Skip to playerSkip to main contentSkip to footer
  • 5/13/2024
Meri Pehchan | Topic: Maal o Daulat ke Fawaid o Nuqsanat (Part 2)

Host: Syeda Zainab

Guest: Dr. Naheed Abrar, Zarmina Nasir

#MeriPehchan #SyedaZainabAlam #ARYQtv

A female talk show having discussion over the persisting customs and norms of the society. Female scholars and experts from different fields of life will talk about the origins where those customs, rites and ritual come from or how they evolve with time, how they affect and influence our society, their pros and cons, and what does Islam has to say about them. We'll see what criteria Islam provides to decide over adapting or rejecting to the emerging global changes, say social, technological etc. of today.

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00A'uzu Billahi Minash Shaitanir Rajeem, Bismillahir Rahmanir Raheem, Allahumma Salli ala Sayyidina
00:16wa Mawlana Muhammadin, wa ala aali Sayyidina wa Mawlana Muhammadin, wa barik wa sallim wa
00:22sallu alayh.
00:23Inna salati wa nusuki wa mahyaaya wa mu'mati lillahi rabbil alameen.
00:28Ki beshek meri namaz, meri qurbani, meri zindagi aur meri maud sirf Allah Rabbul Izzat
00:35ke liye hain jo tamaam alameen ka Rabb hain.
00:39Assalamualaikum warahmatullahi wabarakatuhu.
00:42Aap dekh rahe hain program Meri Pehchaan aur Meri Pehchaan ki ek nai episode ke saath
00:48aapki khidmat mein hazir hain.
00:50Janab jaisa ki aap jaante hain ki guzishta program mein humne baat ki maal o daulat ke
00:56hawale se, maal o daulat ke nukhsanaat aur utke fawaid humne jaane Hadees-e-Mubarakah
01:01ki roshni mein, Quran-e-Majeed, Furqan-e-Hameed ki roshni mein, maal ki kis tarah se muzammat
01:07ki gayi hain, kahan kahan maal ko istimaal karna chahiye aur kin zarai se humne maal
01:11kamaya humse ye bhi toh sawal kiya jaayega, kahan kharj kiya humse ye bhi toh sawal kiya
01:16jaayega.
01:17Aaj usi topic ko kyunki ye itna khas taur par maine guzishta program mein bhi aapke saamne
01:23ye baat arz ki thi ki ye daure hazir mein bahut aham mauzoo hai jis par baat karne bahut
01:29zyada zaruri thi toh aaj bhi isi unmaan ko Inshallah ta'ala continue karenge ki maal
01:34o daulat ke nukhsanaat aur fawaid.
01:36Quran-e-Majeed, Furqan-e-Hameed mein Parwardigar-e-Aalam kya firmata hai?
01:41Allah Rabbul Izzat firmata hai,
02:11ki agar unki muhabbat Allah aur uske Rasool ki muhabbat se unke dil mein zyada ho gayi
02:16hai, toh fir kya karein?
02:18Toh fir ye karein ki agar ye cheez aur ye muhabbat maal ki muhabbat unke dil mein zyada
02:23ho gayi hai, toh fir yahaan se Allah Rabbul Izzat ke faisle ka intazaar karein.
02:28Allah Rabbul Izzat apna faisla kar le aur Allah ta'ala faasiqun ko hidayat nahi dheta.
02:34Aaj bhi is unmaan par guftu karenge aur bahut saare nukaat hai, puri program mein humaye
02:39saath rahiyega, Insha'Allah ta'ala bahut saare goshe hain jo aapke zain mein khulenge
02:44aur hum Insha'Allah ta'ala apni zindagiyon ko baithar banayenge.
02:47Humare saath mehman shahsiyat aaj ke unmaan par bhi jo sehr hasil guftu guftu farmayengi
02:52maujood hain, janaab bila shuba kisi ta'aruf ki muhtaj nahi hai, ilmi guftu guftu farmati
02:58hain, bahut fiqhi guftu guftu farmati hain, Dr. Professor Naheed Abrar sahiba maujood
03:03hain, welcome karte hain, Assalamualaikum Warahmatullahi Wabarakatuhu.
03:06Walaikum Assalam, kaise hain Zainab?
03:08Alhamdulillah, Allah ka bahut karam hain, Dr. sahiba aapki dua hain, bahut salamat
03:12rahiye, aur unke saath tashreef farma hain, Zarmina Nasir sahiba, unko bhi welcome karte
03:17hain, Assalamualaikum Warahmatullahi Wabarakatuhu.
03:19Walaikum Assalam.
03:20Zarmina aap kaise hain, khair yassin hain?
03:21Alhamdulillah.
03:22Dr. sahiba aagaz kar lete hain, aur jis saath se Dr. sahiba maal ke hawale se, maal
03:26wo daulat ke ta'aluk se, iske mutaalik ahadees-e-mubarakah ko dekha, Dr. sahiba baaz
03:31log yaa baaz afraad yeh samajhte hain, ki Islam nadari ka, muhtaji ka, muflisi ka, aur
03:38jo fukro faqah hain, iski daawat deta hain.
03:41Kyunke ibtida mein toh wohi log daakhil huayte hain na, deen-e-Islam mein, jahan jahan
03:45ambiya-e-Alaihim-ul-Salat-ul-Islam mein daawat diya, aur Nabi-e-Kareem-Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam
03:48ki seerat bhi hum parte hain.
03:50Toh yeh irshaad farma dijiye, ki Islam iss hawale se, yaani fukro faqah ki daawat deta
03:55hain, jo baaz log samajhte hain, kya farmayenge?
03:58Auzubillah-e-Min-e-Shaitan-e-Rajim, Bismillah-e-Rahman-e-Rahim.
04:02Dekhi Zainab, Islam ik mukamal zaabta hayat hai, aur duniya daar-ul-amal, imtihan ki jagah,
04:09aazmayish ka ghar, aur aakhirat ki kheti hai.
04:13Allah Ta'ala ne insano ko isliye peyda kiya, ki wo Allah ki ibadat karein, lekin maal-o-daulat
04:20ki hafis aur iski kasrat ne unko unke maqsat se hata diya hai.
04:24Maal-o-daulat ki hafis aur kasrat ko unhone apna maqsat aur manshah bana liya hai.
04:29Deen-e-Islam na hume jaiz tariqat se maal kharch karne se mana karta hai, na jaiz maal jama
04:37karne se mana karta hai.
04:39Isi liye maal par zakat farz ki gayi hai, wanna maal par zakat farz nahi hoti.
04:44Dekhi Zainab, mazammat maal ki nahi, balke uss maal ki hai, jiska jo insaan, jiski khwaish
04:50ko apne dil mein ghar kar leta hai, apni khwaish ko dil mein basa leta hai, yateem-o-bewaon,
04:56masakeen-o-ki hukum qada nahi karta hai, rishton ki pehsaan bhool jata hai, jo Allah ki raah
05:02mein maal kharch karne ka waqt aata hai, toh wo bakheel ban jata hai, Allah aur aakhirat
05:07ko bhool jata hai, Allah aur uske rasool ke ahkaamat ko bhool jata hai, toh asal mein
05:12mazammat jo hai, Quran-o-Hadees ne iss baat ki ki hai.
05:16Jo shiqt jaiz maal jama karta hai, sirf isliye ki uske ehlo-ayal aur usko kisi ke aagey
05:22sawal nahi karna pade, jo shiqt jaiz aur halal aur risq-e-halal kamai, isliye jama karta
05:28hai ki wo Allah ki raza aur khushnoodi ke liye, yateem-o-bewaon, masakeen-o-ki aur Allah
05:34ki raah mein kharch karein, toh ye bohot qable tahseen qadam hai, Allah ki raza aur khushnoodi
05:39hasil hoti hai iss se aur usool-e-jannat ka ek zariya hai, gunaon se bakhshish ka ek zariya
05:44hai. Dekhi, Abu Mawiyah bohot boore ho chuke the, ussang tarashi ka kaam karte the, toh
05:50logon ne kaah ke hazrat aap bohot boore ho gaye hain, ab ye kaam chhod deyen, toh Abu
05:55Mawiyah ne firmaaya ki doosron ke aagey sawal karne se betar hai ki main apne haath se mehnat
06:01karke halal kamai jama karoon. Issi tarah Hatam tai jo hai, wo bohot daulatman tha,
06:07bohot saqee tha aur apni daulat se logon ke khidmat karta tha, ek dafa usne daawat ka
06:12hitamam kiya, ameer ghareeb sab ko bilaya, toh ek jangal se guzra, toh ek lakadhaara,
06:17lakdiyaan kaat raha tha aur usko apni peed palat ka shehar mein farood karta tha, aur
06:21usse maal kamata tha. Usne kaha ki tumhe nahi pata, ki aaj jo hai Hatam tai ki daawaat
06:27hai, tum nahi aaye, toh usne kaha ki apne haath se mehnat karke khaana, Hatam tai ki
06:33daawaat se kahin zyada betare. Issi tarah Nabi Kareem sallallahu alaihi wasallam ke
06:36khidmat mein, ek sahabi aaye, unhone sawal kiya, toh Nabi Kareem sallallahu alaihi
06:40wasallam ne ferma hai, ki batao tumhare paas kya cheez hai, toh ne kaha, ya Rasulallah
06:44mere paas ek kambal aur pyala hai, toh ek sahabi se kaha ki kaun isko lega, toh ek
06:49sahabi ne kaha ki main do dharam mein le letaun, toh Nabi Kareem sallallahu alaihi wasallam
06:53ne ferma jao, ek dharam ka apne gharwalon ke liye saamaan kharido, aur ek dharam ki
06:58kulhari kharidi, usme dasta baanda ka, jau jangal mein jao, lakdiyaan kaato, isko farood
07:03karke riske halal kamao, pandra din baad mere paas aana. Jab wo pandra din baad aaya,
07:08Nabi Kareem sallallahu alaihi wasallam ne poocha ki kya hal hai, toh usne kaha ki, ya
07:12Rasulallah, mene das dharam kamaye, apne gharwalon ke liye zarurat-e-zindagi ka saamaan
07:16kharido, aur khaane peene ki, kuch cheezein kharidi, toh Nabi Kareem sallallahu alaihi
07:21wasallam ne fermaya, ki doosron ke aage sawaal karne se betar hai, aur zillat aur ruswaai
07:27ki zindagi guzarne se betar hai, ki tum apne haaton se mehnat karke khao, isi liye Allah
07:33ta'ala ne mehnat kashku, apna doos ka baat hai.
07:36Subhan Allah, Subhan Allah, Aapka bahut, aapka andaaz bhi bahut pyaar hai, aur bahut
07:40pyaari guftagu aapne ishaat fermayi hai. Zainab ji na, aap ishaat ferma dijiye, yeh
07:44jo nafse maal hai, yeh mazmoom hai, ya maal ki talab mazmoom hai, ya iska jo istamaal
07:51hai, iske hawalay se fermayega.
07:53Bilkul bahut aaham sawal kiya Zainab, aapne ham sabko apni islaah karne ki bhi zaroorat
07:58seekhne ko bhi milega.
07:59Nafse maal mazmoom hai ya nahi, toh nafse maal mazmoom hai ya nahi, yaani iski muzzammat
08:04ki gayi hai ya nahi. Nafse maal yaani maal ka hona. Toh yeh toh Allah ta'ala ki nehmaton
08:09mese ek nehmat hai, ek blessing hai, isliye iski muzzammat nahi ki gayi. Uske saas saath
08:13aapke sawal ka doosra isa yeh hai, ke maal ka kharj karna. Toh definitely maal humein
08:18Allah ta'ala ne ek blessing ki surat mein diya hai, humne halal, risko, rozi ko hasool
08:23mumkin kiya hai, apni efforts kiya hai, koshishin serve kiya hai, toh hum kharj bhi kar sakte
08:28hai, Islam humein is sawal se mana nahi karta.
08:30Aur aapke sawal ka teesra isa yeh hai, ke maal ki talab karna. Yeh jaayaz hai yeh nahi?
08:35Dekhiye maal ki talab aapki niyat pe depend karte hai. Hadith-e-mubarakah ka mafoom bhi
08:39hai, agar insaan ki niyat yeh ho, ke Allah ta'ala mujhe muhtaajgi se mehfooz rakhe,
08:43main bakadr-e-zarurat apne liye bhi kharchun ka, jo main halal, risko, rozi kamara hu,
08:48apne gharwalon ke liye, ahl-e-ayal ke liye bhi isko lekar chalunga, kyunki obviously
08:52wo unke hawale se insaan se sawal kiya jaayega, aur saath-saath main doosron ki bhi madad karunga,
08:58infaak fee sabeelillah ka bhi ehtamaam karunga. Toh yaqeenan iski talab aap kar sakte hain,
09:02deen-e-Islam isko discourage nahi karta. Lekin hum kis tarah se aitadaal pasandi se,
09:07mian-e-rabi ko ikhtyaar karte hai, apne maal ka istamaal karte hain, iski hub ko, iski
09:12muhabbat ko dil mein nahi bithate, aur iska istamaal kaise karte hain, basically yeh
09:16jaanne ki zatoorat hai, ki hum beshak mehnat karein, riske halaal kamayein, tijarat karein,
09:20achche kaarobar karein, halaal sources hone chahiye, yaad lakhiye, wo karein, lekin saath-saath
09:25aakharat ki bhi tayyari karein, kabar ki tayyari, pul sarat ki tayyari, roz-e-mahshar jo humara
09:30saamna hoga uski tayyari karein, toh deen-e-Islam bilkul iss sawale se humari badi khudsurat
09:35rehnomai karta hai. Aur shariat iss sawale se dekhti hai ki humara daaira-e-dil kya hai
09:39jab hum maal kamarein, halaal sources hain, kya halaal aur haraam ki tamiz khudana khasta
09:44khatam toh nahi hogai hai, ya dil yaad-e-ilahi se ghaflat mein mubtila toh nahi hogai, toh
09:48iss daaira-e-kaar ko dekhti hai, hum adda-da-yu-ad-de-du, yaani baar-baar maal ko girne mein toh
09:54masroof-e-amal nahi hogai, toh iss hawaale se humara yeh jaan lena zaruri hai, ki basically
09:59maal ki hum takseem kaise karein, usko istamaal kaise karein. Mishkaat Sharif ki hadees ka
10:05ek bada khubsurat khulas hai, ikhtisar ke saath, yaha mein quote karungi, ki ek shakhs
10:09jaara hota, usse baadalo maise aawaaz aati hai, aur baadal ko barasne ka hukam diya jaata
10:14hai, ki falan shakhs ke baag par aap jaakar barsein. Jab wo aage jaata hai, wo dekhta
10:19hai, ki wo baadal barasna shuru ho jaata hai, lekin neeche koi baag nahi hota. Wo jahan
10:23paani uska jaara hota hai, na baarish ka, wo bhi pairvi mein chalta jaata hai, dekhta
10:26hai, ek shakhs hota hai, wo se waja daryafat karta hai, ki baadal ko Allah ta'ala ne barasne
10:30ka hukam diya, parishton ke through, aur wo aapne aisi kya khaas baat hai, kya naik
10:34amal hai, toh wo batate hain, aur toh koi naik amal nahi hai, lekin main is baag ki dekhbaal
10:38karta hain, is niyat ke saath, ki Allah ta'ala jo mujhe maal ata karta hai, sabse pehla ek
10:42hisa mein raah-e-Khuda mein kharj karta hain, doosra apne ehlo-ayal ke liye kharj karta
10:46hain, ki obviously Allah ta'ala mujhe poochega, ki main aapne kafalat ka itmam kaise kiya.
10:49Teesra, isi niyat se main is baag pe dubara lagata hain, ki Allah ta'ala mujhe pehdawaar
10:54dega, toh main dubara isi tariqah se raah-e-Khuda main bhi kharjunga, ehlo-ayal ke liye bhi,
10:58toh Allah ta'ala ne mere samal ko pasand kiya hai.
11:00Subhanallah. Janab, jari rakhenge, is guftagoon ko hazir hote hain, is muqtasar se waqfe ke baad.
11:06Assalamu alaikum warahmatullahi wabarakatuhu. Aap dekh rahein program Meri Pehchaan, aur
11:11Meri Pehchaan me ek martaba, fir aap sabka khair maqdam hai. Janab, aaj jis unwaan ko
11:17lekar hum aapke khidmat mein hazir hua hain, wo maal-o-daulat ke hawale se hai, yaani maal-o-daulat
11:22ke fawaid bhi hain, nuqsanaat bhi hain, kis qadar iski talab rakhni hai, aur rakhni bhi
11:27hai, ki nahi rakhni hai, isko jamaah karna hai, ya isko Allah ki raah mein zyada-zyada
11:32kharj karna hai, yeh sab taalimat humein dee gayi hain, deen-e-Islam ki jaanib se.
11:36Isper guftagoon karein hain Dr. Naheed Abrar sahiba, aur Zarmina sahiba.
11:40Dr. sahiba, yeh irshaad firma dijiye, ke maal ka musbat istimaal, jo banday ko apne Rabb
11:47se, Allah-e-Rabbul-Izzat se, kareeb kar de, yeh irshaad firma dijiye.
11:51Zainab, Sheikh Saadi Rehmatullah Ali firmaate hain, ki Allah tak pohoshne ke bahus se raaste
11:58hain, lekin maine Allah tak pohoshne ke liye, Allah ka pasandida raasta, makhlook se muhabbat
12:04ko chuna.
12:05Subhanallah, subhanallah.
12:07Jis dil mein, doosron ki takleev dekhkar tarab jaye, ya doosron ki takleev dekhkar parishaan
12:14ho jaye, jo dil, toh jaan lo ke us dil mein Allah rahta hai.
12:18Beshek.
12:19Makar Allah ke nadeek sabse achha insan, sabse behtar insan wo hai, jiska wujud doosron ke
12:26liye faidamand ho.
12:28Dekhi Zainab, izzat, daulat, martaba Allah ka ata karda hai, Allah de ke bhi aazamata
12:35hai.
12:36Lekin maal-o-mata ka muzbit aur achha istimal, Allah ki raza aur khushnoodi ke liye kharj
12:43karne se, Allah ka qurub hasil hota hai.
12:46Duniya aur aakhirat me banda sur-qurub hota hai.
12:49Allah ki raza shamil ho jati hai, gunahon se bakshish ka zariya hai, buri maus se bachata
12:54hai.
12:55Ghulamon se zyada, ghulamon ko azaat karne se zyada sawab hasil hota hai.
12:59Malayik jo hain inke liye dua-e-rehmat bachhte hain, aafaton se bachata hai, buri gham, buri
13:05ghari, buri maus se bachata hai.
13:07Kahte hain na ke agar hum kabhi kisi bahut zyada musibat se bachchayen, toh hum kahte
13:12hain ki Allah ki rah mein hamara liya diya, kaam aagaya.
13:15Ho sakta hai ki humne kuch diya ho, chahe thoda hi sa diya ho, Allah humse hamara razi
13:20ho gaya hogo, aur hume is musibat se bachaliya.
13:23Lekin maal-o-mata ka musibat istamaal yeh hai ki is maal-o-mata ko hum kuain taamir
13:29karwayen, masajid taamir karwayen, jit jagah ilaj maalje ki sahooliyat nahin hain, waha
13:35hospital qayam karwayen, talim-e-idare qayam karwayen, yateem-o-bewaon, masakeen-o-ki
13:40liye kharch kareyen, zurwat nan logon ki zurwat ke waqt jo hai, wo kaam ayen.
13:45Dekhiye Nabi-e-Karim sallallahu alaihi waalaihi wa sallam be ishaat baghna hai ki jo shag
13:49kisi bhooke ko khaana khilaye, is hatta ke uski jo bhook khatam ho jaye, kisi pyaase
13:55ko paane pilaye, is hatta ki uski pyaas dukh jaye, to Allah taala jahanum ko itna door
14:00kar dega uske, jo 500 saal ki musafat ka faas laayega, aur qayamat ke din kahega ki jannat
14:06ke jit darwaze se chahe daakhil ho jaye.
14:08Abdullah bin Mubarak ki khidmat me ek shahzad hazir hua, aur kehne ki hazrat mere gutne
14:14bhoot ilaj karaya, lekin khoon isse rishta rahta hai, rishta ban nahi hua.
14:19Toh ne ke jao, aisi basti mein jao, jahan par log paani ki isse mehroom ho, aur bohot
14:25pareshaan ho, waha jaakar ek kua khudwaun.
14:28Jaise hi paani jaari aur saari hoga, Allah ke karam se tumhara khoon rishta band ho jayega
14:34aur Allah tumhe shifa dega.
14:36Toh ne ek aisi basti talaj ki jahan par kua nahi tha, log paani ki wajah se, paani se
14:41mehroom the, pyaas ki shiddat se tadap rahe the, unhone waha par jaakar kua khudwaaya.
14:46Jaise hi log paani se sehraab hone lage, toh Allah ka fazal, Allah ki rahmat, Allah ki
14:51barkat deke, ki Allah ne unhe shifa di, aur unka khoon rishta jo tha, wo band ho gaya.
14:56Isi tarah nabiye kareem sallallahu alaihi wa sallam, hazrat Ayesha siddiqa r.a. na ghar
15:01mein maujood the, darwaze pe dastak hui.
15:03Toh nabiye kareem sallallahu alaihi wa sallam ne kaha, Ayesha dekho koi sahil aaya hai.
15:07Toh hazrat Ayesha rotiyan gin kar dene lagi, toh nabiye kareem sallallahu alaihi wa sallam
15:12mein firmaaya, ki aaye Ayesha, rotiyan gin kar mat do, wa na Allah bhi tumhe sabab gin
15:17kar dega.
15:18Ayesha, yatimon, masakeenon, bewaon ko apne nazdeek rakho, khudawand-e-kareem, qayamat
15:25ke din tumhe apna nazdeek rakhega.
15:28Aur quran-e-paq mein Allah ta'ala isha'at farmata hai, ki jab log poochen, ki ye maal
15:32kahan kharch karein, toh jawab do, ki jo maal tum kharch karo, musafiron, yatimon, waaldein,
15:37rishidaron, masakeenon par kharch karo.
15:40Toh maal ka muzbat istamaal yehi hai, ki hum isse Allah ki raza khushnoodi hasil karne
15:45ke liye kharch karein, aur jaiz logon ko deyin, aur Allah ki rahme zyada se zyada kharch karein.
15:51Allah ta'ala farmata hai, ki Allah ki rahme tum jitna maal kharch karoge, tumhe usse do
15:56guna zyada badh kar atak farmata hai.
15:58Allah ki rahme jo kharch karne se toh maal badhta hai, beshak sadqa dene ki targheeb
16:03di gayi hai.
16:04Lekin maal ka jo wabaal hai na, Hazar Meena, wo toh apni jagah hai, lekin maal ka na hona
16:10bhi fitna ka baayis hai.
16:11Iss taaluk se kya farmayengi?
16:13Bahut shukriya Zainab.
16:14Dekhi maal ka hona bhi hum kahtein aazmaish ka baayis hai, aur na hona bhi sometimes fitna
16:18ka baayis ban jata hai.
16:19Kyuki dekhi hum apni hirgit bohot saare logon ko mulahiza karte hain, aur dekhti hain
16:23ki jab wo maal ka kasrat se istamaal karte hain, wo bhi aish-e-ushrat mein padh kar Allah
16:28taala ki yaad se door ho jate hain, ghaflat karte hain, aur mukhlif kism ki crimes mein
16:32aur jaraim mein mubtila ho jate hain.
16:34Lekin jab maal nahi hota tab bhi humein aise hi kuch situation sometimes dekhne ko milti
16:38hain.
16:39Humare girdham bohot saare logon ko observe karte hain, unke bacche hain, unki families
16:43hain, jab unko khaane peene ke liye koi cheezein mayasar nahi aati hain, ya unke halahat
16:47achche nahi hote, bacchon ko achche sahuliyat ya talim ka unka bandobast nahi kar pate hain,
16:52toh phir wo mayusi mein mubtila ho jate hain, aur bohot saare log aise bhi dekhe gaye hain
16:57jo jaraim mein toh mubtila hote hain, lekin baaz log karze pe karze liye jate hain, aur
17:01aise hi daldal mein dhas jate hain, jo main samajhti hun ek mohlik bimari ki tarah unko
17:05apne aade le leta, aur usme se nikalna us daldal mein se unke liye behad mushkil ho jata
17:09hain.
17:10Toh Allah taala sabki madad kare, sabko unki aazmaishon mein qamiyabi aur surkhroo yata
17:14firmaaye.
17:15Kyunki dekhe humari jo basic needs hain, humari giza hain, libaas hain, humari zindagi guzarne
17:20ka tariqa hain, humara ibadat karna hain, hajj umre pe jane ki saadat ke liye zade raah
17:25hona toh zaroori hain, sir zakat, sadakat, wajibat ada karna chahate hain, toh maal
17:29ka hona definitely zaroori hain, jo humara bakadre zaroorat ho.
17:32Aur ek insaan aap soche ke uska peht bhoog se bilak raha hai, nidhal hai, toh wo ibadat
17:37mein bhi concentration aur yuksui aam insaan hain, aam banda hain, bebas hain, wo develop
17:41nahi kar pata.
17:42Usko agar pehne ke liye libaas mayasar nahi hain, toh sharmindagi ka, usko embarrassment
17:46ka saamna karna padta hai.
17:48Agar uske bachon ke paas achhi facilities nahi hain, ya wo doosron ki madad karna chahata
17:52hain, kisi ki shadi ke liye apna hissa dena chahata hain na, sadakat ki surat mein, achhahiyon
17:57ki surat mein, neki ke omoor mein, kisi ko islamic books gift karna chahata hain, ya
18:01islamic aisi CDs, jo deen ki tabligh mein muawan aur madadgar ho sake, toh sab ke liye
18:06maal ki zaroorat hain.
18:07Ab aapne baad ki fitna kaise banda hain?
18:09Aap dekhiye ki jab tangdasti aati hai, toh usko kufr aur mayusi ki jaanab le jaati hai,
18:13tab shaitaan ka hamla karna bhi aasaan ho jata hai, phir wo aise ghalat zaraay ikhtyaar
18:17karta hai, riswat hai, sood hai, tabzeer ka kaam lena, agar kuch mila bhi hai usko bhi
18:22bacha le, aur ye tamam tar cheeze dhoka dahi, aur ab talfiyon ki jaanab, jhoot ki jaanab
18:27usko le jaati hai, aur phir maal-e-mazmoom ghar mein aana shuru ho jata hai, aisa maal
18:31jo haram hai, jiski muzammat ki gayi hai, phir kya hota hai ki uski nekiyon se aur
18:35concentration jo hai, ibadat ki halawat se, wo bhi rukh jaati hai, bat-adreej, aista-aista,
18:40wo aisa aish-e-ushrat mein parta hai ki Allah-Tala ka shukar ada karna bool jata hai,
18:43kanaat ki daulat se mehroom ho jata hai, aur ghar ke andar se barkat uth jaati hai,
18:47na-ittafaakiyan jaanam leti hai, maashara intishar ka shikar ho ne lagta hai, aur aap
18:51dekhiye, ikhlaqiyat ka janaza is tarah se nikalta hai, ki jo unke bache hai, wo kis
18:55tarah se mehroom ho jata hai, achhahiyon se, ki ye tabahi unki naslo tak jaati hai,
19:00toh Allah-Tala sabko achha maal ata kare, kyunki Sheikh Saadi ka bada khubsurat
19:04qaul hai, ki main do logon ko talaash karne pe bhi talaash nahi kar paya, ek aisa
19:08insaan jisne Allah ki raah mein kuch diya ho, aur wo ghareeb ho gaya ho, aur ek aisa
19:13shakhs, ki jisne kisi par zulm kiya ho, aur wo Allah-Tala ki pakad se bach gaya ho.
19:19Sahi, aur beshak ye baat dekhne mein aayi hai, ki najaiz zarahi se kamaya hua maal,
19:24wo kharch bhi isi tarah se hota hai, wo zaya bhi aise hi hota hai, aur usme barkat
19:28nahi hoti hai. Mazeed kalam karenge, hazir hote hain is muqtasar se waqfe ke baad.
19:32Assalamu alaikum warahmatullahi wabarakatuhu. Waqfe ke baad, ek martabah
19:36phir aap sabka khair maghdam hai. Janab baat ki jaari hai maal wo daulat ke taalluk se,
19:41aur hum dekhte hain na, aam zindagi mein, ya rooz maraz mara ke jo taallukat hai,
19:46usme bhi hum dekhte hain, ki agar kisi ke baare mein andaaza lagana hai, toh dekhna
19:50hai, ke usko duniya ki talab kitni hai, aur uqba ki fikr kitni hai, toh is baat ko
19:55bahut zyada sochne ki zaroorat hai, yaani sirf talab-e-duniya mein gharq nahi hona
20:00hai, Allah ki raza, Allah ka qurb, Allah se muhabbat ka taalib bhi hona hai,
20:06ahle iman ke liye, yeh bahut zyada zaruri hai. Doktor sahiba, aap humaise saath
20:10maujood hai, ab humne yeh samaam guftakoo ki, aur humne maal ke hawale se,
20:14uske kis sarah se kamaana hai, kahan kharj karna hai, kaun sa maal mazmoom
20:18hai, yeh tamaam baatein humne ki, aur maal ka na hona bhi fitna hai,
20:22is hawaale se bhi jaana, hona bhi fitna hai, ke kaisa, kahan se kamaana hai,
20:26kaise kharj karna hai, aisa na ho, ke hum ghaafil ho jayein Allah ki yaad se.
20:30Maal-o-daulat ke hawaale se, yeh tamaam cheezein jo humne baat ki,
20:33musbat aur mutawaazan soch kya honi chahiye, firma dijiye.
20:37Dekhi, Zainab Hazrat Ali karam Allah wajuh firmaatein ki, achi soch par jo
20:42inaam milta hai, wo amal pe nahi. Allah hu Akbar. Is liye ke soch mein koi
20:47khot nahi hoti. Nabi Karim sallallahu alaihi wa sallam nishat firma hai ki,
20:51tum hargiz neki ko nahi paasaktein, jab tak apni mehboot cheezein Allah ki
20:55raah mein kharch na karon. Aur Allah ki raza khushnudi hasil karne ke liye,
20:59tum zurwat mandon mein kharch karon. Dekhi, Deen-e-Islam humein bhaichargi,
21:04humdardi, khair khuahi ka darz deta hai. Deen-e-Islam mein dusron ki madad
21:09karne, zurwat ke waqt unke kaam aanein, waaldein ke saath neki karna,
21:14silah rahmi karna, yatimon, gareebon, masakinon, zurwat mandon par kharch
21:19karne aur logon ke huq adah karne ko ibadat ka tarcha diya kiya hai.
21:23Deen-e-Islam ne humein zindagi ke har maamle mein, Zainab, muzbid soch
21:29rakhne ka hukum diya aur manfi rawayya ikhtyaar karne se mana firmaaya.
21:34Lekin, muzbid soch isse hi kehte hain, ki kisi bhi shaz ke baare mein hum
21:39achi soch rakhein, uske liye acha soch hain. Dekhiye Zainab, kisi se khanda
21:44pishani se milna aur kisi ke liye acha sochna aur raste se takleeb de cheez
21:50hata dena bhi Allah ke nazdik ek pasandida amal hai. Toh insaan ki zindagi
21:54mein rawayya khas tohse manfi aur muzbid soch jo hai, wo bahut ahmiyat
21:59rakhti hai. Jab hum kisi bhi kaam ke maamle mein, kisi ki cheez ke maamle
22:03mein muzbid soch rakhte hain, toh Allah ta'ala humein kayi guna zyada
22:07na vasta hai ga. Toh muzbid soch isse kehte hain, ki jab hum Allah ki raam
22:11mein koi bhi cheez deyen, ya maal o mata, jo bhi jaiz maal o mata kharch karein,
22:15toh usmein doosron ki izzat-e-nafs majroon na hoon. Ihsaan karke hum jataye
22:20nahin. Jo bhi kaam karein, hum Allah ki raza aur khushnoodi ke liye karein.
22:24Aur doosron ke kaam aate waqt jo hai, numud-o-numais se gures karein.
22:29Aur iss haath se de, logon ki madad karein, ki doosre haath ko khabar na hoon.
22:34Dekhi, Rabia Basri ghar mein tashreef farma thi, darwaze pe dastak hui, khadima se kaha,
22:39ki jao darwaze pe kholo, dekh karao, ki kaun hain. Toh unhe kaha, ki paanch mehmaan
22:44aaye hain aapki yaan. Toh unhe kaha, ki bithao, unke khaane peene ka bandobas karo.
22:49Toh khadima ne kaha, ki ek roti ghar mein maujood hain, kehne, ek roti bhi Allah ki raam
22:55mein khairat kar do. Jab kuch der baad darwaze pe dastak hoti hain, kuch log aaye,
23:01ki hum fala ke ghulame, hamare aaka ne, Rabia Basri ke liye khaana bhi jaye.
23:06Jassi khadima se kehti, khana lao, unhone kapda hataya, toh paanch roti hain.
23:10Toh kehti, nahi hain, mere liye nahi hain, kisi aur ke liye hain.
23:14Toh iske baad, kuch der baad, fir darwaze pe dastak hoti hain, ki hum fala ke ghulame,
23:18hamare aaka ne, Rabia Basri ke liye khaana bhi jaye. Khadima lekar aati hain, kapda
23:22hataate, toh us saab thi. Toh unhe ke, nahi, ye mere liye nahi hain, kisi aur ke liye.
23:27Kyuki Allah toh, ek neki ka badla, das guna zyada deta hai, fir aap ye dekhiye, ki fir
23:33dastak hui darwaze pe, koi saamaan lekar aaya, khadima lekar aayi, toh unhe gini, toh
23:38kaha, ki ye das roti hain. Toh Rabia Basri ne khadima se kaha, ki ye le lo, kyunki
23:43maine apne Rab se kaha tha, ki Rab, jab tak tum mujhe das nahi dega, toh main wasool
23:47nahi karungi. Toh Allah ki rah mein, koi nek amal karte waqt, humein muzbis soch
23:53rakhne par bhi, Allah ajr se nabasta hai. Aap Allah ki rah mein neki kar kar toh dekhein,
23:58muzbis soch rakh kar toh dekhein, aur jab Allah aapke khazanon ko bhar de, aur jab
24:03roshniya aapka istaghbaal karein, toh unh logon ko na boolein, jino ne aapki zindagi
24:09ke andhere baate the. Subhanallah, subhanallah. Aur hum, humesha
24:13humari dua mein, ek dua ye zarur shamil hoti hain, ki Parvat digaar-e-aalam humein
24:18rizq-e-halaal ata farmaa. Aur itna ata farmaa, ki jab hum apne bachon ki taraf dekhte hain,
24:23unh ki zaruraton ki taraf dekhte hain, toh hum Allah se dua karte hain, Parvat digaar
24:26itna toh ata farmaa, ki apne auladon ki, jo zaruriyaat hain, unh ko poora kar sekein.
24:31Sawal mera ye hai, Zarmeena, aap se, ki rizq mein barkat ki dua kis tarah karni chahiye,
24:36aur kya ye bhi maal ki mohabbat me shumaar hogi?
24:39Bahut hi pyaara sawal kiya, Zainab. Aapne dekhi, rizq mein barkat ki dua definitely
24:43karni chahiye, kyunki, surah-e-Muhammad, sallallahu alaihi wa sallam mein, jistana Allah
24:48rabbul Izzat ne firmaaya, mafhum hai, ki Allah ta'ala ata karni wala hai, aur hum Allah
24:52ta'ala ke mautaaj hain. Jab humein Allah ta'ala ata karega, tabhi toh hum infaak ka itamaam
24:56karenge, aur doosron ki zaruraton, bhoop, pyaas ka khayal rakhenge.
24:59Rizq mein barkat ki dua definitely karni chahiye, acche andaaz mein karni chahiye, lekin aapka
25:03jo motive hai, wo ye hona chahiye, aapka jo maqsad hain, ki aap maal ko acche andaaz se
25:08kamayenge, halal, paqeeza, tayyab cheezon ke zarya se, unzaraay ke zarya se, aur acche
25:13andaaz mein phir usko baqadr-e-zarurat istamaal bhi karenge, aur doosron ki hukook ki adaiqi
25:17ka mawshray mein, aap is amal ko bhi anjaam denge, aur ahsan tariqa se buru-e-kaar laenge.
25:22Accha jo maal ki hawaale se, jo dua ka humein milta hai, masnoon duaen bhi humein zainab
25:27sikhayi gayi hai, jaise wazoo ke darmian, jo badi pyaari dua mein sikhayi gayi hai, jiska
25:31mafoon bhi hai ki Allah ta'ala mein khair-o-barqaat ataa firmaaye, definitely wo dunyaawi hawaale
25:35se bhi hum dua kar rahe hote hain, aur jo humaari ukharvi zindagi, jo humaara wo ghar
25:38hai, jo final destination hai, jo aakhri manzil hai, uske liye bhi humaari dua hoti hain,
25:42phir hum khaane se pehle dua karte hain, khaane ke baad Allah ta'ala ka shukr ada karte hain,
25:46wo duaen bhi routine ka hissa banana hi chahiye, definitely, aur phir aap sallallahu alaihi
25:50wa sallam ne badi pyaari humein dua sikhayi, jo unhone aal-e-muhammad sallallahu alaihi
25:55wa sallam ke wale se maangi ki Allah aal-e-muhammad sallallahu alaihi wa sallam ko itna maal ata
25:59firmaa, jo bakadr-e-zaroorat ho, yaani jismein muhtaajgi kabhi zainab khauf nahi hota, aur
26:03hafiz kabhi dar nahi hota, kitni pyaari dua hai, phir hum aam zubaan mein ghar baithe,
26:07Allah ta'ala se khair ki, aur ache maal, halaal maal mein barkat ki dua definitely
26:11kar sakte hain, aur yeh maal ki muhabbat mein qatai shumar nahi hogi, lekin main yahan
26:15yeh bhi zurur mention karna chahungi, hum duaen toh karte hain, ibadat bhi karte hain,
26:20lekin rizq-e-halaal mein barakat ke kuch usool bhi pinha hai, ke gharon ko pyaar, muhabbat
26:24aur aamn ka ghehwara banayi hai, jin gharon mein bebarkati hoti hai, main reason yeh bhi
26:28hota hai, un gharon mein naachakiyan hoti hai, intishar kisi kaafiyat hoti hai, rishton
26:32ka ahitraam nahi kiya jata, doosron ki hukoob ki adaigi ka ahitamaam nahi kiya jata, toh
26:36phir un gharon se barkat rukhsat ho jati hai, toh rizq-e-halaal zurur kamayi hai, lekin
26:41saasat apne maabab ka adab karna, rishton ka khayal karna, aur muhabbat se gharon ko
26:45jode rakhna, yeh yeh rehnomah usool hain jo humein sikha diya gaya, phir bohot saare
26:49auraad aur wazaif bhi humein milte hain, jaise surah-e-qausar ke hawala se milta hai, surah-e-qausar
26:53ke baad jab hum padhte hain, toh Allah ta'ala humein halaal rizq-e-roozi mein barakat
26:57ata farmata hai, aap sallallahu alaihi wa sallam ki hadith-e-mubarakah ka mafhoon bhi yeh
27:01yeh jo insaan chahta hai ki Allah ta'ala uski tandasti ko door kare, ek shakhs aaya
27:05tha aur usne apne duniyawi jo aazmaish hai, ya uske paas maal-o-mata ki kami thi, ya barakat
27:09aur khair ki kami thi, jab usne haqa alaih salat-o-wasalam se arz kiya, toh aap sallallahu
27:13alaihi wa sallam ne firmaaye ki raat sona se pehle surah-e-waqiah padhna, aur uske saath
27:17ek baar surah-e-ikhlaas ki talim usko arshaat firmaaye, toh usko Allah rabb-ul-izzat ne
27:21itni maal mein barakat ata farmaaye, ki uski apni zaruratin bhi poori hoti thi, aur
27:25wo doosron ki zaruratin poori karne ka ihtamaam bhi kiya karta tha, toh humein chahiye ki
27:29hum khair-o-barakat ki yeh duaayin zaroor kare, istighfar ko khud par laazim kare, jab
27:33laazim kar leti hai, Allah ta'ala tandasti se bhi nijatat ata karta hai, parishaniyon se
27:37bhi nijatat ata karta hai, humare riske halal mein behad barakat bhi ata karmata hai, jisko
27:41definitely hum doosron ke liye bhi kharj karne ka, anfaq karne ka, unki muhtaajgi, definitely
27:45Allah ta'ala humein source banara hai, zariya banara hai, hum unki madad karne wale ban jate
27:49hai, aur Allah ta'ala ki riza aur khushnoodi ka husool humare liye mumkin ho jata hai.
27:53Subhanallah, mashallah. Jis tarah se jo maal hai, uska hona bhi jo baayis-e-barakat hai,
27:57aur itna zarur ho, jis tarah se Allah rabb-ul-izzat ke jo mehboob hain, Rasool Allah sallallahu
28:01alaihi wasallam ne, Hazrat Usman-e-Ghani ko khud karte hai, toh humein zaroor karte
28:05hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte
28:09hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte
28:13hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte
28:17hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte
28:21hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte
28:25hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte
28:29hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte
28:33hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte
28:37hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte
28:41hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte
28:45hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte
28:49hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte
28:53hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte
28:57hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte
29:01hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte
29:05hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte
29:09hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte
29:13hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte
29:17hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte
29:21hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte
29:25hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte hai, toh humein zaroor karte

Recommended