• last year
Kurulus Osman Urdu Season 5 Episode 206
Transcript
00:00Karasi Sarzameen se main aapke liye tahaif laaya hun, Yaakub Sardar.
00:20Aapne khud ko thaka diya, Karasi Sardar.
00:27Dhani Maas. Sardar.
00:30Ise padosi qabail ke zarurat mandon mein takseem karne.
00:36Jo hukum Sardar.
00:39Humne toh socha ki aap Kotaia mein hain.
00:43Haan tha, waqahi wahan tha.
00:48Lekin, jab maine suna saradi ilaakon mein kya ho raha hai,
00:52toh main wahan nahi reh sakta tha.
01:00Usman se ittifaq kiya aapne?
01:03Kya yeh sach hai, Karasi Sardar?
01:06Aapne jo suna wo sach hai.
01:08Aap yeh kaise kar sakte hain?
01:11Isme kya burai hai, Yaakub Sardar.
01:14Agar is jang mein Usman Sardar ka saath main nahi dunga,
01:18toh kaun dega?
01:19Har cheez ka apna waqt hota hai, Karasi Sardar.
01:23Bursa aur Iznik ka mahasra mehz ek khayali tasawur hai.
01:27Usman ki azaim, poori qaum par aafat laenge.
01:32Aap jante hain yeh sab, kya aap nahi dekhte?
01:37Agar aap kuch jante hain toh, bataye hamein.
01:42Usman ab, Bursa aur Iznik mein Karasi Sardar ka saath mein nahi dunga.
01:47Bursa aur Iznik mein karaj raha hai.
01:50Kal kya hoga?
01:52Ustantaniya.
01:54Aur agar padri apne sibahi bhej de,
01:59Usman ki ek khalti se,
02:02poori qaum fana ho jayegi, Karasi Sardar.
02:07Jab aap raste mein ho,
02:09toh peeche hotein
02:11aur uswaqt Usman ki himayat wapas le le.
02:13Jab wo tanha ho jayega,
02:16toh peeche hotega.
02:18Aisa mumkin nahi Yaqub Sardar.
02:20Un lomliyon ke daryan Usman Sardar ko,
02:23hum akela kaise chhod sakte hain?
02:25Usman ke saath marne ka,
02:27koi fayda nahi hai Karasi Sardar.
02:32Usman ka halak hona saari qaum ke.
02:36Halak hone se baithar hai.
02:38Qaum ko bachaana hai.
02:39Halak hone se baithar hai.
02:41Qaum ko bachaana hai.
03:00Aur maal e ghanimat ki,
03:02bilkul fikar na karo.
03:04Aur jihad pe jis sone ka,
03:06Usman ne tum se wada kiya tha,
03:07wo sab bhi,
03:09main tumhe dunga,
03:11balke dugna dunga.
03:37Khushaamteet, Usman Sardar.
04:04Usman Sardar.
04:14Yeh kya hai?
04:16Kya mujhse akele milne ki bhi jisarat nahi hai tumhe?
04:19Haan,
04:21kya zaroorat hai muhafizon ki yaha par?
04:23Main toh Bursa aa gaya,
04:26chaar sipahiyon ke saath.
04:29Usman Sardar,
04:31parishaan ho gaye.
04:33Sare muhafiz bahar chale jaaye.
04:35Foran.
04:56Mujhe antaaza nahi tha ki mujhse baat karne ke liye.
05:00Aap logon ne yeh soch rakha tha,
05:01ke aap kasrat mein hoon.
05:05Ab aapki aksariyat hai.
05:15Tashreef rakhiye, Usman Sardar.
05:31Usman Sardar.
06:01Usman Sardar.
06:17Toh tum hume jaanna chahate hoon.
06:22Tum jaante toh hoon ke hum kaun hai.
06:28Jo kuch maine suna hai,
06:31bilkul khushi nahi hui mujhe sun ke.
06:34Aap humare,
06:36tijarti raaston aur zameenon ko,
06:38khaana badoshon ke hawale kar rahe hai.
06:42Iske peeche niyat kya hai aapke,
06:44mujhe jaanna hai.
06:51Niyat meri achi hai.
06:55Kuch bhi karne se pehle,
06:58kuri duniya jaanti hai,
06:59ke hum kya chahate hai.
07:02Main,
07:04jab tak zinda hoon,
07:05shaat rakhna,
07:07pursa ka muasra karna,
07:08mungkin nahi hai,
07:09Usman Sardar.
07:19Main bhi yehi sochta hoon.
07:24Is duniya ko dekho,
07:25Usman Sardar.
07:28Har sher aur bhediye ne,
07:29yahan aakar,
07:31apni poori koshish ki.
07:34Lekin pursa par,
07:36wo daant hargis bhi nahi kaad seke.
07:39Yeh shher,
07:40dusre shheron aur,
07:42qalon ki tarah nahi hai.
07:45Aur nahi yahan,
07:47aise hukmaran hai,
07:48jine tumne shikasti.
07:53Yahan aap apne qaj se badh rahe ho.
08:02Kustun duniya ke saath,
08:04bursa ke tamam rawabit,
08:05munqata ho jayenge.
08:08Toh kya hoga,
08:10yeh shher phir bhi,
08:11barson tak zinda rahe sakta hai.
08:13Is bursa ka mat batao mujhe.
08:16Bursa ki haqiqat kya hai,
08:18yeh toh,
08:20jaanta ho main.
08:24Jo kuch tumne kaha hai,
08:27usse hargis khauf nahi hai mujhe.
08:29Balke sunke,
08:34meri saari khahishat,
08:37aur zyada ho gayi hai.
08:44Aur isiliye,
08:47isiliye yeh shher mujhe chahiye.
08:51Aisa toh hargis nahi hoga Usman Sardar.
08:59Chahe aasaan ho raasta,
09:02ya kathan ho.
09:06Bursa,
09:09aaj nahi toh kal,
09:12turkoon ka ghar hoga.
09:18Tumhari iske liye,
09:20umr kaafi nahi hai Usman Sardar.
09:23Yeh toh Rab hi jaanta hai main.
09:25Haan magar,
09:26is baat ko yaqeen hi banaunga,
09:29ki tumhari umr zyada nahi ho.
09:36Chalo batao mujhe,
09:39kya baat karne ke liye bulaya the?
09:57Hello Fera.
10:20Tumne bulaya mujhe?
10:24Haan bulaya,
10:25aur tum toh yun daudte chale aaye yahan jaise,
10:28is din ke muntazir the.
10:39Tum theek ho?
10:43Kyun bulaya hai mujhe?
10:55Tumhara Ilchum se nikah hua hai na,
10:57toh kyun aagay?
11:01Nahi aana chahiye toh tumhe.
11:08Durst kaha,
11:11pasand nahi usse mera aana.
11:19Haan chale jao,
11:21jaise har defa chhod jaate ho,
11:23jao yaha se.
11:26Hello Fera,
11:30kar kya rahi ho ye,
11:33isliye bulaya the tumhe mujhe?
11:39Tumhe mujhe se mohabbat hai.
11:50Mat kaho aisa,
11:52mat kaho aisa,
11:55aur is aag ko badhawa mat toh holo Fera.
12:00Kyun Orhan,
12:03kya is mohabbat ki aag ko dil se bujha chuke ho?
12:14Kyun zaruri hai ye haan,
12:17jo hona tha wo ho chuka hai.
12:22Toh kya mujhe bula diya hai?
12:27Kya yahi thi tumhari mohabbat?
12:34Holo Fera,
12:39maine wo shadi,
12:41khaandaan ke liye ki,
12:43aur apne kabile ke liye ki,
12:45ye baat tum achi tarah jaanti ho.
12:47Haan, jaanti hu.
12:48Haan, jaanti hu.
12:50Haandaan ko chunkar Orhan,
12:53tumhne mujhe beech rahat chhod diya.
12:57Lekin sirf tumhne mujhe dhoka nahi diya,
13:00khud ko bhi diya hai.
13:02Apni mohabbat ko tark karke,
13:05Alcham se shadi karli.
13:07Mere paas nahi tha chara aur koi.
13:10Haan, magar,
13:12tum intikhab kar sakti thi,
13:14lekin kya kiya?
13:16Tumne,
13:18intikhab kiya mujhe chhodne ka.
13:22Toh ab,
13:24ab achanak kya ho gaya Holo Fera?
13:30Jab se iss jagah par lauti hu main,
13:34tab se asiyat pe jee rahi hu.
13:38Tum se meri mohabbat,
13:41kabhi khatam nahi ho sakti.
13:46Holo Fera,
13:49mat chau na.
13:53Jab ek doosri ko iss kadar chahate hain,
13:55toh dhoka dene ka kaise soch liya?
14:08Main,
14:10aapko ek mauka deta hu sulah karne ka.
14:13Varna,
14:15aap aur
14:16aap ke peeche chalne wale
14:18saare maare jaayenge.
14:22Aage?
14:25Sab bandh raaste aap ke liye khul jaayenge.
14:28Hum tijarat mein aapko apna saathi banayenge.
14:32Kustun duniya se lekar
14:34Bursa tak saara samaan aur uske saath.
14:37Tamaam raaste
14:39hamare hukum ke taabe honge.
14:41Hum Bursa ke baad
14:43poore mashrik ki tijarat
14:44aap par chhod denge.
14:50Jihad roka nahi jaasakta maal se bhi.
14:55Ye baad pehle kisi ne bhi nahi batayi tumhe.
14:59Tum jihad nahi,
15:02balke sab pe qawis hona chahate ho.
15:05Aur main tumhe ye mauka dunga.
15:10Tumhe soch samajh kar faisla karna hoga.
15:15Tum apne sardaron ko
15:17kuchal kar unpe qadam rak ke aage bade.
15:21Kustun duniya ke log bhi
15:23tumhe saare turkon ke
15:25muhafiz ke daur par jaante.
15:27Lekin tum sab ki aise hifasat nahi kar sakte Usman Sardar.
15:38Saltanat ko mehfooz rakhne ke liye
15:41koi bhi raasta talaak karne
15:43koi bhi raasta talaash nahi kar raha main.
15:46Mera raasta toh saaf hai.
15:48Mere Rab ne jiska hukam diya,
15:50jihad ka raasta hai ho.
15:52Wohi raasta,
15:54tumhara anjaam bhi ho sakta hai Usman Sardar.
16:00Maine,
16:02socha ke saath mil sakte hain hum log.
16:13Darasal,
16:18ek aur tariqa bhi hai.
16:24Batao kya hai?
16:26Bazantiniyon se
16:28munkhata kar dunga taluqat.
16:32Lekin tumhari tijarat ko nuksaan hoga aise
16:35aur ek muddat ke baad khatam ho jayegi.
16:37Aur agar,
16:40agar tum chahate ho ke hum jang na karein tum se,
16:45toh surat,
16:47tum paanch laag sonay ke sikhe
16:50har saal mujh tak pahunchaoge.
17:00Talwaan,
17:02talwaan,
17:04talwaan,
17:06talwaan,
17:08agar hum log nikaal lein Usman Sardar,
17:10toh kyun tum sona de baoge?
17:14Tum wohi ho jo
17:16mujh se suna karna chah rahe the,
17:18faisla kar lo
17:20tumhe kya karna hai.
17:36Teghfur is not in Bursa right now, I will talk to him as soon as he comes, I will inform
17:51the Emperor about this and let you know.
17:55You had a great desire.
17:58What?
17:59Like Gundu Sardar, you wanted me to leave this world.
18:05Go away from my life.
18:11Your hands are stained with my brother's blood.
18:15You started talking about reconciliation here.
18:19And from now on, I will not agree to any agreement in which you will be present.
18:28You are starting a war, did you hear?
18:32You can't hold me responsible for what I did, Usman Sardar.
18:37If you don't think about war, then Gundu Sardar will not be the last person to die.
18:53We are not afraid of death.
18:56If this was the case, then Bursa would never have come.
19:06It will be a very big war.
19:09Who will die in it?
19:12Who will be alive in it?
19:20Allah will decide.
19:25Kostantin.
19:55To be continued...