• 2 days ago
#eidulfitr2025 #moon #newsheadlines #arynews

Kurram warring tribes strike 8-month peace deal before Eid

Shawwal Moon sighted: Saudi Arabia, UAE to celebrate Eidul Fitr tomorrow

Myanmar quake death toll hits 1,000 as international aid starts to arrive

Government cuts petrol price for the next fortnight

Govt moves NEPRA for electricity tariff cut

Putin suggests temporary administration for Ukraine to end war

11 Khwarij killed in KP IBOs: ISPR

Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY

Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP

ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.

Official Facebook: https://www.fb.com/arynewsasia

Official Twitter: https://www.twitter.com/arynewsofficial

Official Instagram: https://instagram.com/arynewstv

Website: https://arynews.tv

Watch ARY NEWS LIVE: http://live.arynews.tv

Listen Live: http://live.arynews.tv/audio

Listen Top of the hour Headlines, Bulletins & Programs: https://soundcloud.com/arynewsofficial
#ARYNews

ARY News Official YouTube Channel.
For more videos, subscribe to our channel and for suggestions please use the comment section.

Category

🗞
News
Transcript
00:00Choti Eid ki badi tayyari, sheher sheher kharidari, khabateen kapdo ki kharidari ke baad matching
00:09ki jewellery aur jooton ki talash me nikal padi, bachon ne farmaishon ke ambal laga diye,
00:14ladkon ko chashme ke saath ghari bhi chahiye, ladkiyon khubsurat purse chhundne me masroop,
00:18sooraj dhalne ke saath saath Karachi, Lahore, Multan, Faisalabad, Peshawar samayat mukhtalif
00:24sheheron ke bazaaron me gahma gahmi badhne lagiye, shopping toh humaari complete hogi
00:36hai, bas ab chudiyon rahegi hai, chudiyon ke bagahar koi bhi Eid complete nahi ho sakti,
00:40ladkiyon ko sehengar hai, wo chudiyon ke saath hai, shopping kapdo ki kiye, jooton ki kiye,
00:44aaj main khususi taur pe chudiyon kareene ke liye ghar se nikliye hoon, chudiyon ke bagahar
00:48ladkiyon ke shopping incomplete hoti hai, meethi Eid ke rang, khankati, chudiyon, didaz
00:55e mehndi ke sangh, Faisalabad samayat mukhtalif sheheron me khawateen ne matching ki chudiyon
00:59ki talaash ke liye bazaaron ka rukh kar diya, khawateen kehti hain ki rang, barangi, chudiyon
01:04ke bagahar toh Eid udhoor hi rehti hai, Eid par manfarat aur khubsurat nazarane ke liye
01:10khawateen ne beauty parlours me dere daaliye, ladko ne hair salons ka rukh kar diya, Pakistan
01:18Pakistan me Eid ka chaan dekhne ke liye Markaz-e-Royate Hilal Committee ka ijla aaj Islamabad me
01:23hoga, Zonal Committee ke ijla Subah-e-Daar-ul-Hukumato me hongi, SPARCO ka kehna hai ki aaj Shawal
01:29ka chaan nazarane ke kabhi imkaanat hain, chaan baasani dekha jaa sakega, Oman, Bangladesh,
01:34Bharat, Iran, Indonesia, Malaysia aur Australia me Eid-ul-Fitr kal hogi.
01:39Saudi-Arab me Eid-ul-Fitr aaj manayi ja rahi hain, Masjid-ul-Haram aur Masjid-e-Nabwi me
01:52Namaz-e-Eid ke rooparwar ishtamaan, Masjid-e-Nabwi me lakho afraat ne Namaz-e-Eid ke ishtamaat
01:57me sharkat ki, Harman Sharifain me Eid-ul-Fitr ki namaz ke baad, Ummat-e-Muslimah ke liye
02:02khair-o-barqat, salamati aur Falestin samayet digar masloom musulmano ke liye duayin ki
02:08gayin.
02:09Israeli fauj ki jariyat, beja rukawato aur pabandiyon ke baa wajood Masjid-e-Aqsa takbirat
02:14se goon juthi, Falestiniyon ki badi taadaat ne Namaz-e-Eid ada ki, azadi aur amm ki duayin
02:20mangi gayin.
02:21Mutahidara Bimarat, Qatar, Kuwait, Bahrain aur Turkiye me bhi aaj Eid manayi ja rahi
02:26hain.
02:33Pakistan me Eid ka Chand dekhne ke liye Markaz-e-Ruhiyat-e-Hilal Committee ka ijlaas aaj Islamabad me hoga.
02:39Zonal Committees ke ijlaas Subah-e-Idara Hukumatume honge.
02:42Sparko ka kehna hai, aaj Pakistan me Shabwal ka Chand nazar aane ka imkaan nihayat roshan
02:47hai.
02:48Chand insani aankh se ab aasani dekha jaa sakega.
02:51Oman, Bangladesh, Bharat, Iran, Indonesia, Malaysia aur Australia me bhi Eid-ul-Fitr
02:56kal hogi.
03:03Khadim-ul-Harmain Sherifain Shah Salman ki Ummat-e-Muslima ko Eid-ul-Fitr ki mubarak
03:09baat.
03:10Pegham me kaha ki, Eid, muhabbat, akhuwat aur yakjahdi ka pegham dedi hai.
03:15Ummat ke liye khair-ur-barqat aur salamati ki dua karte hain.
03:18Saudi-Arab hamesha Ummat-e-Muslima ki khatmat ke liye kosha rahega.
03:22Aqwam-e-Mutahida ki Secretary General, Antonio Guterres ne Muslimano ko Eid ki mubarak baat
03:28di.
03:29Tanaziyat aur jung se mutasira Muslimano se hamdabdi ka ishar diya.
03:37Dawood-e-Buhra Jamaat aaj Eid-ul-Fitr mana rahi hai.
03:40Karachi me Sadr, Paan Mandir, Soldier Bazaar, Baloch Colony, North Nazimabad, Haidri me
03:45namaz-e-Eid ke ishtamaat, mulk-o-qaum ki baqa, salmiyat aur amno-aman ke liye dua.
03:50Bharati Riyasat Uttar Pradesh me Eid-ul-Fitr ki namaz, sadaq par ada karne par pabandi,
04:01khalaf warzi karne par muqadma darsh karne ka intaba.
04:04Police ka kehna hai ki aise logon ka passport aur driving license mansook kar diya jayega.
04:09Haryana me Eid-ul-Fitr ki chutiyan mansook.
04:12Lok Sabha ke rukmin Asaduddin Owaisi ne Meerut police ke ikdaam ko imtiazi saluk karate diya.
04:18Kaha hindu-on ki kaav-e-triya hoti hui to police dhool par asti upfars aati hai.
04:24Lekin agar musalman sadaq par Eid ki namaz padhein to passport aur driving license mansook
04:28karne ki dhamki deti hain.
04:30Yeh kaisa ihsa hai?
04:38Ghar toot gaya, pyaron ka saath choot gaya, Eid kaise manayin?
04:42Israel ki wahshiyana bombari ke baayaz, beghar, ghaza ke baasiyon ka sawal.
04:46Tabahi aur imdaat ki bandish ne ahle ghaza se Eid ki khushiyan cheen li.
04:50Malbe par baithe bache, Eid ki khushiyon ko taras gaye.
04:54Ghaza ki maaen kehti hain, Eid par apne bachon ko kuch nahi dila sakte.
04:58Kuch bachon ko khaana milta hai, kuch bache bhooke rehte hain.
05:02Sirf Allah hi hamara haal jaanta hai.
05:10Jungi janoon mein muftila Israeli forces ne ghaza walon ko Eid par bhi nahi maksha.
05:14Raat bhar ghaza bombari se boonch tarha.
05:16Junubi Ghaza Khan Yunus mein Israel ki bombari, paanch bachon samayt naaf raj shaheed.
05:2224 khante ke daraan, 24 palestinian shaheed hua.
05:25Maah-e-ramzaan mein Israel forces ne zulm ki intihar karte.
05:29Ek maah se ghaza mein imdaat par, mizli aur paani ki line kaat di gayi.
05:34Hamas se masr aur qadr ki jaanib se presh karda, jungbandi ka naya mansooba kabul kar liya.
05:45Trump intizamiya ke saath mulaqate dostana rahi.
05:49Khidte ke mushkil haarat mein, Pak-Amerika taawan ba maani raha.
05:53Nahi intizamiya ke aane jaane se mulko ke bunyadi mawamlaat tabdeel nahi hote.
05:57Mazeer-e-Azam ke maobin-e-khusroosi balaye khaarija umoor Tariq Fatmi ki energy TV se guftagu.
06:02Kaha, Amerika ko baazih kar diya hai, dehfet gardi hargiz bardaash nahi karenge.
06:07Tariq Fatmi ki Aqbaam-e-Mutahida ke Secretary General se bhi muraqat.
06:11Tariq Fatmi ne Maqbood-e-Kashmir mein Bharati tassallut aur Kashmiri awam ke haq-e-khud-iradiyat ki khilafarzi se aagah kiya.
06:29Zero-waste par mabni moashure ke liye ishtamaayi sadab aur amli ikdamaat ki zaroorat hai.
06:33Hukumat ne Fazle ki aloodgi se nimitne ke liye faisla kon ikdamaat kiye.
06:38Wazir-e-Azam Shahbaz Sharif ka zero-waste ki alami din par pegham kaha,
06:42Fazle ki aloodgi sangeen baharan hai, jo maahol sehat aur murshid ke liye bada khatra hai.
06:54Karachi wale ho jayein hoshiyaar, soora jaag barsane ko hai tayyar.
06:58Chahir mein Eid-ul-Fitr par darjah-e-hararat mazeed barhne ka imkaan.
07:02Mehkma-e-marsimiyat ka kehna hai, kal se paara 38 degree centigrade tak jayega.
07:06Din ke waqat mein shimaal-maghrib se garam aur khushk hawaayin chal sakte hain.
07:10Shaam mein samandari hawaayin bahaal hone ka imkaan hai.
07:13Ainda 24 ghante mein Quetta, Lahore, Islamabad aur Peshawar sameed beshtar ilaakon mein mausam khushk aur garam rehne ki tawakko hai.
07:21Eid shopping ka final round choti Eid ki badi tayyar hai.
07:34Shahar-shahar kharidari, Faisalabad sameed, waqtalif shehro mein khawateen ne matching ki churiyon ki talaash ke liye bazaaron ka rukh kar liya.
07:41Khawateen kehti hain, dida zeb churiyon ke baghar to Eid adhoori raha hai.
07:47Yeh Eid ka moqa hai aur Eid pe mithai na liya to ghar pe dastarkhan khaali-khaali se lagta hai.
07:55Har Eid pe jab jaata hu, to apne rishidaron ke liye, azizon-e-qarab ke liye mithai leke jaata hu.
08:01Mithi Eid par mithai ki maang mein azaafa.
08:04Multan ki saughat, sohan halwa, kharidaron ki tawajuh ka markaz ban gaya.
08:07Karasi ke shehriyon ne Eid par cake order kar diye.
08:16Chaand raat ki raanakhein dobara karne ke liye Governor House mein khushraamat diye.
08:21Governor Hassan Kamraam Khan Tesori ki jaanib se khawateen ke liye ailaan kaha,
08:25Chaand raat pe Governor House mein mukht mehndi aur churiyon pe ahitamaam hoga.
08:29Tamaam behno, maaun, betiyon ko khushiyon mein sharkat ke daawat deta hai.
08:33Mehndi lagwayen, churiyon behne aur Eid pe khushiyon manaan.
08:37Mehndi lagane wali khawateen ko bhi 10,000-10,000 Eidi bhi jayega.
08:47Wazir-e-Azam ki mardaan mein Fitna-ul-Khawarij ke khilaf kamyab kaarrawaai par security forces ki barzi raayi.
08:536 dahshatgardon ko jahannam wasil karne par security forces ki peshawarana maharat ki taarif.
08:58Taha, ab Fajr-e-Pakistan ne Fitna-ul-Khawarij ke thikaanon ko tabah karke mulk ko bade nukhsaan se bachaya.
09:04Kisi bhi dahshatgar tanzeem ko amal tabah karne ki ijazat nahi denge.
09:08Dahshatgardi ke freed ke mukamal khatme tak jang jaari rakhenge.
09:17Qalaat mein security forces ka intelligence based operation firing ke tabaatne mein 6 dahshatgard maare kar.
09:24ISPR ka kehna hai ki Qalaat dahshatgard idaaron sameed shahidiyon ke khilaf kaarwaaion mein mullabbas the.
09:30Sardar Asif Ali Zardari ka Qalaat mein kamyab operation par security forces ko khirajat e isi.
09:36Kaha, dahshatgardon ke mukamal khatme tak security forces ki kaarwaaion jaari rahenge.
09:47Wazir-e-Alaa Khyber Pakhtunkhwa ke khayatat mein Zilla Quram-e-Aam-e-Muahida taypa gaya.
09:52Fareekhain ne tabeel jangbandi aur talpara chinar highway ki bahali par ittifak kar liya.
09:57Bahami ikhtarafaat muzaakraat se hal karne ka aazam.
10:00Ali Ameen Gandapur kehte hain Quram-e-Muahida subah mein aamno istihqaam ki jaan-e-baham qadam hai.
10:05Hukumat fareekhain ke saath milkar paydaar aam ke liye kaam karti rahe.
10:16غر قانونی مقیم غر ملکی اور افغان سیٹیسن کارٹ فولڈرز کے انخلاقی ڈیڈلائن کا کل آخری روز.
10:33گزشتہ روز تک انخلاق کرنے والے غر قانونی افغان باشدوں کی تعداد 8,84,261 روپر.
10:40باپس جانے والوں کے لیے خوراک اور سہر کی سہولتوں کے انتظام آتی ہے.
10:45مقررہ تاریخ کے بعد مدلکہ افراد کے خلاف سخت قانونی کارروائی عمل ملائے جائے گی.
10:55کراچی کورنگی کراسنگ پر جمعے اور ہفتے کی درمیانی شب لگنے والی آگ کی شدت پر خراب.
11:00ماہرین کا کہنا ہے آگ ممکنہ طور پر گیس کے زیر زمین زخیرے میں لگی ہوگی.
11:05یہ کم گہرائی میں موجود گیس کا چھوٹا زخیرہ ہو سکتا ہے.
11:10جس جگہ آگ لگی وہاں بارہ سو فٹ سے زائد بورنگ یا ڈرلنگ کی گئی تھی.
11:14پائر برگیر حکام کا کہنا ہے سوی سدرن گیس یا کسی دوسرے ادارے کی گیس لائن موجود نہیں ہے.
11:27سات اشاریہ سات شدت کے زلزلے سے میان مرر اف آئیلینڈ میں تباہی امواد کی تعداد ساہے سولہ سو ہو گئی.
11:34ساہے تین ہزار زخمیں.
11:36زلزلے سے کسی رلمنطلع امارتیں ملبے کا دھیر بن گئی.
11:39ملبے تلے دب افراد کو نکالنے کے لیے رسکی آپریشن جاری ہے.
11:49افغان طالبان نے ایک اور امریکی شہری کو رہا کر دیا.
11:52سابق امریکی صفیر ذرم خالین ذات نے مطایا
11:55امریکی خاتون فائی حال کو کابل میں قطر کے سفارت خانے کے حوالے کر دیا گیا.
11:59انہیں جلد امریکہ روانہ کیا جائے گا.
12:05جنگی منصوبہ لیک سکینڈلز، صدر ٹرم امپنی انتظامیے سے مطمئن
12:10کہتے ہیں کہ فیک نیوز اور پراپیگینڈر پر کسی کو برطرف نہیں کریں گا.
12:14قاومی سلامتی کے مرشد مائک والز کی کارگردگی سے مطمئن ہوں.
12:18جنگی منصوبے سے متعلق خفیہ معلومات شعر نہیں کی گئی تھی.
12:22وفاق جج نے جنگی منصوبہ سکینڈلز کا سوشل میڈیا ریکارڈ طلب کر رکھا ہے.
12:26جنگی منصوبے سے متعلق خفیہ معلومات شعر نہیں کی گئی تھی.
12:37تیسر آباد میں پولیس حراست سے فرار ڈکیتی اور قاتل کا ملزم شاہد ہیرہ مقابلے میں حلق.
12:41پولیس کا کہنا ہے ملزم کو اس کے ساتھ ہی پولیس کی حراست سے چھڑوا کر لے گئے تھے.
12:45حرارت گئے آباسپور میں اہل کاروں کے روکنے پر فائرنگ کا تبادلہ ہوا
12:49جس میں ملزم اپنے ساتھیوں کی گولیاں لگنے سے حلق ہو گیا.
12:52دو ملزمان فرار ہو گئے.
13:22دو ملزمان فرار ہو گئے
13:52دو ملزمان فرار ہو گئے
14:22دو ملزمان فرار ہو گئے
14:52اید کی خوشیاں اپنے گھر منانے پر پاکستان ویمن پرکیٹرز خوش
14:55آلیا ریاض کہتی ہیں وال کپ کالیفائرز کی وجہ سے اید گھر پر منانے کا موقع ملا
14:59نتاریا پرویس نے کہا کام کے باعث اید کی تیاریاں کر رکھی تھی
15:03بالنگ کو جنیت خان نے کہا اید کی خوشی کے موقع پر اپنے آس پاس لوگوں کا خیال لکھے
15:14اور اید کے موقع بار برش خلیفہ اور کلاک ٹاور روشنیوں سے جگمگا اٹھا
15:19مکہ مکرمہ میں اید کا اعلان ہوتے ہی کلاک ٹاور جلمل آنے لگا
15:23برش خلیفہ ایک مبارک پیغامات سے روشن ہو گیا

Recommended