreef laaye, ek dafa phir izzat afzai farmahi.
01:20Humare aaj ke teesre mehman, arz-e-watan ke
01:22bain-al-aqwami shohrat ke haamil
01:24Sana Khan-e-Rasool hain, bade khushguloo hain,
01:27khush ilhaan hain, khush andaz aur khush atwar hain.
01:30Aap sab ki badi jaani pehchaani Sana Khan shaksiyat,
01:32jaanab-e-Ijaz Hussain Shakargari.
01:35Assalamualaikum.
01:35Waalaikumussalam.
01:36Ijaz bhai, khushaamde janaab, welcome.
01:38Bohot shukriya.
01:39Aaj ke program mein aapke hadiya-e-hamd se humein aage badhna hai.
01:42To bismillah farmahi hai.
02:09Ke sajda teri zaat ke masjood hai toh.
02:27Inki saari mera maqsoom ke barda hoon main.
02:46Khudnumai tera dastoor ke maabood hai toh.
03:16Khudnumai tera dastoor ke maabood hai toh.
03:30Badh itna ke kabhi aankh ne dekha na tujhe.
03:49Badh itna ke kabhi aankh ne dekha na tujhe.
04:09Aur qurb itna ke meri jaan mein maujood hai toh.
04:35Ek aazam hi nahi, aashq-e-naaz jeez tera.
04:53Ek aazam hi nahi, aashq-e-naaz jeez tera.
05:07Sabka matloob hai, maabood hai.
05:16Maqsood hai toh, laake hamd teri zaat ke.
05:31Maabood hai toh, laake sajda teri zaat ke.
05:46Masjood hai toh.
05:56Maabood hai toh, laake sajda teri zaat ke.
06:10Hassan-e-Pakistan, Muhammad Aazam Chishti
06:13Rahmatullah alaih ka yeh naghma-e-hamd peshkiya.
06:16Allah kareem unke turbat par beshumar rahmaton ka nazool farmai.
06:20Ibtadaan mein nazareen aapke khidmat mein arz kar chuka
06:22ke humara aaj ke program, pichle program ki hi continuation hai.
06:26Waqoof-e-Arafat ke hawale se, Yawm-e-Arafah ke hawale se
06:29mazeed keemti tareed aur jaamfiza maalumat inshaAllah
06:33aapke khidmat-e-hamd irsaal karne ki koshish karenge.
06:35Guftagu ko aagaz karte hain Allama Muhammad Shehzad Mujaddidi sahab se.
06:39Qibla lafze-e-Arafah ke meaning jo hain hum isse dubara se samajhna chahate hain
06:44aur meydan-e-Arafat ka jo historical background hai
06:47jiska thoda bohot tazkira pichli nishis mein hua
06:49hum chahate hain ki isko zarah sraahat se beyaan kiya jaye.
06:52Jee, jee, jee.
06:53Dekhiye Arafah pe humne pichle program ke aakhir mein baat ki.
06:57Durost.
06:58Maarifat-e-Ilahi jo hai yeh bande ka wahid maqsad-e-hayat hai.
07:04Agar wo musulman hai.
07:05Bilkul.
07:05Yahi matloob hai, yahi maqsood hai.
07:08Awal-e-Akhir, jis kaam aap duniya mein aaye huye hain, wo yeh hai.
07:12Wo yahi maqsad hai.
07:13Yeh ek hai.
07:14Baaki sab iski juziyat hain, wazmat hain, hain ya nahi hain.
07:19Agar aapne yeh kaam kar liya, aur koi na kiya, to saare ho gaye.
07:24Badi baat hai.
07:25Aur agar aapne saare kar liya, yeh na kiya, to kuch na hua.
07:28Allahu Akbar.
07:29Yeh hi haisiyat hajm-e-Arafah ki hai.
07:31Badi baat hai.
07:33Hum isko aap zarah jod le na.
07:34Bilkul, isko zarah laazm-e-mukhtum nahal-e-zindagi ki.
07:38Arfaat ko chuna, itni badi duniya thi, kainat, kaaba bhi udhar tha,
07:41bait-ul-maqdal, falasteen, anbiya ki sarzameen udhar thi.
07:45Arfaat ko kyu chuna?
07:46Usko title Arfaat ka kyu diya?
07:49Yawm ko Arfaat kyu kaha?
07:50Durost.
07:51Din bhi maarifat ke husool ka hai, aur maqam bhi.
07:54Ji, durost.
07:55To yaha aapko do ishaar-e de rahi hai, shariyat-e-Islamiyah.
07:58Jisko kehte hain, sharaf-e-zaman-u-makaan.
08:01Badi baat.
08:02Zaman-e ka aur makaan ka, sharaf.
08:04Sharaf.
08:05Insaani soch hai, kahin bhi jaa sakti, bahak sakti hai.
08:09Abhi aapne shair bhi padha, hamd ki baat hui.
08:12Bodh kitna hai, aur qurb kitna hai, to phir kahin jaane ki kya zarur hai.
08:16Jab qurb itna hai, wafi-anfusikum afalat-u-sirun,
08:18wanaahnu akarabu ilaihim in hablilil warid.
08:21Ye hai maarifat ki science.
08:23Kainat ki sabse badi science jo hai, maarifat-e-Ilahi hai,
08:27jiske liye spiritual sciences ka system Islam ne diya hai.
08:30Bilkul theek.
08:31Rohaniyat ki duniya.
08:32Apne mann mein doob kar paaja suraag-e-zindagi.
08:35Haan, haan, haan, haan, subhanAllah.
08:37Ye aapko mokah diya jaa raha hai,
08:39is duniya mein physically, practically,
08:42haaj ki shakal mein,
08:43aur haaj mein phir medaan-e-arfaat mein,
08:45pehle bashar, ab-ul-bashar,
08:47Sayyiduna Adam ala Nabiyyuna wal-Islam,
08:49jab duniya mein aa raha hai,
08:51phir unke saath joda ban raha hai,
08:53aur saare insaan-u-ki maa,
08:56aur janab-e-Adam ki zauja, Sayyid-e-Hawa, salam-u-llahi alaiha.
09:00Wahaan se wo maarifat ka safar jannat se shuru hua hai,
09:02Sabz-e-Sahab.
09:03Durus.
09:04Aur aakhir end iska phir jannat mein hoon hai.
09:06Allahu, kya circle hai ye khusrat.
09:08Circle hai.
09:09Allahu Akbar.
09:09Beech mein arfaat hai.
09:10Haan, wah, wah, wah.
09:12Yani yoon samajh lein,
09:13agar main ek taalib ilmanaar se karoon,
09:15examination hal ka naam hai arfaat.
09:18Allahu Akbar, Allahu Akbar.
09:21Wahaan se order aa gaya tha,
09:22parcha mil gaya tha,
09:24tiyaari ka saar order ho gaye,
09:25poora slay-bus hai.
09:26Sawal-jawab ki tiyaari, slay-bus hai.
09:27Wahaan arfaat mein chhod diya.
09:28Tariq-ul-Amzara de di.
09:29Wapas result wahi aaye.
09:31Bhi kya baat hai.
09:32Adam alaihissalam se shuru karke,
09:33phir Ibrahim alaihissalam tak aaya,
09:35Ibrahim alaihissalam se Habib-e-Karim alaihissalam tak aaya,
09:39aur abhi jaari-e-Qiyamah tak kiye.
09:40Jaari rehna hai.
09:41Maidaan-e-Hashr bhi yahi arfaat mein.
09:44Allahu Akbar.
09:45Chuna isliye isko gaya hai,
09:46Maidaan-e-Arfaat ko,
09:48ki maidaan hi chahiye tha.
09:50Aur banday ko ye samjhaya jaya raha hai,
09:52ki tu maidaan mein utara hua hai.
09:54Waw, waw, waw, waw.
09:56Ek tamseel ye bhi hai.
09:57Koi bhi practical game karna hai,
09:59toh maidaan mein utarna pada hai.
10:00Razme-e-Haq ko baatil hai.
10:01Maarifat-e-Ilahi ki game ka
10:03is duniya mein maidaan,
10:05maidaan-e-Arfaat hai.
10:06Allahu Akbar Kabira.
10:07Isliye aap bade aqabir,
10:08Sufiya jitne hai,
10:10jo kuch unhone wahaan se liya hai,
10:11unke total zindagi ek taraf rakhe,
10:13Syedna Fuzail bin Ayyaz radhiya Allah ta'ala.
10:15Radhiya Allah.
10:16Wahaan nikle maidaan mein,
10:18Ab log dekh rahe the,
10:19Fuzail bin Ayyaz jais wahi.
10:20Apne waqt ka imam bada Sufi.
10:22Wahaan jaake wohi chand jumle,
10:24wohi munajat ke baarga-e-Ilahi mein
10:26arz karte karte,
10:27aansu bahate bahate,
10:28phir ekdum apni daadi ko pakad.
10:32Daadi ko pakad ke Rab ki baarga
10:33mein arz ki,
10:34Ya Maula,
10:35tu bhi dekh rahe,
10:36tere bande bhi dekh rahe hain.
10:39Meri laaj raakh rahe hain.
10:41Aur ye kair kaun raha hai,
10:42Fuzail jaisa bada banda.
10:44Allahu Akbar.
10:45Mujhe inme ruswaana kar din.
10:47Aur daadi pakad kar apne aap ko
10:48arzi ke pecker mein daal dena.
10:50Aansu bahare,
10:50daadi aakhri hadd hoti hain.
10:51Aakhri hadd hain.
10:52Tazallul ki,
10:53inqisaar ki,
10:54tawazo ki.
10:54Apni zaad ko giraa dene.
10:55Giraa dene.
10:56Apne Rab ke baarga mein.
10:58Midaan-e-arfaat isliye hain
11:00ke aap
11:01kitna down to earth jaa sakte hain.
11:05Apne haap ko aap check karein wahaan.
11:06Allahu Akbar Kabira.
11:07Ye parameters bhi wahi dis siyaab ho jaye.
11:09Ye weight machine nahi hoti hain.
11:11Jais tarah pichli nishis mein abhi aap,
11:12aa ke kaun kitna hajiye.
11:13Wahaan jaa ke khud dekha jaye.
11:15Weight machine aapke jisam ka wazan batati hain.
11:17Darust.
11:18Arfaat ki machine jo hain
11:19aapke andar ka rooh ka,
11:20roohaniyat ka,
11:22tazkiya aur tasfiya ka wazan batati hain
11:24ki tu kitne paani mein ho sabarga.
11:26Duniya mein to apna bada kuch banai phirta hain na.
11:29Wahaan apni zaad ke pehmane mein
11:32tumhe tol diya jaata hain.
11:33Woh badal kinda woh midaan,
11:35midaan-e-arfaat hain.
11:36An aarafa nafsau,
11:38fakad aarafa rabba ki asal haqiqat
11:40jis pe bhi khuli hain na,
11:42woh aarafaat mein jaata hain.
11:43Zindabad Huzoor,
11:44Subhanallah,
11:44Subhanallah.
11:45Guftagu ka aghaaz
11:46is episode ka bhi bada hi shandaar ho gaya hai,
11:49bada taameeri,
11:50halawaton se kaifiyat se bhara hai,
11:51tariqhi waqiat ki
11:53jagah-jagah nishaniyan
11:54hume isse milengi.
11:55Main sawaal arz karta hu
11:57Dr. Hafiz Ghulam Muhyudi Naqshbandi sahab se
11:59aur jawab Inshallah
12:00Waqfe se waapsi par
12:02aapke khidmat arz karunga Qibla.
12:03Waqoof-e-aarafa mein
12:04aarafaat ke midaan mein
12:06jab bhi hujaaj
12:06qiyam kar rahe hain.
12:07Toh iske jagah ke taayun ki jo hikmat hai,
12:10iska ek ishaara
12:10pichli nashis pe humne diya tha,
12:12toh main chaharon
12:12is baat ko khol diya jai,
12:13isi baat se aagey badh jai,
12:15ke yahi kyu
12:16isko taayun kar diya gaya
12:17aur isko fix kar diya gaya
12:18tamaam bandgane
12:19Khuda ke liye,
12:20Hashr tak ke liye.
12:21Ek muqtasar sa Waqfah
12:22na,
12:23waqf-e-aarafa
12:23waapis aate hain,
12:24toh Dr. sahab se
12:25is sawaal ka jawab chahenge.
12:27Maalumat ke bade dhreeche hain,
12:29jo abhi khulne wale hain,
12:30humare saath rahiye.
12:31Welcome back, nazareen.
12:32Chhata episode hai,
12:33Sarzameen-e-Haram ka.
12:34Har episode mein
12:36maalumat ka ek jahan hain,
12:38jo hume abad kar raha hain.
12:40Hum baithe yaha hain,
12:41lekin mile huye
12:42un haajiyon ke saath hain,
12:43jo is dafa
12:44Hajj-e-Baitullah ke liye
12:46Allah ki paak
12:46Sarzameen mein,
12:47Hijaz-e-Muqaddas mein
12:48haazir hain.
12:49Allah kare,
12:49unke sadq-e-agle hi saal,
12:51humara naam bhi
12:52un khushbakhton ki
12:54Doctor sahab se
12:55main sawal kar chuka,
12:56Arafat ke meydan mein
12:58qayam ki jo taayyun hain,
12:59is taayyun ki main
13:00hikmat aapse
13:01Qibla arz kar raha hain.
13:03Guniyadi wajah toh
13:03bohi hain jo
13:04aap al-islaat-us-salaam
13:05ka farmaan hain,
13:06al-hajj-u-arafah.
13:07Al-hajj-u-arafah.
13:09Dross.
13:10Toh yeh hukam hain,
13:11aur jab hukam aajaye
13:12toh akal qurbaan
13:13kun baqt-e-mustafa.
13:14Ab ismein
13:16aur bhi
13:16bausi wujuhat hain,
13:17hikmate hain,
13:18ki aisi zameen chahiye thi
13:20jo wasi ho,
13:21jahan tarbiyat ke
13:22tamaam pahloo
13:23baazi ho sake.
13:24Ab sabka libaas
13:25ek hai,
13:27yaum-e-hashr ki
13:28tayyari hai,
13:29aur musawad ka
13:30ek dars hai,
13:32ameer, ghareeb,
13:33sab yahaan pe
13:34barabar hain,
13:36aur isse pehle
13:36jab aap minaas se
13:37aaye toh,
13:38wahaan pe aap dekhtein
13:39khayme mein
13:40ek kabar ka saamaan hain,
13:41do chadren hain,
13:43ded foot jagah hain,
13:44paanch foot lambai hain,
13:45aur aap hain,
13:47aur wo akharat ki
13:47fikar hain,
13:48kabar hain,
13:49toh yeh saari cheezin
13:50jo hain yahaan pe
13:51tarbiyat ke pahloo se,
13:52yeh hikmat hai ismein,
13:54ki insaan iske liye
13:54tayyari karein.
13:56Ab isse pehle,
13:57akhar isko kyun kaha gaya,
13:58aur iss jagah ko,
13:59toh yeh Sayyidina Ibrahim
14:00alaihissalam ka jo khaab
14:01hai uska bhi
14:02isse taalluk hai,
14:03wo jo Quran-e-Majeed
14:04mein hai,
14:05falamma balagha ma'ahu
14:06sa'ya,
14:07qala yaa bunayya
14:08inni araa fil manaam,
14:09anni azbahuka
14:10fanzur maada taraa,
14:12qala yaa abatif
14:14satajiduni insha'Allah
14:15humeena sa'abeereen.
14:16Toh mufasireen firmaatein hain,
14:18yeh khaab aapne
14:198 Dhul Hajja ko dekha tha,
14:22uski raat ko dekha tha,
14:24aur ispe kuch taraddud hua,
14:25ke bete ko ziba karna hai,
14:28toh fir 9 ko dubara dekha,
14:30yeh Arfa ka tha,
14:32toh yahaan pe
14:32wo taraddud yakeen mein
14:34badal gaya,
14:35toh yeh wo maqam hai,
14:37jis maqam pe fir
14:38uski tayyari bhi
14:40aage maqsood hai,
14:41ke uske liye bhi
14:41isama apne aapko
14:42qurbani ke liye
14:43pesh kar sake,
14:44aur yahaan pe fir
14:46yeh bhi hikmat hai,
14:47ke Allah tabarak wa ta'ala
14:48ki zaate wa barkaat,
14:50usko apne saamne
14:51tasawwur karke,
14:53kuch bhi nahi hai,
14:54ek zameen hai,
14:55aur fir wo zaat hai,
14:57aur dua hai,
14:58aur usi ke saath
14:59aapka ishqaal hai,
15:00toh tauba aur istighfar,
15:02iska ek wasi mauka
15:04aapko milta hai,
15:05aur iske saath
15:06ashq baari hai,
15:07aur uski pehle
15:08qibla baat kar chuke hain,
15:10ke jiski aankhen
15:11ashq baar ho jaate hain,
15:13uski haazri wahaan makbool hai,
15:15main samayitaoon
15:15ke yahaan bhi makbool hai.
15:17Allah Akbar,
15:18Doctor sahab,
15:18Allah karein ke
15:20aapke lafzo mein
15:20isi tarah
15:21barkaat thairi rahein,
15:22aur hum faqeeri
15:23istaqat ke haqdaar
15:24bante rahein,
15:24aapki ashq baari
15:25hum dekh rahein,
15:25badi,
15:26badi bandanawaadi
15:27dua farmayiye,
15:28hum main toh
15:29is series ke har program mein
15:30kuch na kuch kaifiyat
15:31ka koi dukha naseeb hota hai,
15:32badi baat,
15:33ke paanchveer
15:34zyada mehrbaan hai,
15:35aur Allah karein ke
15:37isi rahmat ki barkat se,
15:41kash agle saal,
15:42hum bagayar waseela wale logon ko bhi
15:44Allah kisi waseela se talab humaalein,
15:46hum bazaahir kyunke,
15:47wo zahiri wasaail par takia karne wale
15:50zara kamzor imaan ke log hote hain,
15:51lekin jab Allah mehrbaan farmaata hai,
15:53toh sare wasaail bhi khud chal kar
15:54ghat banday ke,
15:55alaat badal jaate hain.
15:57Doctor sahab,
15:58Allah aapki zubaan mubarak karein.
15:59Qibla,
16:00Jabal-e-Rahmat,
16:01badi taarikhi jagah,
16:03ek bada sarnama hai taarikh mein,
16:05iska ek title hai,
16:06toh Maidaan-e-Arafaat mein
16:08iski jo haisiyat hai historical,
16:10uske liye bhi kuch ishaariye,
16:12kuch izhaariye.
16:13Jabal-e-Rahmat hai na
16:15Maidaan-e-Arafaat mein,
16:16iske hawaale se
16:17badi misconceptions hain,
16:18logon mein badi ghalat fahmiyan hain.
16:20Sahi.
16:21Yaani Awami Gazette
16:23aur Sina Gazette
16:24isme zyada hai.
16:24Suni sunai baatein zyada hain.
16:26Hakaaik bahut kam hain.
16:27Betar.
16:28Isliye log bhaag ke jaake
16:30wahan chadte hain,
16:31aur samajhte hain
16:31ke pata nahi,
16:32yeh koi khaas…
16:33Zulhaai bhi karte hain,
16:34naam bhi likhte hain.
16:35Balat fahmi.
16:35Bahut ajeeb-o-gareeb
16:36kuch rasuwaat jo hain.
16:37Balat fahmi hain
16:37aur saara hi
16:38ek Awami sinsila hai,
16:39isme koi peechhe
16:40shaari background
16:41ya koi istara ka
16:42ke yeh koi khaas
16:43jagah hai
16:44ya iska koi his.
16:45Balke Aaka Kareem
16:46alaihissalat-us-Salaam
16:47ne jo wakuf
16:47farmaaya
16:48wo isse hatke hai.
16:49Sahi.
16:50Haan.
16:50Log yehi samajhke
16:52ke shahid Aaka Kareem
16:53alaihissalat-us-Salaam
16:54ne yaha wakuf farmaaya.
16:55Aisa nahi hai.
16:56Agar aap
16:56Qibla ki taraf
16:57rukh karein
16:58aur Jabal-e-Rahmat
16:59aapke daayin taraf ho,
17:01toh wo maqam hain
17:04johaan par
17:05Rahmat-e-Kainat
17:06Imam-ul-Nabiya
17:07Sayyid-ul-Hujjat
17:08Sallallahu alaihi wa sallam
17:09ne wakuf farmaaya.
17:11Durust hai.
17:11Yani rukh
17:12Qibla ki taraf
17:13aur…
17:14Jabal-e-Rahmat
17:16aapke right pe aara ho.
17:18Toh wo side jo hain,
17:20wo maqam,
17:21wo jagayin.
17:21Us taraf Aaka Kareem
17:22alaihissalat-us-Salaam
17:23aapki sawari mubarak
17:24Qaswa
17:25jis pe aap sawar the
17:26aur khutba irshaad farmaaya.
17:27Sirf yeh
17:28ek riwayat zarur hai
17:29ke aapki ootni
17:30mubarak jo hai
17:31Qaswa
17:32wo yaha thahree.
17:33Jabal-e-Rahmat
17:34Jabal-e-Rahmat
17:34ke bilkul karee.
17:35Bilkul the.
17:36Aur yeh jo
17:36khutba-e-hajjat-ul-vida
17:38ka maqam hai
17:38jahan yeh ab
17:39ek white slide
17:40lagi hai
17:41lambi si.
17:42Jis pe thoda sa
17:43unhone yeh
17:43ke bilkul aise hi.
18:14Kyuki jab yeh
18:14do-so-saal baad
18:15milein
18:16zara sochiye
18:17main toh pad ke
18:17dang rahe hain.
18:18Do-so-saal.
18:20Do-saal bhi hon
18:21toh banda sochta hai.
18:22Ibla chaar din
18:22nazar se
18:23ho jala hai
18:23banda.
18:24Banda ghar lagna
18:24shir ho jata hai.
18:25Do-so-saal baad
18:26miyan bibi
18:27milein
18:27aur yeh pehla hi
18:28joda hai
18:28duniya mein
18:28ho raha hai.
18:29Joda bhi pehla hi hai.
18:30Allahu Akbar.
18:31Teesra hai hi
18:31koi.
18:32Toh ab wo
18:32tauba ka
18:33yaha dikhiye
18:34wohi aam-aarifat
18:34jo maine
18:36judi hui hai
18:36isse cheezein.
18:38Zamaan
18:38sharaf-e-zamaan
18:39aur sharaf-e-makaan
18:40bhi joda hua hai
18:41aur sharaf-e-insaan
18:42bhi beech mein saath.
18:44Hai hai hai.
18:45Ab toh insaan hi hai
18:46naab zamaan hai
18:47naab makaan hai.
18:48Ji, dorost hai.
18:48Toh aapko
18:49koi insaan chahiye
18:51woh chahe
18:51Aadam alaihissalam ho
18:52chahe Ibrahim Khalil ho
18:54chahe Habib-e-Karim
18:54alaihissalam ho.
18:55Baahir
18:56aap muhtaaj hain
18:58na zaman naseeb
18:59hona hai
18:59na makaan
19:00naseeb hona hai
19:00jab tak
19:05aapki apni
19:05numaindagi
19:06toh koi insaan hi karega
19:07aapki capacity
19:07mehdood hai
19:08zahir hai.
19:08Toh aapko
19:09koi guide chahiye
19:10guide chahiye
19:10koi rahbar chahiye
19:11toh yeh bhi
19:11maarifat ka process hai.
19:13agar koi
19:14shwaib aaye
19:15mayyassar
19:15aa
19:16Baal ne ka na
19:16shabaani se kalimi
19:18do kazam
19:18agar koi shwaib aaye
19:18mayyassar
19:19shabaani se kalimi
19:20do kazam
19:21toh har jagah
19:22chahiye bhai
19:23haj me bhi chahiye
19:24isli aaka-e-karim
19:25alaihissalam
19:25ne apne khutba
19:27khas yeh
19:27firma diya tha
19:29ke khuzoo
19:29anni manasikat
19:30aa
19:31usse apne manasik
19:32le lo
19:33seekh lo
19:33pata nahi
19:33agleh saal
19:34mulaqaat
19:34honi hai
19:35ishaare
19:36de diye the
19:37toh aaj
19:38mai samajhta hu
19:38ke
19:39jo haji
19:40wahan jaa rahein
19:41wo bhi
19:41aur jo nahi
19:42jaa rahein
19:42jo zikr-e-habib
19:43kam nahi
19:44wasl-e-habib se
19:44habib se
19:45yeh jo majlis
19:46chhidi hui hai
19:46zikr ho raha hai
19:47baatein ho rahein
19:48fiyuz-o-barqaat
19:49hai
19:49isme bhi
19:50fir aapko arfa-ka
19:52din diya gaya
19:52noz-ul-hijja
19:53aur usme roza
19:54aapko diya gaya
19:55haji ko nahi
19:57haji ne roza nahi rakhna
19:58aapne rakhna hai
19:59ek saal pichle ke guna
20:00muaf hai
20:01aur ek saal
20:01ainda ke muaf hai
20:03ek din ke roze ki
20:04yeh shaan hai
20:05toh aap sochiye
20:06jo poora
20:07ashwar-ul-haj ka
20:08ek poora nisaab hai
20:10uska kya aalam hoga
20:11do mahine
20:12das din
20:13ashwar-ul-haj hai
20:14sabdar sahab
20:14do mahine
20:15das din
20:16shawwal
20:16zikada
20:17zul-hijja ke
20:18pehle das din
20:19aur baaz ne toh kaha
20:20poora hi mahina hai
20:20yaani teen mahine
20:22ashwar-ul-haj hai
20:23aa ha ha
20:24toh kya yeh sirf unhi logon ke liye
20:26jo wahan gaye hai
20:27bilkul nahi
20:27kitne aise waqiat
20:29maujood hai
20:29zinda baad hazrat
20:30banda gaya hi nahi
20:31usse bhi haji ka swaab hai
20:33aur uski barkat se
20:34baaki hajiun ka haji kabul ho raha hai
20:35badi baat
20:36subhanallah subhanallah
20:37dok sahab qibla
20:38tarteeb baar
20:39humne bohot saari baatein
20:40humne khud bhi seekhi
20:42aur Allah ki merbani hai
20:44ke hum fakiron ko waseela bana kar
20:46duniya ke nazareen tak bhi pohnchi
20:48ARYQ TV ka
20:49yeh muhabbat bhara safar
20:50Allah salamat rakhe
20:51aur haji
20:52abdurrauf sahab bilkhusus
20:54humare chairman sahab
20:54Allah unki zindagi mein
20:55aur salamati de
20:56ki wo waseela ban jate hain
20:57har saal
20:58is azeem
20:59jo transmission hai
21:00haj ke hawale se
21:01baat karne ki
21:02mai samjhata hu
21:02transmissions ki bhi
21:03ek sartaaj transmissions hai
21:05jo poore 10 dinon me bhi chalte hain
21:06aur phir haj ki live transmission bhi
21:08hum
21:08yawm-e-arfa ke hawale se
21:09nashar karte hain
21:10yawm-e-arfa ki ahmiyat
21:12aur iski fazilat aur azmat par hume
21:14ab chand baate mazeed irshaat farmaayin
21:16taake din ki ahmiyat aur pukhta
21:18ho jaye humare dilon
21:19is din ki ahmiyat ke hawale se
21:20toh khud aap alaihi salatu wasalam
21:22ka yeh firmaan waze hai
21:23ki is din Allah kareem
21:25farishton par apne bandon ke zariye
21:28farishton ko batata hai
21:30ke yeh dekho mere bande
21:31para ganda baal
21:33meri baarga mein aaye hain
21:34aur unpe fakhr firmata hai
21:35aur farishton se firmata hai
21:37mere bande kya chahate hain
21:39yeh sari baatein
21:40yeh conversation kyun ho raha hai
21:42wo chahata hai
21:43ki ek riwayat mein maine padha
21:45ki Allah kareem us bande se naaraaz hota hai
21:47jo wahan se mayoos hoke wapas jata hai
21:49tu meri baarga mein aaye hain
21:51aur phir mayoos hoke jata hai
21:53maine ek banda dekha
21:54qibla safz-e-saukhana
21:55kab ashif ke ghulaf ko pakad ke
21:57uski kaifiyat mujhe aaj bhi nahi bhulti
21:59wo kehta tha ke main
22:01yaar hamar rahimeen main baloch sardar hoon
22:03aur hum balochon ka ek
22:05tariqa hai ke humare baap ka katil
22:07bhi humare darwaze pe aa jaye na
22:09humare buve pe aa jaye hain
22:11hum usse chhod dete hain
22:13toh mai jaisa bhi hoon par
22:15mai tere darwaze pe aa jaye hoon
22:17toh yeh uski ek kaifiyat thi
22:19aisa bhi hai
22:21dushman aa jaye ji
22:23waqib uske regard toh kiya jata hai
22:25usme chhupi hui cheez kya hai
22:27ke aapne jaan na hai
22:29ke kyaan jaa rahe hain
22:31wo kis kis tarah baksh deta
22:33bas yeh jaan na hai
22:35haj ka secret yeh hai
22:37kaabe tak na mehdood rahein
22:39jo gharwala hai
22:41gharne kuch nahi dena aapko
22:43gharwale ne dena
22:45toh wo dekhein gharwale se hi baat kar raha hai
22:47gharwale se hi
22:49yeh yakeen se aur aap alaihi salatu wasalam
22:51ka doosra firmaan
22:53toh is din ki ahmiyat ko aur waze kar deta hai
22:55aap alaihi salatu wasalam ne ishaad firmaya
22:57agar yeh yaum-e-arafa
22:59jumat-ul-mubarak ban jaye
23:01toh sattar haj se zyada swaab ka bais hai
23:03Allah hu Akbar
23:05toh is din ko yaha pe bhi
23:07jaise Hazrat Qibla firma rahe the
23:09ki roza yaha ke logon ke liye toh hai
23:11ek saal pehle ke guna maaf
23:13ek saal baad ke guna maaf
23:15toh kitni badi saadat hai
23:17ek din ka roza rakhe banda
23:19aur do saalon ke guna maaf ho jaye
23:21barkate hain
23:23toh is din ki yeh ahmiyat hai
23:25nabi kareem sallallahu alaihi wasallam ne
23:27ashab-e-kibar ne, auliyah ne
23:29aur abhi baat hui hazrat-e-fuzail bin ayaz ki
23:31hazrat-e-imam malik bin dinar rahimahullah
23:33hai
23:35hai
23:37hai
23:39hai
23:41hai
23:43hai
23:45hai
23:47hai
23:49hai
23:51hai
23:53hai
23:55hai
23:57hai
23:59hai
24:01hai
24:03hai
24:05hai
24:07hai
24:09hai
24:11hai
24:13hai
24:15hai
24:17hai
24:19hai
24:21hai
24:23hai
24:25hai
24:27hai
24:29people who love their Creator, their Master in this way,
24:35we should learn a lesson from them.
24:38That we should do our deeds purely for the pleasure of Allah.
24:41The Hajj is being accepted for the rest of their Sadaqah.
24:43This also happens.
24:44In every Hajj, the Sufis have written,
24:47Ameer-ul-Hujjaj.
24:49Long live the rest of the Sadaqah of that one.
24:52Come, let's move on to this sentence.
24:55The conditions are very sad.
24:57And sometimes the conditions are so bad,
25:01that even the words of the great speakers become unrecognizable.
25:04But this is also one of the signs of the Mercies of Allah.
25:07That when the words,
25:09let me say that sometimes the words
25:12are not able to translate all the emotions.
25:15Sometimes the two drops of tears in the eyes
25:19become the mirror of the whole environment.
25:22May Allah grant us these blessings.
25:24The incident of Baloch Sardar,
25:26which has been narrated by the Doctor,
25:28Allahu Akbar Kabira.
25:29What a beautiful sentence it is.
25:31O Allah, when the enemy of our life, wealth, honour,
25:34respect comes to the door,
25:37we Baloch Sardar also forgive him.
25:39Maula, you are Rahman, the Lord.
25:42You are close to Allah.
25:43You are in the world of Allah.
25:44So I am as I am, I am yours.
25:46So forgive me.
25:47Come, let's repeat these words again.
25:49Maula, however they are,
25:50they are your servants,
25:51and they are the Ummah of your Beloved.
25:53So accept them.
25:54Lead them on the path of guidance.
25:56For the sake of these sacred days of Hajj,
25:58accept us too.
25:59A brief Waqf.
26:00Welcome back viewers.
26:01Once again, Khair Magdam.
26:03The viewers of the whole world, Khair Magdam.
26:05From the East and the West,
26:06from the North and the South,
26:07all the people who are part of the transmission right now,
26:09your Walihana, Khair Magdam.
26:11This is the sixth program
26:13which is narrating the pleasures of staying in the field of Arafat,
26:17the pleasures, the feelings.
26:19Every passing moment,
26:21another stream of blessings is flowing there.
26:24And every passing moment,
26:26another world of Godaz is being inhabited.
26:29These are the final moments of the program.
26:31This is the time to receive the messages.
26:33For our viewers,
26:34how does Allama Sahab sum up today's sixth program?
26:37Please say something.
26:39When we were in Madinah Sharif,
26:41a Syed Sahib was sitting in his house.
26:44He told us that
26:46today's caravan had gone in the olden days.
26:51Someone said,
26:52my Salam has gone out,
26:54present it in the Prophethood.
26:56Then in the morning, afternoon, evening,
26:58three times that person repeated the same thing and said,
27:01okay, I will present it,
27:02let me go.
27:03Now he came again yesterday,
27:04said again,
27:05came again today,
27:06third time, fourth time.
27:07For how many days that Sahib stayed there,
27:10daily he used to say only one thing,
27:12my Salam.
27:13Okay,
27:14he went and reached there.
27:16He joined the caravan of Hajj.
27:18When the caravan of Hajj left for Makkah from Madinah-e-Tayyabah,
27:22he remembered that he had to present the Salam.
27:25He did not present the Salam of that person.
27:27The one who repeated the same thing.
27:30He told the caravan,
27:31the rich person of the caravan said,
27:33I am not responsible,
27:34you go back.
27:35So, I have to go,
27:36on time.
27:37You take your responsibility.
27:38Yes,
27:39then you have to go and your work…
27:40The caravan has to go.
27:41He gave a warning.
27:42He said,
27:43where are you going for such a thing,
27:45leaving the caravan.
27:46It is a matter of 600-700 years ago.
27:48He said,
27:49no,
27:50that Salam,
27:51I have sent it.
27:52I will do it again.
27:53Now he came,
27:54he presented the Salam on Rauza-e-Pak.
27:56When he said Salam,
27:57the answer came,
27:58Wa alaikumus Salam,
27:59Ya Abu'l Wafa.
28:00Allahu Akbar.
28:01Ya Abu'l Wafa.
28:02Ya Abu'l Wafa.
28:03Wa alaikumus Salam.
28:04He said,
28:05Huzoor,
28:06my name is not Abu'l Wafa.
28:09My name is not Abu'l Wafa.
28:12Oh,
28:13he is a sacrifice.
28:14Oh,
28:15I don't know,
28:16someone else understood.
28:17Maybe someone else
28:18has received the answer
28:19from the government.
28:20Then he said,
28:21Wa alaikumus Salam,
28:22Ya Abu'l Wafa.
28:23Huzoor,
28:24my name is Abu'l Wafa.
28:25I am Ali.
28:26My name is Ali.
28:28He said,
28:29no,
28:30your name was not there.
28:31It is there now.
28:32I have kept Abu'l Wafa.
28:33Yes,
28:34those who are loyal.
28:35Those who keep their promises.
28:36Oh,
28:37he received the answer.
28:38Yes.
28:39Subhanallah.
28:40He is Hazrat Sayyidi Abu'l Wafa
28:41Rahmatullah-e-Talib.
28:42He is a great Sufi,
28:43a great poet.
28:44He is a great person.
28:45He is a great person.
28:46He is Sayyidzada as well,
28:47Huzoor.
28:48Sayyidzada as well.
28:49Allahu Akbar.
28:50When he said Salam
28:51and got the answer,
28:52he got worried
28:53about the next thing.
28:54Huzoor,
28:55I have come to be loyal
28:56but the caravan
28:57did not come with me.
28:58Oh,
28:59they said,
29:00we will go.
29:01I am left alone here now.
29:02It is clear
29:03how much time
29:04it took to come and go.
29:05Definitely.
29:06So,
29:07Sallallahu alaihi wa sallam
29:08you have been loyal
29:09to me.
29:10You have been loyal
29:11to me.
29:12So,
29:13don't worry.
29:14Before the caravan
29:15comes,
29:16we will take you to your destination.
29:17Yes,
29:18you will reach.
29:19Allahu Akbar.
29:20And this is what happened.
29:21When Huzoor
29:22received the answer
29:23and said Salam,
29:24Huzoor said,
29:25close your eyes
29:26and we will take you to your destination.
29:27Oh,
29:28he closed his eyes.
29:29He was in Haram-e-Kaaba.
29:30The caravan came later.
29:31From Haram-e-Nabawi
29:32to Haram-e-Kaaba.
29:33They reached.
29:34The caravan came later
29:35and the people of the caravan
29:36fought with him.
29:37He had a relative
29:38and a friend
29:39who knew him.
29:40He said,
29:41you are a very disloyal man.
29:42Oh,
29:43disloyal.
29:44He is saying
29:45that he is disloyal.
29:46He said,
29:47this is what you had to do
29:48with us.
29:49You had to deceive us
29:50in some other way.
29:51You reached earlier.
29:52You should have told us
29:53why you troubled us.
29:54Oh,
29:55we were worried
29:56at every step.
29:57The whole caravan
29:58was thinking
29:59what will happen,
30:00how will we reach,
30:01did we reach or not.
30:02Long live.
30:03Now,
30:04this journey of Hajj,
30:05Safdar Sahib,
30:06at every step
30:07there is something
30:08for you.
30:09The condition is
30:10that you should not
30:11be disloyal.
30:12Be disloyal.
30:13Mashallah.
30:14Doctor Sahib,
30:15a few sentences
30:16to end
30:17today's episode.
30:18This sentence
30:19is very beautiful
30:20that there is something
30:21everywhere.
30:22So,
30:23I remembered
30:24a sentence here.
30:25Bismillah.
30:26There was a tradition
30:27in the Arabs,
30:28Qibla Safdar Sahib,
30:29that when they used to go
30:30to the market
30:31to buy slaves,
30:32they used to ask
30:33for the price.
30:34They used to ask
30:35for the price.
30:36They used to say
30:37that it is Rs. 2000.
30:38He used to say
30:39give me Rs. 1500.
30:40If you say,
30:41should I cut my hair?
30:42He used to say
30:43no,
30:44don't cut your hair now.
30:45I will see
30:46something else
30:47in the market.
30:48After going
30:49from 3-4 places,
30:50when the deal
30:51was final,
30:52the owner used to say
30:53should I cut
30:54my slave's hair?
30:55He used to say
30:56yes,
30:57cut it now.
30:58So,
30:59when he used to
31:00cut his hair
31:01and keep it
31:02with him,
31:03he used to present
31:04his hair
31:05to the new
31:06owner.
31:07His message
31:08was that
31:09from now on,
31:10I am not
31:11the slave
31:12of that owner,
31:13I am yours.
31:14My eating,
31:15drinking,
31:16waking up,
31:17sitting,
31:18sleeping,
31:19everything
31:20will be
31:21as per your
31:22orders.
31:23Here,
31:24after passing
31:25from Arafat,
31:26Mina,
31:27when the
31:28hair
31:29is cut,
31:30we make
31:31a deal
31:32with the
31:33owner
31:34of the
31:35area,
31:36we break
31:37the deal
31:38and become
31:39your slave.
31:40This is
31:41your hair
31:42which
31:43we present
31:44to your
31:45garden.
31:46From now on,
31:47my waking,
31:48sitting,
31:49eating,
31:50drinking,
31:51everything
31:52will be
31:53as per
31:54your
31:55orders.
31:56So,
31:57I will
31:58request
31:59this also
32:00Allah-ta'ala ke hukam aur shariyat-e-mutahara ke mutaabak ho jaye, wo ban ke aaye, toh
32:06waise toh Madinah yoon toh jaate hain hazaaron, par Madinah dekhta hain koi koi, kamal ye
32:12hai ke wahan pe jaayen toh phir wahan ka faiz bhi saath rahe hain.
32:15Zindabad Doctor sahab, Subhan Allah, Subhan Allah, Subhan Allah.
32:18Ab program ki ikhtatami ghoriyon mein hume Ijaz Hussain Shakargari sahab se kalam sunna
32:23hai, phir agli nashis mein aap se mulaqat rahegi aur saatme episode mein inshaAllah
32:28ek naye mauzoo ke saath, naye unwaan ke saath, aur uski barkat hain takseem karne ke liye,
32:33inshaAllah hum waseela banenge aapka mukarram nazareen, bahot shukar guzaar Doctor sahab
32:38aapka, aap safar karke tasheef laate hain jab bhi Lahore aate hain humare studio mein,
32:42toh Allah kareem aapke safar mein, hazar mein barkat hain naseeb farmaye, hamesha aapka nim
32:47toh bharat dastarkhana laabad rakhe, Ijaz bhai aapka bhi bahot shukriya, hamesha bade khubsurat
32:52kalam sunnaate hain, chun ke kalam laate hain, riwayati cheezon se hatkar aap, keemti jo
32:57manzoomaat hain aap lekar aate hain, nazareen ikhtitaman aaj ke chhate episode mein, mutafarrik
33:02ashaar hain, do teen ashaar, mauzooat sabke mukhtalif hain, lekin raabta sabka Allah ki
33:08barga se jurta hua, aapko nazar aayega, pehla share jo hai, wo janaab-e-akbar ila abadi
33:13ka hai, wo suniyega, huzoor aapki bhi tawajjo ka taail, likhte hain, akl mein jo ghir gaya,
33:20la intiha kyun kar hua, jo sama mein aagaya, phir wo khuda kyun kar hua,
33:30wow, wow, wow, kya kehne, Allahu Akbar, akl mein jo ghir gaya, la intiha kyun kar hua,
33:37jo sama mein aagaya, phir wo khuda kyun kar hua, aur dekhiye, pegham dekhiye, mubarak
33:43azeem abadi ka yeh pegham dekhiye, aapko lutf aajayega, mera aur aapka hasb-e-haal hai
33:48aakhri shir, teri bakshish ke bharose pe khataayin ki hain, teri rahmat ke saharain ne gunahgaar
34:01kiya, Allahu Akbar, teri bakshish ke bharose pe khataayin ki hain, teri rahmat ke saharain
34:08ne gunahgaar kiya, aakhri shir, ustaad Ibrahim Zauq ka shir hai, aur kya Zauq ka shir hai,
34:15aapko lutf aajayega, Allah kare, ki yeh jazba aur iske andar mafoom humko naseeb ho jaye,
34:21dekh, choton ko hai, Allah badaayi deta, pegham hai, pegham hi hai, indaaz mein suniye,
34:28dekh, choton ko hai, Allah badaayi deta, asma, aankh ke til mein hai, dikhaayi deta,
34:36choti si cheez, kitna bada kaam kar gayi, suniye ga, dekh choton ko hai, Allah badaayi
34:42deta, asma, kitni badi shay hai, lekin asma, aankh ke til mein hai, dikhaayi deta, dikhaayi
34:50deta. Aayiye, ikhtitami kalam sunte hain, Janab-e-Ijaz Hussain Shakargarhi se, aur saathme
34:55episode mein ek nai topic ke saath, phir aap se mulaqat Sehri ke.
35:13Kaaba hai mere pesh-e-nazal, Kaaba hai mere pesh-e-nazal, Subhan-Allah, Subhan-Allah,
35:36hai kitna haseen Allah ka ghar, Subhan-Allah, Subhan-Allah,
35:51hai kitna haseen Allah ka ghar, Subhan-Allah, Subhan-Allah,
36:08hai kitna haseen Allah ka ghar, Subhan-Allah, Subhan-Allah,
36:30Subhan-Allah, Subhan-Allah, janjat se badkar yeh manzal, Subhan-Allah, Subhan-Allah,
36:55arafatme phir hamja pohche, ahraam badan par baade huve, labbaik ka nara hai lab par,
37:18Subhan-Allah, Subhan-Allah, labbaik ka nara hai lab par, Subhan-Allah, Subhan-Allah,
37:39Sabdar bhai bada khufoor-e-sher hai,
37:41Sarkar-e-Madina ka sadqa, haj sabka kahe makbul khuda,
38:04Mehroom na jaaye koi bashar, Subhan-Allah, Subhan-Allah,
38:32yeh maqam-e-Ibraheem bhi hai, yeh safa-o-marwa-hateem bhi hai,
38:45Zamzam-e-Rawah-e-Kausar, Subhan-Allah, Subhan-Allah,
38:59Kaaba-e-Kaaba, Kaaba hai mere pesh-e-nazar, Subhan-Allah, Subhan-Allah,
39:17Kitna haseen Allah ka ghar, Subhan-Allah, Subhan-Allah, Subhan-Allah,
39:39Kitne khush-fismat hai wo, jin ka bulawa aagaya,
39:49Uske ghar ki mehmani, Uske ghar ki mehmani, ka sharaf paane lage,
40:05Haj ka mausam aagaya hai, taaf le jaane lage,

Recommended