#ImranKhan #PTI #MilitaryCourts #Headlines #AliAminGandapur #NewsUpdate #BreakingNews #TopNews #PMShehbazSharif #AsimMunir #Establishment
Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY
Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP
ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.
Official Facebook: https://www.fb.com/arynewsasia
Official Twitter: https://www.twitter.com/arynewsofficial
Official Instagram: https://instagram.com/arynewstv
Website: https://arynews.tv
Watch ARY NEWS LIVE: http://live.arynews.tv
Listen Live: http://live.arynews.tv/audio
Listen Top of the hour Headlines, Bulletins & Programs: https://soundcloud.com/arynewsofficial
#ARYNews
ARY News Official YouTube Channel.
For more videos, subscribe to our channel and for suggestions please use the comment section.
Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY
Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP
ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.
Official Facebook: https://www.fb.com/arynewsasia
Official Twitter: https://www.twitter.com/arynewsofficial
Official Instagram: https://instagram.com/arynewstv
Website: https://arynews.tv
Watch ARY NEWS LIVE: http://live.arynews.tv
Listen Live: http://live.arynews.tv/audio
Listen Top of the hour Headlines, Bulletins & Programs: https://soundcloud.com/arynewsofficial
#ARYNews
ARY News Official YouTube Channel.
For more videos, subscribe to our channel and for suggestions please use the comment section.
Category
🗞
NewsTranscript
00:00But as to Gohar ki kal mulaqat hui thi, unse jo baat hui hai Khan sahab ki, teesri nashast
00:08kar lein, us nashast mein tehreeri mutaalbaat bhi de di, lekin saati yeh kehen ki us nashast
00:15mein, maana jaye ki Judicial Commission jo hum maang rahe hain 9 May ke hawale se, 26
00:20November ke hawale se, wo banege.
00:22Agar aisa nahi hota, toh fir hum chauthi nashast nahi karenge.
00:27Teesri nashast ke liye tayyar hain, peghaam bhej diya, lekin hukumat ki taraf se koi jawab
00:32nahi aaya.
00:33Committee Ruhm Salman Akram Raja ka kehna hai, ki Bani se khule mahal mein mulaqat ke
00:37wajahe, ussi kamr mein mulaqat karane ki darkhas ki, uska bhi koi jawab nahi aaya.
00:42Salman Akram Raja ne bataya, Minister Gohar ko kal Bani PTI ne teesri nashast karne ki
00:47ijazat di thi, tehreeri mutaalbaat dene ka bhi keh diya.
00:51Bani ne kaha hai, ki teesri nashast mein Judicial Commission ki baat karein.
00:55Teesri nashast par Judicial Commission par na maana gaya, toh chauthi nashast nahi karen.
01:00Muzakarat ka amal Bani PTI ke tweet se pehle hi ruka hua hai.
01:04Ek tabqa chahata hai, ki muzakarat aage badhein.
01:07Khawaja Asif us tabqe mein shamil nahi.
01:17Hum ne kaha pehle humari rasai honi chahiye, Wazir Azam Imran Khan sahab se.
01:20Hukumat ke jo log hain, unhone kaha ji, aapki baat durst hai aur hum log karayenge.
01:24Abhi wo keh rahe hain, ki ji, nahi yeh toh jail rules mein hai hi nahi.
01:27Manab abhi khud hi us cheez pe mookar rahe hain.
01:30Kya yeh log empowered hain, ki nahi hain.
01:33Hain, toh humein phir amlan hamari meeting karayen Wazir Azam Imran Khan sahab se.
01:38Ikhtiyarat rakhte hain, toh mulaqat kara den.
01:41Opposition leader Umar Ayub ki hukumat par tanki.
01:44Kaha Bani PTI se hamari mulaqat nahi karayi ja rahi.
01:47Kaha gaya, mulaqat karana jail manual ka hisa hi nahi.
01:50Hukumat ab apni hi baat se mookar rahi hai.
01:52Irfan Siddiqui ne kaha, yaqeen deha nahi karayi, toh muzakirati committee ki mulaqat karani chahiye.
01:57Committee ka koi rukm mulaqat karane ke liye zimdaad nahi.
02:00Jo wada karte hain, usse amli jamaa pehnaana chahiye.
02:03Ali Amin Gandapur ne kaha, Bani se infaraadi mulaqate karayi ja rahi hain.
02:06Speaker Ayaz Sadiq ki adham maujood ki ke baise, muzakirati committee ki mulaqat mein taakhir hui.
02:11Committee rukm ne, ajaz ul haq bole.
02:13PTI rahnamao ne, press conference mein jaldi ki,
02:16narm rawaya rakha jaye, toh baatjeet aagey badhegi.
02:19Hukumati committee baa ikhtiyar nahi, toh PTI committee ke paas bhi toh ikhtiyar nahi hain.
02:36Main itna pata sakta hu, kya kaunse teen log hain jo iske saath deal kar rahe hain.
02:41Abhi naam chhod diya aap unke, teen log hain jo isko handle kar rahe hain.
02:45December 26 ko meeting ek hoti hain,
02:48ek December 30 ko hoti hain,
02:50ek January 1st ko hoti hain,
02:52aur ek January 5th ko hoti hain.
02:54Yeh chaar meetings ho chuki hain.
02:56Bushna bibi ki backdoor meetings hui hain, teen log hain jo deal kar rahe hain.
03:00Program khabar mein Muhammad Malik ka inkashaaf.
03:03Nezman Muhammad Malik ne bataya, Bushna bibi ki ab tak chaar mulaqate ho chuki hain.
03:07Ek meeting 26, doosri 30 December,
03:09teesri Yakum aur chauthi 5th January ko hui.
03:12Bani PTI ne bhi confirm kar diya ki Bushna bibi jo kar rahi hain durust hai.
03:16Tarjuman PTI Sheikh Waqas Akram ne tardeed kar di,
03:19kaha Muhammad Malik se darkhas se teeno naam saamne laane.
03:32Mooh aur khur ki bimaari jaanvaron nahi, insaanon ko bhi hoti hain.
03:36Inka mooh jab khulta hain, gaaliyan nikalti hain.
03:39Qadam utta hain, to mul ke khilaf utta hain.
03:42Jaanvaron ke saath, aisi siyasi jamaaton ka bhi ailaash karenge.
03:46Wazir-e-Ala Punjab Mariam Nawaz ka Livestock Card ke ejraah ki takreeb se khitab.
03:50Koi kehta tha, sadke banane se qaum tarakki nahi karti,
03:54kisi ki aqal par maatam karoon, yaan kya karoon.
03:57Pichli hukumat ne chaar saal aap ke liye kuch nahi kiya.
04:00Kaunse hospital, college ye school banaya.
04:03Naujawano ke liye bila soot 3 crore tak ka qarz program shuru kar rahe hain.
04:07Aaj awaam ka paisa awaam par kharj ho raha hai.
04:14Mariam Nawaz siyasi workers ko dhankiyan de rahi hain.
04:17Pehle jo kiya wo kam tha.
04:19PTI ki secretary talaat sheikh Waqas Akram kar ad-de-amal,
04:22press conference me kaha,
04:24logon ko gharon se uthana, kaarobar band karna,
04:27yehi ilaaj Wazir-e-Ala karna chahti hain.
04:29Bole, hukumat ek mulaqat nahi kara sakti, to mutalibat kaise maanegi?
04:34Mulk ki badi party ke qaid ko,
04:36dehshatgardon ke death cell me rakha hua hain.
04:39Sangjani jalsa muakhar karane ke liye jail khul sakti hain,
04:42to ab kyu nahi?
04:43Mulaqat ki ijazat nahi mili,
04:45phir bhi Bani ne tehreedi mutalibat ki hidayat ki hain.
04:54Tameer sahab ne 50 crore rupey dera mera kaam hain,
04:56agar main na doon,
04:57to huu karke ya kuch bhi karke,
04:58bhi main khala se jaat kar lera.
05:00Lekin agar to kaam nahi hota,
05:02lekin mujhe aap pe huu raha karna pade.
05:05Peshawar University ko 50 crore na doon,
05:07to aap mere khilaf huu karke ihtijaj karna?
05:10Theek kaam na hua, to phir main bhi aise hi ihtijaj karunga.
05:14Wazir-e-Ala Khyber Pakhtunkhwa Ali Ameen Gandapur ka takreed se khitar,
05:18naye subah banane ka mutalibah bhi kar diya.
05:20Kaha, abadi kahan se kahan pohut gayi,
05:23lekin hum naye subah nahi bana rahe,
05:25kyunke hum ne deliver nahi karna,
05:27baadshahat karni hain.
05:28Wazir-e-Ala ne Khyber Pakhtunkhwa me pehle
05:31online medicine ordering portal ka iftitah kar diya.
05:34Wifaqi Wazir-e-Tilat Atta Tarar ne kaha,
05:37Ali Ameen Gandapur ne duroste ihtijaj ka tariqa apna hi liya.
05:41Kaash, wo 26 November aur 9 Mai ko bhi
05:43jalao gherao ke wajahe,
05:45huu karke ihtijaj kar lete.
05:54Lahore ki in sadaad-e-rehshatgarbi adalat ne
05:56shahadman jalane ki case me
05:58Shah Mehmood Qureshi, Yasmin Rashid aur digar par
06:00fard-e-jurm aayit kar di.
06:01Mulziman ka saith-e-jurm se inkar.
06:03Adalat ne aayinda samaad par
06:04prosecution ki gabahan ko shahadat ke liye talab kar liya.
06:07Mazeed samaad 16 January tak multabi kar di.
06:15Supreme Court ki aahini bench ne
06:179 Mai ke maqsoos mulziman ke
06:19military trial par sawalat utha diye.
06:21Justice Muhammad Ali Mazhar ne istafsar kiya.
06:23Tamaa mulziman par muqaddama ek jaisa tha,
06:25par yeh tafreeq kaise hui,
06:26ki kuch ka trial military court
06:28aur kuch ka ATC me hoga.
06:30Kya ab Kulbhushan jaise
06:31mulk dushman ka case
06:32military court pe chal sakta hai?
06:34Justice Musarrat Hilali ne kaha,
06:35koi misaal toh de,
06:36jahan aayin muatal kiye baghayar
06:37civilian ka military trial hua ho.
06:39Justice Hasan Azhar bole,
06:41kya 9 Mai dehshatgarbi se
06:42zyada sangeen jurm hai,
06:43jo military trial ho raha hai?
06:45Justice Jamal Mandokhil ne kaha,
06:47ATC se mulzim bari,
06:48Fauji Adalat se sazaa ho rahi hai.
06:50Kya Fauji Adalaton me
06:51koi khaas subood faraham kiya jaata hai?
06:53In sadaad-e-rehshatgarbi adalaton
06:59Samad Kaltak Multavi
07:18Mujrimon ko sub-lawn me chhoda jaata hai,
07:20jahan wo shaam 5 baje tak rehte hai.
07:22Additional Advocate Journal Punjab ne
07:24kaide tanhai se mutaalik report
07:26Supreme Court me pesh karte hai.
07:27Justice Jamal ne poocha,
07:29lawn kaunsa?
07:30Death cell wala toh nahi?
07:31Additional Advocate Journal Punjab ne kaha,
07:33Sir yeh wo wala lawn nahi,
07:34jo aapne dekha hua hai.
07:36Mujrimon ko mattress diye gaye hai,
07:38jail me tuck shop hai,
07:39coffee bhi pee sakte hai.
07:40Wakil Faisal Siddiqui ne kaha,
07:42aapka matlab gharwala mahal hai.
07:44Justice Musarrat Hilali ne tambi ki,
07:46ki agar aapne walat bayani ki,
07:47toh hum Jail Islahat Committee se
07:49report mangwa lenge.
07:58Internet ki sostravi aalami companies ne
08:01Pakistan se apne operations
08:03muntakal karna shuru kar diye.
08:04WhatsApp ne apna session server
08:06routing bahar muntakal kar diya.
08:08Pakistan Telecommunication ka kehna hai,
08:10bairun-e-mulk muntakali se service mutase hui.
08:12WhatsApp saarafeen ko raapte me
08:14dushwariyon ka saamna karna pada.
08:16PTA ne dawa kiya ki,
08:17Fixed Line aur Mobile Networks par
08:19internet behtar hua hai.
08:20Fixed Line internet speed me Pakistan
08:22149 way number,
08:23Mobile Networks me Pakistan ki
08:25ranking satan de hai.
08:51Karachi me Inter ke bachon ke liye
08:53dua hi kar sakte hai.
08:54Wifaqi Wazir-e-Taalim,
08:55Khalid Maqbool Siddiqi ne
08:56bachon ki daadrassi ke sawal par kaha,
08:5818rvin tarmeen ke baad
08:59ikhya raat subon ko muntakal ho gaye.
09:01Hum dua hi kar sakte hai.
09:03Press Conference me bataya,
09:04Qabateen ki taalim se mutaalik Pakistan me
09:06pehli baar Bayan-ul-Aqaam-e-Conference
09:08munaqid ki jaa rahi hai.
09:09Bade mulko ke log Islamabad tashreef
09:11la rahi hai.
09:12Afghanistan ko bhi dawat di hai.
09:21Karachi shehar ke liye,
09:22isi saal,
09:23hum double-decker buses me leke aaye.
09:25Inshallah taala, London ki taala,
09:26jo bhi subahi sadki hongi,
09:28wo banegi.
09:29Hukumat-e-Sindh ka bhi focus yahi hai.
09:31Hum zyada se zyada sanate lagaye yahaan.
09:33IMF ke baad,
09:34hum mazeed special economic zone
09:36nahi bana sakte hai.
09:39Karachi me London ki taala
09:40sadki banayenge.
09:41Isi saal, double-decker buses leke aayenge.
09:43Sindh ke senior wazir,
09:44Sharjeel Memon kehte hai.
09:46Maanta hu, Karachi me masayil hain,
09:47lekin hum inke hal ke liye
09:48sabjeeda hain.
09:50Shehar me,
09:51sehat ki state-of-the-art sahoolatein
09:52maujood hain.
09:53Padosi mulko se bhi,
09:54log ilaj ke liye Sindh aa rahe hain.
09:56Sindh hukumat ka focus,
09:57zyada se zyada sanate lagane par hai.
09:59Najar khushaal hongi,
10:00toh mulk khushaal hoga.
10:02IMF program ki wajah se,
10:03hum mazeed special economic zone
10:04nahi bana sakte hai.
10:16Karachi me kahin,
10:17sadke toot-poot ka shikar.
10:18Kahin sewage ke masayil.
10:20University road par
10:21safar karne wale rul ke.
10:22Purani sabzi mandi ke kareeb
10:23sadak talab ban gayi.
10:25Civic centre se Kashmir park ter
10:26traffic ki rawani shadeed muta se.
10:29Dowd University se,
10:30people's secretariat jane wala
10:31raasta ban hone se,
10:32shehriyon ko mushkilat.
10:34Traffic police ka kehna hai,
10:35Dowd College ke kareeb
10:36BRT project ka kaam jaari hai.
10:44Aam jitne bhi power producers hain,
10:46chahe wo private sector hain,
10:48yaar public sector hain.
10:50Sab ke contracts review hoke,
10:52Inshallah,
10:53awaam ko bahut achi bachat hogi.
10:57IPPs ke saath muzaakirat ka asaar
10:59aam aadmi tak pohont chuka,
11:01Bijli ki qeemate kam hui hain.
11:03Wazir-e-Tawanayi O.S. Laghari
11:04kehte hain,
11:051100 aur ab rupe ki bachat kar chuke.
11:07Mazeed 15 IPPs ke moaido ko
11:08kabina mein le jaa rahe hain.
11:10Ab hukumati power plants ki baari hai.
11:12Tamaam IPPs ke moaido pe
11:13nazre saani ki jaayegi.
11:15Wazir-e-Allah KP se,
11:16Kunda Culture ke khatme par baat hui.
11:18Kunda Culture ke khilaf
11:19unki karkardagi theek nahi thi.
11:29Bijli ki qeemate kam nahi ho rahi.
11:31Abaam ke muntakhab namayende
11:32apni tankhahon mein izafa kar rahi hain.
11:35Jamaat-e-Islami ne,
11:3617 Janwari se mulgir
11:37ehtijaz ka ailaan kar diya.
11:39Hafiz Naeem-ur-Rehman kehte hain,
11:40Wazir-e-Azam khushqabri
11:41de rahe hote hain,
11:42ki stock index behtar ho gaya.
11:44Wazir-e-Azam bataayin,
11:45cheezein sasni kyun nahi ho rahi.
11:47Khaahish hain,
11:48muzaakirat kaamayab hu.
11:49Bani PTI samayin,
11:50tamaam siyasi karkunon
11:51ko reha hona chahiye.
12:01Bani chaar bache tak
12:02mera ek beta wapas hain.
12:03Main unse pucha,
12:04bhai ko kyun nahi lekar aayenge.
12:05Lagi mama,
12:06main jo hai na,
12:07bhag kar aagaya.
12:08Saari maha se,
12:09main do raste hain hain,
12:10hain se,
12:11woh le aaye hain.
12:12Pir main uske baad,
12:13chaar bache ke paanch
12:14main sab jagah dekha,
12:15sab chowkedar se pucha,
12:16sab jagah,
12:17nahi tha woh.
12:20North Karachi,
12:21Sector 5 se lapata,
12:22saath saal ke Saarim ko
12:23police dhoondne mein naakam.
12:24Walid ki mudaiyat mein
12:25muqaddama darj.
12:26FIR ke mutaabik,
12:27Saarim saath Janwari
12:28ko madrasah se
12:29wapas nahi aaya.
12:30Qari ne bataaya,
12:31bache paune chaar baje
12:32wapas cha chuka hai.
12:33Masjid ki seediyon se,
12:34Saarim ke dastane mile.
12:36Lagta hai,
12:37usse akba kiya gaya hai.
12:38Police ka kehna hai,
12:39kehna bhi ke liye
12:40team mein tashqeel
12:41de di gayi hai.
12:49Unhone yeh bataaya hai ke,
12:50stable,
12:51wala koi iske weight
12:52daal sakta hai.
12:53Other than that,
12:54jo bhi reports hain,
12:55medical panel ko
12:56sign karenge.
12:57Allah ke super active.
12:58Six weeks mein,
12:59something.
13:00Yeh toh medical panel
13:01hi bataayega,
13:02doctor hi bataayenge.
13:03Main kuch nahi bata sakta,
13:04main doctor nahi hoon,
13:05woh bataayenge.
13:06Zyada khatre ki baat nahi,
13:07report medical panel
13:08ko bhej di gayi hai.
13:09Qaumi team starbetter,
13:10Saim Ayub ki London mein
13:11media se guftagoon.
13:12Assistant coach,
13:13Azhar Mehmood ne kaha,
13:14surgery nahi karni padegi.
13:15Doctor hi bataayenge,
13:16Saim Ayub ko
13:17sehatiyab hone mein
13:18kitna baqt lagega.
13:23Wifaqi Wazir-e-Daqla,
13:24Mohsin Naqvi se,
13:25Ameriki Safi,
13:26Donald Bloom ki
13:27alwadai mulaqat.
13:28Mohsin Naqvi ne,
13:29Pak-Amerika taalluqat ke
13:30farookh ke liye,
13:31Donald Bloom ki khidmat
13:32ko saraha,
13:33nek khaheshaat
13:34ka izhar kiya.
13:35Ameriki Safi ki,
13:36Pakistan mein haaliya
13:37daeshratgardi ki muzammat.
13:38Mohsin Naqvi ne kaha,
13:39daeshratgardi
13:40ye alami masalah hai.
13:41Alami banadari ko,
13:42milkar daeshratgardi
13:43ke khatme ke liye
13:44laah-e-amal banana hoga.
13:45Kisi bhi ghair-qanooni
13:46ghair-mulki ko
13:47Pakistan mein
13:48rehne ki hargaz
13:49ijazat nahi di jaayegi.
14:05Afghanistan ki
14:06Islamabad mein
14:07Azerbaijan ke
14:08sifarat khaane
14:09Amer,
14:10tayyara haadise
14:11par taaziyat
14:12ka izhar kiya.
14:13Kamran Tesori ne
14:14kaha,
14:15gham ki
14:16is ghari mein
14:17mutasara
14:18kandaan ke saath
14:19hai,
14:20do tarfa taalluqat
14:21waqt ke saath
14:22mazeed
14:23mustahifn
14:24ho rahe hai.
14:25Azerbaijan ke
14:26sarmaaykaaron
14:27ko Pakistan
14:28mein
14:29sarmaaykaari
14:30ki daawat
14:31dete hai.
14:32Qazir-e-Ala Punjab
14:33ne Maveshi
14:34ka
14:35arab
14:36rupay
14:37ke
14:38bilasood
14:39kharze
14:40diye jaayenge.
14:41Kart se
14:4240 se
14:4380 hazaar
14:44Maveshi
14:45paalne wale
14:46iftaad
14:47mustafeed
14:48honge.
14:49Haryam Nawaz
14:50ne kaha,
14:51aaj
14:52do khawateen
14:53ko bhi
14:54livestock
14:55cart diye.
14:56Unhone bhi
14:57karobar
14:58shuru kiya.
14:59Livestock
15:00cart ka
15:01daarah
15:02phelega to
15:03aaj.
15:04Karachi
15:05mein
15:06kabar
15:07ki
15:08keemer
15:0914
15:10hazaar
15:11300
15:12rupay
15:13mukarar
15:14karti
15:15gayi.
15:16Mayor
15:17Murtaza
15:18Wahak
15:19kehte hai
15:20KMC
15:21ke
15:22registered
15:23kabrastano
15:24mein
15:25kisi ne
15:26mukarara
15:27nirak
15:28se
15:29zahid
15:30rakam
15:31basool
15:32karein.
15:33Wizarate
15:34mazhabi
15:35umoor
15:36ne
15:37paanch
15:38azaar
15:39khaali
15:40nashiston
15:41par
15:42harz
15:43darkhas
15:44ne
15:45talab
15:46karli.
15:47Kal se
15:48pehle
15:49aayiye
15:50pehle
15:51paayiye
15:52ki
15:53buniyat
15:54par
15:55darkhas
15:56te
15:57wasool
15:58ki
15:59jaayengi.
16:00Tarjuman
16:01wasool
16:02ki
16:03wasool
16:04ki
16:05wasool
16:06ki
16:07wasool
16:08ki
16:09wasool
16:10ki
16:11wasool
16:12ki
16:13wasool
16:14ki
16:15wasool
16:16ki
16:17wasool
16:18ki
16:19wasool
16:20ki
16:21wasool
16:22ki
16:23wasool
16:24ki
16:25wasool
16:26ki
16:27wasool
16:28ki
16:29wasool
16:30ki
16:31wasool
16:32ki
16:33wasool
16:34ki
16:35wasool
16:36ki
16:37wasool
16:38ki
16:39wasool
16:40ki
16:41wasool
16:42ki
16:43wasool
16:44ki
16:45wasool
16:46ki
16:47wasool
16:48ki
16:49wasool
16:50ki
16:51wasool
16:52ki
16:53wasool
16:54ki
16:55wasool
16:56ki
16:57wasool
16:58ki
17:00wasool
17:01ki
17:02wasool
17:03ki
17:04wasool
17:05ki
17:06wasool
17:07ki
17:08wasool
17:09ki
17:10wasool
17:11ki
17:12wasool
17:13ki
17:14wasool
17:15ki
17:16wasool
17:17ki
17:18wasool
17:19ki
17:20wasool
17:21ki
17:22wasool
17:23ki
17:24wasool
17:25ki
17:26wasool
17:27ki
17:28wasool
17:29ki
17:30wasool
17:31ki
17:32wasool
17:33ki
17:34wasool
17:35ki
17:36wasool
17:37ki
17:38wasool
17:39ki
17:40wasool
17:41ki
17:42wasool
17:43ki
17:44wasool
17:45ki
17:46wasool
17:47ki
17:48wasool
17:49ki
17:50wasool
17:51ki
17:52wasool
17:53ki
17:54wasool
17:55ki
17:56wasool
17:57ki
17:58wasool
17:59ki
18:00wasool
18:01ki
18:02wasool
18:03ki
18:04wasool
18:05ki
18:06wasool
18:07ki
18:08wasool
18:09ki
18:10wasool
18:11ki
18:12wasool
18:13ki
18:14wasool
18:15ki
18:16wasool
18:17ki
18:18wasool
18:19ki
18:20wasool
18:21ki
18:22wasool
18:23ki
18:24wasool
18:25ki
18:26wasool
18:27ki
18:28wasool
18:29ki
18:30wasool
18:31ki
18:32wasool
18:33ki
18:34wasool
18:35ki
18:36wasool
18:37ki
18:38wasool
18:39ki
18:40wasool
18:41ki
18:42wasool
18:43ki
18:44wasool
18:45ki
18:46wasool
18:47ki
18:48wasool
18:49ki
18:50wasool
18:51ki
18:52wasool
18:53ki
18:54wasool