Skip to playerSkip to main contentSkip to footer
  • 10/22/2023
Taleemat e Auliya - Shan e Ghous e Azam RA

Host: Sarwar Hussain Naqshbandi

Guest: Allama Shahzad Mujaddidi, Allama Syed Faheem Shahzad Bukhari, Alhaj Muhammad Farooq Mehrvi

#GhouseAzamKaIlmiMaqamAurTasaneef #Ghouseazam #ARYQtv

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00 Quran-e-Hakeem, Sirat-ul-Nabi (SAW)
00:04 Ahadith-e-Mubarka, Fiqh-e-Wasayr-e-Bayan
00:07 and many more, God willing, with the best of scholars.
00:11 (Music)
00:14 (Music)
00:40 (Prayer)
00:49 (Prayer)
01:02 (Prayer)
01:28 Ladies and Gentlemen,
01:30 In the name of the Holy Prophet (PBUH)
01:35 and in the name of the Ameer-e-Muhyuddin (RA)
01:40 I am pleased to present this program
01:44 in the context of this blessed month
01:47 and your host, Sarwar Hussain Naqshbandi is here to serve you.
01:51 In the light of the words of the Holy Prophet (PBUH)
01:54 we are discussing the topic of Sufism
01:58 and we are presenting this topic to you
02:03 including the sayings of the Holy Prophet (PBUH)
02:06 and especially the teachings of the Holy Prophet (PBUH)
02:10 we are presenting these topics to you.
02:13 Today's topic is very important
02:16 and perhaps the most important topic in Sufism
02:21 and we have a very respected guest with us
02:26 and our topic is "Tauheed-e-Marifat-e-Ilahi"
02:31 Let's go to our guest and introduce him to you
02:35 He is a well-known face of our beloved viewers of ARYQ TV
02:40 He has a very beautiful and a very humble speech
02:44 He speaks to the point and our viewers like his speech very much
02:49 He is Allama Muhammad Shahzad Mujadidi
02:52 Assalamu Alaikum
02:54 Thank you very much for coming to our show
02:58 Our other guest also speaks to us in a very beautiful way
03:03 and we meet him in Ramadhan as well
03:06 He also comes to our show and interviews us
03:11 He is Allama Muhammad Fahim Shahzad from Astana, Gujarat
03:16 Assalamu Alaikum
03:18 Thank you very much for coming
03:20 and our respected guest, the most respected and the most beautiful person in the country
03:24 Sana Khan Rabi Muhammad Farooq Mirvi
03:27 Please come with us
03:29 We welcome you as well
03:31 Without further ado, let's start the program
03:34 Bismillah, Atta Farmayya
03:36 Salaam Alaika Ya Rasool Allah
03:52 Wasalaam Alaika Ya Habib Allah
04:12 Ishq se maal maal hote hain
04:24 Unke naukar kamaal hote hain
04:35 Unke naukar kamaal hote hain
04:46 Apne mangto ke sar pe shaam o sahar
05:13 Bibi Zahra ke laal hote hain
05:23 Unke naukar kamaal hote hain
05:41 Mere lajbaal
05:53 Mere lajbaal ke sakhi darsein
06:04 Mere lajbaal ke sakhi darsein
06:12 Sab ke poore sawaal hote hain
06:22 Unke naukar kamaal hote hain
06:32 Unka sadka jo log khaate hain
06:52 Wohi tukde halal hote hain
07:09 Unke naukar kamaal hote hain
07:19 Ishq-e-khairul-waraan jab dekho
07:40 Aage aage bilal hote hain
07:58 Unke naukar kamaal hote hain
08:17 Subhanallah subhanallah
08:19 Bahut shukriya janaab Muhammad Farooq
08:21 Hazrat Guftagu ka aghaaz karte hain
08:34 Hazrat-e-Sheikh Abdul Qadir Jilani
08:36 Rahmatullah Aalike hawale se
08:38 Hum ye jantein ki aap aarif-e-billah bhi hain
08:40 Aur ma'rifat ki tamam tar manazil se aashna aur aaga hain
08:45 Buland darje par faiz hain
08:47 Bismillahir rahmanir rahim
08:56 Banda qadir ka hain, qadir bhi hain Abdul Qadir
09:06 Sirr-e-batin bhi hain, zahir bhi hain Abdul Qadir
09:10 Mufti-e-shara bhi hain, qazi-e-millat bhi hain
09:14 Aala Hazrat Imam-e-Ali-Sunnat ne firmaaya
09:17 Mufti-e-shara bhi hain, qazi-e-millat bhi hain
09:20 Ilm-e-asraar se maahir bhi hain Abdul Qadir
09:23 Aisa khubsurat aur jaami tarif karwa diya hain
09:26 Huzur Aala Hazrat Imam-e-Ali-Sunnat jaisi hasti ne
09:29 Aur phir kahtein tu hai bo ghous
09:32 Ke har ghous hai shahida tera
09:34 Tu hai bo ghais ke har ghais hai pyaasa tera
09:37 Huzur Ghous-e-Azam Sayyiduna
09:40 Sheikh Abdul Qadir-e-Jilani
09:42 Al-Hassani, Al-Hussaini, Quddisa sirruhul-Aziz
09:45 Yeh Sarwar sahib wo hasti hain
09:47 Jo mujtahid fish-shara bhi hain
09:50 Aur mujtahid fith-tariq bhi hain
09:52 Subhan Allah
09:53 Fith-tariqat yaani, murad tariq
09:55 Shariyat aur tariqat me
09:58 Shariyat me mujtahid-e-muqayyad hain
10:01 Sahi
10:02 Lekin tariqat me mujtahid-e-mutlaq hain
10:05 Waah, kya kahne hain, subhan Allah
10:07 Toh poori ummat me tasawwuf, tariqat aur muarif aur khaas toh par tawhid
10:14 Is par jo kalam aapne firmaaya hai wo kisi aur nahi firmaaya hai
10:19 Aur jis infiradiyat se firmaaya hai
10:22 Usme agla kamal yeh hai, aur bhi sufiyan-e
10:25 Tuke sufiyan ka ya tasawwuf ka
10:28 Agar koi buniyadi mauzoob hai toh wo tawhid hai
10:32 Aur yeh alamiya hai
10:34 Ke aaj ahle tasawwuf hi isse chhode baithe
10:38 Yaani unke haan aapko har mauzoob milega siwah-e-tawhid ke
10:42 Siwah-e-tasawwuf ke, sahi hai, sahi hai
10:46 Tasawwuf toh chaliye fir bhi aajaata lafz ke taur pe beech mein
10:49 Tasawwuf ka agar tarjuma ghaus-e-paak se aap puchhein toh wo kahenge tohid
10:54 Kya baat, subhan Allah, subhan Allah
10:56 Maarifat-e-ilahi jai
10:58 Maarifat-e-ilahi
10:59 Yeh ghaus-e-paak ka ikhtisas hai bohot bada
11:02 Ke aapne ek baar wo jo gap aagaya tha usme bridging ki, usko fill kiya hai
11:07 Warna Sufiya-e-mutakadmimeen toh kalam hi tohid pe karte hain
11:11 Upar ki jitni Kashf-ul-mahjoob se upar jitna bhi literature hai
11:15 Sara tohid
11:16 Tasawwuf ka
11:17 Toh unke haan
11:18 Aur yeh jo baaki zaili mauzooat aajaate hain na
11:21 Usme tawakkul aagaya, sabar aagaya, zikr aagaya, shukr aagaya
11:25 Yeh sab tohid hi ki aage furwaat hain aur shakhe hain
11:29 Asal toh tohid hai
11:31 Fir usme maarifat
11:33 Yeh bhi buniyadi cheez hai
11:35 Agar maarifat nahi hai toh tohid ko aap samajh nahi sakte
11:39 Yani tohid zyada zyada aapka kaal ho sakti hai
11:43 Aapka haal nahi bansakti
11:45 Toh isliye maarifat, maarifat samajh lijiye
11:49 Tohid ki practicing shape hai
11:51 Subhanallah, subhanallah
11:53 Yani agar aapke andar tohid ka noor maujood hai
11:56 Tohid ka faiz aur asraar aur maarif aur barkaat rachi hui hain aapke wujood mein
12:01 Toh fir maarifat ki kirne phootengi aaps
12:04 Aapke kaal se, aapke haal se, aapke kirdar se, guftaar se chhalkengi
12:09 Kyuki hadees-e-paak mein al-inaa-u yata rasha-hu bima feeh
12:13 Bartan me se wohi nikalta hai jo uske andar ho
12:16 Toh Huzoor Ghose-e-paak R.A. anhu ki yeh al-fatthur-rabbaani
12:20 Jahan se abne yeh sawal nikaal hain
12:23 Yeh aapke mawaiz hain
12:25 Johaaz farmaaya karte the
12:27 Iski tone kabhi arabi mein aap dekhen
12:30 Sarwar sahab, main aaj laaya hua arabi al-fatthur-rabbaani
12:33 Apne nazireen ko maine zaharat karwaayenge
12:36 Subhanallah
12:37 Toh agar kabhi urdu mein bhi baakamaal hai
12:40 Lekin agar aap iski arabi tone dekhen na
12:43 Toh aapke yaa mautal-kuloo
12:45 Hum mimbar mein baithein toh hum saameen ke alqaabaat-o-e-zaazaat
12:50 Ae murda dilo, ae ghaafilo, ae gulaam, ae naujwaan, ae baadshahi waqt
12:57 Ae aalimo, ae jahilo, ae aamiyo, ae khaso
13:01 Yeh aapka jalal ka style hai
13:03 Kyunke message jo hai na
13:05 Wo itna hard aur itna kabhi aur itna ahim hota tha
13:08 Uske liye is lehje ke bagahar guzaara nahi tha
13:11 Toh Huzoor Ghose-e-Azam ka mukhatib kamaal yeh hai har jagah pe
13:15 Chahe aap vaaz farmaa rahe ho, chahe aap dars de rahe ho khitab
13:18 Ek aami-e-mahaz se lehkar khalifa-e-waqt tak tha
13:22 Allahu Akbar
13:23 Aur yeh kamaal tha ki aapke saameen mein idgah-e-baghdaad ke andar
13:27 Jahan bade bade abdaal, aktaab, aghwaas baithein hain, ehle-haal
13:31 Wahan par bade bade muhaddiseen, mufassireen
13:33 Chaar so ulama toh baithke sirf likh rahe hotein, kitabat kar rahe hain
13:36 Subhanallah, subhanallah
13:37 Awam-un-naas ka sattar hazaar ka majma
13:39 Aur kabhi Abbasi khalifa
13:41 Allahu Akbar
13:42 Khud bhi without any protocol
13:44 Woh bhi kaheen araam se baith ki adab se
13:46 Kya kya?
13:47 Aapke mawaiz ko
13:48 Yeh uss ma'arifat ka kamaal
13:49 Aur yeh ek baat kar doon main aur
13:51 Yeh ma'arifat ka amli jo izhaar hota hai
13:54 Woh kis tarah hota hai aap bande ke apne wujud ka
13:57 Isi kaifiyat mein ek baar sawari khalifa ki guzar rahi thi
14:00 Toh huzoor ghaus paag ko cheek aayi
14:02 Theek
14:03 Toh aapne alhamdulillah ke sunnat ke mutaabik ka
14:06 Ab woh jo majme ne yarhamu qalla kahan
14:08 Toh kaisi goonj paida hui
14:10 Ke khalifa-e-waqt ne poochaa yeh shoor kaise hai
14:13 Achha
14:14 Unhe kya huzoor yeh ghaus paag ke cheek ka jawab hai
14:17 Allah o Akbar
14:18 Unhe kaha yeh cheek ka jawab agar yeh hai
14:21 Toh fir naare ka jawab kya ho
14:23 Allah o Akbar
14:24 Subhanallah, subhanallah
14:26 Baot kubsoorat guftagu ka aagaz hua hai
14:30 Tauheed aur ma'arifat-e-ilahi aaj humara mauzoo hai
14:32 Allah se khair aur bhalai talab kartein hai sab
14:35 Uski zaat ki ma'arifat, uski apni pehchaan
14:38 Uski zaat ke hawale se maangne ka
14:41 Ravaiya bohot kam hai, uski kya waja hai
14:44 Uspe hum baat kartein hai, hazrat-e-shaykh ke call ki roshni me
14:47 Hum ispe apne mehman se guftagu kartein hai
14:49 Humare saath rahiye, hajir hotein hai, ek chhote se waqfe ke baad
14:53 Dheen-e-nazareen, khushaamdeed kahtein hai
14:54 Waqfe ke baad aapko program dekh rahein
14:56 Aap tarimaat-e-auliya aur aaj bohot aahim mauzoo hai
14:59 Tauheed aur ma'arifat-e-ilahi
15:01 Hazrat-e-shaykh ka ek call
15:03 Apne mehman se sawal lakte hui
15:06 Pesh khidmat hai
15:08 Aapne firmaaya ke, "Ey farzan tu ma'arifat-e-ilahi ki taraf matwajye ho ja
15:13 Kyunke wohi har bhalai ki jadh hai"
15:17 Hazrat, isse sawal paida hota hai
15:19 Apne jo ma'arifat-e-ilahi ki apne baat ki farzan se ya apne aqeedatman se
15:25 Allah se hum khair talab kartein hai, bhalai talab kartein hai
15:28 Rizq meh kushaadgi talab kartein hai
15:30 Duniyawi umoor meh usse kushaadgi ke liye sawal kartein hai
15:35 Uski zaad ka sawal aur uski ma'arifat ka sawal kahan rahe jaata hai
15:40 Aur kitna zaruri hai
15:42 Bismillahirrahmanirrahim
15:44 Allahumma salli ala Sayyidina wa Mawlana Muhammadin
15:47 Wa ala aali Sayyidina wa Mawlana Muhammadin
15:49 Mubarak wa salli wa salli alaih
15:51 Sir, bhai, sabse pehle toh main aap ko aur poori team ko mubarak baat pesh karunga
15:56 Ke Rabi Usani ki iss ba barkat mahine mein
16:00 Huzoor Ghoos Pak ke hawale se ye khubsurat program sajayege
16:04 Yakeenan hamare maashira ko in program ki ahmiyat ki samayne ki bhi zurat hai
16:10 Aur jo kuch beyan ho raha hai
16:12 Usse bhi apne qalub-e-adhaan mein jagah dene ki zurat hai
16:16 Taake Sufiya aur Awliya ka jo asal chehra hai
16:19 Woh unke saamne pohnch sake
16:21 Jo aapne sawal kiya hai, bada khubsurat sawal hai
16:25 Yakeenan ye jo ma'arifat talab na karna
16:29 Ye bunyadi toh pe ma'arifat na hone ka hi nateeja hai
16:33 Mein aagaz mein Huzoor Ali S.W.T ki ek dua ka zikr karna chahunga
16:39 Jo aksar aap irshaat farmaaya karte the
16:42 Aur sahaba-e-kiram Rizwan-e-Allahi alaihi majma'een ko bhi sikhaya karte the
16:46 Aap irshaat farmaaya karte the Allahumma inni as'aluka ilman naafi'a
16:51 Ki Maula mai tujh se ilman naafi'a ka sawal karta hu
16:54 Kainat ke jitne bhi aloom hai
16:58 Chahe wo zahir ke aloom ho ya baatin ke aloom ho
17:01 Un tamaam aloom mein sab se afzal ilm Allah ki ma'arifat ka ilm ho
17:07 Subhanallah
17:08 Us tanaazur mein jab dekha jaye
17:11 Jab Allah Rabbul Izzat se ilm-e-naafi'a ka hum sawal kare
17:15 Toh sab se pehle hamaare zihin mein Allah ki ma'arifat honee chahi
17:20 Jab Allah Rabbul Izzat ki ma'arifat insan ko naseeb ho jati hai
17:24 Toh phir Allah Rabbul Izzat ki ta'zeem, haibat aur khashiyat
17:28 Insan ke dil pe haavi ho jati hai
17:31 Jab insan ke dil mein khashiyat hogi
17:33 Insan ke dil mein Allah ki haibat hogi
17:36 Allah ki jo azmat hai, jo uska mukaam hai, jo riffat hai
17:40 Uska hume andaaza hoga
17:42 Toh phir hum sahi ma'nu mein uski ahkaamat ki bajaa awari kar sakenge
17:47 Uske jab saamne hum sajda rezi karenge
17:50 Toh sajda rezi karne ki wajah se Allah hume sakoon bhi ata farmayega
17:54 Sajda rezi karne ki wajah se itmanan bhi ata farmayega
17:58 Aur wo asal khushi jo hum talash karna chahate hain
18:01 Aaj yeh bhi sawal kiya jaata hai
18:03 Nimaaz hum padhte hain, roza hum rakhte hain, ibadat hum karte hain, zikr hum karte hain
18:08 Lekin phir bhi dil bechain hai, dil bekarar hai, haqiqi sakoon hume muyassar nahi aa raha
18:15 Toh uski bunyadi wajah yeh hi hai ki hum ma'arifat ke baghair sara kuch karte hain
18:19 Allah rabbul Izzat ki jo asal shaan hai, jis shaan ke wo laaik hai, wo hum kahin peechay chhoda hai hain
18:26 Bas hum kyunke Allah ke fazal aur karam se aise khandanoon me peyda ho gaye hain
18:31 Jo jahan pe laa ilaha illallah muhammad rasool Allah ke sada buland hoti hai
18:35 Toh bunyadi toh pe jo Allah ke naik log hain
18:38 Jis tara hum aaj apne mamdu apne sheikh hazoor ghose aazam
18:43 Hazrat-e-Sayyidin Abdul Qadir Jilani r.a. ka zikr-e-jameel kar rahe hain
18:48 Unki saari zindagi dekha hi jaye, toh aapne khud bhi ma'arifat haasil ki
18:52 Aur phir aage apne mureedin ko, apne shagirdoon ko bhi ma'arifat ka dars ata farmaya hai
18:58 Aapne saari zindagi logon ka jo toota hua taaluk hai, wo usse Rab ke saath joda hai
19:03 Jo batkiuhi qaum thi usse rah-e-raas pe laane ki koshish ki hai
19:07 Jo asal Allah rabbul Izzat ke fazail aur kamalat hai, unse logon ko hum kinaar karwane ki koshish ki gayi hai
19:14 Isi tarah jab hum hadees-e-mubaraka ka mutala karte hain
19:18 Toh ek hadees-e-mubaraka humare saamne aati hai ki hazoor a.s.w.a. ne irshaad farmaya
19:23 Ki dekhi na jitna insaan bhi Allah ki ma'arifat me doopta chala jayega
19:28 Phir wo shukr guzaari me utna aage barta chala jayega
19:31 Kainat me sabse zyada jis hasti ko Allah rabbul Izzat ki ma'arifat naseeb hai
19:38 Wo mere aur aap ke kareem nabi sallallahu sallama ki zaat hai
19:42 Aap ne irshaad farmaya ki mere sahaba main tum sab me se zyada Allah se darne wala hu
19:49 Aur usse jaanne wala hu, usse ki ma'arifat rakhne wala hu
19:52 Aur ek moka pe hazoor ne irshaad farmaya ki main din me
19:55 Ek riwayat ke mutlabak sattar martaba, ek riwayat ke mutlabak so dafa
19:59 Allah ki janaam istighfar karta hu
20:01 Aur ye aapka tarz-e-amal apni ummat hai, apne ghulamon ko sikhane ke liye tha
20:08 Ki jo hum guna bhi karte hain, hum ghalteeyan bhi karte hain, hum se lagzashen aur khitaeyn bhi hote hain
20:14 Hazoor ne irshaad farmaya ki mera tarz-e-amal ye hai
20:17 Aap jo mere maanne wale hain unhe bhi din raat me Allah rabbul Izzat ki janaam rajoo karna chahiye
20:23 Istighfar karna chahiye, maghfar talab karni chahiye
20:26 Taake Allah rabbul Izzat enaam aur ikraam farmaaye
20:29 Ek riwayat main arz karke apni baat mukamal karta hu
20:32 Ke hazrat-e-Abdullah bin Masood razi-Allahu ta'ala anhu se sawal kiya gaya
20:36 Kisi ne poocha irshaad farmaaye, hazrat-e-amaal me se afzal amal kaunsa hai
20:41 Aap ne irshaad farmaaye, ilm hasal karna
20:43 Subhanallah
20:44 Phir doosri martaba sawal kiya gaya, jawab yehi aaya
20:46 Teesri martaba sawal kiya gaya, jawab yehi aaya
20:49 Phir aap ne thodi der khamoshi ke baad irshaad farmaaye
20:51 Allah tari naakhaa ka lood kare
20:54 Allah ki ma'rifat ke baghair, koi bhi amal chahiye wo thoda ho ya zyada ho
20:59 Wo koi faida nahi deta
21:01 Aur jab Allah ki ma'rifat mu'yassar a jaati hai, chahiye amal thoda ho ya zyada ho
21:06 Allah uske insaan ke liye nafaa baksh bana deta
21:08 Subhanallah, subhanallah
21:10 Hazrat, maud khubsurat guftagu ke marale mein ham daakhil ho gaye
21:14 Ma'rifat, hazrat-e-shaykh ka maqam aur phir unki apni uss hawaaz guftagu
21:20 Is taraf hame barna chahiye, ki ma'rifat-e-ilahi ka tariqah kya hai
21:25 Kis tarah insaan qareeb ho sakta hai us raste ke jisse wo ma'rifat ki manzil ki taraf apne safar ka aaghaaz kar sakay
21:33 Hazrat-e-shaykh ka ek kaul hai aur aapne uska rasta bhi usme bayan farmaaya hai
21:37 Uspe mazeed aap guftagu farmaaye
21:39 Aapne farmaaye ki Allah ta'ala ki masnu'aat se uske wajood par daleel pakad
21:44 Uski sanat-o-kaarigari mein tafakkur kar
21:47 Beshakt uske banane wale ki taraf pohon jayega
21:50 Subhanallah, lord map de diya, toh se baad ne
21:53 Aur yehi hai, dekhi kitna saada bhi hai, logical bhi hai, akhli bhi hai ki aap dhootte na rahein
22:00 Us khaliq ke tasawwur mein ek sifat musawwir bhi hai
22:05 Wallahu'l khaliqul baari'ul musawwir
22:09 Toh aap tasweer ke ziriye musawwir tak pohnchiye, ek rasta yeh hai
22:14 Aur ek yeh bhi hai ki aap musawwir ke ziriye tasweer dekhein
22:18 Subhanallah, subhanallah
22:20 Ek mubtadeeyon ka tariqa hai, aur ek muntahiyon ka tariqa hai
22:23 Subhanallah
22:24 Toh pehle aap start yehi se letein
22:26 Har bachha pehle shuru mein nurani qaida padta hai, nursery mein jata hai, prep mein jata hai, phir aage, higher studies
22:32 Toh yeh do rastein hain aapke paas ma'rifat ke liye
22:36 Lekin pehle ek baat aur mai arz kar doon, Sarwar sahab ki Allah Rabbul Aalameen ne khud Quran-e-Paak mein yeh bataya hai
22:43 Wa maa khalaqtul jinnah waal-insa illa liyaabudoon
22:47 Subhanallah
22:48 Ab yeh ek single word mein agar koi jaanna chahein ki Allah Rabbul Izzat ne insaan ko paida kyun kiya hai
22:56 Toh khaliq-e-kainat ne uski paidaish-o-takhliq ka maqsad jo zahir hai banane wala hi bataa sakta hai
23:03 Wo jo bataya hai toh Syedna Ibn-e-Abbas R.A. nama'is ki tafseer mein kehtein liyaabudoon aai liyaarifoon
23:09 Allah-o-Akbar
23:10 Liyaabudoon se murad hai liyaarifoon
23:13 Wah wah wah
23:14 Yani aapki ibadat-ibadat ban nahi sakti hai jab tak aap aarif billah nahi hoon
23:19 Wah wah
23:20 Jiski aap ibadat kar rahein agar uski ma'arifat hi nahi hai
23:23 Toh aap kis baat ki abid hai
23:25 Toh abid hone ke liye aap qualify nahi karte jab tak aarif nahi ho jaayen
23:29 Ek toh yeh baat samajh nahi kiye hai
23:31 Doosra yeh ki kul Sufiya ka isme ijma hai
23:35 Ki man aarafa nafsahu faqad aarafa Rabbah
23:38 Ab yeh jo Huzoor Ghawth Paak R.A. nu farmaarein uski masnuwaat
23:42 Toh ab maslan aap aur main kisi mall mein jaate hain
23:45 Toh wahan hazaaron masnuwaat padi hui hain
23:48 Yeh bhi ek imtihaan hai
23:50 Ke aap kitni der aur kitna time hai aapke paas is ma'arifat ke liye
23:55 Aur kitni masnuwaat jinn ko aap dekhne ke baad saane tak pohnchenge
23:59 Wah wah
24:00 Toh yahan ek aur short cut Sufiya ne yeh diya hai
24:02 Ke jab wo banane wala khud batara hai
24:05 Ke meri tamam masnuwaat aur products mein
24:08 Jo bhitreen aur jaameetreen hai wo khud hazrat-e-insaan hai
24:12 Kya baat
24:13 Laqad ghalaknal insaana fi aasan-e-taqveen
24:16 Toh lihaaza shortest treen way jo hai ma'arifat ka
24:20 Wo hai man aarafa nafsahu faqad aarafa Rabbah
24:23 Subhanallah
24:24 50% ma'arifat ka Sarwar sahab
24:26 Hamari apni hi ma'arifat hai jo hamne hasil karni hai
24:29 Apne man mein doop kar paaja suraag-e-zindagi
24:34 Aur Sultan bahu firmaatein
24:36 Waqtab-e-sacheda hujra
24:38 Wich paaf-e-kira chaati hu
24:40 Na kar minnat khaj khidardi
24:42 Tere indar ab hayati hu
24:44 Toh yeh apni zaad ki aarif nafsa ka taarif Rabbah
24:48 Khud ko pehchaan lo
24:50 Toh ek hai jaanna
24:52 Ma'arifat ko bhi zara thoda lafz ko khol le
24:55 Aalim jaanne wale ko kahte hain
24:57 Aarif pehchaanne wale ko kahte hain
24:59 Kya kehne
25:00 Jaanne aur pehchaanne mein farq hota hai
25:02 Zaroori nahi ke jis cheez ko aap jaante ho
25:04 Ya jis shaks ko aap jaante ho
25:06 Usse pehchaante bhi ho
25:08 Toh assal target jaanna nahi hai
25:11 Yeh hi phadda hai, yeh hi problem hai, yeh hi error hai
25:13 Jahan hum fans jaate hain aur fanse hua hain
25:15 Aur hume samajh nahi aarey hoti
25:17 Hum jaanne ko pehchaanna samajh ke
25:19 Toh phir result maang re hote hain
25:21 Ke nahi result toh mila nahi hai
25:23 Pehchaan aur hai
25:25 Aur Sufi-e-Kiram firmaatein hain
25:27 Ke aarif ki ek rakat namaz
25:29 Ghair-e-aarif ki ek laak rakat se behtar hai
25:32 Allahu Akbar
25:34 Yani wo itna qurb deti hai
25:36 Apne Rab ka, apne Maabood ka,
25:38 Apne Malik-o-Maula ka
25:40 Ki wo agar ek laak rakatin pade toh
25:42 Wo neteeja nahi aayega
25:44 Jo aarif ki ek rakat se aata hai
25:46 Toh Huzoor Ghose-e-Azam radhi-Allah-u-Taala
25:48 Nahu ne is peh bohot insist kiya hai
25:50 Ke apne Maabood ko pehchaanu
25:53 Aur uske liye aap khud role model hain khud
25:56 Ghose-e-Paak
25:57 Unse aap seekhiye aur poochiye
25:59 Aur unhe apna murshid banayiye
26:01 Ye wahid ummat ke buzurg hain
26:03 Juhunne kyaamat tak har banday ko offer ki hui hai
26:05 Ke jo bhi mera daaman thaam le
26:07 Wo mera mureed hai
26:08 Aur main usko ma'arifat ka langar doonga
26:10 Subhan-Allah, Subhan-Allah
26:12 Bohot khubsurat guftagu hamari jari usari hai
26:14 Aur yeh bohot ehm nokta hai
26:16 Ke Allah ko jaanne se zyada zahuri hai
26:18 Ke usko pehchaan a jaye
26:20 Hazrat-e-Bailul-Dana ke hawale se bhi yeh baat
26:22 Us waqt ke bohot bade
26:24 Aalim bohot bade faqih hai
26:26 Yeh kaah karte the
26:28 Ke Allah ko jaanne ka ilm mere paas zyada hai
26:30 Lekin Allah ki pehchaan inke paas zyada hai
26:32 Toh yeh wo ma'arifat ka ilm hai
26:34 Jis ke hawale se hum aaj guftagu kar rahein
26:36 Bohot ehm topic hai
26:38 Bohot ehm mauzoo hai
26:40 Is pe kuch mazeed baat karte hain
26:42 Kuch mazeed iske zabiun ko kholte hain
26:44 Lekin ek chote se waqf-e ke baad
26:46 Dheen-Aazreen, Khusham-deed kahte hain aapko
26:48 Program dekh rahein aap Ta'aleemat-e-Auliyah
26:50 Aur Tauheed-o-Ma'arifat-e-Ilahi
26:52 Aaj humaara mauzoo hai
26:54 Bohot important baat hai ke jab irfan
26:56 Hasil ho jata hai, irfan ki manzil pe
26:58 Insaan pohon jata hai
27:00 Uski zubaan khamosh ho jati hai
27:02 Woh chup ho jata hai
27:04 Hazrat-e-Shah ka ek qaul jeh
27:06 Woh Janab-e-Kahim sahab ki khidmat me arz karte hui
27:08 Aapne ishaat farmaaye ke jise
27:10 Ma'arifat-e-Ilahi hasil ho jati hai
27:12 Uski zubaan gungi ho jati hai
27:14 Khuda ki huzoori me
27:16 Aarif-e-Billah hamsha
27:18 Gunga rahta hai, kya farmaate hai
27:20 Sarwar bhai, sawale se
27:22 Tasawwuf ke ek bohot naamwar sufi hai
27:24 Hazrat-e-Abdul Wahid bin Zaid
27:26 Unka mai ek waqia zikr karna chahunga
27:28 Jo huzoor ghose aazam
27:30 Rahmatullah-e-Ta'ala alaih ke qaul ki
27:32 Munaswat saath rakta hai
27:34 Aap farmaate hai
27:36 ki mai ek dafa safar me tha
27:38 Aur duran-e-safar
27:40 Mujhe ek aarif milay
27:42 Jine Allah-Rab-ul-Izzat ki ma'arifat thi
27:44 Jo Allah-ko pehchaante the
27:46 Maine unki khidmat me
27:48 Salam pesh kiya
27:50 Aur maine arz kiya
27:52 Mai aap se kuch sawal karna chahata hu
27:54 Unne kaha sawal zarur karo
27:56 Lekin baat mukhtasar karni hai
27:58 Kyunki zindagi guzar rahi hai
28:00 Aur sans-e-gini ja rahi hai
28:02 Jise Allah-ka qurb mil jata hai
28:04 Jo Allah-ko pehchaan leta hai
28:06 Jo aarifiyat ke mukam pe faiz ho jata hai
28:08 Fir wo kam go ho jata hai
28:10 Kyunki wo janta hai
28:12 Jitna zyada hum kalam karenge
28:14 Utna zyada hume uska hisaab dena pade
28:16 Isra hadith-e-mubarakah me aata hai
28:18 Huzoor-e-Israat-e-Wasalaam ne ishaad farmaaya
28:20 Man saamata najaa
28:22 Jo kamyaabi chahata hai, jo najaa chahata hai
28:24 Usse chahiye ki wo khamosh ho jaye
28:26 Zuroot ka kalam kijiye
28:28 Aur jo kalam karna hai
28:30 Wo ba maana kalam aur ba maqsad kalam hona chahiye
28:32 Hazrat-e-Abdul Wahid bin Zaid kahte
28:34 Maine unse pehla sawal kiya
28:36 Maa ras-o-taqwa
28:38 Taqwa ki asal buniyat, jadh kya hai
28:40 Aap ne ishaad farmaaya
28:42 Isbir ma'allah
28:44 Sabar karna hai, jo kaifiyat bhi ho
28:46 Achhe din hai ya buray din hai
28:48 Har hal mein sabar karna hai
28:50 Fir wo sawal karte hai
28:52 Maa ras-o-sabr
28:54 Sabar kya hai, aap ne ishaad farmaaya
28:56 Attawakalu alallah
28:58 Allah rabbul-izzat pe barosa karna
29:00 Ye sabar ki jadh
29:02 Fir wo sawal karte hai
29:04 Maa sirr-ul-tawakul
29:06 Tawakul ka raaz kya hai
29:08 Attawakalu alallah
29:10 Al-inkitau ilallah
29:12 Ar cheez ko chod ke
29:14 Khaalis rab ki janab tawajju kar lena
29:16 Ye tawakul ka raaz hai
29:18 Fir wo sawal karte hai
29:20 Maa alaz-zul-ashiyaa
29:22 Jo duniya ki cheezein inme se
29:24 Sabse lazeez cheez kya hai
29:26 Al-uns-u-b-zikr-illah
29:28 Allah rabbul-izzat ke zikr ke saath
29:30 Unsiyat aur muhabbat rakhna
29:32 Ye sabse lazeez cheez hai
29:34 Fir wo sawal karte hai
29:36 Maa atyab-ul-ashiyaa
29:38 Kainat ki jitni ashiyaa inme se
29:40 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
29:42 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
29:44 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
29:46 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
29:48 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
29:50 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
29:52 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
29:54 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
29:56 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
29:58 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
30:00 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
30:02 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
30:04 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
30:06 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
30:08 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
30:10 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
30:12 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
30:14 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
30:16 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
30:18 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
30:20 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
30:22 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
30:24 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
30:26 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
30:28 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
30:30 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
30:32 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
30:34 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
30:36 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
30:38 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
30:40 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
30:42 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
30:44 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
30:46 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
30:48 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
30:50 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
30:52 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
30:54 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
30:56 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
30:58 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
31:00 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
31:02 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
31:04 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
31:06 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
31:08 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
31:10 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
31:12 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
31:14 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
31:16 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
31:18 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
31:20 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
31:22 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
31:24 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
31:26 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
31:28 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
31:30 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
31:32 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
31:34 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
31:36 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
31:38 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
31:40 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
31:42 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
31:44 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
31:46 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
31:48 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
31:50 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
31:52 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
31:54 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
31:56 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
31:58 Al-insiyat aur muhabbat rakhna
32:00 Iska naam bhi kalimatul ikhlas hai
32:02 Waah
32:04 Aur isme bhi shart hai ikhlas ki
32:06 Is kalme ko aapne padhna hai
32:08 To ikhlas se padhna hai
32:10 Allahu Akbar
32:12 Aur ikhlas kya cheez hai
32:14 Jo aapke ilm ko ilm banata hai
32:16 Jo aapke amal ko amal banata hai
32:18 Aur aapke amal ko kabuliyat ke laayik banata hai
32:20 Ikhlas cho hai ye Allah ki tarf se
32:22 Wadiyyat shuda ikh nimmat hai
32:24 Ye aapka sab se hasil nahi kar sakte
32:26 Waah
32:28 Aur ikhlas koi hissi source nahi hai
32:30 Ke usse haan
32:32 Ek source hai ki aap kisi sahib-e-ikhlas ke
32:34 Seene se usko kashid kar sakte
32:36 Aur aqs kar sakte
32:38 Aur yehi buniyadi maqsad hai
32:40 Jo huzoor ghaus-e-azam radhiya Allah noor deegar
32:42 Tamaam akabir aur mutaqaddemeen
32:44 Sufiyaan ne bayan kiya
32:46 Ki hum kisi murshid ya sahib-e-haal
32:48 Aur kamal sahib-e-ikhlas ke paas
32:50 Sirf isliye jaate hain
32:52 Ki jo cheezein hum kasb se
32:54 Riazat aur mujahida se hasil
32:56 Mumkin nahi hai
32:58 Wo hum aqs kar saktein seena basina
33:00 Ye transfer hoti hain
33:02 Ye convert hoti hain ye cheezein
33:04 Jaise aap kisi muhtar aadmi khushboo
33:06 Lagayi uske paas baith jayein
33:08 Aapne nahi lagayi hui
33:10 Soda paamein mool na liye hullehaan hazaara
33:12 Aise hi ye baatin se convert hota hai
33:14 Aur huzoor ghaus-e-azam radhiya Allah
33:16 Furmaatein
33:18 Ki Allah ki itaat karo
33:20 Kalib se nahi kalb se
33:22 Waah
33:24 Aur isliye ki Allah ka kanoon-e-kabuliyat ye hai
33:28 Inna Allah-e-ta'ala la yanzuru ila suwarikum
33:32 Wala ki yanzuru ila quloobikum wa ilaniyatikum
33:36 Aur ye ikhlas jo hai na jeb mein hota hai
33:38 Na haath mein, na kaan mein, na aankh mein, na mooh mein
33:40 Ikhlas ka mahal kalb hai
33:42 Allah-o-akbar
33:44 Ye wahin ek raaz ki surat mein, noor ki surat mein
33:46 Wadiyat hota hai
33:48 Jaise beej hota hai na kisi drakht mein
33:50 Wo nazar bhi nahi aara hota
33:52 Lekin wo saara drakht, wo iski har taini, har shaak, har patta aur saara phal
33:57 Wo isse ek beej ka nateeja hota hai
33:59 Aise hi ikhlas hai momin ke wujud mein
34:03 Jo uske amal ko laike kabuliyat bhi banata hai
34:06 Aur laike mahboobiyat bhi banata hai
34:08 Allah ki baarga se agar aapne judna hai
34:11 To uska sabse behtreen source ikhlas hai
34:14 Jo bhi aapke paas hai, usme agar ikhlas nahi hai
34:18 To samajhnejiye kaisa jism aap liye phir rahe hain jisme rooh nahi hai
34:22 Kiya baat hai
34:23 Bahut shukriya janaab-e-Alama Muhammad Shahzad Mujadidi sahab
34:26 Aapka beht shukriya janaab-e-Syed Muhammad Fahim Shahzad sahab
34:30 Aapka beht shukriya
34:31 Aur janaab-e-Muhammad Farooq Bhairvi sahab
34:33 Aapka beht shukriya
34:34 Hum aapse manqabat abhi sunte hain in ashaar ke saath
34:38 Ke insaniyat pe unki inayat aam hai
34:41 Hain aasiyon pe khaas karam ghaus-e-paak ka
34:45 Haq ne diya wo martaba-e-khaas aapko
34:49 Chuma hai auliya ne kadam ghaus-e-paak ka
34:53 Hai kiski shaan sabse juda ghaus-e-paak ki
34:57 Hain har wali pe kiska kadam ghaus-e-paak ka
35:01 Unki nazar ne khaak ko ikseer kar diya
35:05 Dekha naseer tum ne karam ghaus-e-paak ka
35:09 Inshallah, ek naye mauzoo ke saath aap se phir
35:11 Kal mulaqat hogi, ijazat dijiye, Allah rehme ke baad
35:15 Hum ghaus-e-azam shah-e-jeela
35:34 Manj dhaar pe naiya hai sadqa maula alia
35:46 Meri laaj nivaaja
35:54 Main bhi rehme ke kaabil hu
36:00 Dukh dard ka maara hu
36:06 Fariyadi suno imdaadi karo
36:12 Aakhir main tumhara hu
36:18 Kar do nazar karam mera
36:29 Mere kaam bana jaao
36:34 Sadqa maula alia
36:40 Meri laaj nivaaja
36:46 Duniya main bata dijo aur kauni hamaara hai
37:09 Azrahe khuda sun lijo sada
37:15 Main tumhko pukara hai
37:21 Has naine ke pyare hu
37:31 Meri bigdi bana jaao
37:36 Sadqa maula alia
37:42 Meri laaj nivaaja
37:47 Sadqa maula alia
37:53 Meri laaj nivaaja
37:59 Ik baar dika do phir
38:05 Darbaar shah-e-jeela
38:10 Gumbad toh tera neela neela
38:16 Sarkar shah-e-jeela
38:21 Main pehle bhi aaya tha
38:26 Phir se kehde ke aajao
38:31 Sadqa maula alia
38:37 Meri laaj nivaaja
38:42 Kha ki pesha hai jeela
38:55 Rehmat ki nazar kar do
39:00 Saans rukne laga
39:03 Aaya waqt-e-naza
39:06 Mira ko khabar kar do
39:11 Bakhshish meri ho jaaye
39:21 Surat toh dikha jaao
39:26 Sadqa maula alia
39:32 Meri laaj nivaaja
39:37 Ghose aazam shah-e-jeela
39:42 Majdhare mein naiya hai
39:47 Sadqa maula alia
39:53 Meri laaj nivaaja

Recommended