• 3 days ago
अहमदाबाद: प्रधानमंत्री नरेंद्र मोदी शनिवार को अहमदाबाद में आयोजित कार्यकर सुवर्ण महोत्सव से वीडियो कॉन्फ्रेंसिंग के जरिए जुड़े। इस दौरान कार्यक्रम को संबोधित करते हुए पीएम मोदी ने कहा कि आप सभी के बड़े बड़े संकल्पों का इतनी सहजता से सिद्ध हो जाना ये भगवान स्वामीनारायण और सहजानंद स्वामी की तपस्या का ही परिणाम है। उन्होंने हर जीव की, हर पीड़ित की चिंता की, उनके जीवन का हर पल मानव कल्याण में समर्पित रहा। उन्होंने जिन मूल्यों की स्थापना की है। आज बीएपीएस उसी प्रकाश को विश्व में फैला रहा है। बीएपीएस के इन कार्यों को एक गीत की पंक्ति के माध्यम से समझाया जा सकता है। नदिया न पिए कभी अपना जल, वृक्ष न खाए कभी अपना फल, अपने तन-मन-धन का दूजों को दे जो दान है वो सच्चा इंसान..इस धरती का भगवान है।

#pmnarendramodi #pmmodispeech #ahmedabad #suvarnakaryakarmahotsav #baps #swaminarayansansthan

Category

🗞
News
Transcript
00:00It is the result of the penance of Bhagwan Swaminarayan and Sahajanand Swami that all your big resolutions are so easily fulfilled.
00:15He took care of every living being, every suffering being.
00:22Every moment of his life was dedicated to the welfare of mankind.
00:29The values that he has established, today BAPS is spreading the same light all over the world.
00:43These works of BAPS can be explained through a few lines of a song.
00:54You must have heard it too.
00:57You can sing it at home.
01:00Nadiya na piye kabhi apna jal, vruksh na khaye kabhi apna phal.
01:22Apne tan ka, man ka, dhan ka, dujon ko de jo daan hai,
01:31woh sachcha insaan, are is dharti ka bhagwan hai.
01:38Sathiyon, ye bhi mera saubhagya raha ki mujhe bachman se hi BAPS aur Bhagwan Swaminarayan se jhudne ka ausar mila.
01:54Is mahaan pravrutti se jhudne ka ausar mila.
01:58Mujhe Pramukh Swami Maharaj ka jo prem aur sneh mila, wo mere jeevan ki poonji hai.
02:05Unke saath kitne hi vyaktikat prasang hai, jo mere jeevan ka abhinna hissa ban gaye hai.
02:14Jam main saar-mirajjanik jeevan mein nahi tha, jam main mukhya-mantri nahi tha,
02:21aur jam mukhya-mantri bana, jam pradhan-mantri bana, har pal unka maardarshan raha.
02:30Jab Sabarmati mein Narmada ka paani aaya, toh us aitihasik ausar ko aashirvaad dene,
02:39Param Pujya Pramukh Swamiji swayam aaye the.
02:42Barson pehle, ek baar Swamiji ke maardarshan mein Swaminarayan Mahamantra Mahotsav hua tha,
02:52ya uske agle saal Swaminarayan Mantra Lekhan Mahotsav hua,
02:58main wo pral kabhi boolta nahi hu.
03:01Mantra Lekhan ka wo vichar apne aapme adhboot tha,
03:07mujh par unka jo adhyatmik sneh tha, jo putravat bhaav tha,
03:14wo shabdon mein kehna mushkil hai.
03:17Jan Kalyan ke karyon mein, Pramukh Swami Maharaj ka aashirvaad hamesa mujhe milta raha.
03:25Aaj, is atne vishal ayojan mein,
03:30main Pramukh Swami Maharaj ke unse murutiyon ko, unki adhyatmik upastithi ko,
03:36ek kaarakar ke roop mein mehsoos kar raha hu.
03:40Saathiyon, hamari sanskriti mein,
03:44seva ko sabse bada dharma maana gaya hai.
03:49Seva parmo dharmah, yeh sirf shabda nahi, yeh hamare jeevan mulya hai.
03:59Seva ko sraddha, aastha aur upasana se bhi uncha sthan diya gaya hai.
04:10Kaha bhi gaya hai, janseva to janardhan seva ke hi parabar hai.
04:16Seva wo hai, jisme swaka bhaav nahi rahe jaata hai.
04:23Jab aap medical camp mein marijon ki seva karte hai,
04:29jab aap kisi jarurat man ko khana khilate hai,
04:33jab aap kisi bachche ko padhate hai,
04:36to aap sirf doosron ki madad nahi kar rahe hote hai.
04:40Iss dauraan aapke andar parivartan ki ek adhubhut prakriya shuru ho jati hai.
04:48Iss se aapki adhyatmik yatra ko disha milti hai, majbuti milti hai.
04:58Aur yeh seva jab hazaaron laakon kaarakartaon ke saath milkar,
05:04ek organized roop mein, sangatit roop mein ki jaati hai,
05:09ek samstha ke roop mein ki jaati hai,
05:12ek andholan swaroop ke roop ki jaata hai,
05:16to adhubhut pranam milte hai.
05:20Iss tarah ki samsthagat seva mein,
05:24Iss tarah ki samsthagat seva mein,
05:28samaj ki, desh ki, badi-badi samasyaon ke samadhan ka samarth hota hai.
05:38Iss se aneg buraiyon ko khatm kiya jaa sakta hai.
05:44Ek common purpose se,
05:47jude laakon kaarakarta desh ki samaj ki badi takat bante hai.

Recommended