• 2 days ago
Famous Hindi cinema actor Shatrughan Sinha, also known as 'Shotgun,' began his career as a villain. However, it was the 1976 film Kalicharan, directed by Subhash Ghai, that brought him the success he needed as a leading hero. After Kalicharan, Shotgun never looked back. Though Shatrughan Sinha appears less frequently in films today, he remains highly active in politics. Recently, Shatrughan Sinha had an insightful conversation with senior journalist Bharathi S. Pradhan for Lehren, during which he revealed why his Mumbai bungalow is named Ramayana. Tune in to this intriguing conversation in the latest Lehren podcast. #shatrughansinha #ramayana #sonakshisinha #luvkussh #poonamsinha #reenaroy

Category

People
Transcript
00:00My father was a very disciplined man, very disciplined.
00:10We had a car, but they didn't give us a car to go there.
00:15To go to the station.
00:16To go to the station.
00:17No, you are going on a struggle.
00:18What is this?
00:19What is this course of acting?
00:20What will you become?
00:21You will become a joker.
00:22What will you become?
00:23You have seen all three.
00:24What are the names of all three?
00:25Doctor.
00:26Doctor.
00:27Doctor Ram.
00:28Doctor Lakhan, Doctor Bharat.
00:31I was not ready to become a compounder.
00:33Many people used to say, how did father know?
00:36That there are only four sons.
00:38That is why he named Ram, Lakhan, Bharat, Shatrughna.
00:47We are sitting in Ramayan.
00:48Hmm.
00:49This is very unique.
00:51Very, very unique.
00:53unique. Anukha hai ki ek parivaar mein Ram, Lakhan, Bharat and Kshatrughan. Chaar
01:01bete aise naam ke hai. How did your parents think of this?
01:05Bata nahi kaise, wo bhi lagta hai, bahut confidence tha. Pehle toh koi santan nahi
01:10thi. Santan, ab aapki kitab mein bhi likha hai. Lekin wo, ek Varanasi mein abhi bhi
01:17hoga. Acha hai, ek bandi tha, Ram Ramapati Bank. Aur America se, America jaane ke pehle,
01:28unhone. Kaun aapki pitaji? Mere pitaji. America se unhone B.Sc. M.Sc. kiya tha. Kansas se
01:36aur Pennsylvania State University se. Lekin uske pehle unhone, jab santan praapti nahi
01:43ho rahi thi toh, jo hum logo bataya gaya hai, toh Ram Ramapati Bank mein shayad, sawa sawa
01:49lakh Ram naama rojh likhna padhta tha. Woh arzi deni padhti thi. Woh arzi kar swikar
01:55ho gayi, toh chaar takke, chaar putra praapti ki aapki sambhavna aapki arzi manzoor hoti
02:03thi. Uske baad, agar aur aap kehte toh, laalaj manan jata tha. Greed. Toh aisa log kehte
02:10hai, wahi pe jo ne pooja paath kiya maawaapne aur sawa sawa lakh Ram naama rojh likhna aasaan
02:18nahi hota. Aasaan nahi hai. Woh karke aur woh kaise wahan jamaa kiya, kaise arzi manzoor
02:25hui. Aur ekdum jo sawal aapne kiya, bahot log kehte the, kaise pata tha pitaji ko? Correct.
02:31Ki chaar hi bete hunge, tabhi naam rakha, Ram, Lakhan, Bharat, Shatrughna. And bohot
02:38anokha hai. Anokha. Kyunki I have never heard of aur koi pariwari nahi hai jahaan, aise
02:43chaar bete hai. Isi le log kahe, ghar ka naama Ramayan kaise, Ramayan isliye hui. Main actually
02:48poochne wali thi ki, idea kiska tha, ki aapne jab bungalow banaya, uska naam Ramayan hona
02:55chahiye, kiska idea tha? Mane logon ne kaha, ki so ye toh parivaar hai, jiske chaar bhai
03:01nahi hai, aap log chaar bete hai. Aur Ram, Lakhan, Bharat, Shatrughna. Toh isse Ramayan
03:07se badhi hai, aur kya naam ho sakta hai? Absolutely, bilkul perfect hai. Ramayan ki characters
03:11hai, Ramayan se aate hain saare. Bilkul perfect hai. Toh isliye haan, toh isliye baisa rakha
03:16hai. Aur dekhiye tafaq, ki jab yahaan pe hume bachon ka phal mila, putra prapti hui,
03:25huma beton ka roop mein. Toh isse pehle hum faisla karte, sab logon ne, media ne, saare
03:32logon ne, ki love kush ka, is arrival of love and kush in Ramayan. Toh aise hua, yeh karke.
03:41Ek ittafaq hai, isko sanjog kahenge, prayog nahi kahenge. That's true. Sunoo ji, aapka
03:52image, jab aap acting karte the pehle pehle, toh aapka image tha of very macho, he man,
03:59yeh wo, aur ladkiya aappe marte the, shayad abhi bhi marte honge. Lahore bhi. Toh, lekin
04:09yeh bhi sahi hai na, ki aapka jo influence raha hai, aapki zindagi mein, sabse zyada
04:16women have influenced you more than anybody else, na. Jaise ki your mother, jaise ki
04:23Mumtaz, matlab every corner of your life, every turn. Hamesha ek aurat ka haath raha
04:33hai aapki. Bilkul. Hain na? Haan, amma ka bahot hi haath raha hai. Bahua bolti thi
04:41aur star ban gaye, so called a star ban gaye, ghar jaate the, patna jaate the, hamesha jaana
04:48laga raha hai. Aur itni bahar bheer lagi rahati thi, dekhne ke liye. Log aate the,
04:52pyaar karte the, unko bahut fakar bhi hota tha, Bihar se pehli baar ko itna bada star
04:58banaya, toh unko achcha lakta tha. Toh, lekin wahan bhi wo saamne aake kahi baar bolti
05:03thi, ki jao wo samaan leke raho bahar se, bahua. Arrey humne ka, main samaan leke
05:10raha hai, yaha toh crowd samala nahi jaa raha hai. Aur bahar kaise jao sakta hai,
05:14kya matlab hai, bahut bade aadmi ban gaye hain aap, ki aap yeh bhi nahi kar sakte hain
05:18bahar jaake. Waha bhi chudi baali hai na, unko boliye ko, maine chudi ka order diya
05:22tha. Wo leke aaye? Wo bhi leke rahiye. Accha, okay. Kahi baar kar deta tha, samjhaad
05:29nahi maan deta. Lekin aap prabhavit huye thi na unse? Bahut zyada. She influenced you
05:33a lot, na? Hmm? She influenced you a lot, na? Bahut zyada, bahut zyada. In fact,
05:39jab aap FTII Pune ke liye nikal rahe the, toh aapke pita ji na khush tha. But your
05:46mother was very supportive, na? Unko jaayiye aap bilkul. Ab jo rasta chun diya
05:52hai aapne, toh yeh hi hoga aapko. Aap jaayiye aap. Mudh ke huye, hum jab FTII jaa
05:58rahe the toh, mere pita ji toh bahut disciplined aadmi tha, bahut disciplined.
06:04Chaam ke 6 baje, saraye 6 baje khaana kha lena, raat ke 9, saraye 9 baje so jaana,
06:10jo aaj film industry mein, shayad Akshay Kumar karta hai. Karta hai, correct.
06:14Toh wo toh, Amerika ke the, padhe leke leke, uske baad wo disciplined the bahut, aur
06:20ikdum jaldi so jaate the, khaana. Toh unhone kaha ki nahi. Aur, gadi thi humare pa,
06:26car. Kar nahi di, wahan jaane ke liye. Station jaane ke liye. Station jaane ke liye.
06:32Toh struggle pe jaa rahe hai, aap yeh kya acting ke kya course hota hai?
06:36Aap kya banenge acting? Joker banenge, kya banenge? Unko samajh mein nahi aaya ki
06:40acting ke training kya hoti hai. Isliye mere, jo uspe, form pe likhna hota hai,
06:46parents ka, parents, father or the, usse main parent nahi hota hai, father or the guardian.
06:54Ab toh shayad maa ka bhi hota hoga, hota hai aur achi baat hai. Toh father or the guardian.
07:00Toh father ne kaha ki nahi, main ispe sign nahi karunga. Hala ke baad mein muspe bohot
07:04fakar kiya, bohot maante the andar se, unko takleef thi. Aur pehli baad ghar ka sabse
07:10chota beta, wahan se jaa raha hai, Pune. Bada beta toh America chala gaya. Doosa
07:16beta ki America, Doctor Ram Sinha America mein the. Doctor Lakhan Sinha ki America
07:21jaane ki baat ho rahi thi. Doctor Bharat Sinha, Doctor of Medicine, wo shayad London
07:27jaate, unse baat chal rahi thi. Aur mera FTII jaana. Actor banne ho. Actor banne ho bhi.
07:35Teeno aapne dekha na, teeno ke naam ke aage. Doctor hai. Doctor, Doctor Ram, Doctor
07:40Lakhan, Doctor Bharat. Main toh compounder banne lag nahi tha. Toh mere aage toh Doctor
07:45title lag nahi sakha. Yeh baat alag hai ki ek din main desh ka Health Minister banne
07:49gaya. Health Minister banne gaya. Wo alag issue hai. Jo kisi kaabil nahi hota hai,
07:52kahi baad Lok Tantra mein, wo aise bhi Mantri ban jaata hai ki Health Minister ban jaata
07:57hai. Mere saath bhi shayad aisa hi hua hoga. Yes, yes. Toh wahaan pe mother jo hai wo,
08:02main rikshaw pe samaan rakkar. Aur samaan kya, pehli baad train se aur Bihar ka border
08:09cross kar raha tha, toh, boxa bolte hain, boxa. Toh boxa leke uspe rikshaw pe rakha
08:19hai. Jab jaane ki ghaadi aayi, toh naturally main toh bahut roh raha tha aur wo roh raha
08:24tha aur wo, amma bhi bahut roh rahi thi. Ancha. Rohte rohte hain. You were her ladla na?
08:31Haan. Bahua tabhi toh bolte, bahua. Doll. Bahua, chutka bahua. Sabse chota beta. Aur uske
08:40baad woh, behos ho gayi. Behos ho gayi toh main, utar gaya rikshaw se. Aur meri himmat
08:48nahi ho jaane ki. Humme gaya, nahi jaata. Bas, train ki ticket hai, kitna 32-36 rupee
08:54ki ticket hai, wohi cancel hoga na. Jo bhi, woh sab dekhte hain. But, woh bhi baad-baad
08:59nahi mil jayega. Toh humne kaha ki, nahi jaaunga main. Khair, thoda jab unko hosh
09:06hain, unko gaya, yeh kya kar rahe hain aap? Aap jayiye. Agar wohi moment tha, is paar
09:12ya us paar. Us paar, okay. Aap jayiye, ekdham chinta mat kaiye, hum theek ho jaayenge.
09:18Toh ekdham yeh karke, aur kaise rota-rota gaya, wohi main kahi baad kisa suna chuka hoon.
09:24Aapko hi bata chuka hoon ki, train mein baitha, train mein aaya. Humme malum hai ki, aapki
09:33pehli mulaqat promi se udhar hi hui, train mein.
09:42Copyright© OSHO International Foundation
09:44www.OSHO.com
09:46copyright OSHO is a registered Trademark of OSHO International Foundation

Recommended