Title: जानिए [शराब पीने के फायदे और नुकसान] |
Know the [advantages and disadvantages of drinking alcohol]
About me : Namaskar dosto mera naam hai "Akshay suryawanshi" aur mein ek health youtuber hu, swagat karta hu aapka humare is youtube channel "stay healthy at home" par.
About video : Dosto pichli video mein humne jana tha ki "sharab ke kitne prakar hote hai, pratyek sharab ko banane mein kya istemal kiya jata hai aur pratyek sharab mein kitni matra mein alcohol mojood hota hai" us video ki link meine neeche de rakhi hai.
☝link par click karke aap video dekh sakte hai.
dosto aaj ki is video mein hum janenge ki (sharab peene ke kya fayde aur nuksan hote hai), dekhiye dosto har cheej ki ek limit hoti hai, aur yadi kisi cheej ko limit se jyada istemal kiya jai toh woh cheej hume nuksan pahunchati hai, isi tarah sharab ka bhi hai, yadi hum sharab ko jyada peete hai toh isse hume bahut jyada nuksan ho sakte hai, sirf sharirik nuksan hi nahi balki sharab humari jindagi barbad kar deti hai, sharab se hum apni ijjat kho dete hai, sharab hume insano ke beech se utha deti hai, samaj mein humari burai hoti hai, sharab hume janwar bana deti hai aur toh aur sharab humse anchahe apradh karane par majboor kar deti hai. Sharab se humari paiso ki barbadi hoti hai aur sharab hume apne biwi-baccho ke najro mein gira deti hai.
Lekin dosto wahi par doosri taraf yadi aap sharab ka limit mein istemal karte hai, mere kehne ka matlab yadi aap sharab ka sewan bahut hi kam matra mein karte hai toh isse aapko kuch fayde jarur hote hai. Dekhiye dosto alag-alag studies ke aadhar par sharab peene ki limit tay ki gayi hai, shodhkartaon ki mane toh mardo ko ek din mein sirf 2 drinks leni chaiye aur mahilaon ko ek din mein sirf 1 drink leni chaiye aur yadi aap 12 % alcohol wali drink ka istemal karte hai toh aapko ek drink 140 ml ki leni chaiye aur yadi aap 40 % alcohol wali drink ka istemal karte hai toh aapko ek drink 40 ml ki leni chaiye.
(Sharab pine ke fayde | Benefits of drinking alcohol) :
dekhiye dosto yadi aap sharab ka sewan bilkul kam matra mein karte hai aur jaise meine bataya waise karte hai toh isse aapko jarur fayde honge.
1. Dimag ki sochne ki shamta badhti hai
2. Kidni mein stone banane se rokti hai
3. Heart attack ko rokti hai
4. Blood sugar ka level barkarar rakhti hai
5. Mahilaon mein yon kriya ki chah badhati hai
6. Yad rakhne ki shamta badhati hai
7. Tanav ko kam karti hai
8. Twacha sundar rakhti hai
9. Sardi-jukam se bachati hai
10. Haddiyon ko majboot rakhti hai
11. Jawan rakhti hai
(Sharab pine ke nuksan | Disadvantages of drinking alcohol) :
1. Lever mein jalan ho sakti hai, lever par soojan aa sakti hai, aur lever damage ho sakta hai
2. High blood pressure jaisi bimari se samna karna padh sakta hai
3. Heart muscles damage ho sakte hai, mouth cancer ho sakta hai
4. sharab hinsak apradh ke mamlo mein ahem bhoomika nibhati hai
5. Car accident mein bhi sharab ahem bhoomika nibhati hai
6. Sharab humari n

Category
🛠️
Lifestyle