Skip to playerSkip to main contentSkip to footer
  • today
Deen e Fitrat | Speaker: Shaikh Mufti Tauqeer

#DeeneFitrat #ShaykhMuftiTauqeer #ARYQtv

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu, alhamdulillahi wa kafa wa salamun ala ibadihi
00:16al ladhina ustafa, amma ba'd, fa'udhu billahi minash shaitanir rajim, bismillahir rahmanir
00:21rahim, Allahumma salli ala sayyidina wa nabiyyina Muhammad wa ala aali sayyidina wa habibina
00:26Muhammad wa barik wa sallim wa la hawla wa la quwwata illa billahi l-Aliyyi l-Azeem.
00:32Ramazan-ul-Mubarak ki mabarkat sa'atein unka ikhtitam ho chuka aur hum ye cheez yaad rakhni
00:41chahiyein ki Ramazan-ul-Mubarak kyun aaya tha.
00:43Aisa na hoon ki Ramazan-ul-Mubarak ke jane ke baad hum usko itni jaldi bhula baithein.
00:48Ramazan-ul-Mubarak Allah subhanahu wa ta'ala ne humko diya tha.
00:53La'allakum tat ta'koon. Ta' ke tum taqwa wale ban jaun.
00:57Aur taqwa ki ta'reef hum bohot nafa kar chukein apne is program ke andar.
01:01Ki taqwa hota hai gunahon se bach jana.
01:04Toh jab Allah subhanahu wa ta'ala ne firmaaya ki Ramazan isliye diya tha
01:08La'allakum tat ta'koon. Ta' ke tumhare andar gunahon se bachne ki istidaad baida ho jayein.
01:14So that you develop that capability, that strength to stop yourself from sinning.
01:22Isliye Ramazan aaya tha. Ramazan-ul-Mubarak ke roze uska poora set-up, uska poora environment.
01:28Jannat ke darwaze khul jana, jahannum ke darwaze band ho jana, shayateen,
01:33jo baaghi shayateen hai wo qaid ho jana, farishton ka utarna, farishton ka nida dena,
01:39logon ko encourage karna, poora ek mahal ka ban jana,
01:43soba se lekar raat tak khaana peena, jinsi khaishaat se ruk jana,
01:49wa ghaara wa ghaara, yeh poora set-up tha, yeh poora workshop thi,
01:54wo isliye thi ta ki hum apne andar ek ruhani taqat paida kar sekein,
01:58wo ek spiritual strength paida kar sekein, jisko istimaal karte hue
02:03hum Allah subhanahu wa ta'ala ki har naafarmani se bach sekein.
02:07That was the whole point. Ki humare andar wo ruhani taqat paida ho jayein,
02:13ki Allah aur Allah ke Rasool sallallahu alaihi wa sallam ki har naafarmani se hum bach jayein.
02:19Kyunke asal maqsood to yeh hi hai ki apne andar wo strength paida ki jayein.
02:23Insaan guna kyu karta hai? By the way guna ki definition yeh hi hai
02:27ki Allah ta'ala ne jo hume hukam diya hai uske khalaaf karna
02:31ya Nabi Kareem sallallahu alaihi wa sallam ne jo humko hukam diya hai uske khalaaf karna.
02:36Isko guna kahte hain. Insaan guna kyu karta hai?
02:39Insaan guna isliye karta hai ki usko apne upar kaabu nahi hota.
02:45Gunaon me lazzat hoti hai.
02:48Insaan behiyai ki cheez dekhta hai to isliye dekhta hai kyunke usko ek lazzat aa rahi hoti hai usme.
02:54Although wo bahut wakti hoti hai, bahut temporary hoti hai.
02:57Aur uske baad chub uska decline aata hai to bahut khatannag decline aata hai.
03:01Wo usko samjhe yeh na samjhe. Usko mehsoos kare yeh na kare.
03:05Aur aksar log karte hain by the way.
03:07Log nasha kyun karte hain?
03:09Nasha jab karta hai insaan to usko ek high feel hota hai.
03:12Usko ek bahut achha feel hota hai.
03:14Lekin jab nasha toot jata hai to ek decline aata hai. Ek dip aata hai.
03:18Tootta hai insaan.
03:20Aur ussi ko bachane ke liye aur ussi se bachne ke liye insaan dubara nasha karta hai.
03:26Aur phir uska aadi ho jata hai. Addict ho jata hai usse.
03:30Isliye insaan guna karta hai. Usko maza aata hai.
03:32Zawaal ke guna kar raha hai. Logon ki baatein kar raha hai.
03:35Gheebatein kar raha hai. Gossiping kar raha hai. Idhar ki udhar, udhar ki idhar.
03:38Usko maza aa raha hai baatein karne mein.
03:40Isi tariqa se kaan ka guna hai.
03:45Insaan ke sharamga ka guna hai.
03:48Usko wakti taur pe maza aa raha hota hai.
03:51To insaan apne nafs ke maza ki khaatir Allah ke ahkaam ko todta hai.
03:57Just imagine.
03:58Ke Allah ka hukam. Jisne humko banaya.
04:01Jiske paas hum aaye.
04:03Jisne maa ke peht mein hume banaya.
04:05Out of nowhere banaya.
04:06Itna complex insaan banaya.
04:08Maa ke peht mein 9 mehne paala.
04:10Phir insaan ke duniya mein aane ka raasta aasaan kiya.
04:14Phir maa ke seene mein ghaza humare liye jaari kar di.
04:18Hum itne se masoom se, kamzor se the.
04:21Allah ne waha se humko bada kiya.
04:23Aur ek takatwar insaan banaya.
04:25Insaan apne Rab ko bhool jata hai.
04:27Aur ye bhi bhool jata hai usko apne Rab ke paas wapas bhi jaana hai.
04:31Aur jo jo usne is zindagi mein kiya us sab ka hisaab kitab bhi dena hai.
04:35Ye bhi bhool jata hai.
04:37Usko har cheez ka hisaab kitab bhi dena hai.
04:39He is responsible for every single act that he has done.
04:44And every single word that he has spoken.
04:47Har amal jo kiya.
04:50Aur har baat jo usne moon se nikaali, zabaan se nikaali.
04:54Uske naama-e-amaal mein likhi jaa rahi hai.
04:57Kiraam-an-kaatibi, ya'lamoon-amaat-a-fa'aloon.
05:00Ye bade mukarram fareshte hain, kaatib hain, likhne wale hain.
05:03Aur jo bhi tum karte ho, to usko jaante hain.
05:06To tum bolte ho, usko jaante hain.
05:08Usko likh lete hain.
05:10Ek naama-e-amaal tayaar ho raha hai.
05:12Ek sahifa tayaar ho raha hai.
05:13Ek book of deeds tayaar ho raha hai.
05:15Aur kyaamat ke din pesh hogi.
05:17Uske base ki upar mujhe.
05:19Ya jannat hai, aur Allah na kare.
05:21Jahannam hai.
05:22Insaan bhooli jata hai.
05:25Nafs ki khaishaat usko itna kabu kar leti hain.
05:29Ki itne bade set-up ko insaan bhool jata hai.
05:33Imagine.
05:35Isli toh Allah ta'ala ne duniya ko dhoke ka sawan kaha hai.
05:41Duniya ki zindagi dhoke ka sawan hai.
05:44Insaan is glitter, is glamour mein,
05:46bhool jata hai,
05:48ke what's the biggest, bigger purpose of my life.
05:50Ke mujhe zindagi mein karna kya hai.
05:52Mera maksat e zindagi hai kya.
05:54Kahan se aaya ho, kahan jaa raho.
05:56Bhool jata hai. Bilkul.
05:59Itni strong hoti hai nafs ki khaishaat.
06:02Aur uspe, you know,
06:05cherry on the top,
06:07shaitaan ke wasawis.
06:09Shaitaan ek bahut bade challenge hai.
06:10Wo waswasa daalta hai.
06:12Aur nafs toh already out of control hai.
06:15Wo aur provoke ho jata hai.
06:16Aur bhadak jata hai.
06:18Aur ek toh internal pressure create ho raha hai.
06:21Insaan ke andar se nafs ki khaishaat ka.
06:23Opar se bahar se encouragement bhi mil gaye.
06:26Shaitaan ke waswasa se.
06:27Insaan aur bhool jata hai.
06:29Isli toh Allah ta'ala ne do baat hai.
06:31Farmaayi.
06:32Fala taghurrannakumul hayaad ud-duniya
06:34wala yaghurrannakum billahil ghuroor.
06:37Tobe duniya ki zindagi bhi dhoke mein na daale.
06:39Aur tobe sabse bada dhoke baas.
06:41Yani shaitaan bhi tobe dhoke mein na daal de gayi.
06:43Toh yeh dono ka combination hai.
06:46Itna deadly combination.
06:48Andar nafs ki khaishaat.
06:50Bahar shaitaan ke wasawas.
06:52Yeh jab mil jate hain toh insaan ki tabahi,
06:55destruction ki tarah le jate hain usko.
06:59Toh ek Ramzan ka mahina aaya tha
07:01is nafs pe kaabu karne ke liye.
07:03Kyunki ek tafa aap apne nafs ki khaishaat ko
07:06kaabu karne, control karne.
07:09Hatam karne ko koi bhi nahi keh raha hai.
07:12Nabi Kareem A.S. ne firmaaya,
07:14tumme se har momin nahi ho sakta wo shaks
07:16jab tak ke uski khaishaat
07:18uske taabe na ho jaye
07:20jisko ki main lekar aaya.
07:24Yani khaishaat ko control karo,
07:26usko uske taabe karo,
07:28jo Allah aur Allah ke Rasool
07:30Sallallahu Alaihi Wasallam ne humko bataya.
07:32Khao, halal khao.
07:34Piyo, halal piyo.
07:36Har ammat khao.
07:38Soch samajh ke khao.
07:40Zabiha hai ke nahi hai, yeh socho.
07:42Allah ka naam liya gaya, iske upar ke nahi liya gaya,
07:44yeh socho.
07:46As such product hai, wo halal ho.
07:48Kinzeer na ho, uske andar
07:50bhagara bhagara.
07:52Piyo, sharaam mat piyo.
07:54Haram cheezein mat piyo.
07:56Nasha aawar cheezein mat piyo.
07:58Shadi karo.
08:00Out of marriage relationships na rakho.
08:02Extramarital affairs na rakho.
08:04Koi agar tumhe pasand hai,
08:06radki hai pasand hai,
08:08radki ko ladka pasand hai,
08:10shadi kar ke zindagi guzaro.
08:12Uske andar bhi halal tariqah se,
08:14usne halal tariqah se us relationship ko
08:16rakhne ko kaha hai,
08:18bounce ke andar raho.
08:20Khaisaat poori karo se apne nafs ki.
08:22Allah ne khaisaat rakhi hoi hai.
08:24Lekin usko control karo.
08:26It's all about controlling your nafs.
08:28To yeh jo poora set up ta Ramzanul Mubarak ka,
08:30ke Allah taala ne
08:32ek set up
08:34design karke humko diya,
08:36ke hum apne nafs ko kaabu kar le.
08:38Usko control kar le.
08:40Bhoog lagi hai dupair ko, nahi khaana.
08:42Control karo apne nafs ko.
08:44Bahot dil chaah raha hai, peelu pyaas lagi hai.
08:46Lekin nahi peena.
08:48Control karo apne nafs ko.
08:50Dil chaah raha hai, saara din leta raho, sota raho.
08:52Kaam toh karne hai Ramzan.
08:54Sabah agar early breakfast
08:56kar liya hai, toh uska matlab thodi hai ke
08:58insaan saara din kaam hi koi na kare.
09:00Ajeeb logon ki khaifiyat hoti hai Ramzan mein,
09:02saara din sote rahate hain.
09:04It's not about sona, it's not about
09:06lazy hona.
09:08It's about kaam karna,
09:10control karke, ek exercise hai.
09:12Jis tarah gym mein jaate hain
09:14kuch log, exercise karte hain, physical exercise
09:16karte hain, toh insaan
09:18ek endurance paida kar raha hota hai
09:20apne andar. Apne andar ek
09:22taaqat paida kar raha hota hai.
09:24Apne aap ko mazboot kar raha hota hai.
09:26Usme se usko
09:28takleef hoti hai, no doubt.
09:30Jab wo wazan uthata hai, toh usko takleef hoti hai.
09:32Jab wo exercise ke
09:34process mein hota hai, toh usko
09:36maza nahi aa raha hota hai initially.
09:38Aasaan kaam hai koi apne aap ko
09:40ek ghanda treadmill pe walk karana
09:42ya weights uthana, ya phir
09:44baaki exercises karna, bada muskil
09:46kaam hai initially. Lekin jab insaan
09:48ke indar strength paida ho jaati hai,
09:50toh jo gym jaate hain, unko pata hai
09:52ke thodi der baad unko maza aana shuru
09:54ho jata hai. Isi tariqe se
09:56ye toh nafs ke upar kaabu hai, ek
09:58exercise hai, shuru mein toh vilkul maza
10:00nahi aata. Lekin jab
10:02insaan apne upar mehnat karta hai, karta hai, karta hai
10:04toh ek baqt aata hai usko, ismein maza
10:06aana shuru ho jata hai. Balke usko
10:08ghalat cheez dekhne mein, immodest
10:10cheez dekhne mein, bura lagta hai. He feels so
10:12bad about it.
10:14Usko nazar bhi padhti hai kisi ghalat cheez
10:16ke upar. Usse
10:18usse
10:20wo door bhaagta hai.
10:22Jhoot se door bhaagta hai. Gheebat se
10:24door bhaagta hai. Logon
10:26uske aata bad tameezi, bad akhlaaki, bad tehzeebi
10:28karne se door bhaagta hai. Agar usse ghalati
10:30se kisi ke liye, koi
10:32bura alfaz dekar gaye, koi bad akhlaaki
10:34ho gayi, toh baad mein usko apna bhi bura feel hota rahta hai.
10:36Istighfar bhi karta hai, usse
10:38maafi bhi mangega, maaf kar do mirse ghalati
10:40ho gayi, waqara waqara.
10:42Toh anyway, ye Ramzan isliye aaya tha
10:44ke Ramzan hame
10:46wo salahiyat de de, wo taqat
10:48de de, wo himmat de de,
10:50wo rohani taqat de de,
10:52ki insaan apne nafs ki khaishaat
10:54ko control kar paye.
10:56Kabu kar paye. Ghusah kabu kar paye.
10:58Nazar kabu kar paye. Zawaan kabu
11:00kar paye. Insaan apne
11:02sexual desires ko
11:04kabu kar paye. Usko within
11:06limits le ke aaye, shariat ke hudud ke
11:08andar le kar aaye. Toh is message
11:10ko yaad rakhna hai,
11:12ki ye hamari exercise thi,
11:14is maqsad ke liye Ramzan aaya tha,
11:16ye maine is Ramzan
11:18ul Mubarak mein achieve kiya tha,
11:20aur jo kamiyan
11:22kotaiyan reh gayi, usko ab
11:24main continue karo.
11:26Wo jo exercise maine shuru
11:28ki thi, us exercise ko
11:30main continue karo, aur
11:32make sure karo, ki jo mera
11:34maqsad e zindagi hai, taqwa ka
11:36husoor, jo mujh ko
11:38inshaAllah jannat mein lekar jaayega,
11:40us pe kaam karta raun.
11:42Ramzan ne
11:44hamari ek base build up
11:46ki thi, ek foundation build up ki thi.
11:48Ramzan ne hame
11:50ek bunyat daal kar di hai,
11:52spiritual exercise ki.
11:54Spiritual exercise ko
11:56jaari rakhna hai.
11:58Insaan ek, wo ye agar analogy
12:00follow karein, gym jaayen, ek
12:02mehena bahot mehnat karein,
12:04apne muscles ko tone up karein, taqat strength
12:06build up karein, bahot achha feel karein.
12:08Lekin, ab chhod de apne
12:10apko, uske baad junk khana shuru kardein,
12:12lazy ho jayein, exercise chhod dein.
12:14To ab 2 mehene ke
12:16andar insaan phir, uske
12:18muscles lose
12:20ho jayenge, ho sakta
12:22hai ki uski shape
12:24deshape ho jayein,
12:26weight nikal aayein, bura feel
12:28hona shuru karda hai insaan ko. Khas toh aur pe jo
12:30fit aur healthy logo hote hain, jab unke saath
12:32aisi situation aati hai, toh bura feel karna shuru
12:34karte the. Toh uske liye
12:36zaruri hai, ki misaal ke taur pe
12:38agar koi banda, ek, do, teen
12:40mehene, ek mehena chalein,
12:42is example mein Ramzan ki le rahein,
12:44physical exercise karein, zabardast,
12:46aur iske baad, agar thoda thoda
12:48apne aapko tone up hi
12:50rakhe, apne thoda thoda
12:52exercise karta rahein, utni
12:54jo
12:56extreme exercise hai, utni na bhi
12:58karein, lekin thoda thoda
13:00thoda karta rahein, toh insaan ke muscles
13:02tone up rahein, usko
13:04fresh, wo apne aapko
13:06fresh feel karta rahein, achha feel karta
13:08rahein. Yeh kaam karna hai,
13:10saara saal karna hai,
13:12until ke inshaAllah taala next Ramzan aayein.
13:14Please, Ramzan ka matlab
13:16jaanein, samjein,
13:18maqsat samjein,
13:20wohi Allah hai,
13:22jo Ramzan mein hamara Rabb tha,
13:24wohi Allah,
13:26Shawwal mein hamara Rabb hai,
13:28wohi Allah, zulqada, zulhijja,
13:30Muharram, Safar, Rabbi ul Abbal,
13:32Rabbi ul Thani, saare mahino mein hamara
13:34Rabb rahega, usi Rabb ke paas
13:36humko wapis jaana hai,
13:38inna lillahi wa inna ilaihi rajioon,
13:40hum Allah ke paas se aayein, hum Allah
13:42ke paas wapis jaana hai,
13:44aur Allah taala ke paas taake, zindagi mein jo kuch
13:46kiya uska hisaab dena hai,
13:48we don't want to be,
13:50feeling bad
13:52about ourselves at that time,
13:54humein apne haaf kyon aisa na ho ke,
13:56jab maut ka waqt aayein,
13:58ya kiamat ke din uthaaye jaayein,
14:00toh jaise Quran mein, jaga jaga Allah taala ne bataya,
14:02ki insaan kuch log hasrat karenge,
14:04ya alai tani qaddam tul hayati,
14:06kaash,
14:08maine apni aage wali zindagi ke liye kuch bheja hota,
14:10kaash, maine kuch savings ki hoti,
14:12kaash,
14:14maine kuch aamaal bheja hoti,
14:16alimat nafsumma qaddamat
14:18wa akharat,
14:20us din insaan ko samaj mein aa jayega,
14:22usne aage kya bheja, peeche kya chhoda,
14:24wo lost opportunities kaun si thi,
14:26jo mai zindagi mein istimaal kar sakta tha,
14:28alimat nafsumma ahdarat,
14:30insaan ko pata chal jayega us din ke,
14:32us ke paas kya hai,
14:34toh please,
14:36hum is message ko yaad rakhein,
14:38ramzan, post ramzan,
14:40inshaAllah mainat karein,
14:42apni fikar karein,
14:44aur inshaAllah ul azeez,
14:46saare saal,
14:48hum apni jo ramzan mein
14:50humne faida uthaya roohani,
14:52usko refresh bhi rakhein,
14:54usko tone up bhi rakhein,
14:56inshaAllah achhe aamaal karte rahein,
14:58gunaon se bachte rahein,
15:00ghalti ho jaye, istighfar karein,
15:02maafi mange Allah se,
15:04inshaAllah, yeh mere liye bhi message hai,
15:06Allah karein hum sabko yeh message yaad rahein,
15:08saare saal yaad rahein,
15:10choti se break letein inshaAllah,
15:12break ke baad, apke sawalon ke saath,
15:14wa rahmatullahi wa barakatuhu,
15:16welcome back, break ke baad,
15:18apke sawalon ke saath haazir hain,
15:20ek sawal to kisi ne poocha ke,
15:22main ramzan mein bimaar
15:24ho gaya tha,
15:26aur main us waqt to
15:28roozey nahin rakhein,
15:30main nahin rakh sakta tha,
15:32lekin ab doctors yeh kah rahein ke shayad,
15:34main roozey kabhi bhi na rakh sakoon,
15:36kyunke bimari ki wajah se
15:38rooza rakhta mumkin nahin hai,
15:40kyunke diyaan
15:42rooza rakhta mumkin nahin hai,
15:44kyunke din mein bhi dawa leni padti hai,
15:46aur yeh end mumkin hai
15:48ke ab main rooza
15:50kabhi bhi na rakhoon,
15:52toh mere liye kya hoga main,
15:54toh peri baat yeh hai ke
15:56agar koi bilkul rooza na rakh sakay,
15:58doctors yeh kah deyin ke ab
16:00rooza rakhne ki ab umeed chhod deyin,
16:02kyunke yeh apke terminal illness ho chuki hai,
16:04apko yeh mustaqil bimari hai,
16:06aur ismein apko hamesha
16:08kuch thodi thodi der baad
16:10kuch khaana padega
16:12abko din mein bhi dawa leni padegi
16:14har chaar ghante baad koi dawa leni padegi
16:16misaal ke taur pe aur yeh sari umar ke liye hoga
16:18toh aise shaks ko sheikh-e-fani
16:20kahan jaata hai fika ki istila mein
16:22ki yeh banda
16:24booda ho gaya hai aur aisa booda
16:26jo ab kabhi jaayega nahin
16:28yaani insaan kamzor pad gaya hai
16:30jismani itibaar se
16:32ke wo rooza rakh sakay
16:34toh aise shaks ke liye hukam yeh hai
16:36ab wo apne jo rooza hain uska fidya de de
16:38toh har jo uska
16:40rooza chhuta hai uska badle mein
16:42fidya de de
16:44aur fidya basically toh
16:46miskeenon ko khaana,
16:48ausad darja ka average khaana khilana hai
16:50toh apne apne alaake ke itibaar se dekh lein
16:52ke ausad darja ka khaana
16:54kya hoga, apne local
16:56fukaha se aap maloom kar liye
16:58lekin yeh hi iska
17:00ek compensation hai
17:02aur har saal Allah apko zindagi
17:04de toh har saal jab bhi rooza
17:06aaye aur agar doctors
17:08ne kaha hai ki aap rooza nahi rakh sakte kabhi bhi
17:10toh aap har saal
17:12un rooza ki
17:14ka fidya de dejiye
17:16lekin yeh sirf uske liye main baat kar rahe hoon
17:18jo ke sheikh-e-fani hai
17:20jiske baare mein doctors ne kahe diya hai
17:22ki aap rooza nahi rakh sakte, zindagi mein
17:24nahi rakh sakte, agar kisi ke baare mein
17:26doctors yeh kahe de, ke aap
17:28ek aat saal tak
17:30dawaai khayenge, phir aap inshaAllah
17:32hopefully theek ho jayenge, toh yeh
17:34us tarif mein nahi aata hai
17:36is bande ko intazaar karna chahiye ek saal tak
17:38aur jab ek saal guzar jaye
17:40aur jitna arsa bhi doctors kahe
17:42ki aap itna arsa dawaai le le, 6 meene
17:448 meene, ek saal
17:46toh jab aap utna arsa dawaai le ne ke baad
17:48inshaAllah Allah aapko sehde, theek ho jaye
17:50toh uske baad yeh rooza aapke chhut gaye hain
17:52inki khaza karna laazim hai
17:54toh yeh sirf
17:56jo baat mene fidya wale ki hai
17:58uske liye hai, jiske baare mein
18:00doctors ne kahe hai, kab aap
18:02meen na rakhein ki aap rooza rak sakenge
18:04kyuki aapko saara din thoda thoda
18:06karke khaana laazim hai
18:08aapko aise bimari hai, warna
18:10aapki yeh bimari trigger kar jayenge
18:12aapki yeh bimari badh jayenge
18:14ya khudana khasta kisi aur
18:16jeez ka bhi andesha ho sakta hai
18:18toh hopefully yeh baat sabko baat
18:20samajh mein aagayi hai
18:22ek aur sawal hai ki
18:24mere baalis sahab ka intikal
18:26ho chuka
18:28aur mujhko maloom hai ki
18:30unke kayi roozae rehte the
18:34lekin unhone
18:36kabhi iski fikar nahi ki aur
18:38unke intikal ho chuka hai
18:40toh kya mein
18:42unke
18:44chhodi hui
18:46daulat se, yaani unke virasat ke maal se
18:48kya mein unke
18:50chhute hue roozaon ka fidya
18:52de do
18:54roozaon ka fidya
18:56insaan khud
18:58de the
19:00ya agar
19:02khud na de zindagi me
19:04aur usko maud ke aasaar
19:06nazar aane shuru ho jaye
19:08aisi bimari ho jaye usko lage
19:10ki ab mein nahi bach sakta
19:12toh wo wasiyat kar sakta hai
19:14apne ek tihai maal se
19:16one thirds maal se
19:18ki mere ek tihai maal se
19:20mere itne roozaon ka fidya
19:22mere marne ke baad
19:24mere is maal se de dena
19:26itne rooza mere chhute hai
19:28aur
19:30iska itna fidya banta hai
19:32toh mere ek tihai maal se
19:34meri jo aulad hai
19:36jo bhi warasa wo chhod ke jaye
19:38wo mere ek tihai maal se
19:40mere itne roozaon ka fidya de den
19:42tab toh unke warasa
19:44par ye lazim hoga
19:46ki wo unke
19:48unke virasat me se, unke chhute
19:50tarke me se, unke chhode hue maal me se
19:52one thirds me se, ek tihai me se
19:54unki jo wasiyat
19:56ke mutaabik
19:58unke jo roozaun ki
20:00ka fidya hai, jo unne wasiyat ki hai
20:02usme se de, unpe lazim hai
20:04lekar agar unne wasiyat nahi ki
20:06aur unko koi khyaal bhi nahi tha
20:08toh
20:10aur unne koi
20:12ek tihai ki aur wasiyat bhi nahi ki
20:14for example, yeh nahi kaam mere marne ke baad
20:16mere ek tihai maal ko kisi masjid
20:18me laga de, ya kisi
20:20islamic institute me laga de, ya kisi
20:22aur jateem khaane me laga de, whatever
20:24unne koi wasiyat nahi ki
20:26toh yeh saare ka saare maal
20:28yeh warasan ka haq hai
20:30jitren bhi warasan hain, yeh unka haq hai
20:32aur pehli baad please
20:34yeh bahut serious
20:36maamla hai, virasat ki takseem ka
20:38make sure karein ke
20:40koi shagz isme kotahi
20:42negligence na badte
20:44kyunke shadeed waheed aayi hai
20:46quran ke andar, un logon ke liye
20:48jo virasat ka maal kha jaatein
20:50virasat ka maal takseem nahi kartein
20:52bahut sakht waheed hai
20:58tum virasat ka saare ka saare maal
21:00kha jaate ho, tumhe maal ki itni
21:02shadeed mohabbat hai
21:16kiamat ke din ka yaad karaya gaya hai
21:18ki jab tumhara rab aayega
21:22tumhara hisaab liya jaayega
21:24farisht-e-saf bana kar khade ho jaayenge
21:26jahannum ko laaya jaayega
21:28us din insaan ko saman mein aayegi
21:30aur Allah firmaatein, ab samajhne ka kya faayda
21:32virasat ka maal kha gaye saare
21:34toh anyway
21:36yeh warasan ka haq hai, agar unne wasiyat
21:38nahi ki, toh unki
21:40virasat ke maal se hum
21:42unke rozon ka fidya nahi de sakte
21:44pehli toh unne wasiyat hi nahi ki
21:46number two
21:48ki yeh warasan ka maal hai
21:50toh unka haq hai
21:52haan, yeh ho sakta hai
21:54ke saare warasan mil jaye
21:56misaal ke taur pe unki aulad hai
21:58aur baaki jo warasan hai, may be
22:00unki waldein bhi hayat hai
22:02unki biwi bhi hayat hai
22:04saare warasan
22:06agar mil kar, muttafi ka faisla karein
22:08ijmai taur pe
22:10no difference of opinion
22:12ki haan humare, yeh jo
22:14maal hua hai, humare walid ka, humare shohar ka
22:16humare bete ka, jo bhi
22:18uske, uske roze
22:20rehte the, toh hum mil kar
22:22isme se pehle unki rozon ka fidya
22:24de denge, baaki jo bache ka takseem
22:26kar lenge, sab ka muttafi ka faisla
22:28ek bhi ikhtlaaf-e-raay na ho
22:30tab yeh kiya jaa sakta, asal mein
22:32kya aur raha hai, saare loga apna-apna hisa
22:34chhodein, apni raza
22:36mandi se, toh yeh ho sakta hai
22:38lekin yaha par bhi fukaan
22:40ek baat dikhi hai, ki chunki unne
22:42nahi ki thi
22:44toh
22:46toh Allah se
22:48umeed kar sakte hain hum, ki
22:50yeh unke rozon ka fidya
22:52ho jayega, kyunki unko toh koi concern
22:54hi nahi tha, yeh toh baad mein warisah ko concern ho raha hai
22:56lekin hum
22:58isaal-e-sawab ki niyat se
23:00hum yeh fidya
23:02de dete hain, unke chhute ho rozon ka
23:04aur Allah se yeh umeed rakhte hain
23:06ki yeh unke rozon ka
23:08ki compensation ho jayegi, jo unne nahi rakhe
23:10yeh unkar umeed hai
23:12lekin asal concern toh us insaan ka khud hota hai
23:14jisne roze
23:16chhodein, jisne namazi chhoni
23:18ki main kya karoon apni
23:20chhute ho rozon ka, chhute ho namazon ka
23:22jo roze chhut gaye, unko main rak lo
23:24ya nahi rak sakta
23:26bimaar hogaya hun, toh uska fidya de do
23:28ya namaze jo chhut gayi, unki main
23:30kazak kar lo
23:32wa ghara wa ghara, yeh toh insaan ka
23:34apna azaadi concern hai na
23:36ibadat toh insaan ki apni hai
23:38ibadat koi doosra
23:40kisi ke bihaaf pe thodi karta hai
23:42yeh toh nahi hota ki
23:44koi kahe ki jee main thakha hun toh aap mere liye zor ki namaz padh le
23:46aisa toh nahi hota sakta
23:48sirf ek maali ibadat wahid ibadat hai
23:50jo kisi koi doosre ki
23:52bihaaf pe kar sakta
23:54misaal ke taur pe
23:56shohar bibi ke bihaaf pe zikaat de sakta
23:58wo kehta tumhare paas zewar hai
24:00tumhare paas cash nahi hai, chalo mere paas cash hai
24:02main tumhare zikaat de deta hun, yeh kar sakta hai
24:04lekin jo jaani ibadat hoti hai
24:06isme namaz aur roza shamil hai
24:08toh wo
24:10insaan koi kisi ke bihaaf pe nahi kar sakta
24:12toh please
24:14sabko fikar kare
24:16lekin inshaAllah aapka concern
24:18apne wale sahab ke liye
24:20accha akar wo raza na maanein phir kya karein
24:22toh phir agar aapke paas
24:24Allah ne maal diye, aap khud zaati taur pe
24:26apne wale sahab ke liye
24:28apne maal me se unke
24:30rozo ka fidiyah de deyi saal-e-sabaab ki niyat se
24:32toh aapko ajar milega inshaAllah
24:34in any way wale sahab ke liye
24:36saal-e-sabaab karne pe aapko ajar milega
24:38aur jaise maine arz kiya ke
24:40umeed rakte hain inshaAllah Allah ki rahmat se
24:42ke chuke aapka concern tha
24:44aur aapne aisa kiya toh Allah ta'ala
24:46aapke wale sahab ke jo chute waroza hai
24:48unke fidiyah ke taur pe inshaAllah
24:50isko kabul karke
24:52unse iski pooch nahi hogi
24:54Allah se umeed toh acchi rakni chahiye
24:56Allah ki rahmat se umeed hai
24:58hum sabko hi hai
25:00toh umeed hain ke aapko ye baat saun mein aagey hogay
25:02inshaAllah
25:04agal hafta dabara hazir hote hain
25:06aapke ek naye topic ke saath
25:08aur aapke sawaloon ke saath
25:10bhi aap apne sawalat email kar sakte hain
25:12deenefitrat
25:14at arydigital.tv
25:16toh hum yaad rakhiyega
25:18waakharud da'awana anilhamdulillahi rabbil alameen
25:20assalamualaikum warahmatullahi wabarakatuh
25:32Al Fatiha

Recommended