• last month
In the highly anticipated Season 2 of Baby Baji titled "Baby Baji Ki Bahuwain”, the passing of Baby Baji throws her four sons—three of whom are married—into turmoil. With the family’s unity at stake, they must navigate the challenges of managing the household and upholding Baby Baji’s legacy. As tensions rise, can they keep their bonds strong or will the family fall apart?

Written By: Saqib Ali Rana.
Directed by: Tehseen Khan.

Cast:
Saud Qasmi,
Javeria Saud,
Munawar Saeed,
Samina Ahmed,
Asma Abbas,
Hasan Ahmed,
Sunita Marshall,
Junaid Jamshaid,
Tuba Anwar,
Fazal Hussain,
Rimha Ahmed,
Faiza Khan,
Afzal Khan (Rambo),
Asma Abbas,
Madiha Iftikhar and others.

Watch Baby Baji ki Bahuwain Daily at 7:00 PM only on ARY Digital.

#arydigtial #pakistanidrama #terayjanaykaybaad
#javeriasaud #sunitamarshall #junaidniazi #saudqasmi #tubaanwar #asmaabbas #hassanahmed #fazalhussian #rimhaahmed

Pakistani Drama Industry's biggest Platform, ARY Digital, is the Hub of exceptional and uninterrupted entertainment. You can watch quality dramas with relatable stories, Original Sound Tracks, Telefilms, and a lot more impressive content in HD. Subscribe to the YouTube channel of ARY Digital to be entertained by the content you always wanted to watch.

Join ARY Digital on Whatsapp https://bit.ly/3LnAbHU

Category

😹
Fun
Transcript
00:00Oh baby bhajiya aage ye dhar dhar mein Oh baby bhajiya
00:13Jab Rahim yaar khaan mein the tab bhi koi raapta nahi hua
00:19Mujhe yaad nahi
00:21Toh achanak director talaag bhaj di
00:23Mujhe toh yeh bhi yaad nahi
00:25Hain?
00:30Talaag nahi hua kiya?
00:33Yeh pata nahi ab talaag na amma hamare paas hai bhi yeh nahi
00:36Allah jaanein kaha hai
00:38Yeh lo bhai
00:40Hamare kaakhzaat sambhalne ke liye tijoriyan banwaali buppo ne hain
00:44Aur apne itne important kaakhzaat sambhalke nahi rakhe
00:48Kyun bhai Saira?
00:51Amma main toh kehti hui sajra ke saath saath na
00:53Aapka bhi bandobas kar de
00:54Taaki isse pata chale
00:55Ki hamse daga karne ka nateeja kyu hota hai
00:57Haan haan haan karungi sab karungi
00:58Sab soch rakha hai
00:59Main toh hausla kar
01:01Bas mujhe na usse do chaar baatein kulwaani hai
01:03Azra ki bhede hai woh
01:05Kahi sa koi sira mal jaa na mujhe
01:07Main toh bus chal raha hai
01:08Ki main usko maar do
01:10Maine laal
01:11Baith ja tu hausla kar
01:12Aake baith ja
01:24Kya baat hai aaj call nahi gyi tumhne?
01:27Main busy thi
01:29Acha!
01:30Nakhre?
01:31Kya main wajah jaan sakta hu?
01:33Nakhre nahi kar rahe hain Waleed
01:36Appu ke saath khaana kha rahi thi
01:39Waqqi?
01:41Aaj uncle ke paan ki sutey hai kya?
01:45Haan haan haan
01:46So funny
01:48Main toh kya bhi?
01:50Main toh kya bhi?
01:51So funny
01:52Mujhe samajh mein nahi aata
01:53Tum itna serious kyu ho jaati ho?
01:55Jab ke jaanti ho main mazaag karta ho
01:57Mood kyu off hai?
02:00Mood off nahi hai yaar
02:02Bas thakkan thakkan si feel ho rahi hai
02:05Anyways tum batao
02:06Khar pe sab kaisa hai?
02:08Farhad bhabhi kaisi hai ab?
02:10Haan Alhamdulillah sab theek hai
02:12Wasif bhai bhot khayal rakh rahe hain
02:15Acha un dono ke beech ke masala sort ho gayi?
02:18Mere khayal se toh hui gaye hai
02:20Tum waise ghar pe kyu nahi aayi?
02:22Mujhe kyu aana tha?
02:24Yeh kya baat ho?
02:25Tum waise hi milne nahi aati ho
02:27Matlab kishe din
02:28Khaana dene ke baan nahi aajao?
02:31Bhai main toh jaisa banaya nahi tha
02:32Jo ke main dene aati khaana
02:34Saman tumhi yeh baat pohot achche se pata hai
02:35Ki mujhe tumhare haath ki bane kabab
02:36Bohot pasand hai
02:38Kab bana ke kila rahi ho?
02:41Shaadi ke baat
02:42Yaar yeh mat karo
02:44Shaadi bata nahi kab ho gayi
02:46Ho jayegi bhai
02:48Pehle sab kuch normal toh hona hai
02:49Pehle sab kuch normal toh hona hai
03:09Arey kya kar rahi ho Aashi?
03:10Chicken bean bana rahi ho?
03:11Laa main bana do?
03:12Bana liya maine, shukriya
03:14Arey kya ho gaya?
03:16Main ab aap se kabhi koi baat share nahi karungi
03:19Arey lekin
03:21Hai hai hai hai
03:23Tewar toh dekho zara
03:26Subha toh satke dole jaari thi mere upar
03:29Aur ab dekho
03:32Tewar hi kuch aur hai
03:34Bilkul apni maa par gayi hai
03:35Ab iske saath bhi na mai wohi solukh karungi
03:37Jo iski maa ke saath karti ho
03:39Pyaar ka toh zamana hi nahi hai
03:41Arey bhai baat sun
03:42Yeh kya gun bacha ke gayi hai?
03:43Kaun uthayega yeh?
03:46Tumhari liye chai bana ke laun?
03:48Nahi yaar, aaj maine bahut chai pe liye
03:50Aur nahi
03:52Chhaa
03:53Kaam kaise chal raha hai tumhara?
03:57Kaam bahut accha jaa raha hai
03:59Tumha pata hai maine social media par advertisement ki thi
04:02Uske wajah se kaafi traffic aaya website par
04:05Yeh toh bahut acchi baat
04:07Abhi toh aise hi chal raha hai
04:08Staff bhi nahi hai
04:09Lekin agar aise hi chal tarana
04:11Toh staff hire karna padega mujhe
04:13Inshallah Wasif, bahut accha hoga
04:15Inshallah
04:16Aur main tumhe dikhata hu yeh dekho
04:18Yeh dekho
04:19Yeh inventory maine upload ki hai
04:21Aur yeh website shalhi maine design ki hai
04:22Wow, yeh bahut acchi lag rahi hai wasif
04:24Acchi lag rahi hai na, yeh dekho
04:25Yeh wala
04:27Haan, yeh
04:29Bas abhi toh main start kar raha hu, dekho
04:40Rob na yaha pe
04:46Bus rokh do
04:49Yaha?
04:50Haan
04:51Arre yaha kya pata hai, main aapko chhoda thaon, ghar tak chhoda thaon na
04:53Chali jaoongi main, kitne paise hua hai?
04:56So chalein, raat ka waqt hai aur kahin kuch
04:59Kitne paise?
05:01Waise toh saale saalso bante hain, lekin aapke jo ji main de diji ka
05:08Main madad kar doon aapki
05:09Arre chali jaoongi main
05:12Arre main chhod doon ghar tak
05:13Arre chal
05:14Baat suna hai
05:45Tuk tuk tuk tuk
05:47Aakho aagai aagai aagai
05:56Aaye aaye, is nai ghar ka thala bhi
05:59Aaye rakshi tu?
06:03Beta paani reke aao tere liye
06:05Aaye
06:06Tum kaun aaye?
06:07Main jaise tu rukhsat hui na, maini fata fat samaan banda
06:12Aur paise jo hai, wo samaale aur karik kar gaya
06:19Baat suna, koi aisi cheez toh nahi chhoda hai, jisse hamari shinaaqt ho jaye
06:23Arre nai nai nai nai nai, tune apni maa ko kya bebaqoob samjha, main main anaadi thodi hu
06:27Itni bholi nahi hu, ke paise bhoola hu main
06:31Abhi bata, sab khair khairiyat thi na, koi mushkil toh nahi hui?
06:35Arre koi mushkil nahi aaye maa, sab soye pade the, aaye nikar aaye
06:42Arre rakshi, kisi ne nikalte hue tumhe dekha toh nahi?
06:45Arre dekhte kahaan, wo jo baraat ka khaana khaya tha, uske baad kisi ko hosh bhota, toh mujhe dhoonta na bhai
06:51Isi liye bheja tha, ke uthi nahi sakaya, suno toh sahi rakshi, kitna bazaayi da
06:56Jab soba soke uthenge, aur budde ki dhulan khaib hogi, toh wo kya karega?
07:03Nahi, nahi amma, pehle wo buddha uthke, apni mote mote chashme dhoondega, phir dhoondega, ke meri dhulan ka
07:21Kaisi lag rahi ho?
07:22Meri shahzadi, tu toh hai hi pyari, lag rahi ho kya hai bhai?
07:27Apna paise bhi toh dhoondega
07:28Apna paise bhi toh dhoondega
07:35Hai ma, kya bataon bas, aisi taddi hai budiyaan, ke maza aa gaya
07:41Aur uski beti toh aise phad phadha rahi thi, ke bas mujhe toh laga, jaise abhi heart attack ho jayega usko, nikalnegi upar hi hai
07:49Arre itni sharam kaha hai unme, drama kar rahi hogi
07:53Arre nahi, sachme haalat tight ho gayi thi uski, mujhe toh laga, heart fail ho jayega, mar jayegi
07:57Waise ek baat hai amma, dono maa betiyaan payamat ki saajish hai karti hai, dekin jab pakdi jaati hai na, toh phir khis jaati hai
08:05Chal accha hai, ye bhi tere kaam aayegi baat
08:08Bhalla kuch log toh itne dheet hote hain, ke pakde jaane par bhi na, sharminda nahi hote
08:15Acha yeh bata, Jamal ka kya raddhe manta?
08:18Jamal ko bhi samajh toh aayi gayi hai, lekin ahtaraf parne ki himmat nahi hai mere saamne uski
08:24Lekin kab tak nahi karega?
08:26Dekh le na, bas ek do baar aur pakdi jaayenge, phir inka khilz hatab
08:32Haan Azra, zara saman kar, tumne uski pooch pe paon toh rag diya hai, palat ke baat toh zarur karegi wo
08:39Arre toh karein, Azra kisi se dharti hai kya, is baar toh aisa dhakka dungi na, ki landing seedhi ghar ke baar hogi, Inshallah
08:46Azra, dushman ko kamzor samanne ki galti mat karna
08:49Bade bude keh gaye hain, jab jaat mara tab jaaniye, ter bhi ho jaa weh
08:56Abhai amma tum bhi na, dar aane lag gayi ho mujhe hain, zara sa jeet ka maza bhi nahi lene diya, toh na rakho phone, khuda hafiz
09:11Raati rehti hain
09:13Ayesha Gulzar
09:15Present teacher
09:16Ambar
09:17Present
09:18Ayesha
09:19Present
09:20Fatima
09:25Chalain maths ke books nikaalein, page number 26 padhka hai aaj
09:40Ho jaa bhai, kuch waqet haraam kar lein
09:49Waqt hi toh baut hai mere paas
09:53Gulzar, kitne saza baaki rahi gayi hain
09:58Shaza, zindagi bhar ki hai, baara saal ke baad bas, is jail se azaad ho jaunga
10:18Ayesha bhai, do yeh wale hain, yeh wale hain, do yeh laur bhejne hain, aur number kya hai iska article
10:35Zero one
10:36Zero one, theek hai, do yeh ho gaye, theek hai yeh tha, 25 hoga na
10:42Asif
10:44Jee Jamal bhai
10:46Zara
10:47Main aaya, ek minute yeh phakde na
10:50Yeh garein main aaya hoon, theek hai
10:59Jee Jamal bhai
11:07Kaam kaise chal raha hai
11:08Kaam acha jaa raha hai, Alhamdulillah
11:12Sale kaise ho rahi hai
11:13Jee, daily kaafi orders aa rahe hain
11:16MashaAllah
11:22Doon achi se manage kaise kar raha hai yaar tu
11:25Manage karne mein, kya matlab
11:31Matlab, dukaan par bhi tum time de rahe ho, online sale bhi kar rahe ho, yeh toh dono kaise handle kar rahe ho yaar
11:40Matlab, aap tak shikaayt pauch gayi nahi hain
11:42Wasif, main dukaan ki har khabar se bhaag khabar hoon, samajh gaye
11:48Jo baat maine tum se poochi hain, uska seedhar seedhar jawab de do
11:55Jamal bhai mujhe ek baat bata hai, kabhi apni zaati kaam kaise maine kabhi chhutti kiye dukaan se
12:00Bhai, chhutti karna ya na karna, dono alag baat hain
12:03Main yeh pooch raha hoon, ke dukaan ko time kitna dete ho
12:07Jamal bhai, kaafi order pending padhe hoi the, woh dispatch karne the kal
12:10Acha, toh bhai dukaan bhi toh bahut din baat khuli thi na
12:14Agar order do teen kante baat chale jaate hai, toh kya ho jata
12:18Dukaan pe ayawa gahak, woh bahut zaruri hai, woh awaar itzaar thodi karta hai, yahaan itzaar karta rata hai khadawa yaar
12:24Jamal bhai, Naseed bhai the na gahak ko handle karne ke liye
12:28Mujhe, mujhe Naseed bhai ke samajh nahi aati, unhe kis baat ka gussa hai
12:32Maine ek gahak se deal nahi kiya, toh aapko bata diya
12:35Ussi duraal maine das jhoote beje online, woh aapko nahi bataya hoga
12:38Aur woh samaan bhi aapkaare kar khaane ka tha na
12:42Bhai, sale karni ki baat nahi hai, dukaan ki saag ki baat hai
12:46Ek customer aata hai, pahle le kuch ya na le, usko hume izzat se rukhsat karna hai
12:52Hume relation banana hai yahaan pe bhai, haan, nek naam hi hoti hai maari yaar
12:57Humara kaunsa itna bada brand hai, jisne saath modda se rugi mat
13:01Wasif, dukaan pe abba ji ka naam hai yaar, isse badi brand humare liye nahi hai koi bhi
13:08Aur baat suno bhai, jiska jitna time hoga na, woh yahaan pe dukaan pe pura time dega
13:14Uske baat joh marze karo, mujhe koi barwa nahi hai, samajh gaye?
13:19Theek hai, jaisa aap kahenge, waise hi hoga
13:24Lekin baachiyon ka amal karana, phir aapki duty hai
13:28Aur waise, hui time Naseer bhai ka duty ka
13:38Sorry ma'am, kal nahi aa sakhi, penance teacher meeting mein, kuch masroofiyat thi
13:45Agar aapke paas time hai to
13:48Aap thodi dir please wait ke diye, main round pe se aake phir aap se maat karte hain
13:53Jai, thodi dir
13:56Jai ji, dekhein, aap ki time hai toh?
14:00Aap thodi dir please wait ke diye, main round pe se aake phir aap se maat karte hain
14:04Jai ji, dekhein, aap ki time hai toh?
14:08Main jaanat hoon ki meeting khal thi, lekin main kisi wajah se nahi aa sakha
14:13Aap kindly ek baar phir teacher se request karke dekhein
14:17Aaja chalne, aap baithi, main aapko pata karke batatiye
14:24Jai, assalamwalekum
14:26Jai, wo Shahzaib ke parents aaye mein
14:28Jai, wo khal kisi wajah se na meeting attend nahi kar sakhe
14:31Jai, jai, wo wait kar rahe hain
14:34Jai, assalamwalekum
14:36Shahzaib ki mother hoon, parents teacher meeting ke liye aaye
14:38Aacha aap baithi hain, main aapko batatiye
14:40Have a seat
14:42Jai, teacher nahi theek hai, aap mujhe pata karke batatiye
14:45Jai, okay, theek hai
15:01Kal ki kameen puri karne ke liye aap dono aaj yahan pe aaye hain
15:03Jai, ghaflat hum dono se hui thi, isliye
15:06Shahzaib, ab badhai mein kaisa hai?
15:09Yehi discuss karne ke liye aapko maine bulaya hain
15:12Shahzaib ghar mein home work khud karta hai ya aap log karwate hain?
15:16Jai, main uski help karti hoon
15:19Kabhi ek baar main bhi usse home work karwata hoon
15:22Kya hua kuch, miss ho gaya hai kya?
15:25Main jab bhi usse home work karwata hoon, proper diary check karke karwata hoon
15:28Dekhe home work toh pura karta hai, par iski handwriting bahot zyada kharab hai
15:33Yeh dekhe hain
15:37Dekhe abhi jo recent ki kaam kiya hai, woh toh bilkul padha bhi nahi jaara
15:42English mein writing thodi kharab toh thi
15:45Lekin woh, yeh toh wakhi, bahot kharab handwriting hai
15:50Haan, iski English ki nahi, balke Urdu ki writing bhi bahot kharab
15:53Bahot kharab hai handwriting
15:56Haan, iski English ki nahi, balke Urdu ki writing bhi bahot kharab hai
16:01Just asking, kya aap log home work karate hain, aur aap log ki nazar nahi padhi?
16:06Actually, main toh usse sirf maths hi karwata hoon
16:09Dekhe, maths mein bhi koi iska bahot acha haal nahi hai, yeh dekhe
16:16Jo box mein likhna hai, woh box se bahar aa raha hai, aur line bhi bilkul peechhe jaa rahi hai
16:24Pehle toh theek tha, aap aachanat se pata nahi kya hoke
16:28Aap kahiye toh, woh jo English handwriting ki practice ki books aati hain, uspe practice karwaan?
16:35Dekhe, woh bahot chhote bachon ke liye hota hai, isse sirf kaam mein dehaan dene ki zarurat hai
16:40Aur abhi toh bilkul aisa lag raha hai, jaise jaan chhodaane ke liye, bas jaldi-jaldi kaam kiya ho
16:45Jaan hi chhodaayega, saara dehaan comics par hota hai
16:49Ek khatam nahi hoti, ke maa doosri laakar dete
16:52Comics toh mahine mein ek hi tafa laati hain, halbat toh aapka phone har roz mil jata hai, game khelne ke liye
16:59Dekhe aap log baat please kahi aur nahi leke jaye, maine koi aap dono ko blame karne ke liye nahi bulaya
17:05Balke problem solve karne ke liye bulaya hai, make sure karein, jab bhi wo kaam karein, proper time de, aur aaraam-aaraam se nahi khel
17:13Ji, main is baat ka poora dehaan rukhunge
17:16Thank you, agar meri taraf se koi mazeed help chahiye ho, toh zarur batayega
17:19Thank you ji
17:36Rakshi, chhod de is phone ko, yeh dekh chai balayi hai tere liye itni achchi, aur yeh saath mein biscuit yeh kha
17:43Khaate hain mamma
17:45Mobile mein kya rakha wae, jisse bhi dekho, isi mein ghusaba hota hai fazool
17:50Fazool mein nahi dekh rahi hoon, agla shikaar taad rahi hoon
17:54Hmm, aisa thyaa gayi hai kya, Rakshi, Rakshi, pehle wale ki toh thakawat utar jaane de, agla shikaar bhi taad le na
18:06Isi tarah ghar mein beth ke ek mahina pehle wale shikaar ke paise khaate rahe na, toh khaali yaat rahe jayenge aap
18:11Aur tumhari beti ki yeh jawani bhi dhal jayegi, samashti nahi ho tum
18:14Arey aisi koi baat nahi hai, dekh, phir bhi mein kehti hoon beta, zara sambhal ke jal, halki ho ja
18:23Seedy si baat hai mamma, humare paas na ab yaha rukmi ke liye zyada waqt nahi hai, isliye jo kuch loota hai na, sameto aur niklo
18:33Kahan, jayenge kahan
18:37Arey meri bholi amma, is mulk mein maaldaar ameer mardon ki kamee rahi hai, kisi bhi shahar chale jayenge
18:49Ab dhoon lo
18:51Dhoon, dhoon, dhoon, mai chai peeti aur tu dhoon, dekhin Allah khair kare bhi mujhe dal lag rahe hain, phatpa sa raha rahe hain, aisa kahin kuch ho raha hain
18:58Aye yeh dekho, daadi baas
19:04Naag boti hai iski
19:06Mere beti ki toh piyaari hai na
19:10Ek biscuit aur lelu
19:12Mang bhaiye tere liye se khaa kuch rahi hoon
19:28Khao, baitho
19:30Nahi, aap dukaan pe chale jaye, maine boutique jaana hai, rikshay pe chali jaaungi
19:34Mai toh mai chhod deta hoon, mazheed tamasha mat khada karo, andar jo kiya wo gaafi hai
19:40Maine kiya tamasha, andar toh aisa lag raha tha, jaise ki aap Shahzaib ki teacher sir uski studies ke baare mein nahi, balke hamare ghar ke jagde sunane gaye
19:47Aur mobile wali baat kisne ki
19:49Acha chhodein, ab jisne jo bhi kiya, hum yahaan par mazheed aur jagda mat kare
19:53Toh kaun kar raha hai?
19:54Baitho, chale
20:09Bail bhaji thi kaun aaya?
20:11Woh, baar badi begin shah bhaji koi milne aaya hai
20:15Acha, ab kaun milne aagaya un se?
20:18Patta nahi, yajda bhaji koi milne aaya hai
20:20Acha, ab kaun milne aagaya un se?
20:23Patta nahi, yajda bhaji koi ladka hai waise
20:26Ladka?
20:28Ajeeb baat hai bhai, jab fakiron ke huya mein ghoom rahi thi, tab toh inka koi tha hi nahi, duniya mein akeli thi bichariyan
20:36Aur jaise hi maal maddi jama kiya, rishidaar peyda hone lag gaye, milne aane lag gaye
20:42Tumhe suna kya baate ho rahi thi?
20:44Yeh baate toh maine nahi suni, lekin wo ladka na deng room mein beta hai
20:50Abhi store se aaya ho, pata nahi kis kaam mein lagga
20:53Toh aur kya karoon, majboori hai
20:57Abhi staff bhi nahi hai mere paas, saada kaam mujhe hi sambhar la hai
21:03Wo hai toh sahi, tumhari business partner
21:21Reh Aashi, kaisi ho tum?
21:24Tum, tum yahaan kya kar rahe ho?
21:27Tumhara peechhar
21:40Kya battameezi hai, hato mere raaste se
21:43Mere baat toh sun lo
21:45Mujhe tumhari koi baat nahi suni, hato yahaan se
21:51Naseer bhi yeh hat karta hai?
21:53Ghar pe tum pe itna aroob jam aata hai, wo kaafi nahi hai
21:56Jo school jaa ke tumhe baate sunana shuru ho gaya
21:58Kya socha hoga Shahzaib ki teacher ne?
22:00Kya kahe sakte hain?
22:02Is waqt to Naseer se zyada, mujhe Shahzaib ki padhaai ki tension ho rahi hai
22:07Yeh baat sach hai, ke main
22:09Mujhe Shahzaib ki padhaai ki tension ho rahi hai
22:12Yeh baat sach hai, ke main
22:14Mujhe Shahzaib ki padhaai ki tension ho rahi hai
22:17Yeh baat sach hai, ke main
22:18Yeh baat sach hai, ke main
22:20Kuch dingon se bohot late jaa rahi ho ghar
22:23Uski padhaai pe bilkul bhi tawajja nahi de paari
22:26Arey, tum apnaap ko blame kyun de rahi ho?
22:29Ek waqt pe tum kahan kahan jaa sakti ho, ghar ke kaam bhi karo
22:32Shahzaib ki padhaai bhi dekho, Naseer ko bhi dekho, boutique bhi sambhalo
22:35Machine thodi ho na tum koi
22:38Filhaal toh mujhe koi na koi iska solution nikalna hai na
22:42Ma'am, maine dress type kar liye hain
22:44Design ke according is laayi hai
22:46Baaki stitching bhi theek hai
22:48Toh kuch bhi patka do
22:50Okay
22:53Suno, tum ek kaam kyun nahi karti?
22:56Tum shaam mein jaldi ghar chati jaya karo
22:59Balke shaam ko kyun, thoda pehle chali jaya karo
23:02Issa tumhe Shahzaib ko homework karwane ka time mil jayega
23:06Hum pehle hi boutique kitni jaldi bandh karte the
23:09Ab mazeed aur jaldi bandh karte denge to
23:11Main tumhe jaane ke bhi keh rahi hai
23:13Main toh yeh hi rukungi
23:15Ma'am, phir closing?
23:17Toh closing toh hum dono milke kar lenge na
23:19Isme kohansi koi badi baat hai
23:25Hai wo, dekhen, sahab
23:27Tumhe meri sadayeton pe shak hai koi?
23:29Aur tumhari dukaan ka kaunsa hi
23:31Koi itna lamba choda hisaab hota hai
23:33Jo hum nahi kar sakte
23:36Aisi koi baat nahi hai
23:38Main nahi chahati na
23:40Ke aapke saath pe koi na-insafi ho
23:42Chalo, ab yeh meri na-insafi ki baat kahan se aage
23:45Yeh sab kuch jo tum kah rahi ho
23:47Shahzaib ke liye kah rahi ho na
23:49Agar usse ki padhaayi ignore hogi
23:51Toh phir yeh sab kuch toh bekaar hai
23:54Agar magar chhodo
23:56Jo main kah rahi ho na, wo karo
23:58Isse tumhari liye bhi aasaani hai
24:00Aur dukaan ki fikar na karo
24:02Hum dono handle kar lenge
24:04Tumhari liye Shahzaib important hai na abhi
24:15Hello
24:16Hello
24:43Aap kaun hai?
24:47Dost
24:56Aapko lagta hai
25:01Hum don hai dost
25:16Shahzaib
25:24Shahzaib
25:40Chal bhai chal
25:42Mere drama ka time ho gaya
25:44TV par?
25:45Lagao ek?
25:46Acha laga ke dete hain aapko
25:47Main khud laga dungi
25:48Chal baag
25:52Basu
25:55Amber bata rahi thi koi
25:56Ladka aaya tha tumharkon se baliye
26:00Ji Bilal naam hai uska
26:03Naam bata hai mujhe uska
26:05Yeh bhi bata hai ki
26:06Tumharkon saab ka padosi hai wo
26:08Lekin aaya kyu tha
26:09Yeh nahi bata
26:13Aap phir mujhe koi nahi baat
26:14Nikalwana chahiye
26:15Tha ki ghar mein phir se chagrao
26:17Yeh ladki
26:18Pagal ho gayi hai kya?
26:20Mujhe na apne investigation ke liye
26:21Tere zarurat nahi hai
26:24Badi aayi
26:25Main kyu nikalwane legi tumhse baate?
26:27Toh phir aap itna investigate kyun kar rahi hai?
26:30Bhai main toh isliye pooch rahi ho
26:31Ke jawan jawan ladkiyon ka ghar hai
26:33Aise koi muh utha ke chara aayega
26:34Is ghar mein
26:35Aisa toh nahi hona chahiye na
26:37Bhai kaun hai?
26:38Kaisa hai?
26:39Kya karta hai?
26:40Kahan rahta hai?
26:41Itna toh mujhe pata hona chahiye na
26:42Ke ghar mein kaun aa raha
26:43Kaun nahi aa raha
26:45Aur ambar toh yeh bhi bata rahi thi
26:47Ke usse dekh kar
26:48Tum kuch ghabraas hi gayi thi
26:51Mujhe lagta hai
26:52Yeh koi jurain pishay insan hai wo
26:53Nahi nahi nahi
26:54Criminal nahi hai
26:55Magar chichora baat hai
26:57Puraane mauhalle bhi mein na
26:58Awara ghoomta raheta tha
27:00Acha?
27:01Toh us awara ko
27:02Yaha ka pata kisne diya?
27:05Shahyad yaha aane se pehle
27:07Nani amma ne
27:08Uski amma ko na
27:09Aapnoon ka address diya tha
27:10Pata karwane ke liye
27:11Ki yaha koi rahta hai ya nahi
27:13Haan haan haan
27:14Yaad aaya yaad aaya
27:16Yeh toh pehle bhi
27:17Amare ghar aa chuka hai
27:20Acha mujhe yeh bata ho
27:21Kaise awara aadmi ko address diya
27:22Kyon tumhari nani ne
27:23Amare ghar ka
27:24Ab yeh toh Allah jaane
27:25Azra maami kya karne aaya tha
27:27Kya pata aise hi goomte goomte
27:28Nani amma se milne aa gaya ho
27:30Lekin uski yaha aane ka maqsad
27:31Mujhe abhi bhi samajh mein nahi aaya
27:32Sajh bata ho
27:33Kis se milne aaya tha?
27:34Tum se milne aaya tha?
27:36Kya chakkar chal raha hai yeh?
27:37Azra maami
27:38Maine abhi yeh saare scene tha
27:40Aashi
27:43Chalo andar kamre mein
27:46Udtho chalo andar kamre mein
27:48Jee ji
27:57Kya ho raha tha yeh?
27:58Kya matlak kya ho raha tha?
28:00Normal baat cheed ho rahi thi
28:02Jaise ghar mein sab karte hain
28:03Tum meri masoom beti se kya
28:04ugalwana chahari thi hain?
28:06Kaunse khil khilna chahari ho tum?
28:08Baat suno bhai
28:09Mera nam Saira nahi hai
28:11Jo logon ki masoomiyat se
28:12fayade uthati piro
28:13Saaf dil hai mera
28:14Alhamdulillah
28:17Tumhane dil kitna saaf hai na
28:18Yeh main bahut achche se jaanti ho
28:19Behtar yeh hi hoga
28:20Ke tum meri beti se door raho
28:23Acha?
28:24Tumhari beti se door raho?
28:26Zara mujhe yeh toh batao bhai
28:28Ke ek chhat ke neeche
28:29Ek saath rehte ho
28:30Mein tumhari beti se
28:31Door kaise reh sakti ho?
28:32Agar usse wojh se
28:33Door rakhna hai na
28:34Toh apna boriya bistar uthao
28:36Aur yeh jao wo jao
28:37Nikal jao yaasurat
28:38Neen door chale jao
28:39Teen door chale jao
28:40Ke mera saaya biste
28:41Na pohache
28:43Yeh tumhari galat pahami
28:44Toh kabhi door nahi hogi
28:45Kyunki hum toh
28:46Yahaan se nahi jaane wale
28:47Bhabhi, Saira api
28:48Kya hogaya?
28:49Aap dono kyun ladhi hai?
28:50Parat tum toh is maamne se
28:51Doori raho toh betar hoga
28:53Yeh kya baat hui yeh
28:54Saira api?
28:55Main bhi is ghar ki fardu
28:57Mera haq hai yeh jaanna
28:58Ke aap dono kyun ulaj rahe
28:59Hum koi nahi ulaj rahe
29:01Sirf tumhari jethani ko
29:02batana shaah rahi hoon
29:03Ke mere raasta mein na aaye
29:05Walna bohot nukhsaan uthaegi yeh
29:07Are are, main bhi dekhti hoon
29:09Yeh needar khatiyon se nahi
29:10dharti hain sarah
29:12Nukhsaan uthaegi
29:13Yeh se joote lagaungi na
29:14Doh subah, doh shaam ke
29:15yaad karegi
29:16Dekha zara?
29:17Mujhe dhamke deke gayi hai
29:18Ke nukhsaan uthaungi main
29:19Isko abhi pata nahi hai mera
29:20Yeh toh maine
29:22Isliye main nahi larti ab
29:23Bhabhi ab toh chali gayi na
29:24Woh chhod de isbaad
29:25Ko hatam karein
29:26Hato, tumh log bhi saare
29:27Hai hato, mera drama raha gaya
29:29Chal bhi chal, nikal yaha se
29:30Drama dekha raha gaya
29:34Matfa bhi aagaya ek
29:38Bata mujhe
29:39Bata mujhe
29:40Kya khabar nahi rahi the se?
29:41Kaunse raas ugal baari thi
29:42Woh tujh se humare baare bhai
29:43Bata mujhe
29:44Arre, chod mujhe
29:45Bhai
29:46Arre, chod de Saira
29:47Kya hogaya tujhe
29:48Kuch nahi kar rahi thi woh
29:49Kya khabar nahi rahi the se
29:50Kuch nahi kar rahi thi woh
29:51Kya hogaya?
29:52Kuch nahi kahe maine
29:53Tune kuch nahi kaha?
29:54Amma, saare mukbariyan yehi karte hai
29:55Azra ko jaake chahiti
29:56Tuse kya riyazi ke masle hal kara rahi thi
29:57Woh jo tune kuch nahi kaha
29:58Main sab jaanti hu teri harkate
29:59Maine koi mukbari nahi kiye
30:00Aur nahi woh mujhe
30:01Aap dono ke baare mein pooch rahi thi
30:02Woh toh mujhe baaki ke baare mein pooch rahi thi
30:03Banka?
30:04Bilal Banka?
30:05Ji, Bilal Banka
30:06Uske baare mein kya pooch rahi thi?
30:07Yeh toh aap nani amma se pooch rahi thi
30:08Bhai, woh milne aaya hoga
30:09Usi kya pooch rahi thi
30:10Mazar se
30:11Uska kya taaloog hai?
30:12Arre, uska kya taaloog hai?
30:13Bhai, uski marzi hai
30:14Aaye jaaye jo bhi kare
30:15Azra ka ghar hai
30:16Uski marzi
30:17Woh jane
30:18Arre, woh jane
30:19Acha, Azra ka marzi hai
30:20Uski marzi
30:21Woh jane
30:22Acha, Azra ke bhi
30:23Bhi, woh bhi
30:24Mith naari
30:25Bhi, woh bhi
30:26Bhi, woh bi
30:27Bhi, woh bhi
30:28Bhi, woh bhi
30:29Bhi, woh bhi
30:30Bhi, woh bhi
30:31Bhi, woh bhi
30:32Bhi, woh bhi
30:33It's Azra's house. It's up to her if she wants to go or not.
30:37Okay, it's Azra's house.
30:38So, when will we get married?
30:40You'll get married. Why are you hesitating?
30:42Mom, I'm telling you one thing.
30:43Azra is getting out of my control.
30:45I'm telling you to control her before I do anything.
30:47Go and rely on her.
30:49You'll get married. Have patience.
30:50When will we get married? You're always relying on her.
30:52What's the story about Bankey? Tell me.
30:54It's nothing. Go and do your work.
30:56You caught the girl and killed her.
30:57I kill so many people.
30:58All of you keep killing me.
31:00And after some time...
31:03Darn!
31:06Oh, Azra! Do something.
31:09The matter has crossed all limits.
31:13You used to conspire secretly till yesterday.
31:15Today, you're threatening us openly.
31:18You're trying to catch us red-handed.
31:21You're standing in front of us with your chest outstretched.
31:25Wake up, Azra.
31:27Before these people think that you're dead.
31:33Do something.
31:35Do something this time
31:36so that the enemies don't get a place to hide their faces.
31:40Do something, Azra. Do something.
32:03Do something.
32:18Wasif, shall I get food for you?
32:22No, not now.
32:33You've just come back from the store.
32:35I don't know what work you're busy with.
32:37What else can I do?
32:39I'm helpless.
32:41I don't even have a staff.
32:43I've to handle all the work.
32:47At least, you have your business partner.
33:03He's just an investor.
33:05He's nothing but an investor.
33:12You're very lucky.
33:15You're working so hard.
33:18His capital is safe.
33:21The person who trusted me
33:24has a safe capital.
33:29Trust me and you'll see.
33:32To trust someone, you need to be honest.
33:38You can't hide things and tell the other person
33:40to trust you.
33:43It's possible
33:45that some things are so unimportant
33:47that they're not even worth telling.
33:55It's better if you leave this decision to me.
33:57Why are you listening to him?
33:59Why are you listening to him?
34:03At least, you should be honest.
34:07Tell him the truth.
34:13I'll get the food.
34:14You can eat.
34:27I'll get the food.
34:28You can eat.
34:57What are you doing here at this hour?
35:02Nothing.
35:04I just wanted to spend some time alone.
35:08I shouldn't have spoken to you like that in the morning.
35:15I'm feeling very embarrassed.
35:18I just got angry.
35:20Like always.
35:23Naseer, I thought that from now on...
35:26Asma, please listen to me.
35:29I've decided that I'll come home early from tomorrow.
35:33And if I come home early,
35:35I'll give my full attention to Shahzaib.
35:37You can give it to him some other day.
35:38It'll be the same after a few days.
35:41Sometimes, you try and sometimes, I do.
35:45And our son is suffering because of this.
35:51Asma, I...
35:53You don't have to say anything.
35:56I've spoken to Saira.
35:58I've told her that I'll leave the boutique early
36:02so that I can come home early.
36:04No, Asma. But your work, your boutique...
36:07We'll manage it together.
36:10In fact, let's finalize this today.
36:12You can come home some other day.
36:13I'm telling you. Don't worry.
36:16I'll manage it.
36:18Asma, why are you worried?
36:20Shahzaib is my son.
36:53Please leave.
37:03Ms. Aejra, all the cleanings are done, done.
37:06I see.
37:07So please do this.
37:13Set up my dressing, okay?
37:15Okay, madam.
37:17I mean Ms. Aejra.
37:19You know, our elder madam always calls her madam.
37:21I can't say no to my elder sister-in-law, Shaibah.
37:26Yes, you're right.
37:28Now the relationship you have with me, like sisters,
37:30can't be with anyone else, right?
37:35Listen, you asked me for a phone, right?
37:37Yes, yes.
37:39I searched a lot.
37:41I didn't find the phone with buttons.
37:44Really?
37:45But I found one more thing.
37:47So I thought of giving it to you.
37:49Huh? What's that?
37:51Open the first drawer, it's in there.
37:57Oh, here it is, sister-in-law.
37:59It's a touchscreen phone.
38:01Yes, but there's a problem with the battery.
38:04It's broken.
38:06So you get it fixed.
38:08And if you can't get it fixed,
38:09let me know, I'll get it fixed, okay?
38:12But sister-in-law, I can't keep this.
38:15I asked you for a phone with simple buttons.
38:17This must be very expensive, right?
38:19What's wrong with you?
38:21Don't you look at the price of the gift?
38:23Come like my sisters, it's okay.
38:25Keep it.
38:27But, sister-in-law...
38:29Don't show off too much now,
38:30or else I'll take it back and keep it.
38:32Is there any other work, sister-in-law?
38:35Yes.
38:37My clothes are drying on the roof.
38:40Iron them and hang them in the closet.
38:43Okay, okay, I'll do it right now.
38:44And...
38:46I have one more work with you.
38:48Okay, sister-in-law, don't worry.
38:50I'll listen to everything you say.
38:52I'll do all the work.
38:54Sure?
38:56Yes, sure.
38:58Can I go?
39:00Okay.