• 9 hours ago
"Watch Shan e Ramazan Special Transmission with Waseem Badami. Do Subscribe!"
➡️ https://bit.ly/arydigitalyt

#qariwaheedzafarqasmi #qiratotarjuma #shaneiftar

Qirat o Tarjuma | Shan e Iftar | Qari Waheed Zafar Qasmi | 10 March 2025 | #shaneramazan

The Iftar transmission starts with the recitation of the Holy Quran along with its translation by “Qari Waheed Zafar Qasmi”.

#WaseemBadami #IqrarulHassan #Ramazan2025 #RamazanMubarak #ShaneRamazan #Shaneiftaar

Category

😹
Fun
Transcript
00:00bismillah ar-Rahman ar-Raheem
00:13Innama al-mu'minuna allatheena itha thukirAllahu wajilah quloobuhum
00:42waitha tuliyat alayhim ayatuhu
01:05zadadhum imana wa ala rabbihim
01:34zadadhum imana wa ala rabbihim
01:55itha thukirAllahu itha thukirAllahu wajilah quloobuhum
02:19waitha tuliyat alayhim ayatuhu zadadhum
02:35zadadhum imana wa ala rabbihim
02:50wa ala rabbihim yatawakaloon
03:08allatheena yuqeemuna as-salatah wa mimma razaqnahum
03:25wa mimma razaqnahum yunfiqoon
03:43allatheena yuqeemuna as-salatah wa mimma razaqnahum
03:58wa mimma razaqnahum yunfiqoon
04:13allatheena yuqeemuna as-salatah wa mimma razaqnahum
04:33lahum darajatun aindara rabbihim wa maghfiratun warizqun kareem
05:03ulaykahumul mu'minuna haqqan
05:19lahum darajatun aindara rabbihim wa maghfiratun
05:36wa maghfiratun warizqun kareem
05:55shuru allah ke naam se jo bada meherbaan nihayat rahim karne wala hai
06:02sachche ehle imaan to wo log hain jinn ke dil allah ka zikr sunkar laraz jaate hain
06:09aur jab allah ki ayaat unke saamne padhi jaate hain to unka imaan pad jaata hai
06:15aur wo apne rab par itimad rakte hain
06:19jo namaas qaim karte hain aur jo kuch humne unko diya hai usme se hamari rahme
06:24kharj karte hain aise hi log haqiqi mu'min hain unke liye unke rabb ke paas
06:31bade darje hain kasuron se dar guzar hain aur behtreen rizq hain
06:38Sadaqallahul Azeem
06:47Jazakallah, Assalamualaikum Warahmatullahi Wabarakatuh
06:52How are you Mr. Qari?
06:54Alhamdulillah
06:56Jazakallah
06:57With the voice of Mr. Qari Waisfar Qasimi,
06:59Shana Ramadan 2025 with the recitation of the Holy Quran
07:03Another edition has started
07:06Alhamdulillah
07:07Aaj Pakistan mein 9 Ramazan ul Mubarak hai
07:10Ahliyan-e-Pakistan aaj apna nawa roza iftaar karenge Inshallah
07:14Duniya ke kuch ilaqon mein aaj maah-e-mubarak ke pehle ashray ko alvida kaha jaayega
07:22Waha par aaj 10 Ramazan ul Mubarak hai
07:25Aaj duniya ke kai ilaqon mein log apna bashamul Saudi Arabia
07:29Haram-e-Pak, Madinah-e-Munawwara
07:31Waha par aaj pehle ashray ka aakhri roza hai
07:34Aaj daswa roza waha par iftaar kiya jaayega
07:37So maah-e-mubarak ka pehle ashray
07:39Bas apni istamaam tar rahmate liye
07:42Hum se rukhsat ho raha hai
07:44Duniya ke kuch isson mein kuch ghanto baad
07:47Aur Pakistan mein takriban ek din baad
07:49Aaj nawa hai yaha roza
07:51Toh humne nawa-e-paare ka hi intikhab kiya hai
07:53Surah-e-Anfal
07:54Aayat no. 2
07:553 aur 4 Anfal
07:57Nafl ki jama hai
07:58Aur yeh Surah-e-Anfal uss naam par hai
08:00Aur Banda-e-Mumin ki kuch tarif
08:02Aur isme bataya kiya
08:04Define kiya ki Banda-e-Mumin kaun hota hai
08:06Kaha Bismillah-e-Rahman-e-Raheem
08:08Sach-e-Ahle-e-Imaan toh wo log hai
08:10Jinn ke zikr
08:12Wo log hai jinn ke dil Allah ka zikr sunkar
08:15Laraz jaate hai
08:17Aur jab Allah ki ayaat unke saamne padhi jaate hai
08:20Unka Imaan aur badh jaate hai
08:23Aur wo apne Rab par itamaat rakte hai
08:26Ab sabne suna ho hai yeh ayaat ka yeh tukda
08:29Allazeena yuqeemuna salata wa mimma razaqnahum yunfiqoon
08:33Jo namaz qaim karte hai
08:35Aur jo kuch humne unko diya hai
08:37Usme se humari rahmein kharj karte hai
08:39Yeh maine apne toh par ek badi
08:41Ek shocking kind of
08:44Ek yeh cheez reveal hui
08:46Ke Quran-e-Karim mein ek se zyada maqamat par
08:49Jab bhi achche insaan ko
08:52Nek insaan ko
08:54Ya neki ko define kiya gaya hai
08:56Toh maine aisa kam dekha zyada
08:58Mera mutaaliyah bahut mehdood hai
09:00Usme doosron ki madad karne ka chapter
09:02Shamil nahi kiya gaya ho
09:04Goya lagta hai aisa hai
09:06Achcha insaan Quran ki nazar mein
09:08Yeh banna hi namumkin hai
09:10Jab tak ek doosron ki madad na karta ho
09:12Ya lagta hai aisa hai
09:14Goya neki ki definition tak
09:16Pochna hi impossible hai
09:18Jab tak aap doosron ko nahi dete hai
09:20Doosron ki help nahi karte hai
09:22Balke jisna humne pichle dino tazkira kiya tha
09:24Neki ko usfak tak nahi ponsakte
09:26Neki ke asal maqam tak
09:28Ya ala maqam tak
09:30Yeh nahi ki logon ko de do
09:32Balke wo do jitume bahut pasand ho
09:34Apna pehna hua nahi
09:36Jo bhi pehna hua
09:38Jisse bahut unsiyat ho jis libaas se misal ke toh pe
09:40Ya jis khaane se ya jis kapde se
09:42Wo jab tak nahi de do
09:44Tab tak neki ko nahi ponsakte
09:46Toh wazaahir aisa lagta hai
09:48Ab agar is fahris mein kisi na naam likwana hai
09:50Sachche ehle imaan
09:52Toh nek log
09:54Neki definition
09:56Toh Allah ke bandon ki madad kiye bagayr
09:58Goya ye hai hi naamumkin
10:00Isi liye kaha yaha pe
10:02Sachche ehle imaan wo log hai
10:04Jinn ke dil Allah ka zikr sun ke laras jaate hain
10:06Jab Allah ki ayaat unke saamne aate hain
10:08Unka imaan badh jaate hain
10:10Apne Rabb par itemaad rakhte hain
10:12Jo namaas qaim karte hain
10:14Aur jo kuch humne unko diya hai
10:16Usme se humari rahmein kharj karte hain
10:18Yaha yeh nukta bhi bahut binchas me
10:20Kharj kiya karo
10:22Nahi kaha gaya jo kuch humne diya hai
10:24Usme se kharj karo
10:26Goya yeh bata hai ke tumhara toh kabhi tha hi nahi
10:28Yeh tumhari cheeze nahi hai tumhara hai hi nahi
10:30Humne tumhe diya hai
10:32Ek soch ka fark hai na
10:34Ek cheeze mein samjhunge meri hai
10:36Aur main kisi ko de raha hoon usme se kuch issa
10:38Toh meri soch alag hogi ki meri cheeze thi
10:40Chalo maine thoda aapko de diya
10:42Ek cheeze toh jiske baare mein mera conviction hi ho
10:44Ki it was never mine meri hai hi nahi hai
10:46Maine kisi se lee vi hai aur usme se thoda kisi ko de diya hai
10:48Toh ab jo main apne paas rakhunga
10:50Main uske baare mein zyada sochunga ki mujhe hi bhi rakhna cheeze thi hai
10:52Kyunki meri toh yeh cheeze thi nahi
10:54Toh yaha par yeh nahi kaha ki apne maal mein
10:56Jo kuch humne unko diya hai
10:58Usme se Allah ta'ala ki rahme ya humari rahme
11:00Kharj karte hai
11:02Aise hi log haqqi ki momin hai
11:04Aise hi logon ke liye unke Rabb ke paas bade darje hai
11:06Aur behtereen rizq hai
11:08Allah ta'ala hum sabka shumar
11:10Aise logon mein firmaaye Inshallah
11:12Shand-e-Ramzaan, Nawar-e-Ramzaan-ul-Mubarak ki
11:14Bukhariyat ka agaaz ho gaya hai
11:16Abhi hum ek waqfah lete hain Inshallah
11:18Aur uske baad humare Sana Khan zilaq mauzud unge Inshallah

Recommended