Munajaat e Shab e Baraat - Special Transmission
#Shabebarat #Shabetauba #aryqtv
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://bit.ly/aryqtv
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
#Shabebarat #Shabetauba #aryqtv
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://bit.ly/aryqtv
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Category
🛠️
LifestyleTranscript
00:30ab madad ham tere siwaar
00:42ay bekason ke wali dede ghame sahara
01:06mushkil mein hamne teri rehwat ko hai pukara
01:24ay bekason ke wali dede ghame sahara
01:37haajat rava bhi tu hai mushkil kusha bhi tu hai maula
02:04khaliq tere karm par iman hai ghamara
02:15ay bekason ke wali dede ghame sahara
02:27halaam hamd teri hi janaab mein tu hamara khaliq hai
02:32ay baar-e-ilah, ay maabood, main tere azeem, badi azmat wale, bade roshan, badi izzat wale
02:41naam ke zariye sawal karta
02:43ki jab asmaan ke band darwaze, rahmat ke liye, kholne ke liye, tujhe tere naam se pukare
02:51to wo khul jate hain
02:53aur jab zameen ke tang raste, kholne ke liye, tujhe tere naam se pukara jaye, to wo kushada
03:00ho jate hain
03:02aur jab sakhti ke waqt, aasani ke liye, tujhe tere naam se pukare, to aasani ho jate hain
03:09aur jab murdo ko uthane ke liye, tujhe tere naam se pukare, to wo uth khare hote hain
03:17aur tangiyan, aur sakhtiyan, door karne ke liye, tujhe tere naam se pukare, to wo door
03:24ho jate hain
03:25aur sawali hun, teri zaat, teri zaat kareem ke jalal ke zariye, jo sabse buzurg zaat hain,
03:34sabse muazzat zaat hain, ki jiske aage chehre jhukte hain
03:39jiske aage jabeen-e-kham hoti hain, jiske saamne gardan-e-kham hoti hain
03:45jiske huzoor abazein kamti hain, aur jiske khauf se dilon mein larza taari ho jata hain
03:53aur sawal karta hun, teri uss uwat ke zariye, jisse tune aasmaan ko zameen par girne se rok rakha hain
04:03magar jab tu usse hukam de, bhar-e-ilah, tere un kalimat ke waste se sawali huni
04:12jisse tune aasmaanon aur zameenon ko pehda kiya
04:17teri uss hikmat ke waste se, jisse tune ajaib ko banaya
04:23aur jisse tune taariqi ko khalq kiya, aur usse raat karar diya
04:30aur usse aaraam ke liye khaas kiya
04:34aur apni hikmat se tune roshni pehda ki, aur isse din ka naam diya
04:39aur din ko jaag uthne aur dekhne ke liye banaya
04:43aur tune isse sooraj ko pehda kiya
04:46aur sooraj ko roshan kiya, tune isse chaan ko pehda kiya
04:50aur chaan ko chamakdaar banaya
04:53bhar-e-ilah, tera shukr hai, ki tune humein tauba ki neemat se sarfaraz farmaya
04:59aur humein shab-e-baraat ata farmai
05:02aisi raat jisme teri rahmat-e-barkat-e-urooj par hoti hai
05:09Allah, hum tujh se ilteja karte hai
05:14teri uss rahmat ke waste, jo har cheez ko ghere hua hai
05:19teri uss qudrat ke waste, jisse tu har cheez par ghalib hai
05:24teri uss izzat ke waste, jiske aage koi cheez dhair nahi paati
05:31teri uss azmat ke waste, jo har cheez mein numaya hai
05:36teri uss saltanat ke waste, jo har cheez par qaim hai
05:42teri uss zaat ka wasta, jo har cheez ke fana hone ke baad bhi baaki rahegi
05:49Allah hu baaki min kulli faani
06:08yeh kehke hai darne, yeh kehke hai darne, sajde mein rakhi pe shaani
06:17Allah hu baaki min kulli faani
06:30tera mera jeevan aise chalte phirte saae
06:39jo jo badti jaye umariya jeevan ghatta jaaye
06:48maut ghari hai sar pe tere jaane kab aa jaaye
07:00ek saans ka panchi hai, tu kaun tujhe samjhaaye
07:13reh jaayega pinjra khaali, un jaayegi roo
07:20Allah hu baaki min kulli faani
07:32yeh kehke hai darne, yeh kehke hai darne, sajde mein kehta hai yeh garb bala ka baani
07:38Allah hu baaki min kulli faani
07:52hai parvardegaar, maine teri hi taraf rukh kiya hai
07:58aur tere hi saamne apna haath phailaya hai
08:02pas apni izzat ke sadqe, meri dua qabool farma
08:07aur mujhe meri muraad tak poncha
08:11baar-e-ilah, is shab-e-baraad ke sadqe
08:16hume gunaahun aur maasiyaton se baraad naseeb farma
08:21hai panah denewale, tu paak hai
08:25hai baadshah, tu balantar hai
08:29hai aaka, hume aag se panah de
08:32beshad tu hamara rab hai, jiske sewa koi maaboot nahi
08:37tu apne bandon ke liye kaafi hai, jo tujh par bharosa karte hai
08:41tu uski panah hai, jo teri panah chaahe
08:45aur jo tujh se faryaat kare, uska madadgaar
08:49jo tujh se maange, uska nasir hai
08:52jo teri nusrat chaahe, uska nasir hai
08:55tu uske gunaah baksh deta hai, jo tujh se baksh talab kare
09:00jabiron par ghalib, buzurgon ka buzurg
09:04badon ka bada, sardaron ka sardar
09:07aakaon ka aaka, musibat zado ka gham gushaar
09:10beqaraaron ki dua qabool karnewala
09:13sunnewalo mein, sabse zyada sunnewala
09:17dekhnewalo mein, sabse zyada dekhnewala
09:20jald hisaab karnewala
09:22rehm karnewalo mein, sabse zyada rehm karnewala
09:26bakhshnewalo mein, sabse behtar
09:29hajaat bar lanewala
09:31nekokaro ka faryaat ras, tere sewa koi maaboot nahi
09:35tu aalamon karab hai, tu khaliq hai
09:38aur main makhlook hoon
09:40tu malik hai, main mamlook hoon
09:42tu parvardigaar hai, aur main tera banda hoon
09:45tu raziq hai, aur main rizq paanewala hoon
09:48tu ata karnewala hai, aur main maangrewala hoon
09:51tu quwwatwala hai, main kamzoor hoon
09:54tu izzatwala hai, tu aaka hai
09:57main gulaam hoon, tu bakhshnewala hai
10:00main gunaagaar hoon
10:02Afu kar aur sadaqe ke liye razi ho jaan
10:18Allah, Allah
10:29Afu kar aur sadaqe ke liye razi ho jaan
10:46Yeh karam karte toh main shaad maroonga yaarab
11:12Kab gunawon se kinara main karoonga yaarab
11:26Nik kab hai mere Allah banoonga yaarab
11:40Tu saharoon se beniaaz, tu saharoon se beniaaz
11:45aur mera sahara sirf teri zaad
11:48tu ilm wala hai, aur main naadaan hoon
11:51tu burdwaar hai, aur main jaldwaaz hoon
11:54tu raham karnewala hai, aur main raham ke laaik hoon
11:58main phasa hua hoon, tu dua qabool karnewala
12:02aur main beqaraar hoon, tu hi dilon ko qaraar denewala
12:08main gawaahi deta hoon, ke beshak tu hi maabood hai
12:12aur tu jo apne bandon ko bin maange ata karta hai
12:16baare ilaah yeh tere gunaagaar bande
12:21aaj tujh se tere afu karam ki bheek maangte hua
12:25tere darbaar mein hazir hai
12:27tere darbaar mein haath dhalaay aa gaye hai
12:30ke tere sewa inka koi madadgaar nahi hai
12:35aur tu hi dilon ko qaraar denewala hai
12:38main gawaahi deta hoon, ke beshak tu hi maabood hai
12:42tu jo apne bandon ko bin maange ata karta hai
12:45baare ilaah yeh tere gunaagaar bande
12:48aaj tujh se afu karam ki bheek maangte hua
12:52tere darbaar mein haath dhalaay aa gaye hai
12:55ke tere sewa inka koi madadgaar nahi hai
13:00ayy mera mazboot tareen sahara
13:03ayy mere haqeeqi maabood
13:05ayy khana-e-kaaba ki parvardigaar
13:08ayy mehrbaan, ayy dost
13:11mujhe dang ghere se azaad kar
13:15mujh se har ghamo, andesha aur tangi door farma de
13:20mujhe us shar se bacha jo meri taqat se zyada hai
13:25aur isme madad de jo main say sakta hu
13:29beshak tu ghalib hai, hikmat wala
13:33baare ilaah, tujhe tere pyaare naoon ka wasta
13:37hamari dua kabool farma
13:40aur tu ne kaha, ke jab mere bande mujhe pukaare
13:44to main unke kareeb hi hota hu
13:47main dua karne wale ki dua kabool karta hu
13:51jab wo dua kare
13:53aur tu ne kaha hai
13:55ayy mere wo bando
13:57jinhone apne upar zulm kiya hai
14:00ki tum Allah ki rahmat se naameed na ho jana
14:04ki beshak tamam guna tu baksh dega
14:09yaqeenan, wo bahut baksh ne wala mehrbaan Rab hai
14:14aur main sawal karta hu, tujhe
14:17ayy maabood, tujhe pukaarta hu
14:20ayy parvardigaar, tujhe umeed rakta hu
14:24ayy mere aaka, main dua ke kabool hone ki tamanna rakta hu
14:30ayy baare ilaah, hamare
14:33ham apne nafson par zulm karte hue
14:37tere darbaar mein hazir ho gaye
14:40bas, ham se dar guzar farma
14:43ham par rahim farma
14:45ayy baare ilaah, hamare amaal ki maamle mein
14:47ham se aadil ke bajaye, apna fazal farma
14:50ke ham tere aadil ke laait nahi hai
14:52ham par apni shahane kareemi ke laait fazal farma
14:55aur ham wo suloop, ham se wo suloop farma
14:58jiska tu ahl hai, ham par rahim farma
15:01yaarhamar rahimeen
15:04yaarhamar rahimeen
15:06yaarhamar rahimeen
15:08gunahon ki aatat
15:12chhuda mere maula
15:19gunahon ki aatat
15:24chhuda mere maula
15:29mujhe nekh insaan
15:34bana mere maula
15:39mujhe nekh insaan
15:44bana mere maula
15:49jo tujh ko, jo tere nabi ko pasand hai
16:00jo tujh ko, jo tere nabi ko pasand hai
16:10mujhe aisa banda
16:15bana mere maula
16:19mujhe aisa banda
16:24bana mere maula
16:29mujhe nekh insaan
16:33bana mere maula
16:38tujhe to khabar hai
16:43main kitna bura hun
16:48tujhe to khabar hai
16:52main kitna bura hun
16:57tujhe to khabar hai
17:02main kitna bura hun
17:07tu aibu ko mere
17:12chhupa mere maula
17:16tu aibu ko mere
17:21chhupa mere maula
17:26mujhe nekh insaan
17:31bana mere maula