Category
🛠️
LifestyleTranscript
00:00Alhamdulillahi Rabbil Alameen, wa al aqebatu lil mutaqeen, wa salatu wa salamu ala Rasoolihin Nabiyul Kareem.
00:20Amma baad, fa auzubillahi minash shaitanir rajeem, Bismillahir Rahmanir Raheem.
00:26Wa zakir fa inna zikratan fa ul mu'mineen, sadaqallahu maulana al adheem.
00:32ARYQ TV ke muazzas nazareen-e-kiram, aap dekh rahe hain khususi program Ilm-o-Amal.
00:40Ilm-o-Amal ke taht aaj hamara mauzoo hai, tarbiyat-e-aulad.
00:46Gar-gar ki zarurat hain, ek khandaan ki nash-o-nama ki tarbiyat.
00:55Apni ulad ko rehn-sehn, adaab-e-zindagi, uthne-baithne ka salika, adaab-e-guftagu, yeh tamaam cheezein sikhana.
01:09Sunnat-e-Rasool-e-Akram, sallallahu alaihi wa alihi wa sallam hain.
01:14Ulad chunke bachay kaum ka mustaqbil ka maama rahein.
01:20Aur ek kaum jo tashqeel paati hai, wo ek ulad se, wo ek khandaan se,
01:27hamara farz sirf yeh nahi waal-dein ka,
01:31ki bachon ki hidais ke baad, unke liye maal bana dena, maal jama karna,
01:40unke liye anwaah-o-aksaam, aur phir unke liye jo aish-o-ishrat ka samaan poora kar dena,
01:49nahi.
01:51Sabse pehli zarurat yeh hai, ki ham unki tarbiyat kaise karein.
01:56Chunke bachay ke waal-dein uske liye role model ki haisiyat rakhte hain,
02:04bachay ke waal-dein usse sikha rahein,
02:08aur fakat yeh nahi, agar kitab padhahain to sikha rahein,
02:13agar wo bacha school jaata hai to seekh raha hai,
02:16agar wo bacha Darul Umar Jamia mein aa raha hai to seekh raha hai,
02:20iske ilawa jo waal-dein ki unpar zimmadari hai,
02:24wo hi kya hai, ki waal-dein apne kirdaar ke saath,
02:28bachon ke saamne apna aisa namuna pesh karein,
02:31ki bachon ko kehne ki zarurat pesh na aaye.
02:34Hamare haan urf-e-aam mein,
02:37ham khud se hi bachon ki joot ki tarbiyat bhi kar rahein hote hain,
02:44ham khud se bachon ko bura-bala kehna bhi sikha rahein hote hain,
02:50chunki hamari zubaan par joot hota hai,
02:52to bachon mein bhi wo baat-saraat kar jaate hain,
02:55ham kisi ko bura-bala keh rahein hote hain,
02:57to bachon mein wo bura-bala kehna,
03:00unki aadat-e-saaniya ban jaate hain.
03:04Ab tarbiyat ke lihaaz se nazareen-e-kiraam,
03:08do pahloo hain,
03:09ek hai zahiri tarbiyat,
03:11ek hai baatani tarbiyat.
03:14Zahir kahte hain,
03:16ki jo rehn-sehn hain,
03:19bachay ke aadaab,
03:21uthne ka tariqa,
03:22baithne ka tariqa,
03:23libaas pehna,
03:25khaana-khaana,
03:26yeh tamaam cheezein.
03:29Nabi Kareem A.S. ki ek shihabi beyan farmate hain,
03:33ki main Huzoor A.S. ki zere tarbiyat tha,
03:37aur meri aadat ban gayi,
03:39ki main jab khaana khaata,
03:41to main kabhi haath idhar se nawala le leta,
03:44kabhi idhar se le leta,
03:46to Sarkar-e-Dualam S.A.W. khamoshi se dekhte rahein.
03:50Aur dekhne ke baad Sarkar ne firmaaya,
03:53ki dekho bete,
03:54pehle Bismillah-e-Rahman-e-Rahim,
03:57padho,
03:58phir daai haath se khaana shiroo karo,
04:00aur apne saamne se khao.
04:02Yani yeh itni zaruri amal tha,
04:04uski tarbiyat ke pehloon par,
04:06isi tarah,
04:07Nabi-e-Akram S.A.W. ki zere tarbiyat rehne wale,
04:12agar Ali bin Abi Talib hon,
04:14to unki tarbiyat aise ki jaati hai,
04:17ki wo ana madinat-ul-ilm-e-wa-ali-un-baab-u-haa
04:20ke misdaag nazraate hain,
04:22aur misdaag bante hain.
04:24Uski wajah kya hain,
04:26ki tarbiyat Nabi-e-Akram S.A.W. firmaa rahein.
04:29Hasnain, kareemain, tayyibain, taakhirain,
04:32duniya-e-kainat ke wo be misaal shehzade,
04:35ki jin ka zahir,
04:36jin ka batan,
04:37jin ka uthna baitna,
04:39chalna firna,
04:40jin ke sabar,
04:41jin ke hilam,
04:42jin ki murdabari,
04:43afu-o-dar guzar,
04:45yeh tamaam cheezein jo hain,
04:47wo Sarkar-e-Dualam S.A.W. ke uswa-e-hasna ki kaamil namuna thein.
04:53To nazreen-e-kiram,
04:54is pehloon par,
04:55hum sabse pehle bachon ki zahri tarbiyat par baat karein,
04:59ki bachon ko hum khud zubaan se kahein,
05:03aur iska wada khubsoorat tariqa yeh hai,
05:05ki hum thoda-thoda deen ko seekhne ki koshesh karein.
05:10Aap ARYQ TV ke agar nazreen hain,
05:13to matwatar,
05:15musalsal ispar aise programs nashar kiye jaate hain,
05:19jo deen-e-mateen ke hawale se aapko,
05:21choti-choti baatein bhi humare scholars-o-hazrat pesh karte hain.
05:25Ab wo cheezein agar banda khud paan nahi sakta,
05:28lekar seekhta to hain,
05:30aur isme seekhne ki ilawa,
05:33jo shaks waled banne ki umar tak pohncha hai,
05:36zahir hai,
05:37usne bhi apne zindagi, apna bachpan,
05:39aur apne shab-o-roz jo guzaarein hain,
05:42aklo, hikmat, fahm-o-beenish,
05:45yeh tamaam cheezein tarbiyat mein saamil hoti hain.
05:49To bacche ko saaf-sutr-e-libas ka aadi bana dena.
05:54Aur main aksar yeh kaha karta hun,
05:56ke ulaad ke saath dosti kar lena, yeh bada achha aamol hota hain.
06:02Uske do faide hain,
06:03ek to ulaad ko idhar-udhar dost nahi banane padde,
06:07doosra uske tarbiyat mein badi aasaani hoti hain.
06:11Aap uske zahiri libaas pe tojjo rakhein,
06:15libaas ganda to nahi hua,
06:17agar ganda hai to khud usse kahein,
06:19bete libaas tabdil kar lein,
06:21nabi paak alaihis salatu was salam ki sunnat hai,
06:24Allah Rabbul Izzat safai ko pasand farmata hai,
06:27isi tarah jab wo zahiri kalaam kar raha hai,
06:30kisi ke saath ya aap ke saath,
06:32to aap khamoshi se us par tojjo rakhein,
06:34focus karein,
06:35iske kalaam ki adaai ki kya hain,
06:39iske saath saath,
06:41khaana khaata hain,
06:42aap ke saath apne saath batha lein,
06:45to khud usko istarikay se adaab sikhayein,
06:48ki wo tarbiyat uski aadat bana jayein,
06:51bachay ko jab yeh kaha jayein,
06:53to wo yeh na samjhe,
06:54ke mere liye yeh bojh ban gaya hai,
06:57burden hai,
06:58ya main isko kaise manage karoon,
07:00aap uski aadat bana deyin,
07:03jo aap usko bata rahein,
07:04wo uski aadat bana jayein,
07:06teesra uski school ke nisaab pe tojjo rakhein,
07:12usko yeh dekhein,
07:13ki yeh iska Jamia mein jaana kaisa hai,
07:16Quran-e-Majeed padhna,
07:18tilawat karna,
07:20uske kya tariqaqar hai,
07:23fir iska rishtadaaron ke saath kaisa tariq hai,
07:27yeh rishtadaaron se milta hai,
07:29mulaqat karta hai,
07:30kalam, salam, taham,
07:32yeh kya tariqaqar hai iska,
07:34usko zain naseen rakhein,
07:36fir uske school, college,
07:37aane jaane ke jo atwaar hain,
07:41un pe ghaur karein,
07:42ki yeh khushi se jaa raha hai,
07:44ya pabandi se jaa raha hai,
07:46aap aap usko yeh choti choti cheezein,
07:48usko khud se dekhte jaayin,
07:49aur ulaad ko yeh pata na ho,
07:51aap focus rakhein,
07:52uske doston ka khyaal karein,
07:54uske asaatiza ke saath raabta rakhein,
07:57wo college jaate hua,
07:58school jaate hua,
07:59kin logon ke saath milta hai,
08:01uthta hai, baithta hai,
08:02waapsi par kin logon ke paas uthta baithta hai,
08:05apni basti mein,
08:06muhalle mein,
08:07sehar mein,
08:08kaise logon ke saath uska rent shine hai,
08:10to yeh tamaam cheezon pe agar aap focus rakhein,
08:12aur badi aayistgi ke saath,
08:14bachay ki tarbiyat is andaaz mein ki jaayin,
08:17ki marna daantna,
08:19dapatna,
08:20yeh koi zaruri amal to nahi hai,
08:23balke iss se ulaad kharabi ki tarah badti hai,
08:26agar aap ulaad ko achi tarah lekar aana chahate hain,
08:29to wo ikhlaag hai,
08:31wo muhabbat hai,
08:33wo pyaar hai,
08:35wo aapka usloob zindagi hai uske saath,
08:39jiske saath teht,
08:41aap usko apni tarah raaghir kar rahein,
08:44to uske liye sabse badi baat yeh hai,
08:46wo ulaad waaldein ke saath muhabbat karne wali ho,
08:49ulaad ka tareek aisa ho,
08:52ki wo apne waaldein pe unko uthna,
08:55baithna,
08:56unke saath rehna,
08:57unke saath khaane peene ko,
08:59wo tarjee de,
09:00uski kya wajah hogi,
09:01ki aap bachon ke saath,
09:03khaane peene,
09:04uthne,
09:05baithne ko tarjee deen,
09:06to ulaad aapke saath,
09:08iss amar par,
09:09jo hai,
09:10wo tarjee deegi,
09:11ki wo aapke saath baithe,
09:12aapke saath uthe,
09:13aapke saath khaaye,
09:14aapke saath peeye,
09:15aap guftagu,
09:16apne mizaaj se hatkar,
09:18thoda sa unke mizaaj ko shamil karke karein,
09:21aap apne mizaaj se hatkar,
09:25unke mizaaj ke mutaabak baithkar khaana khayein,
09:28aap apne doston,
09:30yaaron,
09:31izza,
09:32kaarbar,
09:33business,
09:34tajarat,
09:35yeh tamam kaam karte hain,
09:36yaqeenan issme waqt nahi milta,
09:38lekin apne ulaad ke liye waqt nikaalna,
09:41yeh bhi bada zaruri amal hai,
09:44Sarkar-e-Dualam Sallallahu alaihi wa sallam,
09:47hasnain kareemain ko apne kaandon pe bithaakar,
09:50gooma karte thein,
09:52aur basaa okaal Sarkar ghar ke andar kamre mein,
09:55unko apne puchte paak pe bathaa letein,
09:59aur Sarkar unke saath aise kheltein,
10:01taake yeh bhi amal bada zaruri hai,
10:03sunnat bhi hai,
10:04lekin ulaad ki tarbiyat ke liye bhi,
10:07bade iske musbat asraat miltein,
10:11doosra nazirin ki raam,
10:13bachon ki baatani tarbiyat,
10:15ki bachon ko ibadaat ke saath shagab rakhwana,
10:21unki raghbat,
10:23ibadaat,
10:24riyazat ke saath,
10:25roza,
10:27aur agar aap sadgaat aur khiraat karte hain,
10:30toh bachon ke saamne karein,
10:32yeh baat badi zaruri talab hai,
10:34hum kahte hain,
10:35bas posheeda andaaz se mai karta hun,
10:38posheeda andaaz se karein,
10:40lekin aap ulaad ki tarbiyat aisi karein,
10:42ke aap ka amal posheeda rahein,
10:45aap jisko chahate hain,
10:47ki yeh kisi ko khabar na ho,
10:50toh ulaad ko khabar ho,
10:51taake ulaad baad mein aap ke baad,
10:54nabiya karam sallallahu alaihi wa sallam
10:55ghai shahada alishan hai,
10:57ki ulaad sadgaat jaariya hain,
10:59ab kaunsi ulaad sadgaat jaariya hai,
11:01ki jis ulaad ke saamne hum namaz padein,
11:04aur hamari ulaad bhi namazi badegi,
11:06ulaad ke saamne hum roza rakhein,
11:08ulaad bhi roza rakhegi,
11:10ulaad ke saamne sehri aftari,
11:12bade ihtimaam ke saath baithna,
11:15ki sunnat hai,
11:16aur unko ye cheezin bataana,
11:18us par kya hoga,
11:19ki ulaad aapki sehri aftari ki aadi ban jayegi,
11:22ulaad ke saath dastarkhaan pe baithte hain,
11:25ya dining table pe baithte hain,
11:27bismillahirrahmanirrahim,
11:29thoda unchi pad diya,
11:30taake bachon ko kehna na pade ki aap padein,
11:33toh bachon jab aap padenge,
11:35toh bachon ko ye zain naseen ho jayega,
11:38kyunki choti umar ke bachon naadaani ki umar hoti hain,
11:40zain pukhta nahin hote,
11:42toh us par baar baar unki targheeb aur raqabat dilana,
11:46ye bada zaruri amal hain,
11:48teesri baat ye aage aati hai,
11:50ki aap apne bachon ke saath dil se,
11:53apne dil me gussa na rakhein,
11:56dil se narazgi ka izhaar jo hota hai na,
11:59wo sakht hota hai,
12:01daantna, dapatna,
12:02ya unki tarbiyat,
12:04unki islaah ke liye unko kuch kehna,
12:06leke dil me muhabbat aisi,
12:08ki aap dekhein,
12:10wo ek misaal hai,
12:11ki jis drakht ko,
12:13kaanta chhanta na jaye,
12:15maali jis drakht ki,
12:17tehniyon ko saaf nahin karta,
12:20kaatta nahin hai,
12:21jo bhar jaati hain,
12:23toh kya hota hai,
12:24wo jhaadi baan jaati hain,
12:26toh hamesha,
12:27sayaadar drakht wo banta hai,
12:29tanawar,
12:30phaldar,
12:31aur khubsurat drakht wo banta hai,
12:33saya uska achha hota hai,
12:35shajre sayaadar,
12:37us drakht ko kaha jaata hai,
12:39ki jiski kaant, chhant,
12:41aur khubsurati ki ho,
12:43toh isi tarah,
12:44waaldein ki ulaad jo hai,
12:46ye waaldein ki marzi hai,
12:48unhone,
12:49us apni ulaad ko jhaadi bana de na hai,
12:52ya ek shajre sayaadar bana na hai,
12:55toh shajre sayaadar bana ne ke liye,
12:57unki baatani tarbiyat par,
12:59bahot zaruri tawajjo ki zarurat hain,
13:02sadaqat aur khairat karte hain,
13:04bachon ko maloom ho,
13:05ki meri abbaji zakat dete hain,
13:07meri waalde ghirami,
13:09falan ghareeb ki madad karte hain,
13:11falan ghareeb ko apni jeb kharch dete hain,
13:15aur phir uske saath saath,
13:17raat ko nawafil bhi ada karte hain,
13:19uske saath saath,
13:20maine zindagi bar inki zubaan par joot nahi suna,
13:23maine zindagi bar inki zubaan se jo hai,
13:26wo gaali nahi suni,
13:28maine inko kisi ke liye,
13:30chugli gheebat nahi karte dekha,
13:32hum kya karte hain,
13:33urf-e-aam mein,
13:34ki ghar mein bachche bhi baithe hote hain,
13:37aur hum bhi bachon mein,
13:39waaldein aur walaad,
13:41akathe baithe hote hain,
13:42aur phir kya hora hota hain,
13:44ek doosre izza kaaram rishtadaron ki chugliyaan,
13:47gheebat,
13:48humare khawateen mein bhi ye baat,
13:50bahot paayi jaati hain,
13:51ab wo cheezan jab bachche sunte hain,
13:53toh bachche us tarbiyat ki tarah barte hain,
13:56ki waaldein bhi rishtadaron ki chugliye gheebat,
13:59bakhili karte hain,
14:00lehaza hum bhi kar sakte hain,
14:02waaldein falan ko bura bala kahte hain,
14:04us ke liye anaad, keena, parwari rakhte hain,
14:07toh lehaza hum bhi kisi ke liye keena,
14:09hasad, bugaz rak sakte hain,
14:11waaldein jo hai wo hawas hain,
14:14in ko maal ki,
14:15aur maal jama karne ke dar pe hain,
14:17toh hum bhi,
14:18humein bhi hawas hone chahiye,
14:19hala ki maal jama karna,
14:21makaanat, kothi, kaar, bangla,
14:23Quran-e-Majeed mein Allah-ur-Rabbul Izzat
14:25ne dua humein taaleem farmai hai,
14:27Rabbana atina fid duniya hasana,
14:29wa fil aakhirati hasana,
14:31duniya ke haseen hone par bhi
14:33Rab se dua kiya karo,
14:35aur aakhirat ke haseen hone par bhi
14:37dua karo,
14:38toh is liye,
14:39duniya ka haseen hona,
14:40achha libaas jebe tan pehna,
14:42achha rehnsain rakhna,
14:43achhe maamalat rakhna,
14:45yeh koi buri baat nahi hai,
14:47toh is liye,
14:48nazareen-e-kiram,
14:49ulaad jo hai,
14:50yeh hamara sarmaya hain,
14:52Sarkar ne farmai,
14:53ulaad sadqa jariya hain,
14:55kaun se ulaad sadqa jariya hogi,
14:59jo rahzan banegi,
15:02jo joot seekhegi,
15:05jo chugli bakhili mein rahegi,
15:08jo tara-tara ke gunahon ke irtaqam mein rahegi,
15:13nahi,
15:14sadqa jariya se muraad yeh hai,
15:16ki aapne apne bete ko aisa tyaar kar diya,
15:19apne beti ko aisa tyaar kar diya,
15:21ki wo namazi bhi hai,
15:23roza daar bhi hai,
15:25sadqa toh khairaat ki paband bhi hai,
15:27agar sahib-e-maal hai,
15:28toh zakat dete hain,
15:29sahib-e-istadaat hai,
15:30toh haj karte hain,
15:31toh phir kya hoga,
15:32ki aapne jaane ke baad,
15:34wo amal jari rahega,
15:35jo aapne sikha diya hain,
15:37kisi ko amal sikha dena,
15:39aur uska uspar amal pehra rehana,
15:41wo jab tak amal pehra rahega,
15:44amal sikhane wale ko bhi uska ajr-o-sabaab milta rahega,
15:48toh isliye,
15:49nazareen-e-kiram,
15:50hamari ulaad jo hai,
16:21I met people every day, and we have seen that there are many people who had a lot of wealth,
16:32but their children were not brought up well.
16:34Now their children have started wasting that wealth.
16:37And then they became broke.
16:40They came to the water bowl.
16:42The owners of jewels, the landlords, the rich, the big businessmen,
16:49what happened to their children later?
16:52They became broke.
16:53And we have seen such poor people.
16:55Very poor people, laborers, who brought up their children.
17:01What happened was that the children also became laborers.
17:04The children also started working hard.
17:06The children also started being laborers.
17:09The children were brought up well.
17:11Day by day, Allah increased their business.
17:14Increased their trade.
17:16Because they were grateful to Allah.
17:18They were patient.
17:19They were worshippers of Allah.
17:21That is why Allah blessed them.
17:23That is why the person who left the wealth,
17:26is better than the person who brought up his children.
17:30The one who made his children capable enough
17:33to take care of his children,
17:36to get up, to sit, to walk,
17:38became in accordance with the Sunnah of the Holy Prophet.
17:43That is why, dear viewers,
17:45the Holy Prophet said,
17:48to bring up your children.
17:51And for bringing up the children,
17:53I think,
17:54and you should also keep this in mind,
17:58that instead of telling them,
18:00giving them instructions,
18:02it is better that we keep our actions in such a way
18:05that the children keep looking at us.
18:07Our love,
18:08the aspect of our upbringing should be such
18:10that the children look at us and understand us.
18:15The children look at us and become righteous.
18:19The children look at us and become worshippers.
18:22They look at us and become fast-givers.
18:25They look at us and become recipients of charity.
18:28That is why, dear viewers,
18:30parents, who are role models for their children,
18:34and children are a valuable asset for parents,
18:38we should not waste this asset.
18:40In fact, we should prepare it
18:42so that our children can become recipients of charity
18:48in the matters of our actions.
18:51Till tomorrow,
18:52I take your leave.
18:53Allah Hafiz.