Meri Pehchan
Topic: Maal o Mata ki Muhabbat | مال و متاع کی محبت
Host: Syeda Zainab
Guest: Zarmina Nasir, Dr. Naheed Abrar
#MeriPehchan #SyedaZainabAlam #ARYQtv
A female talk show having discussion over the persisting customs and norms of the society. Female scholars and experts from different fields of life will talk about the origins where those customs, rites and ritual come from or how they evolve with time, how they affect and influence our society, their pros and cons, and what does Islam has to say about them. We'll see what criteria Islam provides to decide over adapting or rejecting to the emerging global changes, say social, technological etc. of today.
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Topic: Maal o Mata ki Muhabbat | مال و متاع کی محبت
Host: Syeda Zainab
Guest: Zarmina Nasir, Dr. Naheed Abrar
#MeriPehchan #SyedaZainabAlam #ARYQtv
A female talk show having discussion over the persisting customs and norms of the society. Female scholars and experts from different fields of life will talk about the origins where those customs, rites and ritual come from or how they evolve with time, how they affect and influence our society, their pros and cons, and what does Islam has to say about them. We'll see what criteria Islam provides to decide over adapting or rejecting to the emerging global changes, say social, technological etc. of today.
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Category
🛠️
LifestyleTranscript
00:00A'uzu Billahi Minash Shaitanir Rajeem, Bismillahir Rahmanir Raheem, Allahumma Salli ala Sayyidina
00:20wa Mawlana Muhammadin, wa ala aali Sayyidina wa Mawlana Muhammadin, wa barik wa sallim
00:26wa sallim wa ala aali, Rabbi sharaa li sadri, wa yassir li amri, wa halul uqdatam min lisaani,
00:32yafqahu qawli.
00:33Assalamualaikum warahmatullahi wabarakatuh.
00:34Janab, aap dekh rahein program Meri Pehchaan aur Meri Pehchaan mein aaj jo unwaan lekar
00:42hum aapki khidmat mein hazir hua hain, agar daur-e-hazir mein dekha jaye to iss unwaan
00:48par kalaam karne ki ashat zaroorat hai, aur hum aaj fi zamana logon ka rujaan bhi dekhte
00:55hain ki log maal jamaa karne ki tagh-o-daum-ein lage hua hain ki kisi tarhaan bas unke paas
01:00be tahasha maal jamaa ho jaye, to hum maal-o-mataa ki muhabbat ke hawaale se aaj baat karenge
01:07ki Islam kya hume taaleem deta hai maal-o-mataa ki muhabbat ke taalluk se, ki islami taaleem-aat
01:15to yeh hain ki jisne maal-o-mataa ki muhabbat mein aur aulad ki muhabbat mein, Allah aur
01:21uske rasool ke zikr se, Allah ki zikr se, Allah ki muhabbat se moon mord liya, wo sara-sara
01:27khasare mein hai, aur Allah ke rasool sallallahu alaihi wasallam kya ishaat farmate hain, Ibn-e-Aadam
01:33kahta hai, mafoom-e-hadees hai, mera maal, mera maal, aur mera maal, aur Ibn-e-Aadam ka
01:40maal kya hai, Allah ke rasool kya farmate hain, ki uska maal to wo hai, jo usne pehn
01:45liya, yani istimaal kar liya, jo usne khaya aur zaya kar diya, bas uska maal, yani Ibn-e-Aadam
01:51ka maal to wo hai, ki jo usne sadqa kar diya, to wohi maal insaan ke kaam aayega, ab aap
01:56dekhe, ki jab hum maal jamaa karne ki khwahish mein, maal jamaa karne ki hirs mein lage hote
02:02hain, to hum bahut saari cheezon se, Islami qawaneen se, Islam ki baaton se, bahut zyada
02:08jo hai, wo door ho jate hain, maal-o-mataa ki jo muhabbat hai, uske taaluk se, aaj hum
02:14baat karenge, humaise saath mehman shaksiyaat maujood hain, do mehman shaksiyaat raunaq
02:19Afroz hain, aaj ke panel mein dono hi bahut unda guftugu firmaati hain, pehli nishas par
02:24jo tasheef firmaa hain, bila shubha kisi taaruf ki mautaaj nahi hain, Dr. Prof. Naheed Abrar
02:29sahiba raunaq Afroz hain, welcome karte hain, Assalam-o-Alaikum Warahmatullahi-Wabarakatuhu
02:33Walaikum Assalam Zainab, aapa khairiyat se hain aap?
02:36Ji Zainab, mere Allah ka ihsaan hain, welcome karte hain, meri pehchaan mein aapko, aur
02:41unke saath jo agli nishas par shaksiyaat tasheef firmaa hain, unka bhi ek juda gana
02:46andaaz hain, aise andaaz se guftugu firmaati hain ki dil par asar karte hain, Zarmina Khakri
02:51mai saath maujood hain, welcome karte hain, Assalam-o-Alaikum Warahmatullahi-Wabarakatuhu
02:55Walaikum Assalam Zainab, Zarmina kasi hain aap?
02:57Alhamdulillah, welcome karte hain meri pehchaan mein, aapa aghaas kar lete hain, maal-o-mata
03:02ki muhabbat ke hawaale se, Quran kya hamari rehnumai karta hain, hadith-e-mubarakah mein
03:07saaloo se kya ishaadat milte hain, ishaad kijega
03:11Auzubillahi min ash-shaitanir-rajim, Bismillahir-Rahmanir-Rahim
03:17Quran-e-paak mein Allah-taala ishaad firmaata hain ki zaada ki chahat ne tumhe ghaafil karte
03:25hain, Quran-e-paak mein Allah-taala ishaad firmaata hain ki tumhara maal-o-mata tumhe
03:32kahin Allah se ghaafil na karte, jisne aisa kiya wo hamisha khisare mein raha, Quran-e-paak
03:39mein Allah-taala ishaad firmaata hain ki tumhne maal ke peechhe ehkaam-e-deen ko bhool
03:46gaye, tumh apne maal ke peechhe apne aakhirat ko gama pethaye, tumh apne maal ke peechhe
03:53Allah ke ehkaam ko bhool gaye, tumhne apne maal ke peechhe Allah ke ghusay ko bhadkaya,
03:59tumhne apne maal ke peechhe mazloomo ki baddwaaye liye, tumhne apne maal ke peechhe huququl
04:06ibaad ki adaayegi mein qutahi ki tumhara maal barbaat ho gaya, kyunki aakhirat ki daimi
04:13zindagi mein inki koi ahmiyat nahi. Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam mein firmaaya
04:20ki har ummat ka ek fitna hain, meri ummat ka fitna maal hain. Nabi-e-Karim sallallahu
04:26alaihi wa sallam se kisi ne pucha ki ya Rasulullah, aapki ummat ke burri log kaun hain, to Nabi-e-Karim
04:33sallallahu alaihi wa sallam mein firmaaya ki meri ummat ke burri log wo hain jo maal
04:40wo mata se mohabbat karte hain. Dekhi Zainab, jis tarah paani sabza hugata hai, isi tarah
04:47maal wo daulat se mohabbat jo hai, insaan ke dil mein fitna peyda karte hai. Nabi-e-Karim
04:53sallallahu alaihi wa sallam mein firmaaya ki agar insaan ke paas maal se laddiwi do
04:58wadiyan hun, to fir bhi wo teesre ke khwahish kare, kyunki uska peyd jo hai matti ke alawa
05:04koi aur cheez nahi bhar sakti. Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam mein firmaaya
05:10ki agar do khatannaag bheriyon ko bakriyon ke aate mein chhod diya jaye, to wo itna nukhsaan
05:17nahi pohchaengi, jitna maal wo mata se mohabbat insaan ko nukhsaan pohchaata hai. Nabi-e-Karim
05:24sallallahu alaihi wa sallam mein firmaaya ki lubun maal jama na karo, maal se mohabbat
05:31na karo, Allah ki ataat karo, qayamat ke din jab Allah ka ataat kuzar banda pul siraj
05:38se guzrega to uska maal kahega ki jaa guzar jaa, tune Allah ka haq ada kiya. Aur jab Allah
05:45ka gunahgaar banda, qayamat ke din Allah ka gunahgaar banda pul siraj se guzrega to maal
05:51kahega ki tune Allah ke ata karda huqooq ata nahi kiya, jaa tere liye halakat hai.
05:58Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke qidmat mein ek shahs haazir hua, aur kehne
06:04ka ya Rasool Allah mein maut ko achha nahi samashta. To Nabi-e-Karim sallallahu alaihi
06:09wa sallam ne firmaaya ki tumhare paas maal hai, to usne ka ya Rasool Allah mere paas
06:13bohot maal hai, to Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ne ishaat firmaaya ki jaa
06:19usna maal Allah ki rah mein kharj kar, kyu koi mumin ka dil apne maal ki taraf laga
06:24rahta hai. Agar tere paas maal jama rahega, to tu maut ki khwaish nahi karega. Aur jab
06:30tu isko Allah ki rah mein kharj kar dega, to tu maut ki tamanna karega. To maalu daulat
06:36se mohabbat mein, insaan apne deen aur imaan ko pasiput dalkar, rishni naaton ko faramosh
06:42kar deta hai. Allah ke ahkaam ko bhool jata hai, aakharat ki daimi zindagi ko bhool jata
06:49hai, halal aur haram ke farf ko bhool jata hai. To Allah ki sabse azeem neemat sirat-e-mustaqeem
06:57hai. Allah ta'ala hame sirat-e-mustaqeem par challe ki taufiq ata firmaa. Aur aakharat
07:03ki zindagi daimi zindagi hai. Hame aakharat ki zindagi se mohabbat karna sikha.
07:09Ameen, ilahi ameen. Allah rabbul Izzat irshaat firmaata hai na, ki allazi jama maalam wa
07:15ad-dada. Yani, wo log jo maal ko jama karte hain, gin-gin kar rakhte hain. Aur wo yug
07:20maan karte hain, ki ye maal ki wajah se, yani uska unka koi kuch nahi bigaad sakta hai.
07:25Lekin, parvardhigar-e-aalam ne unke liye jahannam bata diya hai, ki wo hotama mein daale jaayenge.
07:31Jahannam ki aag, bhadakti hui aag mein daale jaayenge. Zarmina, aap humaise saath maujood
07:36hain. Hum jab Sufiya-e-Ikram ki sirat padhte hain, aur mutallila karte hain, to Sufiya-e-Ikram
07:42jo Allah ke naik bande hain, unhone hameesha maal ki aafaat aur unke muzammat beyan ki
07:49hai. Iski kya wajah hai, firmaayega. Bahut shukriya Zainab. Bismillah-e-Rahman-e-Rahim.
07:53Maal ki muhabbat. Aaj ka topic intahai aham hai, aur humein isse aagahi hasil karne ki
07:58bahut zyada zaroorat hai. Kyunki hum dekhte hain, Zainab, maashray mein, khwa bacha ho,
08:02bada ho, wo kisi bhi age group se belong karta ho, kisi bhi tabke se taaluk rakne wala,
08:07uske dil mein maal ke husool ki jo khaish hai, wo zaroor panab rahi hoti hai. Aur aisa
08:12karna jaiz bhi hai, agar hum riske halal kamana chahate hain, apni basic needs ke liye ki
08:17Allah ta'ala humein kisi ka muhtaj na kare, sewaay apne.
08:21Ab jab hum baat karte hain hub-e-maal ki, hub se muraad muhabbat, aur maal, yani isme
08:26sirf currency included nahi hai, balke aapki jewellery hai, keemti ashiya hai, yeh sab
08:30cheezein shamil hai. To hub-e-maal, yani maal ki muhabbat. Ab maal ko maal isliye kaha
08:35jaata hai, kyunki insaan usse attract hota hai, usse kashish rakhta hai, ke mujhe yeh
08:39mil jaye. Aur jab insaan uski kashish rakhta hai, zahir si baat hai, wo riske halal kamane
08:44ki koshish karega, struggle karega, apni zarurton ko poora karne ke liye. Shariyat yeh dekhti
08:49hai, ke uske jo attraction hai, uska dairakar kitna hai. Kya wo adda-da yuadidu, yani gin-gin
08:55kar maal rak raha hai, chahe wo halat-e-ibadat mein hai, namaz ki halat mein hai, tilawat-e-quran
09:01kar raha hai, durood-e-paqh par raha hai. Us doraan uski soch aur fikr usi mein mubtila
09:04hai, ke mere paas kitna maal hai, aur mujhe mazeed kitna kamana hai. To is hawalay se
09:09shariyat-e-mutahira hum logon ka muhasaba karti hai, basically observe kiya jaata hai,
09:14ki hum log kya soch rakhte hai. Ab jab Sufi-e-karam ki aapne baat kiye hai, to unhone maal ki
09:20muhabbat ki muzzammat isliye farmaya hai, kyunki uski wajah yeh hai, uske saath connected
09:25to aafaat hai, jo hume yaad-e-ilahi se ghaafil kar deti hai, zikr-e-ilahi se door kar deti
09:30hai, kyunki aap dekhe ki farmaya gaya ki jab hum Allah ke wali ki majlis maa baithe hain,
09:34to apne mann ke pyaale ko dho kar baithe hain, saaf kar ke baithe hain, taaki Allah-e-Rabbul-Izzat
09:39ki anwar ki jo kirni hai, kuch zarah hume bhi hata ho jaye, hum bhi naik aur acche musalmaan
09:43banne ki sahi kar sake, hamara bhi naikiyon ki taraf rujaan ho, buraayon se raghbat kam
09:48ho, raghbat-e-duniya kam ho, aur hum bhi maashray mein acchaayi hukam dene wale aur buraayi se
09:53bachne wale banne sake, ab mann ke pyaale ke dho kar baithna iski kya hikmat hai, dekhe
09:58glass paani se bhara hua hai, mazeed usme paani dalenge to wo gir jayega, usme capacity nahi
10:02hai, jab hamara dil qasafaton se pur hoga, zainabub-e-maal se, duniya ki muhabbat se,
10:07to usme Allah-e-Rabbul-Izzat ki nuraniyat kaise aayegi, isliye dil ko khaali karna zaroori
10:11hai, kyuki safayd rang ke kapde ko to kisi bhi rang mein ranga jaa sakta hai, lekin kaale
10:15rang ke kapde ko kisi aur rang mein nahi ranga jaa sakta hai, aur kya hi khubsurat baat kisi
10:19ne kahi hai, ki kami dene wale mein nahi, lene wale mein hoti hai, to gubbe maal ki jo
10:24chahat hai, jo muhabbat hai, wo insaan ko Allah ke zikr se, uski tawajjo se, uski yaksui se
10:29ghaafil kar deti hai, insaan disturb ho jata hai, aur jo ruhani madarij wo tay kar ra
10:34hota hai, usme disturbance aa jati hai, kyuki insaan ka nafs, ek chote bache ki maanid
10:38dar khwaishat, dar khwaishat, hazrat umar bin abdul aziz ke paas aate hain, muslima bin
10:44abdul malik, aur wo firmaatein ki aapne apni olaat ke liye kya chhoda hai, to aap kitna
10:48khubsurat jawab detein ki maine Quran-e-paag chhoda hai, agar wo laaik honge to iski taalimat
10:52par amal karenge, aur kamyabi aur surkrui unka mukadar banti chale jaayegi, lekin agar
10:57wo naa laaik honge to main unke liye jitna bhi maal chhod jata hai, wo usko bhi tabaak
11:01hai, to ala inna awliyaan laahi laa khawfun alayhim wa laahum yaa zanoon, na unko mustakbil
11:05ki fikr hai, na maazi ka koi gaam aur andesha hai, yahaan bohot pyaara waqia, hazrat sheikh
11:09abdul qadir ji lani r.a. nuh ke hawale se, mera zihan ke naqshah pe jalwa gar ho raha
11:14hai, ki jab unko aakar ittila di jati hai, ki aapka jo tijarti kaafla hai, usko shikast
11:19hui hai, to wo apne dil ki taraf dekhte hain, aur kehte hain alhamdulillah, aur jab bataya
11:23jata hai later on, ki usko to dugna munafa hua hai, to phir bhi apne dil ki taraf dekhte
11:31hai, ki maine dil mein dekha, ki kya maal ke chint jaanne ka gham to nahi hai, lekin
11:35mere dil mein Rab ki mohabbat sewa aur kuch nahi tha, aur jab mujhe fatah ki khushqabhi
11:38sunayegi, tab bhi maine yeh dekha, ki mere dil mein maal ki mohabbat to nahi hai, lekin
11:43mere dil mein Rab ki mohabbat sewa aur kuch nahi tha. Isi tarah se Sultan Yahya, jo
11:48Arab ka hukmiraan tha, usse hawale se ikhtisar ke saath waqia quote karungi ki, wo bohot
11:52zyada maal takseem kiya karta tha, to ek darvesh jo kone mein baithe the, jinn ke hawale
11:56se Allama Iqbal ne bhi likha, ki hawa go tundo tez hai, lekin charaag apna jala raha hai,
12:01wo marde darvesh ki haq ne jisko ata ki hai, andaaze khusrvana. To jab wo usko dene lagte
12:07hai na, jab wo apna kashkol lekar aate hai, to jo achrifiyan unki awaaz aate hai, lekin
12:12wo na jaane kahan chali jaate hai. To wo baadshah poochta hai, ki yeh kaunsa pyaala hai, jo
12:16bharta hi nahi hai, to wo firmaate hai, ki yeh insaan ke nafs ka pyaala hai, jo kabhi
12:21seher nahi hota.
12:27Iss waqt ek waqfe par jaana hai, hazir hote hain iss muqtasar se waqfe ke baad.
12:31Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu. Aap dekh rahe hain program Meri Pehchaan,
12:35aur Meri Pehchaan mein aaj hum maalo mata ki muhabbat, yaani hubbe maal ki taalluk se
12:41baad kar rahi hain. Aur yeh jo baat hai na, ki maal ki muhabbat, maal ek zarurat tan jo
12:48humare paas hona chahiye, utna to hona chahiye, lekin haris nahi banna hai uska, yaani sirf
12:53jama karna hai, gin gin kar apne paas rakhna hai, aur usko kharj nahi karna hai.
12:58Doktor sahiba main saath maujood hai. Doktor sahiba, sawal yeh hi hai mir aap se, ki maal
13:02wo daulat ke baghar, zahir hai koi kaam mumkin nahi hai, zaruriyat-e-zindagi hai, bahot
13:06saari cheezein hai, phir yeh kaise mumkin hai, ki insaan maal ke baghar apni zaruriyat
13:11ki takmeel kare, nahi kar sakta, kya kahiyega?
13:14Ki bura na manna hargis tumhari baare mein, ghami maaz se fursat mili to sochenge.
13:22Wah!
13:23Dekhi, bunyadi zaruriyat jo hi insaan ke zindagi mein bahot ahmiyat bhakti hai, aur inki
13:28zarurat aur rahmiyat se inkar nahi kiya jaasakta. Zainab, Allah taala ne bahot si neemate
13:33ata ki, usme se ek neemat malumata bhi hai, daulat bhi hai, lekin yeh zahmat bhi hai,
13:38rahmat bhi hai, imtihan bhi hai, aazmaeesh bhi hai, fitna bhi hai, fasad bhi hai.
13:43Dekhi, hum is baat se inkar nahi kar sakte, ki hum baghar zaruriyat-e-zindagi ke hum
13:48zindagi nahi guzar sakte. Lekin iske liye bhi deen-e-Islam ne kuch usool faza qata ki
13:54hai, ki aap apni zaruriyat ki takmeel ke liye qasb-e-halal ko apnaaye, kisi ke aage
14:00sawal na kare, Allah ki takseem par raazi rahein, jo Allah ne diya hai, sabr-u-shukr
14:05kare, fuzul kharchi na kare, numud-u-numaeesh na kare, ghuroor aur takabbur na kare.
14:10Dekhi, Allah ta'ala ne hume sadqa khairat ka hukum diya, zakat ka hukum diya, isme
14:15hikmat Allah ta'ala ki yeh thi, ki maal ki muhabbat dil se kam aur Allah ki muhabbat
14:19jo dilu mein zyada ghalib rahein. Dekhi, agar kisi shaz ke paas qasb-u-halal se bahut
14:24zyada maal-u-mata jama karta hai, uske paas beshmar daulat ho jati hai, lekin us
14:29maal-u-daulat se muhabbat uske dil mein nahi hoti, to usko bura nahi kaha ja sakta.
14:34Isi tarah, Imam Ghazali firmate hain, ki maal-u-daulat se muhabbat ek saab ki mane
14:39de, isme zahir bhi hota hai, fayda bhi hota hai, aur jo iske nafah aur nukhsaan ko samajh
14:44gaya, wo is par qudrat rakta hai. Yani, isse zainab nafah hasil kare, aur iske nukhsaan
14:49se mehfooz rahein. Dekhi, bunyadi zaruriyaat ki takmeel ke liye, hume qasb-u-halal ko
14:55apnaana chahiye. Deen-e-Islam ne hume yehi ta'aleem di hai ki, apni zaruriyaat puri
15:00karne ke liye, hume najaiz tariha ka nahi istimaal karein. Ki hume kisi ki jeb kaatkar,
15:05kisi se rishwat lekar, kisi se jhoot bolkar, uska haq maarkar, hume apne gharwalon ki
15:10zaruriyaat-e-zindagi puri kar rahein, to isse humara Allah bhi raazi nahi hoga, aur duniya
15:15mein kahin phir hum muh dikhane ke qaabil nahi rahenge. To Nabi-e-Karim sallallahu
15:19alaihi wa alihi wasallam ne firmaya, ki qasb-e-halal ibadat ka darjah rakti hain, inki
15:24barkat se Allah raazi ho jata hai, gunahon se maghfurat firmata hai. Dekhi, Abu Mawiyah
15:30pe the, zainab sankh tarashi ka kaam karte the, to logon ne kaha ki hazarat, aap bohot
15:35boore ho gaye hain, ab ye kaam chhod de, to uspar hon ne kaha, ki doosron ke aage sawaal
15:40karne se betar hai, ya haram kamaayi se apne zaruriyaat-e-zindagi puri karne se betar hai,
15:45ki main apne haaton se mehnat karke khaung. Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wasallam ne
15:49firmaya, kisi ne do dharam ka kapda karida, aur usme se ek dharam haram ka hai, jabtak
15:54ye libaats, ye kapda insan ke tan par rahega, to uski koi dua Allah ki baarga hume kabool
15:59nahi hogi, aur Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wasallam ne shahid firmaya, ki jo shahid apne
16:03boori waaldein ke liye, apne bibi, bachon ke liye, aur kisi se sawaal na karna pade,
16:08soba sawere kasbah-e-halal ke liye nikalta hai, to wo jannat ke raste mein. Nabi-e-Karim
16:13sallallahu alaihi wasallam ke khidmat ne, ek shahz aaya, zainab aur usne Nabi-e-Karim
16:16sallallahu alaihi wasallam se koi sawaal kiya, to Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wasallam
16:19se kaha, ki kaun isse kharidega, to ek sahabi ne mooma ge damo se kharid liya, Nabi-e-Karim
16:23sallallahu alaihi wasallam ne kaha, ki jao, isse jaakar apne liye zurriyat-e-zindagi ke
16:27liye gharwalon ki koi cheez kharido, aur ek kulhadi lekar rao, wo kulhadi lekar aaya,
16:31Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wasallam ne usme dasta banda, kaha, jungal mein jao,
16:35lakdiyan kaato, isse shehar jaakar farod karo, aur apni zurriyat-e-zindagi poori karo,
16:39aur mere paas 8-10 dan baad aana. Zainab jab wo 8-10 dan baad Nabi-e-Karim sallallahu
16:43alaihi wasallam ke khidmat mein haazir hua, to bohot khush tha, kehne, ya Rasool Allah
16:47mujhe toh bohot munafa hua, to Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wasallam nishat firmaaya,
16:51ki kisi se sawaal karne se behtar hai, ki tum apne kulhadi lekar aaya,
16:55to Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wasallam ne usme dasta banda, kaha, jungal mein jao,
16:59lakdiyan kaato, isse shehar jaakar farod karo, aur apni zurriyat-e-zindagi poori karo,
17:03to Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wasallam nishat firmaaya,
17:07ki kisi se sawaal karne se behtar hai, ki tum apne haath se mehnat karke khao.
17:11Dekhi Zainab, jab hum apni zurriyat-e-zindagi poori karne ke liye,
17:15kisi ke aage haath phailate hain na, to dekhi hum zameer ke mujrim ban jaate hain.
17:19Hum kuch bhi na kahe lekin akele mein hum baithte hain, to hamara zameer malamat karta hai.
17:23Hazrat Ali karamallah wajuh se kisi ne poochha,
17:27ki maus se zyada bhi koi takleer de lama hota hai,
17:31Hazrat Ali karamallah wajuh ne firmaaya, ki jab koi safayt poosh insaan
17:35apni zurriyat-e-zindagi ke liye kisi ke aage haath phailata hai,
17:39to lama uske liye maus se zyada takleer de hota hai.
17:43Hum logon ki zurriyat ka khaya lakhein.
17:47Hum apni bhi zurriyat-e-zindagi ka khaya lakhein.
17:51Lekin deen-e-Islam ke usoonon ko madde nazar rakteve,
17:55deeni aur duniyawi talimat ko madde nazar rakteve,
17:59apne zindagi poori karenge,
18:01apne gharwalon ki rizq-e-halal ke zariye
18:03apni zurriyat-e-zindagi poori karenge gharwalon ki,
18:07to aap yaqeen karenge humein sukoon ki neen daayenge.
18:10Jo rizq-e-halal khaata hai,
18:12wo kabhi neen ki goli nahi khaata.
18:14Rizq-e-halal ki apni taqat hai.
18:17Apni taqat hai rizq-e-halal ki.
18:19Sukoon ki neen se hota hai,
18:20ki bhi humare par na kisi ka karz hai,
18:22na humne kisi ki jeep khaati hai,
18:24na kisi ka haq maara hai.
18:26To humne yeh bhi padha,
18:28ki tijarat mein barkat hai.
18:30Aur hum baar baar yeh humne lafz istimaal kiya,
18:33zurriyat-e-zindagi.
18:34Lekin abhi hum dekhte hain,
18:36ki hum zurriyat-e-zindagi se bohot zyada aagey bar gaye hain.
18:40To apni zurriyat ko bhi mehdood karne ki bohot zyada zaroorat hai,
18:44kyunki maal ko jama karne ki jo haris hai na,
18:48jo havis hai,
18:49usko pasand nahi kiya,
18:50deen-e-islam ne.
18:51Aur maal ko fitna karar diya.
18:54Allah ke Rasool Sallallahu alaihi wasallam ne,
18:57irshaad firmaaya,
18:58ki har ummat ka ek fitna hai,
19:00aur meri ummat ka fitna maal hai.
19:03Yeh sawal lekar aapke khidmat mein hazirun.
19:05Zarmina,
19:06iss qaul ke hawale se,
19:08jo Rasool Allah Sallallahu alaihi wasallam ka irshaad hai,
19:11kya aap firmaayengi iski wazaahat?
19:13Bohot shukriya Zainab.
19:15Dekhin aaj kal hum mulahiza karte hain,
19:17mushahida karte hain,
19:18zamane ke andar ke bohot saare fitne dekhne ko milte hain.
19:21Jisme se sabse bada fitna maal hai.
19:23Aap Sallallahu alaihi wasallam ne,
19:25apne firmaan mubarak ke mutaabik,
19:27hum explain kar di,
19:28aur wazaahat kar di.
19:29Surah Taghabir me irshaad firmaaya gaya,
19:31ki tumhari aulad aur maal,
19:33tumhari liye fitna hai,
19:34aur aazmaish hai.
19:35Kyunki aisi aazmaish hoti hai Zainab,
19:37jisse nikalna bohot mushkil ho jata hai.
19:39Aur Aap Sallallahu alaihi wasallam ne firmaaya,
19:41ki insaan ko maal halaqton ki jaanib le jata hai,
19:43mafum-e-adees hai.
19:44Kyunki insaan usme itna mustaghraq aur mehb ho jata hai,
19:48Istara Ahya-ul-Uloom ki andar,
19:50Zaid-e-Isa alaihi wasallam ke kuch aqwaal hain,
19:52jo unhone maal ki iss nisbat ke hawale se,
19:54Imam Ghazali rahmatullahi alaihi wa sallam ne,
19:56quote ki hai.
19:57Toh beyaan firmaatein,
19:58Zaid-e-Isa alaihi wasallam ne firmaaya,
19:59ki sabse pehla toh ye hai,
20:00ki insaan maal ki taghodo mein,
20:02struggle mein masroof hota hai,
20:03chahe wo riske halal hi kyun na ho.
20:05Lekin us struggle mein itna mehb ho jata hai,
20:07ki wo jo duration hai na,
20:08wo time hai,
20:09wo obviously yaad-e-ilahi se door hota jata hai.
20:12Aur usmein aise bhi stages aati hain,
20:14Zainab ki halal aur haram ka difference rawa rakhna,
20:17bahut mushkil hota chala jata hai.
20:19Phir doosri stage ka zikar kiya gaya,
20:21ki ab usne maal toh kamaal liya,
20:22riske halal.
20:23Haram se bhi bach kiya,
20:24Allah ka shukar hai.
20:25Ab wo ek aur cheez ke andar mubtila ho jata hai,
20:28wo kya hai,
20:29ki ab mai maal ko kharj kaise karun,
20:30rishtadaron par,
20:31deegar logon ki madad hai,
20:32mujse koi kota hi na ho jaye,
20:34toh usi taghodo mein,
20:36usi tension ke andar goya mubtila ho jata hai,
20:38toh us duration mein bhi,
20:39wo Rab ki yaad se,
20:40aur us ke zikar se ghafil ho jata hai.
20:42Phir third stage aati hain,
20:43jab usne maal bhi achche andaaz mein takseem kar diya,
20:46according to the teachings of,
20:47Allah and Rasool Allah sallallahu alaihi wa sallam.
20:49Phir doobara se usi struggle mein mubtila ho na,
20:52ki ab mai doobara se maal kamaa hun,
20:53doobara se mai unko gin ke rakun,
20:55doobara se mai kharj karun,
20:56toh is samam duration ke duran,
20:58uska kitna bada khasara hai,
20:59ke wo Rab ki yaad se,
21:01aur us zikar se mehrum raha,
21:02goya wo sukoon se,
21:03rahmat-e-ilahi se mehrum raha.
21:05Phir hum yeh dekhte hain,
21:06jiska aapne bhi bada accha important point uthaya hai,
21:08ki hum saada zindagi ko chod kar,
21:11tayi shaad ka shikar ho gaye hain.
21:13Jaise insaan ko pehle,
21:14acchi saada zindagi mili bhi hai,
21:16khaana hai,
21:17libaas hai,
21:18ab usko accha libaas chahiye,
21:19ab usko aur function ke liye,
21:20different cheezin chahiye,
21:21ab gaadi bhi ho ni chahiye,
21:22achche area mein ghar bhi ho na chahiye,
21:23toh insaan luxuries ki taraf,
21:25mubtila ho jata hai,
21:26us taraf chal nikalta hai.
21:27Aur phir jab halal sources se poora nahi kar pata,
21:30toh zainab haram zaraik ko ikhtiyar karna shuru kar deta hai,
21:33rah-e-ittidal ko chod deta hai,
21:35phir wo asraf aur tabzeer se bhi kaam leta hai,
21:37jiska mana kiya gaya,
21:38phir wo fuzool kharchi bhi karna shuru ho jata hai,
21:40namood-o-numaish,
21:41riyaakari,
21:42dikhaawa,
21:43kitni mukhtalif soorte hain,
21:44jo maal-o-daulat ki jo hirs-o-havis aur muhabbat hai,
21:47wo is fitno mein usko mubtila karti chali jati hai.
21:50Ab agar wo fuzool kharchi karta hai,
21:52toh fuzool kharchi karne wale ko shaitaan ka bhai karar diya gaya hai,
21:55phir wo yateem ka maal bhi harap karna,
21:58ya usko ghalat andaas se istamaal karna shuru kar deta hai,
22:01jiske baare mein aaya,
22:02goya yateem ka maal khana,
22:03iske mutraadif hai,
22:04ki aap apne peht mein aag bhar rahe hoon.
22:06Phir agar wo powerful hai,
22:08toh apne mansab ki tamanna,
22:10wo bhi toh ub-e-maal hi hai na,
22:11ub-e-mansab hai,
22:12ub-e-jaah hai,
22:13toh wo doosron ki haq talfi karega,
22:14unko jaiz halal risk aur rozi ki jo sources hai,
22:16unko ikhtiyar karne se rokega,
22:18phir haram ke nukhsanat ka bhi usko saamna karna padta hai,
22:20duaain kabool nahi hoti hai,
22:21ulaat disobedient ho jati hai,
22:23maashara mein bohot saari ikhlaqi buraiyan janam leti hai,
22:25maashara bohot saari jaraim ka shikar ho jata hai,
22:27wo Allah taala ki riza aur khushnoodi se mehroom ho jata hai,
22:30wo ukhravi inamaat se mehroom hota chala jata hai.
22:33Aur jaisi hadees ka mafoom hai ki,
22:34insaan kehta hai,
22:35mera maal, mera maal,
22:36jo usne khaya khatm ho gaya,
22:37jo pehna boh seedha ho gaya,
22:39asal to boh hai,
22:40jo usne apni final destination,
22:41yani aakhirat ke liye de diya,
22:42agar hum ekonomi ke liye bhi maal ko define karein,
22:44to it's a medium of exchange,
22:46yaani iska hum tabadla kar rahein hote hain,
22:48wo aaj humare haton mein,
22:49to kal kisi aur ke haton mein hoga,
22:51to isse,
22:52jo connected fitne hain,
22:53unse baaz rehne ki koshish karne chahiye.
22:55Beshak,
22:56ameen,
22:57ilahi ameen.
22:58Ek waqfe par jaana hai,
22:59hajir hote hain,
23:00is muqtasar se waqfe ke baad.
23:02Assalamualaikum warahmatullahi wabarakatuhu.
23:05Waqfe ke baad,
23:06ek martabah phir,
23:07aap sab ko khushamdeed kahte hain,
23:09hubbe maal,
23:10maal ki muhabbat,
23:11dil se kaise nikaalein,
23:12iss taaluk se hum guftagu kar rahein,
23:14maal ko jamaa karne ki,
23:16tagho daw mein na lagein,
23:18balke sirf utna zaruri hai,
23:20jo aapki zaruriyaat-e-zindagi ko poora kar sakein,
23:23yaani bohot hirz mein,
23:25maal jamaa karne ki,
23:26tagho daw mein,
23:27agar hum apni poori zindagi ko waqf kar denge,
23:30to hum yaad-e-ilahi se mehrum reh jayenge.
23:33Doktor sahiba,
23:34aap irshaad firmahiye,
23:36maal ke jo durst istimaal hain,
23:38ab maal ko kaise durst istimaal kiya jaye,
23:41ki humari jo deeni taalimat hain,
23:44jo humari islami taalimat hain,
23:46wo kya hume dars deti hain,
23:47iss hawale se firmahiye ga?
23:50Dekhi zainab,
23:51Allah taala de ke bhi aazmata hai,
23:53le ke bhi aazmata hai.
23:54Be shuk.
23:56Sabse bodi baatein ki,
23:57hum Allah ki taqseem par raazi rahein,
23:59Allah ne jo bhi hume maal-o-mata diya hai,
24:02usme maqool-e-baat ki adayagi karein,
24:05yateem-o-bewa-o-masakeen-o ka khayal karein,
24:07haram maal se bachein,
24:09matab najaiz tariqah se daulat hasil na karein.
24:12Deeni islam ki buniyadi taalimat mein,
24:15insaniyat ke khidmat ehm taalim hain,
24:18ye azeem akhlaag bhi hai,
24:21aur insaniyat ke jazbe ka jo rishta hota hai ga,
24:24insaniyat ke khidmat ka jo rishta hota hai ga,
24:26logon ke dilon mein,
24:28Allah taala ne,
24:29isko azeem ibadat karar diya hai ga.
24:32Dekhi mujhe Sheikh Saadi ka qaul,
24:34aksar mein kehti hoon ki,
24:35Allah tak pohoshne ke bahus se raastein hai,
24:38maine Allah tak pohoshne ke liye,
24:40Allah ka pasandida raasta,
24:42makhlook se mohabbat ko chunao.
24:44Dekhi Allah taala ke nazik,
24:46sabse pasandida shaks wo hai,
24:48jo Allah ki makhlook ko nafa pohchaye,
24:50gharibon ki madad karein,
24:52bewaon ka khayal rakhein,
24:53logon ki zurwat ke waqt kaam aaye,
24:56bhookon ko khaana khilaye,
24:57isse Allah bhi raazi hota hai,
24:59aur gunahon se maghfurat bhi hoti hai.
25:02Allah taala us basti ki hifazat ki zimmedaari nahi leta,
25:06jahaan par koi sheikh,
25:07soba iss andaaz mein utha,
25:09ke usne raat ko khaana nahi khaaya ho.
25:11Dekhi Abdullah bin Mubarak ke paas,
25:13ik shaz gaya,
25:14aur usne kaha ki,
25:15hazrat mere saath saal se,
25:17mere jissim mein,
25:18pair mein,
25:19ek zakham ho gaya hai ga,
25:20usse musalsal khoon rista raita hai ga,
25:22tohne ka jao,
25:23aise basti talash karo,
25:25jahaan par log paani se mehroom ho,
25:27waha jaakar kooan khudwao,
25:29jaise hi paani waha kooan se jaari ho saari hoga,
25:32toh maare paon se khoon risna bant ho jayega.
25:36Dekhi usne wo basti talash ki,
25:38waha jaakar kooan taameer karwaya,
25:41aur usse paani jaari ho saari ho,
25:43toh uska zakham jo tha,
25:44wo sahi ho gaya.
25:45Phir deen-e-Islam humein ye bhi dard deta hai,
25:47ke agar aap ke paas,
25:48Allah taala ne maal-o-mata diya hai,
25:50toh aap haram ko hata de,
25:53aur halal se apne zoriyat-e-zindagi poori karein.
25:56Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ne shahad farmaaya,
25:58jo shakh saram maal se sadqa deta hai,
25:59wo kabool nahi hoga.
26:00Bibi bachon pa khach karega,
26:02toh usme barkat nahi hogi.
26:03Aur agar chod kar mar gaya,
26:05toh wo jahanoon me daakhil hoga.
26:07Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ne shahad farmaaya,
26:09ki Allah taala farmaata hai,
26:10ki dekho mere bandon ko,
26:12gubaar alood halat mein,
26:14doob daraz ilaakon se aaye hain,
26:16aur musse dua kar rahe hain.
26:18Inki dua kaise kabool hogi,
26:20ki inka khaana haram, pehna haram,
26:22wo peena haram.
26:24Allah taala ne aapko maal-o-daulat ata ki hai,
26:26toh aap huqoon ibad ki adaayegi karein.
26:28Waldein ka khayal rakhein,
26:30rishtedaron ka khayal rakhein,
26:32masakeenon ka khayal rakhein,
26:34yatimon ka khayal rakhein.
26:36Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ne shahad farmaaya,
26:38ki masakeenon ki huqoon qada karne wala,
26:40Allah ki rahm-e-jihad karne walon ke barabar hoga.
26:42Ek sahabi
26:44Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hajir hua,
26:46toh kahne ki, ya Rasool Allah,
26:48mera dil bahut sakt hai,
26:50toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ne farmaaya,
26:52ki tum jab khaana khao, toh yatim toh apne saath bithao,
26:54uske sar par daste shafqat rakho,
26:56uski zurriyate zindagi poori karo,
26:58Allah taala tamare dil ki sakti
27:00door karke,
27:02usme rahm peyda farmaa denge,
27:04ki yehi hai ibadat,
27:06yehi deen-o-eema,
27:08ki kaam aaye duniya mein,
27:10subhan Allah
27:12yaani Apa, agar Allah ne aapko
27:14itna maal diya hai,
27:16toh khalq-e-Khuda mein taqseem kije,
27:18bazaar iske ke usko apne paas,
27:20pehtiyon mein barbar karakke,
27:22yaani, aap logon ki madad kije,
27:24jis tarah se aapne ishaad farmaaya,
27:26ab Zarmina, aap se sawal yahi hai,
27:28ki deen-e-Islam ne jo hirs hai,
27:30jo laalaj hai, jo tamah hai,
27:32uski muzammat ki hai,
27:34kya farmaayenge?
27:36bahut shukriya Zainab,
27:38jab maal hamare paas hota hai,
27:40toh is hawalay se waqiah Quran-e-Paak
27:42me Azad Khidr alayhi salam,
27:44Azad Moosa alayhi salam ke hawalay se
27:46hume milta hai,
27:48ki ek diwaar ke niche jo khazana
27:50dabha hua tha,
27:52wa kaana tahtahu kanzullahuma,
27:54aur usko phir Azad Khidr alayhi salam
27:56ne uske diwaar ko seeda kiya,
27:58aur wo khazana un do yateem bachon ka tha,
28:00ki jab wo bade honge,
28:02toh is khazana ko hasil kar lenge,
28:04toh Allah ta'ala ne usse apni rahmat karar diya,
28:06jab maal hamare paas hota hai,
28:08definitely toh hi hum sadaqat ka itamaam kar sakte hain,
28:10hum doosron ki madad kar sakte hain,
28:12ibadat hain,
28:14apne hajj ki adaayegi ka itamaam kar sakte hain,
28:16zakat hum pe obviously wajib ho jati hai,
28:18phir riyasat ka jo istihkaam hai,
28:20uske liye bhi toh maal ki behad zaroorat hai,
28:22aur Quran-e-Paak me farmaayenge,
28:24kooloo washraboo,
28:26ki hum usme se achi achi pakiza cheezein khaa sakte hain,
28:28anfikum min tayyebaat ka bhi zikr milta hai,
28:30toh maal ko baqadr-e-zaroorat,
28:32toh maal ko baqadr-e-zaroorat,
28:34isteh maal kaise karna,
28:36yeh bahut importance rakhta hai,
28:38ab main aapke sawal ki jaanib aungi,
28:40jo hume hirs aur laalaj se,
28:42itama se mana kiya gaya,
28:44hirs Arabic me kaha jaata hai,
28:46aur laalaj isko Urdu me kaha jaata hai,
28:48isse hume definitely mana kiya gaya hai,
28:50abu Ayub Ansari ne aap sallallahu alaihi wa sallam se,
28:52koi naseehat chahiye,
28:54toh aap sallallahu alaihi wa sallam ne farmaaya,
28:56kasrat-e-hub-e-maal se ijte naab karna,
28:58toh aap sallallahu alaihi wa sallam ne farmaaya,
29:00kya tum isbaat ko pasan nahi karte,
29:02ki Allah ta'ala ne tumhe qurbe-e-ilahi ki daulat se nawaz rakha hai,
29:04hazrat Abdur-Rehman bin Auf r.a.
29:06ki hawale se milta hai,
29:08ki woh tawaf-e-Kaaba ke duran yeh dua karte the,
29:10ki ya Allah hirs se bachana,
29:12kyunki zahir hai yeh haqtalfi ki jaanib,
29:14yeh jhoot ki jaanib,
29:16yeh riyaakari dikhawa ki jaanib insaan ko le jaata hai,
29:18hazrat Isa a.s. ke bhi kuchak wale sawale se,
29:20humaari rehnaumai karte hai,
29:22phir hum dekhte hai ki surah-e-Ma'arij me farmaaya gaya,
29:24ayat 17 se lekar 21 tak,
29:26insaan ko haris karar diya gaya,
29:28aur phir al-haak-u-muttaqasuroo ki zyada ki chahat ne,
29:30tumhe dhokay-me-mubtila kar diya hai,
29:32aur tumhara peht tab bharega,
29:34ayat ka mafoom hai,
29:36ki jab tum goya kabr me jaa pahunchoge,
29:38phir is tariqah se farmaaya gaya ki,
29:40jo sona aur chandi insaan jama karta,
29:42usko Allah ki raah mein kharch nahi karte,
29:44toh qiyamat ke roz tauq bana kar,
29:46is tarah se surah-e-Aadiyaat me bhi,
29:48humaari is hawaale se rehnaumai farmaayi gayi hai,
29:50ki jo bahut zyada shiddat rakhi jaati hai,
29:52insaan shadeed hub-e-maal ki khwahish,
29:54aur shadeed uss muhabbat mein,
29:56mubtila nazar aata hai,
29:58aur phir hadith-e-mubarika ka mafoom bhi,
30:00humaare saamne ki insaan ke paas,
30:02sone ki bharevi do baadiyan ho,
30:04toh wo teesri ki tamanna karega and so on,
30:06aur phir bhooka bhediya,
30:08bakriyon ke rewar ko itna nuksaan nahi ponchaata,
30:10jitna maal ki jo hirs hai na,
30:12ki nekiyon ko tabah-o-barbaat kar deta hai,
30:14kyunki aap zainab dekhe,
30:16insaan maal hi ko asal-sarmaya samajhna shuru kar deta hai,
30:18ki yehi mera asal-sarmaya hai,
30:20hala ki haqiqat iske bilkul paraks hai,
30:22jab aap sallallahu alaihi wa sallam ne poocha sahab-e-i-karam se,
30:24ki haqiqi muflis kaun hai,
30:26toh aap sallallahu alaihi wa sallam ne ye bhi,
30:28ushaat warma hai ki haqiqi muflis wo nahi hai,
30:30jiske paas maal nahi hai,
30:32balke wo hai ki jiske paas hasanat,
30:34aur nekiya nahi hai,
30:36toh aap sallallahu alaihi wa sallam ne khol ke bayan kar di,
30:38aur aap sallallahu alaihi wa sallam ki hadees ka mafoom hai,
30:40ki jab ek insaan duniya se chala jata hai,
30:42uske teen dost hota hai,
30:44jo ek toh usse foran chod jata hai, wo uska maal hai,
30:46doosra uske rishtedar hota hai, kabar tak uske saath,
30:48teesra, jo kabar mein bhi uske rafiq aur madadgar rehenge,
30:50wo uski nekiyan, uski hasanat hai,
30:52aur hadees ka mafoom hai,
30:54ki agar ek insaan,
30:56raah-e-khuda mein jata hai,
30:58aur maal kamata hai,
31:00is nazriye ke saath,
31:02wo mujhe kisi se sawal na karna pade,
31:04mahtajgi ke khawf se,
31:06aur is tarah se,
31:08ki main apne hamsaayon ki madad karunga,
31:10unke saath meharbani karunga,
31:12toh wo Allah se is tarah se mulaqat karega,
31:14ki goya uska chehra chaudvi ke chaand ki maanid roshan hoga,
31:16aur iske baraks, agar ek insaan isliye maal kamata hai,
31:18ki main dikhawa karunga, fakar karunga,
31:20toh wo Allah taala se is tarah se mulaqat karega,
31:22ki goya Allah taala ke ghazab ka usko saamna karna padega,
31:24toh Allah ke kisi nek banday ko kisi ne sataya na,
31:26toh usne baddua di ki,
31:28ja Allah toh je bohot saara maal ataak karega,
31:30aur Hazrat Hassan Basri farmaatein ki,
31:32jab deenaar banaye ke,
31:34toh shaitaan ne uthaakar,
31:36aankhon se lagaakar chumein,
31:38taak ke insaan ko baikana aasaan ho sake,
31:40aur yaha main apni baat ko complete karungi,
31:42ki humein isi ko apnana hai,
31:44jo humein aadi se mubarika ki,
31:46roshni mein rehnumai ki ki,
31:48kulfid duniya ka anna ka kareeb,
31:50au aabiras sabeel,
31:52ki hum toh duniya mein zainab is tarah se,
31:54apni final destination,
31:56yaani aakhirat ki jaanat chala jata hai,
31:58aur jab hum musafir ki tarah rehen,
32:00toh fir maal bhi utna hi jamaa karein,
32:02taak ke humein safar mein mushkil na ho,
32:04toh yeh safar toh bada aarzi hai,
32:06toh utna hi maal ho ata jamaa karein,
32:08ki hum aasaani se is safar ko guzaar sakein,
32:10doktor sahiba koi muqtasar sa message dena jayein,
32:12Allah taala ki naimaton mein,
32:14ek azeem naimat daulat bhi hai,
32:16Allah taala jab kisi ko maal ho daulat ata farmaaye,
32:18toh isse apne paat jamaa karne ke bajaye,
32:20insaaniyat ke khidmat ke liye waqf kar dein,
32:22isse aapki duniya aur aakhirat dono samar jayegi,
32:24rakte hi jo auron ke liye pyaar ka jazba,
32:26wo log kabhi toot kar bikra nahi karte hain,
32:28beshak, subhanallah, subhanallah,
32:30zarmeena aap kya message dena chahengi,
32:32aaj ke iss mauzoo ke hawale se kahiye gaya,
32:34hazrat Ali r.a.w. ka farmaan hai,
32:36ki rishton ko maal par qurbaan na karo,
32:38maal ko rishton par qurbaan karna seekho,
32:40aur waise bhi yeh zindagi aarzi hai,
32:42toh isse aapne paat jamaa karne ke bajaye,
32:44toh isse aapne paat jamaa karne ke bajaye,
32:46toh isse aapne paat jamaa karne ke bajaye,
32:48toh isse aapne paat jamaa karne ke bajaye,
32:50toh isse aapne paat jamaa karne ke bajaye,
32:52toh isse aapne paat jamaa karne ke bajaye,
32:54toh isse aapne paat jamaa karne ke bajaye,
32:56toh isse aapne paat jamaa karne ke bajaye,
32:58toh isse aapne paat jamaa karne ke bajaye,
33:00toh isse aapne paat jamaa karne ke bajaye,
33:02toh isse aapne paat jamaa karne ke bajaye,
33:04toh isse aapne paat jamaa karne ke bajaye,
33:06yaani maal-o-mata ki soorat mein,
33:08aap ko jo asbaab,
33:10us paak parvardigar-e-aalam ne ata farmaye hain,
33:12toh shukr ka ek tariqa yeh hai,
33:14ke usko taqseem ki jaye,
33:16uski muhabbat na apne dil me jamaa kar rakh liye jaye,
33:18doktor sahiba, aap ki aamat ka bohot shukriya da karungi,
33:20zarmina aap tashreef laayen,
33:22bohot shukriya,
33:24bas khulasa-e-kalaam yeh hai,
33:26ki Allah ki taqseem par raazi ho jaye,
33:28jo Allah ne aapko diya hai,
33:30bohot zyada ki hirs me na pada jaye,
33:32aur hasad se bache,
33:34toh doosron ko agar Allah ne dada diya hai,
33:36toh usko par hasad na kije,
33:38usko kyu aur mujhe kyu nahi,
33:40yeh sawal Allah se aap kabhi na kije,
33:42ki mujhe kyu nahi,
33:44kyunki wo jaanta hai,
33:46kisko kab aur kitna dena hai,
33:48Allah mujhe aur aapko maal ki,
33:50jo muhabbat hain na,
33:52wo hamare dil se nikaal de,
33:54aur bandon ki muhabbat daal de,
33:56Allah ke jo bande hain unki muhabbat daal de,
33:58Assalamualaikum warahmatullahi wabarakatuhu.