• last year
শুধুমাত্র ক্ষমতা ও গদির লোভে গোটা দেশে ইমার্জেন্সি জারি করেছিলেন ইন্দিরা গান্ধী! কিশোর কুমারের গান পর্যন্ত শোনানো বন্ধ করে দেওয়া হয়, সংসদে ফের সরব অমিত শাহ।

Also Read

Amit Shah: ‘এসএসবি আছে বলেই নেপাল-ভুটান নিয়ে চিন্তা করিনা’: অমিত শাহ :: https://bengali.oneindia.com/news/north-bengal/i-dont-worry-about-nepal-bhutan-because-ssb-is-there-amit-shah-264919.html?ref=DMDesc

Mallikarjun Kharge: তৃণমূলের পথ অনুসরণ কংগ্রেসের, শাহকে স্বাধিকার ভঙ্গের নোটিশ পাঠালেন খাড়গে :: https://bengali.oneindia.com/news/india/congress-mp-kharge-sent-a-privilege-notice-on-shahs-ambedkar-remarks-264779.html?ref=DMDesc

Prakash Ambedkar: “বিজেপির পুরনো অভ্যাস,” অমিত শাহের মন্তব্যের তীব্র নিন্দা আম্বেদকরের নাতির :: https://bengali.oneindia.com/news/india/br-ambedkars-grandson-prakash-ambedkar-tears-into-amit-shah-over-his-controversial-statement-264773.html?ref=DMDesc



~ED.1~

Category

🗞
News
Transcript
00:00Maniwar, Apat Kaal,
00:02abhi badi-badi uddaad bhavnaon ka smaran
00:07Congress ke mere dono sadhanon ke saathi sadasya kare the.
00:12Young sadasya kare toh toh main samattha hoon.
00:15Saayad ino ne itihaas na padha hoon.
00:17Magar jo log Apat Kaal ke vakt the,
00:20wo bhi karte the.
00:22Kisi ki bhi smruti,
00:24itni alp kaaling kaise ho sakti hai, Maniwar?
00:28Kya hua tha Apat Kaal mein?
00:30Lakhon log,
00:32koi apraat ke bagar jail mein thush bhiye gaye.
00:35Lakhon log,
00:37koi political party baaki nahi hai.
00:39Aaj inke saath baithe hain, unmein se bhi kuch log jail mein the.
00:43Wo bhi nahi bolte hain.
00:45Nyayalaay mein dar ka maahol,
00:48media par censorship,
00:50Indian Express ne apna sampad kiye,
00:53ek bhi sabda likhe bagar ka kora sampad kiye prakashif kara,
00:58kyunki likh nahi sakte the.
01:00Shreeman Shukla sahab se edit karana hota tha,
01:03waapis hi nahi aata tha, toh unne ne kora akhbaar hi nikal diya.
01:06Is tarah se virodh kiya,
01:08aur tay ho gaya, Maniwar?
01:10Ek vyakti kahegi,
01:12wohi kaanon hoga.
01:14Aur kyun kiya?
01:15Desh par akraman hua tha kya?
01:18Desh ki antrik salamati theek nahi tha kya?
01:21Na na na na na na na.
01:23Aisa kuch nahi hua tha.
01:25Sirf itna hua tha,
01:27ki Allahabad High Court ne,
01:30unko sansad ke roopme ayogya thaira diya tha.
01:35Apni khursi jaane wale,
01:37chunau nahi karana tha.
01:39Aur Maniwar?
01:41Jab,
01:43Pala mein,
01:44jab isko challenge kiya gaya,
01:47aur Nyayalaay mein sarvoch adalat mein jab charcha chali,
01:51tab unhone kaha,
01:53Neeraj Dey ko pucha hai,
01:55ki article 21 ke tahad ke adhikar,
01:58emergency mein samabt ho sakte hai kya?
02:01To unhone kaha, Yes Sir.
02:03Saab,
02:05koi bhi vakil ko,
02:07Yes Sir kehne ki itni badi fees nahi mili hogi,
02:10Neeraj Dey,
02:1111 saal tak Attorney General rahe.
02:15Ek Yes Sir kehne ka.
02:17Maniwar?
02:19D.O. draft jo hota hai,
02:22wo Cabinet mein Cabinet Mantralaya se aa.
02:25Cabinet Mantralaya mein D.O. gahi nahi hai.
02:29Cabinet ka jo prastha hota hai, Cabinet Mantralaya ke through jata hai.
02:33Makar aaj Cabinet mein koi record nahi hai.
02:35Cabinet Mantralaya mein.
02:37Main to,
02:38chota tha Maniwar.
02:40Mujhe jail mein nahi jaana pada.
02:42Meri aayu hoti,
02:43toh mera bhi saubhagya hota,
02:45poore 19 maine iske virod mein main jail mein rehna pasand karta hai.
02:49Pranto main chota tha,
02:50mujhe emergency ki malumat kaise padi?
02:53Main Bina ka Geetmala sunda tha,
02:55Bina ka Geetmala achanak bandh ho gayi.
03:00Toh mene dharme jagda kiya ki Bina ka Geetmala kyu nahi aati?
03:04Mere pados wale chacha ne kaha,
03:06Kishore Kumar ke saath Indriya ji ka jagda ho gaya hai,
03:09Bina ka Geetmala mein Kishore Kumar ka awad nahi aana chahiye.
03:13Toh naye geeton ki recording hoi,
03:15aur Kishore Kumar aur Lata Mangeskar ke geet bhi,
03:19Lata didi ki awaj mein hi poore desh ne 19 maina sunne saab.
03:24Dekhiye democracy ki baat karein?
03:26Mane waar,
03:28is prakaar ki kruti,
03:31aisa dand diya desh ki janta ne unko,
03:34ki ab swapna mein bhi nahi kar sakte hain.
03:37Isi kruti,
03:38koi na kare isliye,
03:40yeh bahas jaruri hai.
03:43Aur mane waar hum toh,
03:45samvidan ka sanmaan karte hain.
03:47Narendra Modi ji ne,
03:49samvidan din manane ki baat rakhi,
03:53toh ek vareeshth Congressi neta ne kaha,
03:56kya jaruri hai samvidan din ki?
03:58Chhabis janwari toh hai,
04:00boole.
04:02Bhai,
04:04samvidan ko jitni bhi baar smaran karoge,
04:07iski bhavnao ke prati,
04:09aapki aasta dhadho.
04:12Aur mane waar,
04:14Narendra Modi ji,
04:16samvidan din manate hain,
04:18aur samvidan ke nirmataon ki punya smriti mein manate hain.
04:20Mane waar, uss waq,
04:22aaj hi mujhe kisi shayar ne,
04:24Dushyant Kumar ki pangti bheji hai,
04:27emergency ki liye.
04:29Main zyada baasan,
04:31emergency par karna nahi chahata.
04:33Paranthu main jarur kehna chahunga,
04:35Dushyant Kumar ki pangti hai,
04:37ek gudiya ki,
04:39kayi katputliyon mein jaan hai.
04:41Ek gudiya ki,
04:43kayi katputliyon mein jaan hai.
04:45Aaj shayar,
04:47yeh tamasa dekhkar hiraan hai.
04:49Kal numais mein mila,
04:51wo chithde hal kapde pehne hue,
04:54maine usko naam puchha,
04:56tum kaun ho,
04:58to usne kaha,
04:59main samvidan.
05:03Dushyant Kumar ji ki,
05:05kavita hai mane waar,
05:07Indira ji ko samarpit hai.

Recommended