• last year
Allah Tak Punchny Ka Rasta | The Way To Reach Allah | Molana Tariq Jameel Latest Bayan
اللہ تک پنچنے کا راستہ | اللہ تک پہنچنے کا طریقہ | مولانا طارق جمیل کا تازہ بیان
अल्लाह तक पंचनी का रास्ता | अल्लाह तक पहुँचने का रास्ता | मोलाना तारिक जमील नवीनतम बयान

Discover the profound insights shared by Molana Tariq Jameel in his latest bayan, "Allah Tak Punchny Ka Rasta | The Way To Reach Allah." In this enlightening lecture, **Maulana Tariq Jameel** delves into the spiritual journey and the path to reach Allah. With heartfelt wisdom and deep understanding, **Tariq Jameel** explains the importance of faith, devotion, and the steps one can take to strengthen their connection with Allah.

Join us as **Maulana Tariq Jameel** offers guidance on living a life of piety and righteousness, sharing practical tips and inspiring stories that resonate with believers. This **latest bayan** is a must-watch for anyone seeking to deepen their spiritual understanding and strengthen their relationship with the Almighty.

Don't miss out on this powerful message from one of the most respected Islamic scholars. Watch, reflect, and share with your friends and family to spread the light of knowledge and faith.

#molanaTariqJameel #tariqJameelBayan #maulanaTariqJameelBayan #maulanaTariqJameel #tariqJameel #molanaTariqJameelLatestBayan #maulanaTariqJamilKBayan #maulanaTariqJameelLatestBayan #molanaTariqJameelBayan #bayan #tariqJameelLatestBayan #MTJ #DOTGroups

Watched all videos, Like and subscribed my channel also forward to your family and friends groups please !!!!!
برائے مہربانی تمام ویڈیوز دیکھیں، میرے چینل کو لائک اور سبسکرائب کریں اور اپنے خاندان اور فرائنڈ گروپس کو بھی بھیجیں

Ensure to follow us on our social media channels for more updates and exclusive content:
- YouTube: https://youtube.com/@peshuree1
- Facebook: https://www.facebook.com/waqasahmadpak
- Ticktok: www.ticktok.com/@peshuree1
- Blogspot: https://dotgroups.blogspot.com

#molanaTariqJameel #tariqJameelBayan #maulanaTariqJameelBayan #maulanaTariqJameel #tariqJameel #molanaTariqJameelLatestBayan #maulanaTariqJamilKBayan #maulanaTariqJameelLatestBayan #molanaTariqJameelBayan #bayan #tariqJameelLatestBayan #MTJ #DOTGroups

Category

📚
Learning
Transcript
00:00Allah ko apni manzil banao, Allah ko apni manzil banao, Allah ko apni manzil banao, yeh
00:13la ilaha illa Allah ka paigam hai, aur Allah ko manzil banane ka rasta, Allah tak pohchane
00:20ka rasta, Allah ko pa lene ka rasta, Allah ko razi karne ka rasta sirf ek hai, sirf
00:27ek hai, wahay Muhammadur Rasulullah sallallahu alayhi wa sallam, fala warabbik la yu'minuna
00:37hatta yuhakamuka feema shajra bainahum thumma la yajidu fee anfusihim harajan mimma qadayta
00:45wa yusallimu tasleema, qul in kuntum tihibboon Allaha fattabi'ooni yuhbibkumu Allah, yeh
00:53mera aur aapka aur in bachiyon ka, in bachiyon ka, paday likhiyan padon ka, Allah tak pohchane
00:59ka ek waseela hai, ek waseela hai, ek waseela hai, wahay Muhammad Mustafa sallallahu alayhi
01:07wa sallam, jinni Allah ne Habib, kabhi Muhammad, kabhi Ahmed, kabhi Mahi, kabhi Hashir, kabhi
01:14Aqib, kabhi Fateh, kabhi Khatim, kabhi Abul Qasim, kabhi Taha, kabhi Yasin, kya kya khubsuran
01:21nam dekar, ya ayyuhal muzzammil, qumil layla illa qaleela, nisfahu aw inqus minhu qaleela,
01:29aw zid alayhi warattilil quran tarteela, inna sanulqi alayka qawdan thaqeela, kabhi ya ayyuhal
01:37muddathir, qum fa andar, wa rabbaka fa kabbir, wa thiyabaka fa tahir, wa rujza fa hjur, wa la
01:44tamnun tas takthur, wa li rabbika fa sbir, aur kabhi, wa najmi idha hawa, ma dallasahibukum
01:50wama ghawa, wama yantughanil hawa, inhuwa illa wahyun yuha, allamahu shadidul quwa,
01:57dhu mirratin fassawa, wahu bil ufuqil ala, thumma danaa fatadalla, fakaana qaaba qawsayni
02:03aw adanaa, fa awhaa ila abdihi ma awhaa, aur kabhi, tabarakalladhi nazzala alfurqana ala
02:10abdihi liyakuna lil alamin nazira, aur kabhi, ma kana muhammadun abaa ahdan min rijalikum,
02:17walakil rasulallahi wa khataman nabijeen, aur kabhi, qad jaakum minallahi nurun wa kitabun mubeen,
02:24aur kabhi, falanu walliyannaka qiblatan tardaha, fa walli wajhaka shatral masjidil haram,
02:31aur kabhi, wadduhaa, wa allayli idha sajaa, ma waddaaka rabbuka wama qalaa,
02:36wa lalakhiratu khayrun laka minal uulaa, wa lasufa yu'tiika rabbuka fatardhaa,
02:41aur kabhi, alam nashraa laka sadraa, wa wadanaa anka bizraa, allathi anqadaa dhahraa,
02:47wa rafa'naa laka dhikraa, aur kabhi, innaa a'taynaka alqawthar, fa sallil rabbika wanhar,
02:53innaa shaniaka walabdar, kabhi, yaaseen, walquranil hakeen, innaa kalamin almursaleen,
03:00wa lasufa yu'tiika rabbuka fatardhaa, wa allayli idhaa sajaa, ma waddaaka rabbuka wama qalaa,
03:07wa lalakhiratu khayrun laka minal uulaa, wa lasufa yu'tiika rabbuka fatardhaa,
03:12wa lalakhiratu khayrun laka minal uulaa, alam yajidka yateeman fa aadaa,
03:17wa wajadaka dhaalan fa hadaa, wa wajadaka a'ilaan fa aghnaa,
03:21fa amma alyateema fa laa taqahar, wa amma alsa'ila fa laa tanhar,
03:26wa amma bini'mata rabbika fa haddith, fa laa wa rabbika laa yumminoon,
03:30hatta yuhakimoo kafeema, shajra bainahum, thumma laa yajidoo fee anfusihim,
03:36harajan mimma qadaita, wa yusallimoo tasleema,
03:40yehain mere aapke rasool, jinn ko mene Quran se peshkiya hai.
03:44Mene naat padi hai, Allah ki zabaan.
03:47Rabi ul awal guzran, kitni naat khaaniya hoin?
03:50Main bhi naat padta hu, jo mere Rabb ne padi.
03:53Main wo naat sunata hu.
03:55Yeh saara Quran jo mene pada hai, iska ek tarjuma hai,
03:59ke mere Allah ne apne Habib ki naat khaani ki hai,
04:04aur apni shayaan-e-shaan ki hai.
04:07Ahaha, subhanAllah.
04:11Allah tak pohchane ka eki rasta, ya awa Sufyan,
04:15jeetukum bi karamat-e-dunya wal-akhira,
04:18eki rasta, laa yuminoo ahdukum,
04:20hatta akuna ahabba ilayhi,
04:22min waladihi, wa walidihi,
04:24wal naas-e-ajma'een.
04:26Allah tak pohchane ka eki rasta,
04:29ma sayyid Qureshi ka thappa nahi chalta,
04:31waha Muhammad-e-sikka chalta hai.
04:34Laa ilaha illallah passport hai,
04:36aur Muhammadur Rasulullah visa hai.
04:39Laa ilaha illallah jad hai,
04:41aur Muhammadur Rasulullah drakht hai.
04:43Laa ilaha illallah andar ki cheez hai,
04:45Muhammadur Rasulullah bahir ki cheez hai.
04:48Laa ilaha illallah andar utarta hai,
04:50Muhammadur Rasulullah bahir nikalta hai.
04:53Laa ilaha illallah dikha ni sakte,
04:56Muhammadur Rasulullah chupa ni sakte.
04:58Allah ne hameh aisa kamil,
05:00akmal, atahir, anwar, ala, arfa,
05:03a'az, ajal, aisa, ali, shan, nabi,
05:06jiski peeri Adam tak mafooz hai.
05:08Muhammad bin Abdullah, bin Abdul Muttalib,
05:11bin Hashim, bin Abdul Munaf,
05:13bin Qusay, bin Tilaf, bin Murrah,
05:16bin Ka'b, bin Lubayy, bin Ghalib,
05:18bin Fahar, bin Malik, bin Nadhar,
05:20bin Kinana, bin Khuzayma, bin Mudrika,
05:23bin Ilyas, bin Mudhar, bin Nazar,
05:25bin Mu'ad, bin Adanan, bin Awad,
05:27bin Hameysa, bin Salaman, bin Awz,
05:30bin Bawz, bin Qamwal, bin Ubayy,
05:32bin Awam, bin Nashid, bin Hizah,
05:35bin Baldas, bin Yudalaf, bin Tabith,
05:37bin Jahim, bin Nahish, bin Mahi,
05:39bin Aifi, bin Abkar, bin Hubayb,
05:41bin al-Dua, bin Hamdan,
05:43bin Sambar, bin Yathribi, bin Yahzan,
05:46bin Yelhan, bin Irwa, bin Eidi,
05:48bin Zishan, bin Isar, bin Aqnad,
05:50bin Iham, bin Mukhassar, bin Nahid,
05:53bin Zahra, bin Sami, bin Mazi,
05:55bin Ubad, bin Iram, bin Qidar,
05:57bin Ismail, bin Ibrahim, bin Adar,
06:00bin Nahur, bin Saruj, bin Ra'u,
06:02bin Fa'ij, bin Abir, bin Arfakshar,
06:05bin Sam, bin Nuh, bin Lamik,
06:07bin Matushali, bin Idrees, bin Yared,
06:09bin Malhalil, bin Kinan, bin Anush,
06:12bin Shees, and bin Adam.
06:16My beloved, search, search,
06:24search for the life of your beloved,
06:27become a scientist, become an engineer,
06:30you become a great officer,
06:32become a great officer,
06:34become a flight attendant,
06:35become someone who flies a plane,
06:36become a lady, become a rich man,
06:39become a poor man, become rich,
06:41become poor,
06:42Allah ke waste Muhammadi bano.
06:44Allah ke waste.
06:46Allah ko ek roop pasand hai.
06:48Allah ko ek roop pasand hai.
06:50Allah ne ek roop se pyaar kiya.
06:52Allah ne ek roop ko chaha.
06:54Wa hu hai Muhammad-e-Mustafa
06:56Sallallahu ta'ala
06:58Alihi wa sallam.
07:00Muhammadi saanch mein dhalo.
07:02Muhammadi saanch mein dhalo.
07:04Muhammadi.
07:06Yeh nakal maar ke pass nahi hoto ho.
07:08Woh lo. Woh nakla nahi maar de ho.
07:10Pass hon de ho ka nahi hon de ho.
07:12To mere nabi ki nakal utaar lo
07:14Pass ho jaoge aakhirat mein bhi.
07:16Yaha to nakal wale pakad rahe hote hain.
07:20Woh humara bechara seeda saada tha
07:22Saathi aath hui jamaat ka paper
07:24Woh poori kitab bhi bojh mein daal ke le gaye.
07:26Hum to boothiyan bana ke le gaye.
07:28Woh tum yeh ispe amal na karna
07:30Waise suna raha.
07:32To isko rumaal mein band kya.
07:34Pird.
07:36Woh bechara
07:38Woh bechara
07:40Woh mere aage baira tha.
07:42Ab woh jab woh
07:44Nigraani karne wala
07:46Aage jaye to kitab ko nikalna shuru kare.
07:48Kitab idhar aake atak jaye.
07:50Woh yun yun karte rahe.
07:52Aakhir woh wapas aana shuru
07:54Kitab daal ke phir yun karke bair jaye.
07:56Bas hiko hi fail hoye.
07:58Asi saare pass ho gaye.
08:02Ek aur maine padhne ka tarika rakha hoa tha.
08:04Mujhe padhne ka shok to laga
08:06Zain mein aaya.
08:08Ab baaki jo school mein tha,
08:10Govt. college mein tha,
08:12To piche maa pe wo ka danda tha.
08:14Mujhe padhne ka shok nahi tha.
08:16Lekin zain acha tha,
08:18To pass ho hi jata tha.
08:20To poora
08:22Mahina, saal, kush nahi padhna.
08:24Bas jo school mein padh liya chutti.
08:26Jis din paper hota,
08:28Paper shuru hone se
08:30Do traye din pehle namazan shuru kar dinda.
08:32Aur jis din paper hota,
08:34Subah chemistry ka paper hai,
08:36Mere saamne eddi moti kitab payi.
08:38Ya Allah, maine to kuch bhi nahi padha.
08:40Tu mirbani kar,
08:42Main bhi kitab kholunga.
08:44Jo kal paper mein aane wale
08:46Kat de Bismillah-e-Rahman-e-Rahim.
08:50Acha,
08:52Maine Bismillah karke kitab kholi,
08:54Das pandhra safi idhar padhe,
08:56Das pandhra idhar padhe,
08:58Hafiza mera achha tha,
09:00Mujhe ratte nahi lagane padhte the.
09:02Ya Allah, kal paper bada ukha hai,
09:04Hamda janda kuch nahi.
09:06Merebani kar te bhi chukar de sawal,
09:08Bismillah-e-Rahman-e-Rahim.
09:10Das pandhra tafa,
09:12Bismillah padh ke na,
09:14Main kholta tha,
09:16To bas usme se,
09:18Aapko ajab suno,
09:20Main aathmi mein second aaya,
09:22Apne sonata model jaise school mein.
09:24To mere class teacher,
09:26Khush hone ki bajaye na,
09:28Mujhe yahan se pakad liya.
09:30Hai khaji,
09:32Bismillah-e-Barakat.
09:34To tusi na,
09:36Bismillah-e-Barakat,
09:38Banda banke padhe aaje.
09:44Muhammad-e-Banoon,
09:46Har roop mein,
09:48Tumhara daftar saj jaye tumse,
09:50Tumhara ghar saj jaye tumse,
09:52Tumhare bazaar khubsurat ho jaye,
09:54Muhammad-e-roop mein,
09:56Muhammad-e-sanche mein,
09:58Tumhara ke yeh paper pass hota hai,
10:00To uparwala to waise hi pass karne baitha hua hai,
10:02Wo tu bahane dhondta hai,
10:04Ke main apne bandon ko pass kaise karun.
10:08Itni riayat karta hai,
10:10Ke yun kahta hai,
10:12Lau balagal dhunubu kaanaan assama,
10:14Sum mastaghfartani ghafartu laka wala abali,
10:16Mera banda,
10:18Meri bandi,
10:20Meri rahmat se mayoos na ho,
10:22To itne gunah kar,
10:24Ke yeh university ke ground se utha,
10:26Aur aasman ki chhat ko laga de,
10:28Mere rab ki kasam,
10:30Sare farishte kafir ho jaye,
10:32Sare jinn, insaan kafir ho jaye,
10:34Aur qayamat tak mil ke gunah karein,
10:36To aasman tak chhod,
10:38Sooraj tak nahi ja sakte,
10:40Aur mera Allah keh raha hai,
10:42Ek bacha, ek bajji,
10:44Ek mard, ek aurat,
10:46Ek ameer, ek ameeran,
10:48Ek ghareeban,
10:50Itne gunah kare,
10:52Ke aasman ki chhat ko laga de,
10:54Mera rab kehta hai,
10:56Kisi ki na sunna,
10:58Sirf aadi zabaan se kehna,
11:00Ya Allah maaf kar,
11:02To meri izzat ki kasam,
11:04Sare maaf kar doon,
11:06Sare maaf kar doon.

Recommended