• 2 months ago
Mehfil Bari Giyahrven Shareef (Baraye Khawateen) | ARY Qtv

Hazrat Shaikh Abdul Qadir Jilani RA

#MehfilBariGiyahrvenShareef #ShaikhAbdulQadirJilaniRA #ARYQtv

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00Allah Hu, Allah Hu, Allah Hu
00:24yeh zameen jab na thi jahan jab na tha
00:30chaand sooraj na thi aasmaan jab na tha
00:35raaz-e-haq bhi kisi par aaya jab na tha
00:42raaz-e-haq bhi kisi par aaya jab na tha
00:50jab na tha kuchh yahan jab na tha kuchh yahan
00:59tha magar tu hi tu
01:02Allah Hu, Allah Hu, Allah Hu
01:30la ilaha teri shaan ya wahd hu
01:37tu khayal-o-tajasus tu hi aarz hu
01:44aankh ki roshni, dil ki aawaz tu
01:58tha bhi tu hai bhi tu
02:06hoga bhi tu hi tu
02:09Allah Hu, Allah Hu, Allah Hu
02:39Subhan Allah, Masha Allah, Barak Allah
02:42Alhamdulillah alladhi hadana lihada
02:45wa maa kunna lina ahtadiyya
02:48law la'an hadana Allah
02:50Allahumma asfalyala sayyidina wa maulana Muhammadin
02:54adada maa fi ilmi Allahi
02:56asfalatan da'imatan bi dawami mulki Allah
02:59Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu
03:03Wallahu waleejul mu'mineen
03:06Allahumma ja'alna minal nisa'i swarihaat
03:10aap dekh rahi hain
03:11iz zarra-e-naacheez ki saad
03:14mahfil-e-naatu-man-qabad
03:17bari gyaar-mi-sharif
03:19aur aaj janaab
03:22hum yahan tabqa-e-khawateen ki jaalib se
03:25apni aqeedat-on ka khiraaj
03:28wargaah-e-shehnshaah-e-baghdaad mein
03:31pesh karne ki saadat hasil kar rahi hain
03:34aap hain bad-e-peer
03:36aur aaj hain badi gyaar-mi-sharif
03:39toh qad-aawaron mein qad hain jo
03:42peeraan-e-peer ka
03:44hain jagmagaata ik nishaan
03:47rab-e-qadeer ka
03:49aur istar-haan baar-mi se hain
03:52pehle baar-mi manai
03:53ab gyaar-mi mana rahe hain
03:55istar-haan baar-mi se hain
03:57pehwast gyaar-mi
03:59pehwast jaise rishta
04:02kamaan se hain teer ka
04:04aur ghaus-ul-wara se hi sahi
04:06woh rehnumai le
04:08darwaza jispe band hai
04:11zinda zameer ka
04:13yeh ehl-ullah
04:15ehle tariqat-o-shariyat
04:18sufiya kiram
04:20aur Allah tabarak-wa-ta'ala
04:23ki nek bandon ka zikr hain
04:25yeh woh log hain
04:27yeh woh hidayat yaftgaan hain
04:30ki jo jahan-e-ma'arifat me maqbool hain
04:34inki quloob Quran-o-sunnat ke noor se munawwar hote hain
04:39aur baargaah-e-khudawandi me jhuke rehte hain
04:43yeh Allah Allah karte rehte hain
04:46aur logon ko Allah tabarak-wa-ta'ala se milate rehte hain
04:51janab yeh khashiyat-e-ilahi rakhne wale hain
04:54aur yeh itaat-e-ilahi me
04:57aur Allah tabarak-wa-ta'ala ki
05:00qudrat-e-dalail dekhne me mustaghraq rehte hain
05:04yeh woh jamaat hain
05:06ki jinki seerat ka juz-e-la-ya-nifak
05:09ittiba-e-Rasool-Allah
05:12Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam hain
05:15toh meri koshish yeh hi hain
05:17ke aaj ki is mehfil ka bhi aaghaas
05:19ki hamdiya kalam se humne alhamdulillah kiya hain
05:22ab hambargah-e-Risalat-e-Ma'ab
05:25Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam mein
05:28nazrana-e-naat
05:30main chahungi ki shamil kiya jaye
05:31aur iske liye bohot qabal-e-ehteram
05:33ham sabki pasandida sanakhwan
05:35muhtarma tabinda lari
05:37humayi saath yahan tashreef rakhti hain
05:39aapa main aapse multamis hun
05:41ki hadiya yaqeedat mein chhabar karein
05:43chehrein jamak rahi hain
05:45sahar unke zikr se hain
05:47warna hamari bazi mein
05:49yeh roshni kahan
05:52khezaan naseeb
05:57khezaan naseeb
06:00darakhton pe yon
06:04nikhaar aaya
06:09khezaan naseeb
06:12darakhton pe yon
06:16nikhaar aaya
06:21tumhara naam liya
06:26tumhara naam liya
06:32moosam-e-bahar aaya
06:44main muflisi
06:47wahin pehra utaar aaya
06:55main muflisi
06:59wahin pehra utaar aaya
07:08gaya fakir taban kar
07:13main taajdaar aaya
07:18gaya fakir taban kar
07:23main taajdaar aaya
07:29oh shay, listen
07:31gaya jo aapka dushman
07:36bhi aapse milne
07:43gaya jo aapka dushman
07:49bhi aapse milne
07:55palat toh aaya magar
07:59dil wahin pehaar aaya
08:05palat toh aaya magar
08:09dil wahin pehaar aaya
08:15aur koi akeen na karta tha
08:21meri baaton par
08:26koi akeen na karta tha
08:33meri baaton par
08:38tumhara naam liya
08:42sabko itbaar aaya
08:48tumhara naam liya
08:52sabko itbaar aaya
08:58aap makta tumhari nazar nazar
09:01jameel hashir mein
09:05pohcha toh yeh sadaa aayi
09:26woh dekho mere nabi ka ka
09:31sananigar aaya
09:36humne sanar haan sanar sunar
09:38par shayad mein kya baat hoon
09:40woh dekho mere nabi ka ka
09:45sananigar aaya
09:50tumhara naam liya
09:55sabko itbaar aaya
10:26ehlullah ka zikr nai nasl ke liye zaufishan hai
10:31aur koshish karni hai
10:33ke hum sab apni zindagi ki rahen
10:36apne aslaaf ke kirdar se mutayyan karein
10:41kyunki yeh wo log hain
10:43ke jo Allah tabarak wa ta'ala ki bargah mein
10:46maqbool hain
10:48aur inaam yaftgaan hain
10:51toh isi waqsat ke tahad
10:52hum sab aaj yahan haaziron maujood hain
10:55main Tooba Shoaib aapse multamis hoon
10:58ki apni aqeedatin pesh kije
11:01wah kya martaba-e ghaus hai baala tera
11:20wah kya martaba-e ghaus hai baala tera
11:34unche uncho kesaro se kadamaala tera
12:01sar bhala kya koi jaane
12:10ke hai kaisa tera
12:19sar bhala kya koi jaane
12:29ke hai kaisa tera
12:35auliya malte hain aankhein
12:42woh hai talba tera
13:03wah kya martaba-e ghaus hai baala tera
13:17is nishani ke jo sag hai
13:26nahi maare jaate
13:33is nishani ke jo sag hai
13:41nahi maare jaate
13:47hashir tak meri gale mein
13:53rahe patta tera
14:14wah kya martaba-e ghaus hai baala tera
14:28unche uncho kesaro se kadamaala tera
14:43unche uncho kesaro se kadamaala tera
15:13wah kya martaba-e ghaus hai baala tera
15:33unche uncho kesaro se kadamaala tera
16:01unche uncho kesaro se kadamaala tera
16:29nakhmaduhu wa nassalli ala rasoolihil kareem
16:32amma baad faauzu billahi minash shaitaanir rajeem
16:35bismillahir rahmanir raheem
16:37ya ayyuha lazeena amanutta kullaha wa koonu maa as saadiqeen
16:41sadakallahu maulana lazeem
16:43maulaa ya salli wa sallim daaim
16:46anna badaa ala habibika qairil khalqe kulli imi
16:49aryqtv ki intazamiya ke har fard ke liye dua gohoon
16:54jo is daure pur fitan mein aisi zikr ki maiflein aur shamme roshan kiye huen
16:58Allah rabbul Izzat kabool aur manzoor firmaaye
17:00apne hazireen aur nazireen ke ek ek fard ke liye
17:03ummat-e-musalmaa ke liye dua gohoon
17:05ki Allah rabbul Izzat amme khaab-e-ghaflat se jaagne ki taufeeq ataab firmaaye
17:09hum do sanaa hai us khuda-e-rabbi-zul-jalaal ke liye
17:14jisne insaan ko apni ibadat ke liye banaya
17:17aur insaan ke wajood par ghaur karein
17:19to Allah ne ye sar banaya sajde ke liye
17:22Allah ne zuba ata ki apne zikr ke liye
17:24dil banaya apni yaad ke liye
17:27aql ata ki ghauro fikr ke liye
17:29Allah ne haad diye dene ke liye
17:32paun banaya uski rahme ghubaar aloot karne ke liye
17:35darood-o-salaam ki baadshih-o-rasool-e-akram sallallahu alaihi-wa-alihi-wa-sallam par
17:40aapki aal-o-ashaab par
17:42aapke ghulam-o-par
17:44wo ghulam jo aapki ittaba karte karte
17:46Allah ke mehboob aur mukarrab banday ban gaye
17:49Quran-e-majeed mein Allah ne apne mehboob aur mukarrab bando ka zikr kiya
17:54baar baar kiya
17:55aur kyun kiya
17:56ulama kehte hain isliye
17:58ke talbaan-e-haq ke liye
18:00yeh zikr zaad-e-safar bane
18:02talbaan-e-haq ke liye
18:04muhabbat ki wo fizaa muattar ho jaye
18:07ke jisse imaan ki khushboo phaile
18:10Allah rabbul-izzat ne
18:12surah-e-kaaf mein
18:13surah-e-maryam mein
18:14surah-e-muhammad mein
18:15surah-e-anbiya mein
18:17jahan anbiya ka zikr kiya
18:19wahan apne mehboob aur mukarrab bando ka bhi zikr kiya
18:22aap ghaur kijiye
18:23jahan anbiya ka zikr aata hain
18:25wahan ashab-e-kaaf ka bhi zikr milta hain
18:27hazrat suliman alaihissalam ke ummati ka bhi zikr milta hain
18:30hazrat maryam salamullah alaiha ka bhi zikr milta hain
18:33piyaanat hain
18:34lekin wo jamaat
18:35jino ne Allah ko raazi kar liya
18:37Allah ne Quran-e-majeed mein unka bhi zikr firmaaya
18:40fakat yahi nahi
18:41balke hukab diya
18:42ki in logon ke saath lag jao
18:44firmaaya
18:45wasbil-nafsa ka maal-lazeena yad'oona
18:47rabbahum bil-ghadaate wal-asheena
18:49unke saath jam jao
18:50jo din raat Allah ke zikr mein lage hua
18:52yahi tak nahi
18:53balke aage firmaaya
18:54la tahd-u-ainaka anhum
18:56unse nigaah-e-na hatana
18:58ki goya unki sohbaton mein jam kar baithoge
19:01to Allah ki muhabbat ki khushboo milegi
19:04issi tarah firmaaya
19:05ya ayyuha lazeena aaman-u-taqullah
19:07wakoon-u-maa saadiqeen
19:08hukab diya jaara hai
19:10imaan bhi hai
19:11taqwa bhi hai
19:12magar saath hi fir bhi firmaaya jaara
19:14ke un saadiqeen ke saath mil jao
19:16unke rang mein rage jao
19:18wakoon-u ho jao
19:19un jaise ho jao
19:21Allah ne apne mehboob bando ka zikr kiya
19:23to firmaaya
19:24wo chalte kaise hain
19:26al-lazeena yamshoona alal-ardihaoona
19:28unke baithne ka zikr kiya
19:30unke lehtne ka zikr kiya
19:32to firmaaya
19:33al-lazeena yazkoon-u-allaha
19:34qiyaman waquoodan wa'ala ajloom
19:37wo roote hain
19:38unki aankhon se barsaat hoti hai
19:40to kehta hai burab
19:42taraah ahyoonahum tafeed-u minad-damm
19:45unke jaisa roona seekh loo
19:47Allah-ur-Rabbul-Izzat humein
19:49in mukarrab bandon ke naqsh-e-kadam
19:51par chalne ki tofeeq ataa
19:52firmaan
19:53roop chehri pe aayaat-e-qur'aan ka
19:58marhaba marhaba
20:02roop chehri pe aayaat-e-qur'aan ka
20:08marhaba marhaba

Recommended