• last year
Peer ajmal sahb

Category

📚
Learning
Transcript
00:00Khutba-e-Juma ora tha, to Janab-e-Ali al-Murtaza ne Juma rok ke farbaya,
00:04Batao bai Musalmano sabse baadar kaun hai?
00:07Logon ne ka, Huzoor aapi sabse baadar hai, zamana jaanta hai.
00:11To Janab-e-Ali ro pade, farbane lage, nai main tumhe batataun baadar kaun hai?
00:16Janab kaun hai? Farbane lage, ek din aisa bhi aaya,
00:21ke Makka-e-ke saare Sardaar kathe hoke, Mabube-e-Paak pe hamla karne lage.
00:26Huzoor ko gira liya. Mithai khaana sirf Sunnat nahi,
00:29patthar khaana bhi Sunnat hai. Sirf halwa khaana Sunnat nahi,
00:33patthar khaana bhi, is Sunnat ko bhi adaa karne.
00:37Kahte hain, thoda se meethe chaawal bhi khaalo, khaane ke saa Sunnat hai.
00:41Main ne ka bhai, kabhi kabhi patthar khaana bhi Sunnat hai.
00:43Is par bhi tawajjo karein, iska bhi thoda khyaal farmayin.
00:47Kahte hain, Hazrat-e-Ali, Kuffaar-e-Makka ne Nabi-e-Paak salal-e-Salam ko gira liya,
00:51aur maazallah, tashaddud karne lage.
00:54Farmaatein, koi zor zor se kukaar ra tha.
00:58Mere kaano mein awaaz aayi, jab main ghar mein tha,
01:01koi zor zor se kukaar ra tha.
01:03Aur wo kya kya raha tha?
01:05Koi Abu-Bakr ko khabar karo.
01:07Koi Siddiq-e-Ikbar ko batao,
01:10ke Quraysh-e-Makka Mahboob-e-Salam ko takleev de rahe hain, batao.
01:14Hazrat-e-Ali kehte hain, jab tak main bahar nikla,
01:17toh main Abu-Bakr ko daudte hube dekha.
01:19Siddiq-e-Ikbar ke pehro mein jhoota koi nahi,
01:22sar pe topi koi nahi,
01:24tenu lab de aap gawaache.
01:26Saano apni khabar nahi koi.
01:29Kehte hain, bhaagte jaa rahein.
01:31Aur phir jab Siddiq-e-Ikbar paunchein,
01:33toh main dauda aa raha tha aur manzar dekh bhi raha tha,
01:36ki Abu-Bakr-e-Siddiq ne ek kafir ko idhar phenka,
01:39doosre ko idhar phenka,
01:40teesre ko idhar.
01:41Aur saas saar farmate jaa rahein,
01:43zaalim-o, usse maarte ho,
01:45jo tumhe jandat ka raasta dikha tha hain.
01:47Zaalim-o, un par tashaddud karte ho,
01:49jo tumhe jahannam se bachaatein,
01:51jo tumhe Allah ka qurb detein,
01:53jo tumhe duniya ki aazmaishon se bachaanein aayein.
01:56Kehte hain,
01:57jab janab-e-Siddiq-e-Ikbar ne dekha,
01:59ki peechein nahi hat rahein.
02:01Bara mushkal kaam nahi,
02:02kisi ki isi ki maar khaana.
02:04Deen ka naam leke,
02:05apna qad uncha karna bada asaan hain.
02:07Lekin chaar intein uthaake,
02:09kisi masjid mein lagaani par jayein,
02:11toh logon ki shaan mein kami aati hain, maazallah.
02:13Janab-e-Abu-Bakr-e-Siddiq radiyallahu ta'ala mein,
02:16huzoor ke upar let gayein.
02:18Aur maula Ali farmatein,
02:19nabi paak ke isi ki saari maar Abu-Bakr-e-Siddiq ne khaayin.
02:23Aur itni maar khaayin ki bihosh ho gayein.
02:26Unke kabile ke log aayein,
02:29uthaaya.
02:30Aur kabile ke ek shaks ne ka,
02:32Quraysh-e-Makkah yaad rakna,
02:33agar Abu-Bakr-e-Siddiq ko kuch hua,
02:34toh tumhe badla dena padega.
02:36Le gayein.
02:37Unki amma kahtein,
02:38saari raat,
02:39main apne bete ke zakham dhoti rahi.
02:42Aur main roti rahi.
02:44Saari raat,
02:45main pattiyan karti rahi.
02:46Aur main parashaan rahi.
02:48Baradari saari kathi thi,
02:50ki Abu-Bakr-e-Siddiq ko hosh aayein,
02:51aur wo bataayein,
02:52kaun kaun shamil tha.
02:53Toh amm badla ki koshish karein.
02:55Walda kehtein,
02:56mere dil mein khayal tha,
02:58ki Abu-Bakr-e-Siddiq toh jab bhi uthega,
03:00pehla naam Muhammad-e-Arabi ka lega.
03:02Sallallahu alaihi wa sallam.
03:03Toh yeh toh naraaz ho jayein.
03:05Kehtein, khayal tha,
03:06ki yeh thodi der ke liye,
03:08kabhi maaz-Allah na na leyin.
03:10Baradari kathi hai.
03:11Mere dil mein khayal tha.
03:13Lekin kehtein, wohi hua.
03:15Hazrat-e-Sayyidin Abu-Bakr-e-Siddiq ki aankhuli,
03:18ka huzoor ka pata batao.
03:20Amma kehtein,
03:21maine kaan mein ka,
03:22Abu-Bakr, zara thair ja.
03:23Baradari saari kathi hai.
03:25Toh huzoor ka naam lega,
03:26toh chale jaayenge.
03:27Toh kehtein,
03:28Abu-Bakr uthke baith gayein.
03:29Kahne lege,
03:30jisne baithna hai, baithein.
03:32Jisne jaana hai, jaayein.