• last year
#indvseng #worldcup2023 #specialtransmission

Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY

ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.
Transcript
00:00 Assalamu alaikum, hello and welcome to World Cup special transmission powered by Spark smartphone food Panda and presented by Sunsilk
00:07 May I welcome is one Najeeb Alasnan or World Cup may India or England
00:12 Kaya, what this one?
00:13 Mokabla Lucknow majority a giant Indian team co-op
00:16 Zara pata chalera a capella batting Karteva Dushwar wicked pillow kill re to Zara muscular Casanova
00:23 a do so no per art kill aria out a 47th camera Nakmal or Shahid Hashmi sab be hamarasath. I'm a join Karen gay
00:31 So yeah a situation match kawale say nazi Napa
00:34 Obviously, hum Pakistan kia wale say bad curtain a bohozada of so's via Duke via Joe Pakistan team key performance a
00:43 Likin Abhi a breaking news up casar share karenge Pakistan team K a senior player name
00:50 Apna naam zahir ki a bagher a mashoor cricketing website ko Bharat May interview DIA
00:57 Just interview may on ka kehna. I am
01:00 Khamjo not I chatty the one I'm a king hum Puri
01:04 Mehnet kare a a say what may job board koha me support karna chaiye. Oh, hamar a lie a Mazid musculat curry kare
01:12 PCB kijanib say jari karda press release gayar zaruri the Hamish a captain or selectors II team select Karteh. Hain to naivad
01:20 Kya hum yahar world cup khilne aaye aur humare peechay siyasat ho rahi hai toh hum kaise ladenge kis se ladenge
01:27 Yeh koi naivad nahi hai yeh hota aa raha hai aur is tarah ki mazid bahut saari baate ki hai board ko
01:35 Ilzam diya hai is cheez ka ke wo hume under pressure la rahe hain taake humari
01:40 Performance kharab ho to board apni manmani kar sake toh yeh toh hai wo interview aur is interview
01:47 Miss Saabh pata chal raha hai ke jab team buri performance deri hai aur buri tarah se is world cup me naakam hoi hai
01:54 Aur wo jo team ka nakshah hum kaafi din se kheech rahe the ke aapki tayyari world cup ke liye kuch bhi nahi hai
02:00 Toh ab jab kuch nahi bhaj raha toh aapne jo hai wo zimmedaar board ko thaira diya hai main yaha yeh baat
02:06 Achhi tarah se is baat se
02:08 Ittafaq bhi karta hu yeh baat maanta hu ke that press release was
02:14 Necessary jab khiladi perform nahi kar rahe the toh uski koi zarurat nahi thi but other than that yeh jo saari baate hain
02:21 Yeh saari baatein sirf apni galtiyan board pe daalna hai aur kuch bhi nahi hai
02:27 Mere saath jo panel hai main chahunga wo bhi is par apni raye de kamran aap se shuru karta hu mujhe batayiye
02:33 Teen chaar saal se saara power aapke haath me tha abhi aap se sawal karen toh aap kahen ke siyasat ho rahi hai
02:41 Kya kahenge isme? Dekhi hai yeh maine ka na yeh ab blame game shuru ho jayegi apni jaan bichane ke liye yeh kaam shuru ho jayegi
02:48 Yeh us waqt baat karte na pehle do matches ke baat jab jeete hu hai
02:52 Ab pata chal raha hai ke team tournament se bair ho gayi, criticism itna hua hai
02:56 Teen se chaar saal kaptaan ko mile hain, is team ko mile hain
02:59 Toh ab blame dena board ko mere khayas se yeh very unfair hai
03:03 Aur board ne toh sirf centre contract ke lawa humne toh koi baat suni nahi hai
03:07 Toh mere khayas se yeh badi in maturity hai, jisne bhi baat ki hai wo apne aapko dekhe dekhe
03:12 Ke maine waise performance di nahi hai, yeh kaam chalta hua aara shuru se lekin
03:17 Mera nahi khayas se yeh baat kisi players ko karni chahiye management ke khalaaf
03:21 Kyunke management Lahore me baithi hui hai, aap ground mein hai yeh cheeze soch ke aap khelte hai toh phir aap professional nahi hai
03:26 Aap fir Pakistan ke liye khel le nahi gaye hue, aapko itna comfort zone mile ke aap apni marzi se cricket khel le
03:32 Apni marzi se performance deyen, baaki team mein nahi aesi karte, toh mera nahi khayas se yeh aisa hona chahiye
03:36 Jo centre contract ki baat hai, wo aap pata chalega kya hua
03:39 Wo agla topic hai, uspe aayenge pehle is cheeze pe baat karte hain
03:42 Azhar ek point yeh bhi tha ke sabik cricketers hume tankeed ka nishana bana rahe hain
03:46 Ek toh yeh saari zimmedaari doosron pe daal dena
03:48 This is part and parcel of being a professional cricketer, log aap se sawal poochenge
03:53 Dekhein, main dono side pe bolunga ke dono ke taraf se maturity hai
03:59 I think cricket board ko bhi wo nahi karna chahiye tha, aur yeh bhi bilkul nahi karna chahiye
04:03 I think ab aap wohi baat hai, ek dusra pe daalna shuru kar diye
04:07 Har koi board ne ek side le liye hai, wo ho sadh hai pichle boards pe daalna shuru kar de
04:13 Matlab kya yaar yeh kya matlab, yaar toh phir aap World Cup ke kareeb koi post na le
04:18 Agar le liye, phir zimmedaari bhi le
04:20 Yaar phir World Cup jaane se pehle yeh announce kar dete, yeh jo result aayenge achche
04:25 Credit aur discredit jo hai na, wo pichle board ka hai
04:28 Ab yeh ke agar jeet jatey, toh credit dis board ka ho jana tha
04:31 Agar haar jatey, toh discredit pichle board ka hai
04:34 Yaar toh pehle announce hona chahiye tha, ki yeh iska credit aur discredit pichle board ka hai
04:38 Taake jeette bhi toh unko jata
04:40 Toh yeh World Cup se pehle ki baatein hai, jab jaa rahi thi team toh
04:43 You know, Pakistan-India ke match mein chairman sahab bhi gaye, baat ki
04:46 Unhone uske baat jo, social media pe bhi aaye the, ke dutt ke khelna hai aur wo karna hai
04:51 Aur team humari bohot achchi hai, kaptaan humara bohot achchi hai
04:54 Toh all of a sudden yeh kyun
04:55 Achanak se yeh kya ho gaya aur inki taraf se toh banta hi nahi hai na, jitna inko tie mila hai
04:59 Jitna bharzi kharab suratiyal ho jaye, cricketers ko jab aise performance ho jaye na, toh koshi karne jaye ki isse avoid karein
05:07 Avoid karein
05:08 Toh ki ab aap jo sahi bhi baat karein ga, wo aapke against jayegi
05:10 Against jayegi, bilkul sahi hai, Shahid Hashmi sahab se is bare mein jante hai
05:13 Shahid sahab, ispe mazeed updates kya hai, ek player ne jaake Bharat me kisi ko interview de diya, ek cricketing website ke liye
05:22 Kaise website ko, Pakistani kisi player ko koi bhi pohnch nahi sakta, security itni tight hai, koi player ko nahi pohnch sakta
05:30 Koi ground mein qareed nahi jaasakta players ke, hume interview nahi dera toh crick bus ko interview denge
05:35 Wo bhi ek nai, naujawan sahafi ko, usne kitab zaroor likhi hai Pakistan ki women's cricket par
05:42 Lekin aise koi baat sachi nahi hai, unki apni website wale ehraan hai, ki yeh Pakistani player kaise is tarah bol sakta aur kaise
05:49 Crick bus ko interview desakta hai, aur Pakistani media koi player, Pakistani media ko interview nahi dera
05:55 Bharti media ko dega aur is tarah interview dega, mere aisaab se diye fake interview hai
05:59 Pakistan cricket board ko abhi mene bheja hai, aur kaha hai ki iski wazaat karenge, kya waqay kisi player ne diya aur iski enquiry ho sakti hai
06:06 Ya phir aap website ke khilaf aapko ye action le, isliye ki is tarah yeh fake story, koi kisi ka kareeb pohnch hi nahi sakta
06:13 One on one toh sawal hi paida nahi hota, aur ek media zone mein kisi jagaan hai
06:17 Yeh story obviously cricketing website pe hai, aur isko agar yeh ghalat hai, agar yeh ghalat hai Shahid sahab, toh phir toh legal action hona chahiye na
06:26 Bilkul hona chahiye, bilkul hona chahiye
06:28 Jab wo yeh keh rahe hai ki aapka senior player hai, jisne apna naam raaz me rakha hua hai
06:32 Pakistan ke chaah sahafi hai, yaha Majid Bhatti hai, yaha Faizan Lataani hai, yaha mai hun, Hatikh hai, Abbas Shabbir hai, aur saare journalist hai, Waheed Bakri hai, jo kaafi playeron ke close hai
06:45 Unko interview nahi dega, Pakistani player, Bharti website ko dega, mulko bhi badnaam karega, apne aapko bhi badnaam karega, aur cricket ko bhi badnaam karega
06:52 Toh basically sawal yeh hi hai, agar aisa hai toh yeh bahut ghalat hai jisne bhi kiya hai, aur nahi hai toh cricket board pe action le
07:00 I don't think, I don't think
07:02 Main wohi keh rahe hain, inmaturity aise ho nahi sakte during corona
07:05 Agar ho bhi rahi hai, kisi player me kiya hai, toh ispe sawal utna chahiye
07:09 Ab PCB ko fully action le na chahiye, action le na chahiye, kyunki ek reputable site me, agar kibri khabre chhap rahi hai
07:18 PCB ko badnaam karega, players ko badnaam karega
07:20 Crick bus ke senior reporter ne, Vijay Tagore, wo bhi haran ho raha hai, unhone na ka sorry, I have not written this story, I cannot take blame of this story
07:29 Toh yeh young ek journalist hai, agar usne waqehi kiye toh bahut bada scoop hai, lekin aisa ho nahi sakta, koi bhi Pakistani kilari ke pareed nahi jaa sakta
07:39 Ek din humne hotel me zarasi shoot kar liya, ek batting coach ka chota se interview, security aagayi, hala ke media manager humare saath tha
07:48 Lekin agar kisi na apna naam nahi batana, wo toh khair phone ke through bhi kar sakta hai, but agar yeh ghalat hai, toh iski proper investigation honi chahiye
07:59 Koi Pakistani player iskadar ghar zimmedaar nahi ho sakta hai
08:02 Agar yeh baat keh rahe hain, toh Pakistan Cricket Board ko foran ispe action le na chahiye
08:08 Basit bhai ispe aapke final thoughts lunga, uske baad phir central contracts wali story pe jayenge
08:15 Aapko bhi yeh hi lagta hai ke fake hai?
08:18 100% fake news hai, lagta nahi hai 100%
08:20 Jo abhi aapne mobile wali baat boli na, toh mobile toh foran trace ho jayega mere bhai
08:25 Abhi kuch agents ne isme beech me kaafi rakhna daala wa tha, aur wo apni sharayat manwana chah rahe the
08:31 Aur agar wo agent hain, toh Pakistan Cricket Board ko unko saamne lana chahiye
08:35 Agar un agent ka kuch taaluk, chief selector Inzamam-ul-Haq se banta hai, Inzamam-ul-Haq iski wazaahat kare, Pakistan Cricket Board iski wazaahat kare
08:43 Isliye ki yeh ek maamla ghalat ho gaya, aur ab khiladi yeh keh sakte hain, kehne mein haq bhajaani bhone ge
08:49 Keh paanch maheene se hume tanka nahi mili, humare back of the mind me yeh cheez thi
08:53 Aur hum isliye accha perform nahi kar sake, go ke yeh ek excuse hoga
08:57 Lekin yeh baat aap keh sakte hain, bohot se logon ko jab payment nahi hoti, maawaza nahi milta
09:02 Aapko yeh bata diya jata hai, ki jee December mein aapko paise milenge, lekin abhi toh August chal raha hai
09:07 Aur nahi milte toh phir zahir hai, pareshani hoti hai, aur kaarkadhdi ki par bhi fark padta hai
09:12 Yeh insaan ki jebillak mein shamil hai
09:15 Bhilko sahi hai, Kamran central contract ke issue par kya kahenge?
09:18 Dekhe, maine pehle bhi kaha tha yeh issue baahir nahi aane chahiye, aur media pe ispe discuss bhi nahi karna chahiye
09:23 Nahi playeron ko apni shard koi aise rakhni chahiye, nahi PCB ko aise meeting karni chahiye
09:28 Jo best lagta mutual understanding ke saath, wo sign hona chahiye, jo deserve karte hain Pakistan ke player
09:34 Uske baad jo agent ki jo baat hai, apne lawyer ko woh dikhane ke liye players lete hain
09:39 Ke hum lawyer ko dikhaatein, isme koi aisa clause toh nahi hai, jisme hum log fassake, jo aise violation karein
09:45 Toh wo cheez dikhane ke liye, yaha pe agent ka mere khayal se jo interfere karna hai na, I don't know wo kar rahein ya nahi kar rahein
09:50 Agar kar rahein hai toh wo player ki apni mere khayal se aise cheez hai, jo aage tak agent ko leke jaa raha hai
09:56 Toh ye cheeze ghalat hai, players ko, agent ko apni limit tak rakhna chahiye
10:00 Jo uska banta hai, jaise commercial ke liye wo karta, apne players ko aage karta, waan tak rahein
10:05 Itne andar leke jaayenge toh phir mere khayal se problem nazar aayegi
10:10 Kamran, kamran, kamran, aap keh rahein hai media mein nahi aana chahiye tha
10:13 Abhi central contract pe baat chal rahi thi, aur ye ke maoze badh rahein hai
10:18 Crick info pe ek story aachuki thi, ke 45 lakh, 30 lakh aur 15 lakh ABC categories ko bilenge
10:25 Abhi players ko pata hi nahi tha aur amount website pe aagayi
10:28 Yeh kaise leak hoti hai na
10:30 Main wo keh rahein hai, ye cheeze ghalat hai, aur player ko bhi sochna chahiye
10:35 Ke hum Asia Cup itna bada event khelne jaa rahein hai, phir World Cup pe humaari performance niche jaa rahi hai
10:40 Toh is cheeze ka, kitna criticism hoga, agar ye aisi cheeze bahir aayenge
10:45 Toh is sense mein mein keh rahein hai, mind clear karke jaa na chahiye, jo bhi aap cricket khelne jaa rahein hai
10:50 Aap in cheezeon mein padhe hoon hai, toh performance kya aayegi, performance phir sab ke saamne nazar aayegi hai
10:54 Jab aapka diyaan nahi bhi ho raha hai
10:56 Kamran, ismein dono ki duty bandhi hai, Pakistan Cricket Board
10:59 Main woh hi keh rahein hai, dono ko baith kar baat karni chahiye
11:03 Baith kar baat karni chahiye thi, aap toh waqt guzar gaya, aap iske ghard ho gaya, kichad bhi uchhal gaya
11:11 Performance phir bhi aasar pada, koi maane ya na maane, lekin performance phir aasar iski wajah se bhi padh sakta hai
11:18 Aur Pakistan Cricket Board ko chahiye tha, Asia Cup se pehle baith ke tasfiya kar leta
11:23 Kuch thoda player peechhe aate, Pakistan Cricket Board peechhe aate, lekin aham tournament se pehle ye maamla taye hona chahiye
11:29 Lekin main isaak, ek chhoti se baat, main isaak mein nahi hoon ke teen playeron ko itna mil raha hai
11:33 Jo category hai, A ko bhi utna hi milna chahiye, B ko baaki sab ko, ye laad ra patna hai na, ye khatam karna
11:41 Acha, ye jo central contract aur ye cheezein na, sir, ye kabhi bhi public hone hi nahi chahiye
11:46 Ye isli hoti hai, kyunki players aur board direct deal karte hai
11:49 Captain in the end saamne aata hai aur captain koshish karta hai ke best possible cheeze ho seke
11:55 Hamara sabse bida gap hai jo, humari players association nahi hai
11:59 Ye kaam hai unka, agar wo ho, kyunki humare ex-cricketers hai, unhone bhi is taraf steps kyun hi itha hai
12:05 Kyunki unke aapas ke masayal itne the, unhone ye steps liye hi nahi, ke yaar, players association hum kuch aisa kar jaye
12:10 Cricketers ke liye, aane walon ke liye, ye is tarah issue jo hai, captain ko bhi deal karne nahi chahiye
12:16 Wo direct, jo players association ka banda ho, wo negotiate kare, board ke saath, jo board ki sahi baat hai wo
12:23 Board ki maan hai, jo cricketers ki sahi baat hai, wo board se manwaaye
12:26 Toh I think ye mazaag isliye humara ban jata hai in the end aur poori duniya iske
12:30 Poori duniya se sunti hai, asti hai
12:32 Aur iski hasri ho gaye, hum koi bhi teams, shahid Bangladesh ko lele, ya aise boards hain, jahan boh zyada
12:39 Masle masaye chalte hai
12:41 Abhi England ke central contracts tay hua hai, teen din mein bethe, unki players association wale tay ho gaye
12:50 Aur bahut koshish ki media ne ki hume figure mil jaye, lekin kisi ko figure nahi
12:54 Nahi milte hai, professional tariqe kaari hai ye
12:57 Aur confidence mil lete hai players ko
13:00 Yunus khan milne gaye, Zakka Ashraf se aur unki baat hui aur media me aagaya ki ji unhone saat lakh rupe ka mutalba kiya hai
13:10 Ek senior player ki chahe usne saat lakh mange ho na maange ho, lekin ek senior player ki humiliate kar diya
13:17 Bilkul sahi baat hai, ye sab chhise hi koi hai na
13:19 Koi senior player kyu milne jayega cricket board se
13:23 Haan cricket board ke chairman mera khale tasveerin bana rahe hain aur ye album sugar mill me lagayenge apne head office me
13:29 Azhar continue
13:31 Yeh mere bohot unfortunate si baat hai, koi ye khabaren baayar nikalte hain na
13:35 Ye ek kisam ka, main usko kya alfaz TV pe aaye toh tariqe se baat karne padhe ki
13:42 Ye jo apni halal rozi nahi hai, jo aap andar ki baat baayar batayein, usse koi advantage ho
13:51 Toh bohot, ab apni family ke baat baayar karenge jaake, ye wohi wali baat hai
13:57 Ye cricket players ki family hai, humein ye na cricket team se news baayar nikalni chahiye
14:03 Na cricket board se baayar nikalni, kisi kya meeting hui, kisi ki hui
14:06 Hum asal mein ye hai ki humein bohot achha lagta hai, ki ye khabar baayar aageyi, uspe hum do chaar bandhein comment kar lenge
14:12 But that is not good for the cricket
14:13 Bol le na, ki kisra pata chalta hai, Yunus ko itni offer hui, jo top pen hai, wo khabre deta hai
14:19 Dunkey ki chhot pe bolna hu, aur jo baat hai na, manager aur ke beech mein aa gaye hain, about centre contract
14:28 Inzamam ka naam hata ke bolna hu, ki inzamam ko side mein kar de, ek aur test player involve hai is cheez mein, uska naam hi nahi aata hai
14:36 Jao malum kar lo kaun hai wo
14:39 Aap bataye
14:40 Main kyun batao, mera kaam thodi hai, bade bade journalist hai na
14:43 Naam bataana padega
14:44 Journalist hai na, unki jo duty hai wo nikaale, waise toh har cheez nikaale te
14:49 Main ye soch raha hu
14:51 Mera kaam thodi hai, naam bataana padega
14:52 Jab aapko pata hai toh aapko ekle mein bataa dunga
14:54 Main ye soch raha hu, ki ye kaunsa venue decide gaya centre contract sign karuana hai
14:59 Ye ye ye, ye kya valid point hai
15:02 Ke paanch maheene ho gaye the, hum almost one cup se bahar the intidari kar rahe the
15:08 Main jo Shahid bhai ne baat boli na, ki players ka mind waha pe nahi tha
15:12 Ghar mein kya aata nahi tha, players ke dalawa
15:15 Shaam se puchh jo, jo awaam ke aalat hai, ye sab bikaar cheez hai
15:18 Ki batsman ka mind change hua wa tha
15:21 For example, ek lamay ko tasagur kar lein, ki us official ka bag kisi flight me rahe jaata
15:27 Aur wo khul jaata, usme se koi 15 central contract nikalte, toh badi acchi khabar hoti Indian media ke liye
15:33 Nahi, dekhe in maturity hum players ko blame de rahe hote hain na
15:38 Toh ye management ki hai, jo PCB ki hai, jo banda waha pe bajwaya
15:42 Team ne kya wapas nahi aana?
15:44 Mujhe hi samjh nahi aari, baithte waha pe academy me bulate, sign karuate
15:48 Waha pe bajwane ke baad, ye khabar media pe aani, ye sabse zyada embarrassment hai hum log ke liye
15:53 Puri Pakistan ki
15:54 Isme example ye hai, ke bahut se idare ye wada karte hain, ki hum aapki tankha 6 mahine baad badha denge
16:03 Lekin jo 6 mahine guzarte hain, uski tankha toh milti hai na, wohi purani wali
16:07 Toh aap players ko purani wali tankha de dete, 2 mahine ka advance de dete, board ke paas paison ki kami hai?
16:13 Mujhe bata hai, players ke paas paison ki kami hai Shahid bhai
16:16 Ye mujhe bata hai
16:17 Point ye hai, ye 5 mahine players ki wajah se, demands ki wajah se, thoda se drag bhi hua na
16:25 Lekin jo sign karuane ka baat
16:27 Sab logon ko tankha milti hai, hume bhi alhamdulillah tankha milti hai, baap pe milti hai
16:32 Aur agar kabhi aisa ho jata hai, ki aapko wada kiya hai, ki 6 mahine baad tankha badh jayegi
16:37 Lekin iska matlab ye nahi hai, ki tankha regular milliye, woh bhi na mili
16:41 Joi ye baatein hoti hai na, decide hota hai, kal Kamran Akmal milne jayega, parso Wasit Ali milne jayega
16:50 Wo 3 din pehle media walo ke paas aayi hoti hai, koi bota hai meri Fakta ne ye bola hai, koi bota hai meri Churiya ne ye bola hai, koi bota hai meri Maina ne ye bola hai
16:58 Toh kahan se pata chalta hai? Top se pata chalta hai
17:01 Aur woh khabar, Yunus poncha bhi nahi tha, mujhe pata tha Yunus kal milne aaya raha hai
17:05 Ejaz Butt sahab ka bada mashoor jumla hai, unhone ke yaar main ki karaan, main toh jo sochna bhi hun, sochta bhi hun, woh bhi media mein aaja tha
17:16 Main toh hiraan hua, main Karachi land ki hai, toh mujhe airport walo ne bataya, Yunus bhai boss ke paas gaye, PCB ke chair mein
17:23 Main toh mujhe nahi bata, main Lahore mein rehta hu
17:26 Ye issues pehle bhi hua hai, woh 3-4-6 meene bhi hua hai, lekin
17:33 Main personally believe karta hua, uss time pe nahi farg pada, aap padh ra ho toh I don't know
17:37 Lekin uss time pe aesa farg nahi pada, ke aage saamne England ke team ke khilad hum series ke contract
17:42 Toh hum series ke rahe hai, toh central contract humare zain me hu
17:44 Maini begum ussar kehate hai funny side, family yaad aari ho, ti jah match khil raha tha, main kehate hai, boll dekho ye family ko yaad
17:51 Bilkul sahi hai, yaan lete hain, ek break kahi mat jayega, we'll be right back
17:55 Glad to have you back once again to our special transmission, India aur England ka ye mukabla
18:00 Aur isme badi shandaar bowling rahi
18:05 Aur mere khaye hai wo 300-350 ka soch ke khil rahi tha, baad mein unhone realize kara, especially Rohit Sharma ne
18:11 Aur wo pe baad mein usse apna gher badla, set hua, aur jo 5 batsmen unhone toh bat shot maare
18:18 Agar aap dekhen bat shot maa ke out ho, toh iska matlab hai pitch ko padh nahi paye
18:23 Jo ek target diya gaye tha na, ussi pe implement karte rahe, lekin jahaan pe 4 out hua, phir inhe aisaas ho ke nahi
18:31 Ab jo hai, wo target reduce karna chahiye aur 250 pe aana chahiye
18:36 Credit dena chahiye, Rohit ke baad Surya Kumar yaday ko, jo ab 229 sandh bane, usme Surya Kumar bhi achha khela
18:43 Aur lag nahi raha tha, ke uske suitable hai uske liye ye pitch, lekin achha khela
18:48 But wo jo difficult time aaya, usme badi achhi inning kheli hai
18:51 Aur aaj Rohit ko dekha maza aaya, aboman istara khelta nahi hai, aaj jis way mein khela, pasand aaya
18:59 Aaj ye match agar 10 over mein, jaise hum log baat kar rahe the, India 1 ya 2 out karta hai, toh match India jeete hai
19:06 Otherwise, muskil ho jayega India
19:08 Azhar, aaj bada zabardast mukabla hai, because hum dekhte hai India waise bhi pasand nahi karta shuru mein khelna
19:15 Unko doosri baar hi pasand hai, lekin is jagah pe unhone bada hard work kiya ye run banane ke liye
19:20 Obviously, wicket, wicket, todah muskil tha, itna easy nahi tha, phale same bhi hua aur aapne dekha turn bhi ho raha tha
19:26 I think, Rohit Sharma ki inning hai, you know, aap kai defa dekhte hai, yaar ye bada khulke khelte hain, bada tez khelte hain
19:33 Lekin aaj unhone ne assess kya situation ko, conditions ko, aur ussa saabse batting ki
19:37 Baaki batsmen agar dekhen toh, unhone Rohit Sharma ki innings se zyada seekha nahi
19:42 Kyunke, agar aap ye innings ko deep leke jate the tohda sa, even KL Rahul aur thoda deep leke jate the
19:47 Ram Seth, 260-270 ph finish karte hain, lekin thoda sa, I think, condition, jo Basit bhai ne baat ki na
19:53 Conditions ki bhi jaye, thoda sa, ek hua 300 yaar 320 wala, ye wo wicket nahi tha, ye 60-70 wala wicket hai
20:01 Aur mai abhi bhi samajhta hu ki, ye total unhone kiya hai, aasaan itna nahi hoga, kyunki England ki batting line-up bhi confident nahi hai
20:07 Aur doosra, turn hua hai ball, you know, neya ball, shaam mein, thoda swing bhi ho, toh I think, ek acha match dekhne ko zaro milega
20:15 Agar England flyer try karenge, wo, early on, jis tarah wo khelte hain, attacking grid khelenge koshi karenge
20:21 Ho sakta hai unka start acha ho jaye, toh shayad one-sided ho jaye, otherwise I feel ye
20:25 Lagta nahi, highly unlikely condition
20:27 Haan, early mil gayi, toh ye aasaan total nahi hoga
20:30 Theek hai, kaisa dekha ye match, bada difficult, bada break ho raha tha, aur jaise Basit bhai ne kaha ki
20:37 Jo Rohit Sharma ki inning hai, that would be game changer, ye jo, agar ye India match jeetta hai toh
20:43 Definitely, das saal se wo aise hi khelta hai, wo aa raha hai, har doosre match meeting karta hai, muskil time pe aake
20:49 Aur lagta bhi, maza bhi aata dekhne ka, ek mature runnings kheli usne, do out bhi ho gave the
20:55 Ek toda sa bhi mujhe afsos hua hai, ke jaise batsman hai, Shrey Iyer ne jaise shots kheli, Virat Kohli ne jaise kheli
21:01 Itna bada naam, match ko bada achhe tariqe se leke chalta hai, 9 ball hi dot ho gaye tha na, usko itna panic hone ki zarurat nahi thi
21:08 Lekin Rohit Sharma ne first 10 overs me apna intent wohi rakha hoa tha, pehle 10 overs me usne 2 chakke maar diye,
21:14 Watein nikal ke ek pool pe maara jo, toh achha ek positive khel raha tha, partnership lagti toh 270 bohot kam hoona tha, pehle 300 ke kareeb hoona tha
21:21 Ye venue high scoring match wala nahi hai, pehla match hua hai jo South Africa ne 300 ki hai, baaghi jitne matches hua hai low scoring
21:28 Ek mehnat karni padh rahi hai, bowlers ke liye condition aasaan hai, England ne bowling bohot achhi kiya hai, late aaye hai
21:34 Lekin achhi bowling kiya hai, Adil ne achhi bowling kiya hai, lekin jo niche se 20 runs hua hai na, Bumrah ne jo kiya hai
21:41 Aur uske saath jo Kuldeep Yadav ne kiya hai, ye sabse achhi mere kaise team ke liye ek cheez ho gayi
21:47 Ye 20 runs humare match winning score ho gayi, aur aaj India agar haarta hai, toh pehle doosri team me share ho jayenge India ke aage
21:54 Aaj dekhte hain ke bowling jitwati hai ke nahi, condition mushkil hai, New Zealand ke khalaab Virat Kohli ne baari liye hai, match jitwa aaya hai
22:02 Aaj dekhte hain, aesi baari nazar aayegi aur phir jaa ke jeetegi
22:06 Shahid sahab kaise dekhte hain, thoda pehla match hai jisme India thoda trouble me aaya
22:11 Achha hai na, Ghansi khala kap tak khair manayegi, pehli dafa wo first batting kiye, unhone apne 5 ke 5 match face karte ve jeet hai
22:22 Toh aaj padha chalega, aur India ki acchi hai, England ko mushkil hogi, 231 itna aasaan target nahi hoga
22:28 Shammi bhi ke 3, Bumrah ekonomi team ke andar hai, Siraj bhi acchi bowling kar raha hai, woh ke usko itni victory mil rahe hai
22:35 Aur dono spinner unke hamal ki uskada rahe hai, toh England ke liye match aasaan nahi hoga
22:40 Bilkul England ke liye match aasaan nahi hoga, yehi sabka kehna hai
22:44 Abhi aap baat kar rahe the, Rohit Sharma ki innings ke hawale se, kitna mushkil tha aaj unke liye
22:52 Is tarah se khelna aur phir wo agar century bana dete, toh wo score ki taraf le jate jo ham samajh rahe the ki comfortable ho sakta hai
22:59 Rohit ko yeh advantage hua hai, ek toh jo 2 witte giri na pehle, pehle baari thi
23:05 Aap Rohit ka jo ab is waqt time hai na, wo thoda neeche ki taraf jaa raha hai, uska fitness level itna acha nahi hai
23:13 Doosri baari mein isliye wo shorty mark out ho raha hai, yaha pe wo fasa, kyunke fresh tha na, jaan thi tango mein, jisim mein jaan thi
23:20 Isliye wo itni achchi innings khel gaya aur rukh bhi gaya, wala toh wo apni shorts pe munasar karta hai
23:27 Duniya ka wahid batsman hai jisne, shayad 2 ya 3 tafa double century man banayi hai, top class bowler
23:32 Bhai mujhe aaj Adil Rashid bohot pasak, chote alfaz mein bolna hu mujhe bohot pasak hai
23:36 Bade dil se bol, bade dil aur wo jis tarah ball kar raha tha na, yaad aa rahi thi, greats jo humare mahrum Abdul Qadir bhai the na
23:43 Unhone aesa ek match jitwaaya England ke against, ke aau mujhe maaru
23:47 Leg spinner Basit bhai bade dil ke hota hai, Mushi bhai ko bhi maine dekha hai, beshakh CD mein bol jaha raha ho, silly mid off, silly mid off atata hi nahi the
23:55 Yeh sharaaz, yeh wickets mein, nahi lekin bye karna wicket yeh toh chaam hai na leg spinner ka
24:01 Ismein dil mein bohot bada tha, nahi nahi, honestly main bata raha hu, humara Faisalabad ke saath match tha, silly mid off, silly mid on rakha baha hai
24:09 Toh ek zaman tha Faisalabad ko, har doosra bol wo CD pe baing raha tha, itna confidence unko itna hota hai
24:17 Ek charity match tha Manchester mein, toh World Cup ke baad tha, toh Girev Hick batting keh raha tha, toh charity match mein Mushi ne mujhe bola, Basit bhai silly point pe aaja
24:27 Main acha aaja tha, usne itni zor se cover maari, toh mujhe bolta hai, well done, koi masalah nahi hai, main bhai mujhe maaf kar de, mujhe peeche kar de
24:35 Nahi, wo aapki daleri dekhna chah rahe the, wicket bye karne ke liye kabhi kabhi aisa karna padta hai, aur unko, charity match mein, nahi nahi, main aaj ke match ki baad ke raha tha
24:45 Ki jis tarah wo try kar rahe the, aur jo pitch mein jaisa break ho raha tha, wo zaruri bhi tha ke aap aise risk le sakte the
24:53 Dekhe agar England full confidence mein hota tha, aaj England aur jaldi out kar sakta tha, dekhe jitna spin ho raha tha, main ne slip nahi dekhi aaj, jitna Adil Rashid ball ko spin kar rahe the
25:03 Toh ek doh ball gaye bhi hai, jo edge lage aur, mera khayal mein thoda sa, kaptaan tentative the aaj, otherwise, wo chah rahe the ke naaj tej se na bane, agar aaj, uss flow mein hoti hai England ki team
25:16 Toh aaj aap aur attacking fielding dekhne ko milte, toh ho se the aur jaldi aapki wicket gir sakte the, toh I think ke wo waha pe thoda se trick miss kiya hai, jitna spin pe thoda se chance lena banta tha
25:26 Mohin Ali ko bahut late dekhi aaye, aapka main spinner hai, Livingston, yes ke wo leg spin kar leta hai, isliye dekhi aaye, lekin ek tarah se leg spinner laga hai, Mohin Ali ka record India ke club bahut achha hai
25:36 Especially in Test cricket, toh aaj thoda se Test cricket wala mahal tha, kyuk ye wicket mein turn tha, toh thoda se wicket buy karte hai, aaj wicket ek doh wicket beech mein aur jaldi le leta hai ye, toh ho sakte
25:45 Toh work bad tha, Mohin Ali ko khila rahe hai, yehi badi baat nahi hai, pehle toh khila hi nahi rahe the
25:50 Wohi na confuse hue hue the, kyun match jeete nahi, jitte match woh jaisi team thi, jaisi reputation thi, is world cup se pehle aane ki wahi se, woh pehla match harne ke baad New Zealand ne itna bura dent dala na England team pe
26:04 Woh wahan se uthi nahi paa rahe the, DCN toss jeet ke woh jaise jahan pe batting karne chahiye the, bowling kare the, yeh saari cheeze chal rahi thi unke saath
26:12 Aaj dekhe kadare betar, abhi lag spin pe baat kare hai, boomrah batting karne aaya hai, saath over pade hai, toh slip koi nahi hai, aapke main bowler lage hai
26:21 Toh galti ke nazar aa rahi hai, toh woh spinners pe bhi hua
26:25 But is it too little too late for England?
26:26 Too late ho gaye, too late ho gaye, lekin Shahid bhai nahi maante, Shahid bhai aajaye apne aadaad ho shumaar wali diary nikal le, aur hume bata de ke England aaj haar ke bhi bahar nahi ho sakta
26:36 Dekhe diary idhar hai, diary idhar hai, penthium 4 idhar hai, toh England ki team agar aaj haar bhi jaye toh 6 matchon me uske 2 point hoge aur agar 3 match jeet ke wo aaj pe aasake hai
26:53 Jab team 3 ne aaj pe aaj 10 se nikal jayenge, fir aap kaisakte ki England ki team bahar hogi aur aaj haan ke zoone pe, ke Butler ne slip nahi lagte, mujhe yaad aagaya koi kaftaan, uska naam bhi B se hi aata hai
27:06 Babar, khulke kahe de Shahid bhai, maana aap media mein hai, nahi aap aaj Shoaib ki kami poori karte hain, aap bhi chhedte hain jab wo screen pe nahi hote hain, aap chhed re hain Shoaib ko
27:22 Wo keh rahe hain aaj Shoaib saath nahi hain toh aap kamhi poori kar rahe hain, Babar beech mein lag ke
27:29 Due ke liye woh chal raha hai, yeh ho sakta hai, isse waale se kush condition betar ho jaye batting ke liye due ke laag
27:36 Shahid bhai, Basit bhai wo role pe bada zor dete, toh unse thoda sa sun lete, kya keh rahe hain, 7 minute ka role hona chahiye
27:44 Aahaan toh jab 260-270 bhi toh bol rahe hain Shahid bhai, abhi kya hona chahiye, abhi toh mere khal hai, jis tarah yeh dikha diya hai TV pe, abh daruat nahi hai na, kya dikha hai
27:55 Main nahi dikha, aap bata hai ki TV aapke saamne laga hain, aapke saamne bhi laga hain, wo, pose par, wo, aaj mujhe lagta hai India ko Ashwin ki yaad aayegi
28:06 Yes, do you agree? Mere khal mein, agar haar jayenge toh kaafi log bhi yaad aayegi, lekin enough skill in their bowling
28:15 Haan, enough skill hai, agar wohi main keh rahe hoon ki condition boh zyada due ki wajah se yaa, raat mein shayad thoda ball betar aaye
28:22 Lekin jitna humne dekha hai, zyadar conditions mein Nia bowl zaroor hila hai, saam ke time, agar subah ke time ho raha tha toh saam ko bhi hona chahiye
28:29 Wohi baat hai ki early wickets, you know, poori, you know, turning, turn bhi zyada effect karegi jab wickets gire hoonge
28:36 Agar wickets nahi girte, agar accha start le jate hain, toh ek scenario different banjate hai, batsman boh zyada confidence mein aaya the
28:41 Toh it's all depend how, ke match start kaise hota hai, pehle 10 server mein boh zyada batter karega
28:46 Cheek hai, kya?
28:47 Jab main ab haraan hoon, Shahid bhai ki baat pe, England kya kahe rahe hain, agar unke paas abhi 3 match ho raha hai iske baat
28:53 Woh apna pehle run rate bhi betar karne jaayenge, humare toh bahare bhi 3 match hain, toh hum 4 point pe, woh 2 point pe koshish karenge
29:00 Toh hume toh bohot pehle effort hain, humare liye bhi chance zyada hai, abhi tournament se bahi
29:05 Kamran, kamran meri baat samjhe, main yeh nahi keh raha hai ki woh semi final mein pohonch jayenge, main yeh keh raha hai ki woh out nahi honge
29:11 Isliye ke hum yeh dekhte hai, 2 team mein, agar India aaj jeetiye toh woh 12 point pe chali jayegi
29:16 Ek team 10 pe, ek team 8 pe, yeh dekhna hota hai ki kaunsi team, chauthi ya teesri team ko points pe pakar sakti hai
29:23 Agar nahi pakar sakti, iska matlab hai woh tournament se abhi, abhi England ke paas chance hai
29:28 Main wohi saamne rakhte ho bhi baat kar raha hoon, net run rate, phir uske saath betar karna padega, 2 team ho pe
29:33 Milkul nahi hai, kya hi yeh, kyunki Australia bohot aake chala gaya, New Zealand net run rate pe, South Africa, India
29:40 Ab yeh match, inme se Australia, South Africa, New Zealand na jeet hai, toh net run rate pe baat aayega
29:46 Baat aayega, usme net run rate, New Zealand toh bohot hi aage hai khyar, lekin points table pe bhi ek nazar daal lete
29:51 Aur saath saath us par bhi baat karenge, yeh hai points table aur isme South Africa on top
29:58 Aur phir uske baat, aap dekh sakte hain ki India, New Zealand, Australia
30:03 Shahid sahab jab aap England ke baare mein baat karenge, toh zara Pakistan ka bhi bataa de
30:07 Pakistan ko bhi zyade, apne teen ho match jeetne, aur achche net run rate ke saath jeetne
30:13 Aur yeh dua karni hai ki New Zealand atkar hai 8 points per, toh agar wo 8 points per atkar hai
30:18 Ya Australia 8 points per atkar hai, naamumkin nahi hai, lekin mushkil bhi ho gaye
30:24 Mushkil bhi bohot mushkil hai, chota mota mushkil nahi
30:28 Australia ne ek match me Netherland ko 309 runs se haraya, unka kahaan pauch gaya net run rate
30:34 Toh agar aap 150 run, 160 run se jeetein kisi ke bhi kulab, toh aapka net run rate shoot karta hai
30:41 Lekin Pakistan ki team se yeh tabak ko bohot kam hai
30:44 England se aag 30 hole mein kare raha hai, 200-300 run, 400 run pe Pakistan team ko 400 run karna padega
30:52 Lekin baaki team mein 350 run se kam kar nahi rahe hai, 400 run karna chahega
30:58 Pakistan team ko main yeh kahe raha ho
31:00 Isliye meri khoish the, khoish the ke Fakhar zaman kerte South Africa ke kala
31:05 Chahe unke balle pe wo fit ho gaye the, unhone teen chaar ground laga ke apna fitness test de diya tha
31:11 Lekin yeh point aaya discussion mein, ke balle pe unke sahi ball nahi aaya rahi the
31:16 Paanch match ho baar Travis Head aake, senior player, Travis Head paanch match ho baar Australia se aage
31:25 Usne 100 kar diya, top bowling ke ghala, toh hum isi me fasa rehenge, toh hum aage kaise jaayenge
31:29 Ek player 8 saal se khelta hua aaya raha hai, uska itna experience nahi hoga, ke wo knocking nahi kar raha hoga, net pe baari nahi leh raha hoga
31:36 Yeh toh pe, Allah yaafaza Pakistan ki cricket ka agar asset is hi hai na
31:40 Misal didu, hai cricket wali nahi hai, mic bhi ho satta, bura lage
31:45 Agar bandar ko ek saal pinjre mein band kar de na, usko azad kare, sabse pehle wo gulati maarta hai
31:50 Toh gulati maanta hai, wo nahi bhulta hai
31:52 Toh yaane ke batsman apne shots nahi bhulega
31:55 Shot thodi bhulega yaar, runs ho na ho yeh aalata baat hai
31:58 Agar unke mind mein jaise Shahid bhai ne baat ki hai, toh yeh toh pehle main samayta hu ke bada, mind set ki na baat hai
32:06 Ke kitna confidence
32:07 Ab finally, main chahunga ke sab batayen ke ab England ne kya karna hai, aapke point of view is game ke liye, kaise
32:13 Kya wo runner 8 ke liye jaayega ya nahi jaayega, pehle toh yeh dikhna hai, lekin match itna aasan nahi hai
32:18 Match itna aasan nahi hai
32:20 Mera khayal mein England attacking cricket hi khelega, specially up top
32:24 Agar woh victor kirti hain toh wo dubaara shayad aayega, lekin unka strength bhi yeh hi hai
32:29 I think counter karne jaayenge start me woh, agar toh woh kaamayab ho jayate hain toh fir run rate ki taraf aur jaayenge
32:35 Yeh sirf match jeetne ke liye hi woh attacking mein jaayenge, unka ek style hai, yeh run rate toh baat ki baat hai
32:40 I think they will calculate and come, ki hum kis tariqa se pahunch sakte hai
32:44 Pahunch sakte hain toh woh definitely attacking cricket khelenge, otherwise itna easy nahi hoga
32:49 Kyonki bowling unki specialist hai saare, koi instant bowling nahi karega, Mohin Ali bowling nahi karega, proper bowlers hain
32:56 Shahid bhai, final take
32:58 India ki bowling achi hai, mera khayal hai woh defend karne
33:01 Chalein theek hai, dekhte hain aaj ki is match mein kya hota hai, match aap enjoy kijiye
33:05 Aap se mubarakat hogi, kal dijiye apne mezban Najeeb ul Hussain ko, ijazat, apna bahot khayal bhakiye, Allah Hafiz

Recommended