जयपुर में 17 मंजिला गुप्त वृंदावन धाम बनाया जा रहा है. दावा किया जा रहा है कि ये राजस्थान का सबसे बड़ा मंदिर होगा...
Category
🗞
NewsTranscript
00:00Ram Hare Ram Ram Hare Hare
00:07Hare Krishna Hare Krishna Krishna Hare Hare
00:15Hare Rama Hare Rama Rama Rama Hare Hare
00:22Dharmik Nagri Chhoti Kashi me ab ek aur adhyatm ka bada kendra banne jaa raha hai
00:28Aapko dikhana chahenge mere theek peeche yahaan par kareep 6 acre jameen par
00:34Satra hai manzil ka ek bhavya Radha Krishna ka mandir yahaan par develop kiya jaa raha hai
00:41Bataya jaa raha hai abhi kareep 3 saal aur lagenge is mandir ko viksit hone me
00:48Khaas baat yeh hai ki is mandir me na sirf bhagwan ki darshan karne ke liye log pahunchenge
00:55Balki yeh sanskritik aur adhyatmik kendra bhi hoga jahaan par yuvaon ko siksha diksha bhi dija sakegi
01:03Aur yahaan aakar ke chhatra adhyatm ka darshan shastra ka adhyan bhi kar sakenge
01:10Isi par baatjeet karne ke liye humaye saath maujood hai gupt vrindavan dham ke upadhyaksh
01:17Anant Shesh Das ji unse baat karte hai
01:20Jaipur pehle hi chhoti kashi ke naam se jana jata hai adhyatmik nagri ke naam se jana jata hai
01:24Aur ab yahaan par is tarah ka adhyatm ka kendra banaya jaa raha hai uske baare mein aap se jana chahenge
01:28Gupt vrindavan dham me hum log Hare Krishna cultural and heritage centre hum log yahaan jo develop kar rahe hain
01:38Shila Prabhupad ji jo ki Hare Krishna movement ke sansthapak acharya hai
01:46Unki iksha thi ki Jaipur mein jaisa ki Vrindavan mein Shri Shri Krishna Balaram
01:53Shri Shri Radha Shyam Sundar ji ka bhav mandir hai
01:58Usi ki replica banane ka Shila Prabhupad ji ne apni iksha jahar ki thi 1975-76 mein
02:08So Shila Prabhupad ji ki iksha ko poon karne ke liye hum log ne Jaipur mein yahaan par ek bhav mandir
02:18Jiski unchai 17 manzil ki 170 feet rahegi aur jisme 5 manzil hai aur 2 basement bhi hai
02:30Aur isme jo mandir hai usme pehla jo garbhgrey rahega beech mein wo rahega Shri Shri Krishna Balaram ji ka
02:39Aur Krishna Balaram ji ke left side mein jo garbhgrey rahega Shri Shri Radha Shyam Sundar ji aur Lalita Vishaka ji
02:49Aur unke jo daaye haath mein right mein jo mandir rahega Shri Shri Gaur Netai aur Shila Prabhupad ji aur Bhakti Siddhant Thakur Maharaj ki
03:00So Shila Prabhupad ji ke iksha ki ansar hi is bhav mandir ka nirmaan hum log kar rahe hai
03:10Aur isme jo mukh dwaar hai mandir ka wo isme 108 peacock jo moor rahenge wo bahus unka jo painting aur unka jo avaran se mukh dwaar ka saja rahega
03:28Aur is mandir mein 6 dwaar hai, mukh dwaar hai usko hum moor dwaar, mayur dwaar ke naam se jana jayega
03:38Aur isse mandir mein 2 jharoke rahenge aur main mandir mein 4000 se zyada bhakt ek saath bhagwaan ke darshan kar paane mein saksham rahenge
03:51Isse mandir mein bataya jaa raha hai kyuki ki yeh adhyatmik kendra bhi hoga sanskritik kendra bhi hoga
03:57To aisi kya cheejiye aur shamil ki jaa rahi hai kya cheejiye isme nirmaan ki jaa rahi hai ki yaha par aakar ke log adhyan bhi kar sakenge
04:04Humare sanskriti ko bhi samajh sakenge aur adhyatm ke saath bhi aage bhar sakenge
04:09So vedic samay mein jo mandir hote the, wo sirf darshan ki kendra nahi hote the, wo ek sikksha ke sanskriti ke kendra hote the
04:25Usi ko dhaan mein rakhte huye Hare Krishna Movement aur Gupt Vrindavan dhaam mein Hare Krishna Movement ke dwara isse bhavya sanskriti kendra ko manaya jaa raha hai
04:37Isme humare paas bahut bade auditoriums rahenge jahaan pe hazaar log ek saath sanskriti kala ka pradarshan karke usko dekh paenge
04:50Aur bahut saare humare paas classrooms hai, seminar halls hai jahaan pe youngsters ko, bachon ko, even family members ko, jo LRLEs hai
05:03Hum shreemad bhagwat gita, shreemad bhagwat apne puranon, apne upanishadon se, apne vedon se, apne granthon mein jo bhi adhyatm ka gyan diya gaya hai
05:14Uska birbun kiya usko hum log samjhayenge aur unko training denge
05:19To adhyatmik nagri Jaipur mein ab ek aur adhyatm ka kendra dekhne ko milega aur bataaya jaa raha hai ki jab Jaipur apne isthaapna diwas ka 300 varsh poore karega
05:31Usz dhoraan yeh mandir bhi moort roop lelega
05:34Sehwagi Vijendra ke saath, Ankur Jakad, ETV Bharat, Jaipur