• last year
Jab Aik Hamla Aawar Hoga Dar-al-Hakoomat Par Dosra Golian Chala Raha ?
Transcript
00:00Acha Waheguru sahab, muzaqraat ek tarah toh PTS hai hone, doosri tarah Maulana sahab wala
00:04wo Madrasa reforms wala issue hai, wo bhi is time par atka hua, Maulana sahab ne kaha
00:08hai agle haftay tak solve ho jayega.
00:11Yeh wada kiya, 26 mein aayi nahi tarveen par vote liye, wade ke side par ho gaye aur ab
00:15lag rahe hai ki solution ki tarah jaa rahe hain.
00:18Yeh kya tha?
00:19Dekhi mera nahi shyaad, Maulana sahab ne is buniyaat pe vote diya tha.
00:22Okay.
00:23Quid group pro ko nahi tha ki mera yeh kar doon me yeh kar doon ka, lekin unhne yeh issue
00:26raise kiya hoga hai ki yeh bhi ek issue hai, isko bhi hal karein, toh ab haqoomat usse mukar
00:31rahi hai, wo daal rahi hai Sadar sahab pe, Sadar sahab toh ek defa toh us sakte hai na,
00:39second time bill bhejenge toh pass ho jayega, Sadar sahab ki sari jamaat baithi hui hai,
00:45qaumi assembly aur senate mein.
00:47Lekin haqoomat mein nahi, wo toh bade wazitoar pe kehna hai, haqoomat toh pass karte hai
00:51na, haqoomat toh support toh karte hai na, aaj hat jaye haqoomat khatam ho jayega.
00:54Hatne ke imkaanat aapko nazar aa rahe hain, Abbas sahab, kudar aa rahe hain, nahi?
00:58Yeh aisi baatein hum nahi karte hain.
01:02Itni, itni koi strong glue hai, ke wo aap baat karne ko tayaar rahe hain.
01:06Itzaar ki kursi hai, humein chhorti hi nahi hai.
01:08Lekin Khursheed Shah sahab kuch firma rahe hain, wo zara main aapko sunwaungi.
01:11Khursheed Shah sahab ne kya firma sarsan hai?
01:14Main yeh zaroor kehne ke liye tayaar hoon, ke agar election hote hain pe, 4 saal ke baad,
01:193 saal ke baad, 2 saal ke baad, 1 saal ke baad, jo bhi taye hota hai,
01:22toh ek baari toh wo lehenge.
01:24Wo 3 mehne ke lete hain, yaar 6 mehne ke lete hain, 9 mehne ke lete hain.
01:27Wo kitne dilon ke baari lete hain?
01:28Ek baari zaroor.
01:30Abhi Imran Khan sahab ki baat kar rahe hain, wo PTI ki baat kar rahe hain,
01:33ke 1 saal baad, 2 saal baad, 3 saal baad, 4 saal baad, intikha baad,
01:37wo ek baari zaroor lehenge, chahe kuch month ke liye hoon.
01:39Aap agree karte hain?
01:40Aur wo agar saal yaar 2 saal baad ke baad ke intikha baad ki baat kar rahe hain,
01:43toh toh kyun nahi...
01:44Election ke faisla awaam ko karne dey na, awaam ko faisla karne dey,
01:47hum uspe yeh pishan goyiye kyun karte hain.
01:52Yeh baariyon ki baat kar rahe hain.
01:53Nahi, baariyan baariyan nahi hoti, baariyan nizam mein nahi hoti.
01:56Yeh badi galt beyani hai, galt soch hai, ke baariyan hoti hain.
02:01Awaam, baariyan dene wale hote hain.
02:04Faisla awaam ka hota hai.
02:06Chahe wo 100 dafa kisi ko elect kar le,
02:08unki raaye ka itaraam karein.
02:10Aapne baariyan lagaani hai, phir chhode awaam ko...
02:12So, agla intikha baat ke andar awaam kisi ko select karte hui nazara rahi hain aapko?
02:15Dekhi, aaj jo halaat hain,
02:17har roz hukumat kamzor ho rahi hai,
02:19aur opposition mazboot ho rahi hai.
02:21Polling station par.
02:23Isme mujhe koi do raaye nahi hain.
02:25Har guzarte din ke saath.
02:27Toh hukumat ke paas iska koi sadde baab hain, koi solution hain?
02:30Koi sadde baab nahi.
02:31Koi sadde baab nahi.
02:32Yakeen karein.
02:33Bohot kham khayali hai,
02:35aaj na Imran Khan ko milna hain,
02:37hukumat ko kuch milna hain.
02:39Aaj mul ki baat karein,
02:40mul ke masayil ki hal ki baat karein,
02:42mul ko aage badhayein,
02:43awaam ko phala dein.
02:45Bas ab aapne offer ki thi ke
02:47I'm more than happy to be a bridge
02:50to bridge up this gap.
02:52Do sides chahiyein to bridge hota hain.
02:54Toh siro ne aapko contact kiya?
02:56Mere nazar nahi aata.
02:58Jab aap,
03:00ek hamlawar ho raha hoga,
03:02doosra goliye chala raha hoga,
03:04bridge bhi ke beech mein maara jayega.
03:06So aapne kahe,
03:08main bridge bhi nahi maara jayega.
03:10Mujhe jo hukam karein,
03:11main hazir hoon,
03:12lekin soch honi chahiyein,
03:14niyat honi chahiyein.
03:15Aapne reach out kiya hai,
03:16baat sahab hukumat ko bhi
03:17aur PTI ko bhi?
03:18Ye reach out karne ki baat nahi hoti.
03:20Unko soch ho,
03:21unko is baat ka isaas ho,
03:22hum baat kar rahein na,
03:23aapke saamne,
03:24roz baat kartein.
03:25Agar unko isaas ho,
03:26ke ye mulk mushkil mein hain,
03:27iske log takleef mein hain,
03:29toh khud dhoondein,
03:31ke kaise hum baat karenge.
03:32Abhi badi ajeeb baat hai,
03:33baat sahab,
03:34mulk mushkil mein hain,
03:35aur kuch log khushiyaan mana rahein.
03:37Main abhi do teen minute rahein,
03:38lekin I have to discuss this.
03:40Khushi ko mana rahein?
03:41Main batati hoon,
03:42missile program ke upar,
03:43humare ballistic missile program ke upar,
03:45chaar companies ke upar,
03:46US ne sanctions ke baat aagiye unki.
03:50Ek toh,
03:51is step ko,
03:52aapko extraordinary step
03:53samajhta hain,
03:54US ki taraf se,
03:55humare ballistic missile ke hawale se,
03:57chaar company ke liye.
03:58Extraordinary step hain,
03:59extraordinary.
04:00Humare jo missile capability hain,
04:01wo badi waze hain,
04:02uski range badi waze hain,
04:04wo kis kism ke missile hain,
04:06yeh sab well known baatein hain.
04:08Ekdum yeh kahe dena ji,
04:09wo Amerika pohon jaayenge,
04:11yeh is dal mein bohot kuch kala hain.
04:14Aur yeh kala kis wajah se?
04:16Kala, aap pe dabaw dal jaa raha hain,
04:17aur kuch nahi hain.
04:18Kis cheez ke liye dabaw dal jaa raha hain?
04:20Jo maksat baad mein samajh jaayega.
04:22Kyunki,
04:23jab aapka ghar kamzor hoga na,
04:24phir aapka dushman,
04:25phir aapka dushman,
04:26aapka habi ho jayega.
04:27Acha yaha PTI ki,
04:28jo Pakistan ki leadership hai,
04:30usne to isko radh ki hai.
04:32Sabik Sadr Arifalvi sahab ne,
04:34aur saati PTI ke bohot saare leaders
04:36ne bola hai,
04:37ki yeh bada ghalat hua hai.
04:38Isko har Pakistani radh karega,
04:39koi Pakistani iske haq mein beyaan
04:41nahi de sakta.
04:42Sajjad Barki hain,
04:43wo hai focal person for USA,
04:45to chairman PTI,
04:47yaani Imran Khan sahab.
04:49Aur unke paas baaki jo order hain,
04:51Secretary PTI,
04:52Organisation of International
04:53Chapter,
04:54screen par chal bhi raha hai.
04:55Yeh ab jo hai,
04:56is time par,
04:57iske upar kahe rahe hain,
04:58bhi pooh theek hua hai.
04:59Agar wo Ameriki shehri hain,
05:00to yeh hi woh kahenge.
05:01Iske alawa woh kuch kahe nahi.
05:02Pakistani passport bhi to hoga na.
05:04Passport ki baat nahi hai.
05:05Shehri bhi hai.
05:06Jab aap America ki nationality
05:07lete hain,
05:08to aap halaf uthate hain.
05:11Ki main America ka wafadaar hoon.
05:15Main kisi foreign mul ka wafadaar
05:18nahi honga.
05:19Wahaan khaid Prince ka lafz
05:20istamalo,
05:21mujhe bhool gaye,
05:22maine padha hua hai,
05:23Prince ka lafz istamalo hoga.
05:24Kisi foreign Prince ka,
05:26yaani kisi foreign taqat ka
05:28main wafadaar nahi honga.
05:30To woh American policy se
05:31differ nahi kar sakte.
05:32Lekin hamara passport bhi to
05:33unke paas hota hai na,
05:34bahar rehna wala.
05:35Passport travel ke liye hai na.
05:37Yeh passport hona,
05:39aapko ek sahulat di gayi thi,
05:41General J. Aulach ne di thi.
05:431981 mein.
05:44So aap yeh keh rahe hain,
05:45ki America ke andar
05:46jitne bethe Pakistani hain,
05:48Dohri shehriyat wale,
05:49woh Pakistani nahi hai?
05:50Abbas sahab?
05:51Woh America ke wafadaar hai.
05:54Yeh unne halaf utha hai.
05:56Jo American shehri hai,
05:57usne halaf utha hai.
05:59Yeh doosri jangi azeem mein,
06:01jo wahan par,
06:03Japanese nationals the,
06:04unko unne pakad ke,
06:06concentration camp mein
06:07daal diya tha.
06:08Unke wafadaari pe shuba
06:09aa gaya tha.
06:11To isliye,
06:12yeh ek bada sensitive baat hain.
06:14Main bhi uss mulk mein raha hun,
06:15main iss maamne ko jaanta hun.
06:17To American shehri,
06:19apne mulk ki,
06:20jo National Security
06:22ke policy se differ nahi kar sakta.
06:24That is very interesting.
06:25Woh chahe Dohri shehriyat ke hamil ho,
06:27Dohri shehriyat sahoolat ke liye hai.
06:29Shehri aap ek mulk ke hote hain.
06:32Aap do mulkon ke shehri
06:33nahi ho sakta.
06:35Very interesting.
06:36Abbas sahab, thank you very much
06:37for joining me in the program.
06:38Iss ke saath break ke taraf jaayenge,
06:39break ke baad baat karenge.

Recommended