Quran Suniye Aur Sunaiye - Surah e Nahl (Ayat 96) - Para #14 - 14 May 2024
Topic: ALLAH aik hai || اللہ ایک ہے
Host: Mufti Muhammad Sohail Raza Amjadi
Watch All Episodes || https://bit.ly/3oNubLx
#quransuniyeaursunaiye #muftisuhailrazaamjadi #aryqtv
In this program Mufti Suhail Raza Amjadi teaches how the Quran is recited correctly along with word-to-word translation with their complete meanings. Viewers can participate via live calls.
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Topic: ALLAH aik hai || اللہ ایک ہے
Host: Mufti Muhammad Sohail Raza Amjadi
Watch All Episodes || https://bit.ly/3oNubLx
#quransuniyeaursunaiye #muftisuhailrazaamjadi #aryqtv
In this program Mufti Suhail Raza Amjadi teaches how the Quran is recited correctly along with word-to-word translation with their complete meanings. Viewers can participate via live calls.
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Category
🛠️
LifestyleTranscript
00:00A'udhu Billahi Minash Shaitanir Rajeem, Bismillahir Rahmanir Raheem, Alhamdulillahi Wahdah,
00:18Wasalatu Wasalamu Ala Malla Nabiya Ba'tah, Wa Ala Kulli Man Sahibahu Wa Tabi'ahu Bi
00:26Ihsanin Ba'dah, Allahumma Salli ala Sayyidina wa Mawlana, Muhammadin wa ala alihi wa ashabihi
00:35wa barik wa sallim, Muhtaram Nazeem wa Samaeem, Dear Viewers and Listeners, Assalamu Alaikum
00:44Warahmatullahi Wabarakatuh, Programme Quran Suniye aur Sunayi ke saath, Aapka Mesbaan
00:53Muhammad Suhail Raza Amjadi Aapki khidmat mein hazir hai. Nazeem wa Samaeen hum Bukhari
01:02aur Muslim ki ek hadith-e-paak jo muttafaq alaih hai, yaani Bukhari mein bhi hai, Muslim
01:07mein bhi hai. Ye hadith-e-paak hum aapki khidmat mein pesh karne jaa rahe hain. Maine
01:13pehle bhi arz kiya ki baaz oqaat neekiyan karne mein bohot choti hoti hai aur bohot
01:21kam waqt unpar sarf hota hai. Lekin unka sawab itna bada hota hai, itna azeem hota
01:28hai ki hum tassawur bhi nahin kar sakte. Misal ki taur par ye hadith-e-paak, An-Abi
01:36Hurairatah radhiyallahu ta'ala anhu. Hazrat-e-Abu Hurairah radhiyallahu ta'ala anhu se dibaayat
01:43hai. Kehte hain ki qala Rasool-Allahi sallallahu alaihi wa sallama, inna lillahi ta'ala tisa'atun
01:52wa tisa'ina isman, mi'atun illa wahidam man ahsaha dakhalal jannah. Farmaate hain ki
02:02Allah-ta'ala ke ninianve naam hain. Farmaya ke ek kam so naam hain. Ninianve naam kyun
02:12hain ki Allah-ta'ala ta'ak adad hote hain unko pasan farmata hai. Ta'ak yaani ek, teen,
02:24paanch, saath, naun, gyaara, tera, waghara, waghara aur juft do, chaar, cheh, aath,
02:32waghara aur juft ke late hain. Toh farmaaya ke Allah-ta'ala ko ta'ak jo adad hai wo pasand
02:37hai. Toh Allah-ta'ala ke so kam ek, yaani ek kam so. Ek kam so yaani ninianve naam hain.
02:45Ninety-nine. Man ahsaha dakhalal jannah. Ab dekhein kitni aasaan si baat hai na. Farmaaya
02:51ke jisne inhe yaad kar liya, Allah-ta'ala usse jannat mein daakhla ata farmayega. Aur
02:59phir ek riwayat mein yeh bhi hai ki wahooa witrun yuhibbul witra. Ki wo ek hai, wo khud
03:07bhi ek hai, wahdahu la sharik hai. Toh wo witr ko yaani ta'ak adad ko pasan farmata hai.
03:14Nazim aap iski misala kyun lehne na. Ab dekhein tawaaf ke chakkar saath hain, aath nahin
03:21ge taak adad hai. Isi tariqah se sahi ke chakkar hain, wo bhi saath hain. Aur isi tarah aap
03:28dekhein ke aasmaan bhi saath hain, zameene bhi saath hain. Toh Allah-ta'ala ko taak adad
03:33jo hai, wo pasand hai. Nazim wa sahmeen yaha par yeh dekhein ki, farmaaya ke jisne in
03:39ninianve naam hain ko yaad kar liya, Allah-ta'ala usse daakhil-e-jannat farmayega. Iski logic
03:45kya hai, reason kya hai? Dekhein aap kahin maujood hain, aapko batane wala yeh bataye
03:52ki falaan jagah koi shaks aapka naam achhe tariqah se leh raha tha. Aapka dil baagh-baagh
03:58ho jata hai. Phir nazim, aap uska naam bhi kahin majme mein, kahin par bhi achhe tariqah
04:05se lete hain. Goya ke usko radd-e-amal dete hain. Dil khush ho jata hai na, toh uska
04:11naam bhi achhe naam se karte hain. Uska naam lete hain achhe tariqah se, woh khush ho jata
04:16hai. Nazim yeh dunyawi radd-e-amal hota hai, dunyawi reaction hota hai. Allah-ta'ala usse
04:22maa wara hai, woh hum sabka khaliq-o-maalik hai. Jab koi uska sirf naam leh na, usko yaad
04:28kare, toh Quran-e-Kareem firmaata hai ki, fathkuruni athkurkum. Ki woh firmaata hai ki,
04:34toh mujhe yaad kar, mein tujhe yaad karunga. Tera yaad karna teri istitaat ke mutaabik
04:40hoga. Mera yaad karna tujhe meri shaan ke mutaabik hoga. Aur meri shaan sabse maa wara
04:45hai. Tu mujhe yaad karega naamon se, mein tujhe farishton ki jamaat mein yaad karunga.
04:51Allah-u-Akbar. Hadith-e-Qudsi hai, ki jab banda mujhe apne jee mein yaad karta hai,
04:57mein usse apne jee mein yaad karta hoon. Jab banda mujhe jamaat mein yaad karta hai,
05:01toh mein usse behtar jamaat mein, yaani farishton ki jamaat mein usse yaad karta hoon. Allah-ta'ala
05:06humein apne asmaa yaad karne ki tohfeek naseeb karne. Koshish karein, itna mushkil
05:11nahin hai. Ek martaba yaad kar lein, aur isko gahe ba gahe padhte rahein. Yaad bhi rahega
05:17aur Allah-ta'ala Insha'Allah jannat ka waada bhi firmaata hai. Allah-ta'ala razi bhi ho
05:22jaayega. Chalte hain naazeen, aaj ke sabak ki jaane. Hamara jo aaj ka sabak hai, wo
05:26Surah-e-Nahl, aayat number 96 hai. Mukammal aayat-e-karima aaj ke sabak mein shaamil
05:34hai. Format ke matabik padhenge, ba wazoo ho jaye, screen ke saamne maujood hai, kalam-e-paak
05:38ko saath rakhein, aaj ka sabak nikaalein. Apne paas notebook zarur rakhein, koi bhi important
05:44baat ho, note zarur firma lijiye. Aapko liye chalte hain, aaj ke is program ke first segment
05:50ki jaane. Lughat-ul-Quran, yeh hamare is program ka pehla segment hai. Aur aaye naazeen, ta'awas
05:57tasmiya pardhevey, aaj ke sabak ko shuru karte hain.
06:00A'udhu billahi minash shaitanir rajim. Bismillahir rahmanir rahim.
06:11Maa aindakum yanfadu wa maa aindallahi baaq.
06:20Wala najziyanna allatheena sabaru, ajrahum bi ahsani maa kaanoo ya'waloon.
06:32Baqin padhenge, waf ke surat mein baq padha jayega. Aur aakhir mein aap dekhe, ta'awak
06:37firmatla ki short form hai, jiska maana yeh ki yahan rukna behtar hai. Aur naazeen, yahan
06:43jab baqin padhenge, aur waf karenge, to zare kauf ko saakin karna hoga. Kauf ko saakin
06:50to padhenge, lekin chunki yeh harf-e-qalqala hai, to sukoon ke waqt, aawas lottevey maasus
06:55honi chahiye. To baq, ghalat. Baaq, baaq. Ya'maloon hai, waf ke surat mein ya'maloon
07:02padhenge. Aakhir mein alamat-e-wakf-e, andar 92 likha waha hai. Aayat number 92 yahan
07:07kumal ho rahi hai. Kitne kalimaat hai, maa-e-kalma, inda-doosra, kum-teesra, yan-fadu-chotha,
07:14waw-paanchwa. Phir iske baad, isme-e-awwa, chhata, baaqin-saatwa, lanajzeena aatwa,
07:22allazeena nawa, sabaru-daswa, ajwa, gyaarwa, aur bi-baarwa, ahsani-teerwa, kaanu-choodwa,
07:30ya'maloona-pandarwa. Kuli yahan pandara kalimaat hai, har kalme ko alayda, phir milaakar padht
07:37hai. Maa-inda-kum. Maa-inda-kum. Acha inda mein dekhen, yan-fadu mein dekhen, phir aage
07:47inda aa raha hai. In tamam maqamat mein noon saakin hai, iske baad daal harfe ikhfa hai.
07:58Yan-fadu mein bhi aur inda Allahi mein bhi. Toh yahan par ikhfa kiya chahega. Teenu maqamat
08:04par inda-kum, yan-fadu, inda Allahi. Yahan tamam maqamat mein inda pe aur yan-fadu mein
08:10noon saakin pe ikhfa karenge. Ikhfa kehte hai naak mein awaaz lecha kar gun-kun-hana.
08:16Maa-inda-kum, yan-fadu, wa-maa, wa-maa, wa-maa, inda aa raha hai. Yan-fadu mein dekhen,
08:24wa-maa, wa-maa, inda Allahi. Inda mein daal par zabar hai, iske isme Allah ki arfi laam
08:31ki sath milayenge. Darmayan mein iske alifini hamza ko khazaf karenge. Isme Allah ki arfi
08:36laam se pehli wali harf par zabar hai. Pesh ho to pur purte hain, zehr ho to baarik purte
08:40hain. Yahan pur karke pada jayega. Inda Allahi parhenge. Ba-qin, yahan waqf karenge, to
08:47baaq pada jayega. Wa, la-na-ji-zi-yan-na, al-la-zee-na. La-na-ji-zi-yan-na mein un par
08:54zabar hai, iske al-la-zee-na ki laam ki sath milayenge. Darmayan mein iske alifini hamza
08:59ko khazaf kiya jayega. Hum padenge, la-na-ji-zi-yan-na, al-la-zee-na. Asha la-na-ji-zi-yan-na
09:05mein ab dekhen jeem saakin hai, yahan par bhi qalqala hoga, kyunki ye harfi qalqala hai.
09:10Sa-ba-roo, sa-ba-roo mein roo par peshe, roo ko pur karke padenge. Wa-madda hai, ek alif
09:15mingdaar khenj kar pada jayega. Upar madd ki alamat hai, madd-e-munfasil hai, madd-e-jayas
09:20bhi kehte hai. Minimum isko teen harkaat ke, teen se chaar harkaat ke mingdaar khenj kar
09:25padna jayaz hai. Zyada se zyada isko, chaar se paanch harkaat ke mingdaar khenj kar pad
09:30sakte hai. A-ji-roo, alayda, hum alayda mila kar padenge. A-ji-roo-hum, yahan par bhi jeem
09:36saakin hai, qalqala kiya jayega, roo par zabar hai, roo ko pur karke padenge. A-ji-roo-hum
09:40mein meem saakin, iske baad bhaa aa raha hai, teen meem saakin ko ghulne ke saath padenge.
09:44Bhi alayda, ahsani alayda mila kar padenge. Bhi ahsani, ma alayda, kaanu alayda, yahaan
09:50malona mukhtalif hai, alayda hai, mila kar padenge. Ma kaanu yahaan malona, yahaan waqf
09:56karenge, to yahaan malon padenge. Aaye naazim chalte hain kalimat ki logat aur kiramar ki
10:01itbaar se, tahqeek aur tarjume ki jaan hai. Sabse pehle jo aaj ka sabak hai, hum wo likhenge
10:06pehle usme jo kalimat hai, asmaa, affaal, huroof, kum se hai, unki nishan dahi bhi ki
10:10jaayegi, tahqeek aur tarjume bhi yas karenge. Quran aur urdu ke hawarat se, ki wo kalimat
10:14jo aam tar par aap Quran mein padhte hain, urdu mein bhi yos ki jaate hain, unki bhi nishan
10:18dahi hogi. Bismillahirrahmanirrahim.
10:21Ma indakum yanfadu wa ma indallahi baaq.
10:50Ma indakum yanfadu wa ma indallahi baaq.
10:57Wa lana jiziyanna allatheena sabaru ajrahum bi ahsani ma kanu
11:27ya'maloon.
11:33Yeh aayat number 96 hai, jo yaha par muqamal ho rahi hai.
11:38Wa lana jiziyanna allatheena sabaru ajrahum bi ahsani ma kanu
11:53ya'maloon.
12:23Wa lana jiziyanna allatheena sabaru ajrahum bi ahsani ma kanu
12:43wa lana jiziyanna allatheena sabaru ajrahum bi ahsani ma kanu
13:13wa lana jiziyanna allatheena sabaru ajrahum bi ahsani ma kanu
13:33wa lana jiziyanna allatheena sabaru ajrahum bi ahsani ma kanu
14:03wa lana jiziyanna allatheena sabaru ajrahum bi ahsani ma kanu
14:28wa lana jiziyanna allatheena sabaru ajrahum bi ahsani ma kanu
14:48teesra hai sabaru aur chautha hai kanu
15:16aur paanchwa hai ya'maloon
15:26naazim paanch afaal hai
15:31aur ab hum dekhte hai huroof kitne hai, kaun kaun se hai
15:35pehla harf waaw
15:42aur doosra hai bhi
15:47aat asmaa paanch afaal
15:51aat aur paanch tera aur do huroof to kul milaakar pandra kalimat hai
16:05pandra kalimat hai
16:08aaye naazim chalte hain asmaa ki jaanib
16:11pehla ism hai ma
16:13ma jo hai yahaan par naazim jitni martaba bhi istimal hua hai
16:17ma indakum, ma indallahi, aur aakhir mein ma kanu
16:22yahaan par inn tamam jagon par ma jo hai teenon maqamat par batore ism-e-mawsool yuz hua hai
16:28aap jaante hain mawsool ka maana hota hai mila hua hona
16:30chunki apne ma qabal aur ma baas se link karta hai mila hua hota hai ism-e-mawsool
16:37aur ye ghaire zabil uqool ghaire insanoon ke liye yuz hota hai
16:42iska maana jo, jis, jise, inmese koi maana bhi kar sakte hai
16:46iske baad hai indaa, indaa ka maana hota hai paas
16:49kum jama muzakar haazi ki zameer hai
16:52jama muzakar haazi ki zameer mutasil ho to kum ki shakal mein munfasil ho to antum ki shakal mein kum
16:57ya antum iska maana hota hai tum sab aap sab tumhe apne
17:00hum jama muzakar ghaib ki zameer hai
17:03jama muzakar ghaib ki zameer mutasil ho ya munfasil ho
17:06hum ki shakal mein hoti hai aur baaz uqaat mutasil hone ki surat mein him ki shakal mein bhi hoti
17:13hum ya him iska maana hota hai wo sab un sab ne hai
17:16ism-e-Allah ye Allah talaq ka zaati naam hai Allah talaq ki zaat ke ilawa kisi ke liye nahin bola jaa sakta
17:21makhlook-e-Khuda mein koi Abdullah ho sakta hai Allah ka banda
17:25amatullah Allah ki bandi ho sakti
17:27lekin koi doosra Allah, Allah ki naam wala bhi nahin ho sakta
17:31naazeen ye jo ism hai, ism-e-jalalat isse kehte hain
17:36ye apni misal aap hai, iska ek ek harf Allah talaq ki zaat pe dalalat karta hai
17:41aur sofiaan firmata hai ki ye ism-e-asam hai
17:44jis maqsat ke liye isko padha jaa hai, Allah talaq us maqsat ko pura firmata hai
17:47maine iptidaan jo hadees-e-paak pesht ki na Allah talaq ki naam
17:52jisne 99 naam yaad kar liye usse Allah rabbul aalameen daakhil-e-jannat firmaayega
17:56toh bas naazeen Allah talaq ka zikr jo hai na rozana chan minutes apna maamool bana le
18:02chahe 3 se 4 mint ho, chahe 2 mint ho
18:05lekin pehli bhi main keh chuka hoon ke raat ki khaane mein aam toh par
18:10dinner mein sab jama hote hai na
18:12toh khaane se pehle ya khaane ke baad mil kar Allah talaq ka zikr karein
18:14isse insha Allah gharon mein badi barkate hoon ge
18:17ye aam toh par hum urdu mein bhi istimaal karte hain
18:20iske baad hai baak
18:23naazeen ye baakin iska maana hoga baaki rehne wala
18:29baaki rehne wala
18:31aur aam toh par hum urdu mein padhte hain baaki
18:34toh baat ek hi hai
18:36ye asal mein tha baakiyun lekin talil hone ke baad ye baakin hua
18:40toh baaki hum aam toh par urdu mein istimaal karte hain
18:42baaki
18:48allazeena isme mausool hai jama muzakar ke liye iska maana
18:51un logon jo wo log jo wo log jinn ho
18:54iske baad hai ajar
18:56naazeen
18:58nek kaam jab banda karta hai na
19:01toh uska jo badal milta hai usse aam toh par ajar kate hain
19:04usse ajar kate hain
19:06ajro sawab kate hain
19:08aur jo bore kaam karta hai
19:09aur uska jo badal hai naazeen
19:11wo usse
19:13yun samajh lein
19:15usse saza kate hain
19:17toh aam toh par ajar jo hai
19:19ye acche kaam ke badal ke liye istimaal hota hai
19:23lekin baaz uqat acche bore dono kaamon ke badal ke liye bhi istimaal hota hai
19:27toh ajar ka maana yaha par ajar hi hai
19:30aur ye aam toh par hum urdu mein istimaal karte hain
19:33ye kaam mein karunga iska ajar kya milega mujhe
19:35badal kya milega
19:37toh ye urdu mein istimaal kiya jaata hai
19:39ye aam toh par ahsan
19:41ye isme tawzeel ka seeqa hai
19:43superlative form hai
19:45iska maana hai bahut accha
19:47behtreen
19:49aur ahsan aam toh par humare yaha
19:51bachon ke naam bhi rakhe jaata hai
19:53ladko ke khas thor par
19:55ladki ke toh honi sakte hai ye naam
19:57lekin ahsan ladko ka naam rakha jaata hai
19:59aur bada pyaara naam hai
20:01ahsan ahsan kate hain
20:03ahsan nahin kena chahiye
20:05ahsan iska maana hota hai
20:07bahut behtreen, bahut accha
20:09iska maana hai
20:11wo khatam hota hai
20:13ya wo khatam hoga
20:15aur yaha maana hoga
20:17mustakmil ke itbaar se
20:19future ke itbaar se
20:21wo khatam ho jayega
20:23le najzee yan na
20:25ahsan mein tha najzee
20:27fele muzaare maaroof
20:29seeqa jama mutakallim
20:31laam taakeed
20:33aur noon taakeed ke saath hai
20:35toh hum kahenge
20:37fele muzaare maaroof
20:39hum badla denge
20:41ya albatta hum zaroor badla denge
20:43jaza ye jazee
20:45ye jaza ke maana mein hai
20:47nazeen wa sameein
20:49iske baad sabaroo
20:51sabaroo fele maazee maaroof
20:53seeqa jama muzakar ghaib
20:55iska maana hai
20:57unhone sabar kiya
20:59sabar iska mazdar hai
21:01aur aam tar par
21:03ye hum urdu mein bhi istimal karte hain
21:05sabar ka maana hota hai
21:07apne aap ko rokna
21:09man fee cheezon se rokna
21:11ye bhi sabar hai
21:13isi tariqah se apne aap ko ghusah se rokna
21:15ye bhi sabar hai
21:17uska bada ajar hai
21:19iske baad
21:21kaanoo fele maazee maaroof
21:23seeqa jama muzakar ghaib
21:25iska maana hai
21:27wo kaam karte hain
21:29wo kaam karenge
21:31nazeen wa sameein
21:33yahaan par yaad rakhein
21:35amila ya'maloo amalan
21:37amal iska mazdar hai
21:39aur ye aam tar par
21:41urdu mein istimal hota hai
22:10bhi saath madad taawoon
22:12awas ke maana mein hota hai
22:14sabab ke maana mein hota hai
22:16yahaan par sabab ke maana mein hai
22:18nazeen 15 kalimaat mein
22:20kul 5 one third kalimaat hain
22:22jo aam tar par hum urdu mein istimal karte hain
22:24number 1 isme Allah
22:26number 2 baqi
22:28number 3 ajar
22:30number 4 sabar
22:32number 5 amal
22:34aaye haroof ko aapas mein mila kar kalima
22:36kalimaat ko aapas mein mila kar jumla
22:38meem alif zabar maa
22:41aayin noon zir aayin
22:43daal zabar daa
22:45kaaf meem pishkum maa indakum
22:47yaa noon zabar yaan
22:49faa zabar faa
22:51daal pishtu
22:53yaan faa duwaaw zabar waa
22:55meem alif zabar maa
22:57aayin noon zir aayin
22:59daal laam zabar daal laam
23:01khara zabar laa
23:03hazir hii wa maa
23:05indal laahi ba alif zabar ba
23:07naa jiziyan naal lazeena
23:09saa zabar saa
23:11ba zabar ba
23:13raa wa pishru sabarru
23:15hamza jeem zabar aj
23:17raa zabar raa haa
23:19meem pishkum aj
23:21raahum bazir bi
23:23hamza haa zabar ah
23:25seen zabar saa
23:27noon zir neem
23:29bi ah
23:31salim meem alif zabar maa
23:33kaaf alif zabar kaanoon
23:35wa pishnu maa kaanoon
23:37wa shaytaanir rajeem
23:39bismillahir rahmanir raheem
23:41maa aindakum yanfahu
23:43wa maa
23:45indal
23:47laahi
23:49baaku
23:51wa laa
23:53jiziyan
23:55naal
23:57lazeena
23:59waa
24:01naa
24:03zabar
24:05laa
24:37Al-Ladhina Sabaru Ajrahum Bi Ahsani Ma Kanu Ya'maluhum
24:52Ma'indakum Yanfadu Wa Ma'inda Allahi Baqo
25:01Wa Lanajziana Al-Ladhina Sabaru Ajrahum Bi Ahsani Ma Kanu Ya'maluhum
25:13Amantu Billahi Sadaqallahul Azeem
25:16InshaAllah we will continue the program but we will have to take a short break.
25:22Welcome back dear viewers and listeners.
25:24Let's continue with today's program.
25:26With the completion of the recitation, the first segment of our program has been completed.
25:32Let's go to the second segment.
25:34The theme of the Quran is the second segment of this program.
25:38First of all, let's go to the word by word translation.
25:43Ma Wojo Inda Paas Kum Tumhare Yanfadu Khatam Ho Jaayega
25:48Wa Or Ma Wojo Inda Paas Ismi Allah Isse Muraazate Bani Taala Hai Baqid Baqi Rehne Wala
25:55Wa Or Lanajziana Al-Batta Hum Zaroor Denge Al-Ladhina Unko Jo Sabaru Unone Sabar Kiya Ajra Ajrahum Unka Bi Sabab Ahsani Behtreen
26:06Ma Wojo Kanu Ya'maluhum Ho Kaam Karte The
26:10Let's go to the word by word translation.
26:14Ma Indakum Yanfadu Wa Ma Inda Allahi Baqo
26:22Wala Najziana Al-Ladhina Sabaru Ajrahum Bi Ahsani Ma Kanu Ya'maluhum
26:33Jo Kuch Tumhare Paas Hai Wo Khatam Ho Jaayega
26:36Or Jo Allah Ke Paas Hai Wo Baqi Rehega
26:40Or Jin Logon Ne Sabar Kiya Unko Hum Unke Kaamon Ke Achhe Ajar Ki Jaza Denge
26:46Let's go to the word by word translation.
26:49We will discuss the word by word translation in Ayat 94 and 95.
26:54Ayat 94
26:56Wa La Tattakhidhu Aimanakum Dakhalam Bainakum Fata Zillah Qadamun Ba'da Thumootiha
27:02Wa Tadhu Kussu Abi Ma Sadattum An Sabeelillah Wa Lakum Azaabun Azeen
27:07Or Apni Qasamun Ko Aapas Mein Dhuka Na Banao Ki Qadam Jamne Ki Baad Fisal Jaaye
27:12Aur Tum Azaab Chakhoge Kyunke Tumne Logon Ko Allah Ke Raaste Se Roka Hai
27:17Aur Tumhare Lihi Bahut Bada Azaab Hai
27:20Ayat 95
27:22Wa La Tashtaroo Bi Ahdillahi Thamanan Qaleelah
27:25Innama Indallahi Huwa Khairul Lakum In Kuntum Ta'alamun
27:29Aur Allah Ke Ahad Ke Badle Mein Thodi Qeemat Na Loh
27:33Kyunke Jo Allah Ke Paas Ifai Ahad Ka Silah Hai
27:36Wohi Tumhare Lihi Behtar Hai Agar Tum Ilm Rakte Ho
27:41Naazeen Isse Pehli Ayaton Mein Allah Taala Ne Muahede
27:45Aur Qasamon Ki Todne Se Mutlaqan Mana Fermaya
27:49Aur Is Ayat Mein Yeh Fermaya Ki Tum Apni Qasamon Ko Aapas Mein Dhuka Na Banao
27:54Aur Is Ayat Se Mutlaqan Qasam Todne Se Mumanaat Muraad Nahi Hai
27:58Warna Inn Ayaton Mein Aisi Takraar Laazim Aayegi Jo Faidah Se Khaali Ho
28:03Balke Isse Muraad Quran-e-Majeed Ki Jo Mukhaatabeen Hai
28:07Mukhaatib Kehte Hain Khitab Karne Wala Mukhaatab Jisse Khitab Kiya Jaye
28:13To Mukhaatabeen Jinse Khitab Kiya Jaye
28:16To Quran-e-Majeed Ki Jo Mukhaatabeen Hain Unko Makhsoos Qasamon Ke Todne Se Mana Fermaya
28:22Isiliye Mufassiri Nikaah Ki Is Ayat Se Muraad Yeh Hai
28:25Ki Jinn Logon Ne Allah Ki Rasool Sallallahu Alaihi Wasallamah Ke Haat Par Bia'at Ki Thi
28:31Unko Qasam Todne Yani Us Bia'at Ke Todne Se Mana Fermaya
28:35Isiliye Iske Baad Yeh Wa'eed Zikir Fermayi
28:38Yeh Qadam Jamne Ke Baad Fisal Jaye
28:41Yeh Wa'eed Kisi Sabiq Ahad Ke Todne Par Nahi Hain
28:45Balke Allah Ke Rasool Sallallahu Alaihi Wasallamah Par Imaan Lane
28:49Aur Aapki Shariyat Ko Maanne Ke Ahad Ko Todne Ke Munasib Hain
28:54Kyunki Jis Shakhs Ne Islam Ka Ahad Tod Diya
28:57Wo Buland Darajat Se Neeche Jaake Ra
29:00Aur Istari Ghumraahi Mein Muttala Ho Gaya
29:03Aur Ispar Dalil Yeh Hai
29:05Ke Iske Baad Fermaya Hai
29:06Ki Tum Aur Tum Azaab Ko Chakhoge
29:09Kyunki Tumne Logon Ko Allah Ke Raaste Se Roka Hai
29:13Aur Tumhari Liye Bahut Bada Azaab Hai
29:15Iski Tauzi Wazaahat Yeh Hai
29:18Ki Jis Shakhs Ne Allah Ke Rasool Sallallahu Alaihi Wasallamah Ke Haat Par
29:22Bi'ayat Karke Usko Tod Diya
29:24Aur Aapki Shariyat Ka Inkaar Kar Diya
29:27Iska Yeh Fail Logon Ko Islam Kabool Karne Se Mane Hua
29:31Kyunki Log Yeh Soch Sakte Hain
29:33Ke Agar Islam Bar Haq Deen Hota
29:35Toh Yeh Log Islam Kabool Karke
29:37Aur Ispar Pakki Bi'ayat Karke Us Bi'ayat Ko Na Todte
29:40Toh Yeh Logon Ka Allah Ke Rasool Sallallahu Alaihi Wasallamah Ke Haat Par
29:44Islam Aur Aapki Shariyat Ko Maanne Ki Bi'ayat Karke
29:48Aur Us Par Muakkat Qasme Kha Kar Tod Dena
29:52Logon Ko Allah Ke Raaste Se Rokne Ka Sabab Bana
29:55Aur Unhone Aakharat Mein
30:00Aur Unke Liye Yeh Aakharat Mein Bada Azaab Ka Mujib Hua
30:04Kyunki Mutlaqan Qasam Todna
30:06Iskadar Shareed Azaab Ka Mujib Nahin
30:08Balke Uski Talaafi Qasam Ka Kafara
30:11Uski Talaafi Jo Yeh Qasam Ka Kafara Da Karne Se Ho Jaati Hai
30:14Lekin Yaha Par Allah Tala Se Ahad Karna
30:18Uski Rasool Sallallahu Alaihi Wasallamah Se Ahad Karna
30:21Phir Qasme Khana Phir Usse Tod Dena
30:23Iska Jo Azaab Hai Woh Bada Shadeed Hai
30:25Phir Allah Tala Ne Ism-e-Manaat Ko Yeh Keh Kar Mazeed Muakkat Farmaya
30:30Aur Allah Ke Ahad Ke Badle Mein Thodi Keemat Na Lo
30:33Yani Tum Kufaar Se Rishwat Lekar Islam Ki Bayat Karke Usko Tod Dete Ho
30:38Pas Tum Duniya Ke Qaleel Maal Ke Ehwaz Ahad Shikni Na Karo
30:43Aur Islam Ki Bayat Karke Usko Na Todo
30:47Kyunki Maal-e-Duniya Khwa Kitna Hi Zyada Kyu Na Ho
30:51Woh Aakhirat Ke Ajr-o-Sawab Ke Mukabale Mein Pohot Thoda Hai
30:55Kyunki Duniya Ka Maal Fani Hai
30:57Aur Akharwi Ajr-o-Sawab Yeh Baaki Hai
31:01Aur Baaki Rehne Wali Cheez Baar-al-Fani Se Har Haal Mein Afzal Hoti Hai
31:07Nazim-e-Samiyeen Yeh Jo Ayat-e-Karima Hai Dono Ayat
31:11Ab Isme Zara Ab Dekhen
31:13Ke Allah-o-Bil-Alamin Ne Jo Farmaya
31:15Uske Humne Tozee Ani Wazaahat Bhi Aapki Khidmat Mein Arz Kardi
31:19Isme Khaas Tor Par Nazim
31:21Yeh Us Dor Ke Lohon Ke Liye Tha
31:23Khaas Tor Par Munafiqeen Hai
31:25Ki Jo Yeh Istara Karke
31:26Aur Phir Ahad Tor Dete
31:28Hukook Allah Ki Rasool Sallallahu Alaihi Wasallam
31:30Hakki Peer Peeche Munafiqat Karte
31:33Lekin Aaj Bhi Nazim Iske Yuh Samjh Lein
31:37Ke Agar Is Ayat-e-Dono Ayat Ko Dekha Jaye Nazim
31:41To Hum Yuh Samjh Lein
31:44Ke Hum Musalmaan Hai Na
31:46To Humne Goya Ke Ahad Ki Awey Allah Tala Ki Bargah Mein
31:49Uske Rasool Sallallahu Alaihi Wasallam
31:51Hakki Bargah Mein
31:52Agar Hum Amal Nahi Karte
31:53Hukook Allah Ke Hawalase
31:55Ya Hukook-ul-Ibad Ke Hawalase Bhi Nazim
31:57Koi Bhi Amal Hum Nahi Karte
31:59Aur Usse Pass-e-Push Taalte Hai
32:01To Ghor Keji
32:02Ke Kehi Hum Bhi
32:03Apne Ahad Ko Torne Wale To Nahi Hai
32:05Ki Jis Ahad Ke Torne Par Bara Azab Hai
32:08Phir Iske Saath Saab Nazim
32:10Yeh To Ek Areda Cheez Ho Gai
32:11Phir Humne Gunahon Se Door Hone Ke Liye
32:15Goya Ke Hum Musalmaan Hai
32:17Musalmaan Gunahon Se Door Rehta Hai
32:19Chahe Wo Haq-ul-Allah Ho
32:20Chahe Wo Haq-ul-Abd Ho
32:22Lekin Aaj Aap Dekhe Nazim
32:24Ki Jab Hum Apni Khalwaton Mein Jaate Hai
32:26To Kese Kise Gunah Nahi Karte
32:28Isi Tariq-e-Sinazim
32:30Jab Hum Humare Muamalat Logon Ke Saath Jodte Hai
32:33To Wo Log Peer Peeshe Kitni Baddoeyen De Rahe Hote Hai
32:36Yani Kisi Ka Maal Hadab Kal Lena
32:38Kisi Ka Maal Ghazab Kal Lena
32:40Kisi Ka Maal Daba Kar Bait Jana
32:42Koi Amanat De To Usme Khayanat Karna
32:44Aur Phir Yeh Kena Ke
32:46Jo Mere Paas Aakar Amanat Rakh Wae
32:48To Wo To Bada Bewaqoof Hai
32:49Karz Lekar Daba Lena
32:51To Yeh Sare Jo Aamal-e-Saiyya Hain
32:54To Kahin Aisa To Nahi
32:56Ki Hum Yeh Aamal Karke Apne Ahad Ko Tod Rahe Hain
32:58To Zara Sa Ghor Kiji
33:00Allah Ta'ala Humme Usne Musalmaan Banaya
33:02Apne Mahboob Ka Ummati Banaya
33:04To Humme Apne Ita'at
33:06Apne Rasool Ki Ita'at
33:08Apne Rasool Alayhi Salam Ki Itiba Karne Ki Taufiq Naseeb Farmaye
33:10Aur Jo Humne Goya Ke
33:12Musalmaan Hukar Allah Uske Rasool Se Waade Ki
33:14Humme Usper Karban Rene Ki Taufiq Naseeb Farmaye
33:16Nazim-e-Samiyeen
33:18Jiske Saath Kabar Is Program Ka
33:20Second Segment Ka Complete Hua
33:22Jalte Hain Third Aur Last Segment Ki Jaane
33:24Quran Sab Ke Liye
33:26Yeh Segment Aapka Segment Hain Duniya Bar Se
33:28Aap Humme Calls Kar Sakte Hain
33:30Numbers Display Hain Aapka Taaluk Pakistan
33:32Pakistan Se Baahar Duniya Ki Kisi Khidde
33:34Kisi Mulse Uthaiye Apne Phone
33:36Style Kijiye Numbers Ko
33:38Join Kijiye Humare Is Program Ko
33:40Dekhte Hain Sok Line Par Humare Saath Kaun Hain
33:42Assalam-o-Alaikum
33:44Wa-alaikum Assalam
33:46Wa-alaikum Assalam
33:48Wa-alaikum Assalam
33:50Jalte Hain
33:52Jalte Hain
33:54Jalte Hain
33:56Jalte Hain
33:58Jalte Hain
34:00Jalte Hain
34:02Jalte Hain
34:04Jalte Hain
34:06Jalte Hain
34:08Jalte Hain
34:10Jalte Hain
34:12Jalte Hain
34:14Jalte Hain
34:16Jalte Hain
34:18Jalte Hain
34:20Jalte Hain
34:22Jalte Hain
34:24Jalte Hain
34:26Jalte Hain
34:28Jalte Hain
34:30Jalte Hain
34:32Jalte Hain
34:34Jalte Hain
34:36Jalte Hain
34:38Jalte Hain
34:40Jalte Hain
34:42Jalte Hain
34:44Jalte Hain
34:46Jalte Hain
34:48Jalte Hain
34:50Jalte Hain
34:52Jalte Hain
34:54Jalte Hain
34:56Jalte Hain
34:58Jalte Hain
35:00Jalte Hain
35:02Jalte Hain
35:04Jalte Hain
35:06Jalte Hain
35:08Jalte Hain
35:10Jalte Hain
35:12Jalte Hain
35:14Jalte Hain
35:16Jalte Hain
35:18Jalte Hain
35:20Jalte Hain
35:22Jalte Hain
35:24Jalte Hain
35:26Jalte Hain
35:28Jalte Hain
35:30Jalte Hain
35:32Jalte Hain
35:34Jalte Hain
35:36Jalte Hain
35:38Jalte Hain
35:40Jalte Hain
35:42Jalte Hain
35:44Jalte Hain
35:46Jalte Hain
35:48Jalte Hain
35:50Jalte Hain
35:52Jalte Hain
35:54Jalte Hain
35:56Jalte Hain
35:58Jalte Hain
36:00Jalte Hain
36:02Jalte Hain
36:04Jalte Hain
36:06Jalte Hain
36:08Jalte Hain
36:10Jalte Hain
36:12Jalte Hain
36:14Jalte Hain
36:16Jalte Hain
36:18Jalte Hain
36:20Jalte Hain
36:22Jalte Hain
36:24Jalte Hain
36:26Jalte Hain
36:28Jalte Hain
36:30Jalte Hain
36:32Jalte Hain
36:34Jalte Hain
36:36Jalte Hain
36:38Jalte Hain
36:40Jalte Hain
36:42Jalte Hain
36:44Jalte Hain
36:46Jalte Hain
36:48Jalte Hain
36:50Jalte Hain
36:52Jalte Hain
36:54Jalte Hain
36:56Jalte Hain
36:58Jalte Hain
37:00Jalte Hain
37:02Jalte Hain
37:04Jalte Hain
37:06Jalte Hain
37:08Jalte Hain
37:10Jalte Hain
37:12Jalte Hain
37:14Jalte Hain
37:16Jalte Hain
37:18Jalte Hain
37:20Jalte Hain
37:22Jalte Hain
37:24Jalte Hain
37:26Jalte Hain
37:28Jalte Hain
37:30Jalte Hain
37:32Jalte Hain
37:34Jalte Hain
37:36Jalte Hain
37:38Jalte Hain
37:40Jalte Hain
37:42Jalte Hain
37:44Jalte Hain
37:46Jalte Hain
37:48Jalte Hain
37:50Jalte Hain
37:52Jalte Hain
37:54Jalte Hain
37:56Jalte Hain
37:58Jalte Hain
38:00Jalte Hain
38:02Jalte Hain
38:04Jalte Hain
38:06Jalte Hain
38:08Jalte Hain
38:10Jalte Hain
38:12Jalte Hain
38:14Jalte Hain
38:16Jalte Hain
38:18Jalte Hain
38:20Jalte Hain
38:22Jalte Hain
38:24Jalte Hain
38:26Jalte Hain
38:28Jalte Hain
38:30Jalte Hain
38:32Jalte Hain
38:34Jalte Hain
38:36Jalte Hain
38:38Jalte Hain
38:40Jalte Hain
38:42Jalte Hain
38:44Jalte Hain
38:46Jalte Hain
38:48Jalte Hain
38:50Jalte Hain
38:52Jalte Hain
38:54Jalte Hain
38:56Jalte Hain