#electricityprices #nepra #barristergoharalikhan #irfansiddiqui #ptiandpmlntalks #imrankhan #bilawalbhutto #headlines
Mohsin Naqvi offers Pakistan’s full support to US for cricket development
PIA to ‘recruit’ engineers, technicians on daily wages
Senate approves PECA Amendment Bill 2025
Chinese investors withdraw ‘‘harassment, extortion’ plea against police
FBR to face Rs50 billion revenue shortfall in January
Mohsin Naqvi offers Pakistan’s full support to US for cricket development
Gaza residents stream home to the north after hostage breakthrough
PM Shehbaz hails Morocco for repatriating Pakistanis survivors of Dakhla incident
SBP slashes interest rate by 100 basis points
Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY
Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP
ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.
Mohsin Naqvi offers Pakistan’s full support to US for cricket development
PIA to ‘recruit’ engineers, technicians on daily wages
Senate approves PECA Amendment Bill 2025
Chinese investors withdraw ‘‘harassment, extortion’ plea against police
FBR to face Rs50 billion revenue shortfall in January
Mohsin Naqvi offers Pakistan’s full support to US for cricket development
Gaza residents stream home to the north after hostage breakthrough
PM Shehbaz hails Morocco for repatriating Pakistanis survivors of Dakhla incident
SBP slashes interest rate by 100 basis points
Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY
Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP
ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.
Category
🗞
NewsTranscript
00:00Muzakrat Out, Maulana In, PTI ka mutahedang opposition mahas banane ka mission jhuru.
00:08PTI waqt ki Maulana Fazlur Rehman se muraqat, Umar Ayub kehte hain Bani ki hidayat par jahuiyat
00:13ke farookh ke liye Maulana se mulaqat ki.
00:20Bijli Sarafeen par ek aur bojh dalne ki hukumati tayyariyan, Bijli companies ka Sarafeen ke
00:25security deposit rates badhane ka faizla.
00:27Nepra mein darkwasne daayat kar diye.
00:33Koi shikayat hain to mere paas aayen, kahi aur jaakar chokhli na khaayen.
00:37Nazir-e-Alassan, Wazra-e-Abu-Uraif, Raisi se shikayat hain to mujhse karein, Malaam-ul-Bhutokha,
00:42tajro se khitab.
00:47Aur PFUJ ki call par Pika Act ke mutanasir tarmeen ke manzoori ke khilaf, sahafi sarafa
00:53Islamabad mein sahafi detox pahunch gaye, police ki rokhne ki koshish.
00:58PTI ne amli taur par aaj mazaakarat khatun kar diye, PTI faisle par nazir-e-saani karti
01:05hai, to hum aayindak laah-e-amal par ghaur karenge.
01:08Senator Irfan Siddiqui kahte hai ki hukumati committee abhi qaim hai, committee katis janwari
01:13tak PTI ke jawab ka intazaar karegi.
01:16Speaker Ayaz Sadiq ne kaha, opposition ki ghair maujoodgi ki wajah se mazaakarat nahi
01:20ho rahe lekin mere darwaze abhi khule hain.
01:23Jab ki Wazir-e-Asam Ishaq Dar ka kehna tha, aaj hum qanoon-o-aayin ki roshni mein jawab
01:28dete, umeed hain opposition speaker se raapta karegi.
01:31Humari taraf se yakkarpa bayaan manasab hogi.
01:40Humara muaqab maaze hai, commission nahi to mazaakarat kahi.
01:43Chairman PTI Barrister Gauhar kahte hai, hukumat ka rawaya sanjeeda nahi.
01:48Speaker ne bar-baqt committeeon ke izlaas munaqat karaye, unke shukar guzaa rahe hain.
01:53Humare mazaakarat kahi aur nahi ho rahe, jahan bhi mulaqaat ya mazaakarat humke sab
01:58awaaz-e-samne rakhenge.
01:59Bani PTI ne bataya, Ali Ameen ki sipaarish par parties adharat tabdeel ki.
02:04Ali Ameen Gandapur ne khud kaha tha, workload zyada hai, meend bhi poori nahi ho rahe hai.
02:09Senate se manzoori ke baad PK Act me Mutanaaz-e-Tarmim ka bill Sadr-e-Mumlaqat ko irsaal, Sadr ki tauseeq
02:19se bil qanoon bankar naafiz-ul-amal ho jayega.
02:22Senate me aaj PK Act me Mutanaaz-e-Tarmim ka bill kasrat-e-raay se manzoor kiya gaya tha.
02:27Opposition ne Chairman Senate ke saamne khade hokar ehtijaj, sahafiyon ne walkout kiya.
02:32Senate me opposition leader Shibli Paras ka kehna tha, PK Act me Mutanaaz-e-Tarmim mulk
02:37ko peeche le jayegi.
02:38Mutanaaz-e-Tarmim se siyaasi intaqam me tezi aayegi.
02:41Emil Wali Khan ne kaha, PK Act ke zariye bolne par pabandi lagaye ja rahi hai, bill ki mukhalifat
02:47karte hain.
02:48Tifaqi Wazir Ana Tandeer ka kehna tha, PK Act social media ko deal karega.
02:52Moashre me sharf halaya ja raha hai, bill se behtari aayegi.
02:55Opposition dal se hamare saath hai, mehz tanqeet baray tanqeet ki ja rahi hai.
03:01America ke aala sata sarmayekari waft ka do roza daur-e-Pakistan.
03:07Zaraaye ka kehna hai ki waft ki aqayadat Trump khandaan ke gareebi business partner Gentry
03:12Beach kar rahe hain.
03:14Investment ke kayi muahedon par bhi dastakhat kiye gaye, daur-e-sarmayekari.
03:18Moashre aur do darfa talukaat ki nahi rahein khulegi.
03:21Pakistan ke liye achi aur badi khabar.
03:30Senator Faisal Wada kehte hain, TV show par bata diya tha, Trump card ki waiter aur muspat
03:35hawaye chalengi.
03:36Kaha tha, PTI ko aakhir mein unke Trump card par mayoosi hogi.
03:40Mulk ke liye Ronaldo ka kirdaar ada karne walon aur SIFP ko qaum sarahati hain.
03:45Jiska jo credit hai, wo usko dena padega.
03:48Kamiyabiyon ka yeh salsala jaari rahega.
03:50Faisal Wada ne FBR ke liye gaadiyon ki kharidari ka maamla senate mein utha diya.
03:54Kaha FBR ke liye badi gaadiyon ki bajaye, kam budget wali choti gaadiyon kyu nahi lee
03:59jaa rahein.
04:00Kaha gaya, gaadiyon kharidne ka faisla cabina ka hai.
04:03190 million pound bhi cabina ka faisla tha.
04:06190 million pound par jail hui, ab gaadiyon par bhi jail hogi.
04:21Mulki marshal Darussalam ke jaanib gamzan hai.
04:24Tamaam ishaadiye maspat hain.
04:26Policy rate mein kamee se sarmayakaaron ka itamaat mazeeb badega.
04:30Wazir-e-Khizana Mohammad Aarahi sahib ki Islamabad mein media se guftagu.
04:34Kaha zar-e-mubadlah ke zakahe baithar aur darzilat-e-zar mein izzaafa ho raha hai.
04:39Hukumat paidaar mawashi istehkaam ke agenda par gamzan hai.
04:44Karachi ki tajiron ki aizaaj mein Zohrana Wazir-e-Ala Sanmurad Ali Shah ne kaha,
04:49Aap log mazaak karte hain, doosre log sanjeeda le lete hain.
04:52Aap mazaak kiya karein, lekin unke saath jo bardaash kar sakein.
04:55Jo mazaak bardaash nahi kar saktein, wo kisi aur direction mein chale jaate hain.
04:59Arif Abid ka kehna tha, People's Party ki mawjuda qayadat masayal ka hal nikalna jaanti hain.
05:04Hum sabko muttahid hona hoga.
05:06Tajir baradari ke masayal hal kar diye, to itni madad milegi,
05:09jiska sindh hukumat tasawur nahi kar sakte hain.
05:11Karachi Chamber of Commerce ke Sadr Javed Balwani ne kaha,
05:15Karachi par tawajjo di jaaye, to poore mulke masale hal ho sakte hain.
05:18I hamesha wifaq mein baat karta hu, ki aapki Karachi par tawajjo kyu nahi?
05:22Aqeel Kareem Dedi ne kaha,
05:24Wazir-e-Ala Sindh, Gov. Karachi humare saath hain.
05:27Karachi mein logon ko traffic aur infrastructure par kaafi shikayate hain.
05:31Naujawan par aamn aur khushaal mustaqbil ki zamanat hain.
05:47Hum unki silahiyaton ka idraak hain.
05:49Maine hamesha naujawano ki tarakiye aur behboot par tawajjo di.
05:53Wazir-e-Azam Shehwaz Sharif ka Islamabad ne,
05:55Daulat Musar ka Asia Youth Alliance Summit se khitab kaha,
05:59Wazir-e-Azam ne Aqam-e-Youth Council Arkan se help diya,
06:02Numaya Kargardigi ke haamil naujawano mein award bhi takseem diya.
06:08Balochistan Qalabdulla mein,
06:10Khaarijiyon ka checkpost par hamla,
06:12Security forces ki barbak jawabi karwaay,
06:15Hamla naakam bana diya.
06:17Rehsatgardi ke khalaab jung mein,
06:19Pak posh ke do jawan,
06:20Batan par Nisar,
06:21Naik Tahir Khan,
06:22Lance Naik Tahir Iqbal,
06:23Bahaduri se ladte hue shaheed,
06:25Security forces ki karwaay mein,
06:27Do khud khush bombaro samayak,
06:28Paanch khawarish maare gaye.
06:30Khaarijiyon ne dhamaka khez mawaad se bhari,
06:32Gaadi checkpost ki deewaar se takraay,
06:34Sadr Asif Zardari aur Wazir-e-Azam ka forces ko,
06:37Qalabdulla mein,
06:38Security post par hamla naakam banane par,
06:40Khairaj-e-tehseen,
06:42Shohada ko khairaj-e-akhidat,
06:44Jazba-e-hubbul watani aur bahaduri ki taareeb.
06:5126-ni ayni tarmeem ke bunyat,
06:53Ek khat hai.
06:54Ek khat ne Pakistan ke andar,
06:56Nizam ko tabdeel kar diya.
06:58Umeed hai,
06:59Supreme Court ka full bench,
07:00Isko sunay ka,
07:01Maamla Pakistan ke awaam,
07:03Aur mulki waqah ke liye hal hoga.
07:05Islamabad High Court ke Justice,
07:07Mohsin Akhtar Qayani ka takreeb se khitab,
07:09Kaha,
07:10Qanoon ki darus tashree,
07:11Aur ispar amal sahi,
07:12Pakistan ko taraqee ki manazim par dekh sakte hain.
07:14Iske liye qawaneen mein tabdeeli,
07:16Chahe 26-ni ayni tarmeem hai,
07:18Aapko apne iraadon se mayoos nahi kar sakti.
07:27Supreme Court ke ayni bench ne,
07:29Justice Mansoor Ali Shah ke,
07:3013 aur 16 Janwari ke ahkamat wapas le liye.
07:33Additional Registrar,
07:34Nazir Abbas,
07:35Tauheen-e-Adalat case ka record,
07:36Custom duty case se munsalik.
07:38Attorney General ne,
07:39Bench ko Justice Mansoor Ali Shah ki,
07:41Order challenge karne se agak kiya.
07:43Ayni bench ke sarbara,
07:44Justice Aminuddin ne remarks diye,
07:46Jo muqaddama hamare daara,
07:47Akhtar mein aata hai,
07:48Usme kisi ki mutaakhalat,
07:50Bardaash nahi karenge.
07:51Custom regulator duty case ki,
07:53Samaat ke dauran,
07:54Justice Jamal Mandokhil ne kaha,
07:56Adliya ki azaadi ke fikir,
07:58Sirf chand ko nahi,
07:59Sab ko hai.
08:00Jo kaam karein,
08:01Dhang se karein.
08:02Kaunsi qayamat aagayi thi,
08:03Ye bhi adalat hi hai.
08:05Justice Aminuddin ne kaha,
08:0613 Janwari ko order diya,
08:08Ki samaat 27 Janwari ko hogi.
08:10Phir achanak samaat,
08:11Agle roz ke liye,
08:12Kaise muqadar ho gayi?
08:14Justice Jamal Mandokhil ne kaha,
08:15Teen Rukni bench se,
08:16Ek judge alag ho gaye.
08:18Kya wo judge ye order desakte the,
08:20Ke ye case,
08:21Makhsoos bench ke saamne lage?
08:23Justice Hassan Azhar Rizvi ne kaha,
08:25Kya bench,
08:26Dubara qaim karne ka akhtar,
08:27Usi judge ke paas tha?
08:29Custom duty case ki,
08:30Ghar moyena muddat ke liye,
08:31Samaat mul kari.
08:38London me,
08:39Sharif family ke arkaan par,
08:40Na malum afraad ke hamle ki,
08:41Khatre ka muqadma,
08:42London ke Charing Cross Police Station me,
08:44Darjh kar liya gaya.
08:46Family Zarai ka kehna hai ki,
08:47Metropolitan Police ne,
08:48Teen hafte qabar,
08:49Sharif family ko khatre se aaga kiya tha.
08:52Sharif family par hamlo ki baat,
08:54Birmingham se,
08:55British-Pakistani Tik Tokers,
08:56Krup ne ki thi.
08:57Police ke Sharif family ke arkaan ko,
08:59Khawarda rehne ki hidayat,
09:01Sharif khaandaan,
09:02Khabar ki tazdiq ke hawale se,
09:03Khamush.
09:06Sanghar me,
09:07Teen afraad ke qatl ke baad,
09:08Laashein ratkar,
09:09Dharna teerthe din bhi jaari.
09:11Muqaddama ab tak darjh na ho saka.
09:13Dharna khatam karane ki,
09:14Tamaam koshishin na kaam.
09:16Shehar ke daakhari aur kharji,
09:17Raaste ban.
09:18Guzahsh taashraf,
09:19People's Party ki,
09:20Malkazi,
09:21Talaat,
09:22Shazia Mari,
09:23Dharne mein pauchhi,
09:24Warasa ko,
09:25Har munkin taabun ki,
09:26Yaqeen dihani karayi.
09:27Kahaan me,
09:28Aapke saath hoon,
09:29Laashein dafna deyin.
09:30Aapki marzi ke mutaabik,
09:31Muqaddama darjh hoga.
09:32Lawa haqeen kaam,
09:33Ulzimaan ke khilaf,
09:34Muqaddama hone tak,
09:35Dharna khatam na karne ka alaan.
09:39Wifaqi Urdu University ko,
09:41Wifaqi Majboor University ka naam,
09:43Diya jaana chahiye.
09:44Lagta hai,
09:45University tab darust hogi,
09:47Jab Urdu ka naam,
09:48University se hata diya jayega.
09:50Governors in,
09:51Kamran Tissori ka wifaqi,
09:52Urdu University ke convocation se khitab,
09:54Kaha,
09:55Amarat khunrat ka manzir pesh kar rahi hai,
09:58Tulba ko jo asnaat ke naam par,
09:59Lifafe diya jaa rahi hai,
10:01Wo khaali hai.
10:02Degree print karane ke paise nahi the,
10:04Ye University Lahore mein hoti,
10:06Toh har saal takhsi mein asnaat hoti.
10:09Khalid Makbool Siddiqui ne kaha,
10:10Ke Islamabad ke baghaat,
10:12Ehwaan aur tankhaahin,
10:13Sirf par sirf Karachi ki deen hain.
10:15Karachi ki deen hain.
10:17Darul Hukumat Pakistan ke wasaail ko istamaal karta hai,
10:20Lekin iske wasaail se koi taaluk nahi,
10:22Jo 100% kama kar dete hain,
10:24Unka 1% bajat par bhi haq nahi.
10:26Istahaan toh ghar bhi nahi chalta,
10:28Mulk aur subah kaise chal sakte hain?
10:345 maheene se pension se mehrum,
10:36Wifaqi Urdu University,
10:38Karachi ke retired Asatizah ka haikal jaanch,
10:40Press club se Governor House tak rally nikali,
10:43Asatizah ne Bell of Hope bajrahi,
10:45Mutalabad ki Paris Governor House ki amlae ki hawale ki,
10:48Asatizah ka kehna tha,
10:50University in Pizamiya ki nahili ke baaif,
10:525 maheene se pension nahi mili,
10:54Wajahabad ke liye dar dar ki thokare kha rahe hain.
11:04Shehre Aqaib mein,
11:05Sardi ka zoor toot kya,
11:06Chief Meteorologist Sardar Sarfaraz ka kehna hai,
11:09Shehre mein sardi ki nahi lahar ka koi imkaan nahi,
11:12Kam se kam darja hararat 12,
11:14Zyada se zyada 29 degree rahe ka,
11:16Karachi semester bhar mein,
11:18Maamool se kam baarishi hui,
11:20Shehre Aqaib mein,
11:21Ainda maah ke pehle hafte mein,
11:22Baarish ka koi imkaan nahi.
11:27Chairman PCB ki,
11:29USA Cricket Chief Executive Officer se mulaqat,
11:32Bahami series karane ke program ko hatni shakal dene par ittafa,
11:35Mohsin Naqvi ne kaha,
11:37America mein cricket ke faroq ke liye,
11:39PCB bharpoor taawun faraham karne ke liye tayyar hain,
11:42America ke coaches ko Pakistan mein tarbiyat dene ki peshkash,
11:45USA Cricket CEO ko Champions Trophy Matches dekhne ke liye,
11:48Pakistan aane ki daawat bhi di,
11:58America ki jaanib se Pakistan ki imdaat bandh karne ki tazdeek karte kai,
12:02Imdaat bandh hone se kai mansoobe rukh gaye,
12:04America hukam ka kehna hai,
12:06Faisla RC United ka hai,
12:08Tamaam programon ka asar-e-noj aisa liya jayega,
12:11Trump intizamiye ne kuchh ka hafte,
12:13Tamaam ghar-mulki program RC taur par muatal kar diye the,
12:16Ameriki mehkma-e-kharja ke tarjumaan,
12:18Tommy Bruce kehte hain ki,
12:20Saadat Trump baaze keh chuke,
12:22America ab aankhen bandh karke paisa zaya nahi karega,
12:27Mastuhi zahanat ki duniya mein,
12:29Ek aur chat bot aa gaya,
12:31Chini company ki app,
12:33DeepSeek ne duniya bhar mein dhoom macha di,
12:35Ek hafte mein Amerika mein Chini app,
12:37Sabse zyada download ki gayi,
12:39Amerika aur Europe ki tech companies ne sar pakar liye,
12:42Shares neeche aa gaye,
12:44Chini Wazir-e-Azam ne shandaar kamyabi par,
12:46Aapke maalik ko sarahaan,
12:48Ameriki Saadat Trump ka kehna hai,
12:50Chini ka AI, chat bot,
12:52Ek wake-up call hai,
12:54Main isse ek musbat aisaasik ki taur par dekhta hain,
12:59Amerika mein ek hazaar ghar-kaanuni taariqi ne watan ko,
13:02Hiraasat me le liya gaya,
13:04Hazaaron ko unke abai watan bheja jaa raha hai,
13:07Saadat Donald Trump ka kehna hai,
13:09Jan malko ne apne ghar-kaanuni taariqi ne watan ko,
13:11Wapas na liya,
13:13Toh unhe bhaari mawashe qaimat chukana padegi,
13:15Pehle ghar-kaanuni taariqi ne watan ko,
13:17Rokna teesri tarji thi,
13:19Aap pehla agenda hai,
13:21Trump ka 6 Janwari hamla case ki tehkikati,
13:23Team ke khalaaf action,
13:25Ameriki media ke mutaabik,
13:27Mehkma-e-insaaf ke darjan-o-ofisraan ko naqabil-e-ittabaar,
13:29Karar dekar,
13:31Malazmaton se parek kar diya gaya,
13:33Trump ne Florida mein Erkan-e-Congress se khatab ne,
13:35Waheed ko siyasi zaltala karate diya,
13:41Sehwani faudh ja rahiyat se baaz na aayi,
13:43Naseerat camp mein gharon ko wapas jaane wale palestiniyon par firing kar di,
13:45Gadha ghaadi par gharon ko wapas jaane wale kaandaan par firing se,
13:475 saal ke bache samay 2 afraat shaheed,
13:49Mutaabid zakhni ho gaye,
13:51Basti Ghaza mein bulldozer par bomb barsaaye,
13:53Ek palestini shaheed,
13:55Aqaam-e-Mutahida ka kehna hai,
13:57Shumali Ghaza mein mdaad paunchane mein abhi bishwari kar diya,
13:59Shumali Ghaza mein mdaad paunchane mein abhi bishwari kar diya,
14:01Aqaam-e-Mutahida ka kehna hai,
14:03Shumali Ghaza mein mdaad paunchane mein abhi bishwari kar saamna hai,
14:05Israeli hukumat ka kehna hai,
14:07Hamas ke paas 33 yarghamaliyon mein se,
14:0925 zinda hain,
14:118 halak ho chuke,
14:13Bharati Riyasat Haryana mein muskal hajoon ke tashaddud se,
14:15Musalman nao jawan jaam bahak ho gaya,
14:17Do zakhni,
14:19Yusuf naami nao jawan,
14:21Truck mein gaaye aur ek bachoda le ja raha tha,
14:23Hindu indaha pasandon ne hamla kar diya,
14:25Bharati police ne 10 afraat ke khalaab,
14:27Qatil ka muqadma darsh kar diya,
14:32Serbia mein talaba,
14:34Kisanon ka ehtajaj,
14:36Wazir-e-Azam ne istifa de diya,
14:38Serb Wazir-e-Azam ne qaum se khitab mein,
14:40Corruption ka ehtaraf kiya,
14:42Hazaro Muzahireen e Darul Hukumat,
14:44Bilgharad mein aaham chaurahe ki,
14:4624 ghante tak naka bandhi ki,
14:48Guzashta baras,
14:50November mein zere Taamir train station ki chhat girne se,
14:5215 afraat halak hoy the,
14:54Muzahireen ka kehna tha,
14:56Hadse ki wajah badunwani thi,
14:58Taamir mein naqis saaman istamal kiya tha,
15:01Bangladesh mein railway malazameen ne pahiya jaam kar diya,
15:05Hartaal ke baayaz 400 se zahid train ne ruk gaye,
15:08Laakon musaafir ul gaye,
15:10Railway union ka kehna hai ki,
15:12Pension aur overtime ki adaayegi ka masala hal hone tak,
15:15Hartaal khatn nahi ki jayegi,
15:17Wazirat-e-railway ne bataya,
15:19Hartaal ki wajah se hum routes par bus service ka aghaaz kar diya hai,
15:22Bangladesh mein train ke zariye,
15:24Yaumiya 2.5 laak afraat safar karte hai,
15:26Aur Gilgit ke zila Ghizar mein,
15:29Sarmaayi khelo ka inaqaad,
15:31Ashkuman mein Ice hockey ke mukaable,
15:34Ponyal, Ashkuman aur Ahmed ke ladko aur ladkiyon ki teamon ne hissa liya,
15:38Ikhtitam par bachon ne raqs pesh karke,
15:40Shah-e-kheen ke dal jeeti hai,