• last month
‘সংসদে হাঙ্গামা করে সাংসদদের বলার অধিকার কেড়ে নিচ্ছেন কয়েকজন’! নাম না করে বিরোধীদের খোঁচা মোদীর
~ED.2~

Category

🗞
News
Transcript
00:00Namaskar Sathiyon, Siddh Kalin Satra hai aur maahol bhi sheethi rehega.
00:10Parliament mein swasth charcha ho,
00:20zyada se zyada log charcha mein apna yogdaan de,
00:31durbhaagya se kuch logon ne apne raajneetik swaarth ke liye,
00:45jin ko janata ne aswikaar kiya hai,
00:52desh samsad ko bhi muthi bhar logon ke hurjang bhaaji se
01:06control karne ka lagataar prayaas kar rahe hain.
01:13unka apna maqsad to samsad ki gativiti ko rokne se zyada safal nahi hota hai,
01:23aur desh ki janta unke saare biawaron ko count karti hai,
01:29aur jab samay aata hai to saja bhi deti hai,
01:34lekin sabse zyada peeda ki baat yeh hai,
01:39ki jo naye samsad hote hain,
01:44naye vichar, naye urja lekar ke aate hain,
01:49aur yeh kisi ek dal mein nahi, sabhi dal mein aate hain,
01:54unke adhikaaron ko kuch log dabot dete hain,
02:04sadan mein bolne ka unko avsar tak nahi milta hai,
02:11loktantrik parampara mein,
02:16har peedi ka kaam hai aanewali peediyon ko tayaar kare,
02:23lekin 80-90 baar janta ne jinko lagataar dhakaar diya hai,
02:36weh na samsad mein charcha hone dete hain,
02:42na loktantra ki bhaavna ka sambhaan karte hain,
02:48nahi woh logon ki aakanshaon ka koi mahatwa samaste hain,
02:53unka utke prati koi daaitwa hain woh koi samajh paate hain,
02:58aur uska parnaam hai,
03:01woh janta ki umeedon par kabhi bhi khare nahi utarte hain,
03:07aur parnaam swaroop,
03:10janta ko baar baar unko reject karna pad raha hai,
03:17saate sadan,
03:23loktantra ki 2024 ke parliament ki chunav ke baad,
03:31desh ki janta ko,
03:35apne apne rajyon mein kuch sthanon par,
03:40apni bhaavna, apni vichar, apni apeekshaan pragad karne ka avsar mila hai,
03:46usme bhi 2024 ke Lok Sabha ke chunav ke natijon ko,
03:56aur adhik taakat di gayi hai rajyon ke dwara,
04:01aur adhik bal pradaan kiya gaya hai,
04:06aur adhik samartan ka vyaap bada hai,
04:12aur loktantra ki yeh shart hai,
04:15ki hum janta janaar dhan ki bhaavnaon ka aadhar karein,
04:22unki aasha apekshaon par khara utarne ke liye,
04:27din raat mehnat karein,
04:30main baar baar,
04:33khaas kar ke vipash ke saatiyon se agra karta raha hu,
04:40aur kuch vipash,
04:43bahot zimmedaari se vyavark karte bhi hai,
04:49unki bhi ishah rehti hai,
04:53ki sadan mein,
04:55suchan roop se kaam ho,
04:58lekin,
05:01lagataar jinn ko janta ne nakaar diya hai,
05:06vye apne saatiyon ki baat ko bhi dabodh devete the,
05:11unki bhaavnaon ka bhi anaadhar karte hain,
05:14loktantra ki bhaavnaon ka anaadhar karte hain,
05:18main aasha karta hu,
05:25ki humare naye saatiyon ko ausar mile,
05:30sabhi dal mein naye saati hain,
05:34unke paas naye vichaar hain,
05:39bharat ko aage le jane ke liye naye naye kalpanaaye hain,
05:45aur aaj bishwa,
05:48bharat ki tarah,
05:50bahot aasha bhari nazar se dekh raha hai,
05:53tab,
05:55hum saunsat ka,
05:58samay ka upyog,
06:01vaishvik sthar par bhi,
06:04bharat ke aaj jo sambaan bada hai,
06:08bharat ka prati jo aakarshan bada hai,
06:13usko balp pradaan karne wala humara bihawar rehna chahiye,
06:18bishwa ke andar,
06:21bharat ko aese ausar bahot kam milte hain jo aaj mila hai,
06:26aur bharat ki saunsat se,
06:29wo sandesh bhi jana chahiye,
06:33ki bharat ke maddataan,
06:38unka lokkantra ke prati samarpan,
06:44unka samvidhan ke prati samarpan,
06:49unka saunsatiye karye paddadi par bishwas,
06:55saunsat mein bhethe bhi hum sabko,
06:59janta janardhan ki in bhaavnaon par,
07:02khara utarna hi padega,
07:05aur samay ki maang hai,
07:09hum ab tak jitna samay gawa chuke hain,
07:14uska thoda paschataat karein,
07:18aur uska parimardhan karne ka upay yehi hai,
07:23ki hum bahati tandurast tariqe se,
07:29har bishwa ke anek pehlo ko,
07:34saunsat bhavan mein hum ujaagar karein,
07:39aanewali peediyan bhi padegi usko,
07:43usme se prerana legi.

Recommended