১০ বছরে ভারত বিশ্বের পঞ্চম বৃহৎ অর্থনীতি এবং তৃতীয় বৃহৎ স্টার্ট আপ অর্থনৈতিক দেশ হয়েছে: মোদী
~ED.2~
~ED.2~
Category
🗞
NewsTranscript
00:00You look at the policies of the last decade, Make in India, Atmandir Bharat Abhiyan, Start
00:13Up India, Stand Up India, Digital India, all such schemes have been made by keeping the
00:22youth in the centre.
00:26Bharat ne apne space sector me neetiyan badli, Bharat ne apne defence sector me manufacturing
00:39ko badaba diya, aur iska sabse zyada laab Bharat ke yuvaon ko hua, aaj Bharat ka yuva
00:53naye atma vishwas se bhara hua hai, wo har sector me apna parcham lehra raha hai, aaj
01:05hum duniya ki fifth largest economy ban gaye hai, Bharat duniya ka teesra sabse bada start
01:20up ecosystem ban gaya hai, aaj jab ek yuva apna start up shuru karne ka fasla karta hai,
01:32toh usse ek poora ecosystem apne saath sayyog ke liye milta hai, aaj jab koi yuva sports
01:47me career banane ka plan karta hai, toh usse yeh vishwas hota hai ki wo asafal nahi hoga,
01:59aaj sports me training se lekar tournament tak har kadam par yuvaon ke liye aadhunik
02:10vyavasthaay ban rahi hai, aaj kitne hi sectors me hum complete transformation dekh rahe hai,
02:20aaj Bharat mobile manufacturing me duniya ka doosra sabse bada desh ban chuka hai,
02:33aaj renewable energy se lekar organic farming tak, space sector se lekar defence sector tak,
02:47tourism se lekar wellness tak, har sector me ab desh nai uchahiyan chuu raha hai.