• 3 days ago
Roza Aur Ramazan Ki Ahmiyat Aur Fazilat | Allama Liaquat Hussain Azhari | ARY Digital

#WaseemBadami #IqrarulHassan #Ramazan2025 #RamazanMubarak #ShaneRamazan #Shanesehr

Category

😹
Fun
Transcript
00:00Alhamdulillahi allathee kafa wa salamun ala ibadihi allatheen astafa, a'udhu billahi
00:10minash shaitanir rajim, bismillahir rahmanir raheem, shahru ramadan allathee unzila fayhi
00:18alquran, hudal lil nasi wa bayyinatim minal hudab alfurqan, sadaqallahu maulana al azeem,
00:26subhanaka la ilm lana illa ma'allamtana innaka anta ladheemul hakeem, Allahumma rabbi sharah
00:31li sadri wa yassir li amri wa ahlul uqdatan bil lisani yafqahu qawli, Allahumma rabbi
00:37zidni ilman wa amalan salihan maqboolan, amdusana ke baad nihayat ki wajibul qadr
00:43qabili sad izzat wa ahtaram wa takreem, nazirin e kiram, saamin e kiram, ramadanul mubarak
00:50ka barkatun rahmatun wala wa maheena hain ke jisme Allah tabarak wa ta'ala ne hamein
00:55quran ka taufa aata fahamaya, ishaad e rabbani hain shahru ramadan allathee unzila fayhi
01:02alquran, ramadan ka wa maheena hain ke jisme quran nazil kiya gaya jo saari insaniyat
01:08ke liye hidayat hain, aur phir quran e majeed furqan e hameed e dusri maqam par sur e qadr
01:14ke andar fahamaya, innaa anzalnaahu fee laylatul qadr, wa maa adraaka maa laylatul qadr, laylatul
01:23qadri khayrun min alfi shahar, fahamaya be shikh humne is quran ko laylatul qadr mein
01:29nazil kiya, aur ay saamin, ay mukhatab tujhe kya pata laylatul qadr kya hain, laylatul
01:36qadri khayrun min alfi shahar, fahamaya yeh ek raat hazaar maheenu se behtar hain aur
01:43yeh badkar hain, tanazalul malaiqatu war roohu feeha, be izni rabbihim min kulli amrin salaam,
01:52hiya hatta matla'il fajr, par baa is mubarak raat mein Allah ke firishte foj dar foj utarte
01:58hain, aur bil khusus tamam firishtun ke sardaar wahi lane wale firishte hazate roohul ameen,
02:06jibreel alaihissalaam zameen par jal wagar hote hain, aur apne rabb ke izn se, rabb tabarak
02:13wa ta'ala ke hukum se salamateeya takseem karte hain, salamun, salamun, salamun qawlam
02:19bar rabbir raheem, ya salamu ya salam, Allahumma anta salamu aminka salam, tabarakta ya adal
02:26jalari malikaraam, salamateeya bohot badi cheez hain, par baa tuloo e fajr tak yeh salamateeya
02:31badti rehti hain, azati kirami ramazanul mubarak ka barkatun wa rahmatun wala maheena
02:36shuru hua, uska aakhri ashrah hai, Allah ke rabbihissalaam ne fermaayi taharrau laylatal
02:41qadri wa iltamisu laylatal qadr fi ashril awakhid, par baa ramazan ke aakhri ashray
02:47ki taak raatun mein laylatul qadr ko talaash karo, laylatul qadr wo mubarak raat hain
02:53ke jisme Allah ne quran ka hame tofa ata farmaya, jo sari insaniyat ke liye hadi bankar aaya,
03:01jo sari insaniyat ko apri tarab bulata hain, aur azati kirami kitabein sab Allah tabarak
03:07wa ta'ala ki, tauraito, zabooro, injeel, sahaif, lekin yeh quran ka aizaz hai, ki Rab tabarak
03:14wa ta'ala ne isse nazil bhi farmaya, aur phir iski hifazat apne zimba-e-karam par rakhi,
03:19ke inna nahru nazalna zikra, wa inna lahul haafidun, beshak hamne hi quran ko nazil
03:25kiya hai, aur ham hi quran ki muhafizat karne wale hain, hifazat karne wale hain, Allah
03:32tabarak wa ta'ala ne hazati kirami hame kitna bada tofa ata farmaya, yeh Allah ka aakhri
03:38peygam, aakhri kitab, aakhri nabi sallallahu ta'ala wa sallam par Rab tabarak wa ta'ala
03:44ne nazil farmay, iss quran ke andar shifa bhi hai, wa nunazilu minal qurani ma huwa shifa
03:51un wa rahmatun lil mu'mineen, farmay, imanwalu ke liye iss bhi shifa rakhi hui hai, ajsaam
03:58ki bhi shifa hai, aur arwah ki bhi shifa hai, sudur ki bhi shifa hai, yeh hamare jismu ko
04:04bhi shifa deta hai, aur hamari arwah ko aur hamare sudur ko bhi, wa nunazilu minal qurani
04:10ma huwa shifa un wa rahmatun lil mu'mineen, yaa yuhan naasu qad ja'atkum mau'idatun
04:16ma rabbikum, wa shifa ul lima fis sudur, farmay, dilun ko bhi yeh shifa deta hai, tumhe agar
04:24shifa chahiye hai, to quran ki bargah ke andar aa jao, tumhe agar rozi mein barkat chahiye
04:31hai, Allah ke nabi sallallahu ta'ala ne farmaya, man qara'a suratal waqi'ati fee kulli laylatin,
04:37lam tu sibhu faqatan abadan, farmay, jo rozana surah waqi'a ki raat bhi tilawat karta hai,
04:44rabb ta'ala usse kabhi bhi faqih mein mubtala nahi karega, allahu akbar, farmay, agar tumhe
04:51azaab-e-qabr ka khauf hai, to rozana raat ko tum surah-e-mulk pada karo, Allah ta'ala
04:58iss surat ki barkat se, yeh surat apne padne wale ki shifa karti hai, aur iss surat ki
05:03barkat se Allah ta'ala azaab-e-qabr se mahfooz farmata hai, tumhe shifa chahiye hai, tumhe
05:10rozi chahiye hai, tumhe azaab-e-qabr se najat chahiye hai, tumhe kuch bhi chahiye hai, tibiyanat
05:17de kulli shay, farmaya, har cheez ka bayan Allah ta'ala ne iss ke andar rakha hai, haaza
05:24bayanul din nasi wa hudaun wa mau'izzatun lil muttaqeen, issme bayan bhi hai, issme
05:30nasihat bhi hai, issme hidayat bhi hai, tumhe bayan karna ho, tumhe hidayat chahiye ho,
05:36quran ki bargah ke andar a jao, Allah ke paqeeza kalam se tumhe har cheez milegi, Allah-u-Akbar,
05:43Allah ki Rabee's-e-Sallam ne farmaya, mann qara'a-s surah-e-Yaseen, fee sadr-e-nahari,
05:49farmaya jo rozana surah-e-Yaseen, subo padta hai, udiyat hawa'i juhu, Rab tabarak wa ta'ala
05:56uski tamam haajat ko poora karta hai, aapki haajat hain, zaruriyat hain, kuch bhi hai,
06:03kaini aap yeh samajh lein, iss mubarak raat ke andar yeh paigam, main aapko ponchana chahata hoon,
06:08ki aapko kuch bhi chahiye hai, Allah tabarak wa ta'ala ke paqeeza kalam ki bargah ke andar a jaayen,
06:15aap yaqeen karein, aapko har cheez quran ke andar milegi, Allah-u-Akbar,
06:21farbah agar gharun ke andar sukoon chahate ho, gharun me rahmat chahate ho,
06:25laa ta ja'aloo buyootakoo maqabir, apne gharoon ko qabristan na banao,
06:31farbah, jis ghar main quran nahin pada jaata, farbah, wo ghar qabristan ki manid hota hai,
06:36lai safee jawfeehi shay'un minal quran, qal baital kharb,
06:41farbah yaa ki jo seena quran se khaali hai, wo weeraan maqaan ki tara hai,
06:46aur farbah yaa ki jo ghar quran se khaali hai, farbah yaa ki wo qabristan ki tara hai,
06:52Aibu Salmano, is mubarak maheenein, mubarak raat ke andar,
06:56nuzool-e-quran ki barkat wali raaton mein, wa'atasimoo bi hablillahi jameeya,
07:01Allah ki rasi ko mazbooti se pakad lo, Allah ki rasi kya hai,
07:06farbah, hablillahi ayil quran, Allah ki rasi yehi quran hai,
07:11yalla tabarak wa ta'ala ki rasi hai, isko tum pakad loge, tum kamyab-o-kamran hogi,
07:17kabhi bhi naaqaam nahi ho sakte, Rab tabarak wa ta'ala ne rahmat-e-barkat-e rakhiye,
07:22Allah ki rabbi salallahu alaihi wa sallam ne firmaaya,
07:24ki jo quran padhta hai,
07:27ek to quran ko samajna hota hai,
07:29samaj samaj kar uske maani, uske tafseer,
07:33ki kya pehgaam aaya hai Rab tabarak wa ta'ala ki taraf se,
07:36aur ek yeh hai ki baghair samjeh bhi agar koi padhta hai,
07:41tilawat-e-quran mustaqillan ek ibadat hai,
07:45tafheem-e-quran ek alag ibadat hai,
07:47rabbana wa ba'ath feehim rasoolan minhum,
07:50yatloo alaihim aayaatik,
07:53wa yu'allimuhumul kitaab wal hikmat wa yuzakkeehim,
07:56jo kaar-e-nabubat hai, parbaya usme pehle tilawat hai,
08:00parbaya jo ek harb bhi padhta hai Rab tabarak wa ta'ala,
08:03usse ek aisi neki deta hai,
08:05jo das nekiun ke barabar hoti hai,
08:08mere bhaiyo, is maheene ke andar hum quran se wabasta huye,
08:12ramazan chala jaye, quran se door na hona,
08:15apni zindagiun ke andar quran lekar aajao,
08:18innal laaha yarfa'u bihaazal kitaab-e-aqwaaman,
08:21wa yada'u bihi aakhareen,
08:23parbaya baaz qaumein wo hai jo quran ke saath wabasta ho gayi,
08:27Allah ne unko oj-e-suraiyya ka maqam ata farmaya,
08:30aur juroon ne quran ko chhod diya,
08:33wo tanazul ke gade ke andar gir gaye,
08:36baqol-e-iqbaal ke ki wo zamanein mein muazzaz the,
08:39musalma ho kar aur hum zalil-o-khaar huye,
08:43hum sab zalil-o-khaar huye,
08:45taarik-e-quran ho kar,
08:47aaj ummat quran se door ho kar zalil ho gayi,
08:50agar ummat ye chahti hai ke usse dubara bolandiya mile,
08:54to wa'at-asimoo bihablillahi jamee'an wa laa tafarrakoo,
08:58Allah ki rassi ko mazbooti se pakad lo,
09:01Rab tabarak wa ta'ala se yahi dua hai,
09:03Allah tabarak wa ta'ala quran ke door se,
09:06hamare dinoo ko, hamari qabroo ko,
09:08hamare donoo jahanoo ko,
09:10hamare gharoo ko munabbar farbaee,
09:12ki Allahumma nabbir quloobana bil quran,
09:15Allahumma zayin akhlaaqana bil quran,
09:18Allahumma arhamnaa bil quranil adheem,
09:21bi jahi nabiyil ameen,
09:23sallallahu ta'ala alaihi wa sallam,
09:26bi rahmatika yaa arhamal raakhimeen.
09:36Al Fatiha.

Recommended