• 12 hours ago
#inflation #attatarar #pecaact2025 #chiefjustice #islamabadhighcourt #judges #arynews #bulletin

Sindh Assembly passes Agriculture Income Tax bill 2025

President Zardari will leave for China state visit on Tuesday

PM Sharif visits CMH Quetta to meet injured security personnel

South Africa President Rejects Trump’s Accusation Of Land ‘Confiscation’

Sindh cabinet approves Agriculture Income Tax Bill 2025

Saudi Arabia releases five Pakistanis falsely charged in drug case

PM Shehbaz launches anti-polio drive for year 2025

IHC gets three new judges, gazette notification issued

Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY

Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP

ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.

Category

🗞
News
Transcript
00:00Welcome back.
00:01Aagaz mein khabar yeh ki iqtisadi rabita committee mein mehngai ka bhaanda phoot gaya.
00:10Cheeni, sabziyon, khurdani tel ki qeematon mein izafah par tashfeesh ka izhar.
00:15Duniya bhar mein khaane ka tel sasta hai to Pakistan mein mehnga kyun?
00:19Wazir-e-Khazana ki zere sadarat ejlaas mein is baat par hairaani ka izhar toh kiya gaya
00:24lekin qeematen neeche lane ke liye koi hikmat-e-amli saamne nahi aaye.
00:27Idhara shumariyat ke mutaabeg, Januari 2024 ki nisbat mehngai 2.41% badh gayi.
00:47Aalmi mandiyon mein sasta, magar Pakistan mein mehnga.
00:51Ulti Ganga behna isi ko kehte hain.
00:53Ji haan, Pakistan mein khaane ka tel mehnga ho gaya.
00:56Magar khurdani tel ki qeematen toh aalmi mandi mein graawat ka shikar hain.
01:00Kabina ki iqtisadi rabita committee hairaan reh gayi.
01:07Wazir-e-Khazana ki sadarat mein iqtisadi rabita committee ka ejlaas hua.
01:10Toh cheeni aur sabziyon ki qeematon mein izafah par bhi baat hui.
01:13Ejlaas ki alamiya mein cheeni, sabzi, khurdani tel ki qeematon mein izafah par tashfeesh ka izhar karke mutmain ho gaye.
01:20Sarkar itni bekhabar hogi, andaaza na tha.
01:23Mafia hai ya munafakhuron ka ghatjot.
01:25Karachi ki bandargaon par der maha tak khurdani tel se ladhe containers khade the.
01:29Clearance nahi di ja rahi thi.
01:31Khaane ka tel masnooi tohr par mehnga toh hoga.
01:34Idaar-e-shumariyat bhi ulti ganga bahane laga.
01:36Idaar-e-shumariyat ki report mein cheeni ko chod kar, ECC alamiya ki kisi baat ki tazdeek nahi ki gayi.
01:42ECC sabziyon, khurdani tel ki qeematon mein izafah par tashfeesh ka izhar karti hai.
01:46Toh Idaar-e-shumariyat khurdani ghee ki zyada qeemat report karta hai.
01:50Shehron aur dehat mein Idaar-e-shumariyat aloo, tomato samit sabziyon ki qeemat mein kamhi report kar raha hai.
02:00Sheher hon ya gaon, mulk bhar mein chicken, daal moong, taza phal, medical test aur daanton ka ilaj mehnga ho gaya.
02:09Customs faceless nizam ka tanaza, mulk bhar mein import aur export ka kaam band hone ka khadisha.
02:15Pakistan Customs Agents Association ne muzakarat ki nakaami ki surat mein kaam band karne ki dhanki de daale.
02:22Tanzeem ki chairman Saifullah Khan ka kehna hai, hamare agenton ko appraiser ne blackmail kiya, 45 agents ke license mansook kiye gaye.
02:30Is hukm ke khilaf, adalat jaane samay tamam option istamaan kiye jaayenge.
02:40Lahore High Court se Islamabad High Court transfer hone wale judge,
02:43Justice Sarfaraz Dogar ne charge samalte hi muqaddime suna shuru kar diye.
02:48Islamabad High Court ke intizami committee tabdeel, Chief Justice Aamir Farooq chairman muqarrar,
02:54judgeon ki seniority list bhi tabdeel ho gayi.
02:57Islamabad High Court me judgeon ke tabadle ke khilaf vakilon ne hartaal ki,
03:01Lahore High Court bar ne ala adliya se notice lene ka mutaliba kar diya,
03:05vakil rahnuma kehte hain, hukumat Supreme Court ko machli mandi banana chahti hai.
03:10Letter jaadi kiya judges ki transfer ke hawale se, uske andar law hai.
03:14Transfer karne ki yeh hi reason hai, ki Islamabad High Court ko capture ke jaaye.
03:17Mul ki dastoor ki tabahi ho rahi hai.
03:20Doosre subon se judgeon ka transfer, seniority list tabdeel,
03:25Islamabad High Court me intizami committee badal di gayi.
03:32Chief Justice Aamir Farooq chairman muqarrar,
03:34peony judge Justice Sarfaraz Dogar
03:37aur Justice Khadim Hussain Soomro intizami committee ke rukun ban gaye.
03:41Justice Sarfaraz Dogar ke peony judge banne ke baad,
03:44Justice Mohsin Akhtar Kayani seniority list me doosre number par chale gaye.
03:51Lahore High Court se Islamabad High Court transfer hone wale,
03:54Justice Sarfaraz Dogar ne muqaddamon ki samaat shuru kar di.
03:58Kamra-e-Adalat pohoshne par Prosecutor General Islamabad Ghulam Sarwar ne,
04:02Justice Sarfaraz Dogar ko mubarak baat di.
04:05Prosecutor General, Additional Attorney General
04:08aur Law Afsaro ne Fazil Judge ko thool pesh kiye.
04:14Islamabad High Court me judgeon ke tabadle par wakala ne hartal kar di.
04:1980% se zayad muqaddimon me wakala pesh na huye.
04:22Waqeel Rehnaumon ka kehna tha,
04:24hukumat High Court ko control karna chahti hai.
04:27Ye ikdaam badniyati par magni hai.
04:29Mulk ki tabahi ho rahi hai, mulk ki dastoor ki tabahi ho rahi hai.
04:33Ye nahi hai ki ye eko ghair aani transfer,
04:35lekar abhi iss wakat transfer karne ki ye hi reason hai,
04:37ki Islamabad High Court ko capture kiye jaye.
04:39Law Ministry ne jo letter jayadi kiya judges ki transfer ke hawale se,
04:42uske andar bhi flaw hai.
04:44Jo bhi Sadar act karega, wo on the advice of Prime Minister karega.
04:46Lekin isme Prime Minister ne advice hi nahi di.
04:48Supreme Court Bar ne Islamabad High Court me judgeon ka transfer phushayn karar diya.
04:53Lahore High Court Bar ke maujooda aur saabik ahuddaron ne,
04:56doosre subon se judgeon ka tabadla mustard kar diya.
05:01Siyasadanon ke saad baitein aur baat karein,
05:04iss hadd tak na jayein ki tamam raastein band ho jayein.
05:07Amir JUIF Maulana Fazlur Rehman kehte hain ki,
05:10KP aur Balochistan mein hukumat ki arid khatam ho chuki,
05:13koi mehfooz nahi, Amerika ki hamare wasaail par nazar hai.
05:17Apne mulk ke andar ko khokla kar diya hai,
05:19proxy waaz latte latte,
05:21aur aaj hum khawk kha rahe hain,
05:23ki kahi hamara hasta basta Pakistan takseer to nahi ho raha hai.
05:24Nikhna hai Bangladesh to wujud mein nahi aa raha hai,
05:27Amerika ko hamne baadshah-e-akbar samajh diya,
05:29wo jo faiz saad rakhega, ham unke saamne saar juka denge.
05:31Aur Trump se aur kya khawf hai,
05:33Trump sirf Sadr nahi hain,
05:35aaj bhi uske haathon se, ungliyon se,
05:37musulmanon ka khoon tafak raha hai,
05:39aur phir bhi wo insani hukum ki baat karte hain,
05:41aur kitabat ki baat karte hain.
05:45Hamare Pakistan, Afghanistan,
05:47Maduni Zakhair par unki nazar,
05:4920 saal se ek ilaake par jang musallat karna,
05:51aur jang ke liye Pakistan ki maghribi sarhadat ko focus karna,
05:54ya to Amerika aayega,
05:56aur hamare wasayal par qabza karega,
05:58aur ya phir hamare nahi jugraat-e-aai takseem ka sabab banega.
06:01Dahshat-o-sharq ki faza phailane wale anasir,
06:03Balochistan ki taraqee ki dushman hain.
06:05Qaum ko 78 saal mein ittihad ki itni zarurat nahi rahi,
06:08jitni aaj hai.
06:10Wazir-e-Azam Shehbaz Sharif ne,
06:12Amno Aman se mutaalik ijlaas mein zor diya,
06:14ki waqt aagaya hai,
06:16sab milkar dahshatgardi ke khatme mein kardar ada karenge,
06:17siyasat bhi hoti rahegi.
06:19Wazir-e-Azam ne Qallat ke zakhmiyon se bhi mulaqat ki.
06:22Pakistan ke andar dubara ek laher aayi hai,
06:24dahshatgardi ki 78 saal mein,
06:26Qaum ko jitni aaj ittihad aur ittifaq ki,
06:28jitni zarurat aaj thi,
06:30shahid pehle kabhi nahi thi.
06:32Hamare yeh Fauj-e-Pakistan ke afsoon,
06:34jawanoon,
06:36aur Sipa Salar ki leadership mein,
06:38istanbul-e-Sharif,
06:40waqt aagaya hai,
06:42sab milkar dahshatgardi ke khatme mein kardar ada karenge,
06:44siyasat bhi hoti rahegi.
06:45Hamare yeh Fauj-e-Pakistan ki leadership mein,
06:47Pakistan aur Balochistan,
06:49aur KPK,
06:51aman ka ghyawara banenge,
06:53tafarke ka waqt nahi hai,
06:55yeh siyasat ka waqt nahi hai.
06:57Qaum ke upar yeh ek bada challenge hai,
06:59uska mukabla kar lein,
07:01mulk mein aman kaayam kar lein,
07:03toh fir siyasat bhi hogi,
07:05siyasi meydan sajhenge.
07:07Wapas aayenge break ke baad.
07:13Welcome back.
07:15Punjab Women Protection Authority ki chairperson,
07:17Hina Parvez Bhatt,
07:19ne bataya,
07:21Fauj ke marees ke ilaaj ke liye aaye,
07:23Jali Peer ne bimaar shahs ki beti se zyati ki.
07:25Jhang mein,
07:272.5 saal ki bachi se 3 afraad ne zyati ki.
07:29Zyati ke ek mulzim ne zamanat hasil kar li thi.
07:31Wazir-e-Ala Punjab,
07:33Maryam Nawaz ke notice par,
07:35Hina Parvez Bhatt,
07:37kal Mutasira khandaan se milne jhang jayenge.
07:39Parsoon,
07:41bachi ke baalit ko Fauj tha,
07:43usne bande ko bilaya,
07:45jo ek jali peer tha,
07:47ke meri baalit pe dam kar do.
07:49Usne us peer ke bhai ko,
07:51koi dhwai lene bhecha,
07:53to us peer ne us peer ke pear attack kiya.
07:55Choti si bachi hai,
07:57uska MLC ho gaya, DNA chala gaya,
07:59aur confirm ho gaya.
08:01Peer jo hai,
08:03SCPO sahiba unki team mein giraftar kiya.
08:05Kal mene jhang jaana hai,
08:07wahan jhang mein 2.5 saal ki bachi,
08:09uspe 3 logon ne uske saath,
08:11ye rape karne ke koshish ki.
08:13Apne mandate se matalik baat karni hogi,
08:15SCPO mein,
08:17Gandapur ke Peshawar mein,
08:19sahafiyon se ghairas mein guftagu,
08:21kaha, hamare aane se pehle,
08:23amno aman ki surat-e-hal kharab thi,
08:25bakaya jaat ka ambar tha,
08:27hamne revenue mein 49% azafa kiya,
08:29Army Chief ne,
08:31NFC se matalik meeting mulaane ki yaqeen dahani karai,
08:33unki yaqeen dahani ki wajah se,
08:35NFC muamla adalat nahi lekar kaya.
08:37Army Chief,
08:39halaat madda nazar rakte hui,
08:41aham kardar ada kar rahe hain.
08:43Bani PTI ka Army Chief ko khat,
08:45bani PTI ka Army Chief ko khat.
08:47Punjab ka budget khasara 146 arab rupe hain,
08:49hamne 150 arab ka surplus budget diya.
08:55Cricket ke deewane tayyar,
08:57Champions Trophy ka sabse bada mukabla hoga,
08:59shandaar.
09:01Pak-Bharat match ke tamaam tickets,
09:03aate hi faroqt ho gaye.
09:05Ticket ki kam se kam qeemat 500 dirham rakhi gaye.
09:07VIP ticket 12,500 dirham mein faroqt hua.
09:09Iski Pakistani currency mein qeemat 9 lakh rupey banti hai.
09:12Mega event mein dono team mein,
09:13Dubai mein 23 February ko takraayengi.
09:15UAE mein Champions Trophy ke final samein,
09:174 mark match schedule hain.
09:19Event ke final mein Bharat na pohncha,
09:21toh marka Lahore mein hoga.
09:23Yeh haan waqt hai break ka.
09:28Welcome back.
09:30Bani PTI ka Army Chief ko khat,
09:32party policy mein tabdili nahi.
09:34Chairman PTI Minister Gauhar kehte hain,
09:36ke Bani ne khat mein waazay kiya,
09:38ham intishar nahi chahate.
09:40Fauj hamari hain,
09:41dehshatgardi ke khilaf inhone bahot kurbaniyah di,
09:43awam Fauj ke saath kharay ho.
09:46Khan sahab ka ek open letter.
09:48Policy shift Pakistan Tehreek-e-Insaab ke nahi hain,
09:50lekin Khan sahab ne jo letter likha hai,
09:52wo yehi keh rahe hain,
09:54ke main sabiq-e-wazirazam ke hasiyat se,
09:56aur Pakistan Tehreek-e-Insaab,
09:58jo is waqt mul ki sabsi badi political party hai,
10:00uske naatein,
10:02main koi cheezein,
10:04Fauj ke Special R ke saamne mein,
10:06yaad dihani karana chahata hun,
10:08aur Khan sahab ne yehi kaha hain,
10:09jis tariqah se election ho gaye,
10:11jis tariqah se 24 tarmeen pass hua,
10:13jis tariqah se 24 tarmeen implement ho raha hai,
10:15jis tariqah se PEE ka act pass ho gaya,
10:17jis tariqah print electronic media ke baad,
10:19social media target ho raha hai,
10:21to isi surat-e-haal ke peshe nazar,
10:23Khan sahab ne letter likha hai,
10:25aaj bhi Khan sahab ne kaha,
10:27hum intishar nahi chahate hain,
10:29Fauj hamari hain,
10:31mulk hamara hain,
10:33yeh Khan sahab ka hamishah kahte chahate hain.
10:35Sindh Assembly mein zarai income tax bill ki manzoori,
10:37MQM ne bhi bil ki himayat ki,
10:3915 crore se zyada 20 crore ki zarai aamdan par
10:41ek feesar tax dena hoga.
10:43Wazir-e-Ala Sayyed Murad Ali Shah ne bataya,
10:45humein kaha gaya bill pass na kiya,
10:47to IMF team nahi aayegi,
10:49hum default mein chale jayenge.
10:54Balochistan ke zila ziyarat mein
10:56sardhi ke shuddad bar karah hain,
10:58wadi mein darja hararat nukte hain,
11:00jamaat se 6 darja niche aage gaya,
11:02sadh hama chalne se faran tangi,
11:04chakor tangi,
11:06sandeman tangi,
11:07aur dekar alaakon mein jharne,
11:09aur aapshaarein jam chuki hain,
11:11aapshaarein jam jaane se ziyarat ke
11:13mukhtalaf picnic points khubsurat shakal
11:15ikhtyaar kar chuk hain.
11:17Haseed Manas-e-Saiyahon ko
11:19apni tarah khinchne lage.
11:21News Bulletin se phir waqt itna hai.
11:23Dikhti rahi hain RY News.

Recommended