• last month
Meri Pehchan

Topic: Chugal Khori ki Mazammat

Host: Syeda Zainab

Guest: Naheed Abrar, Zarmina Nasir

#MeriPehchan #SyedaZainabAlam #ARYQtv

A female talk show having discussion over the persisting customs and norms of the society. Female scholars and experts from different fields of life will talk about the origins where those customs, rites and ritual come from or how they evolve with time, how they affect and influence our society, their pros and cons, and what does Islam has to say about them. We'll see what criteria Islam provides to decide over adapting or rejecting to the emerging global changes, say social, technological etc. of today.

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00As-salamu alaikum warahmatullahi wabarakatuhu.
00:27Jannab, aap dekh rahe hain program Meri Pehchaan aur Meri Pehchaan ki ek nai episode ke saath
00:33aapki mizbaan Syeda Zainab hazir-e-khidmat hain.
00:37Jannab, hum islahi mauzoo ka intikhab karte hain taake hum apni zindagi mein badlao la
00:43sakayin, apni zindagi Islam ke mutaabik dhaal sakayin, apni zindagiyon ko baithar bana
00:50sakayin.
00:51Allah rabb-ul-izzat ne us paak parvardigar-e-alam ne jo insaan ko takhleek firmaaya aur insaan
00:57ki takhleek ka maqsad kya hain, ki Allah firmaata hain ki humne insaan ko isliye takhleek kiya
01:02ki taake tumhe aazmaayin, ki kaun khair ke raaste par hain, kaun shar ke raaste par hain,
01:08kaun ache kaam karta hain, kaun neki ke kaam karta hain, aur kaun burai mein muqtila ho
01:13jata hain.
01:14ab agar hum razaail-e-ikhlaaq ki baat karte hain, aur razaail-e-ikhlaaq mein chughal-khori
01:20khaas taur par ik aisa qabi amal hai wo, ki duniya mein jab hum ek doosre ke hawaale se
01:27aisi jhooti, sachi baatein phailate hain, to aapas mein na-ittifaaqiyan paida hoti hain,
01:33aur phir mazeed ikhlaaqi buraiyan, yaani ye jo jad hai na ikhlaaqi buraiyon ki, wo chughal-khori
01:39ke saasat mazeed digar buraiyon mein bhi, ikhlaaqi bimaariyon mein insaan jo hai, wo
01:45muqtila ho jata hain.
01:47ab Allah ke Rasool Sarwar-e-Dualam Sallallahu alaihi wa sallam ka ishaat firmaate hain,
01:52Allah ke Rasool firmaate hain, ki agar mujhe ye andesha na hota, ki tum apne murdo ko
01:58dafn karna chhod do, to aap soche mafoom-e-hadees pesh kar rahi hun, aur raunte khari kar dene
02:04wali ye hadees hai, ki Allah ke Rasool firmaate hain, ki agar mujhe ye dar na hota, ki tum
02:10apne murdo ko dafn karna chhod do, to main Allah se iltejaa karta, ki wo tumhe dikhaa
02:14de, ki qabr mein murdo ke saat kaisa maamla ho raha hai, yaani jab chughal-khor, kisi
02:20bhi doosre shaks ki chughal-khori karta hai, azaab-e-qabr mein muqtila hota hai, Allah
02:26Rabbul Izzat ne is baat ko itna na pasand firmaaya hain, Rasool Allah Sallallahu alaihi
02:33wasallam ne is baat ko itna na pasand firmaaya hain, ki ek momin ko, jab hum mazeed guftagu
02:39karenge is topic par, to aap dekhenge, ki kitna bura amal hai, aur kitne fasaadaat is hawaale
02:45se society mein ho jaate hain, insaan ke apne liye bhi, maushree ke liye bhi, har tarahan
02:49se ye ek bura amal hai. Chughal-khori ki deen-e-Islam kis tarah muzzammat karta hai,
02:54aaj ka hamara ye unwaan hai, mauziz behmaan shaksiyaat humaaye saath maujood hain, aur
02:59wo bila shuba kisi taaruf ke muhtaaj nahi hai, most senior scholar hai, ARYQ TV ki
03:04Dr. Prof. Naheed Abrar sahiba, welcome karte hain, Assalam-o-Alaikum warahmatullahi wabarakatuhu.
03:09Aapa khairiyat se hain, meri pahichaan mein aapko khushaamdeed kahte hain,
03:13unke saath janaab jo shaksiyaat raunak Afroz hain, joda gana andaaz-e-takallum hain,
03:19khub guftagu firmaati hain, Zarmina Khakvi humaaye saath maujood hain, welcome karte hain,
03:23Assalam-o-Alaikum warahmatullahi wabarakatuhu. Waalaikum-assalam Zainab,
03:25welcome karte hain, Zarmina meri pahichaan mein aapko bhi. Aapko yeh ishaat firmaat dijiye,
03:30sabse pehle, ek to chughal khori se kya muraad hai, sabse pehle to aap humaari bainon ko yeh
03:36bataiyega, phir Quran-e-Majeed, Furqan-e-Hameed mein chughal khori ki kis sarah muzzammat ki gayi
03:41hai, firmaaye. A'udhu billahi minash shaitanir rajim, Bismillahir Rahmanir Rahim,
03:49isse muraad, chughal khori se muraad wo shakhs hai, jo ek ki baat doosre ko pahachakar,
03:56badgomaniya pehda karta hai. Dekhi Zainab, isse mohpate khatam hoti hain, kadurate badti hain,
04:03badgomaniya pehda hoti hain, ranjishen badh jati hain, dushmaniya pehda ho jati hain,
04:09aur phir yeh dushmaniya nasal dar nasal chalti hain. Chughal khori se muraad wo shakhs hai,
04:14jo apne bhai ke baare mein wo baat kahe, jo isme na payi jati ho. Doosron ke raas ko afsha
04:22karna, aur inki chhupiwi baaton ko zahir karna, jisse wo na pasand karta ho, chughal khori kehlaati
04:29hai. Isliye Quran-e-Majeed mein chughal khor ko faasiq karar diya gaya hai, chughal khori
04:38ke amal ko ikhtyaar karne wale ko haram kaam se tajbi di gayi hai, isse gunah-e-kabira karar
04:45diya gaya hai. Quran-e-Paq mein Allah-ta'ala ishaat farmata hai, aise shaz ki bil khusus
04:52koi baat na maanein, jo jhooti qasmein khaane wala, taana dene wala, aur chughal khori karne
04:58wala ho. Quran-e-Paq mein Allah-ta'ala ishaat farmata hai, chughal khor badz zabaan aur
05:03neech-e-tabqa se taaluk rakhne wala hota hai. Quran-e-Paq mein Allah-ta'ala ishaat farmata
05:09hai, ki jab faasiq tumhare paas aakar koi baat kahe, toh iski tahqeet kar liya karo.
05:16Dekhiye zainab, Quran-e-Paq mein lakdiyan uthane wale ka bhi zikr maujood hai. Yahan
05:21lakdiyan uthane wale se murad Abu Lahab ki bibi hai, jo bahut chughal khor thi. Aur chughal
05:28khori ko lakdi se isliye tajbi di gayegi, ki jistahan lakdi se aag bhadakti hai, istahan
05:34chughal khoriyan karne se dushmani ki aag bhadakti hai. Isliye is amal ko faasiq amal karar diya
05:40gaya hai ga. Hazrat Umar Farooq r.a. anhu ke paas ek shaghs aaya, aur usne kisi ki chughli
05:47ki, toh Hazrat Umar ne kaha, ki tumne iski tahqeet kar li, toh usne kaha, nahi maine
05:53toh uski tahqeet nahi ki, toh ne kaha ki, bakar tahqeet ki, kisi ke baare mein koi baat nahi
05:58kiya karo, wanna tere liye ek guna lik diya jayega. Toh Hazrat Umar Farooq r.a. anhu
06:05ne us shaghs se kaha, ki tu Allah se tauba kar, toh us shaghs ne Allah se tauba ki, aur
06:09Hazrat Umar Farooq r.a. anhu ne bhi us shaghs ko maaf kar diya. Isi tarh Hasan Basri r.a.
06:16farmate hain, ki ek aisi mazmoom bimari hai, jo shagh teri burai, tere saamne kisi ki aakar
06:22burai kar takta, toh yeh sochh ki teri kehi bhi baat, doosron tak pahucha takta hai. Isliye
06:28aisi shaghs se jo hai, wo muhtaat rehna chahiye. Hazrat Ibaad r.a. ke paas kisi shaghs ne
06:34ek ruqqa bheja, jisme likha tha, ki falan yateem ke paas bahut maal hai, aur isse maal
06:40hasil ka liya jaye, yehne le liya jaye. Toh Hazrat Ibaad ne us ruqqa ke peeche jawab
06:45mein likha, ki agar wo maal yateem ke paas jaiz hai, toh Allah isme barkat ata farma.
06:51Agar tu isse najaiz tariqah se apne hisse me le lena chahata hai, ya najaiz tariqah
06:57se isse kabza karna chahata hai, toh tere upar Allah ki laanat hai. Isi tarah ribayat
07:03hai ki ek buzurk apni kisi doos se mulaqat karne unke ghar par gaye, jaisi wo gaye
07:08te unke doos ne unke bhai ki chughal khoriyan karne shuru kar di, toh kehne lage ke aapne
07:13bahut badi chughali ki aur teen bade gunah kiye. Ek toh aapne mere bhai ke dil me nafrak
07:22mere dil me pehda kar di, toh doosra yeh ke aapne usse mera dil bura kar diya, wo tise
07:28ke ab meri nikah me aapki sharafat ki koi haisyat nahi rahi. Toh yeh ek aisi mazmoom
07:34bimari hai jo bade bade gharon ko barbaat karte hai, yaqeen karein yeh rishteyin naate
07:39khatam ho jate hain, log ek doosre ko aise dushmaniyan rakhne lagte hain, log ek doosre
07:44ko chehra dekhna gawara nahi karte hain, aur pe jib koi shahk zainab boss ban jata hai,
07:49toh log tarah tarah ki chughaliyan lagana apna awaleen fardh samajhte hain, agar wo
07:54kapde kharab pehne toh sir aap toh bahut achche kapde pehne hain, aap se zyada toh haseen
07:58koi nazar nahi aara, ya fala shahk sahab ke baare mein yeh keh raha tha maine aapko
08:02form bata diya, yani chughal khuri karna aur dilon mein badgumaniyan pehda karna, ranje
08:07se pehda karna, wo apna awaleen fardh samajhte hain, toh Allah taala se yehi dua hai, ki
08:12Allah taala humein is mazmoom bimari se bachne ki taufiq ata farma, aur dekhi zainab iska
08:18wahid hal maine yeh socha hai, ki jo shahk aakar aapke saamne kisi ki chughali kare,
08:24kisi ki burai kare, toh se kehdein ki dekhi aap apni baat karein, aap apni gunahon mein
08:29kyun izhaafa kar rahein, aur jab hum kisi ki chughali aur burai tawajje se nahi sunenge
08:34na, aur usse no lift karenge, toh aap yaqeen karein, ki saamne wale ki jurat nahi hogi
08:39kisi ki burai kardein, toh Allah humein is burai amal se bachne ki taufiq ata farma.
08:44Ameen, ameen. Aapka badi achi aapne baat farmai hai, ki hum bade khamoshi ke saath aur magar
08:50tawajjo ke saath uske saamne jo hai sar bhi hila rahe hote hai, ki jee jee jee jee karke,
08:55aur hum keh rahe hote hai ki bhi humne toh kuch nahi kaha, us falan shakhs ne kaha tha,
08:58yaani aap saaf us gali se nikal jaate hain, aur wohi baat uski quote karke kahi aur bata rahe
09:04hote hain, yaani woh chughali jo kisi ne aapke saamne ki, aapne kisi aur ke saamne ki,
09:07aap barabar ke sharik hai us baat mein, Allah hu Akbar. Zahir hai, jab hum kisi se kisi
09:12ki baat kartein, toh humara dil mehla ho jata hai, dil mein buraiyan janam leti hain.
09:16Zarmeena, aap humaise saath maujood hai, ishaat farmaiye, ki hadith-e-mubarakah ki
09:20roshni mein, chughal khori ke hawale se, Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ki
09:24kya ishaadat milte hain, farmaiye. Bahut shukriya Zainab, Bismillah-e-Rahman-e-Rahim,
09:29aaj ka mauzoo ek mardaba se phir bahut aham islahi mauzoo hai, ki hum Quran-o-Sunnat ki
09:34roshni mein apni shakhsiyat ke hawale se jaan sake, ki khuda na khasta kahi koi kami hai,
09:38kota hi hai, toh hum saab apni islah kar sake. Acha chughal khori ke hawale se jab
09:42hum baat karte hain, toh hadith ka mafoom hai, chughal khor, yaqadurat dil mein rakhne wala,
09:46ya bughz rakhne wala, jannat mein daakhal nahi hoga. Toh dekhein hum saab Aka alaih-e-salaatu-wa-salaam
09:50ke muhabbat ke daavedar toh hain. Lekin huma yeh sochna hai, ki hum dil mein ishq ka daawa
09:56karte hain, ishq-e-Mustafa sallallahu alaihi wa sallam ka, aur ussi dil mein bughz bhi ho,
10:00khuda na khasta kisi ke liye. Humare kisi sentence se koi insaan hurt ho, jo Rasool-Allah
10:06sallallahu alaihi wa sallam ka ummati hai. Aur issi tarah se hum kisi ke character ke
10:10hawale se, ya uski personality ke hawale se, koi bhi halki baat kahein, uski abroo-razee
10:15karein, uski abjoee karein, uski chughal khori karein, toh yeh jaan lena zaruri hai,
10:18ki musalman ki, ya momin ki tarif yeh hai, ki uske dil mein yeh tamaam roohani bimariyan
10:24nahi sama sakti. Phir aap sallallahu alaihi wa sallam ke jo roshan farameen hain, jo irshadat
10:30hai, wo hum sab ke liye mashal iraah hain, dilon se kasafte aur kadurte nikal jate hain,
10:35dil munawar aur muattar ho jate hain. Aap sallallahu alaihi wa sallam ne firmaaya, muslim
10:39ki hadith hai, aur jiska mafoom hai, ki har peer aur jumiraat ko, insaan ke naam-e-amaal
10:44Allah ki bargah mein pesh kiye jate hain. Sab logon ki bakshish ho jate hain, lekin
10:48un chand logon ki bakshish nahi hoti, jo kisi mein sulah na karwane wale ho, ya badzani
10:53create karke, ek doosra se badzan, ya badguman karke, chughli ki wajah se, ya ghibat ki
10:59wajah se, is burai ka irtaqab karne wale ho, ya ladaai karwane wale ho, to unki sulah,
11:05unki bakhshish nahi hoti. Phir hum yeh dekhte hain ki dekhe, zainab, har insaan mein khubiyaan
11:10aur khaamiyaan maujood hoti hain, to hum is cheez ko, bajaya iske ki hum kisi ek kone
11:14mein discuss kar rahe hain, doosre mein kar rahe hain, hum ikhlaaqi jurat dikhayein,
11:17us chaks ke saamne chale jayein, uski islaah karein, usko neki ka hukam deyin, usko burai
11:22se rakhne ki koshish karein, ho sakta hai ki wo islaah hamare liye bhi achi ho jaye,
11:26aur saamne wala bhi sudhar jaye, kyunki Allah rasool sallallahu alaihi wa sallam ko chugal
11:30khori bilkul pasand nahi hain, wa illa li kulli hu mazaat illo mazaat, tabahi aur barbadi
11:34aise ishqas ke liye jo peet peeche kisi ki abroo rezi karte hain, chugli karte hain,
11:39aur aamne saamne ho to taana zani se kaam lete hain, aur wail mufassiri nikaraam ka
11:43kahna hain ki aise doozakh ki wadi hai, jiske andar chugal khoron ko rakha jaayega.
11:48Waleed bin Mughaira ek mushrik tha, aur uska sakht andaz mein tazkira kiya gaya hain,
11:53kyun kiya gaya hai, kyunki wo chugal khori karta tha, chugliya ek jagah se doosri jagah
11:57lekar jaaya karta tha.
11:58Aap sallallahu alaihi wa sallam ne firmaaya ki chugal khor janat mein daakhil nahi hoga,
12:04aur ek aur hadees ka mufoom hai ki lagai bujai karne wala shakhs janat mein daakhil nahi
12:09hoga.
12:09Isi tarah se beshumara hadees-e-mubarakah hain.
12:11Hazrat Abu Hurairah razi allahu ta'ala anhu se riwayat hai ki Akaal-e-salat-o-was-salam
12:15ne firmaaya ki tum aise acha shakhs wo hai, jiske ikhlaakon kirdaar ache ho, ulfat ka
12:19mohabbat ka maamla rakne wala ho, aur bura shakhs wo hai jo doosron ki peet peeche nahak
12:24abjoyi karta hai.
12:25Abu Zar razi allahu ta'ala anhu firmaatein hai, jo kisi ke peet peeche nahak abjoyi karta
12:29hai, toh uska thikana dozakh hai.
12:31Aur aise logon ko napasand kiya gaya hai, kyunki Aap sallallahu alaihi wa sallam ne
12:35firmaaya, chugal khori insan ke imaan ko is tarah se kaat deti hai, jaise charwaha
12:39darakht ko kaatta hai.
12:40Allahu Akbar, yaani kitna qabih amal hai, chugal khori karna, taalukat ko kharab karna
12:47Assalamu alaikum warahmatullahi wabarakatuhu, Aap dekh rahe hain program Meri Pehchaan
12:57aur Meri Pehchaan mein ek martaba phir aap sabko khushaam det kehte hain.
13:01Mai hun aapki majbaan Syeda Zainab, mehman shaksiyaat humaayi saath maujood hain, aisi
13:06scholar hain, ki mai chahati hun khas taur par, ki jab yeh in mauzuaat par kalaam karti
13:12hain aisi shaksiyaat, to kahi na kahi humare dil par jo hai wo baatein asar karte hain.
13:16Dr. Naheed Abrar sahiba maujood hain, Zarmina Khakpi sahiba humaayi saath maujood hain.
13:21Aapa fee zamana khas taur par, jab hum iss society mein rehte hain, jiss society ka hum
13:26hissa hain, aur kahi na kahi inn baaton ka bhi hum hissa hain, hum apni bhi islaah ki
13:30poshish kar rahe hote hain.
13:31Aapa iss society mein, badi maazat ke saath, ek jumla lagai, bujai ka, khas taur par yeh
13:36jumla istamal kiya jaata hai, ek ki baat doosre ko kehna.
13:42Chughal khori karna, iss hawaale se jo humaari society mein aapa surat-e-haal nazar aari hain,
13:47badi naazuk aur bahut khatarnaak bhi ho gayi hain.
13:50Kya kehengi iss hawaale se?
13:52Zainab, chughal khori ek laa ilaaj bimaari hain.
13:56Maashira mein kuch log aise hain, jab tak wo ek baat doosre tak na pahucha deyen, unka
14:02khaana hazam nahi hota.
14:03Ke behen aapko bata rahe hain, aap apni tak rakhiye ka, kisi aur ko nahi keh ka,
14:08phir phone karke yehi baat doosron tak pahucha deyen.
14:10Aapko bata pehle wo chaar jagah bol chuki ho gayi hain.
14:12Chaar jagah bol chuki ho gayi hain, yehi buri aadat hain, isse dilon mein badi naittifaakiyan
14:16pehda hoti hain, ranjishe pehda hoti hain, rishte naate khatam ho jaate hain.
14:19Dekhi iss mein ek sabse badi wajah jo hai, wo tarbiyat ki kami hain.
14:24Humne kuch gharon mein dekha ki ghar ke waaldein aur buzurg jo hain na, wo bachon ke saamne
14:29baith kar khaandaan ki buraiyaan karte hain, ki beta tumhari khaalai aise thi, tumhari
14:34phoopi aise thi, humari rishtadar aise thi.
14:36Bachon mein yeh cheez bachpan se develop ho jaate hain.
14:39Jab wo shaoor ki manzile tay karte hain, toh phir wo yehi baate jaakar apne doston mein
14:44bataate hain, apne padost mein bataate hain, apne jaanne walon mein bataate hain, ki fala
14:49humein yeh buraiye, fala humein yeh buraiye, hum tumhein bataarein yeh baat kisi se kehna
14:53nahin.
14:54Nabiye Kareem Sallallahu alaihi wa sallam nishat farmaayi ki jo shaf ek ki baat jaake
14:57doosre ko kehta hain, qayamat ke din is haal mein daakil hoga ki uske moon mein aag ki doodh
15:02sub aane hongi.
15:03Toh sabse bade baate hain ki waaldein ka farz hain, ki wo apne bachon ki tarbiyat karen,
15:08unke saamne apne milne julne walon rishtedaron ki buraiye ke pehloon ko ujaagar nahin karen,
15:14balke achhaai ke pehloon ko ujaagar karen, aur achhi baatein bada wazan rakhti hain.
15:20Toh doosra yeh ki zainab deen se doori hobi hain, log saara waqt achhi kitabein, achhi
15:26baatein seekne ki, achhi doston, saara waqt mobile mein lagey rahtenge, moha bhi chokwal
15:31khori ka ek amal jaari rahta hai, phone karke bata jaata hai, ki behn aaj toh long ne bade
15:36achhi kapde pehne the, yeh saamaan unke haan kahan se aaya, miya bibi mein jagda hogaya
15:40toh bataya jaata hai ki uske haan toh miya bibi mein jagda, toh deen se doori, dekhi
15:44Allah humare har amal se waqif hain, lekin uske baad bhi zainab hum doosron ko nukhsaan
15:50pauchana aur buraiya karna jo hai wo nahi chhorte, isi ki jab taqwa, khauf-e-khuda aur
15:56imaan ki taqat dilon se khatam ho jaati hai, toh hum buraiyon ke taraf zyada raagib ho
16:01jaate hain, gunahon se mohabbat karne lagte hain, unekiyon se apna chutka raah hasil karna
16:07chahate hain.
16:08Teri sri wajah hai ki zainab, maal-o-daulat ki hafiz, ek doosre se aagey badhne ka jazba
16:13jo hai, insaan itna khushamat pasand ho jaata hai zainab, ki tarah-tarah ki chugliyan laga
16:19kar apne mafaad hasil karta hai, aur wo chugal-khor ka kirdar ada karta hai, chugal-khori mein
16:25bhi badhi taqat hai, badhe-badhe dil bazzan kar dete hai, aur phir wo ghulam, ibn-e-ghulam
16:30bankar apne khwaishaat poori karte hai, aur apne khwaishaat ka jo hai, wo ghulam ho jaata
16:35hai.
16:35Toh Hazrat Ali karam Allah Wajh-o-Farmaat hai ki apne aapko zururiyaat ki taraf le jao,
16:39khwaishaat ki taraf nahi, zururiyaat toh faqeeron ki bhi poori ho jaati hain, aur khwaishaat
16:45baadshahon ki bhi raah jaati hain.
16:47Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ne farmaya ki insaan ke paas agar do maal se ladhi
16:52badhiyan hoon, toh teesre ki khwaish kare wo, isse iska peht jo matthi ke alawa koi cheez
16:58nahi bhar sakti.
16:59Aur dekhe Zainab, insaan booda ho jaata hai, dekhen iski do khaslat-e-jawan rahti hain,
17:05ek maal ki hiras, aur ek umr ki hiras.
17:08Aur Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ne farmaya ki aqalman shahs wo hai jo apne
17:14nafs ko qaboon mein rakhta hai, aur manne ke baad aise aamaal karta hai jo manne ke
17:19baad iska sawab isse mile.
17:21Lekin bewaqoof shahs apne nafs ka ghulam ho jaata hai, phir wo Allah-taala se jo hai,
17:26wo sawab ki ummeed rakhta hai.
17:28Toh dekhe apne bhi isla karein, apne bachon ki bhi isla karein, buri baaton se bachein,
17:33buri doston se bachein, buri sohbat se bachein, aur jitni zyada aap achhai ke pehloon par
17:39guftago karenge, achhi kitabe parenge, achhi, apne paanch waqt ki namaz parenge, apne baaldein
17:45se achhi achhi baatein seekhen.
17:47Aapke paath dekhe itna time hi nahi hoga, ki aap ek ki baat doosre ko batayen, aur ispar
17:51jo hai wo matabi ke aamaal karenge.
17:54Ek shakt Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga,
17:57Allah ke rasool mujhe koi aisa aamaal batayen, ki Allah bhi khush ho jaye, log bhi khush
18:01ho jaye.
18:03Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ne ishaat firmaaye, ke jo logon ke paas hai
18:07na, tu iski itama karna chhod de, tera Allah bhi tusse khush ho jayega, log bhi khush ho
18:13jayega.
18:33Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
18:48khush ho jaye, log bhi khush ho jayega, log bhi khush ho jayega.
19:00Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
19:21khush ho jayega, log bhi khush ho jayega.
19:51Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
20:20khush ho jayega, log bhi khush ho jayega.
20:50Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
21:19khush ho jayega, log bhi khush ho jayega.
21:49Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
22:18khush ho jayega.
22:43Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
23:12khush ho jayega.
23:13Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
23:41khush ho jayega.
23:42Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
23:43khush ho jayega.
23:44Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
23:45khush ho jayega.
23:46Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
23:47khush ho jayega.
23:48Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
23:49khush ho jayega.
23:50Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
23:57khush ho jayega.
23:58Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
24:02khush ho jayega.
24:03Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
24:04khush ho jayega.
24:05Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
24:06khush ho jayega.
24:07toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
24:08khush ho jayega.
24:09Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
24:10khush ho jayega.
24:11Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
24:12khush ho jayega.
24:13Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
24:14khush ho jayega.
24:16toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
24:17khush ho jayega.
24:18Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
24:19khush ho jayega.
24:20Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
24:21khush ho jayega.
24:22Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
24:23khush ho jayega.
24:25toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
24:26khush ho jayega.
24:27Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
24:28khush ho jayega.
24:29Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
24:30khush ho jayega.
24:31Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
24:32khush ho jayega.
24:34toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
24:35khush ho jayega.
24:36Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
24:37khush ho jayega.
24:38Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
24:39khush ho jayega.
24:40Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
24:41khush ho jayega.
24:42Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
24:43khush ho jayega.
24:44Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
24:45khush ho jayega.
24:46Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
24:47khush ho jayega.
24:48Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
24:49khush ho jayega.
24:50Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
24:51khush ho jayega.
24:52Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
24:53khush ho jayega.
24:54Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
24:55khush ho jayega.
24:56Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
24:57khush ho jayega.
24:58Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
24:59khush ho jayega.
25:00Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
25:01khush ho jayega.
25:02Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
25:03khush ho jayega.
25:04Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
25:05khush ho jayega.
25:06Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
25:07khush ho jayega.
25:08Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
25:09khush ho jayega.
25:10Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
25:11khush ho jayega.
25:12Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
25:13khush ho jayega.
25:14Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
25:15khush ho jayega.
25:16Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
25:17khush ho jayega.
25:18Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
25:19khush ho jayega.
25:20Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
25:21khush ho jayega.
25:22Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
25:23khush ho jayega.
25:24Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
25:25khush ho jayega.
25:26Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
25:27khush ho jayega.
25:28Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
25:29khush ho jayega.
25:30Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
25:31khush ho jayega.
25:32Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
25:33khush ho jayega.
25:34Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
25:35khush ho jayega.
25:36Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
25:37khush ho jayega.
25:38Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
25:45khush ho jayega.
25:46Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
25:50khush ho jayega.
25:51Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
25:53khush ho jayega.
25:54Toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke khidmat me hazir hua, kehne ga, Allah bhi
25:55khush ho jayega.
25:56Aap aapa humare saath maujood hai, chughal khori ki jo istahin, yeh jo muzmum aadat hai
26:01aapa, main chahungi nuqsanat pe baat kar letein, tha ke humare dil me thoda sa khauf toh
26:06is awale se paida ho, kya nuqsan hota hai, fir yeh ke aakhirat me iske liye kya waheedat
26:11aayi hain aapa, firmahiye ka.
26:13Sabse gudi baat yeh thi ki chughal khori shahad duniya aur aakhirat dono mein zillat aur
26:18uswaai ki zindagi basar karta hai.
26:20Iska koi amal Allah ki bahargah mein qabool nahi hota, Nabi-e-Karim sallallahu alaihi
26:25wasallam ki shifaat se mehrum rehga, Allah ki rahmat se door rehga, dozaq ke azaab ka
26:30mustahik hoga.
26:31Dekhi Zainab, sabse bada nuqsan yeh hota hai ki rishte naate tay karte waqt, log aise
26:37shahd se muhtaat rehte hain.
26:39Aur jo wo saamne se aata hai, toh usse guftagu karte weh dartein, ke isse kya guftagu karein,
26:44aisa na ho ke kahin yeh humari kehiwi baat, doosron tak pohchaye aur dilon mein badgumaniyan
26:50peida karein.
26:52Dekhi mein chughal khori ki ek baat ko ab define kar doon, ki chughal khor shahs amesha
26:57kisi ki achi baat nahi pohchata.
26:59Wo tamiri pehloo par kaam nahi karta, wo takhribi ka pehloo par kaam karta hai.
27:04Aur dekhi wo doosron ki aisi baate jaakar batata hai, aur iss andaaz mein adhakaari karta
27:09hai, jo logon ke wehmo guman bebe bhi nahi hoti.
27:12Kehde jaakar, yeh fala shahs toh aap toh bahot achi hai, fala shahs aapko gaaliyan
27:16dera tha.
27:17Laazmi baat hai ki insaan ko ishtiaal hoga, aur kehka hum toh isse ladne manne ke liye
27:21tayyaar ho jayenge.
27:22Nabiye Kareem sallallahu alaihi wa sallam ne ishaat farmaaya, ki chughal khor shahs qayamat
27:28ke din Allah ta'ala unhe zakhmiyon ki khun aur peep ki kichad mein rakhega, jab tak
27:33ke wo apne kehay se tauba na kalle.
27:36Quran-e-paak mein Allah ta'ala ishaat farmaata hai, ki chughal khor shahs, chughal khori
27:40ki wajah se fitne ki aag bhadakata hai, aur yeh jahannum mein jayega.
27:45Quran-e-paak mein Allah ta'ala ishaat farmaata hai, ki jo logon ko juda karte hain, jinko
27:50jode rakhne ka hukum Allah ta'ala ne diya hai, jo logon ko juda karte hain chughal khori
27:55karke, aur zameen par fitna aur fasaad barpa karte hain, wo jahannum mein jayenge.
28:00Toh Nabiye Kareem sallallahu alaihi wa sallam ke khidman sahaba ikram baita hai, toh Nabiye
28:04Kareem sallallahu alaihi wa sallam ne farmaaya, ki main tumhe ek bura amal na bataun, toh
28:08sahaba ikram ne kaha, ki ya Rasulallah humein zaroor bataye.
28:12Nabiye Kareem sallallahu alaihi wa sallam ne kaha, ki kisi ki chukuli karna, chukuli
28:16khana, chukuli lagana, kisi ki abjoyi karna, kisi ki peechhe buraiyan karna, kisi ko ghalat
28:23naamon se pokarna.
28:24Phir Nabiye Kareem sallallahu alaihi wa sallam ne farmaaya, ki imaan walon tum imaan laaye,
28:29toh abhi imaan tumhare dilon tak nahi pohacha, kisi ki ribat na karo, kisi ki chukuli na karo,
28:34kisi ki abjoyi na karo, kisi ko ruswa na karo, kisi ki izzat se na khelo, agar tum kisi
28:40ki abjoyi karoge, ruswa karoge, toh Allah ta'ala tumhe tumhare ghar me ruswa karega.
28:46Nabiye Kareem sallallahu alaihi wa sallam ne ishaat farmaa, ki jab koi shakhs chugal khuri
28:50ke liye safar karta hai, toh Allah ta'ala iski qabar me aag musallat kar deta hai, aur
28:55rosh sak tak khaata rahata hai, jab tak ki uske liye jahannum ki aag wajib na ho jaye.
29:00Toh diki jo shakhs chugal khuri karta hai, wo jannat me daakhil nahi hoga, wo azab-e-qabr
29:05ka mustahik ho jata hai.
29:07Main is forum se ek baat yeh bhi kehna chahati hoon, ki amuman log chugal khuri ka shobha
29:13khawateen ke hawale kar dete hain.
29:15Lekin aaj kal toh humne mard bhi bohot bade-bade chugal khur dekhe.
29:19Dekhi, insaan ki har cheez badal jati hai, insaan ki fitrat kabhi nahi badal jati hai.
29:25Jiski qismat me, jiski fitrat me das na ho, toh har haal me doosron ko nukhsaan pohcha
29:30kar dam leta hai.
29:33Dushmani jamkar karein, magar yeh baat ek doosre ke liye dil me rakhein, ki jab bhi
29:38hum ek doosre se mile, toh sharminda na hoon.
29:41Yeh nahi taluqat ko kabhi iss satt tak nahi lekar jaana chahiye, ki insaan ke taluqat
29:46me darar par jaye, rishte naate khatam ho jaye, hum ek doosre se sharm ki jaise uska
29:51phone na uthaye, kisi mehfil me jaye toh uske saamne na jaye.
29:55Toh iska behtrin hal yeh hai, ki hum is mazboom chugal khuri ki jo aadat hai, bohot
30:01buri la ilaaj bimari hai, ek nafsiyati akhlaqi bimari hai, hum iska buy card karein, iska
30:07pahis karein, aur yeh ussi waqt ho sakta hai, jab hum apne dil me khauf-e-khoda rakhenge,
30:12ki Allah humare har amal se waqif hai, Allah taala humi sirat-e-mustaqeem par chalne ki
30:19taufiqata farma.
30:20Ilahi ameen.
30:21Zarmina, main aap se yeh zarur poosna chahungi, yeh jo ab yeh is buri aadat, chugal khuri
30:29ke taaluk se baar baar hum kalam karein.
30:31Hum khud bhi kaise mehfooz rahein, is aadat se door rahein, doosron ko bhi kaise bachaayin
30:36is aadat se, yeh aap ishaat farmaayega, aur yeh ki yeh jo burai hai, iska qala kuma ho jaye,
30:41is tarahan se, ki iske jo musbat asraat hai na, mawasriye par padein.
30:45Dekhe jab sab achi baatein bataayin logon ko, taake ek dusre ke dil me gunjaeesh peyda
30:50hona, ki har baar humne kisi ki burai hi karni hai, kya asraat munattab hota hai, kaise
30:55musbat asraat munattab honge society pe farmaayega.
30:57Bahut shukriya Zainab.
30:59Dekhe society par musbat asraat har lihaaz se tabhi murattab honge, aur hum chugli se
31:04tabhi bachaenge, hum muhibat se tabhi bachaenge, aur doosron ko bachaenge, aur razaail e khilaag
31:09ko ikhtyaar karne se rukenge, jab Allah uske Rasool sallallahu alaihi wa sallam se sahih
31:14maano mein mohabbat ka suboot denge, aak aalaih salatu was salam ki taalimaat par amal karenge.
31:19Bishak jo dil o jaan se unpe kurbaan hota hai, paata hai dil ki chamak, kaamil insaan
31:25hota hai, rakta nahi talab-e-zamana wo mamood, darasal wo khud zamane ka sultan hota hai.
31:31To hume aap sallallahu alaihi wa sallam ki taalimaat se connect hona hoga sahih maano
31:36mein.
31:37Hazrat Kaab Ahbaar razi allahu ta'ala nuh riwayat karte hai, hazrat Moosa alaihi wa
31:40sallam ke zamane mein ek martaba kehat sali ka daur daura tha, wahan baarish nahi hoi
31:44thi, sab logon ne teen din musalsal doayein ki, aur phir Allah rabbul Izzat ne, Hazrat
31:48Moosa alaihi wa sallam ko bataya ki tumhari qaum mein ek chuwal khor shaksh shamil hai,
31:52jiski wajah se Allah ta'ala ne wahan baarish nahi barsai thi, phir us shaksh ne tauba ki.
31:57To aaj hume khud tauba karniye sabse pehle, ki khudana khasta humari shakshiyat mein
32:01koi bhi kotahi ho sakti hai, koi bhi bimari ho sakti hai, ruhani bimari, to hume Allah
32:06ta'ala se dua gohen ki Allah ta'ala hume isse bachne ki taufiqata fermayein, taake
32:10positivity mawashray mein jaye, rishton mein barkat ho, gharon mein barkat ho, ittifaak
32:16mein barkat ho, ittihad mein barkat ho, aapas ki ranjshin se door hoti hai, yeh kitni badi
32:20baat hai jo mawashray mein nazar haigi, aur bachon ki tarbiyat, sabse aham aspect, jisko
32:24hum follow karenge jab hum jugli se bachenge, bachon ko bhi bachayenge, aur bache yakinan
32:29jab is qaum ke ma'maar hai, to mawashray, pyaar, mohabbat, amr, sukoon ka markaz bant
32:33sakta.
32:34Kuran ki talimat issa wale se humari bahut hi ache andaaz mein rehnaumai kar rahein
32:38hai, kyuki hume bataya gaya surah Bakara, Main, surah Tahrim, surah Kalam ki ayaat ki
32:43andar, ki jo chugal khor hota hai, wo mawashray mein fasaad peyda karta hai, theek hai.
32:47Phir yeh humein ek aur ayah mubarakah ke maffoom ki according, Quran-e-paak mein surah
32:51Bakara mein, iska zikr hai, ki jab bhi hum tak koi aasi baat aaye, to hum uski tahkeek
32:56kar liya karein.
32:57Humein tasdeek karni chahiye pehle, aise hi humein act nahi karna chahiye, na badgumani
33:02ko dil mein aane dena chahiye.
33:04Is cheez ko apnaana bihadfi zamana zaruri hai, aur phir is mawashray mein se jab burai
33:10ke kala kama ho jayega, to yahan Hazrat Imam Ahmed Raza Khan ke hawalay se ek waqiah
33:14mujhe bade chahse yaad hai, pasand hai.
33:17Allah ta'ala mujhe bhi amal ki tofeeq ataa farmaye.
33:19To unke bhai ke aur unke beez kisi ne rishte ke andar darar peyda karne ki koshish ki,
33:24ki unne aapka maal use kiya hai.
33:26To Imam Ahmed Raza Khan ke jo bhai hain, wo kahte hain, agar unne unne mera apne maal
33:30se yeh cheez khari di hai, to mujhe khushi Allah inko aur zyada aisa maal, achha maal
33:34ataa farmaye.
33:35Aur agar inone mera maal istamal kiya hai, to mujhe yeh khushi hai, ki inone mujhe is
33:40qabil samjha aur mera maal istamal kiya.
33:42Kitni pyaari khushali aur positive energy phir isse maashray mein jaati chali jayegi,
33:46jaan rishton ka takaddus hoga, itraam hoga, jab hum aap sallallahu alaihi wa sallam ki
33:50seerat-e-mubarakah par amal karenge.
33:52Aap sallallahu alaihi wa sallam ne farmaya, jo khamosh raha, wo nijaat pa gaya.
33:56Aaj hume khamosh rehna hai, hume apne nafs ke opposite chalna hai, taake hum maashray
34:02mein isse jitni bhi rohani bimariya hai, unka khatma kar sake.
34:05Aur aap sallallahu alaihi wa sallam ki talimat ki according jab zindagi guzarenge, to rishton
34:09mein pyaar, mohabbat hoga, maashray, amal-e-sukh ka marqaz hoga, zikr, shukr, kanaat ki daulat
34:14se maal-e-maal hoga, astaghfar ki kasrat karne wala hoga.
34:17To phir Allah taala hume yakinan wo noor ataa farmayega, jiske baare mein farmaya gaya,
34:22ki momin ki farasat se daro, wo Allah ke noor se dekhta hai.
34:25Phir Allah wo farasat ataa farmayega, ki Allah ne jisko hikmat ataa kardi, usko darasal khair-e-kaseer
34:30ataa farmadi.
34:31Isse phir hum chugal khori se bach sakenge, aur hume pata chal jayega ki saamne wala humari
34:35burahi chaarai ha chahiye.
34:36Aur yahan in ashaar ke saath Muzaffar Warsi ke khubsurat ashaar, ki dono aalam ke sardaar,
34:42jo apna daaman lahoo se bhar le, museebate apni jaan par le, jo tegh-e-zand se lade nihata,
34:49jo ghalib aake bhi sulha kar le, aseer dushman ki chaah mein bhi, mukhalifon ki nigaah mein
34:55bhi.
34:56Ami hai, sadiq hai, mautabar hai.
34:58Mera payambar azeem tar hai.
35:01Aaj hume apne azeem tar jo payambar hain, unki talimat par amal karna hai.
35:06Beshak, beshak.
35:07Bahut hi achhi guftagoo dono mehman shaksiyat ki jaanib se hoyi.
35:11Chugal khori aaj ka humara unwaan tha, uske zammat ke taluk se guftagoo ki.
35:15Doktor sahiba, aapki amat ka bahut shukriya.
35:17Zarmina, aapki amat ka bahut shukriya.
35:20Janab, surah-e-qalam ki baat hui aur Allah rabbul Izzat aise logon ke liye firmata hai,
35:25Allah rabbul Izzat, ki aise logon ka kehna nahi maanna.
35:28Ki aise logon ka, jo baar baar qasme khaate hain, logon par awaze kaste hain, aur chugal
35:34khori karte hain.
35:35To aap dekhiye ki Allah rabbul Izzat ne saaf saaf firmadiya ki aise logon ka kehna aapne
35:42maanna hi nahi hai.
35:44To ek jo chup hai, usme so sukh hain.
35:48Hum khamush rehna seekhe, apni zabaan ko bhi thoda rest dena seekhiye.
35:53Yeh zaruri nahi hai ki har waqt aapne bolna hai, be jaa bolna hai, be maqsad bolna hai
35:58aur usme kisi ke khilaf ya kisi ki burai hi karni hai.
36:02Allah ta'ala mujhe aur aapko amal ki taufiq ata firmaaye.
36:05Wa ma alayna illal bilab.
36:14Al-Fatiha.

Recommended