• 4 months ago
Kids moral stories

Category

😹
Fun
Transcript
00:00Shere aur bhaise. Ek waqt ki baat hai ki ek ghane jangal mein chaar bhaise rehte the.
00:14Wo hamesha hi kathe rehte the. Unka yeh eka aisa tha ki baaki jaanwar unse khauf khaate
00:21the. Aur un sab jaanwaron mein se ek tha shere. Har baar jab wo unpar hamla karne ki tajbeesh
00:28tha. Wo unhe ek saath dekhta aur mayoos hokar chala jaata. Oho! Mein unpar kaise hamla
00:36karun agar wo hamesha ek hi saath rahen to. Koi baat nahi. Kal phir koshish karunga.
00:41Ek din in chaaron doston ne ek mansuba banaya. Dekho maine suna hai ki waha doosre meydan
00:48ki ghaas bahut hi zyada mazedaar hai. Kyo na aaj hum waha dubair jaanne jaaye? Oh
00:54humein yeh karna chahiye. To hum ghapshap mein kyu lage hai? Chalo chalein. Oh hari
01:00hari ghaas ke baare mein sunkar mere muh mein paani aane laga hai. Iska peth kabhi nahi
01:07bhar sakta. Haa sahi kaha. To wo ikathe waha se rukhsat hue us ghaas ke meydan ki taraf.
01:14Jab wo jaa rahe the ek lomdi ne unhe aate huye dekha. Wo itni khauf zada ho gayi ki
01:19foran waha se bhaag gayi. Par un doston ne ispar gaur nahi kiya. Wo khushi khushi jaa
01:24rahe the. Kuch der ke baad wo us ghaas ke meydan par pohche. Itna chalne ke baad wo bhooke
01:30the. Jaise hi wo charna shuru karne wale the unmein se ek ne kaha. Chalo ek kaam karte
01:37hain. Petu hum ghaas khaalete hain. Tum yaha khade rahe kar pehra do. Kyon? Main kyon
01:44intazaar karun? Mujhe bhi toh bhook lagi hai. Tum charne me bohot waqt lagate ho. Tum
01:51hamare baad char sakte ho jab hum tumhara pehra denge. Main tumhara naukar thoda hi
01:56na hoon. Main intazaar nahi karunga. Main bhi tumhare saath hi charunga. Wo sahi hai
02:02usse yaha akele intazaar karne dena insaaf nahi hai. Pehle tum intazaar karo. Tumhare
02:08khayal se tum kaun hote ho? Hum par is tarah hukm chalane wale. Agar main tumhe tang
02:12kar raha hoon toh main isi waqt yaha se chala jaaunga. Tum hamesha hukm chalate ho. Tum
02:17hamesha hum par hukm chalate rehte ho. Tum sochte ho ki mujhe tum sabki zarurat thi.
02:21Main jaa raha hoon. Chalo chalein. Haan jao jao. Mujhe kisi ki zarurat nahi hai. Main
02:26apne khud ke pal par reh sakta hoon. Dawa ho jao. Wo chaarun ek doosre par bohot naaraas
02:33the. Par unhe yeh bada nahi tha ki unke peeche peeche sharir laaya tha. Is viraag me ki
02:40kab wo tanha ho aur kab wo unpar hamla kar sake. Wo ghaas ke peeche chupkar unhe dekh
02:46raha tha. Aur yahi hua uss din. Mujhe apne kismat par yaqeen nahi aa raha. Ab main unpar
02:53hamla kar sakta hoon aur ek ek karke unhe khaa sakta hoon. Chaarun doos alag alag chaldiye
03:01aur shair bhi unke peeche gaya. Mauka pate hi wo unpar chupta aur ek ke baad ek karke
03:07usne unhe maar giraaya. Jab tak wo chaaron saath thi, kisi mein unke karib aane ki jurrat
03:13nahi thi. Aur jaise hi unme ladaai hui unhone ek doosre ko tanha chhoda jiska har jaana
03:18unhe bharna pada. Isiliye kehte hai ki eka sabse badi taakat hai. Unhe ek doosre ko
03:23tanha chhoda jiska har jaana unhe bharna pada. Isiliye kehte hai ki eka sabse badi taakat
03:29hai. Toh bachchun, isiliye tum sabko ameesha milke
03:35rehna chahiye. Tum kabhi nahi jaante ki kya hoga. Jab tak tum ek saath ho, toh tumhare
03:42saath kabhi kuch nahi ho sakta. Ameesha pate tumhari hi hogi.
03:48Pari, tumne bilkul sahi kaha. Kya, tum kal Sonu se lade nahi the, jab usse
03:54futbol team ka captain baraya gaya tha. Haan, par mai jaunga aur usse maafi maangunga
03:59aur phir milkar match jeetenge aur doosre team ko hara denge.
04:04Haan, bilkul sahi. Kyunki, eka sabse badi taakat hai.