• yesterday
Munajaat e Shab e Baraat - Special Transmission

#Shabebarat #Shabetauba #aryqtv

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://bit.ly/aryqtv
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00Hazir hai tere darbaar mein hum Hazir hai tere darbaar mein hum
00:30Allah karam, Allah karam Allah karam, Allah karam
00:48Deti hai sada yeh chashmeinam
01:00Deti hai sada yeh chashmeinam
01:09Allah karam, Allah karam Allah karam, Allah karam
01:31Jin logon pe hai in naam tera
01:42Un logon mein likh de naam mera
01:54Jin logon pe hai in naam tera
02:04Un logon mein likh de naam mera
02:14Mahshar mein mera reh jaye pharam
02:23Mahshar mein mera reh jaye pharam
02:30Allah karam, Allah karam Allah karam
03:00Bar-e-lagh hai tujhe ki tu tamaam jahanon ka paalne wala hai
03:08Tamaam azmatein, izzatein, aur rifatein tere liye hai
03:13Tu razaak hai, rizq deta hai
03:16Kareem hai, maaf karta hai
03:18Maango, tu dene mein kami nahi garta
03:22Na maango, tu bhi ata garta hai
03:24Tujhe hamd hai, ki tu zameen ki gehraiyon mein rehne wali makhlook ko bhi rizq deta hai
03:31Aur aasmaan par rehne wale bhi teri hamd ke geet gaate hai
03:35Kainat ke har zarre mein teri wahdaniyat ka izhaar hai
03:40Paani ka har katra teri midhat se sarshaar hai
03:44Tujhe hamd hai, ki tere karkhana e qudrat mein
03:48Makhlookat teri hamd o sataish mein masroof e amal hai
03:53Tujhe hamd hai, ki itni makhlookat mein
03:57Tu ne hamd insano ko takhliq firmaya
04:00Aur hazaar haa shukr, ki na sirf takhliq diya
04:03Balke tamaam tar makhlookat mein ashraf banaya
04:07Baare ila, tujhe hamd
04:10Ki tu ne insano ki bhalai ke liye aasmani sahaif naazil firmaye
04:16Tujhe hamd ki hai, ki tu ne
04:19Insaniyat ki bhalai ke liye apne ambiya mabuz firmaye
04:24Tera shukr hai, ki tu ne apne Rasoolullah
04:27Sallallahu alaihi wasallam ko mabuz firmaya
04:31Tera shukr hai, tu ne hame inki ummat mein peyda firmaya
04:36Baare ila hamd hai, tujhe ki tu tamaam jahanon ka paalne wala hai
04:42Tamaam azmatein, izzatein aur rifatein tere liye hai
04:46Tujhe hamd hai, tu razaq hai, rizq deta hai
04:49Kareem hai, muaf karta hai
04:52Mango, to dene mein kami nahi karta
04:55Na mango, to bhi ata karta hai
04:58Tujhe hamd hai, ki tu zameen ki gehraiyon mein rehne wali
05:02Makhlook ko bhi rizq deta hai
05:05Aur aasman par rehne wale bhi, teri hamd ke geet gaate hai
05:09Kainat ke har zarre mein, teri wahdaniyat ka izhaar hai
05:13Paani ka har qatra, teri midhat se sarshaar hai
05:18Tujhe hamd hai, ki tere karkhana e qudrat mein
05:22Makhlookat, teri hamd aur sataish mein masroof hai
05:26Tujhe hamd hai, ki itni makhlookat mein
05:29Tu ne ham insano ko takhleek firmaya
05:32Aur hazaar haa shukr hai, ki na sirf takhleek kiya
05:36Balke, tamaam tar makhlookat mein, ashraf banaya
05:41Baare la, tujhe hamd hai, ki tu ne insano ki bhalayi ke liye
05:47Aasmani sahaif naazil firmaye
05:50Tujhe hamd hai, ki tu ne insaniyat ki bhalayi ke liye
05:55Apne anbiya maboos firmaye
05:58Tera shukr hai, ki tu ne apne rasool
06:01Sallallahu alaihi wasallam ko maboos firmaya
06:04Aur tera shukr hai, tu ne hame unki ummat mein peyda firmaya
06:10Baare la, tera shukr hai, ki tu ne apne habib ki nismat
06:15Hame baitreen maa ho saal ata firmaye
06:19Tere liye hamd hi, hamd karne wale ka ajr
06:23Teri raza ke ilawa nahi hai
06:26Tere liye hamd hai, jo jaante huye bhi narmi karta hai
06:31Tere liye hamd hai, ki quwwat ke baawajood dar guzar firmata hai
06:36Tere liye hamd hai, ki tujh se iptadaay hamd hai
06:42Bekason ko sahara mile maula
06:49Bekason ko sahara na mile
06:55Dubton ko kinara mile maula
07:01Dubton ko kinara mile
07:07Sar se tufaan pinne dale
07:15Jo tera ik ishaara mile
07:22Tu jo karde mein gharbaniyan
07:30Door ho jaye har ek gham
07:37Mere maula karam ho karam
08:05Tere liye hamd hai, ki tujh se iptadaay hamd hai
08:09Tere liye hamd hai, ki tujh se intahaay hamd hai
08:13Tere liye hamd hai, ki tu hamd ka aagaz karne wala hai
08:19Tere liye hamd hai, ki tu waade mein sachha ehad ka pakka hai
08:24Tere liye hamd hai, ki tu unche darjon wala hai
08:29Duaen kabul karne wala hai
08:31Saaton aasmanon se balandar maqam se ayaat nazil karne wala hai
08:39Badi barkaton wala hai
08:42Noor ko tarikiyon se nikaalne wala hai
08:46Tarikiyon mein parod ko roshni ki taraf lane wala hai
08:51Gunahon ko nekiyon mein badalne wala hai
08:55Aur nekiyon ko baland maratib mein badalne wala hai
08:59Eh maabood, tere liye hamd hai
09:02Ki tu gunah maaf karne wala hai
09:05Tauba kabul karne wala hai
09:08Aur sakh sakh azaab dene wala hai
09:11Aur ata karne wala hai
09:14Tere siwa koi maabood nahi
09:17Sab baaz gash teri hi taraf hai
09:21Eh maabood, tere liye hamd hai
09:25Raat mein jab wo chha jaye
09:28Tere liye hamd hai din mein
09:31Jab wo roshan ho jaye
09:34Tere liye hamd hai duniya aur aakhirat mein
09:39Tere liye hamd hai aasman ke sitaroon
09:43Aur farishton ki taadaat ke barabar
09:48Eh baar-e-ilah, tere maabood ki ummat
09:51Tere maabood ki ummat, aaj tere darbaar mein
09:55Apni maasiyat aur gunahon ke ahitaraaf mein
09:59Tujh se tauba ki darkhaas ke liye hazir hai
10:03Khudaya, hamare wo gunah baksh de
10:06Jinki wajah se balaayen aati hai
10:09Khudaya, hamare wo gunah baksh de
10:12Jo teri nematon se mehrumi ka sabab bante hai
10:16Khudaya, hamare wo gunah baksh de
10:19Jo duaayen qabool nahi hone dete
10:23Khudaya, hamare wo gunah baksh de
10:27Jisse ummeedein toot jaate hain
10:31Khudaya, hamare wo gunah baksh de
10:35Jo museebat laate hain
10:38Ey Allah, meri un sari khataon se dar guzar farma
10:42Jo maine jaan booj kar ya boole se ki hai
10:46Ey Allah, main tujhe yaad karke tere qareeb aana chahata hoon
10:53Teri janaab mein tujhe ko apna sipaarishi tayraata hoon
10:58Aur tere karam ka wasta dekar tujh se ilteja karta hoon
11:03Ki mujhe apna qurr bata kar
11:06Mujhe adaa-e-shukr ki taufeeq de de
11:09Aur apni yaad mere dil mein daal kar
11:12Aur apni yaad mere dil mein daal de
11:16Ey Allah, main tujhe khushu-o-khuzoo aur giriya-o-zaari se arz karta hoon
11:24Ki meri bhool chuk maaf kar de
11:28Ey Allah, ey mere maalik
11:32Tune meri kitni hi buraiyon ki parda poshi ki
11:36Kitni hi sakht balaon ko mujhe taala
11:40Kitni hi lagzishon se mujh ko bachaya
11:44Kitni hi haafaton ko roka
11:47Aur meri kitni hi aisi khubiyan logon mein mashhoor kar di
11:51Jinka main ahal bhi na tha
11:54Ey Allah, meri musibat bad gayi hai
11:58Meri badhaali had se guzar gayi hai
12:02Mere nek aamaal kam hai
12:06Dunyawi taluqat ke bojh ne mujhe dawaar kha hai
12:11Dunya ne apni jhooti chamak-tamak se mujhe dhoka diya hai
12:17Maaf kari tu maula, maaf kari
12:22Maaf kari tu maula, maaf kari
12:28Adl kari na, insaaf kari
12:34Bas maaf kari tu maula, maaf kari
12:40Na main amal kamaawa, na main farz nibhaawa
12:47Palle hood koi na, jado socha sharmaawa
12:53Teri shaan uchheri, te main mittiyan di thheri
12:59Teri shaan uchheri, te main mittiyan di thheri
13:05Arz tu meri maula, maaf kari
13:11Maaf kari tu maula, adl kari
13:16Maaf kari na, insaaf kari
13:20Bas maaf kari tu maula, maaf kari
13:26Aine dukhne ko dukh nal marjaawa main
13:32Nazir kare te dubdi, dubdi tharjaawa main
13:38Allah aine dukhne ko dukh nal marjaawa main
13:44Nazir kare te dubdi, dubdi tharjaawa main
13:50Ki ek raag koi raag, nazar na aave mainu
13:56Tere baajon maula, kaun bachaave mainu
14:02Mere chaar chufere, hoye dukhan de hanere
14:08Mere chaar chufere, hoye dukhan de hanere
14:13Sohne karte savere maula, maaf kari tu maula
14:21Maaf kari tu maula, adl kari
14:25Maaf kari na, insaaf kari
14:29Bas maaf kari tu maula, maaf kari
14:37Tujh se ilteja karta hu
14:41ki har wo jurm jiska main murtaqib hua hu
14:45aur har wo guna jo maine kiya hu
14:49har wo burai jo maine chhupakar ki
14:53aur har wo nadani jo mujse sarzad hui
14:57chahe maine wo chhupkar ki ya ilaniya ki
15:01usse posheeda rakha ho ya zahir kiya hu
15:06usse raat aur khaas kar iss saat mein usse bakhsh de
15:12meri har bad amali ko maaf kar de
15:16jiske likhne ka hukum tune kiraman kaatebeen ko de diya ho
15:21jinko tune mere amal ki nigrani par maamur kiya hai
15:26aur jinko mere aazaon jawarein ke saath saath mere aamaal ka gawa banaya hai
15:32firin se badkar tu khud mere aamaal ka nigraan raha hai
15:37aur tu in baaton ko bhi jaanta hai
15:40jo inki nazron se makhfi reh gaye
15:43aur jine tune apni rahmat se chhupa liya
15:48aur jinpar tune apne karam se parda daal diya
15:53O Allah!
15:56O Allah! main tusse ilteja karta hu
15:59ki mujhe zyada se zyada hisa de
16:02har uss bhalayi se jo teri taraf se nazil hui ho
16:06har uss ehsaan se jo tune apne fazal se kiya ho
16:11ya tu apne fazal se kare
16:13har uss neki se jisse tu phalaye
16:17har uss rizq se jissme tu ushad de
16:20har uss guna se jisse tu maaf kar de
16:24har uss ghalati se jisse tu chhupa le
16:28baare ilaah hum par rahm pharma
16:32ya arhamar rahimeen
16:35ya arhamar rahimeen
16:38ya arhamar rahimeen
16:39ya arhamar rahimeen
16:41koi guna hagaar hua khuda
16:49koi kaam nek na kar saka
16:57tera fazal wo badal hai be bagha
17:03nahi ho saka tera aqda
17:18tujhe rakhna hashirme surkh rooh
17:26Allah hu Jalla Jalaluhu
17:34Allah hu Jalla Jalaluhu
17:41Allah hu Jalla Jalaluhu
17:49Allah hu Jalla Jalaluhu
17:57Allah hu Jalla Jalaluhu
18:05Allah hu Jalla Jalaluhu
18:13Allah hu Jalla Jalaluhu
18:21Allah hu Jalla Jalaluhu
18:29Allah hu Jalla Jalaluhu
18:37Allah hu Jalla Jalaluhu

Recommended