• 6 months ago
Transcript
00:00People's Party Bilawal Bhutto Zardari ki mulaqat shuru ho chuki hai.
00:12Is mulaqat mein Khursheed Shah, Raja Parvez Ashtaf, Sherry Rehman bhi sharik hain.
00:16Azhar Farooq humaar sath mauzood hai, mazeed aaga karenge.
00:19Bataiye Azhar.
00:20Teh hi aahim lauhiyat ki mulaqat hai Bilawal Bhutto Zardari ki Wazirat-e-Azam Shahbaz
00:24ke saath aur is mulaqat mein People's Party ke waqt ke saath-saath Wazir-e-Khazana,
00:28Secretary-Khazana aur Naib Wazir-e-Azam ke saath-saath mazood hain.
00:31People's Party ke jo haqoomat se tafuzat hain bilkhasur so budget saazi ke hawale se
00:35aur digar Punjab se related kuch issues hain, jissa People's Party apne shadeed treen
00:39tafuzat rakhti hain aur yeh tafuzat aaj Wazir-e-Azam ke saamne rakhi jaayenge.
00:43Ek tehreeri muaida hai haqoomat aur People's Party ke dargahan, us muaida par amal-daramat
00:48na hone ka shikwa jo hain aur People's Party masal-san karti aa rahi hain.
00:51Chunaachayin in shikayat aur shikoo ko door karne ke liye yeh indayi aaham tereen baithak
00:54hain kyunki People's Party waazik hain chuki hain ki agar tafuzat door na hui to budget
00:58ke liye, budget ki mandoori ki jo marahil hain usme vote karna People's Party ke liye
01:02mushkil hoga.
01:03To haqoomat ki yeh koshish hogi ki People's Party ke tafuzat door kiye jaayen.
01:06Is mulaqat se kabar People's Party ki markdi leadership ka ijlaas hua tha, jismein tamam
01:10tar vote taay kiye gaye the.
01:12Sa ke Wazir-e-Azam ke saamne ek thos agenda rakha jaaye.
01:15To is waqt tafseeli mulaqat wo Wazir-e-Azam House me jaaye.
01:18Shukriya aapka Azhar.

Recommended