Skip to playerSkip to main contentSkip to footer
  • 2 days ago

Category

😹
Fun
Transcript
00:00Mera yeh dil maanena, maanena
00:30Kya paro hai?
00:39Please, yeh antazaar karna hoon.
00:43Naa honga waha.
00:45Kyu aa raha hoon yaha?
01:08Marza, ab tak naraaz rahoge?
01:12Maan jao na please.
01:13Kaheen baar tumhe bata chuki hoon ki aisa nahi hone wala.
01:17Please chhod do.
01:19Tumhe kya hua hai? Tumhe itni sakhtil kyun ho gayi ho?
01:24Hona parta hai sakhtil.
01:27Mana yeh duniya aapko jeene nahi deti.
01:36Tumse khud TV dekhi rahi ho baith ke.
01:39Shor dhak kya hai? Kamas kamas se chahe toh pooch lo yaar.
01:49Na khud hi Ayesha Amma hoon keh lata hoon.
01:53Ayesha Amma?
01:55Ji?
01:57Assalamwalekum. Mujhe ek cup chai pila de please.
02:01Ji abhi lati hoon. Kuch khaenge aap?
02:05Haan na. Khaunga obviously. Woh office mein lunch bhi nahi kya maine.
02:10Samosa rakhe abhi fry karke laat gayi.
02:12Zabardast.
02:16Is be takalufi se tum kya saabit karni koshish kar rahe ho?
02:19Sab kuch theek ho gaya?
02:21Nahi agar theek nahi hua toh I'm sure ho jayega.
02:27Tumhari khush fahmi hai yeh.
02:30Nahi nahi yeh mere khush fahmi nahi hai. Yeh mere aqeen hai.
02:36Tum jaise marat kya samajhte hain?
02:41Woh kahi phirte rahenge, kuch bhi karte rahenge aur palat kar jab wapas aayenge toh bibiya unki muntazir hongi.
02:49Chalo khushi is baat ki hai ki tumhne yeh toh maana ki tum meri bibi hai.
02:55Tumhara yeh zoom bhi bahut jal doodh kar dungi.
02:58Agar ek do din mein baba nahi maane toh mai khud jaungi waqeel ke paas khula ke liye.
03:06Tum aisa nahi karoge. Mai jaanta ho.
03:11Yeh toh tumhe waqt hi batayega.
03:27Yeh toh tumhe waqt hi batayega.
03:48Main aapse bahut maazurat jahti hain aunty haan.
03:50Hania ko apni beti banane ke baawajood bhi main is trishthi ko theek se nibha nahi sakhi.
04:02Aisa kyun keh rahi hain?
04:09Main toh woh saab kiya jo, jo aapki zimmedaari bhi nahi thi.
04:13Main jo pehli baar usse apni koth mein liya tha,
04:18jo mehsoos hi nahi hua ki main usse janm nahi diya.
04:28Meri zindagi ki beraunake mein rang bhar diya tha usse.
04:32Jaanti hoon.
04:35Aapne Hania ko betiun ki tarah pyaar kiya hain.
04:38Betiun ki tarah pyaar kiya hain.
04:39Aapne Hania ko betiun ki tarah pyaar kiya hain.
04:42Betiun ki tarah nahi, betiun se zyada hi kiya hain.
04:56Ammi ko Hania ke haage kisi aur ke sachai thodi nahi dikhti hain.
05:04Itna ahamak bhi nahi ho.
05:05Itna ahamak bhi nahi ho.
05:09Main laak hai waqt sahi,
05:12lekin uss mohabbat ka kya kahun jo mere maalik pe mere dil me Hania ke liye daali hai.
05:19Isse ahamakat nahi kehte hain,
05:22ala zarfi kehte hain.
05:29Shabana aapka bahot bada dil hai.
05:32Aapne meri busdili ko kitni bahadri se apnaya hai.
05:41Khair ab in baaton mein kya rakha hai?
05:48Aap Hania ko bulaye,
05:50hum usse le jaane ke liye hain.
05:54Kis liye hai?
05:56Hania apne ghar mein hi rahi kiya wadiya.
05:58Wo beech mein koi gharat fahimiya ho gayi thi,
06:01ab wo sab doon ho gayi hai, sab theek hai.
06:04Uske koi saroorat nahi Shabana.
06:10Bahot khush hai yaha apne bhai ke ghar mein.
06:14Nahi mom, agar ye log usse lene aaya hain,
06:17toh aap kyun nahi bhej rahi hai usse?
06:19Main bula kar laate hain.
06:23Fatia ka bahut jaldi hai Hania ko yahan se bhejne.
06:25Na jaane kyun,
06:27ratti bhar gun jayesh nahi iske dil mein Hania ke liye.
06:36Ammi baba aaya hain baahir, aajao.
06:40Mujhe kya dekh rahi ho, baahir aao.
06:42Wo yahaan kyun aaya hain?
06:44Mujhe nahi pata.
06:46Khud aage pushlo.
06:48Mein baat suno.
06:51Kya?
06:52Tum kya meri yahaan se nakhush ho?
06:56Dikh nahi raha tumhe?
06:58Andhi ho tum?
07:01Yeh tumhara ghar nahi hai Hania.
07:04Toh tum kyun rahe rahi ho yaha pe?
07:06Ammi ka ghar toh phir bhi samajh aata hai.
07:08Tum waha bali badhi ho, nekin yaha...
07:14Baidar hoga agar tum baape chal jao.
07:22Baidar hoga agar tum baape chal jao.
07:38Aa rahi hai Hania aap log ke saath jaane ke liye.
07:40Fakiha maine kaha hai na, Hania yahaan se kahi nahi jayegi.
07:42Kya fark padta hai, Alia?
07:46Hania yaha rahi hai wahaan, uski maa toh uske saath rahegi.
07:53Assalamwalekum.
07:56Walekumassalam.
08:02Honey, bita chalo ghar chalein.
08:05Tumhare baba tumhe lene ke liye aaye.
08:08Agar kisi ko bhi aitraaz hai ki Hania is ghar mein reh rahi hai,
08:11toh main usko lekar chali jaati hoon, wapas uske ghar.
08:15Nahi.
08:17Hania mere saath rahegi.
08:19Jab main keh chuka hoon, ke Hania humare saath is ghar mein rahegi,
08:24toh mujhe samajh mein nahi aaya raha hai,
08:26ke aap usko idhar udhar rakhne ki kyun baat karein.
08:32Isliye ki tumhari biwi ko itraaz hai, beta.
08:48Yeh mera faisal hai.
08:56Aur ispar aur koi baat nahi hogi.
09:01Beta, mujhe bahut khushi hai ke tumhari dil mein apni behen ke liye itni mohapat hai.
09:07Lekin hum nahi chahate ke honey ki wajah se tumhari ghar mein koi bhi problem hoon.
09:14Hum isliye lekar jaa rahe hain usse.
09:19Kahi nahi jaayegi hai.
09:26Isi ghar se rukhsat hogi.
09:37Saab sun le hai baat.
10:08Please aunty, ab apni zid chhod bhi daya.
10:11Aap acchi tarah jaante hain Hamza bhai ko.
10:15Wo Hania ke alawa kisi aur ladki se shaadi nahi karenge.
10:20Chalein ammi, pehle toh aapko Hania se kuch masle the,
10:23lekin ab toh wo bhi khatam ho gaya hai.
10:27Kya chahate ho tumh log?
10:29Main jhuk jaaun uske saamne?
10:31Aapko jhukni ko kaun keh raha hai ammi?
10:34Toh aur kya matlab hai tumh logon ka?
10:38Saari zindagi main usse dhutkaarti rahi hoon
10:41aur ab yeh dekh kar chalee jaaun ki wo ek bade ghar ki maalik ho gayi hai.
10:46Ammi, Hania ko bade gharon se aur cheezon se koi bhi lagao nahi hai.
10:53Wo toh is ghar ko bhi kisi charity mein de degi.
10:56Kyun? Kyun de degi charity mein?
10:59Kya karegi itne bade ghar?
11:01Hamara ghar kaafi hai uske liye.
11:04Kher, charity mein de ya khud rahe.
11:07Meri balas se.
11:09Acha acha, ghar ko chhode mujhe yeh bataein
11:12ki hum Hamza bhai ka rishta lekar Hania ke liye kab jaa rahe hain?
11:15Kya ho gaya hai tumh logon? Mere peeche hi pad gaye ho.
11:18Arre sochne ka mauka toh do mujhe.
11:20Had hoti hai besabre pan ki bhi.
11:26Bhai, chale ammi sochne par toh razi humi.
11:32I hope ke zaldi soch le aunty.
11:35Kahin bahut zyadar der na ho jaye.
11:38Asa na kare yaar.
11:40Kya bahut keh rahe ho?
11:43Bhai ki bechani toh dekhe.
11:45Hamza bhai, pakke aashik hai aap.
12:02Hania wahan khush toh hai na ammi?
12:04Haan, khush kyun nahi hogi?
12:05Bahut khush hai.
12:07Balke kuch zyada hi khush hai.
12:09Sare ghar pe qabza kar liya aur Fakia ko bas ek side pe kart diya.
12:13Kyun ghalat baat kar rahe ho?
12:16Tume uske chehre se lag raha tha ki usne sare ghar pe qabza kar liya?
12:20Saket aur khamosh thi uske aankhein.
12:23Toh ammi, wo aap logon ke saath aayi kyu nahi?
12:28Uske bhai ne rok diya usse.
12:32Chale shukar hai.
12:33Hania ko koi ghar toh mila jo uska apna hai.
12:36Jamaat kharab ho gaya tum dolo.
12:38Us waqt aankhein kulengi tumhari jab wo sab kuch le udegi.
12:43Wo aisa kuch bhi nahi karegi Farooq.
12:45Mai jaanate ho apni beeti ko.
12:49Ji ammi, aap bilkul theek keh rahi hai.
12:53Bilkul bhaiyon ki tarah fikar hai Farhan ko uski.
13:00Wahi usse samalega.
13:01Wahi usse samalega.
13:03Aur wohi rukhsat karega.
13:05Chalo, woh toh jab rukhsat karega usse karega.
13:07Pehle tum toh rukhsat karo.
13:09Ghar bithaya waha tumne beeti kaha.
13:11Abbu, iske aap fikar na kare.
13:15Mai Mughis se khula le rahe hoon.
13:17Kal jaaungi mai lawyer ke paas.
13:19Aap toh jaayenge nahi.
13:22Jamaat kharab ho gaya uska.
13:25Itni azad khayal ho gayi hai tumhari beeti haan.
13:28Itne bade bade faisle karengi.
13:31Aur hum se poochenge bhi nahi,
13:32batayenge bhi nahi.
13:35Yeh apna ghar tawa karke rahegi haraal mein.
13:38Mughis aaya tha Shyam mein.
13:40Maine usse bhi apna faisla suna diya hai.
13:43Tch, magar tumhe kya fikar hai.
13:46Tum uss jaheedi ki fikron se niklo,
13:49toh apni saghi beeti hoon ke baare mein.
13:50Socho.
14:01Hello.
14:03Assalamwalekum Hamza bhai.
14:05Walekumassalam, bolo.
14:07Aap se baat ho sakti hai?
14:09I am sorry, maine bohot late phone kiya hai.
14:11Nahi nahi, it's alright.
14:13Kya baat hai, batao?
14:15Hamza bhai, wo,
14:17aap Rizwana aunty ko lekar
14:19kya baat hai?
14:21Kya baat hai?
14:23Kya baat hai?
14:25Kya baat hai?
14:27Kya baat hai?
14:28Aap Rizwana aunty ko lekar
14:31aa sakte hai Hania ka rishta maangne ke liye?
14:35Yaar, main
14:37abhi unhe manane ke process mein hi hoon.
14:41Shiza aur Humayun bhi unhe mana rahe hain.
14:45Please Hamza bhai,
14:47bhoda jaldi manaya unhe.
14:49Kyu?
14:51Hania theek hai?
14:53Ji, Hania bilkul theek hai.
14:56Uska bohot khayal rakhna.
14:58Tumhare ghar mein wo meri amanat hai.
15:01Wo apne bhai ke ghar pe hai.
15:05Aap defikar ho jaye.
15:07Shukar hai.
15:09Tumhare dil mein jo Hania ke liye kadurat thi,
15:11wo khatam ho gayi.
15:13Hamza bhai,
15:15main bohot sharminda ho
15:17apne pishle ravaiye ke liye.
15:19Jab mujhe Munazzah ne bataya toh yaqeen karo,
15:22mujhe bohot sukoon mehsos ho.
15:25Parna main bohot parishaan rehta tha uske liye.
15:28Aap mutmain ho jaye.
15:31Kal milte hain Inshallah.
15:33Apna khayal rakhega.
15:35Allah hafiz.
15:37Okay, khuda hafiz.
15:38Khuda hafiz.
15:57Main hain bas do ghante ke liye jaana hai appointment hai.
16:01Ek ladki ki shadi ho rahi hai,
16:03sattar jahez ki jodhe banwa rahi hai.
16:05Main toh yeh dua kari hoon ki tumhari shadi jaldi ho jaye.
16:08Phir tum dekhna meri tayyari kaise hai.
16:15Wo waqt ab jald aayega.
16:19Hamza bhai aa rahe hain,
16:21apni ammi aur aunty Shabana ke saath.
16:27Hamza se baat hui tumhari?
16:29Ji.
16:35Kal raat hi baat hui thi.
16:42Bahot mushkil se,
16:46Farhan ne convince kiya hai Hamza bhai ko.
16:55Keh rahe the please,
16:57apni ammi ko saath lekar aana.
17:00Mushkil toh nahi hooni chahiye,
17:02Hamza Hania se shadi karna chahata hai.
17:06Of course.
17:10Lekin jab tayi ameed na hesitate karenge,
17:13toh wo bhi peeche hat jayenge na.
17:17Na toh na sahi.
17:21Meri behen ko rishton ki kami hai kya koi?
17:27Sahi baat hai.
17:29Ghar ke baar toh line lag rahi hai na rishton ki,
17:31dekho andar toh kah rahi hai.
17:33Aagya.
17:35Agar koi achi baat na ho na,
17:37toh khamosh rehna chahiye.
17:39Sach kehti hoon na main,
17:42isliye kisi ko pasand hi nahi hai.
17:44Kaunsa sach?
17:46Ke tumhari tayi ne bila wajah Hania ke liye
17:48books paala waa hai apne dil mein.
17:54Fakia,
17:56andar jao.
18:01Farhan,
18:03tumhane aaane se rok do.
18:05Hania main kyu mana kar do?
18:10Hamza bhai tumse
18:12bahot mohabbat karte hai,
18:14bahot chahate hai tumhe.
18:17Aur maine notice kiye hai,
18:19tumhari khushi bhi
18:21Hamza bhai ke saath hi hai.
18:29Nahi.
18:30Aisa kuch nahi hai.
18:32Aane toh do na.
18:35Agar mujhe unka rawaya sahi nahi laga,
18:37toh main khud inkaar karoongi.
18:39Mom.
18:41Haan.
18:43Aane do.
19:01Ammi.
19:03Thank you bitte.
19:05Jeeti rahi hai.
19:17Hamza ka phone aaya tha bitte.
19:23Shaam ko mujhe Alia ke ghar jaane ke liye keh raha hai saath.
19:27Tai Ammi maan gayi?
19:28Tai Ammi maan gayi?
19:32Mata nahi.
19:34Maan hi gayi hungi.
19:36Tabhi keh raha hai.
19:39Ammi mujhe lagta hai wo
19:41aapko isliye saath le jaa rahe hain
19:42taake agar Tai Ammi ne
19:43wahaan kuch garbar ki
19:44toh aap sambhaal le.
19:53Mata nahi.
19:58Acha parishaan na ho na.
20:00Hania jab wahaan jaayegi na
20:02toh apne achhi ravaiyyat
20:03aur khidmat se sabka dil jeet legi.
20:18Tabhi sukoon aayega mujhe.
20:22Haan, haan.
20:23Lazmishi baat hai.
20:25Jab tak tum
20:26apni le palak beti ko
20:28uske ghar ka nahi kar dogi
20:29tumhe kaise sukoon milega?
20:31Lekin apni saghi beti ko
20:33jo ghar bithaya hua hai
20:34uska kya?
20:39Toh baba isme Ammi ka kya khasoor hai?
20:41Aap unhe kyu baate suna rahe hain?
20:43Toh phir kiska khasoor hai?
20:45Tumhari zid ka?
20:46Haddarmi ka?
20:49Yeh meri zid nahi hai baba.
20:51Faisla hai mera.
20:54Sun rahi ho?
20:55Apni beti ke faisla hai?
20:59Sun rahi ho.
21:01Alia ke haan se hua hu aaj
21:03phir mai baat karungi isse.
21:09Jo jawab mera aaj hai
21:11kal bhi wahi hoga.
21:13Apna ghar bila wajah barbaat kar rahi hai.
21:15Kal poochhe kabhi nahi se hua.
21:17Ghar banane ki koshish
21:18amesha aurat hi kyu kare?
21:20Yeh mart ka kaam bhi toh hona chahiye na?
21:22Kise suna rahi ho yeh?
21:25Kisi ko nahi.
21:29Kisi ko bhi nahi.
21:30Sab jaan toh hai.
21:32Kisi ko bhi nahi.
21:34Kisi ko bhi nahi.
21:36Kisi ko bhi nahi.
21:38Kisi ko bhi nahi.
21:39Kisi ko bhi nahi.
21:40Kisi ko bhi nahi.
21:41Sab jaan toh hai
21:43ke tumhara yeh tans kis pe hai.
21:45Farooq,
21:46mai bohot thakhi bhi hu yaar.
21:47Please.
21:49Thod dir aaraam karungi
21:50aur shaam ko Hamza ke saath jaana hai mujhe.
21:52Waqt hi barbaat karungi apna.
21:55Toh Girijwana bhabhi
21:56koi na koi aisi harkat zarur kari gayi.
21:58Yeh waha se inkaar hi ho jaye.
22:11Kisi ko bhi nahi.
22:13Kisi ko bhi nahi.
22:15Kisi ko bhi nahi.
22:16Kisi ko bhi nahi.
22:18Kisi ko bhi nahi.
22:20Kisi ko bhi nahi.
22:22Kisi ko bhi nahi.
22:25Paakya,
22:27haniya ki bhi thodi madad kar diya karo.
22:29You know,
22:30uska fashion sense improve karne main.
22:35Yeh tum mujhe tans karni ke liye keh rahe ho?
22:39Paakya, main tum pe kyu tans karunga?
22:41Balke mujhe toh itna acha lagta hai ke
22:43meri beevi ke itna acha fashion sense hai.
22:45Jis tariqe se tum apna apko carry karti ho,
22:47har waqt tayaar rehti ho.
22:49Main toh haniya ki baat kar raha tha na?
22:52I'm sorry, lekin mere paas na itna faalto time nahi hai.
22:59Dekho,
23:00behen na sahi, lekin
23:02Nandi samajh lo usse.
23:05Afo, tum mere peeche kyu padhga ho?
23:07Maine keh diya na,
23:08main uski madad nahi karungi.
23:09Kya ho gaya hai, Paakya?
23:11Tum mere liye itna nahi kar sakti?
23:13Nahi kar sakti.
23:15Aur mujhe toh yeh samajh nahi aa raha hai,
23:17ke haniya ka bhoot kyu sawar ho gaya tumhare sar par?
23:19Mata nahi mere dil mein iske liye
23:21ikdum se mohabbat jaaki hai.
23:24Faalto ki mohabbat.
23:27Arre mujhe toh tum par hairat hoti hai.
23:31Poori zindagi uske saath rehti ho
23:33aur dil mein itni bezari.
23:36Sari zindagi usne mere hasse ka
23:37aur Munazza ke hasse ka
23:39pyaar bhi toh bato raha hai ammi se.
23:41Isliye toh mujhe usse chidh hoti hai.
23:43Lekin Munazza toh nahi chidh hoti hai usse,
23:45balki bahot pyaar karti hai usse.
23:47Haan, kyuki uska dimaag kharab hai.
23:50Hum itna waqt
23:52in nafraton pe kyu zaya karte hai?
23:56Mujhe toh tum par hairat hoti hai.
23:59Haniya maum ki sari jaidat aur paise pe
24:01kabza kar legi
24:03aur tumhe koi aisaas hi nahi hoga.
24:05Bahot paisa hai mahar paas.
24:08Tum uski fikar na karo.
24:11Acha tum jaa rahi ho uske paas
24:13hai mai maum se kaho.
24:15Kya karungi main uski help karke?
24:17Hazaar tafa dekha wahi hain
24:19unhone Haaniya ko.
24:21Uski shakal nahi badal jayegi.
24:23Ghalti ho gayi mujhse.
24:25Munazza ko hi bula leta hun.
24:27Bhaiya,
24:29bulwao Munazza ko.
24:31Jis mujhe koi fard patna hai na.
24:34Jis mujhe koi fard patna hai na.
24:40Ammi, ab abhi jaye itni del ho rahi hai.
24:48Jee,
24:49Assalam o alaikum Shobhana Aunty.
24:51Walaikum Assalam, bete.
24:52Kahan rahe gaye?
24:54Kuch nahi hai.
24:55Ammi ki tayyariya nahi khatam ho rahi hai.
24:59Aap tayyar nahi hui?
25:01Tayyari toh hun.
25:02Aur kaise tayyar hote hain?
25:03Aap isse nahi jayenge?
25:04In kapdo mein?
25:05Theek toh hai mere kapde.
25:07Tum mujhe nahi leke jaana chahate hain,
25:08toh tumhari marzi.
25:11Apni chachi ko leke jaa rahe ho na,
25:12kaafi hai.
25:14Wo baat nahi hai Ammi,
25:15aapko chalna bahut zaruri hai.
25:20Koi zaruri nahi hai mera chalna.
25:22Agar tumhe mere libaas
25:23aur ghuliya par itraaz hai,
25:26toh theek hai.
25:28Wo log bahut bade makaan me rehte hain.
25:30Haaniya khud bhi bahut
25:31bade ghar ki maalik ban chuki hai.
25:33Toh tum khamaka sharminda ho gaye
25:34mujhe aise le jaake.
25:35Chhot do, rehne do.
25:37Mera kehne ka kuch aur matlab tha Ammi.
25:38Aapke paas itne ache kapde pade hua hain.
25:40Aap toh yeh ghar mein pehnti hain.
25:42Isli hi keh raha tha main.
25:44Meri marzi,
25:45mera jo dil chahega,
25:46main pehnungi.
25:47Agar tumhe mujhe leke chalna hai,
25:49toh chalo,
25:50nahi toh main ghar mein theek hoon.
25:51Acha theek hai,
25:52jaise aapke marzi.
25:56Ji aunty,
25:57bas hum thodi tir mein aa rahe hain.
26:00Bitay, koi baat nahi hai.
26:01Toh jaise jaana chahati hai,
26:02koi masla nahi hai.
26:04Unhe force na karo.
26:06Ji.
26:08Taafiz.
26:19Shobhana se baat kare the phone par.
26:21Aur wo sun rahi thi humari saari baat.
26:25Toh,
26:26aise bhi unse kuch chhupana toh hai nahi.
26:31Acha,
26:32chalein,
26:33already bohot der ho gayi hai.
26:34Raab baahar wait karo.
26:47Mom,
26:48abhi tak tayyar kyu nahi hui?
26:50Wo log aa rahe hain.
26:53Mom,
26:54wo log kyu aa rahe hain?
26:56Kyu na hai?
26:57Hamza bohot acha ladka hai.
27:01Kyu uski maa mujhse nafrat kar di hai.
27:05Wo Hamza ki zit pe yahan aa rahi hai.
27:08Dil se wo mere liye kabhi bhi raazi nahi hogi.
27:16Pehle ki yeh baat aur thi.
27:18Ab toh wo sab kuch chaanti hai na,
27:20tumhare baare na.
27:22Pehle wo kyu inkaar karenge?
27:24Aapko aur baba ka nikah hua tha.
27:26Yeh jaan ke kya meri haqiqat badal jayegi?
27:28Bilkul badal jayegi.
27:30Aur logon ka tumhe dekhne ka nazriya bhi.
27:37Hania, zindagi bohot lambi padhi hai tamari aage.
27:45Ab waqt hai ke tum
27:47purani saari yaadin bhool jao.
27:53Main nahi bhool sakti.
27:59Kaise bhool hoon?
28:01Ek ek lamha jo aaziyat mein guzara tha,
28:03main nahi bhool sakti.
28:06Toh par saari zindagi
28:08in tal khiyadon ko
28:10apne seene se laga ke guzaroge.
28:12Pata nahi mom.
28:14Lekin ab mujh bhi itni himmat nahi hai.
28:17Unke dikhi nazre aur unki tanziya baatein
28:20nahi pradash kar sakti.
28:24Aisa kuch nahi hoga.
28:25Aisa kuch nahi hoga.
28:27Mujhe poora yaqeen hai.
28:30Kuch fahmi hai yeh aapki.
28:33Abhi wo aayenge
28:35toh aap khud dekh lenge
28:37ke wo mujhse kitni nafrat karte hai.
28:39Dekh lungi.
28:41Agar unka rawaya mujhe acha nahi laga
28:43toh main khud inkaar karungi.
28:49Bas tum tayyar ho chale.
28:51Hamza ke liye.
28:56Ammi apna mood toh theek kar leh.
28:58Par na chachi jaan ko lagega
29:00aap zabardasti ja rahe hain.
29:02Toh bhale lage.
29:04Mujhe koi parwa nahi hai kisi ki bhi.
29:10Assalamwalekum chachi jaan.
29:12Walekumassalam.
29:14Chachi jaan.
29:16Chachi jaan.
29:18Chachi jaan.
29:20Chachi jaan.
29:22Chachi jaan.
29:23Assalamwalekum chachi jaan.
29:25Walekumassalam.
29:30Assalamwalekum baat mein.
29:32Khushabri ke saath lautiye ga.
29:34Tum toh ab mere liye dua bhi nahi karte ho yaar.
29:37Lejiye.
29:39Yeh aapse kisne kaha?
29:41Main toh aap dono ke liye hamesha dua karte ho.
29:43Aapse zyada.
29:45Assalamwalekum tayyar ammi.
29:47Walekumassalam.
29:49Tum bhi chal rahi ho kya?
29:51Nahi.
29:54Isne toh apni saghi behan takko nahi poocha.
29:57Isne toh bas saari duniya mein eki ladki pyaari lagti hai.
30:01Haan toh wo hai itni pyaari na.
30:05Hamza bhai, waapse mein mithai aani chahiye.
30:08Nahi balke aapse toh main ek zabardasti treat loongi.
30:15Ab bas bhi kar do na.
30:17Saari baatein abhi karoge.
30:19Raat hone ko aa rahi hai.
30:21Nahi tayyar ammi.
30:23Ab kuch nahi ho gaye.
30:35Kya keh rahi the?
30:37Ab kuch nahi. Chalo.
30:53Chalo.
31:20Pata nahi tum kab maanogi.
31:24Maine kiya bhi toh bahot bura hai tumhara saath.
31:28Saza toh minne chahiye mujhe rahi hai.
31:41Waqia kahan hai? Batao, usse Shabana bhi aayi hai.
31:49Ji mom, wo aayi rahi thi.
31:51Aur Hania ko bilalo.
31:53Acha mom.
31:54Tayyar nahi hui Hania abhi the.
31:55Nili nahi chahata.
31:56Logon ke rawaye dekh dekh kar, dil bhoj kya hai.
32:02Hum khud aa gaye hai yahan.
32:03Kya yeh kaafi nahi hai?
32:06Nahi.
32:08Kisi ke liye kaafi nahi hai.
32:12Har ladki izzat aur mohabbat bhi chahati hai.
32:15Dekhe aunty, meri bhein kisi pe bhoj nahi hai.
32:21Aap usse apna lenge toh humein bahot khushi hogi.
32:31Kyuki Hamza bhai bahot accha ladki hai.
32:37Yeh bhi toh humein bhi chahati hai.
32:38Yeh bhi toh humein bhi chahati hai.
32:44Lekin agar aap aisa nahi chahati hai toh, aapki marzi hai.
32:53Farhan please, main baat kar rahi hoon.
32:55Toh mom, Hania ko ladkon ki kami hai kya?
32:58Aur waise bhi main apni bhein ko kisi aise ghar nahi bhejhunga.
33:02Jahan usse mohabbat aur izzat na mile.
33:09Farhan tum, tum bilkul ghalat samajh rahe hoon.
33:17Aapne apni marzi se humein saath aayi hai.
33:23Haan, woh toh dikh raha hai mujhe.
33:31Ke yeh kitni marzi se aayi hai apne.
33:35Meri bezzati karwane ke liye laaya hoon yahan.
33:39Nahi bhabhi, bachne toh bas wo kahat jo usne mehsoos kiya.
33:46Theek hai.
33:48Toh phir, meri toh koi zarurat nahi hai yahan par.
33:57Shauk se karo apni beti ka mere bete ke saath rishta.
34:00Shauk se karo apni beti ka mere bete ke saath rishta.
34:08Mere hone ya na hone se kya farukh parte hai?
34:10Ammi, please.
34:13Baith jaye aur baat ko mat padhe hain.
34:16Hum isliye nahi aaya hai yahaan pe.
34:23Hamza bhai, aapko jitni dere baithna hai, aap baith sakta hai.
34:26Bilkul aaraam se.
34:28Lekin main Hania ka rishta aapke saath ab nahi karunga.
34:39Bilkul nahi karunga.
34:58Afsoos hai.
35:01Tumhari saadi tyaari bekaar ho gayi.
35:05Aur aap jaane ka koi fayda nahi hai.
35:07Log jaane waale hain.
35:10Main toh mom ko kaha tha,
35:12ki tayi ammi nahi maanenge.
35:14Hamza bhai zabardasti kar rahe hain unke saath lekin.
35:20Achha hi hua.
35:22Main inkaar karne hi jaa rahe hain.
35:24Achha hi hua.
35:26Main inkaar karne hi jaa rahe hain.
35:28Achha?
35:30Itna tayaar ho ke, inkaar karne jaa rahi thi?
35:34Main tayaar hui bhi hoon.
35:36Mujhse zyada toh tum tayaar hui bhi hoon.
35:39Mujhse mukabla karoge?
35:43Hania yeh mat bhulo ke main is ghar ke bahu hoon.
35:47In log ne mujhe khushi se apna hai.
35:49Tumhari tarah nahi hoon ki kisi ki zindagi mein guzh jaun aur usmein mujhe koi sharam bhi nahi mehsoos hoon.
35:53Shut up.
35:55Main kisi ki bhi zindagi mein zabardasti nahi ghus rahi hoon.
35:58Tumhne mujhe shut up kaha?
36:00Haan. Aur aayinda mujhse aisi bakwaas ki na, toh iss se bhi poori tarah tumhse pehsaon ki.
36:23Tumhein meri baat kyun nahi samajh aata ho?
36:38Mujhe tumse shaadi nahi karne hain.
36:50Hari, tum kya inkaar kar rahi ho?
36:53I don't want to get my son married to you.
37:03Did you see that?
37:06You wanted to call her home, didn't you?
37:10Did you hear that? Aunty doesn't talk to Hania.
37:19Fakiha, keep quiet.
37:21Why should I keep quiet?
37:23Your dear daughter has asked me to shut up.
37:26But you won't say anything to her.
37:30You must have misbehaved with her.
37:33Wow, mom. You can see all her qualities.
37:37May your own child go to hell.
37:42Your mother has been blinded by her love all her life.
37:51And now my son has started to sing her praises.
37:54I don't understand what she has done to both of them.
37:59Please don't talk nonsense about my sister.
38:06I won't tolerate it at all.
38:10What kind of drama is this?
38:13This is my house.
38:14This is not a drama theatre.
38:17If you were not ready, then why did you come here?
38:22Forgive me, brother.
38:26Heart's impurities forget the identity of relationships.
38:39I think we should leave.
38:41Aunty, please try to understand.
38:45Your mother has to understand, not me.
38:51And she will never understand.
38:56I think you should also forget about Hania.

Recommended