• last week
इस साल मकर संक्रांति का त्योहार दो दिन मनाया जाएगा. 14 जनवरी से शुरू हुई मकर संक्रांति का पुण्यकाल 16 घंटे रहेगा.

Category

🗞
News
Transcript
00:00Makar sankranti ka isnaan poon maha kumbh ke yog mein hoga. Nishchit torpar isbaar makar sankranti poon amrit mai hai.
00:08Agar grahon ki sthithi ko dekha jaye to makar rasi par soor chauda janwari ko 3 bach kar 36 minute saayam par pahunch rahe hain jo ki isnaan ke liye prasast hain.
00:20Jaise hi 3 bach kar 36 minute par makar ke soor ka uday hoga sankranti ke isnaan daan poon kaal prarambh ho jayenge.
00:28Isbaar ki sankranti ka jo swaroop hai wo braagra vahan aur aas vahan liye hue peele vast dharan kiye hue baalya vastha mein aasan par baithi hui hai aur paschim disha ki yor gavan kar rahi hai.
00:43Makar sankranti ke swaroop aur grahon ki sthithi agar dekhi jaye to karak rasi ka chandrama swarasi mein bahut bali aur amrit yog ka nirmaan kar raha hai.
00:53Amrit makar yog ka nirmaan lagbhag 144 vahars vaad ban raha hai jab poon maha kumbh ke chhaye mein sankranti ka yeh parbh manaya jayega.
01:04Sankranti ke din soor utrayan hote hain, soob samay ki shurvaat ho jayeti hain, se me maanglik kariyon ka prarambh shuru ho jayenge.
01:13Vibhaya, mundan, sanskaar, etc. jitne bhi sanskaar hain wo prasast maane gaye hain, grah pravesh, etc. ke saath anya prakaar ke mahurton ki shurvaat ho jayegi.
01:24Saath hi makar sankranti ka isbaar jo tyuhaar hai wo do din ka manaya jana.
01:30Vishesh taur par hitkaari ho raha hai, kyonki 14 janmari ko 3 bach kar 36 minute se makar sankranti arki hai.
01:39Arthaat makar ka soor uday hone mein abhi doosre din 15 taarik ka samay hain.
01:45Arthaat isnaan to prarambh ho jayenge lekin makar raasi ka soor 15 taarik 15 janmari ko hi uday hoga.
01:52Aur jaise hi makar ka soor uday hoga, isnaan, daan, punh, etc. ke prabhav prabhav prabhavt hona shuru ho jayenge.
01:59Yeh lagbhag hajjaron kumbh ke isnaan ke barawar phal ki praapti isbaar kara rahe hain.
02:05Kyonki makar amrit ka yog ban raha hai.
02:08Chandrama apne swarashi karak mein amrit yog ka nirmaan karega.
02:12Idhar shurya makar raasi mein pohojkar punh phal ki praapti karayega.
02:16Yeh dekha jaye to iss samay par rishi, muni aur jo dev gandharv, etc. hain iss pharv ke liye pehle se hi jo hai to prateeksha karte hain.
02:27Ramchandra ji bhi ek baar prabhu makar nahaye aisa saastron mein aaya hai ki
02:33Dev danuj nagar sab baini, teerat maj jahin kare sakal trabhaini.
02:39Magh magar mati, magh makar gati, jab rabhi hoi, teerat pate hain, aave sab koi.
02:46Sab log teerat raj, akhar prayag raj mein pohonste hain.
02:49To aise mein sabhi ke saath mein yeh durlabh isnaan, 144 vars baad ban raha hai.
02:55Kyonki dekha jaye to pehle yeh taarik, jo 14 taarik hoti thi, makar sankranti ki, yeh ab yeh iske baad 15 taarik ko hi makar sankranti hua karegi.
03:05Kyonki jo nirnen rasiya hain, wo peeche ja rahe hain, soor aange jaane ke karan, jo sankranti ka din hain, wo 90 saal mein ek din badh jata hai.
03:15Arthaat agar 90 saal mein ek din sankranti kaal badh jata hai,
03:19to agar iske pehle ki istiti li jaye, to har 100 saal mein ek din jo to makar sankranti ka badhne ke karan.
03:27Agar isi hisaaf se khagoli garna ki jaye, to Mahabharat kaal mein, November mein jo to makar sankranti hua karti thi.
03:35Arthaat to, dekha jaye to Mahabharat kaal mein, soobh samay ki prateechha mein, Bhishma Pratama ne bhi apne pran tak karne ke liye intijaar kiya tha.
03:45To yeh soobh samay, atyant soobh samay aapke liye punn daayi hai, jo 144 varse baad, kumbhon ka kumbh, maha kumbh ke samay par yeh prapt ho rahi hai.
03:55Iss samay par, isnaan, daan, chunki 14 taarik se isnaan praram ho jayenge, isnaan jo sankranti ka punn kaal hai, wo 16 se 20 ghante rehta hai.
04:03To daan punn isnaan ke baad, garam bastuon, kambal, gudh, ittyaadi ka dan karna, til garam bastuon ka dan karna, bhisesh taur par hitkaari mana gaya hai.
04:13Yeh Makar Sankranti sabhi ke liye soobh phal pradh ho, isi kamana ke saath. Namaskar.

Recommended