• yesterday
Dars e Quran - Ba Mutaliq Hazrat Ali RA

Speaker: Dr Mazhar Fareed

#DarseQuran #HazratAliRA #ARYQtv

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00Bismillah ar-Rahman ar-Rahim, Al-Hajjah wa-l-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr,
00:30Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr
01:00Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr
01:30Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr
02:00Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr, Al-Fajr
02:30Before ayat number 7, the things that were mentioned,
02:36a glimpse to them as well,
02:39is that first of all, man was not a thing worthy of being mentioned.
02:44And this title was mentioned in the Holy Qur'an in the second place.
02:48Arabic
02:56The stages of this were mentioned.
02:58Arabic
03:01Then man was created from a mixed sperm.
03:06Arabic
03:08And this action was mentioned in the second place.
03:12Arabic
03:16Arabic
03:20Arabic
03:23Arabic
03:26Arabic
03:29Arabic
03:32Arabic
03:35Insaan ko kin marahil se guzarkar is maqam tak ponchao, phir in aayaat mein, pramaya
03:47ki humne insaan ko rasta ata farmaya aur usse bataya ki ye haq saj ka rasta hai, ye batil
03:57ka rasta hai, inna hadaynahu sabila, humne usko insaan ko rasta ata kiya, ab uske saath
04:09farmaya imma shakiran wa imma kafoor, ab teri marzi hai, ab dekhna ye ki tu kya karta hai,
04:18apni marzi karta hai ya apni marzi ko Allah ki marzi mein gum karta hai, jo shahs apni
04:26marzi karta hai, wo alag nikal gaya, kafirana nizam ki tarah beh gaya, jo apni marzi ko
04:34marzi-e-ilah mein gum karta hai, wo ahle Islam aur Allah Rabbul Izzat ki bargah mein maqbooliyat
04:42ko hasl kar leta hai, aur ismein farmaya yufoona bin nazr hai, Allah ke bandon ka shakirana
04:52zindagi basar karne wale, unka kaam ye hai yufoona bin nazr, jab wo mannat maante hain
04:58to usko phir poora bhi karte hain, nazar ke maana wada karna aur jab koi shahs kisi kaam
05:11ke ho jaane par ya koi musibat aa rahi ho, to kehta hai ki agar ye musibat na aayi to
05:18phir Rabb-e-zul-jalal se jo wada karta hai, ye meri Allah, ye mera kaam ho gaya, ye musibat
05:25tal gayi, to phir main ye kuch teri bargah mein pesh karunga, iska naam hai nazar, ab
05:33ye nazar, eke nazar mutlaq aur eke nazar muallak, mutlaq nazar ye hai ki bas aadmi kahta hai
05:40ke main kisi apne cheez ke pesh karne ko, kisi kaam ke hone na hone par maukoof nahi
05:47karta, bas main Allah ki raah mein main mannat maana ho, Allah ke raam par main itna kuch
05:51kharj kar dunga, ye nazar mutlaq hai, aur eke nazar, waha par muallak hai, agar mera
06:00ye kaam hua, to main ye kuch Allah Jalla Jalaluhu teri bargah mein pesh kar dunga, ab ye mannat
06:09jab wo maan leta hai, ab uske poora karna uske faraiz mein shamil hai, aur Rabb-e-Zul-Jalal
06:16firmata hai, wal yufoo nazoorahum, apni mannaton ko poora karo, ye bandgaan-e-Khuda ki shaan
06:24hai, ki zar mannat maante hi nahi hai, balke uske poora bhi karte hai, aur ye mannat maant
06:30huve, mannat sirf aur sirf Allah Jalla Jalaluhu ki zaad ke liye, kisi aur shahs ke liye mannat
06:37nahi maanija sakti, Allah ke liye mannat hai, halwata ye hai, ye kaha jaa sakta hai, yase
06:43ke agar ye mera kaam ho gaya, to meri Allah, main tere naam par ye kuch kharj karunga, halwata
06:49wo jo kharj karne ki jagah hai, wo main data sahab jaa kar kharj kar dunga, main paak
06:54patan shri bawa sahab jaa kar kharj kar dunga, main kisi maqam par ye main kharj kar dunga,
07:01wahan logon ka intiqab kar sakta hai, aur phir ye, ki Allah Rabbul Izzat nein jo rishaat
07:11firmaaya, wa yakhafoona yawman kaana sharruhu mustateera, ye log us din se darte hai, Allah
07:22ke bande us din se darte hai, us ki hawl naakiyon se darte hai, ki jis din kaana sharruhu
07:29mustateera, jis ka sharr phaila hua hai, jis ki haibat phaili hui hai, aur insaan ko hosh
07:41ruba karne wali kaifiyatin phaili hui hai, aur wo kaisa hai, wo din hai ki bache bhi
07:47jaayenge, ye wo din hai, wo din hai, doodh pilaane wali aurtiya apne bachon ko bhool
07:54jaayenge, unhe bache apne yaad na rahenge, Allah ke doodh pilaane wali aurat ki khaas
08:01wabastgi hoti hai, log madhosh ho jaayenge, bhosh ho jaayenge, unhe pata nahi chal raha
08:08aur unke andaaz jo honge, wo aise jaise majnoon aur deewane hote hain, suraj qareeb a jaayega,
08:16inna shamsa tadnu yawmal qiyama, suraj bilkul qareeb a jaayega, hatta yan tahiyal arak
08:24ila nisfi uzniha, bandon ka apna paseena behta hua, unke kaano tak pohon jaayega, aur phir
08:34yahan par aasmaan ka phat jaana hai, aur phir ye hai, iza zulzilatil ardu zilzaalaha,
08:41wa akhrajatil ardu asqaalaha, wo zameen par zalzala, ye us din ki daashat hai, wa akhrajatil
08:50ardu asqaalaha, zameen apne bojh nikaar, sone chandi, jo kuch iske andar hai, wo sab khazane
08:58zalzaal rahi hoga, insaan parishan hoga, ye ho kya raha hai, aur ye shaks intihai dukk
09:07ki kaifiyat mein hoga, aur Allah Jalla Jalaluhu ki bargah mein, ye banda pohonch raha hoga,
09:14ye hai wo din, jis din ki daashat, is bande ko damangeer hogi, Allah Jalla Jalaluhu ne
09:23khaya, wa yut'imoonat ta'ama ala hubbihi miskeenam, wa yateeman, wa aseera, Allah ke
09:32bandon ki nishani ye hai, ki wo Allah ki muhabbat ko peshe nazar rakte hue, miskeeno ko, yateemo
09:40ko, aur kaidiyon ko, khaana pesh karte hain, wa yut'imoonat ta'ama, wo ta'am dete hain,
09:49lekin, do cheezein batore khaas, ala hubbihi, peshe nazar uski muhabbat hoti hain, ala hubbihi,
10:00aur doosra, jo khaana dete hain, miskeeno ko, yateemo ko, aseera ko, iske matlab hai ki
10:07yahan par do cheezein, muhabbat-e-ilahi, aur jazba-e-eesar, iske saath khaana pesh karte
10:14hain, ye Allah ke bandon ki nishani hai, aur dekhi, jo muhabbat-e-ilahi ke peshe nazar
10:20kaam kiya jaata hai, phir ibaadat ki lazzat bar jaati hai, aaj aap dekhein, kitne log
10:27hain jo namaz bhi padhte hain, roza bhi rakhte hain, hajj bhi hain, zakat bhi hain, magar,
10:32shakoon nahin hai, namaz padhte hain maza nahin aata, roza rakhte hain lutf nahin aata,
10:40wo andar ki gira kulti nahin hai, wo kya wajah hai?
10:44Huzoor alaihi salat wa taseem ne ishaad farmaaya, salasun man kunna feehi wajada halawatal imaan,
10:52jis bande ke andar teen cheezein peyda ho jayein, usse imaan ka maza aajaata hai,
11:01number ek, ayin yakoon Allah, barsool hu, ahabba ilaihi mimma siwahu maa,
11:08duniya jahan ki muhabbatin peechein rahe jayein, Allah ar uske rasool ki muhabbat sabse aagein,
11:16number do, ayin yuhibbal mar'a la yuhibbuhu illa lillahi,
11:24kisi insaan ke saath uski muhabbat isliye na ho ki ye razi ho jaye,
11:29nahin, insaan ke saath muhabbat isliye kar raha ho, ki mera Rabb mere saath razi ho jaye,
11:36nek aadmi se muhabbat kar rahe isliye ki mera Rabb razi ho jayein, ye uska banda hai,
11:44number teen, ayin yakraha ayin ya'uda ilal kufri kamaa, yakrahu ayin yuqzafa finnaat,
11:51guna ki zindagi chod kar neki ki taraf aageya,
11:54ab dubara palat kar guna ki zindagi ki taraf jaana, usse yu masoosu ki jaise usse aag mein phenka ja rahe,
12:03ab jis bande ke andar ye teen kaifiyatein peyda ho jayein,
12:07jin mein sabse pehli jaise,
12:09wa yutighunat ta'ama ala hubihi, Allah ki muhabbat hai, arusul-e-paak ki muhabbat hai,
12:16ar insaanon se bhi muhabbat isliye ki Allah razi ho jaye,
12:21guna ki zindagi chodne ke baad, dubara palat kar jaana, usse intihai musibat nazar aaye,
12:26ab jab teen cheezein kaifiyatein peyda hoti hain, to imaan ka maza aata hai,
12:34ar usme ye cheezein hai, wa yutighunat ta'ama ala hubihi, Allah ki muhabbat ke peche nazar wo doosron ko khaana kilata hai,
12:45ar phir ye ek sahabi aaye, Allah ki muhabbat rang kya dikhati hai,
12:52wa agar poochtein huzoor mujhe ye bataaye, matas sa'atu, kiyamat kab aayegi,
13:01huzoor alaihi salat wa taseem ne palat kar firmaaya, wa ma aadatta laha,
13:06mujhe ye bata ke tune uske liye tayyari kya kiya,
13:10wo bhi sahabi-e-rasool the, nigaah-e-mustafa ki aseer the, zulf-e-habib-e-kibriyaan me wo jakde huve the,
13:18az karte huzoor hub-al-lahi-wa-rasool-hi, aur kisi baat ki main daawa, aur daawa nahi kar raha,
13:25huzoor mujhe Allah se pyaar hai, aur uske rasool se mujhe pyaar hai,
13:30ar uske sarkaar ne firmaaye, jab ye suna firmaaya, anta ma'a man ahbabta,
13:36phir tume mubarak hu, tu jis ke saat pyaar karta hai, kiyamat ke din usi ke saat hoga,
13:42ab ye amal, dekhiye, huzoor alaihi salat-e-taseem ke saat, Rab ke saat pyaar,
13:50ye bande ki zindagi ke andar lazzat aur mazaa peydaa karta hai,
13:55agar rakam ke saat lazzat ho sakti hoti toh koi maal daar banda parashaan na hota,
14:03lutz peyse se nahi kharida jaata, mazaa daulat se nahi kharida jaata,
14:14andar ka sakoon, sone, chaandi, heere, moti, jawahara se nahi kharida jaata,
14:21uska kharidari ka amal kya hai, amal uska ye hai,
14:27ki Allah aur uske Rasool ke saat pyaar aur muhabbat zabardast kisam ki ho jaye,
14:34aur isme, dekhiye, huzoor ne ek kaafla ke saat, ek qaid bana kar bheja ek shahs ko,
14:42aur us qaid se, jab wapis hai kaafla ke saat, kaafal-e-wana se huzoor ne pucha,
14:47mujhe yeh batao, tumhe koi se aadami se parashaani toh nahi hai,
14:51aur ne khaji aur toh koi baat nahi, sirf itni baat zarur hai,
14:55jab bhi humein yeh namaz padhate the, toh us kisa surah-e-ikhlaas,
15:00qul huwa allahu ahad, allahu samad,
15:05lam yaleed wa lam yoolad, wa lam yakullahu kufuwan ahad,
15:10huzoor yeh surah-e-ikhlaas zarur padhte the, huzoor ne firmaaye,
15:14ki jao us aadami se poosh kar aao,
15:17ke wo har namaz ke saat surah-e-ikhlaas kyun padhte the,
15:22log gaye, unhe kaha ki,
15:26inna feehi sifat-ar-rahman,
15:29iss surat ke andar Rabbe-zul-jalal ke ausaaf hai,
15:34samadiyat ka zikar hai, allahu samad,
15:37samadiyat ka zikar hai, ahadiyat ka zikar hai, fardiyat ka zikar hai,
15:42wo kisi ka baap nahi, kisi ka beta nahi, iska tazkira hai,
15:47uski benyazi ka zikar hai,
15:49aur mera dil yeh chahata hai,
15:52ke main Rabbe-zul-jalal ki sifaton ka zikar karta raho,
15:56mera dil yeh chahata hai.
15:58Shahab-e-ar-Rasool ne wapas aakar arz kiya, huzoor,
16:01wo yeh firma rahe hain,
16:03toh huzoor alaihi saadat taqseem ne firma rahe hain,
16:05dubara unke paas jao,
16:07aur unhe jaakar mera pegham de do,
16:09jaise tum Allah Jalla Jalaluhu ki sifaton se pyaar karte ho,
16:16innallaha yuhibbu hu,
16:19tumhe mubarak ho,
16:21ke tumhara Rab tumhare saath pyaar firma raha hai,
16:24yeh maqam hai,
16:26yeh ala khubbihi,
16:28vayutimunat ta'ama ala khubbihi,
16:30Allah ki mahabbat ke saath,
16:32wo doosron ka khana khilate hain,
16:34dekhi, huzoor alaihi saadat taqseem,
16:36sahaba ikram ki tarbiyat firma rahe the,
16:40aur dua maangne ka tariqa aur siliqa bhi ataab firma rahe the,
16:44firmaya dekho tumhe pata hai,
16:46ke Dawood alaihi salam dua kaise maangte the,
16:49yeh kaise maangte the,
16:52firmaya ki wo Rab se maanga karte the,
16:56Allahuma inni as'aluka hubbaka,
16:59wa hubba man yuhibbuka,
17:02wal amala yuballiguni ila hubbika,
17:06ya Allah mujhe apni mahabbat ataab firma the,
17:09jo tere mahboob hain,
17:11unki mahabbat ataab firma the,
17:13aur aisa amal karne ki taufiq ataab firma the,
17:16jo amal mujhe teri mahabbat tak le jaye,
17:21Allahumma ja'al fi qalbi hubbaka,
17:24ahabba ilaiya min nafsi,
17:27wa itrati wal maa'il baarid,
17:30Hazrat Dawood alaihi salam Rab se maanga karte,
17:33ya Allah mujhe wo ataab firma,
17:36wo mujhe mahabbat ataab firma,
17:39wo mujhe apna ishq ataab firma,
17:42wo mujhe apna zauq ataab firma,
17:44jo mere dil mein utre,
17:46mujhe meri zaat bool jaye,
17:49main apne aap ko bool jaun,
17:52teri zaat yaad rahe,
17:55khaandaan ko bool jaun,
17:58teri zaat yaad rahe,
18:00jitni kainat ki khushnumaat cheezein hain,
18:04sab bool jaun,
18:07bas yaad rahe,
18:09ta mujhe muhabbat-e-Khuda yaad rahe,
18:11Sarkar ne firma hai,
18:13ye Rab-e-Zul-Jalal ki muhabbat maanga karte the,
18:16uski muhabbat maanga karte,
18:18aur firma hai,
18:20man ahabba lillahi,
18:22wa abghada lillahi,
18:25wa ata lillahi,
18:27wa mana'a lillahi,
18:29faqad istakmanil iman,
18:31firma hai,
18:32kisi se muhabbat isliye ki,
18:35ki mera Allah razi ho jaye,
18:37kisi se ladai isliye ki,
18:40ki mera Allah razi ho jaye,
18:42kisi ko maal isliye diya,
18:45ki Allah razi ho jaye,
18:47muhabbat-e-Ilahi mein,
18:49aur kisi se haat ka rok isliye liya,
18:52ki mera Allah razi ho jaye,
18:54wa usse mubarak ho,
18:56faqad istakmalil iman,
18:58is bande ne apne iman ko mukammal kar liya hai,
19:02aur yeh maqam hai,
19:04aur yeh shahs,
19:06yahaan par,
19:08dekhe do cheezon ko zikar kiya hai na,
19:10yahaan par 8 number ayat mein,
19:12wa yuti'imunat ta'ama ala khubbihi,
19:14miskeenam wa yateeman wa aseera,
19:18yahaan par miskeen ko,
19:20yateem ko, aseer ko khaana dete hai,
19:22rab ki muhabbat na,
19:24aur yeh jazba-e-eesar,
19:26eesar,
19:28doosre ko tarjih dena,
19:29Allah rabbul Izzat ne Quran-e-Muqaddas mein irshaad firmaaya,
19:33yusiroona ala anfusihim walau kaana bihim khasasah,
19:37Allah ke bandon ki shaan yeh hai,
19:40unhe khud zururat hoti hai,
19:43magar doosron ko tarjih dete hai,
19:46doosron ko tarjih dete hai,
19:49aur phir yeh hai,
19:51ki yahaan par Hazrat-e-Abu Sa'id Khudri radhiAllahu ta'ala anhu ne irshaad firmaaya,
19:55sunayin abhi Dawood ki riwayat hai,
19:56Huzoor alaihi salat wal taseem ne irshaad firmaaya,
19:59jo shahs,
20:01jis musalmaan ne,
20:03apni zururat ke baan wajood,
20:06kisi berehna shahs ko kapda diya,
20:10usse khud zururat thi,
20:13magar nange ko kapda diya,
20:16Allah ki rahmat josh mein a jaati hai,
20:19ki tu ne mere bande ko qaboo kiya,
20:21tu rabbi zul jalal uss bande ko jannat-ul-firdaus mein sabaz libaas aataa firmaa dega,
20:28aur wo shahs,
20:31wo shahs,
20:33jisne bhook ke baan wajood,
20:35bhooka tha na,
20:37bhook ke baan wajood,
20:39kisi ko khaana de diya,
20:41Allah jalla jalaluhu iss bande ko jannat-ul-firdaus ke phaloon isse aataa firmaa ega,
20:46khud pyaasa tha,
20:48khud pyaasa tha,
20:49magar usne,
20:51kisi
20:53zururatman musalmaan ko paani phila diya,
20:56ab hoga kya,
20:58Allah rabbul Izzat iss bande ko jannat-ul-firdaus ka mashroob aataa firmaa ega,
21:02sahih riwayaat mein aata hai,
21:04qiyamat ka din aayega,
21:06Allah jalla jalaluhu firmaa ega,
21:08mere bande, main bimaar tha,
21:10tu mujhe poochne ke liye nahi aaya,
21:13maula tu to bimaar nahi,
21:15tu to bimaaron ko shifa deta hai,
21:18tu kaise bimaar ho sakta hai,
21:20firmaa ega, yaad kar ke tere ilaakiya ka phalaan banda bimaar tha,
21:25agar tu usse uswaqat pooch leta,
21:28aaj uska ajar mere paas paa leta,
21:32fir firmaa ega, ke dekh main bhooka tha,
21:35tune mujhe khaana nahi khilaya,
21:37maula tu to bhookon ko khaana khilata hai,
21:40hukum hoga dekh,
21:42ke tere ilaakiya ka phalaan banda bhooka tha,
21:44usse agar tu khila deta,
21:47to aaj uska ajar mere paas paa leta,
21:51main pyaasa tha,
21:53paani nahi pilaya maula,
21:55kaise tu pyaasa tha,
21:57wo phalaan shahs pyaasa tha,
21:59agar tu usse paani pila deta,
22:02to jo sawab tumhe uswaqat dastiyab hota,
22:05wo aaj mere paath tere amanat hoti paa leta,
22:10aur Rab ke bandon ka maqam yahi hai,
22:12wa yusiroona alaa anfusihim,
22:15walahu kaana bihim khasaasa,
22:17khud unhe zaroorat hoti hai,
22:20magar doosron ko wo tarjih de diya karte hai,
22:23aur Quran e Mukaddas ki yeh ayaah paak,
22:26yufoona bin nazri wa yakhafoona
22:29yawman kaana sharruhu mustateera,
22:32aur yeh wali aayat,
22:34wa yuti'moonat ta'ama alaa khubbihi,
22:37miskeenam wa yateemam wa aseera,
22:40ek qaul ke mutaabik,
22:43hum sab ke Muktada,
22:46aur Murabbi aur Mohsin,
22:49Huzoor Sayyidina Ali'l-Murtaza
22:52Sher-e-Khuda radhiya Allah-u-ta'ala anhu,
22:55aap ke hawala se yeh aayat paak naazal hoi,
22:58aur baad mein kaha ke yeh Abu Dahdah,
23:01unki hawala se hai,
23:04ta'am Huzoor Sayyidina Ali'l-Murtaza
23:06Huzoor Sayyidina Ali'l-Murtaza
23:09radhiya Allah-u-ta'ala anhu ke hawala se
23:12yeh aayat paak naazal hoi,
23:15ik din aapne roza rakha,
23:18iftaar ka waqt hua,
23:21azmaish ke waqt bhi ajeeb ajeeb hote hain,
23:24iftaar firmane lage,
23:27idhar se saail ne nidaa de di,
23:30aur jaakar usne kaha ke dekho,
23:33main bhooka hun mujhe khaana khilao,
23:36khaana de diya,
23:39fir khaane ke liye baithe, khaane lage,
23:42itni der mein ek yateem ladki aagey,
23:45dastak di,
23:48bhooka hun kuch khaaya nahi hai,
23:51parishani ki aalam mein hun,
23:54kuch paas bhi nahi hai,
23:57aur main jao ise roti khaana khila do,
24:00fir khaana khaane lage,
24:03ek aur dastak aagey,
24:06aur abhi tak,
24:09mere paas kuch khaane ke liye nahi hai,
24:12saare ka saara de diya,
24:15ab jis waqt saara kuch diya,
24:18Allah Rabbul Izzat ne aaya hai, paak naazal firmaayi,
24:21wa yut'imunat ta'ama ala khubbihi,
24:24miskeenan wa yateeman wa aseeraan,
24:27yeh Allah ke bandon ki shaan hai,
24:30aur unki shaan yeh hai,
24:33ke wo Allah ki muhabbat ke peshe nazar,
24:36usse raazi karne ke liye,
24:39wo miskeen ko, yateem ko,
24:42aseer ko khaana khilate hain,
24:45aur yeh aapka yeh amal,
24:48ke doosron ka tarjihi di jaaye,
24:51Huzoor Sayyidina
24:54Data Ganjbash Hajveri
24:57Rahmatullah Ta'ala alaihi,
25:01aapke zamana mein ek shahsiyat the,
25:03aur aap khud hi nakal firmaate hai,
25:06ke shahsiyat Ahmed bin Hammad,
25:09wo sirakhs ke jangal mein apne
25:12oonto ko chara rahe the,
25:15shayr ne hamla kiya,
25:18aur wahan par jeer paad ke ko rak diya,
25:21aap door baithe hove the,
25:24aur phir ajeeb baat hai,
25:27shayr ne shikar kiya, khaya kuch bhi nahi,
25:30aur khaye bagayar usse ka awaaz lagayi,
25:33yeh ko jaanwar the wo kareeb aagey,
25:36aur yeh shayr door hokar baitha hua hai,
25:39Huzoor Data Ganjbash Ali Hajveri firmaate hain,
25:42usne khud nahi khaya, jangal ke baaki jaanwar khaya jaa rahe,
25:45bil aakar jab shayr ki baari aayi,
25:48wo khane laga,
25:51to baaki jaanwar to doosi taraf chale jaate,
25:54magar jahan yeh Ahmed bin Hammad baitha huve the,
25:57shayr ne udhar aana shuru kar diya,
26:00aur saamne baith gaya,
26:03yeh baatein kiyein jine,
26:06Data Ganjbash Ali Hajveri rahmatullah ta'ala alaih ne,
26:09wo Farsi ke shiru mein dhaal kar biyaan kar diya,
26:12eesaar bar luqma kaarey sagaan bawat,
26:15yeh luqma do,
26:18luqma parey deusre ko de dena,
26:21khana pakana, khila dena, pila dena,
26:24yeh to hum jaise jaanwar bhi kaam kar letein,
26:27bandgaan-e-khuda jaan,
26:30eesaar mein kunan,
26:33yeh jandon ka maqam yeh hai,
26:36yeh luqma do luqma nahin,
26:39balki apni jaan ko hi Rabb ki warga mein fidaa kar diya kartein,
26:42yeh unka maqam hai,
26:45ab yeh unka maqam hai,
26:48yeh fidaa kaise kiya jaye,
26:51ab hum kaise kar saktein apni jaanon ko uski zaat par fidaa,
26:54woh yoon kiya jaye, jo uska hukam hai,
26:57usse maana jaye,
27:00man amil-as-salihan min zakarin au-unsa,
27:03fal-an-nuhiyyannahu hayatan tayyiba,
27:06jo shahs bhi naik amal kar leta hai,
27:09jo shahs bhi karta hai,
27:12fal-an-nuhiyyannahu hayatan tayyiba,
27:15Allah Jalla Jalaluhu,
27:18hum usse hameesha ki zindagi tayyab tahir zindagi ata kar diya kartein,
27:21aur yeh zindagi,
27:24ab dekhi yahan par,
27:27firmaaya ki innama nutaimukum li wajhil laahi,
27:30aur wo kahtein ki khana dene ke baad bhi,
27:33yeh nahi kahtein ki humne aapko khana diya hai,
27:36bhai rab raazi ho jaye, uski raza ke liye diya hai,
27:39li wajhil laah,
27:42Allah ki raza ke liye diya hai,
27:45laa nureedu minkum jazaam wala,
27:48shakoora, aur yaad rakhein ki,
27:51tumse hume koi shukriya ki alfaaz-o-kalimaat,
27:54jaise humare yahan par dastoor hai,
27:57hume uski zaroorat nahi hai,
28:00bas yeh zaroorat hai,
28:03bas yeh zaroorat nahi ho jaye,
28:06aur yeh diya kyun, innama nutaimukum li wajhil laah,
28:09sirf rab ki raza ke liye,
28:12aur Allah ki raza,
28:15Allah jalla, isme hai ikhlas, lillahiyat,
28:18jo kaam kiya jaye, Allah ki raza ke liye kiya jaye,
28:21Allah jalla jalaluhu ne Quran-e-Muqaddas mein shahad firmaaya,
28:24wa maa umiroo illa liyaabudu Allah,
28:27muqliseena lahul deen,
28:29wa yuqeemus salata, wa yutus zakata,
28:32wa zalika deenul qayyim,
28:35asal hai, ikhlas kya hai,
28:38hukum hai, dekho ikhlas yeh hai,
28:41jo kaam tumne karna hai, wo ikhlas ke saath karo,
28:44illa liyaabudu Allah, muqliseena lahul deen,
28:47Allah Rabbul Izzat ke liye ikhlas ko paida karo,
28:50aur ikhlas, koi uske andar jah talbi,
28:53apne status ko baland karna,
28:56ya numaya hona,
28:59tohon ke liye kashish ka baayis banna,
29:02inmise koi cheez uske peshe nazar na ho,
29:05meri Allah tu razi ho jaha,
29:08jab banda apne maula ko
29:11razi karne ke liye aagey barta hai,
29:14toh fir Rabb-e-zul-jalal usko ataab firmaata hai,
29:17aur ikhlas ka bhi,
29:20andaaz kya hona chahiye,
29:23Allah Rabbul Izzat mein Quran-e-Muqaddas mein shahad firmaaya,
29:26ke tumhe khalis hona chahiye,
29:29aur khalis kaisa hona chahiye,
29:32jaisa dood khalis hota hai,
29:35tumhe itna khalis hona chahiye,
29:38innalakum fila na'amil ibrah
29:41nusqeekum mimma fee batoonihi
29:44mim baine farsin waddamin
29:47labanan khalisan sa'igal lish sharibeen
29:50dekho tumhare liye,
29:53wo jo jaanwar ke thano se dood baramat hota hai,
29:56tumhare bohot badi ibrat hai,
29:59aur jab dood aata hai, toh ek taraf gobur hota hai,
30:02doosi taraf khoon hota hai,
30:05aur dono ke darmian se hokar aata hai,
30:08magar jab nikalta hai,
30:11na uske saath gobur laga hota hai,
30:14na uske saath khoon laga hota hai,
30:17aur Allah firmaata hai, labanan khalisan,
30:20ye hai khalis dood,
30:23aur idhar firmaaya, wa maa umiroo illa liyaabudullah
30:26mukhlisina huddeen,
30:29khalisaan khalisaan,
30:32aur yeh ke koi aur uske andar
30:35tama laalaj, hirs, keena, bughz na ho,
30:38meri Allah tu raazi ho jaa,
30:41aur phir firmaaya,
30:44Allah Jalla Jalaluhu firmaata hai,
30:47laan tanaalul birra, hatta tunfiqoo mima tuhibboon,
30:50jisse tum pisand karte ho,
30:53jo tumhari pasandeedgi hai,
30:56us cheez ko rah-e-Khuda mein kharch karo,
30:59Allah ki baarga mein pesh kar do,
31:02jab banda apni pasandeeda cheez ko
31:05Allah ki baarga mein pesh karta hai,
31:08phir tajalli-yat-e-Rabbani ko paaleta hai,
31:11phir Rab-e-Zul-Jalal ki mahabbaton se
31:14aashina ho jata hai,
31:17phir wo maqam aa jata hai,
31:20do'alam se karti hai begana dil ko,
31:23ajab cheez hai, lazjat-e-aashinai,
31:26jab banda uski zaat se aashina ho jata hai,
31:29man ki duniya uske saamne pesh kar deta hai,
31:32apni zaat ko uske saamne pesh kar deta hai,
31:35apne sajdaon ko uske saamne pesh kar deta hai,
31:38aur phir Rab-e-Zul-Jalal
31:41us bande par
31:44rahmaton ka nazool firma deta hai,
31:47karam kar deta hai, aur yehi wo aaj hai
31:50ki Allah ki baarga mein
31:53iss andaaz mein pesh hua jaye,
31:56ki meri Allah main tera banda hoon,
31:59ver raazi karne ke liye,
32:02apne liye, teri hi zaat ko maang raha hoon,
32:05basallallahu ta'ala ala habibihi
32:08wa aalihi wa asohabihi ajma'een
32:11bir ahmatika ya Al Rahman raqmeen

Recommended