• 2 months ago

Category

😹
Fun
Transcript
00:00Jeevan ek pyaas hai, sabhi ko kuch talaash hai Jeevan ek pyaas hai, sabhi ko kuch talaash
00:30hai, sabhi ko kuch talaash hai Jeevan ek pyaas hai, sabhi ko kuch talaash
01:00hai Jeevan ek pyaas hai, sabhi ko kuch talaash
01:30Jeevan ek pyaas hai, sabhi ko kuch talaash hai
02:00Kehiye, kaisa hai pyaar ka dardaaj?
02:03Jee, doctor sahab ki dawa se, dard toh aaj kuch kaam hai
02:10Pehle kabhi pahar-pahar nahi chodhe the kya?
02:12Jo yun bachon ki tarah pisal gaye?
02:16Pisla toh main, Bhrigu Muni ki kripas hai
02:19Bhrigu Muni ki kripas hai?
02:22Jeeha, unhi ki kripas hai
02:24Wo asurik mehwar mere saath na karte, toh behenji ka maan kaise badal tha?
02:28Unhi ki kripas hai, aapke maan mein mere liye daya aayi hai
02:32Aap lekhak hai na, baate banana aapko bahut achi tarah se aata hai
02:38Behenji, das para din ho gaye ghar se nikle hua
02:42Aur ab is pyaar ko lekar na jaane aapke ashram mein aur kitne din rehna pade
02:46Ghar wale pareshaan hongi
02:48Aap fikar na gari, aapke ghar taal bhijwa di hai
02:52Meera, pata kaise malum chala aapko?
02:54Meera, pata kaise malum chala aapko?
02:56Main saadi ka hoon na, mujhe sab malum hai
03:01Acha, shaadi shudha toh hai aap, aur bache?
03:05Jee ek ladka hai, 6 saal ka
03:08Kahani likhte likhane mein, bibi aapki kuch madad karte hai?
03:12Jee bahut, balki zarurat se zyada
03:16Wo kaise?
03:17Jee, wo aise, ki jis table par baith kar mai kaam karta hoon na
03:22Toh uski safai karte hai wo
03:25Ab safai kya, bas cheezein idhar se udhar kar deti
03:30Kabhi kabhi toh kitabe bhi gum kar deti
03:33Aur jab main kahani tayyaar karke usko saja ke achi tarah rakhte thaon
03:39Toh bas panni ulat pulat kar deti
03:42Aur, kabhi kabhi jab main bahut hi magna hukar, dhyan se likh raha hota hoon
03:48Toh ghar ki grihasti ka kharch lekar mere saamne baith jati hai, hisaap karne ke liye
03:52Ki ab dekhi, aate ke bhaav kahan ja rahe hain?
03:56Chaawal toh acha milta hi nahi hai, kankar wale milte hain
03:59Aur keroseen ke liye toh line kitne lagani parti hai
04:01Munne ki fees deni hai, uski dress banani hai, baghera baghera
04:06Ek lekhak ke dhair aur sabr ko, lohe ki tarah mazboot karne mein
04:11Hoori madad karte hai meri bibi
04:14Ab sachmuch bahut kharaab aadmi hai
04:17Jab unke liye aap aise kya sakte hai, toh mere baare mein bhi, oonta sidha hi bataenge jaakar
04:23Behenji, Sarsavan se doctor sahab aaye hain
04:28Acha, toh gulai unko, main phir aaoge
04:36Ramprasad, doctor sahab ko lehao
04:42Sarsavan se doctor sahab portable x-ray machine lekar aaye hain
04:47Aapke paav ka x-ray karne ke liye
04:49Aaye, aaye doctor sahab aaye
05:04Yeh kya hai?
05:05Chuna haldi
05:07Chuna haldi?
05:08Yeh, behenji ne lekh banwai hai aapke liye
05:11Magar, chuna haldi kya?
05:13Mera mann kehta hai, haddi vaddi kuch nahi tooti, khari moh chahiye
05:18Yeh chuna haldi laga dene se, thodi din hoon hi theek ho jayegi
05:23Aaye, yeh kya kar rahe hain aap behenji?
05:24Aan chuka hai yeh
05:26Behenji script saari kahi nahi, scene kahi hai
05:31Ek baat kehne thi aapse
05:34Main yaha aane se pehle kisi ke saar pe haath rakkar
05:38Yeh wachand de aaye tha ki, agar behenji se nahi mulaqat ho gayi
05:42Toh main uski faryad behenji ke saamne rakhtunga
05:46Toh agar aap thoda samaye nikal kar meri baat sunne lehen, toh
05:51Baap re baap, lagta hai aap bahot se faryad le kar aaye hain
05:56Acha batayiye, kisi ke saar par haath rakkar wachand diya hai apne?
06:01Yeh uska raam hai, Jhangli
06:05Mokhya ki baiti?
06:06Aanji haan, aur uska byaas saar saagun ke chaupidaar, Fardoon ke bete ke saath tayah hua tha
06:12Nikin phir...
06:14Aap Mokhya, baada daga hai us byaah mein
06:17Yeh hi na
06:18Aapko kaise maalon?
06:21Mujhe toh yeh bhi maalon hai, usne kari shard rakhti, Kanhaiya par
06:26Maine bataaya tha na, main saadi ka hoon, mujhe sab kuch maalon hai
06:34Miss Saadi mein bataaya mujhe
06:38Toh, Jhangli ki nahiyaa paar hu jayegi na
06:42Usne pura vishwaas hai, ki Mokhya bhenji ka aadesh nahi tarega, apni shard tha tarega
06:49Nikin meri samajh mein yeh nahi aata, ki Mokhya ne aesi shard kyun rakhi, kya karan ho sakta?
06:56Kahaani likhne ke liye, plot ki khushbu aa rahi hai aapko
07:00Sunenge?
07:02Aap sunayenge toh sir, usno
07:06Yeh Mokhya aur Fardoon, par ke doste ka bhi, ekdum chikhli dost
07:11Toh yeh dosti, tushmani mein kaise badal gaye?
07:14Ek ladki ki kaaran, Fardoon se pyaar ho gaya tha usko, shaadi ko usne usse se kar liye thi
07:20Kya naam hai?
07:22Janki
07:24Are waah, aapko toh bahut kuch maalon hai
07:27Ji bahut kuch nahi, sirf itna ki, Fardoon ki bibi ka naam Janki tha, Fardoon nahi bataaya tha
07:34Haan toh, phir kya hua?
07:36Phir kya?
07:37Fardoon tha seeda saada, bhola bhala, khet machdur
07:41Aur Mokhya bilkul loota, zalim, awara, raja sahab ka khas aatmi
07:47Toh phir inn dono mein dosti kaise ho gaye?
07:50Doh baaton mein dono ki pasan dekhi thi, peena aur gaana bajana
07:56Fardoon kabhi tha, khudi gaana bajana
07:59Fardoon kabhi tha, khudi gaana bajana
08:02Fardoon kabhi tha, khudi gaana bajana
08:04Fardoon kabhi tha, khudi gaana banata tha
08:08Aur gaata bhi bahut achha tha
08:10Aur Mokhya, gaana sunne ka shokin
08:13Bas, yehi mil tha dono mein
08:16Raja sahab ke galat kaamon mein, akshar Mokhya ka haath hota tha
08:27Bachho, Ari Singh Chittor ke Rajkumar tha
08:32Ek din, woh ghode pe shikar ke liye nikle
08:36Unhone ek jungli soor ka peechha kiya
08:40Soor teji se bhaga, aur bajre ke khet mein ghus gaya
08:45Ek choti balika us khet ki rakhwali kar rahi tha
08:50Uski umar baara teha bach se adhik na thi
08:54Usne Rajkumar ke paas aakar kaha
08:57Mere pita gareeb hain
09:00Ghode khet mein ghusenge, to kheti nasht ho jayegi
09:05Aap yehi rahe, main soor ko maar kar abhi aapke saamne laati hoon
09:10Larki ne haath mein danda liya, wo khet mein ghusi aur usne soor ko maar dala
09:17Choti larki ki bahadurli dekhkar, sabhi dang reh gaya
09:22Yeh baat Rajkumar ke pita, Rana tak paunchi
09:26Wo bahut khush hu hai, unhone kaha
09:30Wo veer balika, bhavishya mein Chittor ki maharani banegi
09:36Aise sapne kyon dikha rahe hain master Gyanchand
09:40Ke gareeb ladki Rani ban sakti hain
09:43Arre kai yeh bachon ka jeevan barbad kar rahe ho
09:47Khelne koodne ke din hai inke, khelne do
09:50Aur pand likar kaunsa yeh collector ban jayenge
09:53Karna to inhe kheton par kaani hai
09:55Ya phir Raja saab ki chirahi machine pe majuri
09:59Jao bachon jao, aaj chutti jao
10:06Tulsi, zara ek moda lana bahar
10:11Mukhiya, anpad rehne ka tumhe pastawa nahi hota?
10:16Arre pastawa kahaega, humka to khusi hoti hai
10:19Ulta tumhre jaise padhe dikhe aadmi ko dekhke jaada khusi hoti hai
10:23Dekh lo apni halat aur mila lo humse
10:32Baitho Mukhiya
10:34Kaun hai yeh master?
10:35Beti hai nahi
10:37Arre toh kabhi nahi dikha
10:39Do saal ke thi toh iski maa ka dehant ho gaya
10:42Phir yeh nanihaan chali gaye
10:45Wahin pali, badhi
10:47Chaar paan din pehle hi yahaan aayi hai
10:50School ki chutiyan chal rahi hai na
10:52Acha acha, toh padhti hai
10:55Nahi Mukhiya, padhti nahi, padhati hai
10:58Acha toh apne peshe mein daal liya
11:00Tulsi yahi rogno
11:02Hum Rani maa se kaheke school bada karwa denge
11:05Phir baap beti milke badhana
11:07Acha toh asli mudde pe aajao
11:10Hum Raja sahab ke kaam se aaye tumhre paas
11:13Hukum karwa Mukhiya
11:15Hukum yeh hai, ki tumhri jo do dika jameen hai na
11:18Arre wahi jo bade maidaan ke paas hai
11:20Toh Raja sahab ko chahiye
11:22Arre kis liye chahiye yeh bhi sunlo
11:25Raja sahab ek bahot bada palaan bana rahe hai
11:28Arre tumhri jameen palaan ke beech aa rahe hai
11:31Mukhiya, wo jameen kahaan?
11:33Wo toh kheeth hai
11:35Arre puchte hi kheeth hai humare
11:37Dekho master, padhe likhi aadmi jee tarah humre saath wakaalat na karo
11:41Jameedari bhale hi chali gayi
11:43Aaj bhi raaj yahaan Raja sahab ka hi chale aaye
11:46Wo toh theek hai
11:47Toh hum Raja sahab se jaake kahe de
11:50Ke Gyanchand kushi se kheeth de rahe hai
11:52Kya baat kar rahe ho Mukhiya
11:54Wo chote se kheeth hume saal bar ka khaane ka anaaj dete hai
11:58Usme fasal bhi tayyar khari hai
12:00Fasal tayyar khari hai toh jaldi se kaat lo
12:03Nahin toh Raja sahab kheeth ke saath fasal bhi le lenge
12:06Jai Ram jee ki
12:18Kaun tha hai Babu jee
12:21Raja sahab ka Mukhiya
12:23Is hi laage ka sabse bada raakshas
12:27Aapke paas kya lone aaya tha
12:29Humara wo
12:31Do beeghe ka kheeth chahate hai Raja sahab
12:34Isliye Mukhiya dhamki de gaya
12:38Das saal ho gaye aazadi ko
12:40Lekin abhi bhi dimaag se hukumat nahi gayi
12:43Samjhte abhi bhi raaj hai unka
12:44Babu jee
12:46Jai kuch bhi ho jaye
12:49Aap unhe wo kheeth nahi denge
13:04Pahe lagun Sarkar
13:06Haan Bhiru
13:08Kya kaa kya Anchand mein
13:11Are bolta kyu nahi
13:12Kya kaa kya Anchand mein
13:14Haan ya na
13:16Kehta kuch nahi hai Sarkar
13:18Purkhon ki dhwai deta hai
13:20Kehta pustani zameen hai
13:22Lekin hume wo zameen chahiye
13:24Wo zameen ka tukda hamare plan ke beecho beech padta hai
13:27Rani maa ki uspar daya hai na Sarkar
13:30Isliye thoda akad tha hai
13:32Rani maa ne paashala khul wahi hai
13:34Uska master hai
13:36Thoda padha likha hai
13:38Isliye musibat ban gaya hai
13:40Usse ek baar aur saal ho
13:42Ek baar fir samjhao
13:44Kho hum usse 2 bighe ke badle
13:465 bighe kahin aur de denge
13:48Jo aagaya Sarkar
13:50Agar phir bhi na maane
13:52Toh hume manmani karne ki aagaya hai Sarkar
13:55Manmani?
13:57Kaisi manmani?
13:59Ek beti hai Gyanchand ki
14:01Aapki aagya ho
14:03Toh usse utha lete
14:07Ek baar fir samjhao usse
14:10Aur agar na maane
14:12Toh phir jo jee bhi aaye karo
14:14Lekin yaad rakho
14:16Wo zameen hume har keemat par chahiye
14:36Are humre saamne kai sarmawe hai
14:39Hum toh mukhiya hai is alaake ke
14:43Sar dhapne ki jarurat nahi
14:46Ladkya doosron ko nahi
14:48Apne aap ko izzat dene ke liye sar dhapne mukhiya
14:51Taaki doosre bhi hume izzat ki nazar se dekhe
14:54Matlab ye ki tune humka sammaan dene ke liye sar par aanchal nahi liya
14:59Aur doosra matlab hi
15:02Ke hum tujhe izzat ki nazar se dekhe
15:05Izzat dene se izzat mile hai
15:08Batao, kis kaam se aaye ho?
15:11Gyanchand kaha hai?
15:13Waise hum chahate toh apne aadmi bhej ke usse bulwa lete
15:16Magar humne socha
15:18Jaa ke kahe de usse
15:20Ke hum aaye hain
15:21Mukhiya
15:22Babuji ghar pe nahi hai
15:23Bazaar gaye hain
15:25Bazaar gaye hain toh aaj aayenge
15:29Ka naam hai tera?
15:31Tulsi
15:32Haa Tulsi
15:36Magar ye naam tere liye theek nahi
15:40Are itni achi surat diye bhagwan ne tujhe
15:44Tera naam toh Chandramukhi hona chahiye tha
15:48Yeh, baithne ke liye nahi kahegi
15:51Babuji ki raha dekhne hai toh baith jao
15:57Kab aaye Mukhiya?
15:59Are aao Gyanchand, tumre toh bhaag khul gaye
16:03Kya, Raja sahab maan gaye?
16:05Chhod diya humara khed?
16:06Are nahi Gyanchand
16:08Lekin 2 ke badle 5 bigha zameen dene ko keh diya hai
16:12Bole khud jaa ke kau master se
16:14Ke humari toh zameen hai na
16:16Kaali teela ke paas
16:18Usme se 5 bigha jyot le master
16:20Are toh wali toh chandhi ho gayi
16:22Mukhiya
16:24Maine usse din saab saab kahe diya hai
16:26Ki main apni pushtaini zameen nahi chhodunga
16:295 kya 10 bhi de toh bhi nahi lunga
16:32Us zameen par humare purkhon ne pasina bahaya
16:34Hey master
16:35Yeh baat humre kaano tak rahe
16:38Isi mein tumhari bhalayi hai
16:40Agar yeh baat Raja sahab ke paas pahunch gayi na
16:43Toh pralay aa jayega
16:45Sara din bachon ko badhate rehte ho
16:47Itni akal nahi ke paani meray ke magar mat se behar nahi karte
16:51Agale hafte fasal katwa ke apne ghar dalwa lo
16:55Aur zameen humare hawale kar do
16:57Dekho
16:59Zabardasti karoge
17:01Toh main bhi nyaye ka darwaza kat kata sakta ho
17:03Hey master
17:05Nyaye ka darwaza koi tumhare ghar ke bahar nahi hai
17:09Jo chaar kadam chalke pahunch gaye
17:12Uske liye is ilaake ki sarhat paar karke jaana hoga
17:18Zara itta toh socho
17:20Ki ghar mein jawan beti hai
17:23Uski izzat agro bhi koi cheez hai
17:26Ya pushtaini kheti sab kuch ho gaye
17:29Zara socho dimaag se
17:33Babu ji
17:35Aap se isse baate karne ke uske himan kaise hui
17:38Beti
17:40Iss ilaake mein abhi bhi jangal ka kanun chalta hai
17:43Toh aisa kar
17:45Toh apne mama ke paas wapis chale ja
17:47Nahi babu ji
17:49Main kahin nahi jaungi
17:51Main yahi raungi
17:53Aapke paas
17:55Beti tu nahi jaanti yeh bahot khatarnag log hai
17:58Main Bishwa ji ko khabar karna
18:00Kotwali bhi jaha raha hu
18:02Wahaan ke kotwal se meri jaan pehchan hui thi ek baat
18:05Aur sunn
18:07Jab tak main wapas nahi aao
18:09Tu ghar pe rehna
18:11Jee baat
18:25Yeh mukhiya toh rog ki tarah Raja sahab ka
18:27Saath lag gaya hai Bishwa ji
18:29Yeh mukhiya toh rog ki tarah Raja sahab ka
18:31Saath lag gaya hai Bishwa ji
18:33Lekin yeh bataiye
18:35Aapko yeh baat kahan se malon pade
18:37Larki ke pita Gyanchan se
18:39Gyanchan
18:41Humari paadshala ke master ji
18:43Jee haan
18:45Aap Raja sahab ko rog hiye
18:49Kahi baar toh rog chuke hu
18:51Ab koi baat unse karne jaati hu
18:53Toh humare beech ki diwaar aur uchi ho jati hai
18:55Aisa na kahiye Rani ma
18:57Is haveli mein dharm, karam aur siddhan ke naam par
19:00Aapke shiva aur kuch nahi raha
19:05Achcha
19:07Dekhti hu baat karke
19:10Aap bataiye
19:12Urmila, Pramila ki padhai kaise chal rahi hai
19:15Urmila toh saakshaat aap hi ka roop hai
19:18Likhai padhai mein bahut bandh lagati hai
19:21Par Pramila ka mann
19:22Raja sahab ke ladli hai na
19:24Haan, haan, haan, lao beta, lao
19:26Hum aapko sikhatein, usko kaise karna hai
19:28Yeh dekhi pehli yeh
19:30Bolt action kiya
19:32Theek hai, uske baad isko apne kandhe se lagaya
19:34Aap kandhe se daba ke lagaya
19:36Daba ke nahi lagaogi, toh iske dhakte se
19:38Kandha utar jayega
19:40Pir aise aim karke
19:42Yeh fire kiya
19:44Theek hai na
19:46Pitaji, main bhi gari hokar
19:48Aapne sahab shikha ke liye
19:49Haan, haan, zaroor jayenge beta, zaroor jayenge
19:51Aap bhi jayenge
19:53Aur Urmila bhi jayenge
19:55Aam beta, hum aapko bhi bandhook jalana sikhaye
19:57Aayiye
19:59Nahi, pitaji, mujhe achha nahi lagta
20:01Nahi achha lagta, toh bhi kya hua beta
20:03Thakur vansh ke baccho ka yeh kheer hota hai
20:10Urmila, Pramila
20:12Aap dono bahar jaakar kheliye
20:14Inhe bahar le jayenge
20:15Bhiru, tum bhi bahar jao
20:21Jo maine suna hai, wo sach hai
20:23Humme kya bata aapne kya suna hai
20:25Gyanchand ji ki beti ke vishay mein pooch rahi hoon aapse
20:27Zameen jayadat ki rakhwali ke liye
20:29Bahar se chaale chalne padhti hai
20:31Dekar usse aapki pooja aur sadhna mein toh koi badha nahi padhti na
20:34Padhti hai badha
20:36Sab kuch paap lagne lagta hai
20:38Hum,
20:40Aayiye,
20:42Aayiye,
20:43Aayiye,
20:54Na aap Puran Yug ki aadmi hai
20:56Na yeh wo Yug
20:58Khar bher chhodiye
21:00Aur yeh mataiye
21:02Ke aapse hamari shikayet kisne ki
21:05Kisi ne bhi ki ho
21:07Magar maine jo suna hai
21:09Agar wo sach hai
21:11Toh main aapko saudhan karne aaya
21:13If you have dared to warn me, then you should know that I had only threatened her until now, but now her daughter will be kidnapped.
21:32Yes, you have made a big mistake by warning me, my queen.
21:41Yes, if you had begged me for mercy, then perhaps I would have shown a little mercy.
21:49Yes, my queen.
21:58Don't you dare come forward. I will chop you into pieces with that stick.
22:03What are you looking at? Catch her.
22:05Don't you dare. Today I will show you the power of a woman. I will not die alone. I will kill a few people and die.
22:12Hey, stop. Don't you have any shame? How can you raise your hands on a girl?
22:19Throw away your weapons. Throw away all your weapons.
22:23She is fighting with the king. She is not fighting with us.
22:28Tulsi, Tulsi, you also throw away your weapons.
22:33Forgive all of them. They are all the dogs of the king. They bark at anyone.
22:38Throw away your weapons. I beg of you. Forgive them.
23:08© BF-WATCH TV 2021