Shan e Ghareeb Nawaz RA | Speaker: Allama Mufti Muhammad Farooq Khan Saeedi
#DarseQuran #KhuwajaGhareebNawazRA #ARYQtv
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
#DarseQuran #KhuwajaGhareebNawazRA #ARYQtv
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Category
🛠️
LifestyleTranscript
00:00Alhamdulillah wa kafa wa salatu wa salamu ala Sayyidil Anbiya wa Sayyidil Azim wa Sayyidil
00:22Alhamdulillah wa kafa wa salatu wa salamu ala Sayyidil Anbiya Muhammadil Mustafa wa ala alihi wa ashabihi wa azwajihi li sidqi wa safa
00:41Amma ba'du fa a'udhu billahi minash shaitanir rajim Bismillahir Rahmanir Rahim
00:50Ala inna awliya Allahi la khawfun alayhim wala hum yahzanoon
00:58Sadaqallahul Azeem
01:00Irshad e Rabbul Izzat hai
01:02Khabardaar beshak khub sunlo ki Allah ke Waliyon ko na koi khawf hai aur na wo ghamgeen hunge
01:13Khawf aane wale zamane ka hota hai aur gham guzre huwe zamane ka
01:20To Allah ke naik bande uske mehboob bandon ko na guzre huwe zamane ka gham hai na aane wale zamane ka dar hai
01:31chunke unke dil mein khashyat-e-ilahi hai khawf-e-khudawandi hai
01:37jo Allah se darte hain khudai se nahi darte makhloog se nahi darte
01:43jo Allah ke liye tawazo aur ajzo inkisaar ikhtyaar karte hain
01:48phir makhloog unke samane sar-e-tasleem kham karte hai
01:53Wali ke maani dost, qareeb, madadgaar
01:59Quran-e-paak mein yeh lafz Allah ke liye bhi istimaal hua
02:03Allahu waliyul lazeena aamanu yukhrijuhum minaz zulumate ilan noor
02:09Yeh Allah ke naik bandon ke liye bhi aaya Auliya Allah
02:14Yeh Allah ke dost hain, Allah inka dost hai
02:17Yeh Allah ke qareeb hain, Allah unke qareeb hai
02:21Aaj usi hasti ka zikr hai jo guroh-e-auliya mein sar-khail hain
02:27Silsal-e-chisht ahl-e-bahisht ke mooreh se aala hain
02:33Hazrat-e Khwaja-e-Khwajgan Khwaja Mughinuddin Ajmeri Rehmatullah
02:38Tariq se waqif ulama-o-talaba yeh baat jaante hain
02:43ki aap jab Ajmer-e-Sharif tashreef laaye
02:46toh wahan Hindu Raja unka bahut bada hukamraan
02:53Pirthvi Raaj wahan ghalib tha, uski ahkaam naafiz hote the
02:59Aap tashreef lae gaye, aapko bade mawane aur mushkilat ka saamna karna pada
03:05aur uske kaareendo ne kaha ki yahan se chale jaye
03:09Aapne farmaaya hum jaane ke liye nahi aaye
03:12yahan rehne ke liye aaye hain aur Inshallah yehi rehenge
03:17Hazrat-e-Khwaja Ajmeri ko Ghareeb Nawaz kaha jaata hai
03:22Kuch log puchte honge ki Ghareeb Nawaz hona kya khubi hai
03:27Maza toh tab tha ki Ameeron ko Nawaz te
03:31Ghareeb Nawaz ki baarga toh wo hai
03:34ki jahan bade bade Baadisha bhi Ghareeb hain
03:37Bade bade Salateen, Farmaar Awayaan, Hukumraan
03:42aur Taj-o-Takht ke maalik aapki baarga mein Darjooza gar,
03:47Dast Nigar aur haath phailaye khare hain bheek lene ke liye
03:52Aap wo Ghareeb Nawaz hain
03:54Hindustan mein tabqati takseem bahut thi
03:58Yeh Barahman hai, yeh Shudar hai
04:01aur iskadar takseem thi ki unke budkhani alag-alag the
04:06Koi Shudar Barahman ke kareem nahi baid sakta tha
04:10Usko saza milti thi
04:12Aur Ghareeb Nawaz ne Islam ka paigam pohchaya
04:17Akhlaq aur talimat se un logon ke quloob musakhar kiye
04:23Jo jin ko kamza samjha jata tha
04:26Jin-e haqeer samjha jata tha
04:28Unhe aapne apne saath dastarkhan par bitha kar khana khilaya
04:33Aur Musawat-e-Islami ka aapne muzahra farmaya
04:37Huzoor Ghareeb Nawaz ke jo akhlaq aur talimat hain
04:43Unhe pe zara ghaur kharein
04:45Aap farmaati hain ki Murshid wo hona chahiye
04:48Jisme Suraj kisi shafqat ho
04:51Zameen kisi aajzi ho
04:54Ghaur farmayiye
04:57Suraj har keh wa meh ko sehraab karta hai
05:01Wo imtiaz nahi baratta
05:04Har jagah chamakta hai
05:06Aur napaak zameen ko paak kar deta hai
05:10Farmaayi Suraj ki shafqat ho mahabbat ho
05:13Aur zameen ki aajzi ho sheikh mein
05:16Aur aapne farmaya
05:18Apne durveshon ko
05:20Apne khulafa ko
05:21Apne murideen ko
05:23Apne mutawassileen ko
05:25Farmaaya ki inn baaton ka khiyar rakhein
05:28Bhookon ko khana khilayen
05:30Zaruratmandon ki zaruriyat poori karein
05:33Haajatmandon ki haajat poori karein
05:36Nadaron ki madad karein
05:39Ye aapki talimat ka khulasa hai
05:42Hazrat-e-Ghareeb Nawaz-e-Ajmeri ki inni talimat ki wajah se
05:46To Islam bar-e-sagheer mein phaila
05:50Ye khayal rahein
05:51Aur ye taarikh ki tabinda aur darakhshinda
05:54Aur zinda-o-painda haqiqat hai
05:57Ke Islam talwar se nahi phaila
06:00Seerat-o-kirdar se phaila hai
06:03Humne duniya mein jaakar dekha
06:07Europe mein aur doosre mamalik mein
06:11Jahan Islam badshahon ke zariye pohncha
06:16Jahan Muslim salateen ke zariye se Islam pohncha
06:20Wahan Islam ka ghalba aur asar arzi raha
06:24Jab tak wo hukumat-e-qaim thi
06:27Wo saltanat-e-baaki thi
06:29Islam bhi uss mulk mein raha
06:31Aur jab ghairon ki saazishon
06:34Aur apno ki bewafaiyon se
06:37Wahan wo hukumat-e-khatm huvi
06:39Aur wo takht-o-taaj, taakht-o-taaraaj huve
06:43To phir wahan se deen bhi khatm ho gaya
06:47Aur jin mamalik mein deen Allah ke waliyo
06:52Aur uske bar-guzeeda bandon ke zariye pohncha
06:56Wo qayamat tak qaim hai
06:58Yahin dekh le
07:00Ghareeb Nawaz ne poore bar-e-sagheer mein
07:03Islam ki tabligh firmai
07:05Aapke khulafa ne, aapke talamiza ne
07:10Aapke faiz yaftgaan ne
07:13Yahan deen ki tabligh ki
07:15Aur apne akhlaaq se, apne seerat se, apne amal se, apne kirdaar se
07:21Guftaar se nahi, kirdaar se
07:24Apne amal se namuna-e sunnat-e-muhammadi bankar
07:29Qaum ko dikhaya
07:31Aur wo log dekhte the
07:33Ki jin musalmano ke rehnuma aise hain
07:37Jin ke wali aise hain
07:39Unke aaka wa maula alaihi salatu wassalam ka maqam-o-martaba
07:44Aur shaan-o-ehtiram kya hoga
07:47Islam isi tarah phaila hai
07:50Na takht-o-taaj mein hai
07:52Na lashkar-o-sipah mein hai
07:54Jo baat mard-e-kalandar ki baargaah mein hai
07:58To ghareeb-nawaas ki talimat yeh thi
08:01Ki aap ghareebo mein, nadaar logo mein
08:05Moashre ke kuchle aur pise huve tabqaat mein
08:09Ghulmil gaye, apne saath bithaya
08:12Aur unko deen ki tabligh ki
08:14Aur wo fir halka bagosh-e-islam huve
08:18Aur isi tarah deen phaila
08:20Yeh dekh lijiye
08:22Islam salateen ne nahi phailaya
08:26Saleheen ne phailaya hai
08:28Islam baadshah-o-ne nahi phailaya
08:31Faqeer-o-ne phailaya hai
08:33Islam sipah-se nahi phaila
08:36Nigah-se phaila hai
08:38Kalandar-e-Lahor
08:40Allama Iqbal farmate hai
08:42Nahi fakar-o-saltanat mein
08:44Koi imtiaz aisa
08:47Wo nigah ki tegh bazi
08:50Yeh sipah ki tegh bazi
08:52Lekin Islam nigah-se phaila hai
08:55Sipah-se nahi phaila
08:57Hazrat-e Khwaja-e-Khwajgan
08:59Khwaja Mughinuddin Ajmeri
09:02Hassan Sanjari Rehmatullah Alai ne
09:05Phir aise rijal-e-kaar tayyar kiye
09:08Aise khulafaat tayyar kiye
09:11Jinme aapke khalifa-e-azam
09:15Hazrat-e-Qutb-ul-Aktaab
09:17Khwaja Qutb-ud-din Bakhtyar Kaaki
09:19Rehmatullah Alai ka naam-e-naam-e-numaya hai
09:22Andazat-o-kiye
09:24Khwaja Mughinuddin Ajmeri ke khalifa
09:27Aap-se baraah-e-raas
09:29Faiz paane wale
09:31Qutb-ul-Aktaab
09:32Khwaja Qutb-ud-din Bakhtyar Kaaki
09:34Rehmatullah Alai hain
09:36Aur un-se faiz paane wale
09:38Hazrat-e Shaikh-e-Shuyukh-e-Aalam
09:42Zuhd-ul-Anbiya
09:44Fakhr-e-Aulad-e-Farooq-e-Azam
09:46Hazrat-e-Khwaja Baba Farid-ud-din
09:49Masood Ganj-e-Shakar
09:51Farooqi Rehmatullah Alai ka naam-e-naami hai
09:54Pir un-se faiz paane wale
09:56Hazrat-e-Makhdoom-e-Jahan
09:59Makhdoom Alav-ud-din Ali Ahmad
10:02Sabir Qaliyari Rehmatullah Alai hain
10:04Hazrat-e-Sultan-ul-Mashaikh
10:06Mehboob-e-Ilahi
10:08Khwaja Nizam-ud-din Auliyah
10:10Badayuni Suma Dehlvi
10:12Rehmatullah Alai hain
10:14Hazrat-e-Jamal-ud-din Haswi hain
10:16Hazrat-e-Badr-ud-din Ishaq hain
10:19Yeh saare ka saara faiz
10:21Huzoor Sayyiduna Mu'in-ud-din Ajmeri Rehmatullah Alai ka hai
10:26Jo Hazrat-e-Qutb-ul-Aktaab ke zariye
10:28Baba sahab tak pauncha
10:30Baba sahab ke zariye
10:32Nizam Pak tak pauncha
10:34Nizam Pak tak pauncha
10:36Aur phir Makhdoom Sabir Qaliyari tak pauncha
10:38Yeh dekhein
10:40Yeh Huzoor Sabir Qaliyari
10:42Silsil-e-Nizamiyya ke Imam
10:44Hazrat-e-Nizam-ud-din
10:46Huzoor Sabir Qaliyari
10:48Sabri Silsil-e ke Peshwa
10:50Hazrat-e-Nizam-ud-din Auliyah
10:52Silsil-e-Nizamiyya ke Sheikh-ul-Qul
10:54Aur yeh saare
10:56Baba sahab se faiz paane wali hain
10:58Chahan ek waqiah yaad aaya
11:00Jiska zikr karna be mahalda hoga
11:02Aap ke Khulafa mein
11:04Hazrat-e-Jamal-ud-din Rehmatullah Alai ka naam
11:06Numaya hai
11:08Naam bhi Jamal-ud-din tha
11:10Khubroo the
11:12Baba sahab ke Mureed
11:14Isme-e-Bab-us-Ammat he
11:16Ghazrat-e-Ghaus-ul-Aalameen
11:18Sheikh-ul-Islam-e-wal-Muslimeen
11:20Hazrat-e-Ghaus Bahaw-ul-Haq-e-Wad-Deen
11:22Abu-Muhammad Zakaria
11:24Sohrawardi-e-Multani Rehmatullah Alai
11:26Ham Asar hain
11:28Hazrat-e-Bahaw-ud-din Zakaria
11:30Aur Huzoor Baba Farid-ud-din
11:32Ganj-e-Shakar Alaihim-ar-Rahma
11:34Ham Asar hain
11:36Ham Asar hain
11:38Ham Asar hain
11:40Ham Asar hain
11:42Ham Asar hain
11:44Ham Asar hain
11:46Ham Asar hain
11:48Ham Asar hain
11:50Ham Asar hain
11:52Ham Asar hain
11:54Ham Asar hain
11:56Ham Asar hain
11:58Ham Asar hain
12:00Ham Asar hain
12:02Ham Asar hain
12:04Allah-o-Akbar
12:06Now you see
12:08how much
12:10light and glory spread
12:12Hazrat-e-Ghareeb Nawaz Sultan-ul-Hind
12:14Mu'in-ul-Millat-e-Wad-Deen
12:16Hazrat-e-Khaja Ghareeb Nawaz
12:18Ajmeri Rehmatullah Alai
12:20British
12:22Non-Muslims
12:24admit
12:26Lord Curzon wrote
12:28I have seen a grave ruling
12:30on the outskirts
12:32of Mu'in-ul-Deen Ajmeri
12:34You can guess
12:36from this that the actions of
12:38Auliya-e-Kiram
12:40do not only work
12:42but after going to the graves
12:44they are more aware
12:46of the people of the world
12:48and help them
12:50and support them
12:52Even today
12:54if there is a ruler
12:56he has to present himself
12:58in the courtyards
13:00of Mu'in-ul-Deen
13:02The real government
13:04is theirs
13:06The real rule
13:08is theirs
13:10The ruler
13:12is their donkey
13:14You see
13:16the great kings
13:18the rulers of India
13:20the kings of this region
13:22gather in the courtyard
13:24of Ghareeb Nawaz
13:26and beg
13:28They choose pieces
13:30from the house of Allah
13:32and the library
13:34and then
13:36they achieve success
13:38in the world
13:40Hazrat Khwaja Mu'in-ul-Deen
13:42Ajmeri
13:44Allah's mercy
13:46is upon him
13:48He is the son of Rasool
13:50He is the son of Jigargosha
13:52He is the son of
13:54Imam Hussain
13:56He is the son of Jigargosha
13:58and the blessings
14:00that he spread
14:02his morals
14:04his teachings
14:06his views
14:08will remain till the Day of Judgement
14:10He said
14:12that if anyone comes to you
14:14do not return him empty handed
14:16If anyone is in need
14:18do not delay
14:20his need
14:22do not delay his need
14:24do not delay his need
14:26That is why
14:28you are called Ghareeb Nawaz
14:30that from your door
14:32both rich and poor
14:34have received the same blessings
14:36and no one has been deprived
14:38The great Hazrat
14:40Imam-e-Ahl-e-Sunnat
14:42Shah Ahmad Raza Khan
14:44Qadri Hanafi Barelvi
14:46the younger brother of Allah's mercy
14:48Shah-e-Sukhan
14:50Ustad-e-Zaman Maulana Hassan Raza Khan Barelvi
14:52Khwaja-e-Hind
14:54Wo Darbaar Hai Aala Tera
14:56Kabhi Mehroob Nahi
14:58Maagnewala Tera
15:00And there is no doubt
15:02that going to the
15:04Ghareeb Nawaz Rauza
15:06is a great thing
15:08Whatever is asked
15:10through his Tawassul
15:12Allah does not return it
15:14empty handed
15:16and He also gives
15:18his Jholis with
15:20His Jholis
15:22His dome
15:24His Darbaar
15:26till today is the
15:28Marj-e-Anaam and the
15:30Marqaz-e-Fuyuz-e-Barakat
15:32A magician
15:34to remove you
15:36from Ajmer-e-Sharif
15:38threw a stone from the mountain
15:40With the power of magic
15:42Hazrat said
15:44that stone
15:46stopped there
15:48and that place
15:50is still there
15:52So,
15:54we have full faith
15:56and complete faith
15:58that the actions of Allah's people
16:00also work
16:02after death
16:04and their descendants
16:06The 6th Sharif of Ghareeb Nawaz
16:08which is celebrated
16:106th Rajbul Murajjab
16:12he passed away
16:14and when he passed away
16:16it was a strange
16:18miracle
16:20that on his
16:22Jabeel-e-Aqdas
16:24on his forehead
16:26a writing was written
16:28unseen
16:30that this Habibullah
16:32died in the love of Allah
16:34Those who saw
16:36saw that this writing
16:38appeared by itself
16:40that he is Allah's beloved
16:42and in the love of Allah
16:44a poem is being recited
16:46that
16:48Kusht Gane Khanjar Tasleem Ra
16:50Har Zaman Az Ghaib
16:52Jaane Deeg Rast
16:54Jispar Aapke Khalifa-e-Azam
16:56Khwaja Qutub-ud-Deen Bakhtiyar Kaki
16:58Rehmatullah-e-Alaiki
17:00Wafaat huvi thi
17:02Aap Wajd mein aaye the
17:04Aur usi aalam mein
17:06Aapka Irtihaal-e-Purmalal hua
17:08Toh ye Allah ke Wali
17:10Marne ke baad bhi zinda rehte hain
17:12Ki Mere Khwaja
17:14Tume Salaam Kiya
17:16Ik Yahi
17:18Zindagi Mein Kaam Kiya
17:20Rabbul Arbaab Hame
17:22Khwaja Gharib Nawaz Ki Taalimat
17:24Irshadat Par Amal
17:26Pehraa Hone Ki Taufiq Ataaf Harmae
17:28Hamara ARY
17:30QTV
17:32Jo Durya Bhar Mein
17:34Deen-e-Mateen Ki Tabligh
17:36Tasawwuf
17:38Buzurgan-e-Deen Ke
17:40Sawaneh-e-Afkaar
17:42Unki Ahwal-e-Asaar
17:44Aam Karne Mein Masroof-e-Sahaba-e-Kiram
17:46Aur Ahl-e-Bait-e-Atahar
17:48Alayham-e-Ridwan
17:50Ke Fazail-e-Manaakim
17:52Iske Zariye Se
17:54Puri Duniya Mein Pahuch Rehein
17:56Yeh Bahut Badi Deen Ki Khidmat Hai
17:58Allah Kareem
18:00Hamein In Buzurgan-e-Kiram
18:02Ke Daman Se
18:04Wabasta Rakhe
18:06Isliye Ki Hadith Mein
18:08Wa Ma Man Ahabba
18:10Insaan Usi Ke Saath Hoga
18:12Jisse Uske Mahabbat Hogi
18:14Ham Inshallah Qiyamat Ki Din
18:16Auliya-e-Kiram
18:18Aur Buzurgan-e-Deen Ke Kadamon Mein Honge
18:20Aur Sarkaar Ki
18:22Shafaat-e-Kubra Se
18:24Behrawar Honge
18:26Ameen
18:28Wa Ma Alayna Illa-l-Bala
18:30Tujhse Har-e-Ikko
18:32Pyaar Hai
18:34Haa Ja
18:36Tujh Dilon Ka
18:38Karar Hai
18:40Haa Ja
18:42Kyun Na Tujh Par
18:44Kyun Na Tujh Par