Dars e Quran - Surah e Baqarah Ayat 163 to 178 - 15 May 2024 - ARY Qtv
Tilawat (Recitation): Qari Noman Naeemi
Tafseer (Details): Allama Hafiz Owais
#AllamaHafizOwais #QariNomanNaeemi #DarseQuran
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Tilawat (Recitation): Qari Noman Naeemi
Tafseer (Details): Allama Hafiz Owais
#AllamaHafizOwais #QariNomanNaeemi #DarseQuran
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Category
🛠️
LifestyleTranscript
00:00Al-Kitabu la rayba feeh, hudan lil-muttaqeen.
00:07I seek refuge in Allah from the accursed Satan.
00:15In the name of Allah, the Most Gracious, the Most Merciful.
00:25Ya ayyuha an-nasa kulu lumin mimma feehi ardi ilalan tayyiba.
00:56Wa laqad tatabi'u khutuwati shaytan.
01:12Al-Katabu la rayba feeh, hudan lil-muttaqeen.
01:34Inna ma ya'murukum misbizuhi wa yufahshaahi wa ma taqoolu ala Allahi ma ya'murukum misbizuhi
02:01wa ya'murukum misbizuhi wa yufahshaahi wa ma taqoolu ala Allahi ma ya'murukum
02:15wa idha qeela lahum mutabi'u bihuma anzala Allah
02:34wa idha qeela lahum mutabi'u bihuma anzala Allah
02:49wa idha qeela lahum mutabi'u bihuma anzala Allah
03:09wa idha qeela lahum mutabi'u bihuma anzala Allah
03:35wa ma zannu allathee laikafaruka ma zannu allathee laikafaruka
03:48ma zannu allathee laikafaruka
04:07summum muqbuma mu'ayyum fa huwa la ya'qilun
04:29ya ayyuha allatheena
04:44ya ayyuha allatheena
04:54ya ayyuha allatheena
05:15washkuru lillahi minatum iyyamutahabudun
05:35sadaqallahul azeem
06:05surah baqarah ayat 168-172
06:20ay logo zameen ki un cheezun mein sikhao jo halal tayyib hain
06:25aur shaitaan ke kadamun ki perwi na karo beshak wo tumhara khula hua dushman hain
06:31wo tumhe sirf burai aur behayai ke kaamun ka hukum deta hai
06:35aur Allah ke mutaalik aisi baat kehne ka hukum deta hai
06:39jisko tum nahi jaante
06:41aur jab un se kaha jata hai ki tum uski perwi karo
06:45jo Allah ne naazil kiya hai
06:47toh kehte hain
06:49balke hum uski perwi karenge
06:51jis par humne apne baap dada ko paaya
06:55kha unke baap dada na kuch samajhte ho
06:58aur na hidayat par ho
07:00aur kafiron ke misaal us shakhs ki tarah hai
07:03jo aise shakhs ko pukaare
07:05jo bulane aur aawaz dene ke siwa aur kuch na sunta ho
07:10yeh behre, gunge, andhe hain
07:13toh yeh kuch nahi samajhte
07:15hai imaan walo un paak cheezon se khao
07:19jo humne tumko dee hain
07:21aur Allah ka shukr ada karo
07:23agar tum ussi ki ibadat karte ho
07:27saameen-e-muhtaram
07:28pichle program ki jo aayat hain
07:30wo agar aapke saamne ho
07:32aur in aayat ko agar hum jod kar dekhe
07:34toh pichla jo ruku tha
07:36uska khulasa yeh tha
07:37ke Allah paak ne apni muhabbat ki baat ki thi
07:40ke Allah se jo shadeed
07:42imaan wale jo hotein
07:43wo Allah se shadeed muhabbat kartein
07:45wo shirk nahi kartein
07:46toh shirk ka radh hua tha
07:48ab in aayat mein agar aap dekhenge
07:50toh shirk ke radh ke baad
07:52Allah paak ne paakeeza cheezein
07:55aur halal cheezein khaane ka hukum irshaad firmaaya
07:58aur jo aayat aapke saamne padhi gayi hain
08:01usmein yeh hukum do martaba aaya hai
08:03pehli martaba Allah ne
08:05ya ayyuhan naas keh ke mukhatab kiya
08:07yaani aay logo
08:08aur doosri martaba
08:09ya ayyuhan lazeena aamanu keh ke mukhatab kiya hai
08:12ke aay imaan walo
08:14toh alag alag paakeeza aur halal khaane ka hukum
08:16Allah paak ne diya hai
08:18ya ayyuhan naas keh kar
08:20saare hi logon ko
08:22kha wo kafir hon, mushrik hon, jo bhi hon
08:25sab ko Allah paak ne is baat ka hukum diya hai
08:27aur shirk ke baad Allah paak ne is baat ko bayan kiya hai
08:31kyun ke ismein gehra rabt hai aur taaluk hai
08:34uski wajah yeh hai
08:35ke jo shirk karne wale the
08:37buton ke pujari the
08:39unke haan ek element yeh bhi tha
08:41ek masala yeh bhi tha
08:43ke wo phir yeh bhi kaha karte the
08:45ke hum jo hai na khud apni marzi se jis cheez ko halal karenge
08:50jo hamare buton ke naam pe hogi
08:52wo halal hogi
08:53hum fulaan cheez ko halal karte
08:55fulaan cheez ko haram karte
08:57phir unhone tara tara ki cheezin
08:59apni taraf se banai hui the
09:01yaani unhone yeh jo khaane peene ka jo system tha
09:04isko bhi unhone shirk ke saath jod diya tha
09:06ke yeh cheez halal hai
09:08yeh cheez haram hai
09:09quran-e-karim ne jaga jaga uncheezun ko bayan kiya hai
09:12ma ja'alallahu min bahiratiun
09:14wala sa'ibatiun
09:16wala waseelatiun
09:17wala haam
09:18walakinna allazeena kafaru yaftaroona
09:20alallahil kazib
09:22yeh jo oontniyon ki unhone kismain banali hai
09:24itne saal ki ho to yeh hai
09:26itne saal ki ho to yeh hai
09:28sab Allah pe unhone iftira banda hui
09:29Allah na aisi koi baat nahi ki
09:31wa minal an'aami hamoolatun wa farsha
09:34Allah paak kehta hai ki unhone jo hai
09:36wo apni taraf se in cheezun ko
09:38jaanwaron ki kismun ko banali hai
09:40isi tarah yeh cheez jo hai
09:42wo buton ke liye waqf hai
09:44yeh kheti buton ke liye waqf hai
09:46isme se koi luqma nahi kha sakta
09:48is jaanwar ka dood nahi peesakta
09:50yeh nahi kar sakta
09:51to yeh saare jo
09:52tahreem-o-tahleel ke masle the
09:54unhone wo khud apni taraf se gade hua the
09:56yeh cheez halal hai
09:57yeh cheez haram
09:59usme apni marzee se cheezun ko haram karna
10:01apni marzee se halal karna
10:03yeh nizam chhod do
10:05ya ayyuhan naas
10:07kulu min maa fil ardi
10:09khao jo naas
10:11kulu min maa fil ardi
10:13khao jo naas
10:15kulu min maa fil ardi
10:17khao jo naas
10:19kulu min maa fil ardi
10:21khao jo naas
10:23kulu min maa fil ardi
10:25khao jo naas
10:27kulu min maa fil ardi
10:29khao jo kuch hai zameen mein
10:31halalan jo halal hai
10:33tayyiban aur tayyib hai
10:35ek to yeh hai ke uski kamai bhi
10:37jaaiz ho
10:39aur wo jo cheez hai wo bhi
10:41khaane ke kaabil ho, pakiza ho
10:43thek hai na
10:45jo cheez Allah ne mana kar di hai
10:47jaise sharab hai, wo bale kisi bhi paise se li gayi ho
10:49wo khud hi haram cheez hai
10:51thek hai na
10:53aur jo paak cheez hai, phal hai
10:55khaane ki cheez hai
10:57to wo bhi cheez ho, lakin uski aamdani
10:59bhi halal ho
11:01to khud cheez bhi tayyib ho, uski aamdani
11:03bhi halal ho, yeh dono cheezin
11:05jo hai, is cheez mein
11:07jo hai, saamne rehni chahiye
11:09walahatat tabi'u khutuwati shaitaan
11:11aur shaitaan ke qadmun ke beechein
11:13mat pado
11:15shaitaan jis taraf tumhe nikaal ke le gaya hai na
11:17ki yeh halal hai aur yeh haram hai
11:19buton ke naam pe tum chadawe chadaate ho
11:21buton ke naam par tum jo hai
11:23wo bahut saari cheezon ko waqf karte ho
11:25aur bahut saachi cheezon ko halal karte ho
11:27aur haram karte ho
11:29to yeh is shirk ke saath jod ke
11:31Allah paak ne in cheezon ko bayan
11:33kar diya hai, aur yeh
11:35itna ehm hukum hai, ke Allah paak
11:37ne ya ayyuhan naas keh ke
11:39saari duniya ke logon ko yeh hukum
11:41diya hai, ke halal khaana
11:43chahiye, paakeeza khaana chahiye
11:45aur shaitaan ke
11:47qadmun ke beechein nahi chalna chahiye
11:49innahu lakum aduvum mubeen
11:51beshak wo tumhare liye
11:53khula dushman hai
11:55khula dushman hai
11:57wo tumhe gumrah karega, wo tumhe
11:59aisi jagah le jaake chhodega
12:01ke jahan se tum wapsi tumhare liye
12:03mushkil ho jayegi
12:05isliye Quran ne kaha ki
12:07innash shaitaan lakum aduvum
12:09fattakhizuhu aduvah
12:11wo dushman hai, usko dushman bana ke rakho na
12:13dost kyun banate ho
12:15jo dushman hai usko dost kyun banate ho
12:17usko dushman ko dushman hi samjhoge
12:19usko dushman ko dushman hi samjhoge
12:21agar dushman ko dost samjhoge
12:23toh tumhe hasrat hogi
12:25aur nukhsaan uthana padega
12:27fir farmaya aagli ayat me
12:29innama ya'murukum bissoo'i wal fahshaa
12:31iwan taqoolu alallahi ma'alat alamoon
12:33shaitaan toh tumhe hukum deta hai
12:35soo ka aur fahshaa ka
12:37soo aur fahshaa
12:39burai ke maana mein mutaradif hai
12:41soo bhi burai ke maana mein aata hai
12:43fahshaa bhi burai ke maana mein aata hai
12:45ek maana yeh kiya gaya hai
12:47shaitaan toh jayna mutlaq guna hai
12:49koi bhi guna ho
12:51aur fahshaa se muraad kabira bade bade guna hai
12:53toh shaitaan tumhe har kisam
12:55ke guna hoon ka hukum deta hai
12:57tum jis marhale par zindagi mein
12:59hoge wo dekhega
13:01ki yaha tumhare laaik kya hai
13:03wo tumhe kahan le jaa sakta hai
13:05toh chota guna ho, bada guna ho
13:07har kisam ke guna hoon ka
13:09wo tumhe hukum deta hai
13:11wa an taqoolu alallahi ma'alat alamoon
13:13aur tum phir Allah ke baare mein
13:15jo tumhare ilm mein nahi hai
13:17wo cheezein bhi tumhe hukum deta hai
13:19ki tum Allah ke baare mein yeh kaho
13:21toh ab jo hai wo
13:23buton ko jinnu ne khuda bana liya
13:25toh phir wo Allah ke baare mein
13:27jo dil aata tha wo kahte rehte the
13:29jo cheeze jis taraf
13:31mansoob karne ho, ki yeh cheeze
13:33Allah ne halal ki, yeh cheeze Allah ne haram ki
13:35jo kehna Allah pe iftira
13:37bante rehte, yaani shaitaan yeh karta hai
13:39ke khuda aur bande ke taaluk
13:41ke darmian wo khot
13:43kar deta hai bande ke dil mein
13:45ki phir banda khuda ki ahmiyat ko kho deta hai
13:47aur phir Allah ke baare mein
13:49bhi joot bolna shuru kar deta hai
13:51yeh jo hai na, wo badhi khatarnaak
13:53marhala aur
13:55situation hoti hai, jahan insaan
13:57jo hai, Allah par joot band ke
13:59Allah se bohot door hota chala jata hai
14:01phir farmaaya, jab in se kaha jaye ke
14:03tum
14:05Allah ke naazil kar, ab Allah ka hukum aagaya
14:07ab huzoor unko keh rahe hai
14:09bhai yeh Quran mein le aaya hu
14:11Allah ki taraf se hai, mojaze bhi dekh liye
14:13nishaniyan bhi dekh liye, parakh liya
14:15sab kuch kar liya, ab isko maan lo
14:17to ab wo uske jawab mein
14:19kya kahte the, hum aapki kyu maane
14:21hum Quran ki kyu maane
14:23bhai hum toh apne baap dada ki maante
14:25hum toh inhi rasmon ke pur chal rahe hain
14:27jo humare baap dada, wo bade
14:29mukaddas rishte hain, humare mukaddas
14:31humare rasme hain
14:33jo hai, ibadat hain humari
14:35jo humare baap dada ne hume sikhai hai
14:37wo kyu hum chod de
14:39quran kehta hai
14:41awaloo kaana abaahum laa yaaqiloona shayin
14:43bale unke maabaab
14:45abaaw ajdaad kisi cheez ko
14:47samajhte na hu, aqal na rakhte
14:49wo koi burai bhi kar rahe hain
14:51toh ab beta bolega, bale wo burai hai
14:53lakin main usko apnaunga, kyun ke mere baap ne kaha hai
14:55yeh kahan ki aqalman de
14:57ki jab baap gumra hai
14:59baap be aqal hai
15:01jab baap ne jo hai, wo ghalat tariqah ko
15:03apnaaya hai, toh tum yeh keh ke
15:05yeh mere baap ka rasta hai, usko khuda
15:07par tum tarjih dete ho
15:09wo masalul lazeena kafar
15:11wo Allah kahta hai, kafirun ke misaal aise
15:13hai, us shakhs ki tarah hai
15:15sewaay pukaarne
15:17aur sewaay usko aawaz dene
15:19ke, unko kuch bhi
15:21aap samajh na padhti ho
15:23summum bukmum, jaise ek jaanwar
15:25hai, aap usko aawaz dete hain, usko sirf
15:27aawaz aati hai, kaan me
15:29kya kaha jaa raha hai
15:31kya uski detail hain, wo usko samajh me
15:33nahi aati hai, quran inko
15:35padh ke sunaya jaata hai
15:37bas aisa lagta hai, ek aawaz inke kaan me
15:39gayi hai, quran me kya likha bhai
15:41wo itne aqal ke maare hua hai, unko
15:43yeh nahi pata hota hai, kya kaha jaa raha hai
15:45gunge, behre,
15:47andhe banke, jaise chal rahe ho
15:49na, koi cheez samajh nahi aari, sirf
15:51aawaz aari hai kaan me, yeh inki
15:53kaifiyat ho gayi, yeh Allah paak kahta hai
15:55warna yeh aisi ayatin hain, yeh
15:57samajh me aajaayen, toh bande ki deen
15:59wo duniya ban jaati hai, duniya aakhirat
16:01ban jaati, lakin ino ne
16:03hidayat se itna taalluk rakha hua hai
16:05kya inki kaanu me aawazin
16:07bas padhti hain, fir yeh usko
16:09jagah nahi dete, na dil me na dimaag me
16:11usko samajhna hi nahi chaate hai
16:13ino ne apni iman maani
16:15aur apni cheez ko tay kar liya
16:17ino ne, aur fir uske baad aakhri ayat
16:19me firmaaya ki, imaan walon ko
16:21mukhatab kiya, aur kaha yeh mushrik
16:23toh jin cheezon me padhe hua hai, jo
16:25ino ne nizam bana liya hai, banane do inko
16:27magar, eh imaan walon tum
16:29kulu min tayyebaat imaar azakhna
16:31pakiza cheez khao
16:33saaf sutri cheez khao
16:35jo Allah ne halal ki hai, wo khao
16:37jo Allah ne haram ki hai, usko chhod do
16:39wa shukroo lillah, aur Allah ka shukr karo
16:41fir yeh dekhen ke jab banda pakiza
16:43cheez khaata hai na, toh fir usse
16:45generate kya hota hai, shukr
16:47wa shukroo lillah, jab paak
16:49khaoge, halal khaoge, toh fir
16:51Allah ka shukr karo
16:53wa shukroo lillah, in kuntum
16:55iya hutabudun, agar tum uski ibadat
16:57kar raho, toh fir Allah ka shukr
16:59shukr bhi karo, aur shukr ke saath
17:01yehni wo jo neemat hai halal ki
17:03usko bhi, halal tariqah se
17:05yehni khao, aur halal
17:07neematon ko istimal karo, haram
17:09se apne aapko door rakho
17:11yeh ahkaamaat hain
17:13in aayaat ke, jo Allah paak ne hataa firmaay
17:15is tafseer ke baad hum
17:17agli aayaat ki taraf badenge,
17:19ek wakfah ki taraf ja rahein, aap amare saath rahiye
17:21A'humu billahi
17:23la shaytaani wa azeem
17:25wa azeem
17:29Bismillahir Rahmanir Raheem
17:39Innamaa haramaa alaykumul maytata wa damaa
17:53wa la'laa malakheezin
18:03wa maa uhir labili ghayri Allah
18:25Innamaa haramaa alaykumul maytata wa damaa
18:41wa la'laa malakheezin
19:01wa maa uhir labili ghayri Allah
19:17Innamaa haramaa alaykumul maytata wa damaa
19:31wa la'laa malakheezin
19:51wa maa uhir labili ghayri Allah
20:11Innamaa haramaa alaykumul maytata wa damaa
20:31wa la'laa malakheezin
20:55wa yashta'oon bihi zamanan qaleelat
21:05hulalika maa ya'uloona fee butoonihin
21:17hulalika maa ya'uloona fee butoonihin
21:45wa lahum al'adhaabun lazeenin
21:55hulalika lalheena isha'sharaoon la'laa tabi' minnaa
22:17la'laa tabi' minnaa
22:27fa maa as'abaraa ala alamnaa
22:45thaliqa biya'i ammamallaa
22:53la'laa lal kitaba min hamhati
22:59wa yu'inna lal lazeena
23:03la'laa lal kitaba min hamhati
23:33la'laa lal kitaba min hamhati
23:53la'laa lal kitaba min hamhati
24:21la'laa lal kitaba min hamhati
24:49Sameer-e-Muhtarim,
24:51in the previous segment,
24:53Allah has commanded us to eat
24:55pure and halal food.
24:57In these verses,
24:59Allah has mentioned some things
25:01which are haram by Allah.
25:03These things are haram
25:05in the religion of Abraham.
25:07The polytheists tried to
25:09make many of these things
25:11halal by making their own
25:13philosophies.
25:15But Allah has stated that
25:17these things are haram
25:19in the religion of Abraham.
25:21Allah has stated that
25:23the dead, the blood,
25:25the meat of the pig,
25:27and anything which
25:29has been named
25:31other than Allah
25:33at the time of
25:35sacrifice,
25:37are haram.
25:39First of all,
25:41the dead has been mentioned.
25:43The dead are
25:45the things
25:47which can reach
25:49their end without
25:51being sacrificed.
25:53For example,
25:55if an animal dies
25:57in a natural death,
25:59it will be considered dead.
26:01Similarly,
26:03if an animal
26:05falls and dies,
26:07or if it drowns in water,
26:09or if there is an accident,
26:11all such animals are
26:13considered dead.
26:15Their food is not halal.
26:17After this,
26:19Allah has stated that
26:21the blood is also haram.
26:23The details of blood
26:25are mentioned in different places
26:27in the Quran.
26:29It is called dam-e-masfooh.
26:31The blood which flows
26:33at the time of animal sacrifice
26:35is also haram by Allah.
26:37Sometimes,
26:39the blood which is left
26:41after animal sacrifice
26:43is haram.
26:45The blood which is left
26:47after animal sacrifice
26:49is not haram.
26:51The blood which is left
26:53after animal sacrifice
26:55is haram.
26:57The meat of the pig
26:59is haram by Allah.
27:01It is called najis-ul-ain.
27:03Everything in it is haram.
27:05Allah has made it najis.
27:07This is the third thing
27:09that Allah has stated.
27:11After this, Allah has stated
27:13that the animal
27:15which has been named
27:17at the time of animal sacrifice
27:19other than Allah.
27:21When you do animal sacrifice,
27:23the animal should be named
27:25at the time of animal sacrifice.
27:27This is also very important.
27:29Because the polytheists
27:31used to say
27:33in the name of animals
27:35that
27:37they are doing animal sacrifice
27:39in the name of Allah.
27:41If a person says
27:43such a thing,
27:45then it is polytheism
27:47and it is haram for the animal.
27:49So, when you are doing animal sacrifice,
27:51the animal should be named
27:53in the name of Allah.
27:55In the name of Allah,
27:57the animal will be sacrificed
27:59in the name of Allah.
28:01If the animal is not sacrificed
28:03in the name of Allah
28:05and it is sacrificed in the name
28:07of an animal,
28:09then it is haram for the animal.
28:11Similarly, the animal
28:13will be haram for the animal.
28:15In our society,
28:17some people
28:19exaggerate
28:21and create
28:23a situation of disagreement.
28:25Many times,
28:27they cannot
28:29keep a small difference.
28:31You must keep that in mind.
28:33One is to sacrifice
28:35an animal in the name of Allah.
28:37And the other is
28:39to sacrifice an animal
28:41in the name of Allah.
28:43These are two different things.
28:45Any other thing
28:47which is associated
28:49with an animal
28:51other than the time of sacrifice
28:53is not haram for the animal.
28:55For example,
28:57if a person buys an animal
28:59in the name of Allah
29:01and gives it to his parents
29:03for Isaal-e-Sawab,
29:05then the name of the parents
29:07is associated with it,
29:09but we do not call it
29:11in the name of Allah.
29:13This is a difference.
29:15Isaal-e-Sawab is permissible
29:17in the religion.
29:19If we buy an animal
29:21for Isaal-e-Sawab
29:23in the name of an elderly person,
29:25then we give our name
29:27in the sacrifice as well.
29:29This animal is mine.
29:31Does this mean
29:33that it is in the name of a non-Allah?
29:35No, it is not in the name of a non-Allah.
29:37The sacrifice in my name
29:39means that I should be rewarded for it.
29:41So,
29:43the name which is associated
29:45with the sacrifice
29:47is present in many things.
29:49For example,
29:51we see the name of many mosques.
29:53Mosques are also in the name of people.
29:55If we are going to build a mosque
29:57in the name of our parents,
29:59then we should not
30:01say that it is in the name
30:03of a non-Allah.
30:05So,
30:07it is not in the name of a non-Allah.
30:09It is in the name of Isaal-e-Sawab.
30:11It is in the name of Isaal-e-Sawab
30:13that we should be rewarded.
30:15If someone
30:17takes the name of his parents
30:19in the name of sacrifice,
30:21then it means that
30:23it is in the name of
30:25their worship.
30:27So, this is Shirk.
30:29This is wrong.
30:31If someone takes the name of an old man
30:33in the name of sacrifice,
30:35then it is Shirk.
30:37It is the same thing that is done
30:39in the name of idols.
30:41It is Shirk, it is Haraam,
30:43it is forbidden.
30:45It is impure.
30:47So, these two things are different.
30:49Sometimes,
30:51it is mixed.
30:53We keep giving fatwas to each other
30:55and keep calling each other wrong.
30:57We should have an environment
30:59in which we can create harmony.
31:01We should be able to
31:03minimize the differences
31:05between us.
31:07That is why it is said that
31:09it is in the name of a non-Allah.
31:11Then it is said that
31:13if you have to use something
31:15out of these things out of helplessness,
31:17if it is a forbidden thing
31:19and you are losing your life
31:21and you don't have anything to eat
31:23or else you will die,
31:25then it is in the name of helplessness
31:27and if you don't like it in your heart,
31:29if you have hatred in your heart
31:31and if someone eats it out of helplessness,
31:33then it is forgiven by Allah.
31:35Then, the Jews were mentioned
31:37after the actions of the polytheists.
31:39It is said that they hide
31:41what Allah has revealed in the book.
31:43They used to do the same.
31:45For example, if Allah has made something
31:47Halaal, they have made it Haraam
31:49For example, the Jews used to say
31:51that camel meat is Haraam.
31:53Now, it is not written anywhere in the book.
31:55So, where there is a verse of Halaal,
31:57they will hide it.
31:59So, the actions of the polytheists
32:01about these things, the Jews also did the same.
32:03Despite having the book,
32:05they used to hide the attributes of the Prophet.
32:07They used to hide the announcement
32:09of the Prophet's prophethood.
32:11They used to hide pure and Halaal things.
32:13Allah says that they sold their faith
32:15for a small price.
32:17And they eat fire in their stomachs
32:19by blaming Allah.
32:21They make Halaal things Haraam
32:23and Haraam things Halaal.
32:25Paul also did the same.
32:27He is the founder of the current Messiah.
32:29When he came, he said that
32:31the things which are Haraam for the Jews,
32:33we will make them Halaal for ourselves.
32:35So, if alcohol is Halaal for them,
32:37we make it Halaal for ourselves.
32:39If pig is Haraam for them,
32:41we make it Halaal for ourselves.
32:43Paul did this.
32:45He was included in this.
32:47So, they make Halaal
32:49things Haraam and Haraam things Halaal.
32:51Allah has mentioned this.
32:53There is a very good point here
32:55about the Jews. Allah says
32:57Allah will not speak to them on the day of judgment.
32:59Allah will not speak to them on the day of judgement.
33:03Allah will not speak to them on the day of judgment.
33:05Now see that
33:07Allah spoke to them in the world.
33:09Allah spoke to Prophet Moses.
33:11Allah spoke to the Prophet of the Jews.
33:13So now they didn't believe even after that. Allah says that on the Day of Resurrection I will not speak to them, nor will I speak to them, nor will I cast any evil eye on them, nor will I show mercy to them.
33:25They have bought misguidance in exchange for guidance, and they have bought punishment in exchange for forgiveness.
33:32And Allah has revealed this book with truth.
33:36Whatever Allah has revealed, all the details have been revealed in it.
33:40People have mixed it up.
33:42They don't know which is halal, which is haram.
33:45They didn't understand it.
33:46Allah says that I have revealed a book with truth.
33:49In it, there is an explanation of everything.
33:52What are the principles of halal and haram.
33:55So now the one who wants to spend his life on halal, he should come.
33:58And the one who wants to avoid haram, he should come to this book.
34:02So surely he will spend a pure and halal life.
34:06I pray to Allah to enable us to understand the explanation of these verses.
34:11Today's program has come to an end.
34:14We will be back with the next verse.
34:17Take care of yourselves.
34:18Allah Hafiz
34:31Allah Hafiz