• last year
Meri Pehchan

Topic: Badgumani ke Asbab or Asrat || بد گمانی کے اسباب اور اثرات

Host: Syeda Zainab Alam

Guest: Imtiyaz Javed Khakvi, Sadia Saeed

#MeriPehchan #SyedaZainabAlam #ARYQtv

Subscribe Here: https://bit.ly/3dh3Yj1

A female talk show having discussion over the persisting customs and norms of the society. Female scholars and experts from different fields of life will talk about the origins where those customs, rites and ritual come from or how they evolve with time, how they affect and influence our society, their pros and cons, and what does Islam has to say about them. We'll see what criteria Islam provides to decide over adapting or rejecting to the emerging global changes, say social, technological etc. of today.

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00 A'uzu Billahi Minash Shaitanir Rajeem. Bismillahir Rahmanir Raheem. Allahumma Salli ala Sayyidina
00:07 wa Mawlana Muhammadin wa ala aali Sayyidina wa Mawlana Muhammadin wa barik wa sallim wa
00:27 ala alaihi wa sallim. Innaa salati wa nusuki wa mahiyaya wa mamati lillahi rabbil alameen.
00:34 ke beshak meri namaz, meri qurbani, meri zindagi, meri maud sirf Allah rabbul izzat
00:40 ke liye hai jo tamaam alameen ka rab hai. Assalamualaikum warahmatullahi wabarakatuhu.
00:47 Aap dekh rahe hain ARYQ TV par program Meri Pehchaan aur Meri Pehchaan ke saath aapke khidmat
00:54 mein hajir hain. Aur jo unwaan lekar aaj ki baz mein hum hajir hoon hain wo hai badgumani
01:01 ke asraat aur asbaab. Kyunki badgumani insan ko haqiqatan yeh dekha jaye jo badgumani rak
01:08 raha hai, yaani yeh jo ek aisi ikhlaqi bimari hai, ruhani bimari hai, usmein agar koi shagz
01:15 pe mubtila ho jata hai, toh wo dar haqiqat apna sabse zyada nuqsaan kar raha hota hai.
01:20 Aur Allah rabbul Izzat ne badgumani rakhne wale ke hawale se ya badgumani rakhne ke liye
01:26 mana farmaya hai, is amal ko na pasand farmaya hai. Aur Rasool-e-Khudas salallahu alaihi
01:31 wa alihi wasallam ne bhi badgumani se mana farmaya hai. Aap Quran-e-Majeed mein wala
01:37 tajassusu ki kisi ki tajassus me na pado, kisi ki toh me na raho Allah ta'ala mana
01:44 kata hai in tamam cheezon se. Yaani jitne bhi ek toh razaere-e-ikhlaq hai, insani shagsiyat
01:50 ko, insani kirdar ko mutasir karte hai. Aur agar khususiyat se hum badgumani ki baat
01:55 kar lein, toh yahaan par toh badarje oola hamme is se ahityaat baratne ka hukum hai.
02:01 Ab muala-e-kainat, shah-e-khudas farmate hai, ki jab yeh badgumani dil me ghar kar jati
02:08 hai, toh masalehat ya mufahamat ke toh tamaam imkaanat hai, wo janab-e-Ali khatam ho jate
02:14 hai. Yaani jab itna dil badguman ho jate hai logon se, toh fir ham hamare dil me har kisim
02:20 ki burai janam leti hai, aur fir uske nateeje mein mazeed buraiyan janam leti hai. Isse
02:25 ke kya asbaab hai, isse kise chutkara hasil kiya jate hai, yeh kyun hai Quran, iske hawale
02:31 se hume kya hidayaat deta hai, aaj ki baz mein is hawale se guftu gu ki jayegi.
02:37 Muajib-e-Ali, kya unwan shaksiyaat bhi humaise saath maujood hai, jo kalam farmaayenge
02:41 iss aham unwan par, taake hum apni islah kar seke, aap kahi na kahi iss program se
02:45 kuch seekh seke. Aapki jaani pahachani shaksiyaat, ARYQ TV ka ek mautabar naam,
02:50 ek bada naam, Dr. Imtiaz Javed Khatvi sahiba maujood hai. Welcome karte hain.
02:55 Assalam-o-Alaikum wa Rahmatullahi wa Barakatuhu.
02:58 Wa Alaikum Assalam wa Rahmatullahi wa Barakatuhu.
03:00 Dr. sahiba meri pahachan mein aapko khushamdeed kahte hain. Aur unke saath, Dr.
03:05 sahiba ke saath, ek shaksiyaat rauna Qafroz hain. Unka juda gaana andaz hai,
03:09 alima hai, mashallah. Aur zabano bayan, bohot khubsurat andaz, bohot pyare andaz se
03:14 guftubu farmaati hain. Sadia Syed humaise saath maujood hain. Welcome karte hain.
03:18 Assalam-o-Alaikum wa Rahmatullahi wa Barakatuhu.
03:20 Wa Alaikum Assalam wa Rahmatullahi wa Barakatuhu.
03:22 Sadia aapko bhi meri pahachan mein khushamdeed kahte hain.
03:25 Aapa aghaas kar lete hain, agar hum husn-e-zan ki baat karein, ya sirf zan,
03:30 ya su-e-zan. Iski main chahungi, sabse pehle to aap iski wazaahat farma dijiyega.
03:34 Fir saath hi yeh batayega, ki Quran mein Allah ta'ala ne, kis tarah se su-e-zan ki,
03:39 jo yaani, ya badgumani hai, iski muzammat farmaai hai. Farma dijiye.
03:44 Shukriya Zainab. Bismillahir Rahmanir Rahim. Dekhe zan kya hai?
03:48 Zoey se, iska matlab hai guman, kisi kisam ka khayal, kisi cheez ko zahiri haalat ko
03:53 dekhkar, jab koi khayal dil mein guzarta hai, to usse hum guman kahte hain, khayal
03:58 kahte hain, zoey se zan kahte hain. Jaise kisi jagah dhoowan utta hua dekha, to
04:03 khayal aaya ki yahan aag lagi hui hai. To yeh ek guman hai, ek khayal hai, jo
04:08 insaan ko guzra hai, uske andar baataynan. Saheen.
04:11 Phir isi tarah su-e-zan kahte hain, ki kisi ke baare mein koi bura khayal aajaana.
04:16 Ab yeh aam amaare moaashir mein paya jaata hai, ki jaise humne raat ke waqt kisi
04:20 ko baat karte hui dekha, to fauran zain mein aaya, ki yeh kyun baat karein, iswaq
04:24 koi bura khayal aagaaya, ki yeh kirdar ke ache log nahin hai.
04:28 Saheen.
04:29 To isse hum su-e-zan kahte hain. Husne-zan kahte hain, ki acha khayal, acha guman.
04:34 Aur acha guman kya hai, ki humara guman re, mushkilat bhi bohot zyada hu, magad
04:40 iske baawajood hum husne-zan rakheen, ki Allah rabbul Izzat amaare liye raaste
04:44 khol dega. Inshallah.
04:45 Aur inshallah kahi na kahin se koi na koi sabab ban jayega.
04:48 Besagab.
04:49 Jab koi bimaar hota hai, to doktors ne jawab de diya, to us waqt bhi husne-zan
04:53 hota hai mo'min ke paas, ki Allah chahaye to ab bhi shafaat de sakta hai.
04:57 Wo tadaabeer to ikhtyaar karta hai, magad uska bharosa Allah ki taraf hota hai.
05:01 Khayal Allah ki taraf hota hai. Isse husne-zan kahte hain.
05:04 Saheen.
05:05 Ab dekhe Quran-e-Majeed mein, surah-e-Hujrat mein aata hai, ki
05:08 "Aye imaan walo, guman se bacho, kyunki aksar guman jo hai, wo guna hai.
05:14 Aur saat fooran hi firmaa, inna baada zanne ismun, wa laa tajassusu."
05:19 Tajassusu mein mat pado, jiske aapne bhi zikar kiya.
05:22 Ki hota kya hai, ki hum koi waqia dekhte hain, to hum tajassusu mein padh jate hain.
05:26 Ki yeh waqia kyun hua, iske peeche kya hua, fir hamara zain gharne lag jata hai.
05:31 Aur ek aise ghayalat ka taanta ban jata hai, andar ki taraf,
05:35 jisse jo hamare liye ab aise halakat ban jata hai,
05:38 kyunki hamne apni sabse keemti cheez.
05:41 Sabse keemti cheez kya hai?
05:43 Hamara waqt hai, hamari soch hai, hamara baatini khayal hai,
05:47 jo hamne saare ka saara, us bad gumani ko de diya, us buray khayal ko de diya,
05:53 aur musalsal sochne lag gaye,
05:55 zahiran ham kaam kar bhi rahe hain, to na kaam ki taraf ham yaks hu hai,
05:59 ki us kaam ko zimmadari se karein,
06:01 aur na hi hamara khayal Allah ki taraf jaa rahe hain, Allah ki Habib ki taraf jaa rahe hain,
06:05 shaitaan fooran lukme deta hai,
06:07 aur nateeja yeh nikalta hai, ki jo ek bad gumani zain me aagay,
06:11 usse ham aage badhata hai, us shaitaan uksata hai, kise zubaan par leha ho,
06:15 to wo kheebat ban kar zamaan par aajaati hai,
06:17 ham doosron se zikr karte hai,
06:19 doosron ka bhi khayal aur apni bad gumani ki taraf le jaate hain,
06:23 wo bhi buri andaaz se sochne lag jaata hai,
06:26 jisse yeh baat phelti chali jaate hai,
06:28 aur maashay mein bhi fitna wo fasaad ka sabab ban jaate hai,
06:31 to isliye hukm yeh hai, ki har surat me bad gumani se bacho,
06:36 bad gumani jo hai, wo halakat hai,
06:39 akhlaqi taur par bhi, insaan ke liye bhi,
06:41 phir momin ke liye ek achi khayal rakhna bohot zaruri hai,
06:45 yeh ek mustahab amal hai,
06:48 ki aapko koi baat nazar bhi aayi,
06:50 to aapne ignore karke, aapne achi baat sochi,
06:53 kis falaam mein achi khubiyan bohot saari maujood hai,
06:56 aur Quran-e-Majeed mein yeh zon ka lafz jo istamal hua hai,
06:59 wo chaar maano mein istamal hua hai,
07:01 yaqeen ke liye bhi, shak ke liye bhi,
07:03 taumat ke liye bhi, guman ke liye bhi istamal hua hai,
07:07 aur iske liye ek aur lafz istamal hua hai,
07:09 hasmaan ka, Quran-e-Majeed mein aata hai,
07:12 am hasibtum antadkhulul jannah,
07:14 kya tumne guman kar liya,
07:16 ki tum jannat mein daakhil ho jaoge,
07:18 aur abhi toh tumhe aazmaya hi nahi gaya,
07:21 goya aazmaish ke baad, jihad ke baad,
07:24 parakhne ke baad, phir tum jannat ka khayal la sakte ho,
07:28 yeh tumhara guman hai,
07:30 jab tak tum amal-e-saaley nahi karoge,
07:32 toh tum jannat ke haqdaar kaise ho sakte ho?
07:34 Subhanallah, beshak, beshak, mashallah,
07:37 Saadi, ab badgumani ke hawale se,
07:39 jo badgumani ki muzzammat ke taluk se,
07:41 Rasool-e-Khuda, Ahmad-e-Mustafa,
07:43 Muhammad-e-Mustafa, salallahu alaihi wa sallam ki,
07:46 jo ahadith-e-mubarakah hai,
07:48 unke hawale se ishaat farmayega,
07:50 badgumani ki muzzammat,
07:52 A'oozu billahi minash-shaitani-rajim,
07:54 Bismillahir-Rahmani-r-Rahim,
07:55 Mawla-ya-Salli-wa-Sallim, daaiman abada,
07:58 'ala habibika khairil khalqi kulli hi mih,
08:00 boho shukriya, jazakAllah,
08:02 dekhi badgumani ke,
08:04 jis tarah ayaat Quran-e-Paq me maujood hai,
08:07 isi tarah Aqa-Ali-Sallahu-Wa-Sallam ki ahadith-e-mubarakah se bhi,
08:10 hame pata chalta hai,
08:11 ki Aqa-Ali-Sallahu-Wa-Sallam ne farmaya,
08:13 ki badgumani se bacho,
08:15 beshag badgumani badtareen jhoot hai,
08:17 fir Aqa-Ali-Sallahu-Wa-Sallam ne ye bhi farmaya,
08:19 ki koi bhi musalman aadmi,
08:22 agar badgumani karta hai,
08:25 kisi doosre apne bhai ka,
08:27 yaani uska maal khun aur usse badgumani,
08:30 agar uske upar apne bhai ke liye haram hai,
08:34 uska jaise maal aur khun haram hai,
08:37 isi tarah badgumani karna bhi haram hai.
08:39 Fir hazrat-e-Ayesha-Siddiqa radhi-Allah-u-taala anha bhi bayan karti hai,
08:42 ki Aqa-Ali-Sallahu-Wa-Sallam ne bhi farmaya,
08:45 ki badgumani se bacho,
08:46 aur fir ye bhi hai,
08:47 ki dekhi hazrat-e-Abu-Huraira radhi-Allah-u-taala anhu se bhi marvi hai,
08:50 ki Aqa-Ali-Sallahu-Wa-Sallam ne farmaya,
08:52 ki badgumani badtareen jhoot hai,
08:55 isse bacho,
08:56 ek doosre ke zahiri aur baatini aib talash karne se bacho,
09:00 hir se bacho, hasas se bacho, bukh se bacho,
09:02 aur fir farmaya,
09:03 ki ae Allah ke bando,
09:05 ek doosre se rooh gardani bhi na karo,
09:07 aur aapas mein bhai bhai ban jao.
09:09 To aap ye dekhiye ki,
09:10 humein hadith-e-Mubaraka se bhi pata chalta hai,
09:12 ki badgumani ek battareen jhoot hai.
09:15 Aur fir hazrat-e-badgumani pe mujhe ek bahut khubsurat waqia yaad aaya hai,
09:19 ki hazrat-e-Bishar-ul-Hafi,
09:21 jo Baghdad ke bahut bade Wali-Allah guzrayen,
09:23 aur aapko ye sharaf hasil tha Allah-ur-Rabbul-Izzat ki taraf se,
09:26 ki aap zameen par nange paun chalte the,
09:28 aur koi bhi jaanwar gandhigi nahi karta tha,
09:30 Baghdad ke jaanwaron tak ko ye pata tha,
09:32 ki hazrat-e-Bishar-ul-Hafi ko guzarna hai,
09:34 to aap gandhigi nahi karta tha.
09:35 To aapka adab har koi karta tha,
09:37 lekin ek tajir ke dil mein baar-baar ye khayal aata tha,
09:40 ki main sheikh ko nahi manta,
09:41 kyunki wo jab namaz jumay ki padhte hain,
09:43 to usme sunnat aur nafil nahi padhte hain,
09:45 to usne apne zain mein ek guman soch liya,
10:00 to doosra guman mere dil mein ye aaya,
10:02 ki shayad aapko bhoog sata rahi thi,
10:04 fir aap jangal ki taraf ho liye,
10:06 jangal mein jab doodh jaakar ek ghar nazar aaya,
10:08 to mai ye dekhta hun,
10:10 ki aap andar gaye to maha ek falich zada shakhs hai,
10:12 aapne apne pagdi utaar kar usko geela karke,
10:16 unke mooh ko pocha,
10:18 aur uske baad unhe khana khilaya,
10:20 to kaha, ki baba se kahne lagay,
10:22 ki baba main aane mein taakhir ho gayi,
10:24 kyunki aaj juma tha,
10:25 aur abhi bhi meri sunnat aur nafil raay gayi hain,
10:27 mujhe wo padhni hain,
10:28 kaha main itna suna to meri badgumani ke saare,
10:31 jo pul bane wey the sab toot gaye,
10:33 aur mujhe ye isaas hua,
10:34 ki ye main apne zain mein khud hi soch liy thi,
10:36 unki taraf se baat,
10:37 aur phir,
10:38 wo jo buzurk the unhone ye kaha,
10:40 ki Bishar Al Hafi mujhe to apne hi log chod gaye,
10:42 tum mere paas kap tak aaoge,
10:43 chauda baras ho gaye aaj,
10:44 ki tum mere liye khana lekar aate ho,
10:46 to wo rohne lagay Bishar Al Hafi,
10:48 aur kahte hain,
10:49 ki aapko nahi pata,
10:50 ki aapki khidmat ki wajah se hi,
10:52 mujhe log izzat dete hain,
10:54 to aap ye dekhe,
10:55 ki insaan ko kabhi bhi nahi,
10:57 kyunki jab Bishar Al Hafi bahar aaye,
10:59 to us shakhs ne aapke haato ko thaama,
11:01 aur kaha,
11:02 ki main itna jhukta gaya,
11:03 ki aapke kadam tak main jaane laga,
11:05 ki matlab main sharminda itna tha,
11:07 ki main kyun aapke liye itna ghalat guman rakha,
11:09 to hum baaz oqaat,
11:11 insaan ko pehchante nahi hain,
11:13 jaante nahi hain,
11:14 aur khud hi se hi assume kar lete hain,
11:16 kyunki jis cheez ko hum door se,
11:18 ya ghurur se dekhte hain,
11:19 us cheez me badgumani zarur aati hain,
11:21 to isliye us cheez ki tazteek zarur karni chahiye,
11:23 ki hume pata ho,
11:25 ki agar hum kisi shakhs ke baare mein,
11:27 ya kisi cheez ke baare mein,
11:28 kuch keh rahe hain,
11:29 aaya wo sahi hai bhi ke nahi,
11:31 to isliye badgumani se bachna chahiye,
11:33 hammesha harek ke liye husne zan rakna chahiye.
11:35 Subhanallah.
11:37 Yani isme hume ye lukta bhi samajh mein aata hai,
11:40 ki aisi koi baat,
11:42 ki jiska haqeekat se koi taalluk hi nahi hain,
11:44 aur phir uske peechhe padne ke baad,
11:46 hum apne zahen me poori,
11:48 ek bunai kar lete hain,
11:49 us kahaani ki,
11:50 aur poora hum ek aisa ghalat concept,
11:53 kisi doosre ke liye qaim kar lete hain,
11:55 ye intihai buri baat hai,
11:57 aur bura fail hai,
11:58 ki jis se hum doosre ki kirdar kashibi kar lete hain,
12:01 phir kahi na kahi uski,
12:02 jab hum is baat ko apne zahen me bitha lete hain,
12:04 to doosron ko batate hain,
12:05 phir uski ghaibat kar rahe hote hain,
12:07 to yani ek burai se hum bohot saari buraiyon me mubtala ho jate hain,
12:11 to hume is pehle hi step pe apne aap ko rokna hai,
12:14 apne nafs ko control karna hai,
12:16 aur ye baar baar batana hai,
12:18 ki nahi kisi ke liye badgumani hume nahi rakni chahiye.
12:21 Ek wakfe par janaab janaa hai,
12:23 isi mauzoo par inshaAllah taala,
12:25 bahut saari aur jahate hain jis par kalam karenge,
12:27 hajir hote hain is muqtasar se wakfe ke baad.
12:30 Assalamu alaikum warahmatullahi wabarakatuhu.
12:33 Janaab wakfe ke baad,
12:34 ek martaba phir aap sabka khair magdam hai.
12:37 Aaj ka unwaan hai badgumani ke asraat,
12:39 aur iske asbaab,
12:40 yani is hawaali se hum guftagu karenge,
12:42 aur badgumani ke hawaali se,
12:44 jaisa ke humari scholars ne bhi ishaat farmaya,
12:46 ki badgumani hume kisi bhi had tak,
12:48 kahin par bhi kisi bhi shaks ke liye nahi rakni chahiye,
12:51 nahi isse Allah rabbul Izzat ne pasand farmaya,
12:54 nahi Allah ke rasool sarwar-e-dualam salallahu alaihi waalihi wasallam ne isko pasand farmaya hai.
13:00 To humaise saath Dr. Imtiaz Javed Khakbi sahiba maujood hain,
13:03 humaise saath Saadiya Saeed bhi tashreef farma hain.
13:05 Dr. sahiba,
13:06 hazrat Abu Huraira r.a. anhu se yeh riwayat marvi hai,
13:11 ki Allah ke rasool sarwar-e-dualam salallahu alaihi waalihi wasallam,
13:15 ishaat farmate hain ki Allah farmata hai,
13:17 ki main apne bandon ke guman ke saath rahta hu,
13:20 hum yeh baar baar dua bhi karte hain na,
13:22 ki wo toh humare gumanon ke saath hai,
13:23 wo sab kuch jaanta hai,
13:24 wo shayarak se zyada qareeb hai,
13:26 toh Allah ke rasool farmata hai,
13:27 ki Allah farmata hai main apne bandon ke gumanon ke saath rahta hu,
13:31 kuch iski main chahungi aap tafseel irshaad farma di jaye.
13:34 Shukriya Zainab,
13:35 yeh jis aapne hadith-e-kursi ka ahwala diya,
13:38 ki main apne bandon ke guman ke saath hu,
13:40 jaisa wo mere baare mein guman karta hai.
13:43 Allah huwa gubaib.
13:44 Allah se husne zann, Zainab,
13:46 wajib hai momin par.
13:47 Beshag bila suba.
13:50 Ki har waqt aap Allah ke baare mein,
13:52 achcha guman rakhein,
13:53 achcha sochain,
13:54 aur yeh ek tarah se,
13:56 iski jo taar hai,
13:57 wo jhudti hai,
13:58 Allah par tawakkul se bhi,
14:00 Allah par bharose se bhi,
14:01 aur khauf wo rijaa ki kaifiyat se bhi,
14:04 ki jisse iman karar diya gaya hai.
14:06 Rijaa kya hai,
14:07 ki umeed rakna,
14:08 Allah se.
14:10 Aap dekhein,
14:11 toh shaitaan shaitaan kyu bana,
14:13 kyu ke wo Allah ki rahmat se mayoos ho gaya.
14:16 Toh yeh mayoosi,
14:17 isko kufr karar diya gaya,
14:19 aur Allah ne wazi alfaz mein farma diya,
14:21 la taqnatu mir rahmatillah.
14:23 Allah ki rahmat se mayoos na hoona.
14:26 Toh is hadith kuch simian bhi,
14:27 Allah ne farma yaa,
14:28 ki main apne bande ke guman ke paas hoon.
14:30 Aur Huzoor firma rahein,
14:31 ki husne zann rakho Allah se,
14:33 toh husne zann rakna,
14:34 usko wajib karar diya gaya,
14:36 ki hammeysha khush guman raina,
14:39 jab mushkilat had se bhi bar jayen,
14:42 toh tab bhi insaan pur sakoon rayta hai,
14:44 jab usse yeh aisaas hota hai,
14:46 ki wo Rab mere saath hai.
14:48 Toh jab aap haq par hai,
14:50 aur haq kaam ke liye aap struggle kar rahein hai,
14:52 toh phir aapko khush guman rehna hai,
14:56 taake aapke liye raste aasaan hote chale jaye.
15:00 Aap dekhe hazrat Yusuf alaihissalam ke liye,
15:02 band darwaze khulte hai,
15:04 toh kya aaj wo Rab nahi hai?
15:06 Kahan Makkah paat mein kya kaifiyat thi,
15:09 Islam kya jab ailaan hua,
15:11 aur kahan yeh aalam ki,
15:12 kaisar aur ghisra bhi muftu ho gaye hain,
15:15 aur Islam chaar daang aalam mein phail jaate hai,
15:18 toh koi soch bhi nahi sakta,
15:20 Allah Rabbal Izzat aise raste ataah firmaa deta hai.
15:23 Magar yahan ek aur baat main kehna chahungi,
15:25 ki jab hum aamaal mein sust hote hain,
15:29 toh yahan apne baare mein,
15:31 aamaal mein susti,
15:32 aamaal mein kotai,
15:34 naafirmani karte hui,
15:35 phir khush guman rehna,
15:37 yeh ghalat baat hai.
15:39 Bar bar aap dekhe toh Quran-e-Majeed mein bhi aaraya,
15:42 aamanu wa aamilus saalikhaat,
15:44 ki imaan aur aamaal-e-saalik,
15:46 toh imaan aur aamaal-e-saalik ke baad husn-e-zann rakhna,
15:49 yeh wajib hai momin par,
15:51 toh jab aap amal hi aap bura kar rahe hain,
15:54 aap zulm aur zyaateean kar rahe hain,
15:56 aur uske baad khush guman rahe hain,
15:58 toh yeh boi hai jo Allah ne ailaan kar diya,
16:00 jiska main ne shuru mein zikr kiya,
16:02 ki am khasibtum antadkhulul jannah,
16:04 tumne guman kar liya ki tum jannat mein daakal ho joge,
16:07 jab ki tum apna kirdar aur apna aamal dekhi nahi rahe ho,
16:10 toh apne aamaal ki darustgi,
16:12 phir aap dhyaan rakhein ki jab aap haq par hain,
16:15 toh raste zarur khulein ge,
16:17 fatah aapki hogi, kamyaabi aapki hogi,
16:19 phir husn-e-zann rakhna Allah se,
16:21 yeh wajib hai,
16:23 momin ke baare mein husn-e-zann rakhna,
16:25 yeh mustahab hai,
16:27 aur apne baare mein,
16:29 aap thode se badguman hote hain,
16:31 toh aap apna itasab karte rahte hain,
16:33 aapne badgumani apne baare mein kaise rakhi,
16:35 ki yahan bhi mujhse galati hogi,
16:37 yahan bhi main kasurwar honga,
16:39 toh kya hai phir usmein tauba ki kaifiyat rahti hai,
16:42 phir banda baar baar Allah ki baargaah mein jata hai,
16:45 apne aamal ko aur betar banane ki,
16:47 koshish zarur karta hai.
16:49 Subhanallah,
16:50 yaani haapa,
16:51 is baat ko agar hum yun keh lein,
16:53 ki parvardhigar-e-aalam par yaqeen-e-kaamil rakhna,
16:56 ki parvardhigar-e-aalam toh yaqeen hi taur par,
16:59 hamara malik-o-maula hai,
17:01 hum agar kahin guna karte hain,
17:03 toh uska irtikab humse agar ho jata hai,
17:05 toh foran maafi ke talabgaar ho jaye,
17:07 wo Rab maaf kar dega,
17:09 har tangi ke baad aasani,
17:10 kahin na kahin mushkil aati hai,
17:11 toh phir ye yaqeen rakhein,
17:12 ki parvardhigar-e-aalam,
17:13 ye guman us Rab se rakhein,
17:15 aur aisa guman rakhein,
17:16 ki wo Rab hamare liye aasaniyaan taqseen karne wala hai,
17:19 tangi ke baad ya mushkil ke baad.
17:21 Sadia,
17:22 hum wapas ussi hawale se baat karna chahenge,
17:24 jisra badgumani ke hawale se,
17:26 hum baat kar rahe the,
17:27 deen-e-Islam jis tarah se badgumani ki ijazat nahi deta,
17:31 isi tarah deen-e-Islam ye bhi nahi chahata,
17:34 ki kisi ko badgumani ka mauka faraham kiya jaye,
17:37 yaani aap koi aisa kaam karein hi nahi,
17:39 ki koi insaan is taraf raagib ho,
17:41 ya uski soch ke kisi ek hisse me bhi aapke liye badgumani aaye,
17:44 kya firmaayengi?
17:46 Bismillah-e-Rahman-e-Rahim,
17:48 Hazrat-e-Umar-e-Farooq radhi-Allah-u-taala,
17:50 anhu ne firmaaya,
17:51 jo shaks apne aapko khud taumat ke liye pesh kar de,
17:54 toh fir badgumani karne wale par malamat na kare,
17:57 yaani maqsad ye hai,
17:58 agar koi shaks bohot neek hai,
18:01 lekin wo aisi society me baitha hai,
18:04 ki jiske baare mein acha nahi samjha jaata,
18:06 uski gathering aisi hai,
18:07 toh fir yaqeenan,
18:09 jo waha se guzarne wala hai,
18:10 wo us shaks ke baare mein ghalat soch sakta hai,
18:13 aur is soch ki daawat aapne khud pesh kar di hai,
18:16 us shaks ke liye,
18:17 kyunke aapne aisi society ko choose kiya,
18:20 ab masnad kuch mahaafil,
18:22 kuch jagahin baithne ki aisi hai,
18:24 jo aapke kirdar aur mayar ke mutaabik nahi hai,
18:27 lekin agar aap waha logon ko nazar aate hai,
18:29 toh ye aap badgumani ka khud raasta dikha rahe hai,
18:32 ki unke zain mein khud hi ye cheezein aane lagti hai,
18:35 ek misaal se samjhaun,
18:37 ki agar koi shaks aisi kisi dukaan par baith raha hai,
18:42 ki jisme jahan jaana,
18:44 jahan baithna,
18:45 jahan ke kaam ko pasand nahi kiya jaata,
18:47 aur waha par usse koi aisa shaks dekh le,
18:50 jo apne zain mein usko mutaqi pareezgaar samjhta hai,
18:53 toh uske zain mein toh negativity aayegi,
18:56 kyun aayegi,
18:57 kyunke mauka aapne diya hai,
18:58 waha jaata hai,
18:59 toh insaan ka jib kirdar itna shandaar ho,
19:01 toh usse mauka dena hi nahi chahiye,
19:03 kyunke phir ye bhi ghalat hai,
19:05 kyunke Hazrat-e-Umar-e-Farooq radhi-Allah-u-taala,
19:07 unke ferma diya,
19:08 ki tum toh khudi taumat ke liye pesh kar rahe ho,
19:10 toh phir jo tumhare liye badgumani kar rahe ho,
19:12 usse tum malamat nahi kar sakte,
19:14 isliye apne aap ko,
19:15 apne mauhol ko,
19:16 apne irdh-gird ki cheezon ko,
19:18 apne aap ko khudi in cheezon se bacha kar chalna hai,
19:20 kyunke agar tum bacha kar nahi chaloge,
19:22 toh log toh waise hi husne zan toh bohot kam log rakhte hai,
19:25 su-e-zan wale zyada milte hai,
19:27 aur phir insaan ki,
19:29 poori zindagi ke achche kirdar ki taraf nishan dehi nahi hoti,
19:33 phir wo us wakt ka kiya wahi logon ko nazar aata hai,
19:36 ke ye shaks yahan maujood tha,
19:38 toh wo isme shamil hai,
19:39 chahe wo isme shamil na raha ho,
19:42 toh isliye koshish karni chahiye,
19:43 ke badgumani ka mauka hi na deyen,
19:46 aur dekhe agar koi badgumani,
19:48 dekhe qali sadhu wasalam ne parmaya,
19:50 agar koi apne bhai se badgumani rakhta hai,
19:52 goya ke wo rab se rakhta hai badgumani,
19:55 toh isliye ek toh ye cheez toh hai hi ghalat,
19:57 lekin doosra point hume ye milta hai,
20:00 ke agar aapne khud mauka de diya hai,
20:02 toh ab wo shaks kya kare,
20:04 toh lihaaza aap usko is maamlaat ko clear kahin,
20:07 agar aapka ana jana bhi ho gaya,
20:09 kabhi aisa hota hai,
20:10 ke insaan kisi naik niyati se hi us jagah gaya hota hai,
20:13 us jagah ki isla kar de,
20:15 un logon ki isla kare,
20:17 toh baad mein usse,
20:18 un jinke dilon mein badgumani aaye,
20:20 usse bhi clear karna zaruri hai,
20:22 agar wo nahi karega,
20:23 toh unke zahen mein,
20:24 wo khud ba khud hi,
20:25 wo cheeze palti rahengi,
20:26 badti rahengi,
20:27 aur usse ek maashay mein,
20:28 bigaad aata jayega,
20:29 lekin agar wo khud apni shaksiyat ko,
20:31 itna perfect karke,
20:33 usko log sunna pasand karte hain,
20:35 jiska saath baithna pasand karte hain,
20:37 toh phir wo usko yeh nahi chahte hain,
20:39 kisi aur ghalat jagah pe nazara hai,
20:41 toh koshish karein,
20:42 ke mauka hi na de,
20:43 ke har insaan ke zahen mein,
20:44 aapke liye ek husne zahn aaja hai,
20:46 aur su e zahn se wo shaks bach jaye,
20:48 aur agar khud mauka dete hain,
20:49 toh baad mein usko clear bhi karein,
20:51 aur Allah rabbil izzat se,
20:52 uski maafi talafi bhi karein,
20:54 yaani jis tarah,
20:56 abhi mere zahir e kamzor zahin ne,
20:58 jis baat ko qabool kiya,
21:00 ki parvardhigar e aalam,
21:02 kis qadar kareem hai,
21:04 ke wo dono tarah se,
21:05 hame rehnumaai faraham kar raha hai,
21:06 ek toh hame mana firma raha hai,
21:08 Allah rabbil izzat,
21:09 ke hum doosre ke liye,
21:10 aisa badgumani apne zahin mein na rakhein,
21:14 phir saamte wali ko bhi yeh message ja raha hai,
21:16 ke aap kisi ko aisa mauka hi na de,
21:18 ke wo aapke liye koi aisa guman rakhein,
21:20 jo bura guman hai,
21:22 jo aisa guman hai,
21:23 jo aapki shaksiyat par sawal ya nishan utha sakta hai,
21:25 jo aisa guman hai,
21:27 jo aapki shaksiyat ko qaraab kar sakta hai,
21:29 aapki shaksiyat ke image ko qaraab kar sakta hai,
21:31 toh in dono cheezon se hame bachna hai,
21:33 na kisi ke liye badgumani rakhni hai,
21:35 na hi badgumani ka mauka faraham karna hai,
21:38 mazeed kalam karenge,
21:39 baoch saare,
21:40 humare paas ek chote chote se,
21:42 jis tarah se kaha jaata hai,
21:43 ke mazeed pointer bhi maujood hai,
21:45 us par bhi kalam karenge,
21:46 haazir hote hain,
21:47 is muqtasar se,
21:48 waqfe ke baad.
21:49 salamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu,
21:51 waqfe ke baad,
21:52 ek martaba phir,
21:53 aap sabka khair magdam hai,
21:54 humare saath mehman shaksiyat bhi tashreef farma hai,
21:57 jo is khubsurat mauzoo ke unwaan se,
21:59 humari tarbiyat farma rahi hai,
22:01 Dr. Imtiaz Javed Khakvi sahiba,
22:03 aur alima Sadia Saeed sahiba bhi tashreef farma hai,
22:07 ab jis tarah se hum waqfe pe jaane se qabal,
22:09 pointers ki baat kar rahe hai,
22:10 toh yakeeni taur par,
22:11 jab hum kisi bhi unwaan ko dekhte hain,
22:13 toh phir koi bhi aisi cheez,
22:15 jo Allah rabbul Izzat ne mana farmahi hai,
22:17 Allah ke Rasool sallallahu alaihi wasallam ne mana farmahi hai,
22:21 aur agar hum uska irtikab karte hain,
22:23 toh uske nuqsanaat hume infradi taur par bhi,
22:26 aur ishtimai taur par poore maushre ko bhugatne parte hain,
22:30 aapa aapke saamne pesht karungi yeh sawal,
22:32 ke badgumani ke deeni aur dunyawi,
22:34 dono jo manfi asarat hain,
22:36 us par zara roshni daal dijiyega,
22:38 shukriya Zainab,
22:40 ab isi baat ko jab hum mausharati point of view se dekhte hain,
22:43 dunyawi lihaas se dekh lijiye,
22:45 ke hum hume len den ke maamlaat mein,
22:48 ya rishton ke maamlaat mein,
22:49 bahot saari jagon par,
22:50 ek doose par itamaad aur barosa karna pardha hai,
22:53 jab hum kisi ke baare mein badguman ho jate hain,
22:56 toh hum itamaad nahi kar paate,
22:58 aur itamaad nahi kar paate,
22:59 toh jiska nateeja yeh nikalta hai,
23:01 ke hum bahot saare kaamon mein rahe jate hain,
23:03 ruk jate hain,
23:05 kaamon ka hona jo hai,
23:06 wo sust par jate hain,
23:07 phir doosi tarah aap dekhe toh,
23:09 deeni nuqsaan kya ho raha hota hai,
23:11 ke jaise maine bhi shuru mein bhi kaha tha,
23:13 ki yeh ek aisi akhlaaki bimaari hai,
23:15 jo baatinal insaan ki soch ko,
23:17 keeda ki tarah khaaye chale ja rahe hai,
23:19 aap kisi ke baare mein badguman hai,
23:21 toh aapke har waqt buray khayalat aate hain,
23:24 aur shaitaan ko toh mokah chahiye,
23:26 wo wazir ban kar aakar,
23:27 aur mashware deta chala jata hai,
23:29 jiska nateeja yeh nikalta hai,
23:31 ke insaan ki ibadat bhi barbaad ho jate hai,
23:34 wo yaksui se na Allah ki bargaah mein aazir ho paata hai,
23:37 naahin yaksui se wo zikr aazgaar ki tarf tawajjo de sakta hai,
23:40 har waqt uska zain yeh rahata hai,
23:42 ki mera saath jo beta hua hai,
23:44 yeh aisa hai, yeh waisa hai,
23:46 aur isse kya hota hai,
23:48 ki kaam ki bhi nauyiyat mutaasir hui,
23:50 taalukat kharab ho jate hain,
23:52 dekhein ek taraf toh hukm yeh hai,
23:54 ki momin ek suraag se do baar nahin dasa jata hai,
23:58 yani momin ko itna mazboot hona chahiye,
24:02 uski fikr itni mazboot ho,
24:04 uska tadabbur itna acha ho,
24:06 momin kya saath jo zikr se mubargaah mein hai,
24:08 wo Allah ke noor se dekhta hai,
24:10 momin ki farasat se daro,
24:12 wo Allah ke noor se dekhta hai,
24:14 toh hum apne achche aamaal,
24:16 achche soch ke zariye,
24:18 Allah se maange ki wo hume hikmat wo farasat ata kare,
24:20 ki jisse hum pehchaan sake logon par,
24:22 toh ek toh surat yeh hai,
24:24 ki momin bhola hota hai,
24:26 saada mazaaj ka hota hai,
24:28 wo khud chuke,
24:30 agar saaf dil ka hai,
24:32 toh wo doose par bhi jaldi itmaad kar leta hai,
24:34 lekin moasharti point of view se dekhe toh,
24:36 usse bewaqoof samjha jata hai,
24:38 ki yeh bar bar itmaad kar leta hai,
24:40 toh aise moashara beshak bewaqoof samjhe,
24:42 lekin khush guman rehna,
24:44 logon ke baare mein husne zan rakhna,
24:46 jab huzoor ko pasand hai,
24:48 waha ko pasand hai,
24:50 toh zahiri tohda sa nuksaan bhi utha liya,
24:52 toh koi harj nahi hai,
24:54 magar husne zan rakhe,
24:56 ab usse kya hota hai,
24:58 ki moashara mein agar aap bad guman rehte hai,
25:00 itmaad ki faza mutaasir hui,
25:02 tijarat, sanat, harfat,
25:04 saare kaamon par asar padta hai,
25:06 kyunki aap kisi par bhi
25:08 itmaad karte hui,
25:10 koi lenden ke muaamlaat nahi kar paate,
25:12 isi tariqe se aapke moashara mein,
25:14 agar aap bad guman hai,
25:16 rishtadaro se,
25:18 wo rishtadar ke jin se ek mil kar family banti hai,
25:20 toh rishtadaro se milna julna
25:22 tarp karte chale jate hai,
25:24 jisse insaan isolated hota chala jata hai,
25:26 ghami khushi mein,
25:28 koi uske saath sharik hone wala nahi hota,
25:30 har waqt wo dooson ke baarein mein
25:32 bad gumani rakte rakte
25:34 apni duniya bhi kharab kar leta hai,
25:36 aur aakharat bhi kharab kar leta hai,
25:38 isliye har surat mein husn-e-zann
25:40 rakhein logon ke baarein mein,
25:42 aur zahiri thoda nuksaan bhi utha lein
25:44 toh koi harj nahi hai,
25:46 dekhen apni saada dili ko
25:48 zyada pasand kiya gaya hai,
25:50 itmaad karein,
25:52 itmaad karein ek doosre pe,
25:54 yehi main saadiya se pe sawal puchna chah rahi thi,
25:56 ki saadiya kaise
25:58 hum bache hain bad gumani se,
26:00 kya tadaabeer hain iss hawaale se,
26:02 aur main chahungi ki asbaab bhi bata dein saad saad,
26:04 ki kya asbaab hain bad gumani ke,
26:06 sabse pehle toh uske baad tadaabeer aur
26:08 uske bachao ke tariqe, firmaayiye ga.
26:10 Bismillah-e-Rahmani-Rahim.
26:12 Dekhiye, main agar apni baat ka
26:14 aagad yahan se karun ki,
26:16 humein sabse pehle waqeel mein sabab malum hona chahiye,
26:18 ki yeh peyda kyun hoti hai bad gumani,
26:20 sabse pehle sabab toh yehi hai
26:22 hum adhoori baat par yaqeen karte hain,
26:24 yaani kisi ne aakar bataya
26:26 ke fala shaks ne aise kaha hai tumhare baare mein,
26:28 toh hum foran hi usko
26:30 assume kar lete hain,
26:32 kaha hoga humare baare mein hi kaisakta hai,
26:34 hum us cheez ki
26:36 tazdeek hi nahi karte hain,
26:38 sabse doose number pe baat aati hai,
26:40 ki aapne tazdeek hi nahi ki,
26:42 teese number pe ye baat aati hai,
26:44 jo aap tak khabar laaya hai uske baare mein
26:46 bhi toh jaan lein,
26:48 ke wo sacha hai, jhoota hai,
26:50 hum yaqeen kiye bagayar,
26:52 aur phir chauti baat yeh hoti hai,
26:54 ki phir humne uski adhoori baat suni hoti hai,
26:56 uski ko phalaane lagte hain,
26:58 usse bad gumani, dil mein bharti raheti hai,
27:00 damaag mein apni jagah banati raheti hai,
27:02 shaitaan ke hatyaar mazboot hoti raheti hai,
27:04 logon ko bhi bad guman karte hain,
27:06 aur kya hi acha ho,
27:08 ke agar ussi shaks ke paas jaa kar,
27:10 usse pooch hi lein,
27:12 yeh kaam hum karte nahi hai,
27:14 baaki sari cheezon par amal karte hain,
27:16 is kaam ko hum anjaam hi nahi dete,
27:18 yeh kaam kar lene se,
27:20 baaki sari baatein door ho jayenge,
27:22 sari cheezein side par ho jayenge,
27:24 ab jahaan tak hai,
27:26 ab iss se bacha kaise jaaye,
27:28 aur iski tadbeer kya nikal sakte hai,
27:30 pehli cheez to yeh hai,
27:32 ke khabar ki tazdeek kijiye,
27:34 ke aaya yeh khabar sahi hai,
27:36 aur jis shaks ke baarein bhi guman hai,
27:38 usko jhutak de apne zahen se,
27:40 apne zahen me achha guman le kar aaye,
27:42 us shaks ke liye,
27:44 aur phir doosre number par yeh baat hai,
27:46 bil farz kisi shaks ko rote we dekh rahein,
27:48 kisi kaam me,
27:50 kahin kuch sunte we,
27:52 ya kisi bhi maamlaat me,
27:54 to uski taraf se rea kaari apne zahen me na bithaaye,
27:56 ke yeh kisi ko dekh kar aise kar raha hai,
27:58 kyunki ek bazurg ne firmaaya,
28:00 ki maine ek shaks ke baarein me aisa socha,
28:02 ke wo ro raha hai,
28:04 wo yeh kahte hain,
28:06 jab tum kisi ko rote we dekho,
28:08 tum bhi ro liya karo,
28:10 kyunki maine ek shaks ke baarein me yeh socha tha,
28:12 shayad wo rea kar raha hai,
28:14 maine ek bhi matlaat me,
28:16 humein khud apna guman uske liye positive rakhna hai,
28:18 phir yeh hai,
28:20 jab bhi kisi ke baarein me,
28:22 bura khayal aapke zahen me gardish kare,
28:24 to azaab-e-ilahi ke baarein me soch le,
28:26 ki Allah rabbul-izzat ne,
28:28 kya kya azaab rakha hai,
28:30 aur phir khud bhi usko jhutak de zahen se,
28:32 aur agle shaks ke liye,
28:34 jo sabse bada kaam kare,
28:36 aap pehle apne liye dua karein,
28:38 ki Rabb tu bada ghafoor-ur-rahim hai,
28:40 musse yeh ghalati ho gayi,
28:42 kya ek naqis banda hu,
28:44 ek laachar banda hu,
28:46 main kuch nahi kar sakta,
28:48 duniya aur aakhirat me,
28:50 tere hi to aasra darkaar hai,
28:52 to us rabb se maafi maange,
28:54 pehle apne liye bhi dua karein,
28:56 aur us shaks ke liye bhi dua karein,
28:58 jis ke baarein me aapke zahen me burai aayi hai,
29:00 ghalat guman aaya hai,
29:02 aur phir jis shaks ke baarein me guman aisa hai na,
29:04 uski izzat-u-takreem mein izzaafa kardein aap,
29:06 ki aap usse achi tana milein,
29:08 usko tofe tahayik de deyen aap,
29:10 kyun ke agar badgumani ne jagah bana li,
29:12 to yeh shaitaan ke hatyaar mazboot ho jayenge,
29:14 aur jab aap badgumani ko
29:16 apne zahen se nikaal denge,
29:18 door kar denge,
29:20 to shaitaan ke hatyaari toot jayenge,
29:22 phir aap rab se judh jayenge,
29:24 uske khareeb ho jayenge,
29:26 aur bando se mohabbat karne lagenge,
29:28 aur waise bhi jab aap bando se mohabbat karne lagte hain,
29:30 to Allah rabb-ul-izzat ka itna karam hota hai,
29:32 ki aapki har cheez me barkat aane lagti hai,
29:34 isliye logon se hammesha guman ko achcha rakhe,
29:36 to aapko barkate hi naseeb hongi,
29:38 koi bhi shakhs kisi ke bhi baare mein kuch bhi kahe,
29:40 jab tak us shakhs se khud confirm na kar le,
29:42 uske baare mein su-e-zann na rakhe,
29:44 husne-zann hi rakhe,
29:46 aur hammesha yeh rabb se dua karein,
29:48 ki har ek ke baare mein dil mein
29:50 achcha hi khayal aaye,
29:52 mere dil ko buraayon se paak kar de ho.
29:54 hum kahi na kahi iske ek wajah
29:56 hasad bhi hai,
29:58 ki jab hum kisi se hasad karne lagte hain,
30:00 humare dil mein keena jama ho jata hai,
30:02 aur yeh isqadar waqeet haqeeqi taur par
30:04 aap jane to itni khatarnaak
30:06 roohani bimaariya hai,
30:08 ki phir hum usse badguman
30:10 hona shuru ho jate hain,
30:12 koi hum hasad hote hain,
30:14 aur hasad kabhi kisi ka bhala nahi chahara hota,
30:16 to phir wo badgumaniya phailana shuru kar dete hain,
30:18 phir apne aap ko ziom karte hain,
30:20 ki wo shakhs aisa ho ga,
30:22 aur uske baad doosro ke yakeen dihani karane ki koshish kar rahe hote hain.
30:24 miya bivi ke rishte mein talaq tak ki nobat a jate hain,
30:26 agar yeh ho,
30:28 aur agar hum dekhein,
30:30 bhen bhai, family ke aur digar member hain,
30:32 unke hawalay se agar
30:34 is tarah ki badgumani koi bhi,
30:36 kisi bhi kasim ki humare dil mein ho,
30:38 to rishte kharab ho jate hain,
30:40 bhai bhai se door ho jate hain,
30:42 bhenne bheno se door ho jate hain,
30:44 to khudara yeh ek chota sa point hume bazaahir nazar aara hota hai,
30:46 jiski iptada badgumani se hoti hain,
30:48 lekin iski intiha koi bhi nahi hain.
30:50 aapa aap maashaAllah humaise saath hoti hain,
30:52 mai chahungi koi message aisa dena chahein,
30:54 jo humari bheno ke liye
30:56 bahut achha yaqar farma sabit ho,
30:58 farmaayega.
31:00 Zainab, humare maashay mein
31:02 baaz log aisa kirdar ada kar rahe hota hain,
31:04 ke aap se ek baat suni,
31:06 usko badha chadha kar
31:08 doosre ke saamne beyan kiya,
31:10 doosre ne uspar yaqeen kar liya,
31:12 aur jis se badgumaniyan bardi chali jati hain,
31:14 to aise logon se hushiyar rahein,
31:16 aur khud kabhi aisa role ada karne ki koshish na karein,
31:18 doosre ke saamne baat karein,
31:20 to achhi baat nikaalain mooh se,
31:22 taake aapse achhi baat karein,
31:24 nikaalain mooh se,
31:26 taake aapse achhi guman phailein,
31:28 ek doosre ke saath,
31:30 jo khubhi dekhein,
31:32 us khubhi ko khulkar beyan karein,
31:34 kharabi dekhein,
31:36 to usse aibon par parda dalne ki koshish karein,
31:38 Allah ko bada pasand hai,
31:40 woh khud bhi sattar ul ayub hai,
31:42 to khamiyon par parda dalte hui,
31:44 achhi baaton ko ujaadat karein.
31:46 Aur aapko hum duniya mein kisi ke aibon ki parda poshi karein,
31:48 woh aakhirat mein aibon ki parda poshi farmaayega,
31:50 Sadia, koi message aapki jaanak se bhi aap farmaaye.
31:52 Main yeh kehna chahungi ki buron ki sohbat
31:54 achhon se badgumani peyda karte hai,
31:56 to apni sohbaton ko achha rakhein,
31:58 to insaan ka dil aur zahen
32:00 dono paak o saaf rahenge,
32:02 agar humne sohbate hi achhi nahi chuni,
32:04 to phir hum badgumani ki taraf badenge,
32:06 to sohbaton ko achha kariye
32:08 aur apne zahen ko paak o saaf kije.
32:10 Subhanallah, dono ki aamat ka
32:12 bahut bahut shukriyada karungi,
32:14 Doktor sahiba aap tashreef laayen, Sadia aap tashreef laayen,
32:16 aur dono hi ki jaanib se
32:18 achhi guftagu, behtreen guftagu,
32:20 humare nazreen ko, humare behno ko sunne ko mili,
32:22 bahut shukriya aap dono ki aamat ka.
32:24 Bas aakhir mein Rasool Allah (SAW) ka
32:26 yeh qaul zaroor
32:28 quote karna chahungi,
32:30 ki Allah ki Rasool Sallallahu Alaihi Wasallam
32:32 ne ishaat firmaaya, ki husne zan
32:34 rakna, husne ibadat
32:36 me se hai, aap zara tasawur kije,
32:38 ki yeh jo hum chote chote pointers
32:40 ki baat kare the, yeh humari zindagi
32:42 ka sukoon hai, humari zindagi
32:44 mein rah-e-nijad hai, humare
32:46 liye ukhravi bhalai ka sabab hai,
32:48 humare liye inn tamaam cheezon ko
32:50 jo poori din-e-Islam ki taalimat
32:52 hai unpar amal karna, us tarah
32:54 jaisa ki amal karne ka haq hai,
32:56 jaisa ki humari yeh taalimat hai,
32:58 jis tarah Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam
33:00 ne beyaan firmaaya hai,
33:02 toh agar hum kahi na kahi apni zindagi
33:04 mein isko shamil kar lete hain,
33:06 toh humare liye zariya-e-nijad hai,
33:08 apna bahut khayal rakhiyega, mujhe apni
33:10 du'aun mein shamil rakhiyega,
33:12 Fi Aman Allah.
33:14 www.Facebook.com/AleemAleem
33:18 www.Instagram.com/AleemAleem
33:22 www.Twitter.com/AleemAleem
33:26 www.Facebook.com/AleemAleem
33:30 www.Instagram.com/AleemAleem
33:34 www.Facebook.com/AleemAleem
33:38 www.Twitter.com/AleemAleem

Recommended